• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Hayaan - Ek Insaan Ya Shaitaan

Hayaan-Insaan Ya shaitan Story kaisi hai..?

  • Total voters
    177

Black water

Vasudhaiv Kutumbakam
5,872
21,052
188
Beautiful update Bhai
 
  • Like
Reactions: Hayaan

Hayaan

●Naam to Suna Hi Hoga●
6,286
13,904
144
Ab..tak...
Geyron - Maar kyun nahi sakta...aisa kyu..??
Eblis - Tu mera Ansh hai, itna Na-samajh kaise ho sakta hai...??

Ab..Aage...Update No.9 (Eblis is Gone )

Eblis - Elizabeth ko tu Janta hi hai na..?? wo kya hai..?
""Angel hai, Angel queen Pure White Energy Malikin..."",

Tera Elizabeth ke sath Sambhog karne se Kafi kuchh badal gaya hai,
wo apni shati kho chuki thi,
Surakhsha Kawach banane mein,

Lekin teri wajah se uski shaktiya wapas aa gayi hai,
Pahle se bhi Jyada Powerful,
Lekin baat yahi nahi khatm hoti,

Tere karan Uski Shakti kuchh bhayankar badlav huye hai,
Jo ki meri samajh ke pare hai...
Jiska mujhe Andesha to hai,
lekin sach nahi Jaan pa raha...koi taqat mujhe ustak pahunchne se rok rahi hai,
Ab wo meri Pahunch se bahar ja chuki hai,
Shayad mai khud nahin samajhna chahta aur kyun nahi..?? iska mujhebgyan nahi,

Tu khud sonch, jise mai nahi
khoj pa raha, bhala tu kya kar payega...??
"" Fir bhi mai tujhe kuchh dunga..??""
ek antim bar,

Ab us Elizabeth ke garbh ke Andar,

1. God Power - Pure White Enegy
2. Eblis(Meri) ki Shakti- White and Black Mix Energy
3. Angel Power - Uski khud ki shakti

4. Geryon(teri)- Pure Black Energy,
(Jinn + Pishach + Man)+Jinse bhi tune Sambhoga kiya sabki Power ab usme samahit hai,

(aur tu kitna bada Hawasi hai, mujhse jyada tujhe koun janega, Ab koi prajati bachi kaha hai tujhse, Angel ko bhi lapete mein le liye)

Ab tu hi Bata murkh tu use kaise maar sakta hai..

Sampoorn Alaukik Shaktiyan teri Raah pe aade aayegi,
tera us tak pahunch pana asambhav hai..!!

Ab sayad tujhe tera Apradh gyat ho gaya ho,
ki tune kya kiya hai..??

Geryon - Chhama karein pita ji,
agya dein mujhe jaane ki...,??

Abhi nahi,
Eblis - Ab bilkul dhyan se sunna meri baat,
ab dubara nahi samjhaunga...

Jo bhi Maine tujhe kaha hai Jaisa bhi karne ko...Agar tu Asafal Raha to,
Jaise maine Elizabeth ko Qaid karne ke liye samjhaya hai,

Asafal hone par tujh par bhi Lagu hoga...

Chauthe din Elisabeth ko Ya
fir tujhe(Geryon) Ko,
Patal lok ke Anant Gahrayi mein sampoorn Shakti ke sath Qaid hona hoga...

Warna us Elizabeth ka to kuchh bhi na hoga...
Kintu tu Panchve din sampoorn Roop se nasht ho jayega
aur tere hi Sath teri sena aur Teri Devil Power ko Manne wale
sampoorna Prajati ka Ant ho jayega...

Isliye Agar khud ko aur khud ki power ko bachana hai to Ya to use kaid kar Ya fir tu khud qaid ho ja.....

Samay aane par ek baar fir tu Ajaad hoga...Kya pata usse bhi Jyada vikral shakti lekar....

Geryon - Ji Pita ji, dhanyawad !!

Eblis - Ab se tera mera sampark khatm Ajeewan Anant kaal ke liye,
ab tu kabhi bhi mujh tak nahi pahuch payega,

Khud ko Jeevit Rakhna hai to mere bataye ek-ek pahlu par gaur karna aur har ek baat ka paalan karna....

Ekbaar Geryon ko gale lagaya..uske sar pe hath fera,

""Use khojne jaane se pahle Dhyan mein baithkar Apni Urja ko Mehsoos kar, Mansik tarango ke jariye se dhoondhne ki kosis kar tabhi tu safal hoga,,"" Eblis itna bolkar Shant ho gaya,

Eblis bhi Dhyaan mein baith gaya...Aur gayab ho gaya Hamesha - Hamesh ke liye...

.
.
.
.

Aaj ke liye Bas itna hi,

Thank You so much!!

Stay tuned keep supporting Give your best review,

Last edited:

John Cena

Well-Known Member
5,472
7,008
188
Ooo matlab ka hero shetan ka beta ka beta hoga jo boht powerfull hoga

Reactions: Naina and Hayaan
Top