• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller Haweli ~~ " The Night Is Dark " (completed)

What makes reader feel while readng " Haweli " title story?


  • Total voters
    35

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219
Andhera itna tha ki kali padh chuki haveli hote hue bi dikhai nai de rhi thi, charon aur sanata tha aur haveli ke aas pass dur dur tak is andheri raat mein koi bhi nai tha, kuch tha to vo sanata jiski awaz suni to nahi jaa sakti thi lekin mehsus jarur ho rahi thi....

Us sanate aur andhere mein jahan roshni ka namo-nishan na tha, usi samay haveli ki khidkiyun par ek roshni jhalak rahi thi jese vo us roshni se khidki ke bahar jhankne ki kosish kar rahi ho par darasal vo khidki se bahar nahi balki dhire-dhire niche utar rahi thi. Ek hath mein laltein liye aur dusre hath mein ek glass vo dhire-dhire sidiyan utar rahi thi. Uske chehre par ghabrahat thi, sidiyan utarte sath hi usne bina der kiye apne kadam samne kamre ki taraf badha diye par vahan pahunchte hi vo ruk gayi. Uski sansein ek dum hi tez ho chali thi, blouse mein kasi uski chatiyan zor-zor se uppar niche hone lagi, usne kuch pal yun hi vahan khade guzar die aur phir darwaje par halka dhakka dete hue use khol dia, andar roshni pehle se thi uske sath us kamre mein ek awaz gunj rahi thi jo haveli mein to thi par bahar tak nahi pahunch rahi thi.



PDF Link for this Story : https://www.mediafire.com/file/xpsslq65yowlt7c/Haveli_%7E%7E_The_Night_Is_Dark.pdf/file
 
Last edited:

Assassin

Staff member
Moderator
4,494
3,976
159
:congrats: Harshit kaka
 

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219
Sambhog insan ki niyat mein hai, jo aaj nahi to kal dikh hi jati hai. Mard khuleaam is niyat ko jahir kare to vo mard kehlata hai aur agar wahi ek aurat ho to use randi ghosit karke uske jism ko raunda jata hai. Jism ko raundne ka silsila har raat chalta hai, koi apni thakan utarta hai to koi hak jatate hue use apne palang par tod deta hai. Har raat kuch isi tarah gaon ke rishte nibhaye jate hain, kuch aise bhi hote hain jinke naam koi rishta nahi hota, hota hai to sirf jism aur uski niyat jisme sirf ek hi sachai hoti hai sambhog ki sachai jisme dono jismo ka koi rishta nahi hota.

Har raat gaon ki raatein aisi hi beeta karti thi, phir raton-raat sab kuch badalne sa laga, gaon ki ratein sirf ratein nahi bachi balki ek kale sayein mein badal gayi, aisa kala saya jise kuch log shrap kehne lage to kuch use bhutia haveli maan baithe, vo haveli jisne gaon ko sab kuch dia aaj usi haveli ke pas kuch nahi bacha tha, bachi thi to vo kali padh chuki deeware aur uski khamoshi.

Raat ke us saye mein, gaon ke ek hisse mein vo deewarein jiske ird-gird sanata pasra hua tha. Haveli ki khidki ke piche eka-ek roshni ujagar hui vo choti si roshni itne andhera hone ki vajah se dur se hi dikh rahi thi. Hath mein laltein liye vo dhire-dhire sidiyun se niche utar rahi thi. Uske chehre par utni hi ghabrahat thi jitni pehli dafa ek ladki ke sambhog karte waqt hoti hai. Vo dheme kadmo se ek darwaje ke aage aa khadi hui, tez chalti sanson ke sath uski chatiyan uppar niche ho rahi thi. Usne darwaje par dhakka dia aur vo khul gaya, uski sansein aur tez ho gayi, vo dheme kadmo se andar badhi, andar pehle se hi halki roshni thi, usne table par laltein ke sath dudh ka glass rakha aur tirchi nazron se palang ki taraf dekhne lagi.

" thakurain dudh ... " thakurain halki halki siskiyan leti hui apne uppar chade admi ki pith mein apni ungliyan ghusaye sambhog ke nashe mein khoi hui thi. Manju ne us nazare ko dekh apne honth ek baar biche aur phir bahar ki taraf chal di, bahar nikalte hi usne darwaja band kar dia aur vahin khadi ho gayi. Uski sansein durust hoti ki uske baad andar se us ho rahe sambhog ki awazein bahar tak aane lagi. Manju ki sansein aur tez ho gayi, use apne sharir mein phir ek baar kuch mehsus hua par vo samajh na payi, andar se ati awaz uske sharir ko aur jada utejit kar rahi thi par use sirf itna pata tha ki is utejna ko kam karne ka tarika wahi hai jo andar thakurain kar rahi hai. Uske pairon ne jawab de dia aur vo wahin baith gayi aur apni choli ke uppar se apni chatiyun ko dabane lagi itna usne bachpan mein kheto mein dekha tha jahan ladke aksar ladkiyun ke chatiyun ko dabaya karte the, aisa karne par use kuch ho to nahi raha tha balki utejna aur badh rahi thi lekin use iske alawa kuch aur pata hi nahi tha. Kuch hi der mein andar se ati awazein shant ho gayi aur vo ankh bandh karke baith gayi.

Manju roz raat ko yahi karti thi, haveli ke bahar walon ke liye haveli mar chuki thi lekin uske andar reh rahi manju har raat use jeevat dekhti thi, vo awazein jo thakurain ke kamre se ati thi vo haveli ke bahar nahi jati thi. Ye ek aisi raat thi is gaon mein jo itni gehri thi ki uska sach kahin kho sa gaya tha. Manju ki ankh subah khuli jab haveli ke darwaje par dastak hui.

" subah subah itni haveli mein kaun ? " usne darwaja khola. " aap ? " vo hairani bhari nazron se inspector ko ghurne lagi. Inspector ka dhayan uske sawal ki jagah uski chaityun par gaya jo uski choli se thode bahar the, manju uski nazre samajh gayi par kuch keh nahi payi.

" thakurain milegi ? "

" itni subah aap baad mein .. "

" baad mein hume seher jana hai, aapko takleef na ho to unhe bula dengi " inspector ki shabdo mein vyang dekh manju jada kuch nahi boli.

" theek hai hum bulate hain " manju jab tak thakurain ke darwaje tak pahunchi tab tak inspector uske piche adhi nangi pith aur bhari sadol gand ko dekhta raha.

" thakurain.. " do teen bar dastak ke baad darwaja khula.

" maaf kijeyega thakurain vo daroga sahab aye hai apse milne .. " manju itna bol kar darwaje se hat gayi.

" namastey malini ji, maafi chahunga apko subah subah yun pareshan kiya humne " inspector ne chehre par muskan ke sath hath jod die.

Malini abhi nightie mein thi, bal bandhe ek taraf latke hue the, chehre par itna prabhav tha ki lag nahi raha tha abhi vo so kar uthi hai, uski sundarta ke liye vo gaon mein shuru se hi mashur thi lekin vo apne jism ke liye bhi utni hi mashur thi, inspector ki nazrein uske jism ko noch rahi thi aur malini ye baat ache se samajh rahi thi.

" manju jaa daroga ji ke liye chai lekar aa tab tak hum inse puche ki subah-subah inhone hamare yahan dastak kese di.. baithye daroga ji.. " sofe par baith kar malini ne ishara kia.

" ji shukriya.. "

" to bataiye kese ana hua apka ? " malini ko waqt zaya karna pasand nahi tha.

" bas haveli ane ka man hua to aa gaye "

" man hua ye phir aap hum par ilzam lagane aye hain "

" hahaha, humari kya majal jo thakurain par ilzam laga sake "

" to ane ki wajah ? "

" kal raat hume ek lash mili hai malini ji " inspector ke hontho se hansi ek dum gayab ho gayi.
 

anandsngh12

Well-Known Member
28,992
64,197
173
Welcome Back Harshit bhai....."The King of Horror Stories''
Apka Iss Forum par Hardik Swagat, Vandan aur Abhinandan hai.
Apki Haunted ki vajah se hi maine xp join kiya tha.
Aaj bhi uski yaade dilo dimag par vaise hi taro taaza hain jaise uss samay thi.
Iss baat ka khed jarur raha ki Haunted Part 3 incomplete rah gaya.
Apko dubara Lekhak ke roop me dekh behad prasannata ho rahi hai.
Aaj bhi likhne ka vahi andaz, vahi style..kuch bhi nahi badla
You are a Genious Writer Bhai
 

Jitu kumar

Active Member
1,946
6,490
143
Awesome starting bhai,
behad hi shandaar story hai bhai,
aakhir kaun mara hai jo inspector direct haweli hi pahuch gaya hai,
Waiting for next update
 
Top