• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Hawas

Status
Not open for further replies.

Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244
Update 23
Agle din subah sablog apne time se uthte hai aur nashta karne lag jaate hai.

Richa: Aur kyaa plan hai aaj tumlogo ka.

Rishi: Main aur Vicky toh ghumne nikal jayenge. Inka pata nhi.

Preeti: Hum bhi idher udher ghumne nikal jaayenge. Aur thodi shopping bhi karenge.

Rima: Thikk haii. Aaram se jao. Ghar ki chaabiyan le lena Kyoki humlog toh kaam pe jaa rahe hai. Toh ghar band rahega.

Vicky: Okkkk.

Rajesh: Jaoge kaisee. Tumlogo ki bike aur scooti toh aayi nhi abhi tak.

Ramesh: Ek kaam karte hai. Ghar mein 2 gaadiyan hai. Dono gaadiyan inn charo ko de dete hai. Aur hum cab le lete hai. Phir jab inki bike aur scooti aajyegi toh car wapas hum le lenge.

Rima: Yehi karte hai.

Phir sablog apna nashta karne lagte hai. Nashte ke baad woh chaar apne kaam pe chale jaate hai. Rashi aur Preeti bhi ghumne nikal jaate hai.

Vicky: Rishi tere paas Nidhi ke sasuraal ka address hai naa.

Rishi: Haa. Usse liya tha maine.

Vicky: Chal wahi chalte hai.

Rishi: Abee pagal hogya hai kyaa. Kyaa bolega ghar mein jaake.

Vicky: Bolenge student hai uske.

Rishi: Abee bhosdike. Dimaag kyaa usi sehar mein chodd aaya hai. Abee woh uska sasural hai. Waha aise hi nhi jaa sakte.

Vicky: Toh kyaa karenge.

Rishi: Chal wahi Chalke dekhenge.

Phir yehdono bhi nikal padhte hai aur thodi der mein Nidhi ke sasuraal ke paas aajate hai aur car mein baithke hi uske ghar ki taraf dekhte rehte hai.

Vicky: Ghar toh achha hai. Humare jaisa hi hai. Bas humare do hai aur inka ek.

Rishi: Hmm. Lagta hai kaafi paise wale hai. Par ab Nidhi ko kaise bulayee. Ek kaam usko phone kar dekh lagta hai kyaa.

Vicky Nidhi ko call karta hai aur issbaar kismat se uska call lag jaata hai. Kuch der tak phone bajta rehta hai phir call receive hota hai.

Nidhi: Hello.

Vicky: Hello.

Nidhi: Kaunnn.

Vicky: Aap Nidhi Ma’am bolrahi hai kyaa.

Nidhi: Jiii. Par aap kaun.

Vicky: Areee mainn Vickyyyy.

Nidhi: Tummmmmmm.

Vicky: Haaa main. Kaha hai tuu. Kaisii haiii. Kitne call kiye msg kiye. Ek ka bhi jawaab nhi diyaa. Sab thikk toh haii naa.

Nidhi: Main thikkk huu. Woh actually mera phone flight mein hi chuttt gaya tha. Bahot muskhil se aaj hi same number mila par saare contacts udhh gaye. Jisme tumdono ke bhi number the.

Vicky: Achhhaaaa. Humhe tension hogyi thi tere liye ke tu kaisi hai tu thikk toh hai naa. Abhi kaha hai tu.

Nidhi: Abhi main apne sasural mein hu. Aur tumlog kaha ho.

Vicky: Tere sasural ke bahar hi khade hai.

Nidhi: Whattttttttt.

Vicky: Haaa. Kal hi apne ghar aaye hai.

Nidhi apne ghar ke balcony mein aati hai toh usse koi nhi dikhta.

Nidhi: Kaha ho.

Vicky: Ghar ke bahar car dikh rahi hai ek black colour ki.

Nidhi: Haaa.

Vicky: Usme hi hai. Hum tujhe dekh sakte hai. Kyaa halat banali hai tune apni.

Nidhi: Kyaa karu. Ab jeene ka mann nhi hai. Mummy papa ke liye jee rahi thi woh toh rahe nhi.

Vicky: Humdono kyaa marr gaye hai.

Nidhi: Tumdono ke liye hi abtak zinda hu. Warna mummy papa ke saath hi main bhi yeh bol woh rone lagti hai.

Vicky: Chupp hojaa. Ek kaam kar. Ghar ke bahar nikal aur kuch duri pe jo garden hai waha mil. Hum wahi aate hai.

Nidhi: Par main aise kaise aasakti hu. Agar kisi ne dekhliya toh bawaal hojayega.

Vicky: Tu aa toh baaki hum sambhal lenge.

Nidhi: Koshish karti hu.

Phir call cut hojaata hai.

Thodi der baad dono garden ke ek bench pe baithe hue the tabhi unhe Nidhi aate hue dikhti hai.

Nidhi ki nazar jab dono pe padhti hai toh uski chehre pe ek muskurahat aajati hai.

Nidhi ki dekhte hi dono pedh aur jhaadiyon ke pichhe chale jaate hai aur waha baith jaate hai.

Nidhi bhi unke paas aake undono ke beech baith jaati hai.

Nidhi: Kaise ho tumdono.

Rishi: Humari chorr pehle tu bata tu kaisi hai aur yeh kyaa haal banaya hua hai.

Vicky: Pehle tere chehre pe ek raunak rehti thi ek chamak rehti thi par ab toh jaise sab khatam hogya hai.

Nidhi: Sab khatam hi toh hogya hai. Mere mummy papa mere liye sabkuch the. Par ab woh hi nhi rahe. Ek pal mein meri zindagi ujhad gayi. Yeh bol woh rone lagti hai.

Vicky: Nidhi meri jaan aise mat ro. Tujhe aise rote dekh tere mummy papa ko bhi takleef hogi. Aise mat ro.

Nidhi: Woh takleef mein hi hai. Unki aatma ko shanti nhi mili hai abhi tak.

Rishi: Matlab.

Nidhi: Jab tak unke kaatilo ko saza nhi milti tab tak unki aatma ko shanti nhi milegi.

Dono Nidhi ki baat sunke hairaan hojaate hai. Unhe apne kaano pe yakeen nhi horaha thaa.

Dono: Kyaaaaa. Yehh kyaaaa bol rahiii haii tuuu.

Nidhi: Main thikk bol rahi hu. Unki maut accident ke wajah se hui hai par woh accident karwaya gaya tha.

Dono: Whattttttttt. Kisneee karwayaaaaa. Aur tujheee yehh sabb kaiseee pataaa.

Nidhi: Mere papa ne bataya tha mujhe marte waqt.

Jab main yaha pahonchi toh main sidha hospital gayi. Hospital mein mere sasural wale the. Mera pati bhi aaya hua tha. Meri badkismati thi ke mere pahonchne ke pehle hi Mummy ne apna dumm todd diya tha. Papa mujhse milna chahte theee.

Main himmat karke papa ke paas gayi aur unko dekhte hi main ro padhi. Mujhse sehan nhi horaha tha. Doctor wahi Papa ke paas tha. Jinhe shayad tumdono ki Mummy ne consider kiya tha. Mujhe himmat nhi horahi thi ke main papa se kuch baat karu. Par phir bhi maine koshish ki.

Nidhi: Rote hue. Papaaaa.

Nidhi Papa: Nidhii merii bachhiiii.

Nidhi: Yehhh sabb kyaaa hogyaaa papaaaa. Aur Mummyyyyyyy. Yeh bolte hue rone lagti hai.

Nidhi Papa: Humhe maaf karde beta. Par shayad humari kismat mein itni hi zindagi likhi hui thi.

Nidhi: Aapko kuchh nhii hogaa Papa. Aap bilkul thikk hojayengeee. Dekhiye doctor hai naa yaha pee.

Nidhi Papa: Doctor mujhe meri beti se akele mein baat karni hai Pleaseeeee

Doctor unki baat maanke waha se nikal jaate hai. Ab kamre mein sirf hum dono hi the.

Nidhi Papa: Betaa meri baat dhyaan se sunna. Mere paas jyaada waqt nhi hai.

Nidhi: Aisi baat naa bole papa. Aap bilkul thikk hojayengee. Main mummy ko khoo chuki hu ab aapko nhi khona chahti.

Nidhi Papa: Mujhe pata hai beta main ab nhi bachunga. Isiliye meri baat dhyaan se suno. Mera accident hua nhi hai karwaya gaya hai. Mujhe bahot waqt se tumhara sasur aur jeth dhamki de rahe the ke main property unke naam kardu warna woh mujhe aur tumhari maa ko maardenge. Par main nhi maana. Aur aaj unhone subah yeh kaam kardiya.

Nidhi: Shock hoke. Kyaaaaaaaaaaaaa.

Nidhi Papa: Haaa betaa. Tumhare sasural walo ne hi yeh kam kiya hai. Par mere paas koi saboot nhi hai.

Nidhi: Rote hue. Main inko chorunhiii nhiii papa. Jaan se maardungi inhe.

Nidhi Papa: Nhiii betaaa. Tum inn haiwano see durr rehna. Tumne humari jaan bachane ke liye uss ghar mein shaadi karli par tumhe iss baare mein pata hai yeh baat unhe tab tak pata mat chalne dena jab tak tum mera ek kaam naa kardo. Tumhe tumhari maa ki kasam.

Nidhi: Papaaaaaa.

Nidhi Papa: Pleaseeee betaaaa.

Nidhi: Rote hueeee. Kyaa kaam hai. Main usse jarur pura karungi.

Nidhi Papa: Inn haiwaano ne jiss property ke liye yeh kaam kiya hai woh maine tumhare naam kardi hai. Tumhe iss property ko iske asli haqdaar ke paas pahonchana hai.

Nidhi: Asli haqdaar.

Nidhi Papa: Haa betaa. Yeh property meri nhi hai. Maine kisi aur ki property ko dhoke se le liya tha. Aur asli haqdaar ko unke hi ghar se bahar nikal diya thaa. Aur yehi meri jeevan ka sabse bada gunaah hai jiski saza aaj mujhe bhagwan ne de di.

Nidhi: Rote hue. Yeh sab aap kyaa bol rahee hai papaaaa.

Nidhi Papa: Sach hai betaaa. Ab tujhe bas iss property ke asli haqdaar ko isse wapas karna hai. Tu apne wakeel ko jaanti hai naa.

Nidhi: Haaa.

Nidhi Papa: Unke paas chali jaana woh property tujhe handover kardenge aur baaki sab bhi bata denge. Apna khayal rakhna beta khush rehna aur hosake toh apne maa baap ko maaf kardena. Yeh bolte ne baad woh chup hojaate hai.

Nidhi: Jorr chillate hue. Papaaaaaaaaaaaa.

Nidhi ke itne jorr se chillane se bahar se sasuraal ke log aajate hai. Saath mein doctor bhiii.

Doctor aake check karta hai aur Nidhi ke baap ki aankhein apne haath se band kardeta hai. Nidhi bas pathar bani wahi baithi rehti hai woh ektak apne baap ke lash ko dekh rahi thi.

Rishi aur Vicky bas muh khole yeh sab sunn rahe thee aur Nidhi unke saamne baithe royee jaa rahii thiii. Dono ko apne kaano pe yakeen nhi horaha thaaa.

Vicky aage badh ke Nidhi ke kandhe ki chuta hai toh woh usse lipat ke rone lagti hai.

Vicky: Chupp hojaa meri jaan. Sab thikk hojayegaa. Unn haramiyon ko unke kiye ki saza milegi. Jarur milegi. Tu chup hojaa.

Nidhi: Main unko tadpa tadpa ke maarna chahti hu. Unse unki daulat unki izzat sab chinn lungi. Unhone mere mummy papa ko maara hai naa main uss khandaan ko tabah kardungi.

Rishi: Shanttt hojaaa. Tu jaisa chahti hai waisa hi hogaa par abhi chupp hojaa. Aur mat ro.

Kuch der sisakne ke baad Nidhi shant hojaati hai.
 
Status
Not open for further replies.
Top