• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Hawas

Status
Not open for further replies.

Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244
Update 20
Nidhi ke nikalte hi chaaro ek dusre ko dekhne lagte hai.

Vicky: Aur bolo sach. Hogya naa satyanash. Bola thaa koi jarurat nhi hai sach bolne ki. Ab pachtao.

Rashi: Par ab chahe jo bhi ho. Kam se kam ab mann mein ek bojh toh nhi rahega ke humne kisi begunaah ke saath galat kiya.

Rishi: Par ab aage kyaa karee.

Vicky: Karna kya hai. Samaan baandho aur chalo yaha se. Ab yaha rehke kuch nhi hoga.

Preeti: Kisne kaha kuch nhi hoga. Tumlogo ne suna nhi usne kyaa kaha. Badla sirf humhe hi nhi usse bhi chahiye. Toh kyo naa hum usse bhi saath mila le.

Rishi: Pagal hogyi hai. Jaanti bhi hai kyaa bol rahi hai. Tu jaanti hai na woh kaun hai.

Preeti: Haa jaanti hu main kyaa bol rahi hu aur woh kaun hai. Par jaza dekho. Agar usse kuch galat karna hota toh woh yaha nhi aati. Aur agar aati bhi toh akele nhi aati. Aur isswaqt humlog yaha nhi jail mein hote.

Vicky: Haa toh iska matlab yeh nhi hum apne badle mein kisi ko bhi shamil karle.

Preeti: Agar aisa hi hai naa toh chalo apna apna samaan pack karo aur chalo yaha se. Aur hum bhul jaate hai apne badle ko. Kyoki humare paas aur koi raasta toh hoga nhi. Kyoki waha ghusne ka one and only raasta yehi hai.

Rashi: Mere khayal se yeh sahi bol rahi hai. Aur waise bhi Nidhi humhe betray kare aisi ladki nhi hai. Kyoki agar aisa hota toh woh yaha nhi aati.

Vicky: Yeh sab lafda tumdono ki baat maane ki wajah se hi hua hai. Aur tumdono ki wajah se hi hum iss jhamele mein fhas gaye hai. Humhe maana hi nhi chaiye tha.

Preeti: Ab jo hogya hai usse yaad karke time waste mat karo. Ab yeh socho aage kyaa karna hai.

Rishi: Karna kya hai. Kal jaayenge uske ghar tumdono ne aur koi raasta bhi kaha chora hai.

Vicky: Par agar usne dhoka diya toh.

Rashi: Kyaa tumdono ko sach mein lagta hai ke woh dokha degi. Itne samay se jaante hai huk usse. Are woh toh khud unse badla lena chahti hai.

Vicky: Dekhte hai.

Agle din chaaro Nidhi ke ghar jaate hai.

Nidhi: Mujhe pata tha tumlog jarur aaoge

Vicky: Aakhir tu kyo humara saath dena chahti hai.

Nidhi: Reason tumlogo ko pata hai. Unlogo ne meri zindagi barbaad kardi. Badla toh mujhe bhi lena thaa par main akele yeh nhi karsakti thi.

Rishi: Aur agar humne phirse dhoka diya toh.

Nidhi: Dhokha diya toh meri zindagi toh pehle se hi barbaad thi woh ab jahanum hojayegi. Aur phir main toh marungi toh par tumlogo leke marungi.

Vicky: Iski kyaa guarantee hai ke tu humhe dhokha nhi degi.

Nidhi: Agar mujhe kuch karna hota toh isswaqt tumlog zinda naa hote. Ab jyaada sochna choro aue yeh batao karna kyaa hai.

Rashi: Filhal toh exams aane waale hai toh uski hi taiyaari karte hai. Kyoki agar exams mein fail hogye toh humare maa baap humhe nhi chorenge.

Preeti: Haa sahi kaha. Isiliye abhi toh filhal padhai mein dhyaan dete hai.

Inki baat sunke Nidhi jorr jorr se hasne lagti hai. Phir charo wahi baith ke padhne lagte hai.

Aise hi din guzarne lagte hai. Inn guzarte dino mein Rishi aur Vicky ne college ki kuch students ke saath saath teachers ko bhi chodd diya tha jisme Vice Principal ki beti bhi maujud thi.

Dekhte dekhte inka college over hone ko aajata hai aur wapas jaane ka time bhi hojaata hai.

Ekdin Nidhi subah Rishi aur Vicky ke flat mein hi thi. Woh thodi der pehle hi inke ghar aagayi thi kyoki charo ke last exam hi bache the toh woh inki extra class le rahi thi.

Woh hall mein aayi thi ke uska phone bajne lagta hai. Woh apna phone dekhti hai toh uske pati ka phone hota hai.

Nidhi: Hello.

Jai: Kaha hai tu.

Nidhi: Main bahar aayi hu kyaa hogyaa.

Jai: Tere maa baap ka accident hogya hai. Hospital mein admit hai. Jaldi se humare sehar pahonch. Main bhi direct wahi pahonch jaunga. Yeh bol phone kaat deta hai.

Nidhi jaise hi yeh sunti hai toh uske haath se phone nichhe girr jaata hai aur woh ekdum se behosh hoke nichhe girr jaati hai.

Rishi aur Vicky kuch girne ki awaaz sunke bahar aate hai toh dekhte hai Nidhi zameen mein giri hui hai. Dono bhaag ke uske paas aate hai aur usse utha ke sofa mein sula dete hai.

Vicky paani ke chithe maarke usse hosh mein laata hai. Hosh mein aate hi woh jorr jorr se rone lagti hai. Usko aise rote dekh dono pareshan hojaate hai.

Dono: Kyaaa huaaa. Kiska phone ka kyo ro rahi ho.

Nidhi: Jai ka phone tha. Usne kaha mere mummy papa ka accident hogya hai. Yeh bol aur jorr jorr se rone lagti hai.

Dono: Tu pehle rona band kar. Unko kuch nhi hogaa. Humari Mummy khud doctor hai. Hum bolenge unko ke woh unka treatment karee.

Nidhi: Main abhi mummy papa ke paas jaaungi.

Dono: Chall hum bhi chalte hai.

Nidhi: Nhiii tumm yehii raho. Tumhare exam hai parso. Main akele chali jaungi.

Dono : Parrrr.

Nidhi: Nhii. Maine kaha naa.

Dono: Thikk hai. Hum Mummy ko bol dete hai.

Phir Rishi jaldi se apni maa ko phone karta hai.

Rishi: Heyyy Mummy. Kaise ho aap.

Richa: Main bahot achhi hu mera bachha. Tumlog kaise ho.

Rishi: Hum bhi achhe hai. Achha mummy suno naa. Humare ek teacher ke mummy papa ka accident hogya hai uss sehar mein. Toh aap yaa chachi koi bhi ek dekh lo naa.

Richa: Ooo shitttt. Sorry betaa. Par abhi main tumhare papa chacha aur chachi khud sehar mein nhi hai. Hum khud bahar aaye hai ek seminar ke liye. Hum parso lautenge.

Rishi: Shitttttt. Toh aap apne pehchan ke kisi doctor ko boldijiye naa.

Richa: Haaa yehhh mainnn kardetiii huuu. Tum chinta mat karooo. Unkooo kuchh nhii hogaa.

Rishi: Thank You Mummy. Lovee youuu.

Richa: Loveee youuu too bachhaa.

Phir call cut hojaata hai.

Nidhi: Kyaa bola.

Rishi: Woh aur chachi toh sehar se bahar se seminar ke liye par unhone apni pehchan ke doctor ko boldiya hai woh dekh lenge.

Nidhi: Thikk haiii. Main nikalti huuu. Yeh bol Nidhi jaldi se fresh hoke kapde pehenti hai aur apne ghar jaake apna jaruri samaan leke nikal padhti hai.

Idher Rishi Vicky Rashi aur Preeti bhi thode pareshan thee.

Rishi: Yaar yeh achanak kaise hogyaa.

Vicky: Kyaa pata. Bas uske Mummy Papa sahi ho. Tune chachi ko boldiya hai naa.

Rishi: Haa maine boldiya hai. Woh apne jaan pehchan ke kisi doctor ko boldegi.

Aise hi 1 hafta guzar jaata hai. Inn 1 hafte mein sabke exams khatam hogye the. Ab sablog college passout the. Par inn 1 hafte mein Rishi aur Vicky ki Nidhi se koi baat nhi hui thi. Unhone bahot koshish ki par harbaar uska phone band hi aata tha. Apni Maa se unhe pata chala tha ke Nidhi ka Maa baap marr chuke hai. Maa pehle hi marr gayi thi par baap Nidhi se milne ke baad mara.

Dono ko yeh sunn bahot shock laga tha. Unhe Nidhi ki halat ka andaza horaha tha. Woh samaj gaye the ke isiliye Nidhi ka phone band hai aur woh baat nhi kar rahi hai. Ab unke phir se apne sehar jaane ka samay hogya thaa.
 
Status
Not open for further replies.
Top