• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Hawas aur Badla (completed)

Prince sumit

Active Member
680
2,282
123
Update 94
Phir sab neeche aate hai aur apne apne position mein aajate hai. Inki kismat achhi thi ke Harish khud room se bahar aaraha thaa.

Deepak sabki taraf dekhta hai aur phir chalne lagta hai.

Sam bhi apne position ke liye chal raha thaa.

Jaise hi Deepak apne dad ke paas aane wala hota hai woh tezz chalne lagta hai aur uskee paas aake thikkk uske pairr ke upar pairr rakh deta hai aur thoda jorr se daba deta tha. Thikk tabhi Sam bhi unke pichhe baith ke apne shoe layes thikk karne lagtaa hai.

Jaisee hi Deepak ka pairr Harish ke pairr pe laga unhe dard hua aur woh uchaltee huee pichhe jaane lagee aur pichhe Sam se takra ke girnee lagte hai. Jaisee hi unke talwe hawa mein aate Vishal unhe pakad leta hai aur Mahi jhatt se waha aati hai dekhne lagti hai.

Woh dhyaan se dekhti hai par usse waha koi nishann nhi dikhaa. Talwee ekdumm plainn thee. Yeh dekhh Mahiii bahottt shockkk hotiii haiiii. Par woh jaldi se normal hojaati hai aur waha se apne room mein chali jaati hai.

Vishal bhi unhe khada kar deta hai.

Sam: Uncleee aaram see abhii girr jaatee.

Harish iss achanak hue humle se thoda darr gaya tha par apne aap sambhal ke.

Harish: Areee main thikk hi hu. Yeh Deepak ne mere pairon ke upar apna pairr rakh diya jisse main uchal gaya aur tumse takra ke nichee girr gaya. Yeh toh achha hua Vishal ne pakad liya warna mera sirr aaj futt jaata. Par tum aise mere pichhe baithh ke kya kar rahe the.

Sam: Aree woh mere shoe lays thode loose hogaye the usi ko tight kar raha tha par achanak aap mujhse takraa gayee.

Deepak: Sorry Dad. Par main toh aapse aashirwaad lene aaraha tha par galti se woh hogyaa.

Harish: Koi baat nhii hojaata hai. Aur mera aashirwaad toh humesha tumsab ke saath hai. Btw Thank you Vishal mujhe girne se bachane ke liyee.

Vishal: Aree uncle isme thank you kaisaaa.

Phir Harish waha se chala jaata hai.

Sam: Great job guyss. Par yeh Mahi ko achanak kya hua aur woh kaha chali gayi.

Ritika: Sam woh kamre meim gayi hai.

Sam: Oo Chalo dekhe kya huaa.

Sab Sam ke kamre mein aate hai toh dekhte hai Mahi ke aankho mein aansu hai.

Sab yeh dekh kar pareshan hojaate hai. Sam jaldi se jaake Mahi ko gale lagata hai.

Sam: Mahiii babyyyy kyaaa huaaa tumharee aankho mein aansu kyo haiiii. Kyaa huaaaa bolooo.

Ritika: Haaa Mahiii kyaaa huaaa.

Mahi: Sam Riti yeh mere uncle nhii haiii yehhh koii aur haiii unkiii jagahhhhh.

Sab: Kyaaaaaaaa.

Mahi: Haaa. Iss aadmi ke pairr ekdum plain hai koi stitch ka nishan nhi hai. Yeh mere uncle nhii haiiii.

Sab yeh sunnke ek taraf khushhh hotee haiii toh dusrii taraf tensionn meinn aajate haiiii.

Sam: Mahiii aree youuu sureee.

Mahi: Yesss Sam yeh mere unclee nhiii haiii. I am 100% sureee.

Deepak: Agar yeh insaan dad nhi hai toh yeh kaunn haiii.

Shanaya: Usse bhi badi baat toh phir papajii kaha haiii. Aur unki jagah yeh yaha kaiseee aayaa.

Sam: Mahiii pehlee tummm shanttt hojaaooo. Riti isse paani pilaooo.

Ritika: Mahiiii aaoo yaha aao.

Phir Ritika Mahi ko paani pilati hai. Mahi ekdum chup baithii thii.

Sam: Agar yeh Harish Uncle nhi hai toh yeh kaun hai aur Harish Uncle kaha gayee. Aur unki jagah yehhh yaha kaiseee aayaa. Agar unhone Harish Uncle ka kidnap bhi kiya hota toh Kaal ko pata chal jaata. Par Kaal ko bhi pata nhi chala. Toh inki adla badli hui kabbb.

Sam aur baaki sab sochne lagte hai. Sam apne dimaag ke ghodee daudaa raha rhaa aur soch raha tha aakhir usse kyaa chuttt raha haiii kyaaaa.

Kaafi der sochne ke baad uske dimaag mein kuch trigg karta haiii.

Sam: Kaallll tumhare paas kitna time haiii.

Kaal: Aur 2-3 ghantaa.

Sam: Okkkk. Toh mujhe kal ki airport ki saari footage dikhao. Humare aane ke baad ki bhiii.

Kaal: Okk Sirr.

Phir Kaal Sam ke room ke TV mein footage play karta hai. Sabko jaha jagah mili waha baith ke dekhne lagte hai.

Footage mein Sam aur Marcus airport aaye. Marcus washroom gaya Sam uske peeche jaayega tabhi ek budha takraata hai.

Sam: Pauseee. Ab mujhse takraane ke pehle yeh budha kaha tha aur kaise aaya yeh dikhao.

Kaal dikhata hai. Woh budha Sam ke Airport pe aane se pehle hi waha tha aur barbar apne baalon ko daadi ko haath laga raha tha. Aur jab Sam Airport aaya thikk uskee baad woh dheere dheere chalke uske paas aane lagta hai. Tabhi woh Marcus washroom ke liye bolta hai. Aur jaise hi Sam uske pichhe jaane wala hota hai woh budha galti se nhi janmuzz ke takraya tha.

Neha: Bhaiii yehhh toh janmuzz ke takraya tumseee.

Sam: Hmmmmm. Yaani yeh Marcus ka aadmi hai. Jo mujhe Marcus ke pichhe jaane nhi diyaa. Kaal aage badhooo.

Phir Sam uss budhe ko uthata hai paani pilata hai tabhi Sanjana Aunty aur Ashok uncle aate hai woh budha waha se chala jaata hai Sam unse baat karta hai aur washroom ki taraf jaane wala hota hai wohdono aate hai.

Sam: Greatttt. Ab Washroom ke bahar ka footage chalao aur side wise entrance gate ka bhi. Uss budhe ke Airport aane se time se.

Kaal Play karta hai. Jab woh budha Airport aata hai toh uske saath aur bhi 4 log thee. Woh teeno log washroom mein jaate hai unke haath mein ek bag thaa. Kuch der baad woh bahar aate hai par unke haath mein bag nhi thaa.

Phir Sam aur Marcus ki entry hoti hai.

Marcus washroom ke andar jaata hai toh uske saath unn 4 aadmiyon se 3 uske saath andar jaate hai.

Sam: Kaal woh aakhri kaha hai. Dehkho.

Kaal: Yeh raha hai Sir.

Woh aakhri aadmi waha baitha hua tha uske haath mein ek coffee tha. Tabhi waha uske saamne se Harish Uncle Sanjana Aunty aur Ashok uncle aate hai.

Woh aakhri aadmi uth ke unke paas jaane lagta hai. Jaise hi woh unke paas jaata hai uss aadmi ke haath se coffee Harish Uncle ke upar girr jaati hai.

Woh aakhri aadmi maafi maangta hai phir Harish Uncle Sanjana Aunty ko bolke waha washroom aate hai. Harish Uncle ke pichhe pichhe woh aakhri aadmi bhi andar jaata hai.

Thodi der baad Marcus aur Harish Uncle dono eksaath bahar aate hai aur ghar aajate hai. Par woh 4 aadmi nhi aaye.

Neha: Bhai yaha toh Harish Uncle tumhara saath aaye hai.

Sam: Aur yehi mere se galti hui didi.

Neha: Matlab.

Sam: Aage dekhiye khud pata chal jayegaa.

Jaisee hi hum car se Airport se bahar nikle. Tabhi woh budha bhi washroom mein chala gaya.

Nice update bhai 👍👌😀😊👏🙂👍👌😀😊
 
  • Like
Reactions: Luffy and Jaguaar

Raja maurya

Well-Known Member
4,758
9,986
143

Bahot gajab ka update Bhai
 
  • Like
Reactions: Luffy and Jaguaar

Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244

Nice update
Akhirkar Haris uncle ka bhandafor ho hi gya....
Khair planning kafi achhi thi Natasa ki execution usse bhi achha.....
Marcus ki bhi planning achhi thi par usme loopholes bhi the....
jisse Marcus fas gaya...

Thank you
 
  • Like
Reactions: mashish

Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244
Update 95
Kuch der baad Washroom se 4 aadmi ek aadmi ko bahar laate hai jo behosh thaa.
Waha khada security uske paas aata hai.
Security: What happened to himm.
A1: Sir he is our brother. He is going to London. But suddenly he gets unconscious so we are going to hospitalll.
Security uss aadmi ko check karta hai phir le jaane ko bolta hai.
Mahi: Yeh behosh wala aadmi kab andar gaya aur unn 4 aadmi mein se ek aadmi badal gaya aur uski jagah dusra aadmi aagaya.
Sam: Yehi thaa Marcus ka plan Harish Uncle ko kidnap karwake uski jagah apna aadmi rakhne kaa. Aur woh jo behosh aadmi hai woh Harish Uncle hi hai. Aur jo aadmi gayab ho gaya woh yaha pe aaya hai Harish Uncle bankee. Aur jo naya aadmi aaya hai woh hai saala budhha jo mujhse takraya thaa. Abbbb jaake mujheee yeh sabbb samajjj aayaa.
Sab ka muhhh khulaa ka khulaaa reh gaya thaa Marcus ke dimaag ko dekh karrrrr.
Vishal: Haramiiii neee kyaaa dimaag lagaya haiiiii. Agar yehi dimaag achhe kaam mein lagata toh kya se kyaa ban gaya hotaa.
Rishi: Mannna padegaa saale se paas bahott dimaag haiiii.
Natasha: Sirf tumhari biwi ke paas nhi hai kyoo.
Rishi: Babyyyyy I am Sorry Naaa.
Natasha: Don’t talk to me.
Rishi: Isss Marcuss kee maaa kiiii.......
Natasha: Mind Your Language.
Shanaya: Heyyy you are talking about my Grandmotherr.
Rishi: Sorry Sorry.
Neha: Par kuch bhi bolo bahot dimaag lagaya.
Sam: Tabhi toh yeh underworld ka kingg haiii.
Deepak: Parr daddd ka kyaa huaa. Woh kaha hai.
Sam: Yehi log batayengee. Kaal pichha karo inka aur dekhoo yeh kaha gaye hai. Aur haa khash karke uss behosh aadmi pe nazar rakhnaa.
Kaal phir unka pichha karta hai toh dekhta hai woh sab Harish Uncle ko leke dusree sehar mein chale gaye hai. Aur uss sehar mein ghane jungle wale raste mein gaye. Uske aage kuch nhi dikh paaya.
Kaal: Sir woh log Harish Sir ko leke dusre sehar mein chale gaye hai aur waha woh ghane jungle ke raaste mein gaye hai par uske aage kuch nhi dikh payegaa.
Sam: Okkkkkkkkk.
Shanaya: Sam kyo naa hum sidha jaake uss Marcus ka gala pakdeee.
Sam: Isse tumhari Maa ki jaan ko khatra hai. Agar humne direct Marcus ko haath lagaya toh woh tumhari maa ko maardega.
Shanaya: Whatttttttttttttttt. Kyaaaa bakkkk raheeee hoooo. Tumheeeee andazaaa bhiii haiiii. Aur agar aisa hota bhi hai toh hum mom ko safe kar dengee.
Sam: Tum unko Marcus se safe kar dogi. Par usne unke gale mein jo Bomb jhulaya hai uska kya karogii.
Shanaya: Whatttt theee fuckkkkk bombbbbbbb.
Sam: Haaaa bombbb. Agar tum unke gale ka woh locket utarwa do toh main abhi Marcus ko maar deta hu.
Shanaya: Wohhh lockettttt. Uskooo utarnaaa impossible haiiii. Woh dad ki aakhri nishani hai mom ke paas. Woh marr jayengiii par usko nhii utarengiii. Woh mujhe bhi usko touch karne nhi deti. Parrr usss haramiii neee waha bombb lagaya kaiseee.
Sam: Pata nhiiii parrr usne badi chalaki se asli locket ki jagah locket ki tarah dikhne wala bomb laga diya hai jiska trigger uske paas hai. Aur agar hum uspe haath dete hai toh woh tumhari mom apni dhaal bana legaa.
Natasha: Par agar hum aunty ko uski sachai bata de aur unko bole ke woh locket nhi bomb hai tohhh.
Sam: Uss bomb ke saath ek microphone bhi hai jisse agar hum unko kuch bol bolte hai toh woh sang sang usko blast kardegaaa.
Shanaya: Parrr yehhh sab tumhee kaisee pataa.
Sam: Main jab uske saath Market ghumne gaya tha tab usko maarne ke liye hi le gaya tha. Aur badi chalaki se usko upar ek chota sa microphone lagwa diyaa. Aur usse kuch pal ke durr hua tha. Tabhi uske paas ek aadmi aaya tha aur usse hi baat kar raha tha jo maine sunn liya.
Shanaya: Bloodyyyyy hellll. Sammmm Deepakkkkk pleaseeee kaiseee bhiii karkeee meriii mommm ko bachaaa looooo. Pleaseeeeeee. Yehhh bolll wohhh roneee lagtiii haiiii.
Deepak usko apne galee se lagata haiiii.
Shanaya: Pleaseeee Deepakkk momm ko bachaaa loooo. Pleaseeeeee.
Deepak: Hum unhe bachalengee jaan. Unhee kuchhh nhiii honee dengeee.
Mahi: Shanaya kyaa tumhare paas woh locket ka design hai yaa pata hai tumhara dad ne kaha se liya tha ya banwaya thaa.
Shanaya: Nhiiii design toh nhiii haiii aur london mein hi kahi se banwaya tha par naam yaad nhi haiii.
Sam: Socho Shanaya Sochooo. Agar woh lockett hattt gaya toh hum abhiii Marcus ko khatam kardengeee.
Shanaya sochne lagti hai. Par usse kuch khash yaad nhi aata hai.
Shanaya: Sammm mujhee kuchhh yaad nhiii aaraha hai uskaaa naammm kuch Antiii Antiii karkee thaa. Sorry Sam bahot saal purani baat hai.
Sam: Kaal check karo london mein Anti naam se kitni jewellery shop hai aur waha kya aisa locket banta hai ya kabhi bana hai.
Kaal: Sir pure London mein sirf 3 jagah jewellery shop ka naam Anti se hai.
Anti Destiny Jewellery Shop
Anti British Jewellery Shop
Anti Land Jewellery Shop
Aur sirf 2 jagah pe aisa locket banaya gaya hai.
Anti Destiny aur Anti Land.
Sam: Greattttt. Tum Aunty ke gale se uss locket ka size uska exact colour uska exact design mujhe mobile mein bhejooo. Main abhi jaake dekhta hu.
Mahi: Par Sam Harish Unclee.
Sam: Jaha tak main jaanta hu woh abhi Harish Uncle ko kuch nhi karegaa. Isiliye time kam hai main abhi Maya Aunty ko bachata hu.
Tum sab Marcus aur Harish Uncle pe nazar rakhnaa. Ek pal ke liye bhi alag mat honaa. Aur koi mere baare mein puchee toh bol dena main thoda Rishi ke saatg bahar gaya hu. Rishi tu chal mere saath. Tu yaha se nikal ke kahi chale jaana jab tak main call naa karu yaha yaa apne ghar nahi jaana.
Rishi: Thikkk haiii challl.
Phir Sam aur Rishi sabki nazaro ke saamne bahar jaate hai. Phir Sam waha se teleport hoke london aata hai.
Phir waha se Anti Destiny ke paas jaata hai.
 
Top