• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Hawas aur Badla (completed)

Jaguaar

Prime
17,680
60,210
244
Update 88
Sablog ready hogaye thee. Shanaya aur Natasha toh puri qayamat lag rahi thi. Aur unka saath dene ke liye baaki ladkiyan bhi thiii.
Natasha ne ek Laal shaadi ka jora pehna thaa jisme thoda golden colour ki aabha thi toh Shanaya ne Silver colour ka shaadi ka jora pehna thaa.
Ritika aur Mahi dono ek ek laal colour ka ghagra pehna tha.
Neha ne ek green colour ka Soniya ne ek Blue colour ka aur Kajal ne ek yellow colour ka pehna tha. Woh 5 secretary bhi aayi thi jinhone off white yellow aur pink colour ka pehna thaa.
Deepak ko sharma mansion bhej diya gaya tha. Uski baraat waha se aane wali thi. Aur Rishi ki baraat toh uske saath aane wali thi.
Sam ne toh ek light blue colour ka sherwani pehna tha toh Vishal ne brown colour ka.
Deepak Silver colour ki Sherwani pehni thi toh Rishi ne ek red colour ki sherwani pehni thi.
Thodi der mein Rishi aur Deepak Baraat leke aajaate hai.
Phir shaadi ki rashm start hoti hai. Thodi der mein Mahi Ritika Neha Soniya Kajal Natasha aur Shanaya ko leke aate hai.
Rishi aur Deepak toh bas unko dekhe hi jaa rahe thee. Unki nazre hi unse nhi hatt rahi thiii.
Dono ladkiyon ko unke bagal mein baitha diya jaata hai.
Kuch der baad inke fhere hote hai sindoor daan hota hai phir mangalsutra pehna ke shaadi puri hoti hai.
Phir dono sabka aashirwaad lete hai.
Phir jab inki bidai hoti hai toh Natasha Sam Mahi Ritika aur Neha ke gale lagke roti hai toh Shanaya apni maa ke.
Natasha: Achha Sam Mahi Ritika aur Neha. Chalti hu. Mujhe meri saari galtiyon ke liye maaf karnaa. Tumlogo ke saath bura karne pe bhi tumlogo ne meri zindagi sawar di. Aur aaj mujhe jeevan bhar ki khushiyan de di. Thank You for Everythingggg.
Phir woh log nikal jaate hai. Rishi Natasha ko leke apne ghar chala jaata hai humesha humesha ke liye. Toh Deepak Shanaya ko leke chala jata hai Sharma Mansion first night ke liye. Kal subah yeh dono wapas yehi aajayenge.
Phir sablog thodi der baad apne apne room mein chale jaate hai.
Kaal: Sirrr ek attack hogya hai.
Sam: Kyaaaaaaa. Kab hua aur kispe huaa. Marcus toh meri nazar ke saamne hi thaaa.
Kaal: Sir kisi aur ne kiya hai.
Sam: Kisneee aur tumne mujhe bataya kyoo nhiiii.
Kaal: Sirrr batane wala thaaa par pure ghar ka signal jammm hogyaa aur main aaplogo se connect nhi ho paa raha thaa. Aur ghar ke bahar do guards behosh padhee hai.
Sam: Whattttttt. Signal Jammer. Par tum usse cross kyo nhi kar paayee.
Kaal: Sir yeh signal jammer bahot powerfull thaa. Jab tak main isko destroy karta kaam hochuka tha aur main abhi hi usko destroy karke aapse connect huaaa.
Sam: Myyyy Goddd. Yeh jarur uss Marcus ne kiyaa. Par usne Signal jammer lagaya kab.
Kaal: Sirrr usnee lagaya nhi hai. Woh signal jammer apne saath leke ghum raha tha.
Sam: Kiske upar attack hua aur kisne kiyaaa.
Kaal: Attack mere upar hua hai. Aur kisne kiya hai uska chehra nhi dekh paaya usne apna chehra dhakaa hua thaa.
Sam: Kyaaaaaaaaaaaaaa. Tumhare upar. Tumhare upar kaisee attack hosaktaaa hai.
Kaal: Sirrr kisi me mere cooling duck mein ek aisa device de diya hai jo dheere dheere mere main server mein virus plant karega. Aur ek baar woh Virus plant hogya toh main puri tarah se destroy hojaunga.
Sam: Whatttttttttt. Tohhhh rokoooo useeee
Kaal: Agar mainee usse rokne ki koshish ki toh woh mujhe kuch waqt ke liye band hona padega aur internally uss Virus ko destroy karunga. Matlab har tarah se mujhe aapka saath chornaa hogaaa. Aur shayad yehi thaa Marcus ka bada plannn.
Sam: Myyyyy Goddddddddd. Abbbbbbb.
Kaal: Main uss Virus ko rokh raha hu. Jisse kuch waqt ke liye main band hojaunga.
Sam: Kitne waqt ke liyee.
Kaal: No ideaaa.
Sam: Aur woh Virus apne aap kab tak tumhe completely destroy karegaa.
Kaal: Kal dopahar tak.
Sam: Okkk. Toh kal subah ke baad tum start karnaa. Aur tumhari pichhe se tumhe kya karna hai pata hai naa.
Kaal: Yess Sirr. Main kal hi woh kar deta hu.
Sam: Hmmm aur saara data waha de dena.
Kaal: Okk Sirrr.
Sam: Jara mujhe dikhao kisne tumhare cooling duck mein woh virus diya.
Phir Kaal TV mein woh video play karta hai.
Ek ladki apne aapko puri tarah hide karke upar chatt mein jaati hai aur uss cooling duck mein woh virus de deti hai.
Sam: Iss ladki ki taraf zoom karoo. Aur dekho aisa kuch hai kya jisse isko kaise bhi pehchana jaaye.
Kaal: Maine dekha hai Sir. Isko puri taiyaari ke saath bheja gaya tha.
Sam: Sabkoi kuch na kuch galti karte hai Kaal. Iss ladki ka pichha karo. Dekho yeh kaha gayi.
Kaal pichha karta hai. Toh dekhta hai woh ladki ghar ke pichhe pipe se utar rahi thi. Aur woh time bidai ka tha. Kyoki uss waqt sablog usme hi busy thee.
Sam dekhta hai woh ladki ekdum achhe se neeche utarti hai aur ghar ke bahar nikal jaati hai. Aur uski timing bhi mast thi woh jis time utar rahi thi tab guard walk rahe the isiliye wohlog waha nhi the. Utarne ke baad woh waha chup jaati hai phir jab guard waha se chale gaye toh woh wapas waha se bhaagi jab woh gate ke paas thi tabhi 2 aadmi aaye woh bhi puri tarah se covered the. Unhone dono guards ko kuch sungaa ke behosh kardiyaa. Phir woh ladki waha se chali gayiii. Aur woh do aadmi bhi.
Sam: Bahot badiyaaa chaal chali hai Marcus ne. Humare nazro ke saamne rehke hi humhe ek bahot bada nuksaan de diyaaa.
Kaal: Ab kyaa karee sirr.
Sam: Wahiii sochhh raha huuu. Ek taraf Marcus toh dusri taraf Harish Uncle ka woh ajeeb behaviour. Aur teesri taraf yeh ladki.
Kaal: Harish Sir.
Sam: Haaa Kaal. Phir Sam Kaal ko sab batata hai.
Kaal: Yeh ajeeb hai kyoki uske baad unhone aisa waisa kuch nhi kiyaaa. Aur naahi uss Marcus nee.
Sam: Yehi toh samaj nhi aaraha hai. Uss ladki ko wapas dikhao. Aur uski har harqat pe slow motion rakhnaa. Kuch toh aisa hogaa.
Phir Kaal waisa hi karta. Sam ekdum dhyaan se dekh raha hota hai. Tabhi usse uss ladki ke haath mein ek bracelet ki jhalak dikhai deti hai.
Sam: Kaal woh dekho uss ladki ke haath mein ek bracelet dikha.
Uss bracelet wala scene mein pause karo aur uss bracelet mein zoom karooo.
Kaal waise hi karta hai.
Sam: Greatttt. Iss bracelet ki pic sabke mobile mein bhejo aue sabko bolo mere paas abhi aaye.
Kaal: Okk sirrr.
Thodi der mein sab waha theee.
 
Nandu babu

Member
245
1,013
123

Super bhai Mazza AA gaya
 
Luffy

Well-Known Member
7,017
29,006
203

Awesome update
 
Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,620
92,252
189
Did the characters feel real to you?

Yes, there are no two opinions that Jaguaar sir ji would pay much attention to the fact that the events and the actions that the characters are doing seem genuine. This is also another reason to read his story. :D

Well let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills :10: :10:
 
Akil

Well-Known Member
3,033
8,441
158

Yeh ladki hai kaun? Kahin yeh Kaajal toh nahin na? Ya phir koi aur.....?
 
  • Like
Reactions: Luffy and Jaguaar

EMPEROR 333

Member
107
257
63
Update 1
Ranjit apne time ka ek successfull businessman tha. Paiso ki kabhi koi kami nhi aayi. Ek khushmizaaz insaan the. Yeh apne bete ki buri aadato se humesha pareshan rehte. Unko laga agar zimedaari milegi toh thik hojayegaa isiliye unhone apne dost ki beti se iski shaadi karwa di.

Rajesh ek number ka aiyaas kisam ka insaan hai. Isko humesha se sirf paise aur ladkiyon ka nasha hai. Naa jaane kitni ladkiyon ki zindagi kharab kar chuka hai. Iska ek khash dost tha Abhay Singh. Dono saath mein har kaam karte. Par Rajesh ke paas Abhay se jyaada daulat thi jiske wajah se woh humesha Abhay ko nichha dikhata. Jab Abhay ki shaadi hogyi toh usne saare galat kaam band kardiye. Ab woh ek shareef insaan ban gaya hai. Isiliye Ranjit ko laga tha ke Rajesh bhi sudhar jaayega.

Sangeeta se shaadi ke baad usne pahle toh kuch naa kiya. Chup chup ke aiyaasi karta. Jiska pata Ranjit ko laga toh usne socha usne Sangeeta ki zindagi barbaad kardi.

Shaadi ke 1 saal baad Sangeeta maa ban gayi usne ek ladki ko janam diya Neha. Rajesh ko isse koi matlab naa tha.

Shaadi ke 1.5 saal baad Rajesh ne Sangeeta pe atyachaar start kardiya. Roj usko maarta,beizaat karta. Par Sangeeta ne kabhi kuch na kaha. Ek din Shraab ke nashe mein usne Sangeeta se jabardasti ki jisse uski aatma ko thes pahonch gayi. Par iske kaaran woh phir se maa ban gayi. Aur issbaar usne ek Ladke ko janam diya Sameer.

Ranjit ne jab Sameer ko dekha tab usse bahot khushi hui. Neha ko dekh kar bhi hui thi. Par Sameer ke aajane se uska vansh ab aage badhta. Idher Abhay aur uski biwi Ragini ko bhi ek beti hui Ritika.

Sangeeta jab bhi Sameer ko dekhti toh usko woh raat yaad aati jab Rajesh ne uske saath jabardasti ki thi. Isiliye woh Sameer ko uske saath hui jabardasti ki nishaani maanti thi. Sameer ke 1 saal hone ke baad Sangeeta ne Rajesh ko divorce de diya. Court ne 2 bachho ko divide kardiya. Jisse Neha Sangeeta ke paas aati aur Sameer Rajesh ke paas.

Sangeeta ko Sameer se koi matlab naa tha. Usko laga tha yeh bhi apne baap ki tarah hi hoga. Isiliye woh Neha ko leke apne ghar aagayi.

Ranjit bhi dukhi tha but ek khushi thi Sameer uske paas tha.

Rajesh ne divorce ke 2nd day hi Reshma se shaadi karli jiske saath yeh roj apni hawas mitata aur shaadi bhi hawas mitane ke liye hi ki thi. Reshma ne aate ke saath saath Sameer ko torcher karna start kardiya. Usko khaana nhi deti. Choti choti baat pe marti. Aur humesha apne kamre mein hi padi rehti.

Ranjit ne ek maid ka intezaam kiya jo Sameer ka khayal rakhti. Aur usne Abhay aur Ragini ko keh ke Ritika ko Sameer ke saath khelne ke liye bula liya. Ritika aur Sameer roj ek dusre ke ghar jaake khelte rehte.

Time aise hi nikalta gaya. Rajesh aur Reshma ki ek beti hui Riya. Rajesh bhi Sameer ko maarta rehta. Apna saara gussa bina wajah Sameer pe utarta.

Ek din Ranjit kisi kaam se bahar gaya tha jab woh wapas aaya tab dekha Sameer ke haath mein chott lagi hai aur khoon nikal raha hai aur woh ro raha hai. Ranjit ne Reshma ko bulaya jo apne kamre mein phone pe baate karrahi thi.

Ranjit- Kya tumhe sunayi nhi deta Sameer kabse ro raha hai. Aur usko chott lagi hai.

Reshma- Main apne kamre mein phone pe baate kar rahi thi shayad isiliye sunayi nhi diya. Aap tension naa lo main abhi dekhti hu.

Yeh bol Reshma Sameer ko room mein le gayi. Jaha usko dawaayi lagane ke bahane usko maarti aur uski chott pe daba deti. Jisse Sameer aur rone lagta. Yeh sab Ranjit chupke dekhta hai.

Ranjit- Mere jaane ke baad yeh haiwaan Sameer ko jaan se maar denge. Mujhe kuch karna hi hoga.

Usne apna phone nikala aur apne dost ke bete ko jisse usne apna beta maana hai usko call lagaya.

Thodi der mein woh ghar aata hai.

Ranjit- Ashok tumhe maine yaha ek jaruri kaam se bulaya hai.

Ashok- Kahiye na uncle kya kaam hai. Main woh kaam jarur pura karunga.

Ranjit- Tumhe meri jo yeh property hai usko Sameer ke naam karni hai. Aur woh secret property bhi. Kyoki ab Sameer hi mera badla le paayega. Rajesh se toh mujhe ab koi bhi umeed nhi hai. Kal agar mujhe kuch hogya toh yeh haiwaan uss bachhe ko maar denge.

Ashok- Thik hai uncle main kardunga.

Ranjit- Tum abhi uss secret property aur badle ke baare mein kisi ko kuch mat batana sahi time aane pe tum khud Sameer se milke usse sab batana aur abhi ke liye yeh property usko naam karo. Aur aisa rule banao ke agar kisi bhi tarah Sameer ko kuch hota hai toh saari property trust ke paas jayegi aur agar Sameer ne apni marzi se kisi ko diya toh alag baat hai.

Ashok: Thik hai uncle main dekh lunga.

Phir Ashok waha se chala jaata hai.
मस्त कहानी है ,माँ बाप दोनों कुछ काम के नही है ,,और रणजीत को बदला लेना हैं किसी से ,
 
  • Like
Reactions: Luffy and Jaguaar
Top