• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Hawas aur Badla (completed)

Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244
Update 87
Sab apne kaam mein busy the. Par Mahi thodi apni socho mein hi gumm thii jo Sam aur Ritika ne notice karliya tha.
Ritika: Mahiii.
Mahi: Haa Riti.
Ritika: Jara mere saath room mein aana kuch kaam hai.
Mahi: Riti abhi kya hai dekho kitna kaam hai.
Ritika: Kaam ho jayega tum aao. Aur Sam bhi wahi pe hai.
Phir yeh dono apne room mein jaate hai. Room mein aate hai Sam ne Mahi ko apne bahon mein le liya.
Mahi: Sammm kyaa kar rahe ho choro. Abhi kitna kaam hai aur tumhe badmaashi suj rahi hai.
Sam: Pehle tum bolo tumhe kya hua hai.
Ritika: Haa kabse dekh rahe hai kuch soche jaa rahi ho. Aur thoda tension mein bhi ho.
Mahi: Nhii aisa kuch nhi hai.
Sam: Jaan kyaa baat hai bolo.
Mahi: Wohhh actually jabse main Harish Uncle se mili hu mujhe thoda ajeeb lag raha hai. Jab unke gale lagi toh mujhe woh wali feeling nhi aayi jo mujhe har baar aati thi. Har baar mujhe unke taraf se ek pita wali feeling aati thi. Par aaj mujhe unse aisi feeling aayi jaise woh mere liye anjaan ho.
Ritika: Areee yeh tumhara wehamm hogaa. Itne dino baad mili honaa isliyee.
Sam: Par do logo ko same feeling aaye yeh thoda ajeeb nhi hai.
Dono: Do log matlab.
Sam: Matlab jab main unke gale laga tha tab mujhe bhi aisa hi laga tha tab mujhe bhi Riti ki kahi hui bata sahi lagi thi. Par Mahi ko same feeling aana yeh thoda ajeeb hai. Kyoki humne unke saath bahot waqt bitaya hai aur kabhi bhi aisa feel nhi hua.
Mahi: Yaani mujhe jo laga woh sahi tha. Par aisa kyo horaha hai.
Sam: Pata nhii.
Tabhi Neha unko bulane aati hai.
Neha: Yaha kitna kaam padha hai aur tumlog yaha romance kar rahe ho.
Mahi: Aree nhii nhii hum toh much baat kar rahe the.
Neha: Thik hai thik hai jaldi chalo. Riti tumhare mom dad aagaye hai.
Ritika yeh sunte hu neeche bhagti hai.
Ritika: Mommm Daddddd.
Ragini: Riti meraa bachhaa.
Phir Ritika apne maa baap ke gale lagti hai.
Tabhi Ritu waha aati hai.
Ritu: Didiiiii.
Ritika: Rituu. Phir uske bhi gale lagti hai.
Riya: Choti Bhabhiiii. Kaisii hai aapp.
Ritika: Main thikk hu Riyaa tum kaisi ho.
Riya: Ekdum mast.
Tabhi waha Sam Mahi aate hai.
Riya: Bhaiyaaaaa. Bolke uske gale jaati hai.
Sam: Kaisa hai bachhaa.
Riya: Bahot mast.
Phir sab unse milte hai aur apne kaam mein lag jaate hai.
Sam: Aunty Harish Uncle nhi dikh rahe hai.
Sanjana: Aree wohh shaadi ke kaam se bahar gaye hai. Aate hi honge.
Sam: Par unko kaisa kaam.
Sanjana: Pata nhi bol rahe the kuch kaam hai. Yeh bol Sanjana chali jaati hai.
Sam: Yeh achanak kaha chale gayee. Strangeee. Kaal.
Kaal: Yes Sirr.
Sam: Dekho Harish Uncle kaha hai.
Kaal: Sir woh iss waqt ghar ke paas mein hai. Unke saath kuch shoppers hai. Shayad shopping pe gaye the.
Sam: Hmmmm. Achhaa unki aaj yaha pe pure din ki location dekho aur bolo kaha kaha ki hai.
Kaal search karta hai. Aur bolta hai.
Kaal: Sir woh aaj yaha se nikal ke ek godown ke paas gayee thee jo kaafi samay se band hai. Waha unhone pure 1 ghante bitaye. Phir woh mall mein gaye. Aur waha se sidha ghar.
Sam: Kyaaaaa. Unhe waha kya kaam. Uss godown ko achhe se scan karo toh. Aur dekho waha kya kya hai aur woh waha kyo gaye thee.
Kaal: Sir waha bas kuch log hai aur kuch nhi hai. Do rooms hai bas.
Sam: Strangeee. Unhe waha kya kaam. Infact woh toh yaha pe kisi ko jaante tak nhiii.
Tabhi Sam ke kandhe mein Marcus haath rakhta hai.
Marcus: Kyaa baat hai Sam kya soch rahe ho.
Sam: Kuch nhi unclee. Tabhi Sam ko unke mann ki baat sunai deti hai.
Marcus: Saala yeh DEVIL hai jo itne dino se humara nuksaan kar raha hai aur humare saathiyon ko maar raha hai. Par koi nhi tu bhi jaldi marega. Ek baar tu mara uske baad Marcus hoga pure world mein sabse jyaada powerfull.
Sam: Saalaa mera shakkk sahi thaa isko pata hai main hi DEVIL hu. Par yeh itne dino mein pehli baar yeh soch raha hai. Woh bhi itni badi baat. Yeh sab kyaaa horaha haiiiii. Pehle Harish Uncle ka ajeeb behave phir iska achanak se mann mein mere baare mein sochnaa. Aur isko pata kaise chala mere baare meinnnn. Kaiseeeeeeeeee.
Sam: Achha uncle main jara aata hi thoda kaam hai.
Marcus: Okk okkk.
Sam: Kaal sabko inform kardo. Marcus humare baare mein sab jaanta hai aur woh yaha isiliye aaya hai taaki humhe maar sakeee.
Kaal sabko yeh baat bol deta hai. Jisse Sab tension mein aajate hai.
Tabhi waha Harish Uncle aate hai.
Sam: Uncle aap kaha gaye thee.
Harish: Aree woh main thoda shopping pe gaya thaa.
Sam: Shopping pe par kyooo.
Harish: Areee london se shopping karna reh gaya thaa. Isiliye yaha se le liyaa.
Sam: Okkk.
Phir Harish waha se apne room mein jaata hai.
Sam ko inpe shaq hota hai. Woh jaldi se Sanjana aunty ke paas jaata hai.
Sam: Aunty aapse akele mein kuch baat hosakti hai.
Sanjana: Haa bolo.
Sam: Agar aap bura naa maane toh ek baat puch sakta hu.
Sanjana: Aree tum mere bete ho. Tumhari baat ka kaisa bura manna.
Sam: Kya aaplogo ki london mein koi shopping baaki reh gayi thi.
Sanjana: Matlabbb main samjhi nahi.
Sam: Matlab aaplogo ne shaadi ke liye waha shopping ki hogi.
Sanjana: Woh toh karni hi hogi. Mere bete ki shaadi hai.
Sam: Toh kya waha se kuch shopping karna baaki reh gaya thaaa. Jo yaha pe karna thaa.
Sanjana: Nhii betaa. Humari puri shopping waha pe hi hogayi thi. Yaha se humhe kuch bhi nhi lena tha. Infact tumhare uncle ne khud saari shopping waha se ki hai. Aur humne sab check kiya tha kuch bhi baaki nhi thaaa.
Sam ko yeh sunn ke ek bahot bada jhatkaa lagtaa hai.
Sanjana: Par tum yeh sab kyo puch rahe hooo.
Sam: Nhi aunty kuch nhi aise hi.
Sanjana: Sam main tumhe achhe se jaanti hu. Tum kuch bhi bina wajah nhi karte. Bolo kyaa baat hai.
Sam: Aapko shayad bura lage.
Sanjana: Tum bolo mujhe bilkul bura nhi lagega.
Par pehle Sam Sanjana ka mann padhta hai jo bilkul saaf thaa.
Phir Sam Sanjana ko Harish ko leke sab batata hai.
Sanjana: Kyaaaaaa. Yeh kyaa bol rahe ho tum.
Sam: Yeh sach hai aunty. Woh shopping ka naam karke ghar ke bahar gaye. Par pehle woh kisi aise godown mein gaye jo kaafi time se band thaa. Woh waha pure 1 ghanta rehte hai phir shopping pe aate hai aur puchne pe bolte hai London se shopping baaki reh gayi thi. Par abhi aapne hi bola aaplog puri shopping karke aaye hai infact uncle ne khud ki hai. Aur sab se badi baat mujhe aur Mahi dono ko unse woh wali feeling nhi aarahi hai jo harbaar aati hai.
Sanjana: Unhone aisaa kyoo kahaa. Aur woh waha gayee kyo theee.
Sam: Pata nhii aunty. Isiliye maine aapse confirm kiyaa.
Sanjana: Tum ruko main abhi unhe puchti hu.
Sam: Nhii aunty isse unhe bura lag sakta hai. Aap unhe kuch mat puchiyegaa. Main pata laga lunga. Aur ho sake toh unpe thodi nazar rakhiyegaa.
Sanjana: Thikk hai Sam.
Phir woh waha se chali jaati hai.
Sam: Kaal tum jara Harish Uncle ke upar nazar rakho. Unki har ek chiz ki jankaari mujhe do.
Kaal: Okkk.
Aise hi time guzarta gaya aur Shaadi ka time aagaya.
 
SD...

Member
117
412
63
Bro khamkha story ko lamba khich rahe ho jese devil ka dimag itna bhi nahi chalta kya ki aadmi exchange ho sakte hai ye to common baat hai aur dusari jab main villan samne hai to usko kuch karne ka moka kyu de raha hai vo sab janke kya apne bahen ki shadi karvayega vo
 
Luffy

Well-Known Member
7,017
29,006
203

Zabardast update
 
The king

Well-Known Member
4,243
15,466
158

Nice update bhai waiting for next update
 
Top