• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Hawas aur Badla (completed)

Vipul

Well-Known Member
2,242
7,300
143
Update 83
Idher sab apne apne kaam mein lag gaye the. Natasha bhi Rishi se milke sab bata diya tha jisse woh bhi thoda pareshan hogya tha.
Natasha: Baby pareshan mat ho. Sam aur humlog milke sambhal lenge.
Rishi: Haaa. Par achanak aisa hone se thoda pareshan hogya tha.
Natasha: Haaa. Kisi ko yeh umeed nhi thi ke yeh itni jaldi hoga.
Rishi: Hmmmm. Tumlog thoda sambhal ke rehna waha pe. Pata nhi woh kya soch ke aaya hai aur kya karde.
Natasha: Chinta mat karo.
Rishi: Areee aise kaise chinta naa karu. Meri itni sundar biwi waha hai aur main uske paas nhi tension toh hogi hi.
Natasha: Sharmaa ke. Achhhaaaa. Meri itniii fikarrr.
Rishi: Natasha ko bahon mein bharke. Ab tumhari fikar nhi karunga toh kiski karunga. Kyaa humare class ki uss Puja(Classmate. No role. Only has a crush on Rishi) ki karungaa.
Natasha: Gusse se. Usss kameeni ka toh main khoon kardungiii. Jab dekho mere maal pe nazar rehti hai uski. Usko ek din dhamkaya bhi tha tumse durr rahe par maani nhiii.
Rishi: Uske gaal mein kiss karke. Areee baap re meri jaan ko itna gussa.
Natasha: Saali kameeni chinaal mere maal pe nazar dhalegi toh kya uski aarti utaru.
Rishi: Areee shant shant meri jaan. Itna gussa nhi kartee. Choro uss baat kooo.
Natasha: Hmmm. Achha main chalti hu. Kal milengee.
Rishi: Thodi der rukk jao.
Natasha: Nhiii naa baby. Tumhe pata hai naa ghar mein ek musibat aayi hui hai.
Rishi kuch nhi bolta bas usko dekhta rehta hai.
Natasha: Kya dekh rahe ho.
Rishi: Dekh raha hu kya yeh meri woh Natasha hai jo pehle kya thi aur ab kya hai.
Natasha: Woh Natasha toh kabki marr chuki hai. Yeh Natasha ka naya janam hai. Jo tumhari mohabbat aur Sam Ritika Mahi Neha aur Deepak ke vishwaas saath bharose aur pyaar se bani hai.
Rishi kuch nhi bolta bas Natasha ko gale laga leta hai. Natasha nhi Rishi ko kash ke gale laga leti hai.
Kuch der gale lagne ke baad Rishi Natasha ke hontho ko chusne lagta hai. Natasha bhi Rishi ka pura saath derahi thi.
Kiss karte hue Rishi ke haath Natasha ki soft gaand ko sehla rahe thee. Jisse Natasha aur jyaada modhosh hojaati hai aur woh jyaada hosh mein Rishi ke hontho ko chusne lagti hai.
Kuch der baad unki saanse ukhadne lagti hai toh woh kiss todte hai par Rishi ka haath abhi bhi Natasha ki gaand ko sehla rahe the.
Natasha: I Love You Rishi.
Rishi: I Love You too.
Yeh bol woh gale lag jaate hai.
Natasha: Rishi.
Rishi: Hmm.
Natasha: Tumhare yeh haath kuch jyaada jaldi hi aage nhi badh gaye.
Rishi: Gaand ko dabate hue. Mujhe toh nhii lagtaa.
Natasha: Aahhh aaram see. Achha ab choro.
Rishi: Mann nhi kar raha hai.
Natasha: Shaadi tak wait karo. Uske pehle kuch nhii.
Rishi: Chalo abhi kar lete hai.
Natasha: Itnaa utawlapan.
Rishi hasne lagtaa hai. Natasha bhi uske saath hasne lagti hai.
Phir Natasha ghar aajati hai. Jaha sablog baith ke baate kar rahe the. Par waha Maya aur Marcus nhi thee.
Sangeeta: Kaha gayi thi Natasha beti.
Natasha: Jiii woh main Rishi se milne gayi thi.
Sangeeta: Achha aao baitho.
Phir Natasha jaake unke paas baith jaati hai.
Sangeeta: Shanaya beta if you don’t mind ek question puchu.
Shanaya: Of course aunty. Puchiye naa.
Sangeeta: Tumne bataya tha tumhare dad ki death hogyi thi. Par kaisee hui yeh nhi bataya.
Shanaya: Actually Aunty car accident se hui thi. Unki car ka break fail hogya tha aur unki car jaake ek petrol tanker se takra gayi jisse waha ek bahot bada blast hua tha jisme unki death hogyi. Uske baad se meri mom Deepak Sam aur Mahi hi mere liye sab the.
Sangeeta: Ooo I Am Sorry. Aur sabke saath tumhare chacha bhi toh hai.
Shanaya yeh sunte hi thoda gussa hogyi thi par apne aapko control karte hue bas haa hi bolti hai.
Tabhi waha Maya aajata hai.
Shanaya: Aaiye Mom baithiyee.
Maya: Uss waqt toh tumse thik se baat bhi nhi hui aur tumhe thik se dekha tak nhiii. Ab batao kaisi ho meri bachhi. Tum khush ho naa ab.
Shanaya: Apni maa ke gale lagte hue. Haaa mom main bilkul thik hu aur bahot khush hu. Aur yeh sab aapke wajah se hi hua hai.
Maya: Maine aisa kuch nhi kiya. Maine bas meri beti ki khushi dekhi hai usse jyaada kuch nhiii. Mere liye meri beti ki khushi sabse pehle hai. Aur phir Deepak toh humare saath bachpan se hai aue tumdono ekdusre se itna pyaar karte ho.
Shanaya: Thank You mom. Thank You.
Maya: Deepak tumhare mom dad kaise hai.
Deepak: Thik hai Aunty. Abhi london mein hai.
Maya: Achha Sangeeta ji. Kya main aapse kuch baat kar sakti hu.
Sangeeta: Haaa boliye naa.
Maya: Waise toh yeh baat mujhe Sanjana se karni chahiye thi. Par uski jagah aap hai toh aap hi sahi. Dekhiye ab Shanaya wapas toh Deepak ko chorke aayegi nhi. Aur Deepak yehi rehne wala hai jab tak woh london wapas nhi jaata.
Sangeeta: Jiii.
Maya: Toh main chahti hu. Mere yaha pe rehte hue hi inndono ki shaadi hojaaye.
Sabke liye yeh ek bahot bada jhatkaa thaa. Deepak aur Shanaya ke liye bhi. Woh dono kabhi ek dusre ko dekhte toh kabhi Maya ko.
Shanaya: Kyaaaaaa. Parr itniii jaldiii kyaaa haiiii. Abhi toh humari studies bhi puri nhii huiii. Woh toh hojaane dijiyeee.
Maya: Toh kya shaadi ke baad studies nhi hosaktiii.
Deepak: Par aunty itni jaldi kyo. Ekbaar study complete hojaaye phir hum apni life mein settle hojaaye uske baad karlenge. Aur humne yehi toh decide kiya tha naa.
Maya: Manti hu beta. Par uss waqt halat kuch aur the aur ab kuch aur hai. Uss waqt Shanaya ke dad zinda the. Par ab aisa nhi hai. Pata nhi kab unki tarah meri bhi saanse band hojaaye. Isiliye main yeh chahti hu.
Shanaya: Mommmmmmm. Aisaaa naaa boliyeeee. Aur main abhi shaadi nhi karungiii
Maya: Shanayaaa. Meri baat maanlo. Dekho tumlog bhale hi london mein bade hue ho waha ke hi resident ho. Par ho toh Indian hi aur abhi tumlog India mein ho. Agar kal ko koi puchega ka ke maine apni beti ko shaadi ke pehle hi aise uske lover ke saath kaise rehne diya. Tabbb.
Sam: Jo aisa bolega ya sochega usko hum dekhlengee.
Sangeeta: Nhiiiii. Maya ji nhi sahi kaha hai. Sam tumne bhi Ritika ko college ki shaadi ke baad bhi uske mom dad ke paas rakha tha. Kyo rakha thaaa.
Sam: Kyoki uss waqt socially hum husband wife nhi the isiliye.
Sangeeta: Toh phir yaha bhi toh wahi matter hai naa. Shanaya tum Deepak se pyaar karti ho usse shaadi karke puri zindagi uske saath rehna chahti ho.
Shanaya: Haaaa. Mere jeevan mein yehi ek sabse badi ichha hai.
Sangeeta: Deepak kya tum Shanaya se pyaar karte ho aur uske saath puri zindagi rehna chahte ho.
Deepak: Shanaya meri zindagi hai uske bina rehna toh main soch bhi nhi saktaa.
Sangeeta: Tohh problem kiya hai. Kya shaadi hojaane ke baad tumlogo ki zindagi thamm jayegi. Kya uske baad studies job nhi hosakti. Kya Sam Mahi Ritika Vishal Neha yehlog shaadi ke baad padhai aur job nhi kar rahe hai.
Sangeeta ki iss baat ke baad toh dono ke paas bolne ko kuch reh hi nhi gaya tha.
Maya: Toh bolo beta kya tumlog meri yeh baat manogee.
Dono kya bole kuch samaj nhi aaraha tha dono bas ek dusre ko hi dekh rahe the. Ek taraf unke mann mein khushi thi wahi dusri taraf ek sankoch tha kahi yeh jaldi toh nhiii.
Dono: Humlog kya bole humhe samaj nhi aaraha hai.
Maya: Tum dono jyaada mat socho.
Deepak: Par Mom dad.
Sangeeta: Sam unko call lagao main baat karti hu.
Phir Sam unko call lagata hai Sangeeta unse baat karti hai aur unhe saari baat batati hai.
Woh dono bhi yehi bol rahe the kya yeh thoda jaldi nhi hoga. Pa Sangeeta ne bhi unhe wahi bola jo inhe bola tha. Woh log bhi haa naa karte hue maan jaate hai.
Sangeeta: Lo tumhare mom dad bhi ready hai.
Sam jo itni der se chupp baitha hua tha woh tab se sirf Maya ke mann ki baat padh raha tha. Aur Maya mann mein sirf Shanaya ke khushiyan hi chaa rahi thi. Aur ek dukh bhi horaha tha ke aaj unke pati unke saath nhi hai aur mann mein woh unhi se baate karke apni khushi jaahir kar rahi thi.
Maya: Chalo yeh toh bahot achhi baat hai. Par yeh tumhare chacha kaha hai. Unko bhi toh yeh khushkhabri de du
Nice update Bhai
 
  • Like
Reactions: Jaguaar and Luffy

Jaguaar

Prime
17,680
60,210
244
Update 84
Tabhi pichhe se Vijay urf Marcus aata hai.
Marcus: Kaisee khushkhabri bhabhi.
Maya: Vijay maine Deepak aur Shanaya ki shaadi fix kardi hai.
Marcus yeh sunke ek palke liye toh shock hota hai par phir khush hojaata hai jo kisi ne toh nhi par Sam ne thik notice karliya aur usne mann ki baat sunna start kardiya.
Par Marcus issbaar puri taiyaari ke saath tha usne aisa waisa kuch nhi socha.
Marcus: Yeh aapne bahot achha kiya bhabhi. Aakhir humari Shanaya aur Deepak ekdusre se itna pyaar karte hai. Toh kab ki hai shaadi.
Maya: Abhi toh decide kiya hai. Ab pandit ko bulayenge phir date final hoga.
Sam: Aunty if you don’t mind kya main kuch bolu.
Maya: Haa Sam bolo naa kya huaa.
Sam: Agar aapko bura na lage toh kya Shaadi mein sirf ghar ke log hi rahe.
Maya: Ha ha kyo nhi.
Sam ne yeh jaanmuzz ke kaha tha kyoki usko shakk tha kahi Marcus shaadi mein apne dosto ya rishtedaaro ke beech apne log naa bula le.
Deepak: Thik hai toh shaadi mein hum kuch log. Ritika ki family aur humare kuch dost aur mere mom dad hi honge.
Shanaya: Haaa no relatives.
Maya: Thik hai. Jaisaa tumlog chaho.
Marcus bhi yeh sunn ke muskura raha thaa. Sam jo kab se uske mann ki baat padh raha tha par woh kuch aisa waisa nhi soch raha thaaa.
Sam: Yeh kya hai. Yeh yaha aaya hai par ekdum clean kaise hai. Kaal ko bhi iske upar koi shaq nhi hai. Aur naahi yeh kuch aisa waisa soch raha hai. Par agar yeh yaha hai toh iske saathi jarur kuch plan kar rahe honge. Mujhe jald hi unko khatam karna hoga.
Idher phir sab shaadi ki taiyaariyon mein lag jaate hai. Ritika ne apne mom dad ko Natasha ne Rishi ko call karke bata diya tha.
Rishi ne bhi apne mom dad ko bata diya. Woh yeh sunke khush hote hai phir kuch sochte hai. Aur phir ek decision leke kal subah Sam ke ghar aayenge yeh decide kiya.
Idher Marcus kuch kaam se bahar aata hai toh Vishal uske pichhe rehta hai jisko Neha ne apne disguise technique se badal diya tha jisse Marcus usko pehchan nhi paya.
Marcus ek market mein aata hai jaha bahot bhidd thi. Par Vishal ki aankho se woh alag nhi ho paaya. Marcus chalta rehta kuch dukaan mein rukhta kuch samaan dekhta par kuch leta nhi. Woh aise hi bahot saari dukaan mein jaata phir ghum ke woh ghar wapas aajata hai.
Vishal bhi apna huliya thik karke ghar aajata hai. Phir dinner karke sab Sam ke room mein milte hai.
Sam: Haa Vishal bhaiya kuch pata chala woh kaha gaya tha.
Vishal: Yaar yeh kaisa aadmi hai. Pura market ghuma aadhe se jyaada dukaan mein gaya samaan ko dekha par kuch kharida nhi aur naahi isse koi milne aaya aur naahi yeh kisi se baat kiya.
Neha: Aakhir yeh yaha aaya kyo hai. Isko kahi humare upar shaq to nhi hogyaa.
Sam: Pata nhi aakhir yeh chahta kya hai. Main har waqt iska mann padhta hu par yeh saala kuch aisa waisa sochta hi nhi hai. Kaal ko bhi yeh aisa waisa kuch karte nhi dikha.
Deepak: Sam kahi yeh shaadi mein toh kuch.
Sam: Pata nhi Deepak. Isiliye toh maine bas ghar ke logo ke beech hi shaadi ho yeh bola. Taaki yeh relatives ke beech apne aadmi naa le aaye.
Ritika: Ab kya karenge. Yeh toh bahot chalak nikla.
Sam: No Idea. But main chala iske aadmiyon ko khatam karne. Agar iske aadmiyon ko marunga toh yeh kamzor hoga.
Sab: Thik hai.
Phir sab waha se apne apne kamre mein aate hai. Sam bhi waha se apne kaam mein nikal jaata hai aur uske kuch aadmiyon ko maar deta hai par laasho ko publicly nhi laata. Laasho ko wahi raakh kar deta hai. Jisse Marcus ko uske aadmiyon ke marne ki khabar naa mile.
Agle din Rishi ke mom dad Sam ke ghar aate hai.
Rishi Mom: Sangeeta ji humne sunaa hai Deepak aur Shanaya ki shaadi horahi hai.
Sangeeta: Jiii. Bas pandit ji aate hi honge phir shaadi ki date final karenge.
Rishi Dad: Agar aaplogo ko bura naa lage toh kya hum ek prastaav rakh sakte hai.
Sangeeta: Areee isme bura manne wali kya baat hai. Boliye naa.
Rishi Mom: Hum chahte hai Natasha jald se jald humare ghar bahu banke aaye. Aadhi bahu toh yeh ban hi chuki hai par ab hum humari bahu ko jald se jald humare ghar le jaana chahte hai.
Yeh tha Rishi aur Natasha ke liye 440 volt ka jhatkaa. Unko laga nhi tha aisa bhi kuch hogaa.
Sangeeta: Main kuch samjhi nhiii.
Rishi Dad: Dekhiye Natasha ko Deepak ne apni behen maana hai toh hum chahte hai dono bhai behen ki shaadi ek saath ek hi mandap mein ho jaaye. Hum maante hai yeh bahot jaldi hai. Par ab hum Natasha ko humesha apne saath rakhna chahte hai.
Rishi ka muhh pura khulaaa huaa thaa. Natasha toh sharmm ke maare waha se bhaggg gayiii. Aur uske pichhe bhaagi Ritika Neha Shanaya Soniya aur Mahi.
Sam Vishal aur Deepak Rishi ke paas jaake.
Sam: Muh band karle warna machar ghuss jayegaa.
Vishal: Ab ghodi chadne ke liye taiyaar hojao.
Deepak: Yaar yeh kalse ho kya raha hai. Kal meri shaadi ki baat toh aaj Rishi ki.
Rishi: Meri kuch samaj nhi aaraha hai. Mom dad ne yeh sab kab decide kiyaaa.
Mommm daddddd itni jaldi kyaaaa haiii.
Rishi Mom: Tujhe nhi hogiii par mujhe hai. Main apni bahu ko jald se jald apne ghar mein dekhna chahti hu. Agar tujhe problem hai toh tu shaadi ke baat yaha reh lena main apni bahu ko le jaungi apne saath.
Rishi bas muh kholee unki baat suntaa gaya.
Rishi Mom: Toh bataiye Sangeeta ji.
Sangeeta: Main kyaa bolu. Kal se bas mujhe yehi sunne ko mil raha hai. Par ek baar Natasha se bhi uski marzi puch leni chahiye.
Phir sab Natasha ko leke bahar aate hai woh abhi bhi sharma rahi thi. Ladkiyon ne usko charo taraf se gheraa hua thaa.
Sangeeta: Natasha beta tumhari kya ichha hai.
Natasha: Sharmaate hue. Jaisa mere Sam bhai aur Deepak bhai chahenge wohi hogaa.
Sangeeta: Isne toh tumdono ke upar de diya. Bolo tumdono.
Dono: Hum kyaaa boleee. Jo aaplog ki marzi.
Sangeeta: Thik hai phir jab sab raazi hai toh dono ki shaadi ek hi mandap mein hogi.
Sab yeh sunkar bahot khush hote hai. Par saath mein thode tension mein bhi aajate hai. Tabhi waha Maya aur Marcus aate hai toh Sangeeta unhe bhi yeh sab batati hai. Jisse woh bhi khush hote hai. Maya ke khushi ka karan kuch aur tha aur Marcus ka kuch aur.
Sam: Mann mein. Yeh itna chalak kaise hogyaa. Pehle toh itna chalak nhi tha. Pehle toh mujhe iski har khabar milti thi par ab kyo nhi horaha hai.
Tabhi waha pandit aata hai.
Sangeeta: Aaiye pandit ji baithiye.
Pandit: Boliye mujhe kaise yaad kiya.
Sangeeta: Mere bachho ki shaadi hai toh koi achha sa muhurat ke baare mein batayee. Aur haa dono shaadi ek din ek hi mandap mein karwaani hai.
Pandit: Achhi baat hai. Toh kinki shaadi horahi hai.
Phir Sangeeta Deepak Shanaya Rishi Natasha ka info pandit ko deti hai.
Phir Pandit apni panjika mein dekhta hai aur 3 din baad ka date batata hai.
Pandit: 3 din baad aap inki shaadi kar sakti hai. Warna agle 6 months tak aisa kuch nhi kar sakengi.
Sangeeta: Aree yeh toh bahot kam time bacha hai. Itne kam samay mein kaisee hogaa sab.
Neha: Maa aap chinta naa kareee. Kam time shaadi karane ka humara purana experience hai. Kyo Mahi Riti.
Dono: Haste hueeee. Haaa sahi kaha personal experience hai.
Rishi Mom: Par itne kam time mein taiyaariyan kaisee hongii.
Sam: Aunty aap chinta naa karee. Hum sab manage karlenge. Aur aapne promise kiya tha Natasha ki shaadi iss ghar hogii.
Rishi Mom: Haaa humhe yaad hai. Shaadi yehi se hogiii.
Maya: Natasha ki bidai toh yaha se hogii. Par Shanaya ki bidai kaha hogii.
Ritika: Aunty aap chinta naa karee. Humare dusre ghar mein Shanaya ki bidai karengee. Kyo Sam.
Sam: Haa kyo nhiii. Shaadi yaha pe karake phir uss ghar mein bidai.
Sam yeh sab bol raha tha par uski nazar sirf ek ke upar thiii.
Sangeeta: Thik hai phirrr. Time kam hai toh lag jao apne apne kaamo mein.
Sam: Thikkk hai. Vijay Uncle aapna mere saath rahiyee. Hum sab saath mein karenge. Waise bhi maine aapke saath thik se time spend kiya hi nhiii. Toh isi bahane woh bhi hojayegaa.
Marcus yeh sunke ek pal ke liye tension mein aajata hai. Par tabhi Sam ne unke mann ki baat padhni suru kardi. Uss ek pal ke time space mein Sam ko yeh pata chal gaya Marcus kuch toh plan kar raha hai.
Sam: Kya hua Vijay Uncle boliyee.
Marcus: Bemann se. Haa haa kyo nhiii.
Sam: Muskurate huee. Toh chaliye hum market se shaadi ka samaan le aate hai.
Marcus: Thikkk hai main ready hoke aata hu.
Yeh bol Marcus waha se jaldi se chala gaya.
Sam: Kaal ispe bariki se nazar rakho. Mere saath harpal rehne se shayad isko kuch problem hogaa.
Kaal: Yes Sirrr. Aur sir maine kal iske market tour ki jagah ko thik se wapas scan kiya tha aur waha pe mujhe Kajal dikhi thi.
Sam: Hosakta hai shopping karnw aayi hoo.
Kaal: Hosakta hai Sir. Kyoki ek baar toh isne Marcus ko ekdum bagal se cross kiya tha.
Sam: Ab market thi hosakta hai cross hogyi ho. Par Vishal bhaiya bhi toh the unhone nhi dekhaa.
Kaal: Usne apne getup ko thoda changee kiya tha jisse usko pehchanna thoda mushkil tha thik se dekhne pe hi pata chaltaa.
Sam: Market jaane ke liye aise getup change. Strangee. Thik hai abhi usko choro aur ispe bariki se nazar rakho.
Kaal: Okkkk.
Tabhi waha Marcus ready hokee aata hai. Woh jis tension se gaya tha uska woh tension ab durr hogya tha. Par Sam ke liye uska ek loop break bahot thaa.
 
The king

Well-Known Member
4,243
15,466
158

Nice update bhai waiting for next update
 
Top