• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Hawas aur Badla (completed)

Jaguaar

Prime
17,680
60,240
244
Meri pahli story Pyaar ya Nafrat running mein hai. Maine yeh nayi story start ki hai. Iss story ka kuch hissa The 15 Shades of Rick story se copy kiya hai. Par bahot kuch changes bhi hai.​

Sab kehte hai jiske mata pita hote hai woh sabse khushnaseeb insaan hota hai. Par kuch mata pita aise bhi hote hai jinko apne bachho se jyaada khud ki kismat jyaada pyaari hoti hai. Phir chahe bachhe jiye ya mare unko koi fark nhi padhta.

Yeh kahani bhi bilkul aise hi ek bachhe ki hai. Jisko bachpan se hi maa baap ka pyaar nhi mila. Maa bachpan mein hi chorke chali gayi aur baap ko toh usse koi matlab hi nhi tha
 
Last edited:

Jaguaar

Prime
17,680
60,240
244
Introduction
Sameer Sharma- Yeh kahani ka main lead hai. Isko bachpan se hi maa baap inka pyaar nhi mila. Iska dimaag baakiyon ke mukable strong tha but dikhata nhi thaa. Choti age mein hi yeh bahot mature hogya tha.
Rajesh Sharma- Yeh Sameer ka baap hai. Ek number ka gira hua ghatiya insaan. Isko sirf paiso se matlab hai. Naa jaane kitno ke saath jabardasti karchuka hai. Isne shaadi bhi paiso ke liye hi ki thi.
Sangeeta Sharma- Yeh Sameer ki maa hai. Yeh achhi aurat hai. But bachpan mein yeh Sameer ko iske baap ke paas chorke chali gayi thi. Jiske liye yeh aaj bhi apne aap ko koshti hai. Kyoki iska beta isse ab koi bhi rishta nhi rakhta hai. Infact isko maa bolke maanta hi nhi hai.
Ranjit Sharma- Yeh Sameer ke dadaji hai. Ab duniya mein nhi rahe. Inhone hi Sameer ko pala hai aisa bol sakte hai. Kyoki maa toh chorke chali gayi. Baap ko toh koi parwah hai nhi. Inke paas bahot property hai. But thodi property secret bhi hai jiske baare mein kisi ko nhi pata sirf iske ek dost ke bete ko pata hai jisko isne apna beta maana hai.
Reshma Sharma- Yeh Sameer ki sauteli maa hai. Sangeeta ke chale jaane ke baad Rajesh ne isse shaadi karli. Yeh Rajesh ki company mein hi uski secretary thi. Ek number ki characterless aurat aur paiso ki bhookhi. Isko bhi Sameer se koi matlab nhi hai.
Neha Sharma- Yeh Sameer ki badi behen. Rajesh aur Sangeeta ki badi beti. Yeh apne maa baap jaisi nhi hai. Isko pata hai iska ek bhai hai jo apne baap ke saath rehta hai. Sangeeta ne isko bola hai iske pita unke saath nhi rehna chahte isiliye woh alag rehte hai. Yeh apne baap se toh pyaar nhi karti infact kisi bhi tarah ka rishta nhi rakhna chahti but apne bhai se bahot pyaar karti hai. Bhale hi bachpan se alag rahe ho but kabhi bhi pyaar mein koi kami nhi aane di. Aur school mein yeh humesha milte thee.
Riya Sharma- Yeh Rajesh aur Reshma ki beti hai. Apne maa baap se bilkul alag. Yeh apne dadaji ke saath thi isiliye apne baap ke tarah nhi ho paayi. Yeh bhi Sameer se pyaar karti hai par dikha nhi paati apne maa baap ke darr ki wajah se.
 
aalu

Well-Known Member
3,082
13,028
143
Congrats bud for this new thread.

toh kismat ka mara sameer bechara na maa ka pyar mila na baap ka pyar mila, shab ke hote hue bhi anatho kee zindagi jiya, isse jyada badnaseeb aur kaun ho shakta hain, maa ne separation ke samay beti ko le liya aur beta ko chhor diya, jo chhota tha, toh usse nafrat toh hogi hee, khair jo bhi majboori thee, lekin wo bachha kaise samjhega jiske pass na baap ka pyar tha na maa ka, kehne ko sauteli maa thee lekin usne bhi na jaane kaisa sulook kiya hoga.

Waiting for further more updates....
 
473
1,748
123

Mast intro
 
Top