• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller Gumshuda -Ruksanah Is Missing - includes adultery and incest in between (XFORUM EXCLUSIVE) COMPLETED

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,334
259
Update 25 Dsouza Uses His FBI Tactics

Dsouza ne kabhi itne din nahin lagaaye the ek case ko solve karne mein, isski kayi vajah hai, FBI mein sab jaldi ho jaya karta tha iss liye ke wahan ek database hota tha jiss mein sabhi mujrimom ke DNA hua karta tha jiss mein jaldi se DNA match kiya ja sakta tha. USA mein jitney bhi jail hein, jitney bhi rapists hein, jitney bhi kaatil hein laakhon ke taadaat mein unn sab ke DNA maujood hein ek database mein, chahe wo USA ki kissi bhi State ka kyun nah ho, database mein sirf usski DNA ko click karna hai aur present DNA se match karna hai database search karne se laakhon DNA iss tarah se naachne lagte hein database mein screen par ke jab tak match wala saamne nah aakar ruk jaaye nachte hi rehte hein baaki ke sabhi DNA. Aur agar kaatil koyi nahin to “NO MATCH FOUND” likha ata hai.

Ab yeh no match kyun ata hai wo iss liye ke agar koyi naya banda aya hota hai crime ki dunya mein jiss ne kabhi koyi bhi crime nahin kiya ho, to usski DNA to bilkool nahin milta hai ussko dhundna padta hai. Magar ziadatar cases mein hamesha koyi purana mujrim hi eise kand karte hein jiss ne pehle weisa kiya hua hota hai.

To yahan Dsouza issi baare mein soch raha tha ke koyi naya banda hi hai jissne aaj tak crime ki dunya mein kadam hi nahin rakha hai, jiss ne aaj tak koyi eisa kand kiya hi nahin hai iss liye wo saamne nahin araha hai.

Dsouza ne Comissioner sahab se kuch purane murder ke files nikalwaaye aur jahan bhi aurat ki jism ko ya to rape kiya gaya ho ya kata gaya ho unn files ko saamne nikala gaya… unn sab files mein se do eise mile jiss mein aurat ki jism ke upar veerya paya gaya tha aur ek file mein aurat ko kata gaya tha magar grinder se nahin balke ek do dhaari talwaar se dhar ko alag kiya gaya tha. Yeh sab teen saal purane cases the.

Jab Dsouza ne files ko examine kiya aur commissioner se pucha ke inn do katal ke khooni salaakhon ke piche hein ya nahin to Commissioner ne kaha ek pakra gaya aur ek aaj bhi azaad ghum raha hai pata hi nahin chala ke wo kaun hai! Jab search kiya gaya to pata chala ke jiss ne uss aurat ko talwaar se kata hai wo ab bhi azaad hai aur jiss ki veerya aurat ki jism par paya gaya tha wo quaid hai.

Dsouza ghussa hua Commissioner sahab se aur kaha ke yeh baat ussko shuru mein hi bata dena chahiye tha.

Dsouza ne uss purane case ki veerya ko ko DNA search ke liye bheja aur jiss aurat ki jism ko talwaar se kata gaya tha usske body par paaye gaye finger prints aur baaki ke paaye gaye nishaanon ko lekar examine karne gaya apne khud ki apparatus mein….

Dsouza ne phir commissioner se baat kiya aur pucha ke uss talwaar se kaate gaye aurat ki lash se kuch veerya, thook ya koyi eisi liquid wale koyi bhi chiz baramat nahin hue the kyunke file mein fingerprints ke ilawa aur kuch nahin mila ussko. Commissioner ne kaha ke aur kuch bhi nahin mila tha uss aurat ki laash se aur laash bahut ziada sada hua tha jab mili thi tab, fingerprints sirf usski unn kapdon se mile the jo bach gaye the sade nahin the jeise bhagwaan ne jaan bujhkar unn fingerprints ko bachaaye rakha tha.

Unn finger prints ko bariki se examine karne ke baad Dsouza ne Ruksana ke kapde par paaye gaye finger prints se milaya to EXACTLY same fingerprints mile!! Fir unn kale dumping bags par paaye gaye finger prints ko examine kiya Dsouza ne wahan bhi wohi fingerprints mile jo purane laash wale kapdon par mile the. Dsouza ko sukoon ki saans lene ka mauka mila aur zor se chillate hue panday ko bulaya aur microscope mein dekhne ko ko kaha, phir commissioner sahab ko bulake dikhaya sab ko wohi dikha ke fingerprints same the.

Dsouza Khushi se jhoomne laga, naachne laga, shor machaane laga. Magar panday ne usski Khushi ko phuss kar diya iss sawaal se,

“To kaatil kaun hai Sir? Kiss ke fingerprints hein yeh?”

Dsouza ruk gaya aur gambhirta se Panday ke chehre mein dekhte hue kaha,

“Tum jeise chutiye Inspector ki vajah se yeh kaatil aaj bhi azaad hai aur ussne ek aur aurat ki jism ko kata hai, agar tumne ussko 3 saal pehle pakar liya hota to aaj Ruksanah zinda hoti samjhe tum?!”

Aur ab Dsouza uss purane file ko bariki se examine karne laga aur dekha ke wo aurat bhi ruksanah ke umar ki hi thi aur ek private company mein hi kaam karti thi aur wo bhi half day leave liya tha jiss din usski katal ki gayi thi, aur usski bhi mobile off ki gayi thi thik kissi ki call receive karne ke baad.

Magar jagah same nahin the, koyi 20 kms ki doorie par yeh sab hua tha magar operation same tarike se kiya gaya tha, matlab killer ko pehle se maloom tha ke wo ek katl karne ja raha hai….

Ab Dsouza ko agar thook, ya daant ka nishaan ya veerya mila hota uss purane file mein to ziada asaan hota usske liye phir bhi Dsouza uss jagah ko pahuncha jahan pehli katl hui thi.

20 kilometres ki doori par ek chota sa jangal tha jahan se purana laash mila tha sade hue haalaat mein… jab file se Dsouza ko pata chala ke kiss aadmi ne laash ko dekha aur police ko bulaya tha to Dsouza uss aadmi se milne gaya aur uss se kuch sawaal kiye gaye. Kuch ziada to pata nahin chala, magar jiss jagah yeh aadmi rehta tha wahan Dsouza ko ek shop dikha jisski windows mein kuch talwaarein taange hue the…. Dsouza ne uss shop mein tange talwaron ko dekh kar muskuraya aur andar ghussa sawaal karne ke liye.

Sawaalon ke baad dukaan ki owner se 3 saal pehle kharide gaye talwaron ki list banaye gaye unn mein se sirf 3 logon ne talwar kharide the uss saal.

Unn teenon aadmiyon se milne gaya Dsouza jo aas paas rehte the…. Do se mil liye magar teesra aadmi nahin mila. Puch taaj karne ke baad pata chala ke wo aadmi ab wahan nahin rehta, ghar zameen bech kar kahin chala gaya hai.

Dsouza ne aur ziada puch taaj kiya uss aadmi ke baare mein to pata chala ke wo 50+ ki age ka hai usske bade betiyan aur beta bhi hai.

Dsouza ne wahan ke uss aadmi ke puarane padosi se baat kiye, aur ek jawaan ladki ne apne pita ke saath Dsouza se yeh kaha ke uss aadmi ki ek beti ka naam Anjali thi baaki bachon ka naam nahin pata, wo log alag type ke the aur ziada ghul mil kar nahin rehte the apne aap mein rehte the wo family…..

Dsouza ne thank kaha aur muskuraate hue drive karne laga wapas office jaate hue aur khud se kaha,

“sala kaatil aankhon ke saamne the eisa do baar hua ke main Anjali ke taraf jaane ko socha magar har baar kuch aur saamne agaya, iss Anjali ki zaroor koyi haath hai Ruksanah ki murder case mein, ab nahin chorrunga ussko main……”

Dsouza ne drive karte hue yaad kiya ke ussne sab se pehle Anjali se hi baat kiya tha iss case ko lekar, aur jiss din Dsouza Anjali ke ghar gaya tha uss se milne to Anjali ne kaha tha ke usska chota bhai kaan mein earphone thusse music sun raha tha, Dsouza ko 18 se 20 saal wala nazar aya, fir Dsouza ne socha, jab Anjali se pucha tha ke usske ghar mein aur kaun kaun hai to Anjali ne kaha tha ke wo usske pita aur ek badi behen…. Dsouza ne dimaagh mein usske pita ko 50+ wala socha, aur Dsouza apne jabde ko dabaate hue hanssne laga, itna hanssa ke usske aankhon se aansoo nikal pade aur usske aankhon ke saamne sab khoon ka drisht nazar aane laga aur khud se kaha,

“sala sab mere aankhon ke saamne tha, itne dinon se itna naach nachaya mujhe inn saalon ne pehle hi din main seedha kaatil ke ghar pahunch gaya tha aur ussko chorr kar chaaron taraf jhak maarta raha, yeh to first day ko hi case solved ho gaya hota!!”

Police station pahunch kar Dsouza ne Panday se kaha,

“Apne aadmiyon ko lekar abhi issi waqt jao aur Anjali ko uthaake ke laao aur usske ghar ke har ek sadasya ko utha lao jaldi, on the spot, no time to waste! Aur sabko torture room mein harkadi ke saath bithao!”

Panday: “Sir magar Anjali to iss waqt office mein hogi?!”

Dsouza ne chilla kar kaha,

“To office se hi ussko hatkadi ke saath nikaalo aur ussko usske ghar ussi stithi mein lejao aur wahan se baaki ke ghar ke sab logon ko hatkadi pehna kar yahan lao!”

To be continued…………
 
Last edited:

Aakash.

ᴇᴍʙʀᴀᴄᴇ ᴛʜᴇ ꜰᴇᴀʀ
Staff member
Divine
Moderator
31,195
78,116
304
After checking old files and matching fingerprints, it is confirmed that the killer is an old criminal who is currently absconding. Now the needle of suspicion is on Anjali and her family. Gradually, the whole truth is being revealed.
As always the update was great, You are writing very well, Now let's see what happens next, Till then waiting for the next part of the story.
Thank You...:heart::heart::heart:
 
Husein Ali

Banned
510
4,753
123

Haan to ab aya oonth pahaad k niche, ab to Anjali and family gaiyo re.
Usska bhai 18 se 20 ki umar ka, baap 50+ ka aur ab to ek aur khoon hai Anjali k baap k naam. An ussko sab batana hai.
Maja agaya bhai jabardast update hai bhai shabash. :applause:
 
Sona

Smiling can make u and others happy
13,403
20,577
228

Nice update
 
Rahul

Kingkong
60,556
70,669
354
wonderfull update bhai lagta hai ab case khatam hone wala hai anjli air uska pariwaar hi khuni hai
 
Top