• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller Gumshuda -Ruksanah Is Missing - includes adultery and incest in between (XFORUM EXCLUSIVE) COMPLETED

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,334
259
Update 16 Intense Search

Uss raat ko donon se baat karte hue Dsouza thak gaya aur raat kaafi ho gaye the to donon ko ghar jaane ko kaha aur wapas dusre din donon ko wapas police station aane ko kaha continue karne ke liye.

Magar dusre din Dsouza ne commissioner se milkar ek dusre team ko lagaya Tyagi ko kahin se bhi utha kar police station laane ke liye aur forensic se pata karwa liya ke Ruksanah ki mobile ki location ussi waqt aur ussi jagah off hua tha jiss waqt ussne office se nikal kar uss call ko receive kiya tha, mobile switch off ho gaya tha jiss se location ko trace nahin kiya jaa saka, matlab koyi ek kilometre tak locastion dikha tha uss jagah se phir mobile off ho gaya tha. Yeh jaan kar Dsouza heyraan hua ke marne se ghanton pehle kyun usski mobile switch off ho gayi thi. Kia kaatil ko pehle se pata tha ke wo Ruksanah ko maarne wala hai iss liye usski mobile ko s.off kiya tha raaste mein hi aur kissi dusre jagah lejaa kar mara ussko? Dsouza uss jagah tak pahunchna chahta tha jahan Ruksanah ko mara aur kata gaya tha. Electric grinder use hui thi to ek eisi jagah par hui hogi jahan makaan ho, jahan electricity maujood ho… ek ghar mein, ek garage mein, ya kahin bhi magar jahajn Bijli ho…..

Iss baat ko commissioner ke saath discuss kar raha tha Dsouza to commissioner ne kaha ke electric grinder to charge bhi kiya jaa sakta hai, portable bhi hota hai, koyi uss grinder ko apne car mein carry bhi kar sakta hai to jangal mein bhi Ruksanah ko kata jaa sakta tha!!

Dsouza ko ek recent case yaad aya jahan ek aurat ko grinder se hi kata gaya tha jo ussne commissioner ko bataya,

“Ek husband ne apni wife ko ghar mein maar kar electric grinder se hi usski body ko teen tukdon mein kaat kar weise hi dumping bags mein bhar kar bahot door jaakar feink diya tha aur do din baad police ko bataane aya ke usski wife missing hai. Saare police usski talaash mein lag gaye the. Kissi ko bilkool bhi shak nahin hua husband par, kissi ko laash nahin mili. 3 hafton tak wo naatak karta raha police station ata jaata raha, police walon ke saath dhundta raha… to sab samajh rahe the ke Bechara, usski wife kissi ke saath bhag gayi hogi….”

Commissioner ne pucha ke phir keise pata chala ke ussi ne mara tha?

Dsouza ne kaha,

“Ussne khud aakar bataya aur humko wahan legaya jahan laash ko feinka tha. wo raaton ko so nahin pata tha, usska antar aatma ussko pareshaan kar raha tha, asaan baat nahin hai ke ussi ghar mein apni wife ko uss tarah se kaat kar maarna phir ussi ghar mein chain ki neend sona, wo khud se pareshan ho gaya aur khud aakar apna jurm kubool kiya varna humko kabhi bhi wo laash nahin milti jiss jagah jaa kar ussne feika tha….”

Commissioner: “kyun mara tha apni wife ko?”

Dsouza: “kissi aur se chudwati thi is liye”

Uss baat ko yaad karke Dsouza ke dimaagh mein kuch aya aur wo experience karna chahta tha….

Yeh baat Dsouza ne nahin socha tha ke portable grinder bhi istemaal kiya hua hoga killer ne, to haan sach mein kahin bhi body ko carry karke baad mein bhi kata gaya hoga. Dsouza ne socha ke uss jangal mein chataanon par jahan Ruksanah ki laash mili thi kahin unn chataanon par to nahin khoon kiya gaya tha Ruksanah ki, aur wahan wapas jaane ko decide kiya aur gaya bhi. Ek forensic team ko saath legaya, Luminol aur baaki ke test karne wale elements ko saath lekar team wapas uss jagah gaye verify karne ke kahin chataanon par khoon ka nishaan nah mil jaaye.

Ghanton bhar Luminol chirrakne ke baad jab kahin kuch nahin dikha to sab wapas lautne wale hi the ke Dsouza ne uss bridge ke niche dekha, aur ek forensic ke member se Luminol liya aur bridge ke niche gaya jahan ek bada sa pathar tha jo kuch flat tha aur bilkool bridge ke niche tha, wahan se kissi ko upar se nazar nahin araha tha. Pathar kuch eisa tha jiss mein kuch holes bhi the aur unn chhote chhote holes mein, paani jamaa hue the magar Dsouza ne note kiya ke paani ka rang kuch kaala jeisa dikh raha tha, uss ne apne magnifier nikala jeb se aur unn pathar wale chothe holes mein ghaur se dekha, samajh mein nahin araha tha bridge ki vajah se kuch adhera tha Roshni kum the…. To forensic members mein se do log usske paas gaye aur torch on kiya unn holes par aur sab ne magnifier se dekha to andaza lagaya gaya ke zaroor khoon hein paani ke niche unn holes mein….. khhon gehra tha jeise ek gosht ka tukda….., to Dsouza ne ek cotton bud ko uss pathar ke hole ke andar daal kar duboya aur phir baahar nikaal kar uss par Luminol chirrka,…… aur…. Ussne ek chain ki saans lete hue kaha,

“MIL GAYA!!! MIL GAYA YAARO, YAHIN RUKSANAH KO KATA GAYA HAI!”

Baaki ke team sab jama ho gaye uss bridge ke niche aur har tarah ke scientific solutions aur tools use karne lage pura team… pure pathar par luminal chirrkaya gaya to pata chala ke khoon hi khhon baha hua tha pure pathar par…. khoon ke sample liye gaye, paani se alag kiya gaya aur sab Khushi se wapas laboratory gaye sab analyse karne ke liye. Dsouza bhi saath mein tha. khoon ko Ruksanah ke body wale khoon se milaya gaya to 100% ussi ka khoon tha result mein.

Ruksanah ki haddi ke tukde bhi mile the uss pathar ke hole se, aur usski ek katti hui naakhun bhi, aur ekaat baal bhi, sab kuch analyse kiya gaya, sab Ruksanah ke body ke parts the tukdon mein.

Final report mein yeh likha hua mila forensic ke team ke taraf se ke der ghanta pehle Ruksanah ki death ho gayi thi tab ussko uss pathar par lejakar kata gaya tha aur wahin bag mein bhara bhi gaya tab wahin uss jhadne mein feinka gaya tha, uss khoon mein paaye gaye kide makodon se pata chala ke suraj dhalne ke baad Ruksana ko wahan par kata gaya tha matlab late evening mein jab andhera shuru hone laga tha tab usski body ko uss pathar par rakh kar kata gaya tha aur wo ek mard ka kiya hua tha kissi aurat ki nahin ki hui thi wo kaam! Magar zaroor koyi aur bhi hua hoga saath mein wo ek aurat, mard ya ek kum umar ka ladka ya ladki bhi ho sakti thi, madad karne wala…..

Magar kaatilon ka ek bhi nishaan nahin tha, nah ek baal, nah unnke khoon nah aur kuch, badi safaayi se kiya gaya tha sab kuch….. Dsouza ko yakeen nahin ho raha tha ke itni safaayi se koyi murder kar sakta hai ke ek bhi nishaan nahin chorra gaya tha wo agree bilkool nahin kar raha tha, usska kehna tha ke kuch nah kuch nishaan zaroor chorra hoga uss katil ne ya katilon ne. Ussne wahan wapas jaane ka firse failsa kiya kaatil ke taraf se chorre gaye nishaan ko dhudne ke liye.

Forensic team uss se agree kar rahe the, to wo sab dobara gaye uss bridge ke niche.

Iss baar talaash karne lage ke kissi aur ka khoon ya naakhun, baal, ya kuch mil jaaye uss jagah, har tarah ke forensic tool istemaal karte hue ghanton bhar khoj karte rahe…. Kuch nahin dikha to Dsouza ne apne joote ko bhigo kar ek pathar par rakh kar apne heel ki nishaan ko check kiya, tab baaki ke team members se kaha ke weisa koyi nishaan milna chahiye killer ke joote ka….

Kuch nahin mila to ek scene banaya Dsouza ne. team ko samjhaya ke ek act kiya jaaye ke jeise uss bridge ke niche se bags mein body ko uthaakar uss jhadne mein feinkne ko le jaya jaaye. Do team member ko wo karne ko kaha, kissi bhi bhari chiz ko uthakar unn donon ko carry karne ko kaha aur unn donon ke kadmon ko follow karte gaya ke kahan kahan unn ke kadam padte hein bridge se jhadne tak jaane ke liye… dobara karwaya wohi scene unn donon se….. phir unn ke kadmon ko follow kiya, tab unn donon ke kadmon ke aas paas solution aur powder laga kar check karne laga Dsouza khud hi…. Kahin kuch nahin dikha magar end mein jab jhadne ke paas pahuncha, tab jaake half joote ka nishaan mila jo unn sab mein se kissi ka bhi nahin tha.. sirf half joote ka nishaan mila…..

Uss shoe print ka photo liya gaya, ab laboratory jaakar ussko analyse kiya gaya ke kaun sa joota ka mark hai, aur sab search mein lag gaye uss joote ki trade mark ki talaash mein aur joote ke size ko dhundne mein….

Kuch der baad pata chala ke size 43 tha aur joota kissi high profile aadmi ka ho sakta tha jo office worker ho ya, koyi bada aadmi, jeise ek boss, ya kuch eisa…..

Dsouza ne tab yaad kiya ke Panday aur Tariq bhi gaya tha wahan kuch din pehle to kahin unn donon ke joote ka Nishan nah utha laaye the…. To Panday ki joote se compare kiya gaya to wo nahin tha, phir Dsouza Tariq ke ghar gaya usske joote se compare karne uss print ko, to wo Tariq ke bhi joote ka Nishan nahin tha…. ab kia uss joote ki nishaan se kaatil ka pata lagaya jaa sakta hai?

Dsouza confident tha ke wo ab kaatil ke ziada karib agaya hai…. Magar kia wo sahi tha? dekha jaega…

To be continued….
 
Last edited:

Sona

Smiling can make u and others happy
13,403
20,577
228

Nice update
Ruk ki body ko kahan kata gya ye tohh pta chl gya lgta hai jldi hi dsouza katil ka bi pta lga lega
 
bondjamesbond09

Active Member
1,613
4,377
159

Bahut gahri chanbeen hui aakhir ke surag hath lag hi gya ab ye surag kya kya raaj kholega ye to wakt hi batayega
Superb update
 
Aakash.

ᴇᴍʙʀᴀᴄᴇ ᴛʜᴇ ꜰᴇᴀʀ
Staff member
Divine
Moderator
31,195
78,117
304
First of all, congratulations for completing 100 pages. As always the update was great. Dsouza has a sharp eye, he searched the place where Ruksanah's body was cut and according to a forensic report, That blood was of Ruksanah. The killer is very vicious, he has not left a single proof. Only half the footprints have been found.
Now let's see how Dsouza finds the killer. Till then waiting for the next part of the story. Thank You...:heart::heart::heart:
 
Husein Ali

Banned
510
4,753
123

Behtareen update hai shah bhai.
Aakhir itne jad do jahad k baad ek suraag mili dsouza ko.
Badi berehmi se Ruk ji badan ko kaata gaya uss bridge k niche. Agar wo pathar pores wala nahin hota to shayad pata hi nahin chalta. Khuda bhi nishaniyan chorrta hai hamesha. The Perfect Crime does not exist kaha jata hai. To ab dekhte he dsouza keise kaatil tak pahunchta hai.
Shaandaar update bhai :superb:
 
Rahul

Kingkong
60,556
70,669
354
huum sukar hai ruksanah ki lash ke tukde tukde marne ke baad kiye warna takleef aur jada hoti..qatl se abhi bhi bahut dur hain hum pata nahi kaun mara hoga..awesome update casi bhai
 
Last edited:
Top