• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy God and Devil

Naik

Well-Known Member
20,204
75,215
258
Update 39
Arrangement

Abi Akash Ne Vaha Se Bahar Nikalne Ke Liye Kadam Aage Badaye Hi Thay Ki Ek Kamjor Avaj Uske Kano Me Padi.

Jis Mahila Ne Usko Avaj Di Thi Akash Uske Pass Gayea Aur Usne Pucha: “Kon Ho Tum? Tum Mujey Kese Janti Ho?”

Ab Aage

Vo Ladki Dikhne Me Bohot Hi Jada Kamjor Lag Rahi Thi, Uski Ankho Se Lagataar Anshu Beh Rahe Thay, Vo Kamjor Voice Me Boli: “Main ....... Mahi.”

Mahi Us Raat School Bus Mein Se Bhagne Ke Baad Chupte Chupate Puskin City Se Nikalne Mein Kamyab Ho Gayi Thi, Par Uska Safar Aasan Nahi Tha, Ek Din Jab Vo Zombies Ke Group Se Apni Jaan Bachane Ke Liye Bhag Rahi Thi To Uske Samne Ek Aur Zombies Ka Group Aa Gayea, Us Vakt Usey Laga Ki Ab Vo Nahi Bache Gi Par Us Vakt Tiger Ke Aadmi Jo Khana Aur Survivor Dundne Nikle Thay Unki Najar Mahi Par Pad Gayi Aur Vo Usey Zombies Ke Jhund Se Bachte Huye Always Bright Village Me Le Aye.

Jab Tiger Ke Aadmiyo Ne Mahi Ko Zombies Se Bachaya To Mahi Ne Rahat Ki Sans Li, Vo Khush Thi Ki Akhir Kar Vo Bach Gayi Aur Ab Vo Jinda Reh Paye Gi, Par Uski Ye Khushi Jada Deir Tak Nahi Rahi.

Mahi Dikhne Me Khubsurat Thi Jiski Vaja Se Tiger Ne Usey Apne Harem Me Add Kar Liya, Mahi Ko Ye Baat Pasand To Nahi Ayi Par Guns Dekh Ke Vo Kuch Bol Nahi Payi, Par Ek Do Din Baad Jab Tiger Ne Mahi Ke Sath Jabardasti Karne Ki Kosis Ki Tab Mahi Ne Uspar Hath Utha Diya, Aur Tiger Ne Gusse Mein Aa Kar Mahi Ko Henhouse Me Bhej Diya.

Henhouse Mein Aney Ke Baad Eysa Ek Din Bi Nahi Gayea Jis Din Mahi Na Royi Ho Aur Usne Apne Ap Khatam Karne Ki Kosis Na Ki Ho, Par Khud Ko Maarne Ke Liye Bohot Himmat Ki Jarurt Padti Hai Aur Vo Himmat Mahi Nahi Thi.

Aj Jab Mahi Ne Bahar Goliya Chalne Ki Avaj Suni To Uske Dil Me Ek Umeed Uthi Ki Sayad Koyi Usey Yaha Se Bacha Le, Par Jab Goliyo Ki Avaj Band Hone Ke Baad Aadmi Henhouse Me Ghus Kar Uski Sath Vali Mahilaon Ka Rape Karne Lage To Uski Vo Umeed Bi Tut Gayi, Par Akash Ke Vaha Aney Se Uski Umeed Fir Jinda Ho Gayi Aur Usme Jitni Jaan Bachi Thi Usko Ekatha Karte Huye Usne Akash Ko Avaj Di.

Mahi Ki Tarf Dekhte Huye Akash Ne Apne Ek Sathi Ko Avaj Di Aur Apne Bag Se Kuch High Calories Vala Food Nikalte Huye Bola: “Yaha Ayo, Aur Dheyan Se Isey Kuch Der Baad Jab Ye Chalne Layak Ho Jayr Isey Mere Villa Me Le Ana.”

“Yes! Brother Akash!!” Akash Ne Jis Aadmi Ko Avaj Di Thi Vo Javab Dete Huye Aage Bada, Mahi Ki Tarf Dekhte Huye Usey Thoda Ajeeb Laga Aur Uske Pass Jane Laga.

Akash Ne Jab Us Aadmi Ke Cehre Ki Tarf Dekha To Usey Sab Kuch Samj Aa Gayea Aur Vo Bola: “Pehle Jo Ho Gayea Main Uske Bare Me Investigate Nahi Karu Ga, Ab Tume Iska Dheyan Rakhna Hai Aur Isey Jinda Rakhna Hai, Ye Mere School Me Padhti Thi Is Se Jada Hamara Bich Koyi Relation Nahi Hai.”

Henhouse Me Jo Mahilaen Thi Lagbhag Har Ek Gunmen Unke Pass Jata Tha, Agar Akash Un Mahilaon Ka Badla Lene Ke Liye Gun Uthata To Jitne Gunmen Abi Bache Thay Unme Se Sayad Hi Koyi Bach Pata, Aur Ab Jab Akash Ko Unki Jarurt Thi To Vo Eysa Kuch Nahi Karna Chahta Tha, Kyoki Pehle Jo Ho Gayea Vo Usey Badal Nahi Sakta Bs Vo Itna Kar Sakta Hai Ki Aage Eysa Kuch Na Ho.

Akash Ke Sathi Ne Uske Words Sun Ne Ke Baad Chain Ki Sans Li Aur Bola: “Brother Akash Apka Fikar Karne Ki Koyi Jarurt Nahi Hai, Main Inka Aache Se Dheyan Rakhu Ga.”

Akash Ne Sar Han Me Hilaya Fir Vaha Se Bahar Ki Tarf Nikal Gayea, Mahi Uske Sathiyo Me Se Ek Nahi Thi Vo Uske Liye Bs Itna Hi Kar Sakta Tha, Agar Vo Is Se Jada Ki Umeed Karti To Akash Vaha Se Bina Kuch Bole Nikal Gayea Hota Kyoki Vo Unki Madad Nahi Karna Chahta Tha Jo Uska Sath Chhod Dusaro Ka Sath De.

Akash Ko Jate Huye Dekh Mahi Ki Ankho Anshu Girne Lage, Sar Niche Jhukate Huye Vo Kamjor Voice Me Boli: “Sukriya!”

Mahi Ka Us Same Zhen Ke Sath Puskin City Se Bhagne Ka Nirnay Lene Ka Bohot Afsos Tha, Agar Vo Akash Ke Sath Ruk Gayi Hoti To Uske Sath Vo Sab Na Hota Jo Usne Seha Tha.

Akash Ke Jane Ke Baad Akash Ke Sathi Ne High Calories Vala Food Mahi Ko Diya Aur Uske Pass Khada Ho Gayea.

Mahilaon Ke Sath Jabardasti Karne Aur Loot Paat Karne Valo Ko Jab Firing Squad Ne Khatam Kar Diya To Village Me Dhere Dhere Shanti Cha Gayi, Goliyo Ki Avaj Sun Village Ke Jada Tar Log Dar Se Gharo Se Hi Nahi Nikle Thay, Kuch Hi Log Thay Jo Situation Ka Faida Uthane Chahte Thay Par Situation Ka Faida To Unko Nahi Mila Uski Jagha Un Sab Ke Sarir Goliyo Se Bhar Gaye Ya Unki Gardan Dhad Se Alag Jarur Ho Gayi.

“Bother Akash, Ye Sab Tiger Ki Private Women Hai.”

Akash Jab Gunmen Ke Sath Tiger Ke Villa Ke Pass Poncha To Usey Dekhte Huye Mahesh Khush Hota Huya Mahilaon Ke Sath Akash Ke Pass Atey Huye Bola.

Group Me 11 Mahilaen Thi Aur Sab Dikhne Mein Ek Se Badkar Ek Thi, Unme Se Ek Bhare Huye Sarir Aur Teekhe Nain Nakas Vali Mahila Jiske Cehre Par Garv Saaf Dikh Raha Tha, Vo Chickens Ke Jhud Me Kisi Crane Ki Tarha Lag Rahi Thi, Agar Koyi Bi Un Mahilaon Ki Tarf Dekhta To Uski Najar Us Mahila Ke Uper Ja Kar Hi Rukti.

Akash Ne Us Mahila Ki Tarf Dekha Aur Bola: “Vo Mahila Kon Hai? Uska Cehra Jana Pehchana Kyon Lag Raha Hai?”

Mahesh Khush Hote Huye Bola: “Akash Bhai! Iska Naam Priyanka Hai Vo Z-Age Se Pehle Bohot Badi Celebrity Thi, Isne Bohot Si Movies Me Kaam Kiya Jiski Vaja Se Vo Bohot Famous Hai, Ye Tiger Ki Sabse Cherished Women Thi.”

Priyanka Ke Aakarshan Ke Bich Usne Akash Ko Kuch Had Tak Ahankar Se Be Dekha, Vo Behad Khubsurat Aur Utam Darje Ki Mahila Thi, Usne Bade Celebrity Status Ko Carry Kiya Huya Tha Jo Uske Charm Aur Bi Bad Deta Tha Aur Sath Hi Usko Aadmiyo Ko Apne Ishara Par Nachana Ata Tha, Apne Charm Se Usne Tiger Par Kabu Kiya Huya Tha, Jiski Vaja Se Tiger Kabi Bi Uske Sath Kabi Bura Salook Nahi Karta Tha, Usey Apne Husan Par Itna Bharosha Tha Ki Vo Akash Ko Bi Asani Se Apne Vas Me Kar Lege.

Tiger Ki Women Me Ek Priyanka Hi Thi Jo Status, Appearance, Figer Aur Charm Me Tiya Ka Mukabla Kar Sakti Thi, Jada Tak Ladko Ko Esi Ladkiya Hi Pasand Ati Hai.

Priyanka Ne Jab Dekha Ki Akash Uski Tarf Dekh Raha Hai To Usne Uski Tarf Muskurate Huye Dekha Aur Apni Chuchiyo Ko Bahar Ki Tarf Nikalte Huye Akash Ko Apni Sabse Khubsurat Aur Hot Side Dikhane Lagi, Always Bright Village Me Rehte Huye Usne Z-Age Ki Karurta Ko Mehsus Kar Liya Tha, Siraf Takatvar Insan Ke Sath Se Hi Vo Aachi Jindagi Jee Sakti Hai, Fir Chahe Vo Tiger Ho Ya Akash Is Se Usey Koyi Matlab Nahi.

Akash Ne Priyanka Ki Tarf Siraf Ik Baar Dekha Fir Dubara Uski Tarf Dheyan Nahi Diya Aur Mahesh Ko Bola: “2 Aadmiyo Ko Inke Dheyan Rakhne Ke Liye Yaha Chhod Do! Inka Arrangement Me Badme Karta Hun!”

Akash Ke Words Sun Priyanka Ke Cehre Ka Rang Badal Gayea Par Vo Kuch Boli Nahi. “Kuch Bi Ho Jaye Takatvar Ke Order Ke Khilaf Kabi Nahi Jana” Ye Z-Age Ke Law Me Se Pehle Law Tha Jo Usne Sikha Tha, Vo Mahilaen Jino Ne Tiger Ke Order Ko Follow Nahi Kiya Tiger Ne Unki Vo Halat Ki Thi Ki Vo Na To Jinda Reh Pa Rahi Aur Na Mar Pa Rahi Thi.

Villa Me Aney Ke Baad Akash Ne Village Me Se Kuch Logo Ko Alag Alag Kam Diye, Jinme Useful Material Ko Dundna, Village Mein Shanti Kayam Karna, Kaam Ke Logo Ko Recruit Karna, Sare Din Ki Bhagdod Ke Baad Akash Ne Always Village Ko Village Kehne Layak Bana Diya.

Raat Ko Tiger Ke Villa Me Kayi Big Banquet Tables Bahar Rakhe Gaye.

Banquet Me Akash Puskin City Ke Survivors Ke Sath Betha Huya Tha Jinko Vo Apne Sath Always Bright Village Mein Le Kar Ayea Tha, Vo Proper System Teyar Karna Chahta Tha.

Ye Ek Private Banquet Thi Jiski Courtyard Me Rakha Gayea Tha, Is Banquet Me Akash, Abhi, Priya, Ajay, Sonia, Riya, Ravi, Mahesh, Vivek Aur Tiya Akash Ke Piche Uski Personal Waitress Ke Roop Me Khadi Thi.

Ravi, Mahesh Aur Vivek Ko Akash Ne Promote Karke Squad Leader Bana Diya Tha, Har Squad Leader Ke Niche 2 Gunmen Thay, Ajay Ko Bi Akash Ne Squad Leader Appoint Kiya Aur Usey 2 Gunmen Diya, Vahi Abhi Commander-In-Chief Tha Uske Niche 5 Aadmi Thay.

Villa Mein Banquet Table Ko Alag Alag Parkar Ki Meat Dish, Vegetables, Steamed Buns Aur Rice Se Sajaya Huya Tha.

Z-Age Se Pehle Ye Vegetable Aur Meats Dish Bohot Aam Aur Ordinary Thi, Par Ab Ye Sab Luxury Food Tha.

Always Bright Village Me Chickens Aur Ducks Ki Ginti Jada Nahi Thi, Agar Dekhe Jaye To Village Me 20 Ke Aas Pass Chickens Aur Ducks Thi, Jis Vaja Se Akash Chah Kar Bi Roj Esi Feast Ka Arrangement Nahi Kar Sakta.

Sabi Log Banquet Room Me Bato Ko Chod Khana Khane Me Lage Huye Thay, Priya Aur Riya Dono Jo Z-Age Ke Suru Se Akash Ke Sath Khatre Ka Samne Karte Huye Ladte Huye Yaha Tak Ponchi Thi Vo Aam Tor Par Manners Ke Sath Khana Khati Thi Par Aj Vo Z-Age Ke Baad Pehli Baar Non-Canned Food Kha Rahi Thi Jis Vaja Se Vo Bi Apne Manners Chod Badi Badi Bites Lete Huye Apna Pet Bharne Me Lagi Huyi Thi.

Ravi, Mahesh Aur Vivek Ko To Aache Se Pata Tha Ki Z-Age Mein Meat Kha Pana Bohot Muskil Hai Jis Vaja Se Vo Bina Ruke Puri Teji Se Khane Me Lage Huye Thay, Uney Dar Tha Ki Aage Chal Kar Pata Nahi Kab Uney Eysa Khana Khane Ka Moka Mile.

Akash Ke Table Se Dur Ek Aur Table Laga Huya Tha Aur Us Table Par Siraf Rice, Fired Vegetable Aur Sath Me Lunch Meat Aur Chicken Ke Kuch Slice Thay.

Mina Apne Samne Pade Rice Bowl Ko Ghumte Huye Dukhi Hoker Boli: “Vo Alag Alag Parkar Ka Meat Kese Kha Pa Rahe Hai Vahi Hame Siraf Lunch Meat Diya Hai Aur Vo Bi Siraf Ek Single Piece!”

Gita Bura Sa Muh Bante Huye Sarcastically Boli: “Vaha Jitne Bi Log Betha Hai Unke Pass Zombies Se Ladne Ki Takat Aur Himmat Hai, Hame To Khush Hona Chahiye Ki Hame Itna To Mil Raha Hai, Keya Tum Chahti Hai Ki Tume Khane Ko Corn Gruel Aur Wild Vegetables Miley?”

Jab Gita Ne “Corn Gruel Aur Wild Vegetables” Kaha To Table Par Betha Har Kisi Ki Nigha Banquet Me Lage Last Table Ki Taraf Chali Gayi.

Mahi Us Table Par Bethi Huyi Thi, Bath Lene Aur Clean Kpade Pehne Ke Baad Vo Pehle Se Kuch Thik Dik Rahi Thi.

Mahi Ne Apna Sar Jhukaya Huya Tha Aur Vo Kisi Se Bi Najre Nahi Mila Rahi Thi, Uska Sara Dheyan Uske Samne Pade Rice Bowl Ki Tarf Tha, Uske Ander Ab Vo Pehle Vali Arrogance Nahi Rahi Thi Jab Usne Akash Ki Mann Mani Par Usko Criticize Kiya Tha, Kuch Chizo Ki Kimat Tab Hi Malum Padti Hai Jab Vo Kho Jaye, Is Vakt Uske Samne Pade Rice Uske Liye Bohot Delicious Thay.

Mina Rice Ke Bowl Ghumate Huye Besharmi Se Boli: “Bhale Hi Esa Ho Par Main Is Se Khush Nahi Hun, Sonia Aur Riya Ke Pass Ke Koyi Khass Abilities Nahi Hai To Vo Dono Kyon Jo Unka Dil Kare Kha Aur Pee Sakti Hai Jabki Hame Bs Ye Khane Ko Mil Raha Hai?” Uska Ishara Rice Ki Tarf Tha.

Mina Janti Thi Ki Unki Durdasa Village Ke Logo Ki Tulna Mein Kafi Behtar Hai Par Sonia Aur Riya Ki Tarf Usey Jalan Ho Rahi Thi Kyoki Un Dono Ke Mukable Vo Ek Level Niche Thi.

Kritika Mina Ko Gurte Huye Coldly Smile Karte Huye Boli: “Sonia Akash Ki Women Hai Aur Riya Priya Ki Dost Hai Aur Is Vaja Se Unko Yese Treatment Mil Raha Hai, Vasey Bi Sab Kuch Fair Ho Eysa Possible Nahi Hai, Tume Keya Lagta Hai Z-Age Se Pehle Sabkuch Fair Tha?”

Kritika Ko Pata Tha Ki Vo Kisi Bi Tarike Se Inner Banquet Ka Hissa Nahi Ban Sakti Aur Is Baat Se Usko Bohot Bura Bi Lag Raha Tha Par Usey Mina Se Nafrat Thi Jis Vaja Se Vo Mina Ki Har Baat Ka Muh Tod Javab Dena Chahti Thi.

Is Se Pehle Baat Aur Aage Badti Piya Boli: “Kabi Kabi Chup Rehna Hi Sabse Badiya Option Hota Hai.”

Piya Pampered Mina Aur Kritika Se Kafi Samjdar Thi, Vo Nahi Chahti Thi Ki Koyi Akash Ke Bare Me Uski Pith Piche Is Tarha Baat Kare Ki Vo Koyi Bura Insan Hai, Aj Ki Ladayi Me Akash Ne Bohot Se Insano Ki Jaan Li Thi Aur Piya Nahi Chahti Thi Ki Akash Tiger Ki Tarha Ek Tyrant Ban Jaye, Kyoki Bura Bane Mein Jada Vakt Nahi Lagta, Bure Se Aacha Ban Ne Mein Saalo Saal Nikal Jate Hai.

Piya Ke Bolne Ke Baad Dono Ne Ek Dusare Ko Ghur Ke Dekha Par Aage Kuch Nahi Boli Uney Bi Piya Ke Kahe Sabdo Ka Matlab Aache Se Pata Tha.

Ritika Apni Seat Par Bethi Shanti Se Khana Khate Huye Akash Ke Table Ki Tarf Dekh Rahi Thi Uski Ankhe Har Baar Akash Ke Uper Hi Ja Kar Ruk Rahi Thi.

Akash Shanti Se Khate Huye Future Ke Bare Me Soch Raha Tha.

Past Mein Akash Kabi Kisi Jagha Ka Boss Nahi Raha Jiski Vaja Se Uske Pass Itni Knowledge Nahi Thi, Vo Village Ke Purane Chiefs Ki Soch Ke Khilaf Tha Aur Ab Uney Khatam Karne Ke Baad Vo Khud Unki Jagha Aa Chuka Tha, Uski Kamyabi Ek Bhoj Bi Thi, Kyoki Village Ke Citizen Ki Sari Jimedari Ab Uske Kandho Par Aa Chuki Thi.

Baki Problems Ka Hal To Vo Kar Sakta Tha Par Z-Age Mein Hundreds Of People Ke Khane Ka Intejam Karna Sabse Muskil Tha Aur Isi Baat Ki Usey Sabse Jada Tension Thi.

Village Ke Purane Chiefs Har Din Supplies Dundne Ke Liye Apne Aadmiyo Ko Bhejte Rehte Thay Aur Ab Unke Pass Itni Supplies Thi Ki Agar Us Supplies Ka Use Dozens Of People Kare To Kuch Saal Food Ke Bare Me Tension Lene Ki Jarurt Na Pade, Par Ab Agar Utne Food Ka Use Hundreds Of People Kare To Vo Kuch Mahino Tak Hi Chal Sakta Hai.

Isi Vaja Se Tiger Apne Aadmiyo Aur Khud Ko Pet Bhar Khana Deta Tha Aur Village Vala Ko Siraf Itna Khana Deta Tha Ki Vo Jinda Reh Paye.

Z-Age Ke Baad Farm Land Bi Ek Tarha Se Banjar Ho Gaye Hai Jiski Vaja Se Food Supply Ki Problem Aur Bad Gayi Hai.

Akash Sochte Huye Apne Mann Me Bola: “Boss Ban Na Itna Aasan Nahi Hai, Aacha Boss Bana Na To Aur Bi Muskil Hai, Sayad Ek Tyrant Ban Kar Kuch Asani Ho.”

Agar Vo Ek Tyrant Ki Tarha Behave Kare Jise Logo Ki Jindagiyo Aur Future Ke Bare Me Koyi Parva Na Ho To Vo Sakuan Bhari Jindagi Jee Sakta Hai Par Vo Apne Nature Ke Khilaf Ja Nahi Sakta, Aur Tyrant Ban Ne Ke Liye Usey Apne Nature Ke Khilaf Jana Padta.

Akash Apni Soch Mein Ghum Tha Aur Isi Bich Sabne Pet Bhar Khana Kha Liya Jab Sabne Khana Band Kiya To 3 Khubsurat Mahilaen Side Se Chalti Huyi Table Ke Pass Ayi Aur Khali Bartan Uthane Lagi.

Table Saaf Karne Ki Avaj Se Akash Ne Apne Soch Par Stop Lagayea Aur Fir Sabki Tarf Dekhte Huye Bola: “Aj Ham Apne Future Plan Ke Bare Me Discuss Kare Ge, Sabse Pehle Maine Decide Kiya Hai Ki Hamare Troops Teen Alag Alag Group Me Split Honge Aur Unki Ranking Unke Group Ke Hisab Se Hogi, Vo Group Hai Official Team Jo Sabse Uper Hogi, Preliminary Team Ke Member Uske Baad Aur Outside Personnel Sabse Last, Group Ki Wages Bi Usi Hisab Se Hogi.

“Official Team Ke Members Ko Wages Ke Roop Me 25 Grams Rice Mile Ga Per Day, Preliminary Member Ko 16 Gram, Outside Personnel Ko 6 Gram, Rahi Baat Village Ke Baki Logo Ki To Uney Do Time Gruel Mili Ga Khane Ko Abi Ke Liye, Village Ke Logo Ko Unke Kam Ke Badle Rice Diye Jaye Ge Agar Vo Aachi Jindagi Jina Chahte Hai To Uney Mehnat Karni Hogi Aur Village Ke Kamo Me Contribute Karna Hoga.”

Village Mein Is Vakt Food Sabse Valuable Chiz Hai, Akash Ne Hisab Lagaya Ki Vo Charo Chiefs Ke Pass Se Mili Food Aur Dusari Khane Ki Chizo Ko Payment Ke Roop Me Istemal Kar Sakta Hai.

Akash Ne Sabse Lucrative Kam Unko Diye Jinpar Vo Bharosha Kar Sakta Hai: “Sonia Goods Ki Safety Aur Distribution Ke Liye Jimedar Hogi, Ravi Tum Uski Madad Karo Ge.”

Ravi Khush Hote Huye Apne Chati Par Hath Marte Huye Bola: “Yes Akash Bhai! Main Apke Liye Aache Se Goods Ki Suraksha Karu Ga.”

Ravi Ka Dimag Sahi Time Par Kam Kar Gayea Tha Jiski Vaja Se Akash Ne Usey Inam Ke Roop Me Ye Kam Diya, Agar Ravi Sahi Time Par Abhi Ko Kabar Na Karta To Akash Ke Sath Aye Puskin City Ke Survivors Mein Se Pata Nahi Kitno Ki Jaan Chali Jati.

Good Aur Supplies Ki Safety Karna Aur Uney Dusare Ke Bich Distribute Karna Sachme Lucrative Post Thi, Ravi Ko Vo Duty Milne Ki Vaja Se Sare Village Vale Uske Sath Abse Aache Se Behave Kare Ge Aur Uske Kabi Khilaf Nahi Jaye Ge.

“Abhi 1St Combat Unit Ka Leader Hoga Jiski Main Duty Supplies Dundni Ki Hogi, Priya 2Nd Combat Unit Ki Leader Hogi! Ajay 3Rd Unit Ka Leader Hoga! Mahesh 4Th Unit Ka Leader Hoga! Vivek 5Th Unit Ka Leader Hoga, Kal Apne Team Ke Liye Naye Member Recruit Kar Lena.”

“Naye Recruit Kiye Gaye Member Outside Personnel Member Honge, Jab Vo 5 Ordinary Zombies Ko Mar Lenge Tab Outside Team Ke Person Ko Preliminary Member Me Promote Kiye Jaye Ga, Jab Preliminary Member 20 Zombies Ko Mar Lege Usey Official Member Me Promote Kiye Jaye Ga.”

“Har Unit Ka Captain Official Team Ka Member Hoga, Aur Usey Official Team Ko Milne Vala Har Benefit Mile Ga, Tumhare Elava Baki Log Abi Ke Liye Preliminary Member Honge, Jab Vo Paryapt Uplabdiyan Jama Kar Lenge Tab Uney Promote Kiya Jaye Ga.”

Akash Riya Ki Tarf Dekhte Huye Bola: “Jayo Aur Ek Interior Affairs Department Banayo, Apne Liye Kuch Subordinate Dundo Aur Select Karo, Sare Miscellaneous Matter Ki Jimedari Tumhari Hogi.”

Riya Ke Sath Rehne Ki Vaja Se Akash Ko Samj Aa Gayea Tha Ki Riya Organization Aur Management Ke Kamo Ke Liye Aadhik Upayukt Hai, Uske Pass Priya Jese Ladne Ki Kabiliyat Nahi Hai, Sath Hi Riya Ke Fight Me Hissa Lene Ki Vaja Se Priya Apna Pura Dheyan Fight Me Nahi Laga Pati, Akash Riya Ki Abilities Ko Battle Field Jagha Dusare Kamo Me Use Kar Sakta Tha Aur Eysa Karne Se Uske Uper Se Kuch Had Tak Bhoj Halka Ho Jata.

Riya Ne Akash Ki Tarf Dekhte Huye Us Se Pucha: “Akash Keya Tum Yahi Rukne Vale Ho? Keya Tum Halong City Ke Base Me Nahi Jayo Ge?”

Riya Ke Bolte Hi Sabki Ankhe Akash Ke Uper Chali Gayi, Ye Matter Un Sabke Future Se Juda Huya Tha Aur Isi Vaja Se Vo Sab Akash Ka Javab Jan Na Chahte Thay.

To Be Continue...

(Author Note – Update Me Apko Koyi Bi Galti Lage, Ya Koyi Word Ya Line Samj Na Aye To Bejijhak Usey Highlight Karte Huye Mujey Jarur Bataye Tan Jo Next Update Main Usey Thik Kar Saku Aur Ek Shandar Story Apke Samne Pesh Kar Saku. Xièxiè)
Tow ladki Mahi thi Akash ka chhod ker bhagne ka natija apni izzat or itni buri zindagi gujari or fir kon kaam aaya wahi Akash
Baherhal Akash n Boss ki kursi sambhal li or sabko apni apni zummedari dedi
Ab Dekhte kia jawab hota h Akash ka
Bahot khoob shaandaar update bhai
 
Ramesh628

Active Member
502
1,354
138

Sandar update hai bhai
 
Sandy307

Broken Till There Is Nothing Left
3,921
12,447
159
Wow bhai maja aa gaya. Jaisa ki maine socha tha wahi hua apne hero akash ne yaha par apna raj jama liya hai. Aur sb chijo ke liye ek System bhi bana diya hai.
Lakin aakhiri swal bhi bahut bada kar diya aapne ki yaha se aakash jaha usne kaha tha waha jayega. Ya nahi aur agar jayega to kb
Thanks For The Lovely Review Bhai
Keep Reading
Keep Supporting
 
Top