• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy God and Devil

Sandy307

Broken Till There Is Nothing Left
3,921
12,447
159
Yah update bakiyo se bda tha, to akash ne apni team ko zombie se ladne ki training krvani suru kr di Jisse unke level bdhenge soniya or Riya ko sprit me point bdhane bola joki sahi nirnay hai Riya ke pass fire ball hai vhi soniya ke pass healing skill Jisse unko apni sprit ko powerful bnana behad jaruri hai, vhi ajay bhi 3 level tk pahuch gya hai pr akash ki madad se zombie ko marne pr der se level badhta hai yah bhi pta chla kuchh ladkiya soniya se irshya kr rhi hai pr unhe kya pta akash ki musibat ke wakt soniya ne hi madad ki hai or vo hai bhi natkhat sararti gudiya si, to akash ko pyar me dhokha mila tha uske garib hone ke karan Lagta hai ab us ladki ke samne aane ka wakt ho gya hai ya Sayad ladke ka jiske sath gyi thi vo, akash or ajay ne raat me bhi apne Samay ka sadupyog kiya unhone ek office me jakr karib 100 zombies ko mara pr unhe 200 coin or 3 apple of vitality hi mile unse pr sath hi unka level bhi badh gya jaha akash ka 11 Ho gya vhi abhi ka 7 ho gya tha... Superb update bhai sandar jabarjast lajvab
Thanks For Such A Lovely Review Bhai
Keep Reading
Keep Supporting
 
Sandy307

Broken Till There Is Nothing Left
3,921
12,447
159
Update 20
Regret

Is Team Me Fighting Force Sirf Akash, Priya Aur Abhi Thay, Aur Vo Teeno Hi Bs Eligible Thay Bath Leyne Ke Liye Kyoki Ladne Ke Liye Body Ka Relax Hona Jaruri Tha Aur Neend Aur Bath Hi Body Ko Aache Se Relax Kar Sakti Thi.

Ab Aage

“Maza Aa Gayea!” Garam Pani Me Sarir Ke Dubey Hone Ki Vaja Se Akash Ke Muh Se Ek Sakoon Bhari Aa Nikli, Thaka Dene Vali Ladayi Ke Baad Bath Le Pana Sachme Ek Rare Treat Thi, Pani Ki Kami Honey Ki Vaja Se.

Abhi Garam Pani Ki Bucket Ke Aage Betha Muskurate Huye Bola: “Yaad Hai Jab Ham Middle School Me Huya Karte Thay.”

Akash Aur Abhi Soch Me Dub Gaye, Jab Vo Middle Schooling Ke Duran Boarding School Me Thay, Garmiyo Ke Time Sabi Ladke Nadi Me Nahane Jatey Thay Aur Sardiyo Me Sabi Ek Ek Garam Pani Ki Bucket Ke Sath Nahate Thay.

Akash Kuch Der Shant Rehne Ke Baad Dhere Se Bola: “Pata Nahi Panther Kis Halat Me Hoga.”

Panther Akash Ke Best Buddies Me Se Ek Tha, Uni Ke Entrance Exam Ke Baad Sabi Dost Bikhar Gaye Thay.

Abhi Bola: “Fikar Mat Kar, Sabi Bohot Muskilo Bhari Jindagi Se Gujare Hai Vo Itni Aasani Se Nahi Marne Vale.”

Akash Sar Han Me Hilate Huye Bola: “Ye Bi Sach Hai.”

Bath Lene Ke Baad Akash Aur Abhi Kamre Me Aa Gaye Sone Ke Liye.

Ek Kamre Me Jaha Kuch Ladkiya Bethi Batey Kar Rahi Thi Ki Aachanak Kritika Boli: “Piya Maine Fainsala Kar Liya Hai Ki Main Akash Ko Apna Boyfriend Bana Na Chahti Hun, Keya Tum Isme Mere Madad Karo Gi?”

Piya Uski Baat Sun Surprised Ho Gayi Uski Ankho Ke Aage Akash Ke Zombies Ko Marte Vakt Ka Scene Aa Gayea Aur Vo Ek Pal Ke Liye Jhijhakte Huye Boli: “Okay, Main Tumhari Madad Karu Gi.”

Kritika Ne Fir Jiya Ki Tarf Dekha Aur Usko Pucha: “Jiya Tum Bi Meri Madad Karo Gi Na? Agar Akash Mere Boyfriend Banta Hai To Main Usko Tume Protect Karne Ke Liye Jarur Kahu Gi.”

Jiya Kritika Ke Words Sun Soch Me Pad Gayi, Vo Bi Akash Ki Takat Se Impress Huyi Thi Hala Ki Pyaar Vali Koyi Feelings Nahi Thi Uske Ander Akash Ke Liye, Aur Vo Eysi Ladki Thi Jisey Jo Chij Pasand Aa Jaye Usko Pane Se Vo Kabi Piche Nahi Hat Ti Thi, Par Uska Subha Eysa Tha Ki Vo Kisi Ko Mana Bi Nahi Kar Pati Thi.

“Dusaro Ke Dimag Se Mat Kehlo Kritika, Agar Tume Akash Pasand Hai To Khud Ki Ability Ka Use Karo Uska Dil Jitne Ke Liye, Ye Sab Keh Ke Tum Keya Sabit Karna Chahti Ho? Apni Friends Ko Pehle Hi Piche Hata Ke Competition Kam Karna Chhati Ho?” Kritika Ki Words Sun Uski Ankhe Badi Badi Ho Gayi Thi, Jab Us Se Raha Nahi Gayea To Vo Usper Haste Huye Boli.

Kritika Gusse Me Boli: “Ye Hamare Bich Ki Baat Hai Tume Is Se Koyi Problem Nahi Honi Chahiye?

Kritika Competition Kam Karne Ke Bare Me Nahi Soch Rahi Thi, Usey Pata Tha Ki Vo Bohot Khubsurat Hai Par Riya Aur Priya Us Se Bi Khubsurat Thi Jis Vaja Se Usey Khud Par Bilkul Vishvas Nahi Thi Ki Vo Un Dono Ko Hara Paye Gi, Uper Se Abhi Ke Piche Elaza Aur Suzy Padi Huyi Thi Vo Dono Bi Us Se Kam Khubsurat Nahi Thi, Ritika Bi Cute Thi, Jis Vaja Se Tension Ho Rahi Thi Vo Bs Apni Friends Ki Madad Chahti Thi.

Mina Sneered Aur Vo Boli: “Ye Mujse Related Nahi Hai, Mere Bolne Ka Reason Tumhari Approach Hai, Tum Asal Me Akash Ko Like Nahi Karti, Tumey Bs Khud Ke Liye Ek Protecter Chahiyea, Tumhari Ye Chal Kisi Ko Bewakuf Nahi Bana Sakti.”

Kritika Thoda Uchi Avaj Me Guse Se Boli: “Eysa Kuch Nahi Hai Tum Sirf Bakvaas Kar Rahi Ho.”

Piya Dono Ko Shant Karte Huye Boli: “Chup Ho Jayo, Hame Rest Karne Ki Jarurt Hai, Mujey Lagta Kal Hamari Bari Hai Zombies Ko Marne Ki Aur Level Badane Ki, Agar Tumne Abi Proper Resr Nahi Li To Kal Tumhare Pass Zombies Ko Maarne Ki Strength Nahi Hogi.”

Priya Ki Baat Sun Kritika Aur Mina Ne Ladna Band Kiya Aur Ek Dusare Ko Gurte Huye Apni Apni Jagha Par Late Gi.

Raat Ke 12 Baje Ke Baad Apartment No.208 Ka Darwaja Khula, Zhen Aur Uski Team Kamre Se Bahar Nikli Aur Jaldi Jaldi Bhagte Huye School Bus Ki Tarf Janey Lagi.

School Bus Ke Ander Aney Ke Baad Zhen Ne Apni Pocket Se Chabiya Nikali Aur Bus Ko Start Kar Diya.

Yun Bus Ke Start Hotey Hi Jaldi Se Driver Seat Par Betha Aur Bus Ko Aage Bada Diya.

School Bus Ke Engine Ke Loud Sound Ke Sath School Bus Area Se Bhar Jane Lagi.

“Ye Kiski Avaj Hai!” School Bus Ke Start Hotey Hi Akash Ki Team Jagh Gayi.

Akash Bhagte Huye Balcony Me Ayea Usey Bus School Bus Vaha Se Jatey Huye Dikh Rahi Thi Uske Cehre Par Abi Ek Somber Look Thi.

Riya Akash Ke Pass Ati Aur Chintit Hotey Huye Boli: “Akash, Keya Huya?”

Riya Ko Pata Chal Chuka Tha Par Vo Yakeen Nahi Karna Chahti Thi.

Akash Murjaye Huye Cehre Ke Sath Bola: “School Bus Chori Kar Li Hai Kisi Ne.”

Kritika Gabhrate Huye Boli: “Ab Ham Keya Kare Ge? Ham Halong City Tak Kese Ponch Paye Ge?”

Kamre Me Sabki Najre Akash Ke Uper Thi, Priya Aur Abhi Ke Elava Sabki Ankho Me Dar Tha, Bina Kisi Vehicle Ke Holang City Me Ponchana Impossible Tha Kyoki Halong City Yaha Se 50 Se 70 Kilometers Ki Duri Pe Thi.

Sabke Cehro Ko Dekhte Huye Akash Dhere Se Bola:“Fikar Mat Karo Kal Main Vehicle Dundne Jayu Ga, Abi Tum Sab Vapis Soney Jayo.”

Akash Ki Baat Sun Sabi Thoda Jhijhake Fir Apne Kamro Me Vapis Chale Gaye, School Bus Chori Ho Chuki Thi Uske Bare Me Soch Ke Pareshan Hone Se Bi Koyi Fayida Nahi Hone Vala Tha.

“Kisi Vyakti Ke Dimag Ko Samj Pana Vaakee Muskil Hai!” Akash Ne Bahar Dekhte Huye Dhere Dhere Aah Bharte Huye Bola. Usne Kabi Nahi Socha Tha Ki Jn Logo Ko Usne Bachayea Hai Vo Uski Pith Piche Vaar Karte Huye Uski School Bus Ko Chura Lenge.

Abhi Akash Ke Pass Aa Kar Usey Dilasha Dete Huye Bola: “Gussa Hona Se Koyi Faida Nahi Hoga, School Bus Ja Chuki Hai, Kal Ham Koyi Dusari Vehicle Dundne Chale Ge!”

Akash Bola: “Gussa Nahi Hun Bhai Bs Thoda Bura Laga, Chal Ab Jo Ho Gayea Uske Bare Me Soch Kar Bi Keya Hoga, Ek Tarha Se Aacha Hi Hai Jaldi Hi Unki Soch Ke Bare Me Pata Chal Gayea Varna Agar Unko Sath Rak Lete To Badme Jada Muskil Ka Samna Karna Padta .”

Abhi: “Jo Hota Hai Aache Ke Liye Hi Hota Hai.”

Akash Apna Mood Thik Karte Huye Vapis Kamre Me Aa Gayea.

Vahi Dusari Tarf

Zhen Ki Team Bus Me Bethi Halong City Ki Tarf Bad Rahi Thi.

Jab Vo Garden District Se Thoda Dur Nikal Aye To Mahi Jhijhakte Huye Boli: “Zhen Keya Hamne Sahi Kiya? Kuch Bi Ho Akash Ne Ham Sabki Jaan Bachayi Thi.”

Mahi Ke Word Sunte Hi Bus Me Majud Sabko Thoda Guilt Mehsus Hone Laga, Duniya Ko Badle Abi Jada Vakt Nahi Huya Tha Jis Vaja Se Unki Dignity Abi Puri Tarha Khatam Nahi Huyi Thi.

Zhen Dilasha Dete Huye Bola: “Halong City Tak Ponchne Ke Liye Hamare Pass Iske Elava Aur Koyi Method Nahi Tha, Agar Ham Eysa Nahi Karte To Ham Kabi Bi Halong City Tak Nahi Ponch Patey, Mahi Tumey Jada Fikar Karne Ki Jarurt Nahi Hai, Akash Kafi Powerful Hai Usko Second Vehicle Dundne Me Jada Pareshani Nahi Hogi.”

Ek Aur Ladka Jiska Name Jun Tha Vo Narajgi Dekhate Huye Bola: “Han Mahi Tumne Akash Ko Nahi Dekha Usne Bs Hame Bachayea Hi To Tha, Par Vo Bohot Mahan Aur Shaktishali Ban Raha Tha, Hame Uske Order Follow Karne Ke Liye Keh Raha Tha, Pata Nahi Khud Ko Vo Keya Hi Samj Raha Tha? Uski Koyi Class Hi Nahi Hai.”

“Bilkul Sahi!” Baki Sab Bi Uski Han Me Han Milate Huye Bole, Akash Ko Bura Bhala Kehne Se Hi Vo Apne Guilt Ko Kuch Kam Kar Sakte Thay.

Is Vakt School Bus Pienar Area Ki Tarf Bad Rahi Thi Jo Puskin City Ka Sabse Busiest Area Tha, Streets Par Har Jagha Vehicle Hi Vehicle Dikh Rahe Thay.

Zombies Har Jagha Bhatak Rahe Thay.

Yun Bus Ko Slow Karte Huye Chilayea: “Zhen Samne Rasta Band Hai, Main Keya Karu?”

Unke Samne 8 Se 9 Vehicle Apas Me Takraye Huye Thay Jiski Vaja Se Aage Jane Ka Rasta Puri Tarha Block Huya Pada Tha.

Zhen Samne Dekh Hairaan Ho Gayea Aur Jaldi Se Chilate Huye Bola: “ Bus Piche Lo! Jaldi Se Bus Piche Lo! School Bus Kisi Bi Kimat Pe Rukni Nahi Chahiyea.”

Agar Bus Ruk Jati To Bus Ko Zombies Ne Gair Lena Tha, Itne Zombies Se Vo Lad Nahi Patey.

Usi Vakt Aachanak Glass Tutne Ki Avaj Ayi, 2 S1 Zombies Window Ko Tod Bus Ke Ander Ghus Chuke Thay.

Ander Ghuste Hi Ek S1 Zombie Ne Ek Ladki Ko Pakad Liya Aur Uske Gale Par Kat Liya, Uske Galey Se Khoon Nikal Zombie Ko Bhigone Laga.

Dusare Zombie Ne Ek Ladki Par Apne Panje Se Vaar Kiya Aur Usko Pith Par Gehra Gaav Ban Gayea.

“Bachayo!! Bachayo!!” Aachanak Hi School Bus Ke Ander Hahakaar Mach Gayea, Bachi Huyi Ladkiya Chilate Huye Zhen Ki Tarf Bhagne Lagi.

Is Choti Se Team Ka Leader Aur Backbone Zhen Tha.

Ladki Ko Kaat Ke Maarne Ke Baad S1 Zombie Cheetah Ki Speed Se Aage Bada Aur Usne Ek Aur Ladki Ko Pakad Liya, Ladki Ko Pakde Ke Baad Usne Apna Khoon Se Sana Muh Khola Aur Ladki Ki Garden Par Kaat Liya, Uske Kaatne Me Itni Power Thi Ki Ladki Ki Garden Hi Tut Gayi.

Dusara S1 Zombie Ne Bi Apne Next Target Ke Pass Ponch Usey Kaat Liya.

Kuch Hi Palo Me School Bus Ke Ander 3 Ladkiyo Ki Mout Ho Chuki Thi Aur Ek Ladki Ki Body Par S1 Zombie Ke Panje Ka Nishan Tha Khoon Bahane Ki Vaja Se Uski Halat Bi Kuch Thik Nahi Thi. Ladkiyo Ki Ankho Me Pachtava Aur Unwillingness Thi, Agar Uno Ne Akash Ke Sath Rehne Ka Fainsala Liya Hota To Is Vakt Vo Surakshit Hoti.

Zhen Ne Jab Dono Powerful S1 Zombie Ko Dekh Jinki Takat Normal Zombies Se Kahi Guna Jada Thi Vo Chilayea: “Roko! Bus Ko Roko!”

Yun Ne Zhen Par Puri Tarha Bharosha Karte Huye Usi Vakt Bus Ko Rok Diya.

Bus Ke Aachanak Rukne Ki Vaja Se Dono S1 Zombies Bus Ke Aage Ki Tarf Ja Gire Par Vo Jald Hi Dubara Khade Hotey Huye Apne Apne Target Ki Tarf Bad Gaye.

Usi Vakt Zhen Apni Novice Stick Ko Hath Me Pakde Huye Bus Ki Side Window Se Bahar Kudte Huye Sabko Chhod Vaha Se Bhagne Laga, Usne Andaja Laga Liya Tha Ki Agar Sab Mil Ke Dono S1 Zombies Ka Samne Kare To Vo Uney Maar Sakte, Par Vo Infected Ho Jata Team Ki Main Fighting Force Hone Ki Vaja Se.

Zhen Ko School Bus Se Kudke Bhagta Dekh Sab Shocked Ho Gaye, Is Se Pehle Usne Vada Kiya Tha Ki Vo Apni Jaan De Ke Bi Unki Raksha Kare Ga, Par Musibat Ke Vakt Vo Pehla Tha Jo Sabko Chhod Bhaga Tha, Sabke Dilo Me Vishvaas Tut Chuka Tha.

Mahi Ne Sabse Pehle React Kiya Aur Vo School Bus Ki Side Window Se Kud Ke Bhagne Lagi, Usey Nahi Pata Tha Ki Vo Is Andhere Me Kaha Jaye Gi Par School Bus Me Marne Se To Behtaar Tha.

Mahi Ko Bhagte Dekh Baki Sab Bi Neend Se Jagh Gaye Aur Vo Bi Window Se Kud Te Huye School Bus Se Dur Bhagne Lage.

Yun Jaldi Se Driver Seat Se Utha Aur Jab Vo Bahar Kudne Hi Vala Tha Ki Ek S1 Zombie Ne Usey Pakad Liya Aur Jamin Par Gira Diya, Uske Niche Girte Hi Zombie Ne Apna Muh Khola Aur Uske Galey Par Kaat Liya.

Dusare Zombie Ne Jun Ko Kudne Se Pehle Pakad Liya Aur Uski Gardan Par Kaat Liya.

Bus Me Bache Sabi Jinda Logo Ko Marne Ke Baad Dono S1 Zombies Bakiyo Ke Piche Nahi Bhage Uski Jagha Vo Fresh Bodies Ko Khane Lage, Jald Hi Sari Bodies Tukdo Me Bant Chuki Thi.

School Bus Me 8 Fresh Bodies Thi Jo Dono S1 Zombies Ke Khane Ke Liye Kafi Thi.

Andhere Me Survivor Ke Bhagne Se Paide Huye Sound Se Zombies Unke Piche Lag Chuke Thay.

Pata Nahi Inme Kon Bache Ga Ya Koyi Bi Nahi Bache Ga.

Aagli Subha Akash Ne Sabko Uthayea.

Jab Sonia Akash Ke Pass Ayi To Usne Pucha:“Sonia, Tumhari Kitni Mp Recover Ho Chuki Hai?

Sonia Smile Ke Sath Boli: “Completely Restore.”

Akash Jaldi Se Bola: “Jaldi Se Priya Ko Heal Karo!”

“Okay!” Sonia Ne Sar Han Me Hilate Huye Apne Hatho Ko Priya Ke Body Ke Uper Rakha Aur Uske Hatho Se Safed Roshni Nikal Priya Ki Body Me Jane Lagi.

Kritika Aur Baki Ladkiya Unke Pass Ponch Chuki Thi, Aj Pehli Baar Tha Ki Uno Ne Kisi Ko Skill Se Kisi Vyakti Ki Injuries Ko Heal Karte Dekha Tha, Uno Ne Aj Se Pehle Kabi Eysi Magical Ability Nahi Dekhi Thi.

Roshni Ke Niche Priya Ke Safed Cehra Par Rangat Dikhne Lagi Thi.

Akash Ne Pucha: “Ab Kesa Mehsus Kar Rahi Ho?

Priya Ne Apni Body Ko Hila Ke Dekha To Uski Ankho Khushi Jhalak Ne Lagi Usne Akash Ki Tarf Dekha Aur Boli: “Pehle Se Kahin Behtar.”

Akash Sonia Se Bola: “Heal Karti Raho.”

Sonia Ne Apni Skill Ka Fir Use Kiya Aur Do Safed Roshni Ke Gole Uske Hath Se Nikal Priya Ki Body Me Chale Gaye.

Roshni Ke Gayab Hone Ke Baad Akash Chinta Karte Huye Pucha: “Ab Kesa Mehsus Ho Raha Hai?

Priya Sofa Se Khadi Huyi Aur Apni Hot Body Ko Stretch Karte Huye Apni Body Ko Warm Up Karne Lagi.

Choti Umar Se Hi Khud Ko Train Karne Ki Vaja Se Priya Ki Body Par Kahi Bi Extra Fat Nahi Thi Sath Hi Usne Apne Figure Ko Bohot Aache Se Maintain Kiya Huya Tha, Bade Bade Boobs, Bahar Ko Nikli Huyi Ass, Khubsurat Cehra Aur Bahadur Subhaav Atyant Aakarshak Tha.

Priya Ko Apni Hot Body Ko Strech Karta Dekh Akash Ki Ankhe Uski Body Ke Uper Se Hat Hi Nahi Rahi Thi.

Stretching Karne Ke Baad Priya Ne Akash Ki Tarf Dekha Aur Boli: “Meri Body Lagbhag Recover Ho Chuki Hai, Ladne Me Koyi Pareshani Nahi Hogi!”

Priya Ke Bolne Ke Baad Aaksh Ne Apni Ankhe Uski Body Se Hatayi Aur Uski Ankho Me Dekhne Laga Kyoki Usey Pata Tha Ki Priya Ne Uski Ankho Ko Apni Body Par Mehsus Kar Liya Hoga, Priya Ki Ankho Me Dekhne Ke Baad Usey Uski Ankho Me Gussa Nahi Tha Jisey Dekh Akash Ko Thodi Khushi Huyi.

“Good! Aj Jo Log New Vehicle Dundne Jaye Ge Vo Hai Main, Priya, Abhi Aur Ajay. Baki Sab Yahi Ruke Ge, Sabi Riya Ke Order Ko Follow Kare Ge.” Itna Bolne Ke Baad Akash Ne Riya Ki Tarf Dekha Aur Serious Tone Me Bola: “Riya Jo Main Keh Raha Hun Usko Yaad Rakhna, Chahe Koyi Kitna Bi Roye Ya Chilaye Tum Kisi Ko Ander Nahi Aney Dogi, Agar Koyi Forcibly Ander Ghusne Ki Kosis Karta Hai To Guns Ka Istemaal Karte Huye Usey Shoot Kar Deyna, Samj Gayi?”

“Jo Tumne Kaha Hai Main Vesa Hi Karu Gi!” Riya Jaldi Se Javab Dete Huye Boli, Gundo Ke Hamle Ke Baad Usey Is Post Apocalyptic World Ki Cruelty Ke Bare Me Aache Se Pata Chal Gayea Tha.

Uney Samjane Ke Baad Akash Priya, Abhi Aur Ajay Ke Sab Ke Sath Niche Aa Gayea.

Niche Aney Ke Baad Ajay Ne Pucha: “Ab Hame Kis Tarf Jana Chahiye?”

Akash Jinse Pehle Se Soch Rakha Tha Jaldi Se Bola: “Angnan District, Green Shade Street Vaha Logo Ki Ginti Kam Hoti Thi Aur Vaha Large Vehicle Sell Kiye Jatey Thay.”

Ordinary Vehicle Zombies Se Takrane Se Jald Hi Tut Jatey Sirf Large Vehicle Hi Zombies Ko Bina Kisi Pareshani Se Rondte Huye Aage Bad Sakte Thay.

School Bus Ki Protection Ke Bina Sabi Ek Circle Bana Ke Chal Rahe Thay, Vo Busy Streets Ko Avoid Karte Huye Remote Section Se Gujarte Huye Angnan District Ki Green Shade Street Ki Tarf Dhere Dhere Aagge Bad Rahe Thay.

Remote Section Me Hone Ki Vaja Se Vo Aram Se Bhikre Huye Zombies Ko Marte Huye Aage Bad Rahe Thay.

Akash Ki Madad Ki Vaja Se Ajay Me Bi Himmat Aa Chuki Thi Vo Bi Zombies Ke Pass Ja Kar Uney Maar Pa Raha Tha.

Green Shade Street Ka Area Outskirts Me Tha Jis Vaja Se Vaha Jada Zombies Nahi Thay, Bina Kisi Pareshani Ke Sabi Jald Hi Us Shop Ke Aage Aa Gaye Jo Dong Feng Truck Sell Karti Thi.

Shop Ke Samne Teen Bade Blue Dong Feng Truck Khade Huye Thay.

Sword Se Uniform Pehne Zombie Ka Sar Katne Ke Baad Akash Uski Body Ko Check Karne Laga To Jald Hi Usey Kuch Chabiya Mil Gayi.

“Keya Ham 3 Vehicle Sath Le Kar Chale Ge?” Abhi Ne Akash Se Pucha Uney Zombies Ko Mar Teen Truck Ki Chabiya Mil Gayi Thi.

Akash Sar Na Me Hilate Huye Bola: “Hamare Pass Itne Driver Nahi Hai, Filhal Ham Ek Hi Truck Le Ja Sakte Hai.”

Truck Ki Ander Aney Ke Baad Ajay Ne Driver Seat Par Bethne Ke Baad Akash Se Pucha: “Ham Ab Kaha Jaye Ge?”

Akash Sochne Ke Baad Bola: “Ningxi Road Se Hotey Huye Puskin Bridge Ki Tarf Chalo!”

Akash Ke Words Sun Ajay Hairaan Hotey Huye Bola:“Hame Mountain Pass Ke Bich Se Gujarna Hoga Puskin Bridge Par Ponchne Ke Liye, Par Vo Jagha Puskin City Ki Shopping District Hai Vaha Zombies Ki Ginti Baki Sabi Jagha Se Jada Hogi! Akash Keya Tum Sachme Vaha Jana Chahte Ho?”

“Bilkul!” Akash Deep Voice Me Bola.

“Thik Hai Jesi Tumhari Marji!” Ajay Apne Danto Ko Bhichte Huye Bola Aur Truck Ko Ghuma Ke Puskin Bridge Ki Tarf Bada Diya.

Puskin Bridge Ke Uper Har Jagha Broken Vehicle Dikh Rahe Thay Yaha Tak Ki Guard Rail Bi Tuti Huyi Thi, Pure Bridge Ka Rasta Vehicle Se Block Huya Pada Tha Aur Lanes Ke Uper Zombies Bhatak Rahe Thay.

Bridge Se Pehle Ati Thi Puskin City Ki Sabse Famous Commercial District Jaha Har Sunday 10 Thousand Se Bi Jada Log Shopping Karne Aur Ghumne Atey Thay.

Puskin City Ki Sabse Famous District Ab Sabse Khatarnaak Jagha Ban Chuki Thi.

Puskin bridge par aney ke baad akash ne dekha bridge par un ginat zombies bhatak rahe hai.

Truck ke ander bethey huye akash ka dheyan bridge ke end par gayea.

Usne Bridge Ke End Par Dekha Ki Vaha Ek Bohot Hi Vichitr Gate Tha Jiske Uper Alag Alag Roshniya Chamak Rahi Thi, Char Figures Us Vichitr Gate Ke Samne Khadi Usey Guard Kar Rahi Thi, Un Char Figures Ke Badsurat Aur Karor Insani Roop Ke Sath Unki Skin Brown Colour Ki, Height 2 Meter Ke Ass Pass, Aur Ek Lambi Tail Thi.

“Level 20 Boss, Hunter Type 1, Infected Hone Ke Baad Is Jeev Ne Evolution Ka Dusara Rasta Apnayea Hai. Iske Ander Jeevat Rehne Ke Instinct Paida Huyi Hai, Iske Pass Oppressive Fighting Instincts Hai, Speed Aur Power Me Koyi Flaw Nahi Hai. Skills: Viral Infections.”

Engine Ke Sound Se Vo Alert Ho Gaye, Hunter Jo Jamin Par Bethe Zombies Ki Body Ko Kha Rahe Thay Uno Ne Apna Sar Uper Uthayea Aur Apne Khane Ko Chhod Akash Ki Team Ki Tarf Bhagne Lage.

Hunters Zombies Ke Mukable Bohot Samjdar Thay Vo Vehicle Ke Bich Se Cheetah Ki Speed Se Bhagte Huye Aage Bad Thay, Agar Unke Samne Ka Rasta Block Hota To Vo Uske Uper Se Khud Ko Jatey, Unki Speed Bohot Jada Tej Thi.

“Reverse!” Akash Ke Cehra Uney Dekh Peela Pad Gayea Vo Chilate Huye Ajay Se Bola.

To Be Continue...

(Author Note – Update Me Apko Koyi Bi Galti Lage, Ya Koyi Word Ya Line Samj Na Aye To Bejijhak Usey Highlight Karte Huye Mujey Jarur Bataye Tan Jo Next Update Main Usey Thik Kar Saku Aur Ek Shandar Story Apke Samne Pesh Kar Saku. Xièxiè)
 
Last edited:

ashish_1982_in

Well-Known Member
5,573
18,877
188

Mina Ke Word Sunte Hi Bus Me Majud Sabko Thoda Guilt Mehsus Hone Laga, Duniya Ko Badle Abi Jada Vakt Nahi Huya Tha Jis Vaja Se Unki Dignity Abi Puri Tarha Khatam Nahi Huyi Thi.

fantastic update bhai
 
Top