• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Erotica Game of Power (Sex and Revenge.)

Valkiss

New Member
51
165
34
Friends is kahani ke sabhi character kalpanik hai. Iska real life se koi lena dena nahi hai. Yeh kahani thriller and suspense se bhara hua hai.


Game of sex and revange chapter 1 :- Raising of power.


Update :- 1


Yeh kahani hai Jambal gaon ki jo Rajasthan ke poorane gaon ki hai. Is gaon mein ek amiro ka parivaar rehta tha. Is parivaar ka mukhiya Anand Rao tha. Anand Rao is gaon ka crorepati aadmi tha. Umar 60 saal. Paise itne saare iske paas the ki 10 gaon ko khareed sakta tha.

Anand Rao ki patni Shanti Rao. Umar 58 saal. Ek amir khandan ki paidaish.

Anand Rao ke do bete the. Ek Karan Rao (33) aur doosra Kundan Rao. Age (29) aur ek beti jiska naam Khushi Rao (20)


Karan Rao ki patni jiska naam Smita Rao hai (31) dikhane mein bahut sundar aur imandaar.



Kundan Rao ki wife ka naam Anamika Rao (27) hai. Waise woh padhi likhi aur modern wali hai.




Kundan Rao waise apni padhai Russia mein poori karke pichle 5 saal se apne papa ka business handle kar raha hai.

Baki kahani ke characters aage jaakar pata chalega.

"Suno thoda jaldi karo mujhe aaj office mein jaana hai kaal nahi" Anand office ke liye taiyaar beitha dining table pe breakfast ka intazaar kar raha tha.

"Aa rahi hoon baba. Arey oo Ramu jaldi kar warna aaj tere sahab ka paara upar tak chala jaayega."

Ramu ghar ka senior naukar toorant nashta lekar aa pahucha. Dheere dheere ghar ke baaki ke sabhi sadasya bhi aa gaye nashta karne.

"Ramu aaj tum time se na aate to main tumhe naukri se nikal deta." Anand ne kaha.

"Pichle kai saalo se naukri se nikal hi rahe ho aabtak nikala nahi." Shaanti ne haste hue kaha.

"Kaise nikalu. Aadat ho gayi hai Ramu ke haath se khana khane ki. Kton Ramu sahi kaha na maine ?" Anand ne bhi jorse haste hue kaha.

"Ha sahabji. Aapke dhamki ki aadat lag gayi mujhe. Lekin main bhi jaanta hoon aap aisa nahi kar paoge."

Ramu pichle 40 saal se ghar ka kaam kar raha hai. Waise uske pitaji bhi ghar mein kaam kar chuke the lekin unke marne ke baad Ramu ne yeh naukri ko apna liya. Waise uski umar 65 years ki hai. Raand average ya yun kaho t thoda saaf. Ghar mein uska kaam khana banane ka hai.




Sabhi logo ne breakfast kiya aur phir apne apne kaamo mein lag gaye. Anand apne do beto ke saath office mein chala gaya. Waise Anand ka real estate aur trasport ka business hai. Karan trasport ka businesa sambhalta hai aur Kundan papa ke saath real estate ka. In dono business mein croro ki kamai hoti hai.

Shaanti apne pooja paath mein vyast. Smita khana banane mein busy. Ramu Smita ki rasoi mein madad karta rehta hai. Anamika ghar ke baaki ka kaam dekhti hai. Ghar ki safai aur saman ghar ka mangana aur kai saare kaam Anamika khud apne nigrani mein karti hai. Is ghar mein 4 naukar aur hai jo saalo se yaha kaam karte hai. Anand ko un saab pe bharosa tha isiliye koi doosre aadmi ko naukri mein nahi rakha.

Anamika ghar oa kuch saman lene ke liye Smita ke paas gayi.

"Bhabhi main kuch saman lene jaa rahi hoon. Aapko kisi bhi chiz ki jaroorat hai ?"

"Nahi Anamika. Tum jao aur dhyan rakhna."

"Thik hai bhabhi. Bye."

Anamika ne car ka driver Usman ko bulaya. Usman waise 30 saal se jyada ghar mein driver ka kaam kar raha hai. Usman waise 60 saal ka hai. Dikhane mein mota aur raang kaala. Dadhi bhi typical musalmaan ke logo jaise badi lekin thodi safed.


"Kaha chalna hai memsaab ?"

"Bazaar."

Car bazaar ki aur nikal padi.

Karan apne office mein beithe files check kar raha tha. Files check karte karte ek phone aaya office mein.

"Hello." Karan ne file ko dekhte dekhte phone pe kaha.

"Sir police yaha office mein aayi hai."

"Hmmmm. Bhejo andar."

"Sir aaj poori force yaha pe aayi hai. Aapko arrest karna chahati hai."

"To karne do arrest. Mujhe kya."

Ajeeb baat hai. Jaha log police ka naam sunkar ghabra jaate hai waha poori police force office mein ghuske Karan ko arrest karne aa rahi hai aur woh aram se office mein cigar phook raha tha.



picture hosts

Police inspector Jadhav waha aa pahucha. Apne aadmiyon ko khada karke office mein ghusa aur kaha " Karan. You are under arrest. Tumhare ghinone kaam ka parda hat chuka hai."

"Arey Inspector sahab sit down. Aram se beitho."

"Main yaha pe beithne nahi aaya."

"Kaam se kaam bata to do kisliye mujhe giraftar kar rahe ho ?"

"Waise tumhari yadash kamjor ho chuki hai. Main bata doon ki tumhare trucks jo yaha se chattisgarh jaa rahi hai usme illegal weapons hai."

"Tumhe kaise pata chala."

"2 ghante pehle tumhare trasport ka worker Hassan Ali ne kuch photos hume bheja jise saaf saaf pata chalta hai ki tum kya trasport kar rahe ho."

Inspector Jadhav ne woh saree tasveere Karan ko dikhai. Karan aram se cigar phookte phookte dekh raha tha.

"Yeh to photo galat bhi ho sakti hai. Kya tumne truck ko check kiya ?"

"For your kind information. Tumhara truck driver Ratlam (Madhya Pradesh) trck lekar pahuch hi raha hoga. Uske swagat ke liye humne waha ke check post pe khade police force ko inform kar diya. Surprise. Aab to koi fayda nahi. Ttuck mein pade weapons unhe mil jayenge."

"Smart guy."

"Now get up you bastard. Aab teri main kya halat karta hoon. Tu chal. Saalo se hume kutte ki tarah dodaya. Aaj tere khipaf pehli baar evidence milega hume."

Jadhav ne Karan ke haatho mein hatkadi daalne wala hi tha ki phone aaya Jadhav ki mobile mein.

"Kya what nonsense ? Aise kaise truck mein weapon nahi hai." Jadhav ne shock hokar poocha.

"Sir hum sahi keh rahe hai. Truck mein to latest electornic gadgets ke sivay aur kuch nahi hai."

"Impossible." Jadhav ne phone cut kar diya.

"Surprise. Kaisa laga surprise ?" Karan ne smile dete hue kaha.

"Yeh tune kaise kiya ?

"Woh tu khud hi dhoodh le."

"Dekh loonga tujhe. Kanoon ke haath se tu nahi bach payega. Tere galat kaam ko main rokke rahoonga. Woh deen door nahi jab tu aur tera baap bhai jail mein sadenge."

"Main intazaar karoonga." Karan jor jor se hasne laga.

Poori force office se bahar chali gayi. Karan apna car lekar Anand se milne gaya. Anand us waqt office mein meeting kar raha tha. Kundan Karan ko dekhte hi bola "smart move brother. Police ko kuch nahi mila."

"Woh Jadhav mere samne kabhi bhi jeet nahi sakta."

"Papa tumse milna chahate hai."

Dono bhai Anand ke office mein enter hue.

"Trasport ka status kya hai ?" Anand ne Karan se poocha.

"Neutral. Phone aa jayega part ka."

"Tumne Kadhav aur Hasan Ali ke plan ko kaise crack kiya ?"

"Hasan Ali pe mujhe kai deeno se shaq tha. Maine apne aadmiyon ko waha uspe nazar rakhne ko kaha. Hasan Ali aur Inspector ka contact 2 mahine se chal raha tha."

"Lekin weapon ka lya hua ?"

"Truck jaise hi apne rastw nikali, waha Ratlam se 100 kilometer door ek jungle area short cut ke liye uae hota hai. Truck ko waha rukwakar saman toorant bahar nikalwaya. Mere source of contact se 3 nakli ambulance banwaya. Teeno 30 minutes ke interval mein jungle pahuchi. Teeno ambulance ne weapon liya aur electronic gadgets ko truck mein load kiya. Kuch bache saman ko maine apne aadmiyon ke begs mein shift kiya. Highway mein logo ki gafiyan jyada aati jaati rehti hai aur logo ko shaq bhi ho sakta tha. Isiliye jungle mein saara kaam karna pada. Aab bhala koi bhi police ambulance ko check nahi karegi aur phir kya apna kaam asan ho gaya."

"Smart move my boy."

"Lekin Hasan Ali ka kya hua ? Woh kamina kaha hai ?" Karan ne poocha.

"Don't worry ny brother. Hasan Ali ko ek bikhari ne maar diya." Kundan ne kaha.

"Woh kaise ?"

"Police station ke 2 kilometer door ek bus station aati hai. Hasan Ali waha bus pakadke bhagne wala tha. Humara aadmi bikhari ke getup mein gaya aur bus mein Hasan ke piche beith gaya. Us bikhari ke paas cyanide syringe tha. Baas mauka milte hi slow poision se bhara cyanide syringe de diya piche se. Aab itni bheed walj bus mein us bikhari ko agar kisi ne dekha bhi ho to kya pata chalne wala hai. Aabtak to woh bikhari kahi door gayab bhi ho gaya hoga."

"Genius my brother." Teeno log hasne lage.

Darasal sachai kuch aisi hai ki Anand transport aur real estate kinaad mein illegal kaam karta. Saalo se police ke paas koi gawah ya sabut nahi hai. Kyonki woh teen aur unke aadmi evidence ko police ke paas pahuchne se pehle hi khatam kar dete hai. Duniya mein logo ki nazar mein yeh ek shareef businessmen hai leki asal mein caroro paise insaab illegal kaamo se inko milte hai.

Raat ka waqt tha. Teeno log ghar pahuch gaye. Family ke saath dinner kiya air sone chale gaye. Raat ke andhere mein ghar se door servant quarter ke bahar Usman cigarette pee raha tha air kisi se baat kar raha tha.

"Kai saal ho gaye lekin apna plan successful nahi hua. Aakhir kaab hum Anand ka thikana lagayenge ?"

"Baas kuch hi deen ki baat hai. Phir i ke business empire ko khatam kar denge. Lekin yeh saab tabhi ho payega jaab hum inki information ka pata laga payenge."

"Chal aab tu ja. Warna kisi ko shaq ho jayega." Usman ne kaha.

"Thik hai chal khuda hafeez."

"Khuda hafeez."

Wahi haveli ke main hall mein koi aurat khadi hokar phone pe baat karne lagi "Maine 3 saal se is kaam ke liye saab kuch dao pe lagaya hai. Mera intakaam poora hoga." Kehkar phone cut kar diya.


Dosto is update mein sirf sabhi characters ka introuction hua hai aur aage jaakar baaki logo ki bhi entry hogi.
 

Rahul

Kingkong
60,556
70,670
354
congratulations for new story
 

MS DHONI

Member
311
537
93
:celebconf::congrats:Valkiss bro for starting a new thread..Hope this story will entertain us like Horny wife..Best of luck
:party:
 

Valkiss

New Member
51
165
34
Subah ke 9 baje sabhi breakfast karne beithe. Anand apni family ke saath dining table pe tha.

"Papa. Waise is dining table mein ek seat khali hi rehti hai. Khushi pata nahi kaab aayegi ?" Kundan ne kaha.

"Aey apni padhai poori karke aa jayegi."

"Lekin America mein bhejne ki kya jaroorat thi. Yaha India mein bhi to rehke padh sakti thi."

"Arey uska maan tha bahar padhne ka. Tum bhi itna maat tension liya karo."

"Ok dad. Lekin dad aaj yaad hai na aapko ? Minister ke saath meeting hai. We need to reach office as early as possible."

Anand ghadi ki aur dekhta hua bola "Sahi kaha tumne."

"Dad hum city mein kyon nahi rehte. Is gaon mein rehna jaroori hai ?" Kundan ne thoda easy tone mein kaha.

"Nahi. Yeh gaon mein humare khadani log reh chuke hai. Itni badi haveli ko koi bhala kaise chod sakta hai. Tumhe jaana hai to jao main nahi jaane wala Bhale hi yeh gaon sheher se 50 kilometer door ho lekin mujhe yaha hi aacha lagta hai. Tumhe jaana hai to jao."

"Arey nahi dad. Aapko chodke kaise jaa sakta hoon?"

Sabhi logo ne roj ki tarah breakfast complete kiya. Office mein jaane se pehle Karan Anand ke paas pahucha.

"Dad. One good news."

"Kya ?"

"Kaal ka weapone sahi jagah pahuch gaya. Our deal is successfully accomplished."

"Kya baat hai Karan. Good."

"Commission bank mein transfer ho chuka hai. Deal ke mutabik poore 2 crore rupees mil gaye hume."

"In paiso ko apne paas rakho. Aish karo aish."

"Thanks dad. Ok main office ke liye nikalta hoon. Bye."

Ghar ke teeno mard kaam ko nikal gaye. Ghar ke kaam mein Smita busy thi to Anamika ghar ke piche wale garden mein beithi hui thi. Us waqt woh apne laptop mein Anand ke banaye hue alishan Hotel ka hisab kitab kar rahi thi. Waise ek baat bata doon ki Anand ke Hotel ki jimmedari Anamika ki hai. Jaipur mein ek bade hotel ka kaam Anamika hi karti hai. Us waqt woh account details check kar rahi thi. Garden ko paani dene ka kaam Usman kar raha tha. Usman waise to pehle se Anamika pe fida hai. Anamika ki jawani ko chakhne ki iccha Usman mein pehle se hi thi. Anamika apna kaam poora karke uth gayi. Us waqt woh Usman ki dil ko chirte jaa rahi thi. Gora badan aur chaal ekdum sexy. Anamika ghar ke piche wale garden mein aram se beihkar Usman ko garden mein kaam karte hue dekh rahi thi. Woh us waqt nazara dekhne mein mast thi.



Itne bade ghar mein bahu honne ka sukh kuch alag hi hai. Is ghar mein use kaam karne ki jaroorat hi nahi padti thi. Waise to Smita ko bhi koi jaroorat nahi padti lekin woh kaam ki wajah se waqt ka aache se gujara kar leti thi. Anamika ko Kundan ka call aaya.

"Hello." Anamika ne kaha.

"Suno aaj mujhe office se ghar aane mein der ho jayegi ya phir yu kaho to kafi der ho jayegi."

"Ha bilkul. Aakhir apni haseena ke saath gulchare udane ka plan hoga." Anamika ne ghusse mein kaha.


"Main jiske saath aish karoo tujhe usse kya ? Tu apna kaam kar samjhi."

"Main to apna kaam hi kar rahi hoon lekin tumne mujhe disturb kiya."

"Main tere se jhagadna nahi chahata. Chal phone rakh." Kundan ne phone cut kar diya.


Kundan aur Anamika dono ke rishte aache nahi the. Kundan paise kamane mein aur aish karne mein mast rehta. Wahi Anamika ko pehle se Kundan ki harqat pasand nahi thi. Dono ke bich mein sex hota tha lekin jaab se use Kundan ke baare mein pata chala taabse woh aise usse ladti rehti. Lekin dono ke kharab rishto ki bhanak gharwalo ko nahi thi. Dono miya biwi duniya ke samne bade aache se rehte the lekin andar hi andar jaise dushman. Kundan Anamika jaisi sexy wife ko chodke apne mein mast rehta. Yahi baat Anamika ko khatakti. Kundan se baat karne ke baad Anamika ka ghussa satve aasman tak pahuch gaya. Ghusse ke maare woh uthke garden se bahar ghar mein chali gayi.

Ghar ke andar jaise gayi waha Sasu maa mil gayi.

"Arey suno Anamika tumhara ek kaam hai."

"Ha boliye na mummyji."

"Aaj meri tabiyat thodi kharab hai aur to aur aaj Thursday hai. Jaakar mandir ho aa na meri taraf se."

"Ji sasu maa." Anamika ne kaha.

"Aur beta ho sake to yeh parchi mein likhi hui dawai bhi lekar aana."

"Ok mummyji."

Anamika Sasu maa ki baat mankar mandir jaane ke liye taiyaar hui. Taiyaar hokar woh garage ki taraf gayi aur waha se Usman ko awaz lagai. Usman dodta hua Anamika ke paas pahucha.

"Suno hume mandir jaana hai aur uske baad mummyji ke liye dawai bhi leni hai."

"Ji memsaab."

Usman aur Anamika car mein beith gaye. Usman ne car start ki aur car aage chal di. Usman us waqt Anamika ko dekhkar pagal ho raha tha. Anamika ka sexy figure aankho mein cha gaya. Car ki mirror ko adjust karke chori chupe woh Anamika ko ghur raha tha. Anamika ko pata nahi tha ki Usman use dekh raha hai. Usman jo ek buddha aur badsoorat hai woh Anamika jaisi sexy maal ko dekhkar pagal nahi to kya hoga.

Car mandir ke bahar pahuchi. Waise is gaon ka sabse poorana mandir hai yeh. Anamika car ke bahar nikli aur Mandir ki taraf badhi. Usman car ko thoda door park karke bahar jaake bidi phookne laga. Mandir ke darshan kar Anamika bahar ki taraf nikali. Bahar nikalte hi Usman ko caal kiya aur phir car se dono dawai lekar ghar ke liye nikale. Anamika waise Usman ko aache se jaanti ki woh uspe apni nazar daale phir raha hai. Usman jo dikhane mein bada hi imandar naukar hail ghar ka lekin pata nahi aisa kya raaz hai uske maan mein jo is ghar ko todne ka sapna woh paalke beitha hai. Yeh ghar dikhane mein jitna bhi mirror ki tarah saaf lagta hai lekin andar sabhi ko pata hai ki unke khud ke maan mein kya kya chal raha hai.

Office mein Anand Minister sahab ki raah dekh raha tha. Minister ka late hona use utna hi ghussa dila raha tha. Aadmi khandani hai isiliye bachpan se aajtak Anand ko kisi ke niche rehna pasand nahi. Anand ki 4 pidi ne itne paise kamaye ki uska koi hiab nahi. Hazro logo ke khoon bahakar yeh empire khada kiya gaya. Is empire ke dushman bhi kai saare the lekin Anand aur uske 2 beto ne sabhi ka patta saaf karke apne virasat ko ek uchai di.

Minister sahab aa hi gaye aur Anand office mein beithe beithe drink le raha tha.



"Maaf karna aaj main meeting mein busy tha."

"Woh main jaanta hoon kaisa meeting kar rahe the aap ?"

"Matlab ?"

"Woh ya hai na aapki itni hume fikar hai ki late hone par humne apne aadmiyon se aap kaha hai iska pata lagane bheja tha. Pata chala ki aap to Gurgaon ke Saxena Company ke logo se baat ar rahe the."

"Dekhiye woh ..."

"Woh woh kya ? Saale tere ghar hum har mahine 50 lakh bhejte hai taki tu hume aache daam mein jamin ka sauda karwaye lekin tu apni netagiri pe utar aaya. Agar tune humse double cross ki himmat ki to tere black money ka pata Chief Minister ko de denge."

"Mujhe maaf karna Anand."

"Saxena se jo deal hui use cancel kar."

"Lekin maine 1 crore liye hai unse."

"Lagta hai tu aise nahi manega. Tere naam ki hi aab sadak banegi lagta hai."

Minister ka gala sookh gaya aur woh bola "Nahi nahi main aaj hi deal cancel kr deta hoon lekin woh log mujhe blackmail karenge uska kya ?"

"Chinta maat karo. Unke karobaar ko aache se hum jaante hai. Gurgaon mein abhi bhi humare power ko koi chu nahi sakta. Rajasthan ke sukhe ragistan mein hum hai jaroor lekin Gurgaon mein aaj bhi humare empire ki hukumat chalti hai."

"Kya mujhe koi problem to nahi hogi ?"

"Nahi hogi. Aaj hi Jasam gaon ke bahar ki zamin ka contract humare naam karo aur aaj hi file mein sign karke yeh announce karo."

"Ji bilkul."


Anand ne ek cheque Minister ko diya aur kaha "Yeh raha 1.5 crore rupees. Is deal ke liye."


"Kya baat hai Anand itne paise ?"

"Agar kaam karoge humara to saari zindagi aish karwayenge hum warna zinda nahi rahoge tum."

"Thik hai main chalta hoon."

"File aaj hi chahiye mujhe."

Minister waha se chala gaya. Waise Minister ka detail aapko bata doon. Rajasthan ke Road and transport Minister Jaychand Yadav. Ek number ka corrupted minister. Paiso ke aage apna iman aur khud ko bech dene wala aadmi.


Dopahar ke 2 baaj gaye the aur sabhi aurtein lunch karke apne room sone chale gaye. Anamika us waqt garden mein thi. Kisi se baat kar rahi thi. Servant quarter se Usman ne Anamika ko dekha. Anamika ko dekhkar daudte hue tree ke piche use ghoor raha tha. Anamika ka sexy figure door se use maja dila raha tha. Anamika ne phone cut kiya aur thoda bahut aise hi ghoom rahi thi. Anamika ki sexy ada, gaand matkake chalna aur gora badan insaan ke andar ka imaan hilakar rakh de.



Anamika ki nazar achanak Usman pe gayi jo use chupkar ghoor raha tha. Anamika ne ishare mein Usman ko bulaya. Usman dauta hua Anamika ke paas aaya.

"Yeh mujhe chupkar kya dekh rahe ho ? Kisi aurat ko pehli baar dekh rahe ho ?" Anamika ne thoda ghussa dikhate hue kaha.


"Memsaab aab kya batao aapko ? Aap ho hi itni jawan aur haseen ki Allah ki Kasam nazar hatne ka naam hi nahi leti." Usman ne bina dare kaha.

"Ek chiz samajh lo. Main agar chahu ko agle deen tumhari lash padi hogi kisi kone mein. Mujhse thoda bachke rehna."

"Matlab aap mujhe jaan se maar dengi ?"

"Ha maar bhi sakti hoon."

"Jhoot bol rahi hai aap."

"Matlaab ?"

"Maar to mujhe aapne diya aapne bahut pehle se. Aab to yeh jaan chali bhi jaye to kya lekin thoda sa afsos rahega ki aapke husn ka deedar poori tarah se nahi ho payega."

"Sharam nahi aati kya ? Buddhe kahi ke."

"Abhi meri jawani dekhi hi kaha hai tumne ?"

"Tum aur jawan ? Hahaha. Shakal dekh hai apni ? Itne badsoorat ho ki koi buddhi bhi na aaye tumhare paas."

"Dekhte hai kon kiske paas aayega ya jayega. Abhi mujhe yaha se jaana chahiye kyonki yaha kisi ke ghamand ki badboo aa rahi hai." Itna bolkar Usman waha se chala gaya.

Anamika ko ghussa to bahut aaya lekin socha ki buddha hai shayad kisi jawan aurat ko dekhkar dimag ka balance kho diya hoga.

Raat ka waqt tha aur Anand ghar aa gaya lekin Karan aur Kundan nahi aaye. Anand ne Kundan ko Gurgaon bheja tha ek khas kaam ke liye aur Karan kyon nahi aaya iska jawab sirf Smita ke paas hi tha. Smita ko pata tha ki Karan zaroor kisi doosri ladki ke saath galat kaam kar raha hoga. Lekin Smita bhi bebas thi. Karan use pasand nahi karta aur uski wajah thi 1 saal pehle Smita ka pregnancy miscarriage. Isi wajah se dono mein dooriya aa gayi. Karan use pasand nahi karta tha lekin nafrat bhi nahi karta tha. Woh Smita ki saari jaroorato ko poora karta tha lekin pyaar ki jaroorat ko bilkool bhi nahi poora karta tha. Aab Smita ko insaab ki aadat ho gayi aur woh aab Karan ke kisi bhi baat ka boora bhi nahi manti thi.


Anand aur baki ke log dinner ke liye beithe.

"Shaanti tumse ek baat kehni thi." Anand ne kaha.


"Ha boliye na."

"Kaal main aur tum Mumbai jaa rahe hai. Pata hai na ki nahi humare bhanje ki shaadi hai."

"Ha main aache se jaanti hoon. Kaal jaldi subah airport ke nikal jayenge."

"Yaad dila doon ki Airport gaon se 200 kilometer door hai. Der maat karna warna flight miss."

"Ha bilkul. Wise Karan kaha hai ?"

"Karan 5 deen ke liye transport ke kaam se Ajmer jaa raha hai."

"Aaj raat ka kya ? Kaha hai woh ?"

Anand ne kuch nahi kaha. Smita aace se samjh gayi mamle ko.

Sabhi logo ne saath mein khana khaya aur aram karne chale gaye. Smita Ramu kaka ki plate saaf karne mein madad karne gayi.

"Arey memsaab rehne do na. Yeh saab maat karo. Aapko nahi karna chahiye."

"Arey kaka karne do. Aap akele kaise karenge ?"

"Arey main kar loonga."

"Aur ha baki waise aap meri baat kaha manane wale hai."

"Baas do char saal aur phir mere jaane ke baad kitchen main aapka hi raaj."

"Kya kaka aap bhi na. Marne ki baat pe aa gaye. Aur ha Mere kaam karne se aapko koi problem hai ?"

"Ha hai. Aap meri maalkin hai aur aapse kaam nahi karwa sakta."

"Kaka. Aap baad bhi kariye agar aapne mujhe agli baar kitchen mein kaam karne se roka to mujhse boora koi nahi."

"Ha pakka memsaab aab jaiye aur so jaiye."


Smita ne smile karte hue waha se jaate jaate kaha "Kaki ke aane ke baad main unke saath kaam karoongi."

"Lekin aap....."

"Maine kaha na."

"Ha bilkul memsaab aapki marji."

Smita badi smile di Ramu kaka ko aur waha se chali gayi. Ramu ne plate saaf kiya aur servant quarter ki taraf chal diya. Waise servant quarter aur ghar ke bich bada sa garden aata hai. Ramu chalte chalte Smita ko waha beithe hue dekha.

"Aap sone nahi gayi memsaab ?"

"Arey nahi kaka woh thodi der aise hi beithi thi."

'Pakka ?"

"Kyon aisa pooch rahe ho ?"

"Nahi mujhe aisa laga ki bahurani aaj dukhi hai jo akele beithi hai."

"Nahi kaka main bilkul thik hoon."

"Chalo aacha hai. Thik to main chalta hoon kaal subah jaldi uthana hai."

"Good night kaka." Smita ne smile dete hue kaha.



quick image upload

Ramu Kaka waha se chale gaye. Wise aapko yeh bata doon ki Ramu kaka Smita se attract hai. Use Smita pasand hai. Woh kyon pasand hai aur reason kya hai uske baare mein jald aapko pata chalega.

Raat ko apne room mein pahuchte hi Ramu ne room ka darwaja baand kiya aur apne breiefcase mein se ek tasveer uthai. Us tasveer mein uske bachpan ke dost ki tasveer thi. Ramu use dekhkar rote hue bola "Mera is duniya mein koi nahi tha sivaay tere aur us zalim Anand ne tujhe aur tere parivaar ko berehmi se maar dala ? Tere aur tere parivaar ke maut ka badla main loonga." Itna bolkar Ramu apne aankho se aasu ko saaf kar photo ko chupakar bahar nikala.

Usman raat ke thandi hawa ka maja lekar bidi phook raha tha. Aachanak se kisi ne piche se kaha "Usman kaam kaab shooru karenge ?"

"Bahut jald Ramu." Piche mudte hi Ramu kaka ko dekha aur apne kamre chala gaya.
 

Ankitshrivastava

Well-Known Member
3,946
11,131
144
Ek baat batana....aapki story me sirf mushlim aur buddhe hi hote hai kya....???

Aapki saari story ko dekh ke bol raha hu...yaha bhi usman aur ramu kaka....kya bhai...had hai...
 

MS DHONI

Member
311
537
93
Bahut hi mast ja rahe ho valkiss bhaiya.. Interfaith sex story padhne ki maza hi kuch aur hai...
 
Top