Bilal jan
My Attitude your problem 🖕 Your attitude my foot
- 14,958
- 38,048
- 258
Zabardast fantastic updateUpdate :- 38
( Me call pick karta hu to priyanshi baat karti hai)
Ab Aage :-
Me.............. Hello gudiya
Samne se........... me priyanshi bol rhi hu .
Me................. Kon priyanshi .
Priyanshi............. Aap itni jaldi bhul gye . Me Tina ki friend . Hum Park me mile the .
Me............. Haa yaad aaya . Batao kya baat hai .
priyanshi...........Wo asal me ek problem ho gyi thi .
Me............... kya problem ? Aur Tina kaha hai ?
Priyanshi.......... tina mere saath hi aur aap jaldi se mere ghar aa jaiye .
Me.............Thik hai .
mujhe priyanshi ke ghar ka address pata tha . Me ek baar Tina ko waha chodne gaya tha .
Fir me chal diya priyanshi ke ghar .
Ab Batate hai ki baat kya hai .
Priyanshi ke bataye seduce wale plan ke Anusar Tina ne raj ko seduce karne ki bahut koshish ki par raj ne Tina ko bacchi samaj kar dhyan nahi diya . Tina isse bahut frustrate ho chuki thi . Tina aaj priyanshi se hi baat karne gyi thi ki uska plan flop raha . Priyanshi bhi uski madad nahi kar Pati. Uske baad Tina ka mood off ho jata hai . Tina ka mood fresh karne ke liye priyanshi usee ek club me lekar jaati hai . Tina thoda mana karti hai par baad me wo bhi saath me chal deti hai . Waha priyanshi thoda juice Piti hai but Tina wine pi leti hai . Tina ka 1st time tha . Tina apne gam me wine limit se bhi kayi jyada Matra me pi leti hai . Gam is baat ka ki kahi wo Raj ko kho na de . Kahi apne pyaar ko wo kho na de. Bas fir kya . Tina apne hosh me nhi rhti aur behosh ho jati hai . . Priyanshi usse wine pine se rokti hai par Tina nahi maanti . Behosh huyi Tina ko priyanshi Tina ko Bahut mushkil se apne ghar lekar aati hai . Priyanshi Tina ko aesi haalat me Tina ke ghar lejana sahi nhi samajti isliye wo Tina ko apne ghar le jati hai . Fir wo Tina ke phone se raj ko call karti hai . Wo Raj ko batana sahi samajti hai .
Wahi ab Mere Mann me abhi bhuchal tha ki kahi Tina ko kuch ho to nahi gaya . Me jaldi se priyanshi ke ghar pahuchta hu . Me waha jakar doorbell bajata hu . Priyanshi gate open karti hai .
Me.............Tina kaha hai .
priyanshi.......... wo andar hai .
Fir me priyanshi ke saath Andar jata hu . Andar Tina bed par leti huyi thi .
Me................ problem kya hai priyanshi ?
priyanshi........... problem Tina hai . Wo behosh hai .
Me Priyanshi ki baat se thoda shock ho jata hu .
Me................ ye sab kese Hua?
Priyanshi......... wo hum bas aese hi masti mazaak me club gye the . Tina ne waha thodi jyada hi sharable Chadha li .
Me................. kisi aur ko to nhi bataya .
Priyanshi..........nhi .
Me............ Good . Wese tumhare parents .
priyanshi............ Wo sab Delhi me rhte hai .
Me............ Tum yaha akeli rhti ho ?
Priyanshi............ Haa .
Me................Brave girl .
priyanshi............. Thanks .
Me.............. Ek glass paani Lana.
Priyanshi............ Yeah sure .
Fir priyanshi ek glass paani lekar aati hai .
Me us glass me se kuch paani ki bunde Tina par dalta hu jisse wo hosh me aa jati hai . Tina uthti hai aur sidha uska hath uske Sar par chala jata hai . Shayad uska Sar dard ho rha tha . Wo samne mujhe aur priyanshi ko dekh thoda shock thi .
Tina.............. me kaha hu
Priyanshi........... mere room me mere ghar par.
Tina............ par hum to
Tina mujhe dekh aage bolna ruk jaati hai .
Me............... club me the . Huh ?
Tina.............( sad muh banake ) sorry bhaiya .
Me................ chaliye mahotarma ghar chalte hai .
Tina............ haa bhaiya .
Fir me aur Tina ghar aa jate hai . Me Tina ko apne room me lekar jata hu aur usko baithne ka bolta hu .
Me................ krupaya aap batane ka Kasht karege ki aapne itni sharaab kis khushi me pi.
Tina............... Sorry bhaiya galti se ho gya.
Fir me bhi uske pass baith jata hu .
Me...............( pyaar se ) Dekh gudiya Aage se aesa kabhi mat karna OK.
Tina.............. OK bhaiya .
Me..............Good . Wo to acha Hua ki priyanshi ne mujhe call karke bulaya , Agar kisi aur ko bulaya hota to watt lag jati .
Tina.............. Sorry bhaiya .
Me.............. Chal ab ye sorry ki pipudi bajana band kar aur rest kar . Me tere liye khana lekar aata hu .
Tina.............okay bhaiya .
Fir me niche jaakar tina ke liye khana lekar aa jata hu . Mujhe to bhug nahi lag rhi thi kyunki mene prachi ke saath abhi khanna khaya tha .
Fir me usko apne hatho se ek ek niwala khilane lagta hu . Wo bhi baccho jese khaane lagti hai .
Fir khaana khatam hone ke baad me plate niche rakh kar aa jata hu aur Tina ko good night bolkar jaa hi rha tha tabhi .
Tina.............. Bhaiya aap bhi yaha so jao
Me............ Baad me kabhi .
Tina.............. plz bhaiya so jaona .
Me.............Thik hai chal .
Ye kekhar me Tina ke pass hi so jata hu .
Tina mujhe kaske pakadkar so jati hai .
Tina.............. Bhaiya I
Aaj ke liye itna hi guys . Apna revos jarur Dena. Tabtak ke liye