• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Embracee Your Feelings

Silent Destroyer

New Member
46
82
18
Write about what you feel today for someone, something, someplace, someday either a person, thing, place or special day either it is emotional, funny, silly or just bullshit.
Let's Embrace your Feelings.
 
  • Like
Reactions: Aakash.

Silent Destroyer

New Member
46
82
18
Abhi abhi train se safar karte waqt station se khulte hi thodi duri par ek ladki track par suicide karne ko leti thi
Train ki speed kam thi driver ne sahi Time pe dekh liya to train rok di
Utar ke use samjha rahe The to ulta hamlogo par hi bigar gayi
Then use ghich kar hataya gaya then train aage badhi
Waha kuch kheton me kaam kar rahe the unhe aawaj di gayi To ulti taraf bhag gayi
Kisi ki kya majboori ho koi nahi janta
But khud ki mout kisi problem ka solution nahi ho sakti ya sayad ho bhi sakti hai


Is baare me apna mat jarur bataye
 

Mr.Aryan

New Member
21
22
3
Kabhi bhi kisi bhi Problem ka Solution mout to Bilkul nahi Hai mere Dost...Har Kisi ki life me Problems hote hai Chahe wo Kam ho ya jyada aur Un Problems ko face Karo ya Ignore karo ye Apni Choice hai..Jab Koi Problem life me ati hai to ek Cheez ki Surety k sath ati hai k wo jyada Time to nahi rahegi So Please Khuda k Diye precious gift ko khatam na Karo Bas Bharosa rakho Sab Solve ho jata hai
 
  • Like
Reactions: Romeo 22

Romeo 22

Well-Known Member
9,699
5,408
189
HEY TS, I like this thread.
 
Last edited:
  • Like
Reactions: Naina and Diksha

Damha

I LOVE KUNG FUUUUU!!
Staff member
Sectional Moderator
17,818
19,696
229
Abhi abhi train se safar karte waqt station se khulte hi thodi duri par ek ladki track par suicide karne ko leti thi
Train ki speed kam thi driver ne sahi Time pe dekh liya to train rok di
Utar ke use samjha rahe The to ulta hamlogo par hi bigar gayi
Then use ghich kar hataya gaya then train aage badhi
Waha kuch kheton me kaam kar rahe the unhe aawaj di gayi To ulti taraf bhag gayi
Kisi ki kya majboori ho koi nahi janta
But khud ki mout kisi problem ka solution nahi ho sakti ya sayad ho bhi sakti hai


Is baare me apna mat jarur bataye
situation per depend karta hai hume nahi pata ke ek insaan apne andar kia kuch daba ker baitha huwa hai iss liye hume pehle us insaan ki problem sunni chahiye shayad sirf problem sunne se he problem solve ho jaye
 
Top