If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
Aniket ki baat sunkar dono yash aur avinash ekdum khuch ho gaye
Avinash-arey waah, jabardast ek number bhai, to kab karega ye nek kaam
Aniket-kab matlab, abbey abhi isi waqt
Ab dono hasne lage aur yash aniket ko samjhate huye bola
Yash-anya dekh mana ke der ho gayi hai par bsdk itni bhi der nahi huyi hai ke tu subah tak na ruk sake
Aniket-wo meko kuch nahi malum chahe kuch bhi ho jaye main komal ko aaj hi propose karunga bas baat khatam
Yash wapis samjhate huye bola
Yash-arey bhai apan piyele hai re aur ab raat bhi ho gayi hai kal mast plan karte hai fir bindass propose kar diyo
Aniket-nahi nahi nahi nahi! Wo kuch nahi propose to aaj hi hoyega
Ab avinash use samjhate huye bola
Avinash-anya bsdk pagal ho gaya kya, baat maan lawde aisi jidd mat kar yash ki baat sahi hai wo barabar bol raha hai apan plan karke karenge sab
Par aniket kisi ki baat sunne ko tayar hi nahi tha, yash aur avinash use samjha ke thak gaye the aur avinash ne aakhri koshish ki
Avinash-anya raat ho gayi hai be abhi aise time komal ke ghar pike ghusega to uska pailwaan baap hath pair tod dega tere
Par aniket manne ko tayar hi nahi tha aur avinash aur yash ko bhi ye baat pata thi ye ye jaga hua shaitan ab kisi ki nahi sunega isiliye avinash bola
Avinash- aniket maharaj krioaya wapis apni jagah par virajiye air hame kuch sochne dijiye, bsdk ne sari daru utar di
Kismat achi thi ke aniket ne ye baat maan li aur yash aur avinash planning karne lage aur yash bola
Yash-sabse pehle sabse bada problem dur karna padega aur wo problem yani komal ke pitaji
Avinash hasa aur bola
Avinash-tu bhi ani ka hi bhai haiabe pehle chhote chhote problem solve kar bado ke bare me baadme sochenge
Yash ko bhi uski baat sahi lagi
Yash-to tu hi bata kya kare? Kaha se shuruwat kare?
Avinash-apan komal ko baahar bulate hai matlab kahi milte hai aur fir ani ko bolne denge
Par ab ye baat itni asani so ho jaye to wo aniket kaisa, aniket bolne laga
Aniket-aye avi, yash apne ko pyaar me thrill bhi mangta hai
Uski baat sun ke avinash ne sar pit liya
Avinash-ye apne ko maar khilayega, o bhai o ye thrill kam hai kya ki is time tu daru pi ke komal ko propose karne wala hai?
Ab aniket avinash ko samjhate huye bola
Aniket-dekh avya, ye yash ko dekh iski lovestory me kitna thrill hai kitni excitement hai, aur ye to meri jindagi ka aakhri propose hai be, isiliye ye propose aisa hona chahiye ke jindagi bhar yaad rahe, komal ko surprise dene ka hai bhidu
Avinash ko bhi aniket ki baat sahi lagi, komal ne jis chiz ki itne din raah dekhi wo pal to yaadgar hona chahiye tha na, ab kuch dhamake dar karna chahiye, aba vi bhai bhi aniket ke support me aa gaye
Avinash-ab to lawda duniya idhar ki udhar ho jaye anya tu komal ke ghar me ghus ke propose karega main hu fikar not, jo hoga tera bhai dekh lega par aaj tera propose dhamakedar hona chahiye
Par sar pitne ki bari yash kit hi
Yash-avi pagal ho gaya kya bsdk ek to pehle hi yeda hai usme ab pike aur bhi jyada yeda hai aur tu iske hath me jalti mashal dene ki baat kar raha, iska kya parinam hoha iske bare me to socho be
Ispar aniket ke kuch bolne se pehle hi avinash bola
Avinash-parinam waggaire gaya gadhe ki gand me jo hoga dekha jayega, anya sun komal pehle male pe rehti hai aur uske room ko balcony bhi hai tu sidha pipe se chadh ke uper jaiyo aur propose kariyo aur agar uske pitaji aa jaye to bindass niche kud jane ka, jyada se jyada pair tutega bas w apne docter suman aur siddharth kab kaam me aayenge
Idhar yash ki pareshani badh rahi thi
Yash- avi tu usko idea de raha hai ke uski supari de raha hai be? Ye aise kudna vudna mat be usse acha komal ke pitaji na rahte huye khel kiya to?
Avinash ghadi me time dekhte huye bola
Avinash-us hisab se apne paas bas 30 minute hai
Yash-matlab?
Avinash-matlab komal ke pitaji raa ko 10 baje kaam par se aate hai aur apna bhai kal dophar ko wo kaam pe jaye tak rukne ko tayar nahi hai
Yash sar khujate huye bola
Yash-ye anya bhi na dimag ki vaat laga deta hai, pehle isko pyaar samjhane ke liye dimag khapaya ab propose me dimag badhir karke rakh diya hai, avi tu hi kuch soch bhai mera to dimag hi nahi chal raha
Ab avinash apne kurafati dimag se sochne laga
Avinahs-idea!! Anya ka propose hone tak agar apan komal ke pitaji ko baahar hi kahi rok ke rakhe to? Anya ka propose karke ho jaye fir ye call karke batayega aur unhe chhod denge
Avinash ki baat sunkar aniket ekdum khush
Aniket-par tum log unko rokoge kaise
Avinash-wo humlog dekh lenge tu bas mohim fatte kar aur call karke bata
Aur fir us tekdi se teen sainiko ki fauj nikli ‘mission komal propose’ pura karne ke liye
Avinash ne apni gadi wahi sahi jagah dekh ke lock ki aur teeno yash ki car se nikle aur komal ke ghar pahuche, komal ke room ki light shuru thi, building ke saamne ke gate par watchman hone ki wajah se teeno building ke piche ki taraf gaye aur yash ke car pe chadh kar diwar kud kar ander ghuse, yash aur avinash ne aniket ko pipe pe chadhne me madad ki aur aniket pat se uper chadha aur balcony me kuda, usne pahuchne ka ishara karte hi yash aur avinash nikal gay eagle mission par
‘mission ani ke sasur ko mamu banao’
Gadi me baithte hi yash bola
Yash-aage ka kya plan hai
Avinash-aage ke chauk par kuch na kuch kaaran se komal ke pitaji ko rokne ka aur aniket ka phone aane tak rok ke rakhne ka
Yash-wo to pata hai par unko rokenge kaise? Aur atka bhi le par uljha ke kaise rakhenge?
Avinash-wo hi to samajh nahi aa raha hai yas, aur apne paas ab samay bhi kam hai wo aane hi wale honge jaldi side side me laga dekhte hai kya hota hai
Yash ne gadi side me lagayi aur dono baahr aakar sochne lage, avinash puri koshish kar raha tha par dimag me koi idea hi nahi aa raha tha itne me unhe komal ke pitaji ki gadi aati huyi dikhi aur avinash bola
Avinash-ho gaya kand, komal ke pitaji aa gaye ab aur koi rasta nai hai,
Yash kuch bolta isse pehle hi avinash bhag ke road cross kar raha tha aur
Dhadaammmm!!
Avinash komal ke pitaji ke gadi ke aada aa gaya, uske achanak saamne aane se komal ke pitaji darr gaye aur gadi ko break lagan eke pehle hi avi ko unhone gadi se thok diya aura b avinash apna pair pakad ke chilla raha tha
Avinash-aahhhh maa mar gaya re pair gaya mera!!
Uski nautanki dekh ke yash bhi ghabra gaya par avinash ne use halke se aankh maar di, avinash ne apna kaam kar diya tha aur ab yash ki bari thi, aaju baju log jama hone lage the
Komal ke piaji tension me aa gaye aur apni baat bolne lage
Sayajirao(komal ke pitaji)- meri..meri koi galti nahi hai ye hi achanak saamne aa gaya
Yash-maaf karo kaka galti kiski thi wo apan baad me dekhenge pehle isko dawakhane me leke chalo
Komal ke pitaji ko bhi ye baat jam gayi wo bole
Sayajirao-ha ha koi dikkat nahi yahi paas me ek hospital hai waha chhodta hu tum logo ko
Jispar avinash karahte huye bola
Avinash-nahi us hospital me nahi, ,eri behan docter hai uske hospital me le chalo
Avinash ne suman ke hospital ka pata diya to ispar sayajirao bole
Sayajirao-arey ye to bahut dur hai usse acha paas ke hospital me chalo
Par yash baat sambhalte huye bola
Yash-accident ki case hai kaka, kyu police ka lafda piche lagana chahte ho usse acha iske behan ke hospital me chalo wo sab sambhal legi
Yash ki baat komal ke pitaji ko jam gayi
Sayajirao-theek hai main riksha bulata hu
Sayajirao ka in logo ko riksha me katane ka plan tha ye yash ke dhyan me aa gaya to yash bola
Yash-rikshaw ki raah dekhne se acha apan tumhari gadi pe chalte hai main isko pakad ke baithta hu piche
Police case sunne ke bada sayaji rao bhi ghabra gaye the unhone ye baat maan li, yash avinash ko sahara dete huye gadi pe bithaya aur wo piche baitha, teeno hospital ke liye nikle, dono ekdum khush the ki inko dawakhane ke chhod kar wapis aane me sayajirao ko kam se kame k ghanta lagega tab tak aniket ka kaam ho jayega…
Akkha din aniket aur avinash ki mulakat nahi huyi, dekha jaye to avinash hi usse milne nahi gaya tha wo ek dusre kaam me busy tha aur kuch kaam se wo dusre gaon gaya hua tha par sham ko lauta to sidha aniket ke ghar par pahucha, aniket is waqt ghar me apne bapu narayanrao ke sath baitha hua tha, avinash jate hi bola
Avinash-anya mere sath chal jara kaam hai
Aniket-kya kaam hai? Aur din bhar kaha gayab tha be?
Avinash-arey nawab sahab apne sinhasan se utro aur chalo important kaam hai raste me batata hu
Aisa bolke avinash ne aniket ko aankh maar ke ishara kiya itne me narayanrao bole
Narayanrao-ja baba ja, aankh maar ke bula raha hai matlab jaruri kaam hoga
Narayanrao ki baat sunkar avi sambhalte huye bola
Avinash-nahi nahi kaka aisa bhi koi khas kaam nahi hai aura ankh kaha mari to to macchar aa gaya tha aankho ke saamne
Narayanrao-avi tera baap aur main bachpan ke gotiya khelte the sath me to meko mat sikha ye sab, mujhe ache se pata hai tumhare macchar, makode sab, aur tekdi se aate huye aaram se dekh ke aana
Avinash-arey kaha kya aap bhi
Narayanrao-avi ! bête is waqt teri gadi pe thaili tangi hai, hamesha tu chappal pehan ke aata hai aaj jute pehne hai, itni thandi bhi nahi hai fir bhi tune jacket pehna hai, iska kya matlab hai
Ye sab to aniket ne bhi notice nahi kiya tha, dono ekdusre ki taraf ashcharya se dekhne lage
Avinash-ye to aajkal ka fashion hai kaha
Narayanrao-ab jata hai ke nikalu tera fashion
Avinash-nahi nahi main chala..
Itna bolke avinash aur aniket dono baahar aaye aur narayanrao apne purine din yaad karke hasne lage
Avinash-anyakya danger baap hai be tera, kaka kya detective the kya?
Aniket-arey bapu don hai apna, sadha mat samajhna unko,apne sare ranga rang karyakram pata hai unhe, wo chhod aaj teki party ka plan kaise achanak?
Avinash-aisehi
Fir dono daru lene dukan pe pahuche aur avinash bola
Avinash- anya aaj apna full mood hai do nahi teen teen beer liyo
Aniket-teen teen, kya hua avya? Kya kaaran kya hai? Kya koi mil gayi kya teko bhi?
Avinash-abe jitna bola utna kar, halgi bajane bola hai wo baja karyakram mundane ka hai ke shadi ka tere ko kya itni panchat hai bhai
Aniket-aaj to full mood me dikh raha bhai, chal tub hi kya yaad karega hone de kharcha..
Sara maretial leke dono tekdi par pahuche par aaj waha ek kamal ki baat huyi thi
Aniket-aaila avya yaha bhi gardi chalu ho gayi be, apne se pehle ek banda aake baitha hai yaha
Avinash-apne ko kya karne ka hai? Wo uska kaam karega apan apna
Dono ek side jakar baithe aur aniket ne pehli beer kholi itne me ek awaj aaya
“kya bhai meko chhod ke akele akele party”
Thoda andhera tha, chehra saaf nahi dikh raha tha par aniket us awaj ko pehchanta tha
Aniket- aaila yash tu aur yaha
Aniket gale mil ke yash se mila aur fir avi ko tapli maarte huye bola
Aniket-halkat aadmi ye tera hi plan hoga, dikhta garib hai tu par hai dus dimag ka raavan
Fir yash avi ki side lete huye bola
Yash-uska kuch nahi hai re isme , mera hi mood thoda kharab thato socha ke mood thik karne ke liye tere se badhiya aadmi kaun hoga isiliye milne aa gaya to avi mila fir maine hi teko surprise dene ke liye ye plan banaya
Yash ko dekh ke aniket ekdum khush tha, fir priya ke bare me baat chit huyi aur fir beer ka eke k round, fir yash ne baat chedi
Yash-aur bata kya bolti teri komal
Jiskar aniket chauk ke yash ki taraf dekhne aga
Yash-matlab teri dost komal aisa bolna tha meko
Fir aniket sambhalte huye bola
Aniket-sahi hai, badhiya hai wo
Aniket komal ke bare me jyada baat nahi kar raha tha par yash bhi to tha uska hi bhai, wo bhi kured kured ke puche ja raha tha aur usme avinash to tha hi ha me ha milane ke liye
Avinash-anya isko ko suman ka kissa bata be, yash ye sun
Fir aniket ke suman ka kissa sunana shuru kiya aur ek ke baad ek kisse sunate gaya, aur idhar avinash uska glass bhare hi ja raha tha, aur kisse sun kar yash dil khol kar has raha tha aur aniket use hasa raha tha aur haste haste yash bola
Yash-tum dono ek se badhkar ek ho
Aniket-hao fir wo to hai hi
Yash-namune ho ek number ke
Aniket-hao hai hi
Yash-jabardast understandiong hai tum dono me
Aniket-hao bilkul hai
Yash-dono ke gun bhi ek jaise hai
Aniket-hao bilkul hai
Yash-tu usse pyaar karta hai
Aniket-hao bilkul karta hu
Apan kya bol gaye hai ye dhyan me aate hi aniket ekdum chup ho gaya aur yash haste huye uski taraf dekh raha tha
Yash-pyaar karta hai na usse
Par aniket kuch nahi bola
Yash-dekh tu bhale hi kuch na bole par tera chehra bata raha hai ke tu komal ko kitna chahta hai, bas ya to tu ye baat batana nahi chahta ya fir tere bhi dhyan me nahi aaya hai ki tu usse pyaar karta hai
Aniket ki aankhe bhar aayi thi aur muh se shabd nahi nikal rahe the yash uske kandhe par hath rakhte huye bola
Yash-anya main ekdum dil se keh raha hu, tu sirf mera bhai nahi balki mera dost bhi hai, bachpan se jaanta hu tujhe, tu pyaar karne laga hai komal se aur meri maan komal hi tere liye sahi ladki hai, maan le ki pyaar karta hai tu usse, teri aankho me ye saaf dikhta hai re aur ek aashq hi dusre aashiq ko pehchan sakta hai…
Aniket ne fir ek najar avinash ko dekha aur usne bhi ha me gardan hila di aur jaise hi avinash ne ha kaha aniket ka sabra chhut gaya aur yash ke gale lag gaya aur uski aankho se aansu behne lage
Kaisa hota hai na hum ek shabd bhi nahi bolte par jo hamse vicharo se bhavnao se juda hota hai use barabar samajh aata hai ke hum kya kehna chah rahe hai, yash sab samajh raha tha,wo gana hai na dil ka haal sune dil wala, aniket s waqt kya feel kar raha tha ye shabdo me batane ki jarurat nahi hai, uske aansu bata rahethe kea b sab saaf hai
Kuch der tak koi kuchy nahi bola aur akhir me shanti bhang ki aniket ne
Aniket-hao!! Main pyaar karta hu komal se, ekdum tahe dil se chahta hu use
Aur idhar avinash hawa me hath uthate huye bola mano usne jund jeet li ho
Avinash-yeesssssssss!!
Aur agle hi pal uth ke waha bagair music ke nachne laga, yash aur aniket uska dhingana dekh ke has rahe the aur nache nache avinash ne aniket ko gale laga liya
Avinash-gazab launde, dil khush kar diya tune
Aur fir yash se gale mil ke avinash ne use thankyou bola
Avinash-arey abhi to party shuru huyi hai
Aur fir unka beer ka program wapis shuru ho gaya aur yash bola
Yash-anya gadhe tu hamesha komal ke sath raha fir tere dhyan me kaise nahi aaya ke jo mujhe yaha aana pada teko samjhane ke liye
Aniket-wo lambi khani hai be abhi sunane lagunga to 34 update lagenge par yaha aana pada matlab? Tu isi liye yaha aaya tha kya?
Avinash aur yas has rahe the aur ab ye sara mamla aniket ke dhyan me aa gaya aur wo baithe jagah par avi ko lath maarte huye bola
Aniket-sale halkat aadmi? Mereko shak hua tha ye teri ki karamat hogi
Avinash-kyu ye sab nahi karna chahiye tha kya
Aniket-sala dus dimag ka ravan
Avinash ka plan success ho gaya tha, komal ne use kasam di thi ke wo aniket ko kuch nahi batayega aur isme se avinash ne rasta nikala tha, aniket ko wo bata nahi sakta tha par yash ko batane kisne mana kiya tha
Fir yash ne pucha
Yash-to bandhuraj ab komal ko I LOVE YOU kab bolega?
Tab aniket bola
Aniket-already abhut late ho gaya hai ab aur der nahi karunga
Yash-matlab?
Aniket-bhale duniya ko aag lag jaye par tumhara bhai komal ko aaj hi propose karega
Yash aniket ko samjha raha tha par ab aniket bhai sunne ko tayar hi nahi theaur fir yash avinash se bola
majedar update ..to avi ne daru pine ka plan banaya tha ye narayan rao ko pata chal gaya ..aakhir baap hai wo aniket ka aur avi ke baap ka langotiya yaar ..
avi ne jyada beer lene ko kaha aur tekdi pe ek aur ladka baitha tha jo yash hi tha ..
daru pine ke baad yash ne bahut ghuma firake komal se pyar karnewali baat kabul karwa li aniket se ..
aur aniket ne bhi sabr khokar sab bata hi diya ..
aur ab ye daru pike komal ko i love you bolne jaane ki soch raha hai kya ..
avi ne komal ke saath kiya vaada nibhaya aur yash ke jariye sab kaam kar liya ..wakai avi ek sachcha dost hai ..
Aniket ki baat sunkar dono yash aur avinash ekdum khuch ho gaye
Avinash-arey waah, jabardast ek number bhai, to kab karega ye nek kaam
Aniket-kab matlab, abbey abhi isi waqt
Ab dono hasne lage aur yash aniket ko samjhate huye bola
Yash-anya dekh mana ke der ho gayi hai par bsdk itni bhi der nahi huyi hai ke tu subah tak na ruk sake
Aniket-wo meko kuch nahi malum chahe kuch bhi ho jaye main komal ko aaj hi propose karunga bas baat khatam
Yash wapis samjhate huye bola
Yash-arey bhai apan piyele hai re aur ab raat bhi ho gayi hai kal mast plan karte hai fir bindass propose kar diyo
Aniket-nahi nahi nahi nahi! Wo kuch nahi propose to aaj hi hoyega
Ab avinash use samjhate huye bola
Avinash-anya bsdk pagal ho gaya kya, baat maan lawde aisi jidd mat kar yash ki baat sahi hai wo barabar bol raha hai apan plan karke karenge sab
Par aniket kisi ki baat sunne ko tayar hi nahi tha, yash aur avinash use samjha ke thak gaye the aur avinash ne aakhri koshish ki
Avinash-anya raat ho gayi hai be abhi aise time komal ke ghar pike ghusega to uska pailwaan baap hath pair tod dega tere
Par aniket manne ko tayar hi nahi tha aur avinash aur yash ko bhi ye baat pata thi ye ye jaga hua shaitan ab kisi ki nahi sunega isiliye avinash bola
Avinash- aniket maharaj krioaya wapis apni jagah par virajiye air hame kuch sochne dijiye, bsdk ne sari daru utar di
Kismat achi thi ke aniket ne ye baat maan li aur yash aur avinash planning karne lage aur yash bola
Yash-sabse pehle sabse bada problem dur karna padega aur wo problem yani komal ke pitaji
Avinash hasa aur bola
Avinash-tu bhi ani ka hi bhai haiabe pehle chhote chhote problem solve kar bado ke bare me baadme sochenge
Yash ko bhi uski baat sahi lagi
Yash-to tu hi bata kya kare? Kaha se shuruwat kare?
Avinash-apan komal ko baahar bulate hai matlab kahi milte hai aur fir ani ko bolne denge
Par ab ye baat itni asani so ho jaye to wo aniket kaisa, aniket bolne laga
Aniket-aye avi, yash apne ko pyaar me thrill bhi mangta hai
Uski baat sun ke avinash ne sar pit liya
Avinash-ye apne ko maar khilayega, o bhai o ye thrill kam hai kya ki is time tu daru pi ke komal ko propose karne wala hai?
Ab aniket avinash ko samjhate huye bola
Aniket-dekh avya, ye yash ko dekh iski lovestory me kitna thrill hai kitni excitement hai, aur ye to meri jindagi ka aakhri propose hai be, isiliye ye propose aisa hona chahiye ke jindagi bhar yaad rahe, komal ko surprise dene ka hai bhidu
Avinash ko bhi aniket ki baat sahi lagi, komal ne jis chiz ki itne din raah dekhi wo pal to yaadgar hona chahiye tha na, ab kuch dhamake dar karna chahiye, aba vi bhai bhi aniket ke support me aa gaye
Avinash-ab to lawda duniya idhar ki udhar ho jaye anya tu komal ke ghar me ghus ke propose karega main hu fikar not, jo hoga tera bhai dekh lega par aaj tera propose dhamakedar hona chahiye
Par sar pitne ki bari yash kit hi
Yash-avi pagal ho gaya kya bsdk ek to pehle hi yeda hai usme ab pike aur bhi jyada yeda hai aur tu iske hath me jalti mashal dene ki baat kar raha, iska kya parinam hoha iske bare me to socho be
Ispar aniket ke kuch bolne se pehle hi avinash bola
Avinash-parinam waggaire gaya gadhe ki gand me jo hoga dekha jayega, anya sun komal pehle male pe rehti hai aur uske room ko balcony bhi hai tu sidha pipe se chadh ke uper jaiyo aur propose kariyo aur agar uske pitaji aa jaye to bindass niche kud jane ka, jyada se jyada pair tutega bas w apne docter suman aur siddharth kab kaam me aayenge
Idhar yash ki pareshani badh rahi thi
Yash- avi tu usko idea de raha hai ke uski supari de raha hai be? Ye aise kudna vudna mat be usse acha komal ke pitaji na rahte huye khel kiya to?
Avinash ghadi me time dekhte huye bola
Avinash-us hisab se apne paas bas 30 minute hai
Yash-matlab?
Avinash-matlab komal ke pitaji raa ko 10 baje kaam par se aate hai aur apna bhai kal dophar ko wo kaam pe jaye tak rukne ko tayar nahi hai
Yash sar khujate huye bola
Yash-ye anya bhi na dimag ki vaat laga deta hai, pehle isko pyaar samjhane ke liye dimag khapaya ab propose me dimag badhir karke rakh diya hai, avi tu hi kuch soch bhai mera to dimag hi nahi chal raha
Ab avinash apne kurafati dimag se sochne laga
Avinahs-idea!! Anya ka propose hone tak agar apan komal ke pitaji ko baahar hi kahi rok ke rakhe to? Anya ka propose karke ho jaye fir ye call karke batayega aur unhe chhod denge
Avinash ki baat sunkar aniket ekdum khush
Aniket-par tum log unko rokoge kaise
Avinash-wo humlog dekh lenge tu bas mohim fatte kar aur call karke bata
Aur fir us tekdi se teen sainiko ki fauj nikli ‘mission komal propose’ pura karne ke liye
Avinash ne apni gadi wahi sahi jagah dekh ke lock ki aur teeno yash ki car se nikle aur komal ke ghar pahuche, komal ke room ki light shuru thi, building ke saamne ke gate par watchman hone ki wajah se teeno building ke piche ki taraf gaye aur yash ke car pe chadh kar diwar kud kar ander ghuse, yash aur avinash ne aniket ko pipe pe chadhne me madad ki aur aniket pat se uper chadha aur balcony me kuda, usne pahuchne ka ishara karte hi yash aur avinash nikal gay eagle mission par
‘mission ani ke sasur ko mamu banao’
Gadi me baithte hi yash bola
Yash-aage ka kya plan hai
Avinash-aage ke chauk par kuch na kuch kaaran se komal ke pitaji ko rokne ka aur aniket ka phone aane tak rok ke rakhne ka
Yash-wo to pata hai par unko rokenge kaise? Aur atka bhi le par uljha ke kaise rakhenge?
Avinash-wo hi to samajh nahi aa raha hai yas, aur apne paas ab samay bhi kam hai wo aane hi wale honge jaldi side side me laga dekhte hai kya hota hai
Yash ne gadi side me lagayi aur dono baahr aakar sochne lage, avinash puri koshish kar raha tha par dimag me koi idea hi nahi aa raha tha itne me unhe komal ke pitaji ki gadi aati huyi dikhi aur avinash bola
Avinash-ho gaya kand, komal ke pitaji aa gaye ab aur koi rasta nai hai,
Yash kuch bolta isse pehle hi avinash bhag ke road cross kar raha tha aur
Dhadaammmm!!
Avinash komal ke pitaji ke gadi ke aada aa gaya, uske achanak saamne aane se komal ke pitaji darr gaye aur gadi ko break lagan eke pehle hi avi ko unhone gadi se thok diya aura b avinash apna pair pakad ke chilla raha tha
Avinash-aahhhh maa mar gaya re pair gaya mera!!
Uski nautanki dekh ke yash bhi ghabra gaya par avinash ne use halke se aankh maar di, avinash ne apna kaam kar diya tha aur ab yash ki bari thi, aaju baju log jama hone lage the
Komal ke piaji tension me aa gaye aur apni baat bolne lage
Sayajirao(komal ke pitaji)- meri..meri koi galti nahi hai ye hi achanak saamne aa gaya
Yash-maaf karo kaka galti kiski thi wo apan baad me dekhenge pehle isko dawakhane me leke chalo
Komal ke pitaji ko bhi ye baat jam gayi wo bole
Sayajirao-ha ha koi dikkat nahi yahi paas me ek hospital hai waha chhodta hu tum logo ko
Jispar avinash karahte huye bola
Avinash-nahi us hospital me nahi, ,eri behan docter hai uske hospital me le chalo
Avinash ne suman ke hospital ka pata diya to ispar sayajirao bole
Sayajirao-arey ye to bahut dur hai usse acha paas ke hospital me chalo
Par yash baat sambhalte huye bola
Yash-accident ki case hai kaka, kyu police ka lafda piche lagana chahte ho usse acha iske behan ke hospital me chalo wo sab sambhal legi
Yash ki baat komal ke pitaji ko jam gayi
Sayajirao-theek hai main riksha bulata hu
Sayajirao ka in logo ko riksha me katane ka plan tha ye yash ke dhyan me aa gaya to yash bola
Yash-rikshaw ki raah dekhne se acha apan tumhari gadi pe chalte hai main isko pakad ke baithta hu piche
Police case sunne ke bada sayaji rao bhi ghabra gaye the unhone ye baat maan li, yash avinash ko sahara dete huye gadi pe bithaya aur wo piche baitha, teeno hospital ke liye nikle, dono ekdum khush the ki inko dawakhane ke chhod kar wapis aane me sayajirao ko kam se kame k ghanta lagega tab tak aniket ka kaam ho jayega…
nice update ..daru pikar ab full mood me aa gaya hai aniket ..
aur aaj hi komal ko propose karne ki thaan chuka hai .
aur ye pyar me thrill bhi chahiye isliye kuch best idea sochne lag gaye aniket aur avi ..
plan bann gaya ki aniket komal ke ghar jayega aur ye dono pitaji ko ulajhayenge aur sab sahi se kar bhi diya ..
avi to sidha gadi ke saamne aa gaya sayajirao ke ..
aur yash ne police ka darr dikhake suman ke aspatal me leke jaane ko kaha jo dur hai aur isse aniket ko time mil jayega ..
ab aniket kaise karta hai propose dekhte hai ..
aur kya sayajirao aane se pehle nikal pata hai ya nahi komal ke ghar se warna pitna to tay hai ..
Avinash ka gussa badh raha tha aur komal ko ghabrahat ho rahi thi par aniket shanti se shravni ki baat sun raha tha aur idhar sab taktaki lagaye aniket ko dekh rahe the ki ab ye kya bolega aur akhir kar aniket ne bolna shuru kiya
Aniket-shravni maaf kiya tumko…
Aniket ka itna bolna tha ke avinash ke gusse ka bandh futa aur wo apni jagah se utha par wo kuch bolta isse pehle hi aniket ne use ishare se shant rehne kaha aur niche baithne kaha
Thank you thank you bolte huye shravni aniket ke gale lag gayi aur rone lagi aur rote rote hi boli
Shravni-mujhe mere pyaar pe pura bharosa hai
Aniket-pyaar..??
Aniket se shravni ko apne se alag kiya aur niche baithaya aur fir bola
Aniket-sach me bharosa hai apne pyaar pe? Shravni dekho ye sach hai ki mujhe lagta tha ki main tumse pyaar karta hu par sacchai ye hai ke main sirf tumhare roop par mohit hua tha aur us akarshan ko main pyaar samajh baitha..
Aniket ki bat sun kar shravni ko dhakka laga
Shravni-par main sach me tumse pyaar karti hu
Aniket-mujhe aisa nahi lagta
Shravni-par kyu?
Aniket-agar sach me pyaar hota to tum usi din mafi maangti jis din hamara breakup hua tha
Shravni-mujhe maaf kar do par us din main gusse me thi
Aniket-chalo maan liya tum us din gusse me thi fir itne din kis ki raah dekh rahi thi
Shravni-apni galti ka ahsaas itni jaldi nahi hota hai insaan ko
Aniket-to fir ab apni galti samajh aa gayi hai kya?
Shravni-isiliye to mafi maang rahi hu
Aniket-dekho gussa mat manna aur agar gussa aaye bhi to ab mujhe ghanta fark nahi padta, tum dikhne me bahut sunder ho par maha dhurt ho, tumhe agar sachme mafi maangni hoti na to sidhe aake mafi maangti par tum aayi ham kyu has rahe hai ye janne ke liye, tumhe laga ki tumhe dekhte hi main pighal jaunga tumhare piche aaunga par waisa hua nahi aur tumne palti maar li aur fir ye sab mafi maangne ka drama, tum pyaar ke liye nahi balki avi aur komal ko nicha dikhane ke liye ye kar rahi ho par ab tumhare in magarmacch ke aasuo aur is kutilta me main nahi fasne wala kyuki mere sath mere dost hai jo samay aane par mujhe bhale hi marenge par sahi raste pe le aayenge, tum ahankari aur dhurt ho isiliye akeli ho, to ab ye tumhari jhuti bhavna, aasu aur chalbazi ka potla uthao aur niklo idhar se aur ab jindagi pe apni shakal mat dikhana
Komal aur avinash ab shant ho gaye the kyuki aniket ke shravni ki sari chalbazi khuli kar di thi aura b uske paas dusra koi rasta nahi tha to wo jor se rone lagi aur itna der jo avinash apna gussa roke huye tha wo bola
Avinash-o rudali, suna nahi kya? Apna potla uthao aur ye jo rona dhona hai wo dusri taraf jake karne ka idhar hamare saamne nahi, aur abhi aniket tha isiliye usne pyaar se samjhaya ab agar dobara aayi to main apne tarike se samjhaunga aur wo kuch tumhe jamega nahi ab nikal pareshan ho gaye tere chakker me.. (gazab londe, avi-tu fir aa gaya, ja na jake aage ka likh na, “bsdk jyada bolega to role kaat dunga tera yahi heart attack se mar jayega, avi-karke dikha “writer ki koi ijjat hi nahi hai lawda khair aage badhte hai)
Baad me avinash apni jagah se utha aur usne aniket ko gale laga liya
Avinash-gajab londe dil khush kar diya aaj tune, agar koi puche ki jindagi ke kaunsa acha kaam kiya hai to pehle ye batane ka
Aniket-ab ek mahan sant ke tekdi ke pravachan se sikha hu main to
Avinash-aisa kya, kaun hai re wo sant? Mereko ko bhi mila na
Aniket-do beer ander jaye bagair nahi milte wo baba
Komal ko kuch samajh nahi aa raha tha
Komal-kiske bare me baat kar rahe ho tum log
Aniket-arey koi nahi hai ye tekdi ke avinand baba bas unhi ke bare me
Ab tekdi sunne ke baad komal ko sab dhyan me aa gaya
Komal-arey unke bare main to main bhi suna hai bahut bade chor.. matlab thor(thor mane mahan Marathi shabd hai avenger mat samajhna ) baba hai wo hame bhi unke pravachan ka labh mila hai
Teeno fir se din khol ke has rahe the aur din pankh laga ke ud rahe the, kahi na kahi shravni ke prakaran se aniket ko aghat pahucha tha par wo yash ke haal dekh raha tha kyuki uski lovestory ke bhi bara baje huye the isiliye ab aniket ne apne man ke darwaje band karke rakhe the
Kuch reham kar e jindagi, thoda sawarjane de
Tera agla jakhm bhi she lenge, par…pehle wala to bhar jane de..
Komal ne ab decide kar liya tha ke agar uska pyaar saccha hai to ek din aniket jarur samjhega aur avinash to mauke ke intajar me tha aur yash ki kahani use bhi pata thi jisse is waqt aniket ki mansik stithi ka pura andaja tha avinash ko isiliye usne bhi thoda rukne ka socha par masti shuru hi thi
Ek din college ko chutti thi to aniket ghar par hi tha, avi aur komal dono aniket ke ghar par pahuche kaushalya radio par gane sun rahi thi aur kuch kaam kar rahi thi
‘mujhe sajan ke ghar jana hai, mujhe sajan ke ghar jana hai’
In dono ko dekhte hi kaushalyat thode gusse boli
Kaushalya-aao aao aao, avi kaha rehta hai tu aajkal? Aur komal kaku ki yaad nahi aati kya? Ya sirf ani se mil liye ho gaya
Tab komal boli
Komal-waisa nahi hai kaku aapki yaad to hamesha aati hai
Avinash-hao aura apse jyada aapke hath ke khane ki, kuch hai kya bahut bhuk lagi hai
Kaushalya-hmm, laga hi tha bhukkad aisa hi bolega, ja jake fridge me dek bahut kuch hai ye ani to kuch khata hi nahi
Avinash kitchen me ghusa aur hath me laddu ka box lekar baahar aaya, use dekhte hi komal laddu lene ke liye jhapti par avi ne box piche chipa liya par komal ne uske paas se laddu le hi liya aur kha bhi liya, ab inka awaj sunke aniket bhi apne room se baahar aaya aur usne in dono ko laddu khate dekha aur avinash se bola
Aniket-oye bhukkad logo mera ghar kya college ki canteen hai kya
Kaushalya-ani khane de na baccho ko tu to kuch khata nahi
Ab jab kaku ne uski side le li thi to avi ne daat nikal diye, isdar komal man laga ke radio par ka gana sun rahi thi, idhar kaku ne avi ki side li thi to aniket ke avinash ke hath se laddu ka box chhin liya aur khane laga, inki masti aise hi chalu thi to kaushalya boli
Kaushalya-tum log tumhara chalne do main jara mandir hoke aati hu
Itna bol ke wo mandir ke liye nikal gayi
Kuch adhe ghante baad avinash hasa to komal ne usse pucha
Komal-avi kya hua hasne jaisa?
Jispar avinash ne kaha
Avinash-kya, main kabi hasa
Fir aniket hasa aur fir komal aur fir sare ekdum hasne laga (paagal hai sabke sab ab kya bolu main ) itne me radio pe awaj aaya bam bam bhole, wo aniket ne sun liya aur fior aniket shuru ho gaya aur khade hoke bolne laga
Aniket-bam bam bhole, bam bam bhole bam bam bole
Idhar komal shuru ho gayi
Komal-mujhe sajan ke ghar jana hai, mujhe sajan ke ghar jana hai
Udhar avinash badbada raha tha
Avinash-bhuk lagi bhuk lagi, khane ku deo re.. bhuk lagi bhuk lagi
Ek ghanta beeta aur jab kaushalya mandir se ghar lauti to jo scene unhone dekha unhone apna matha pit liya unhe samajh nahi aa raha tha ke ghar me ye sab kya tufan macha hua tha wo jor se chillayi
Kaushalya-arey ye sab kya chal raha hai!!!
Kaushalya ka awaj sun kar aniket aur komal ek pal ke liye shant huye par fir wapis shuru ho gaye
Bam bam bhole bam bam bhole
Kaushalya sabse pehle komal ke paas gayi aur usse pucha
Kaushalya-komal bacche kya hua? Tum log aise kyu kar rahe ho?
Par komal to apni hi masti me thi
Komal-mujhe sajan ke ghar jana hai
Kaushalya(komal ko samjhate huye)- ha chale jana sajan ke ghar par pehle bata ye kya chal raha hai
Kaushalya ki baat sun kar komal muskurayi aur apni odhni ko sar par ghunghat jaisa lete huye boli
Komal-main o sajan ke ghar hi hu sasu ji pranam
Aur fir wapis shuru ho gayi,
Komal-mujhe sajan ke ghar jana hai
Idhar aniket pure ghar me naachte huye fir raha tha aur bam bam bhole to suru hi tha, ab kaushalya pareshan ho gayi
Kaushalya-arey tum dono yaha ho to wo teesra bander kaha hai avi kaha hai
Itne me kitchen me kuch girne ka awaj aaya to kaushalya bhagte huye kitchen me pahuchi aur waha ka scene dekhte hi boli
Kaushalya-hey prabhu! Avi nalayak ye kya kiya tune
Avinash ne kitchen me ghuskar bani huyi sari rotiya khatam kar di thi aur sath me chawal aur daal ka bhi khatjma kar diya tha aura b pattha farsan ke dabbe se farsan kha raha tha.. in teeno ko harkate aur ghar ki halat dekh ke kaushalya ko bas chakkar aana baki the, unhe kuch samajh nahi aa raha tha aur unhone akhir me narayanrao ko phone lagaya
Kaushalya-aho, jaldi ghar aao ye ani avinash aur komal ko kuch ho gaya hai, paagal jaisa kar rahe hai
Narayanrao-kaushalya shant ho pehle aur ache4 se batao kya hua hai
Kaushalya-phone pe batane ka samay nahi hai aap jaldi ghar aao in teeno ne pura ghar sar pe utha liya hai
Kaushalya ki baat sunkar Narayan ek naukar ko sath leke bhagte huye ghar pahuche aur jab unhone ye sab bate apni aankho se dekhi tab sari baat unke dhyan me aa gayi aur wo hasne lage aur unko aise hasta dekh ke kaushalya ka gussa aur bhadak gaya
Kaushalya-has kya rahe ho aap pehle inko hospital leke chalo
Jispar narayanrao bole
Narayanrao-uski koi jarurat naih hai pehle batao inhone fridge par rakhe huye laddu khaye hai kya?
Kaushalya-kya aap bhi laddu khane se aisa hota hai kya?
Narayanrao-kaushalya aaj kya hai?
Kaushalya-mahashivratri!
Ab kaushalya ke dhyan ke sari baat aayi aur wo sar ko hath lagate boli
Kaushalya-arey bhagwan matlab un ladduo me bhang mili huyi thi, ab kya kare? Aap bhi na aisi chize ghar me rakhte hai kya?
Narayanrao-arey apne gada electronics wale jethabhai hai na unhone diye the, mujhe kya pata tha ye kha lenge
Kaushalya-baad me baat karenge pehle inko theek karo
Narayanrao-chinta mat karo main hu na
Fir narayanrao ne apne sath laye naukar ko awaj di aur use bagiche se amrud ke ped ke patte td lane ke liye kaha aur wo jaldi jake wo patte tod ke le aaya, tab tak ghar me bam bam bhole ka hungama shuru tha
Sabse pehle narayanrao ne char patte apne hath me liye aur bholenath ma Prasad hai kha le aisa bolke aniket ko khila diye idhar komal ka shuru tha
Komal-mujhe sajan ke ghar jana hai
Narayanrao-komal sajan ke ghar jana hai na to ye lo ye khao pehle
Avinash-meko bhi khane ku deo re
Narayanrao-le ye le ye kha le
Narayanrao ne badi calaki se sabko amrud ke ped ke patte khila diye the aur kuch ekad ghante me teeno thode thode hosh me aaye par kisi ne unse kuch nahi kaha bas narayanrao aur kaushalya ek dusre ki taraf dekh ke muskura rahe the….