• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Ek Hateli Lovestory ;) (complete)

Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
36,049
47,979
304
Update 31

Avinash ka gussa badh raha tha aur komal ko ghabrahat ho rahi thi par aniket shanti se shravni ki baat sun raha tha aur idhar sab taktaki lagaye aniket ko dekh rahe the ki ab ye kya bolega aur akhir kar aniket ne bolna shuru kiya

Aniket-shravni maaf kiya tumko…

Aniket ka itna bolna tha ke avinash ke gusse ka bandh futa aur wo apni jagah se utha par wo kuch bolta isse pehle hi aniket ne use ishare se shant rehne kaha aur niche baithne kaha

Thank you thank you bolte huye shravni aniket ke gale lag gayi aur rone lagi aur rote rote hi boli

Shravni-mujhe mere pyaar pe pura bharosa hai

Aniket-pyaar..??

Aniket se shravni ko apne se alag kiya aur niche baithaya aur fir bola

Aniket-sach me bharosa hai apne pyaar pe? Shravni dekho ye sach hai ki mujhe lagta tha ki main tumse pyaar karta hu par sacchai ye hai ke main sirf tumhare roop par mohit hua tha aur us akarshan ko main pyaar samajh baitha..

Aniket ki bat sun kar shravni ko dhakka laga

Shravni-par main sach me tumse pyaar karti hu

Aniket-mujhe aisa nahi lagta

Shravni-par kyu?

Aniket-agar sach me pyaar hota to tum usi din mafi maangti jis din hamara breakup hua tha

Shravni-mujhe maaf kar do par us din main gusse me thi

Aniket-chalo maan liya tum us din gusse me thi fir itne din kis ki raah dekh rahi thi

Shravni-apni galti ka ahsaas itni jaldi nahi hota hai insaan ko

Aniket-to fir ab apni galti samajh aa gayi hai kya?

Shravni-isiliye to mafi maang rahi hu

Aniket-dekho gussa mat manna aur agar gussa aaye bhi to ab mujhe ghanta fark nahi padta, tum dikhne me bahut sunder ho par maha dhurt ho, tumhe agar sachme mafi maangni hoti na to sidhe aake mafi maangti par tum aayi ham kyu has rahe hai ye janne ke liye, tumhe laga ki tumhe dekhte hi main pighal jaunga tumhare piche aaunga par waisa hua nahi aur tumne palti maar li aur fir ye sab mafi maangne ka drama, tum pyaar ke liye nahi balki avi aur komal ko nicha dikhane ke liye ye kar rahi ho par ab tumhare in magarmacch ke aasuo aur is kutilta me main nahi fasne wala kyuki mere sath mere dost hai jo samay aane par mujhe bhale hi marenge par sahi raste pe le aayenge, tum ahankari aur dhurt ho isiliye akeli ho, to ab ye tumhari jhuti bhavna, aasu aur chalbazi ka potla uthao aur niklo idhar se aur ab jindagi pe apni shakal mat dikhana

Komal aur avinash ab shant ho gaye the kyuki aniket ke shravni ki sari chalbazi khuli kar di thi aura b uske paas dusra koi rasta nahi tha to wo jor se rone lagi aur itna der jo avinash apna gussa roke huye tha wo bola

Avinash-o rudali, suna nahi kya? Apna potla uthao aur ye jo rona dhona hai wo dusri taraf jake karne ka idhar hamare saamne nahi, aur abhi aniket tha isiliye usne pyaar se samjhaya ab agar dobara aayi to main apne tarike se samjhaunga aur wo kuch tumhe jamega nahi ab nikal pareshan ho gaye tere chakker me.. (gazab londe, avi-tu fir aa gaya, ja na jake aage ka likh na, “bsdk jyada bolega to role kaat dunga tera yahi heart attack se mar jayega, avi-karke dikha :roll: “writer ki koi ijjat hi nahi hai lawda :cry: khair aage badhte hai)

Baad me avinash apni jagah se utha aur usne aniket ko gale laga liya

Avinash-gajab londe dil khush kar diya aaj tune, agar koi puche ki jindagi ke kaunsa acha kaam kiya hai to pehle ye batane ka

Aniket-ab ek mahan sant ke tekdi ke pravachan se sikha hu main to

Avinash-aisa kya, kaun hai re wo sant? Mereko ko bhi mila na :shy:

Aniket-do beer ander jaye bagair nahi milte wo baba

Komal ko kuch samajh nahi aa raha tha

Komal-kiske bare me baat kar rahe ho tum log

Aniket-arey koi nahi hai ye tekdi ke avinand baba bas unhi ke bare me

Ab tekdi sunne ke baad komal ko sab dhyan me aa gaya

Komal-arey unke bare main to main bhi suna hai bahut bade chor.. matlab thor(thor mane mahan Marathi shabd hai avenger mat samajhna :redface: ) baba hai wo hame bhi unke pravachan ka labh mila hai

Teeno fir se din khol ke has rahe the aur din pankh laga ke ud rahe the, kahi na kahi shravni ke prakaran se aniket ko aghat pahucha tha par wo yash ke haal dekh raha tha kyuki uski lovestory ke bhi bara baje huye the isiliye ab aniket ne apne man ke darwaje band karke rakhe the

Kuch reham kar e jindagi, thoda sawarjane de

Tera agla jakhm bhi she lenge, par…pehle wala to bhar jane de..

Komal ne ab decide kar liya tha ke agar uska pyaar saccha hai to ek din aniket jarur samjhega aur avinash to mauke ke intajar me tha aur yash ki kahani use bhi pata thi jisse is waqt aniket ki mansik stithi ka pura andaja tha avinash ko isiliye usne bhi thoda rukne ka socha par masti shuru hi thi

Ek din college ko chutti thi to aniket ghar par hi tha, avi aur komal dono aniket ke ghar par pahuche kaushalya radio par gane sun rahi thi aur kuch kaam kar rahi thi

‘mujhe sajan ke ghar jana hai, mujhe sajan ke ghar jana hai’

In dono ko dekhte hi kaushalyat thode gusse boli

Kaushalya-aao aao aao, avi kaha rehta hai tu aajkal? Aur komal kaku ki yaad nahi aati kya? Ya sirf ani se mil liye ho gaya

Tab komal boli

Komal-waisa nahi hai kaku aapki yaad to hamesha aati hai

Avinash-hao aura apse jyada aapke hath ke khane ki, kuch hai kya bahut bhuk lagi hai

Kaushalya-hmm, laga hi tha bhukkad aisa hi bolega, ja jake fridge me dek bahut kuch hai ye ani to kuch khata hi nahi

Avinash kitchen me ghusa aur hath me laddu ka box lekar baahar aaya, use dekhte hi komal laddu lene ke liye jhapti par avi ne box piche chipa liya par komal ne uske paas se laddu le hi liya aur kha bhi liya, ab inka awaj sunke aniket bhi apne room se baahar aaya aur usne in dono ko laddu khate dekha aur avinash se bola

Aniket-oye bhukkad logo mera ghar kya college ki canteen hai kya

Kaushalya-ani khane de na baccho ko tu to kuch khata nahi

Ab jab kaku ne uski side le li thi to avi ne daat nikal diye, isdar komal man laga ke radio par ka gana sun rahi thi, idhar kaku ne avi ki side li thi to aniket ke avinash ke hath se laddu ka box chhin liya aur khane laga, inki masti aise hi chalu thi to kaushalya boli

Kaushalya-tum log tumhara chalne do main jara mandir hoke aati hu

Itna bol ke wo mandir ke liye nikal gayi

Kuch adhe ghante baad avinash hasa to komal ne usse pucha

Komal-avi kya hua hasne jaisa?

Jispar avinash ne kaha

Avinash-kya, main kabi hasa

Fir aniket hasa aur fir komal aur fir sare ekdum hasne laga (paagal hai sabke sab ab kya bolu main :sigh: ) itne me radio pe awaj aaya bam bam bhole, wo aniket ne sun liya aur fior aniket shuru ho gaya aur khade hoke bolne laga

Aniket-bam bam bhole, bam bam bhole bam bam bole

Idhar komal shuru ho gayi

Komal-mujhe sajan ke ghar jana hai, mujhe sajan ke ghar jana hai

Udhar avinash badbada raha tha

Avinash-bhuk lagi bhuk lagi, khane ku deo re.. bhuk lagi bhuk lagi

Ek ghanta beeta aur jab kaushalya mandir se ghar lauti to jo scene unhone dekha unhone apna matha pit liya unhe samajh nahi aa raha tha ke ghar me ye sab kya tufan macha hua tha wo jor se chillayi

Kaushalya-arey ye sab kya chal raha hai!!!

Kaushalya ka awaj sun kar aniket aur komal ek pal ke liye shant huye par fir wapis shuru ho gaye

Bam bam bhole bam bam bhole

Kaushalya sabse pehle komal ke paas gayi aur usse pucha

Kaushalya-komal bacche kya hua? Tum log aise kyu kar rahe ho?

Par komal to apni hi masti me thi

Komal-mujhe sajan ke ghar jana hai

Kaushalya(komal ko samjhate huye)- ha chale jana sajan ke ghar par pehle bata ye kya chal raha hai

Kaushalya ki baat sun kar komal muskurayi aur apni odhni ko sar par ghunghat jaisa lete huye boli

Komal-main o sajan ke ghar hi hu sasu ji pranam

Aur fir wapis shuru ho gayi,

Komal-mujhe sajan ke ghar jana hai

Idhar aniket pure ghar me naachte huye fir raha tha aur bam bam bhole to suru hi tha, ab kaushalya pareshan ho gayi

Kaushalya-arey tum dono yaha ho to wo teesra bander kaha hai avi kaha hai

Itne me kitchen me kuch girne ka awaj aaya to kaushalya bhagte huye kitchen me pahuchi aur waha ka scene dekhte hi boli

Kaushalya-hey prabhu! Avi nalayak ye kya kiya tune

Avinash ne kitchen me ghuskar bani huyi sari rotiya khatam kar di thi aur sath me chawal aur daal ka bhi khatjma kar diya tha aura b pattha farsan ke dabbe se farsan kha raha tha.. in teeno ko harkate aur ghar ki halat dekh ke kaushalya ko bas chakkar aana baki the, unhe kuch samajh nahi aa raha tha aur unhone akhir me narayanrao ko phone lagaya

Kaushalya-aho, jaldi ghar aao ye ani avinash aur komal ko kuch ho gaya hai, paagal jaisa kar rahe hai

Narayanrao-kaushalya shant ho pehle aur ache4 se batao kya hua hai

Kaushalya-phone pe batane ka samay nahi hai aap jaldi ghar aao in teeno ne pura ghar sar pe utha liya hai

Kaushalya ki baat sunkar Narayan ek naukar ko sath leke bhagte huye ghar pahuche aur jab unhone ye sab bate apni aankho se dekhi tab sari baat unke dhyan me aa gayi aur wo hasne lage aur unko aise hasta dekh ke kaushalya ka gussa aur bhadak gaya

Kaushalya-has kya rahe ho aap pehle inko hospital leke chalo

Jispar narayanrao bole

Narayanrao-uski koi jarurat naih hai pehle batao inhone fridge par rakhe huye laddu khaye hai kya?

Kaushalya-kya aap bhi laddu khane se aisa hota hai kya?

Narayanrao-kaushalya aaj kya hai?

Kaushalya-mahashivratri!

Ab kaushalya ke dhyan ke sari baat aayi aur wo sar ko hath lagate boli

Kaushalya-arey bhagwan matlab un ladduo me bhang mili huyi thi, ab kya kare? Aap bhi na aisi chize ghar me rakhte hai kya?

Narayanrao-arey apne gada electronics wale jethabhai hai na unhone diye the, mujhe kya pata tha ye kha lenge

Kaushalya-baad me baat karenge pehle inko theek karo

Narayanrao-chinta mat karo main hu na

Fir narayanrao ne apne sath laye naukar ko awaj di aur use bagiche se amrud ke ped ke patte td lane ke liye kaha aur wo jaldi jake wo patte tod ke le aaya, tab tak ghar me bam bam bhole ka hungama shuru tha

Sabse pehle narayanrao ne char patte apne hath me liye aur bholenath ma Prasad hai kha le aisa bolke aniket ko khila diye idhar komal ka shuru tha

Komal-mujhe sajan ke ghar jana hai

Narayanrao-komal sajan ke ghar jana hai na to ye lo ye khao pehle

Avinash-meko bhi khane ku deo re

Narayanrao-le ye le ye kha le

Narayanrao ne badi calaki se sabko amrud ke ped ke patte khila diye the aur kuch ekad ghante me teeno thode thode hosh me aaye par kisi ne unse kuch nahi kaha bas narayanrao aur kaushalya ek dusre ki taraf dekh ke muskura rahe the….
 
ragish7357

MaSooM ReAdeR
2,877
11,113
143

lo ji komal to pahuch gyi saajan k ghar
superbb update bro
 
mashish

BHARAT
8,032
25,905
203

funny update
 
Top