• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Ek Hateli Lovestory ;) (complete)

Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
36,049
47,977
304
Update 21

To aniket ne apne dil ki baat shravni ko bata di thi aur shravni ne bhi uska proposal accept kar liya tha, ab halanki ye pyaar tha ya sirf attraction ye dono me se koi nah jaanta tha aur abhi is baat se koi fark bhi nahi padta tha, dono filhaal kafi jyada khush the…

Agle din jab komal college pahuchi to aniket abhi college nahi aaya tha aur jab komal canteen me pahuchi to avinash pehle se hi waha maujood tha matlab jo hamesha time par aane wala banda tha wo aaj gayab tha aur late aane wala samay se pehle hi pahuch gaya tha… komal avinash ke paas jakar baith gayi

Komal-kya avi set aaj akele hi anya kidhhar hai?

Avinash-malum nahi, hoga shravni ke sath ya uske sath gaya hoga kahi..

Aaj avinash ka mood thoda off tha

Komal-kya hua avi aur aisi utri huyi shakal leke kyu baitha hai… bhains bhag gayi kya teri jo itni sadi shakal bana rakhi hai..?

Par avinash ne koi jawab nahi diya

Komal-kya hua avi tabiyat theek nahi hai kya, kuch to bol?

Avinash-kya bolu komal, meko khud samajh nahi aa raha hai ke main khush hu ya dukhi..

Komal-ab aisa kya ho gaya hai?

Avinash-tu jaanti hai komal aisa kya hua hai

Komal-bas samajh gayi main aura b is bare me kuch mat bolna, aura b ye sochna band karo

Avinash- itna easy hota hai kya apni soch ko rokna…

Avinash ki is baat ka jawab komal ke paas nahi tha..

Avinash-meko samajh nahi aa raha hai ke main kya karu… apne baal mitra ko uska pyaar mil gaya hai isiliye khush hou ya meri hi aankhon ke saamne mere dost ka pyaar usse dur ho raha hai aur isme na to main kuch kar sakta hu na bol sakta hu ye soch ke dukhi hou… kuch bhi kar lo ye khayal dimag se ja hi nahi rahe.. aur ye sab kam tha to tune usme mujhe kasme aur de di.. apan pehle jaise the sahi the yaar ye bematlab ka pyaar ka lafda mol le liya.. aura b main teko kaise samjhau ke wo gadhe anya ke liye tu hi sahi hai wo pujarin nahi suit hogi anya ko..wo do alag alag disha ke do tok hai aur ye baa two paagal anya ko kaise samajh nahi aa rahi..

Komal-avi arey mujhe bhi kaha ye sab pata tha.. kal pehli baar maine in bhavnao ko samjha hai.. agar mujhe pehle pata hota to main itna kuch karti hi nahi. Wo kehte hai na jo chiz hamare paas hai uski kimat ham tab tak nahi jaan sakte jab tak ho hamse dur nahi ho jati..mere sath bhi wahi hua hai… jab pyaar samajhna chahiye tha nahi samjha aur jab samjha tab der ho chuki thi… aur do alag alag swabhav ke log ek nahi ho sakte ye kaha likha hai…

Avinash-kammo tu khali ek baar bol teko anya chahiye, main tumhari Jodi banane ke liye jo nahi wo karunga…

Komal-murkho jaisi baat kar avi, pyaar adhikar ka nahi samarpan ka naam hai,pyaar me adhikar nahi jataya jata samarpan kiya jata hai, kaisa hai na, aajtak pyaar pe bare me bas kitabo me padha tha logo se suna tha par pyaar ko samajhne ke liye pyaar karna padta hai..

Avinash-aur pyaar karke kya fayda agar ham jisse pyaar karte hai use hi ye baat na bata paye

Komal-sacche pyaar ko shabdo ki jarurat nahi hoti, mujhe bhi kaha aniket ne kuch kaha hai fir bhi main wo bhavnaye samajh gayi na

Avinash-par anya to nahi samjha na, aur use na tu batayegi aur na mujhe batane de rahi hai, fir kya fayda hai aise pyaar ka.. aur suppose kal ko un dono ki shadi ho gayi fir? Fir tumhare pyaar ka kya?

Komal-wo to hai hi aur hamesha kayam rahega..

Avinash-apne samajh ke baahar hai ye concept

Komal-avi tujhe pata hai Krishna ne kisse shadi kit hi?

Avinash-ab uska yaha kya sambandh hai?

Komal-pyaar se to hai

Avinash-pata nahi maine ye sab itna padha nahi hai maybe radha…

Komal-nahi, Krishna ki shadi rukmani se huyi thi.. par radha wo kayam Krishna se prem karti rahi aur ye usi pyaar ki kimat hai ki aaj bhi ham Krishna ko radha ke sath pujte hai radhakrishna ke rup me..

Avinash-fir mujhe batao jab itna hi pyaar tha to Krishna ne radha se shadi kyu nahi ki?

Komal-uski ek bahut sunder kahani hai, suno, ek bar radha aur Krishna sath baithe the aur Krishna to swayam bhagwan the bolte huye Krishna bol gaye ki radha tum kahibhi jao tumhe kewal main hi milunga main hi dikhunga, is srishti me aisi koi jagah nahi hai jaha main nahi hu, Krishna ki baat sunkar radha ki aankho me asu aa gaye, Krishna ne pucha ki kya hua tab radha ne kaha ke hey Krishna! Ek aisi jagah hai jaha tum nahi ho, radha ki baat sunkar krishnako ashcharya hua, laga ki ye to kadapi shakya nahi hai, sab jagah to wo khud parmeshwar virajman hai fir aisi kaundi jagah hai jaha main nahi hu, Krishna soch me pad gaye..

Komal kahani suna rahi thi aur avi mantramugdha hokar sun raha tha aur fir jab komal ne pause liya tab avi ne utsukta se pucha

Avinash-fir radha ne kya kaha

Komal-krishna ne jab pucha ke aisi kaunsi jagah hai jaha main nahi hu to radha ne fiki muskan ke sath kaha ki hey Krishna, mera naseeb ye aisi ekmatra jagah hai jaha aap nahi ho…

Avinash-badhiya…

Aur bilkul radha ki taraf komal bhi fiki muskan ke sath boli

Komal-ise kehte hai prem, isiliye kabhi Krishna ke sath rukmini ka naam nahi liya jata radha ka liya jata hai…isiliye keh rahi hu in bato ko dimag se nikal de anya mere naseeb me nahi hai

Avinash-gazab kammo, kaha se sikha hai tune ye sab

Komal-main library aise hi kitabe nahi padhti.. tune kabhi padha hota to pata hota

Avinash-acha! Aisa hai kya..theek hai to fir tujhe kya lagta hai tu akelehi kitabe padhti hai hamto bewkuf hai… to dekh maine ye pauranik kathaye kabhi nahi padhi par jo padha hai uske hisab se main tere sawal ka jawab deta hu sun,

Komal-arey waah, khushi huyi jaan ke ki tum bhi padhte ho

Avinash-ek famous Marathi writer hai V.P kale (व.पू. काले) unki likhihuyi ek line hai, hamara jo prem hota hai na use kabhi bandh ke nahi rakhna chahiye, use free chhod do jise chahte ho apne dil ki baat keh do, agar tumhara pyaar saccha hai to wo tumhare paas jarur aayega aur jo na aaye to samajh lena ke wo tumhare prem ke layak hi nahi…

Komal-badhiya… to matlab agar anya na aaya to wohi layak nahi hai hai na

Kafi samay baad dono ke chehre pe muskan aayi thi

Komal-avi yaha na har insaan apne chehre pe mukhota leke chalta hai, asal chera kisi ko najar hi nahi aata, ab hamari hi baat le lo, hum dono ko kitabe padhna pasand hai par aaj tak hame ye baat pata nahi thi, tumhe dikhi wo asli komal aur bakiyo ko kammo to ab main is komal ko jara ghar chhod aati hu taki wo kisi ko dikhe na aur fir aayegi kammo aur aage ka aage dekhenge

Avinash- done…tere se koi nahi jeet sakta

Avinash komal kea age jath jodte huye bola aur komal ka chehra badal gaya aur wo wapis se apne purine andaj me aate huye boli

Komal-ek aur baat avya, dobara agar komal ko dekhne ki koshoish ki na to ye tera hath hai na ise tod ke dusre hath me pakda dungi samjha

Avinash-hao, samajh gaya kammo bhai, ab bahut paka diya hai tune cha lab mash cutting chai piya

Komal-teko pina hai tu bula main kyu pilau be, aur meko class me jana hai tu baith yaha chai pite huye aur ladkiya tadte huye main chalti hu..

Avinash ke sir pe tapli maarte huye komal nikal gayi aur avi uski or dekhte huye man me bola

Avinash-kya ladki hai yaar, bahut kuch sikha gayi aaya, bhagwan khayal rakhna iska…..
 
DARK WOLFKING

Supreme
15,532
31,887
244

lovely update ..avi ne sahi kaha ki aniket aur shravni 2 alag kinare hai ..
anya bindhast jo mann me aaye bolnewala ,aur shravni respect dekar baat karnewali ,,usko teko meko pasand nahi ..
aur aisi jodi ka aage jakar alag hona tay hi hai kyunki koi bhi apni bachpan ki aadat jaldi chhod nahi sakta ...kuch waqt sahi se baat kar sakta hai par har baar nahi .

komal ne bhi radha ka example deke apni baat kahi ,,aur avinash ne V. P . Kaale ki kitab ka example dekar apni baat samjhayi 🤩..

waise aaj pata chala ki dono padhte bhi hai 🤣🤣..

komal ki baat sahi hai ki pyar adhikar ka nahi samarpan ka naam hai 😍😍😍..
 
Lovingheart

Active Member
1,214
4,106
159
Ab se har bar mera ek gi naara hoga

We want Justic :protest:

Khair ab jakar mujhe Yash ka character ke bare mein kuch gyat hua hai Anya ke cousin ke bare mein ki uska role important kyu hai

Khair apni Kammo to katayi Meera aur Radha ka roop banri hai i lobe it😍😍😍 :love:
 
ashish_1982_in

Well-Known Member
5,573
18,877
188
Update 21

To aniket ne apne dil ki baat shravni ko bata di thi aur shravni ne bhi uska proposal accept kar liya tha, ab halanki ye pyaar tha ya sirf attraction ye dono me se koi nah jaanta tha aur abhi is baat se koi fark bhi nahi padta tha, dono filhaal kafi jyada khush the…

Agle din jab komal college pahuchi to aniket abhi college nahi aaya tha aur jab komal canteen me pahuchi to avinash pehle se hi waha maujood tha matlab jo hamesha time par aane wala banda tha wo aaj gayab tha aur late aane wala samay se pehle hi pahuch gaya tha… komal avinash ke paas jakar baith gayi

Komal-kya avi set aaj akele hi anya kidhhar hai?

Avinash-malum nahi, hoga shravni ke sath ya uske sath gaya hoga kahi..

Aaj avinash ka mood thoda off tha

Komal-kya hua avi aur aisi utri huyi shakal leke kyu baitha hai… bhains bhag gayi kya teri jo itni sadi shakal bana rakhi hai..?

Par avinash ne koi jawab nahi diya

Komal-kya hua avi tabiyat theek nahi hai kya, kuch to bol?

Avinash-kya bolu komal, meko khud samajh nahi aa raha hai ke main khush hu ya dukhi..

Komal-ab aisa kya ho gaya hai?

Avinash-tu jaanti hai komal aisa kya hua hai

Komal-bas samajh gayi main aura b is bare me kuch mat bolna, aura b ye sochna band karo

Avinash- itna easy hota hai kya apni soch ko rokna…

Avinash ki is baat ka jawab komal ke paas nahi tha..

Avinash-meko samajh nahi aa raha hai ke main kya karu… apne baal mitra ko uska pyaar mil gaya hai isiliye khush hou ya meri hi aankhon ke saamne mere dost ka pyaar usse dur ho raha hai aur isme na to main kuch kar sakta hu na bol sakta hu ye soch ke dukhi hou… kuch bhi kar lo ye khayal dimag se ja hi nahi rahe.. aur ye sab kam tha to tune usme mujhe kasme aur de di.. apan pehle jaise the sahi the yaar ye bematlab ka pyaar ka lafda mol le liya.. aura b main teko kaise samjhau ke wo gadhe anya ke liye tu hi sahi hai wo pujarin nahi suit hogi anya ko..wo do alag alag disha ke do tok hai aur ye baa two paagal anya ko kaise samajh nahi aa rahi..

Komal-avi arey mujhe bhi kaha ye sab pata tha.. kal pehli baar maine in bhavnao ko samjha hai.. agar mujhe pehle pata hota to main itna kuch karti hi nahi. Wo kehte hai na jo chiz hamare paas hai uski kimat ham tab tak nahi jaan sakte jab tak ho hamse dur nahi ho jati..mere sath bhi wahi hua hai… jab pyaar samajhna chahiye tha nahi samjha aur jab samjha tab der ho chuki thi… aur do alag alag swabhav ke log ek nahi ho sakte ye kaha likha hai…

Avinash-kammo tu khali ek baar bol teko anya chahiye, main tumhari Jodi banane ke liye jo nahi wo karunga…

Komal-murkho jaisi baat kar avi, pyaar adhikar ka nahi samarpan ka naam hai,pyaar me adhikar nahi jataya jata samarpan kiya jata hai, kaisa hai na, aajtak pyaar pe bare me bas kitabo me padha tha logo se suna tha par pyaar ko samajhne ke liye pyaar karna padta hai..

Avinash-aur pyaar karke kya fayda agar ham jisse pyaar karte hai use hi ye baat na bata paye

Komal-sacche pyaar ko shabdo ki jarurat nahi hoti, mujhe bhi kaha aniket ne kuch kaha hai fir bhi main wo bhavnaye samajh gayi na

Avinash-par anya to nahi samjha na, aur use na tu batayegi aur na mujhe batane de rahi hai, fir kya fayda hai aise pyaar ka.. aur suppose kal ko un dono ki shadi ho gayi fir? Fir tumhare pyaar ka kya?

Komal-wo to hai hi aur hamesha kayam rahega..

Avinash-apne samajh ke baahar hai ye concept

Komal-avi tujhe pata hai Krishna ne kisse shadi kit hi?

Avinash-ab uska yaha kya sambandh hai?

Komal-pyaar se to hai

Avinash-pata nahi maine ye sab itna padha nahi hai maybe radha…

Komal-nahi, Krishna ki shadi rukmani se huyi thi.. par radha wo kayam Krishna se prem karti rahi aur ye usi pyaar ki kimat hai ki aaj bhi ham Krishna ko radha ke sath pujte hai radhakrishna ke rup me..

Avinash-fir mujhe batao jab itna hi pyaar tha to Krishna ne radha se shadi kyu nahi ki?

Komal-uski ek bahut sunder kahani hai, suno, ek bar radha aur Krishna sath baithe the aur Krishna to swayam bhagwan the bolte huye Krishna bol gaye ki radha tum kahibhi jao tumhe kewal main hi milunga main hi dikhunga, is srishti me aisi koi jagah nahi hai jaha main nahi hu, Krishna ki baat sunkar radha ki aankho me asu aa gaye, Krishna ne pucha ki kya hua tab radha ne kaha ke hey Krishna! Ek aisi jagah hai jaha tum nahi ho, radha ki baat sunkar krishnako ashcharya hua, laga ki ye to kadapi shakya nahi hai, sab jagah to wo khud parmeshwar virajman hai fir aisi kaundi jagah hai jaha main nahi hu, Krishna soch me pad gaye..

Komal kahani suna rahi thi aur avi mantramugdha hokar sun raha tha aur fir jab komal ne pause liya tab avi ne utsukta se pucha

Avinash-fir radha ne kya kaha

Komal-krishna ne jab pucha ke aisi kaunsi jagah hai jaha main nahi hu to radha ne fiki muskan ke sath kaha ki hey Krishna, mera naseeb ye aisi ekmatra jagah hai jaha aap nahi ho…

Avinash-badhiya…

Aur bilkul radha ki taraf komal bhi fiki muskan ke sath boli

Komal-ise kehte hai prem, isiliye kabhi Krishna ke sath rukmini ka naam nahi liya jata radha ka liya jata hai…isiliye keh rahi hu in bato ko dimag se nikal de anya mere naseeb me nahi hai

Avinash-gazab kammo, kaha se sikha hai tune ye sab

Komal-main library aise hi kitabe nahi padhti.. tune kabhi padha hota to pata hota

Avinash-acha! Aisa hai kya..theek hai to fir tujhe kya lagta hai tu akelehi kitabe padhti hai hamto bewkuf hai… to dekh maine ye pauranik kathaye kabhi nahi padhi par jo padha hai uske hisab se main tere sawal ka jawab deta hu sun,

Komal-arey waah, khushi huyi jaan ke ki tum bhi padhte ho

Avinash-ek famous Marathi writer hai V.P kale (व.पू. काले) unki likhihuyi ek line hai, hamara jo prem hota hai na use kabhi bandh ke nahi rakhna chahiye, use free chhod do jise chahte ho apne dil ki baat keh do, agar tumhara pyaar saccha hai to wo tumhare paas jarur aayega aur jo na aaye to samajh lena ke wo tumhare prem ke layak hi nahi…

Komal-badhiya… to matlab agar anya na aaya to wohi layak nahi hai hai na

Kafi samay baad dono ke chehre pe muskan aayi thi

Komal-avi yaha na har insaan apne chehre pe mukhota leke chalta hai, asal chera kisi ko najar hi nahi aata, ab hamari hi baat le lo, hum dono ko kitabe padhna pasand hai par aaj tak hame ye baat pata nahi thi, tumhe dikhi wo asli komal aur bakiyo ko kammo to ab main is komal ko jara ghar chhod aati hu taki wo kisi ko dikhe na aur fir aayegi kammo aur aage ka aage dekhenge

Avinash- done…tere se koi nahi jeet sakta

Avinash komal kea age jath jodte huye bola aur komal ka chehra badal gaya aur wo wapis se apne purine andaj me aate huye boli

Komal-ek aur baat avya, dobara agar komal ko dekhne ki koshoish ki na to ye tera hath hai na ise tod ke dusre hath me pakda dungi samjha

Avinash-hao, samajh gaya kammo bhai, ab bahut paka diya hai tune cha lab mash cutting chai piya

Komal-teko pina hai tu bula main kyu pilau be, aur meko class me jana hai tu baith yaha chai pite huye aur ladkiya tadte huye main chalti hu..

Avinash ke sir pe tapli maarte huye komal nikal gayi aur avi uski or dekhte huye man me bola

Avinash-kya ladki hai yaar, bahut kuch sikha gayi aaya, bhagwan khayal rakhna iska…..
fantastic update bhai
 
mashish

BHARAT
8,032
25,905
203

awesome update
 
Top