• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Ek Hateli Lovestory ;) (complete)

Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
36,048
47,959
304
Update 3



To, pichle update me hamne padha tha ke kaise apne nautanki baj hero, Aniket ne jaise jaise karke apni maa ke diye challenge ko pura kar liya tha yani wo 10th ke exams paas kar chuka tha aur ab bari thi college me padarpan karne ki, ek nayi duniya dekhne ki ek nayi duniyadari samajhne ki

College jane ke khayal se hi aniket ekdum khush ho gaya tha, itna ke khushi me mare raat bhar use neend hi nahi aayi aur bhaisab subah subah mast naye kapde perfume wagaire lagake badhiya tayar hoke room ke baahar nikle

Baahar narayanrao nashta karte huye baithe the aur itni subah aniket ko is tarah tayar dekh kar unhe fullon ashcharya hua, matlab unke liye to anket ka is tarah subah tayar hona koi chamatkar hi tha, kaushalya kitchen me thi unhone wahi se use awaj lagaya

Narayanrao-arey kaushalya jara khudki se baahar dekhna to suraj kaunsi disha se nikla hai aaj, arey bhai hamare kuldipak aaj is samay pure ready hokar aaye hai, inki jara najar utaro bhai ye drishya roj roj nahi dekhne milenge (fir wo haste huye aniket ki taraf mudkar bole) ha tohamare kul ke chirag aaj subah subah kiski vaat lagane nikle ho

Aniket ke pehle nashta liya aur fir table par baithte huye narayanrao se nola

Aniket-papa, aaj ek baat puri imandari se sach sach batana, main sach me aapka beta hu ya main aaplogo ko mandir ki seedhiyo par mila tha

Aniket ka sawal usi ki tarah tha vichitra, par Narayanrao ko uske aise ajibogarib sawalo aur bato ki adat thi isiliye wo react na karte huye bole

Narayanrao- ab kya kare beta, ye aisa namuna hamare hi naseeb me tha, yakin na ho to hospital ke bills dikha du?

Bas an aniket ki nautanki shuru

Aniket-arey waah ab tak sambhal ke rakhe hai, aap thoda ruko papa, ek baar main kamane lag gaya na to aapki ye sari udhari chukka dunga, par ye bate chhodi aur ye batao ki aapko apne bacche ki koi chunta hai ya nahi, uski padhayi ki koi chinta?

Narayanrao(muskurate huye)- bas samajh gaya main tum kya kehna chahte ho, college kaise jaoge wo batao?

Aniket-kaise matlab, wo hai na aapki khatara..

Narayan-badhiya, bindast leke jao wo gadi mujhe waise bhi ab uski koi jarurat nahi hai

Aniket-hawww, fir aap ka is umra me paidal ghumoge, are aapki ye budhi haddiya is umra me itna kaam nahi sahengi tut jayengi, aapki khatara rehdo mere paas hai meri rampyari uspe chale jaunga main

(Rampyari ye aniket ke cycle ka naam hai)

Narayanrao-nahi nahi koi jarurat nahi maine waise bhi nayi gadi le li hai

Aniket-kya baat kar rahe ho? nayi gadi? Kab li?

Narayanrao-abi kal hi kharidi hai

Aniket-papa aako sharam nahi aayegi, aniket rane jisa handsome cool naujawan aapk khatara pe college jayega aur aap nayi gadi chalaoge, arey log kya kahenge wo dekho itna handsome ladka khatara pe ja raha hai aur uska bapu nayi gadi leke ghum raha hai

Narayanrao-ho gaya, kar li nautanki ye lo ab chabi pakdo apni gadi ki

Narayanrao ne apni jeb se nayi gadi ki chabi nikal ke aniket ke hatho me di aniket ne chabi li aur baahar jakar dekha to uske liye ek nayi splendor khadi thi (dekho waise to yaha moment bullet wala banta tha aur narayanrao bullet aasani se le bhi lete par kya hai na vyapari aadmi hai aur apni santan se bhali bhati parichit bhi to unhone bullet lene ka risk hi nahi liya :D par apna hero isme bhi khush hai)

Gadi dekhte hi aniket ekdum khush ho gaya aur wapis ander aate huye bola

Aniket-you are great bapu, ye bhi theek hai par aapko meri padhayi ki chinta hai ya nahi?

Narayanrao- anya apne baap ko mat sikha. Tujhe to ye bhi nahi pata hga ki main CKMB college ka ek director hu

Narayanrao ki baat sun kar aniket ko ashcharya hua

Aniket-bapu sach me kya? Par ek batao tum jaise aadmi ko director kisne banaya

Narayanrao-nalayak ek laat marunga na yahi to kamar tut jayegi aise baat karte hai kya apne pita se, aur main apne time me 12th tak padha hu samjha wo to baadme tere dadaji ne mujhe kahi jane nahi diya aur us college ki jamin tere dadaji ne us trust ko di thi isiliye tu wahi admission lega, maine kal hi waha ke principal se baat kar li hai

Aniket-arey gazab! Par bapu ek aur kaam tha

Narayanrao-malum hai, jaha tu jayega teri puch bhi jayegi, avi ke bare me bhi baat kar li hai, jao ab lagao vaat college ki

Aniket-bapu, I love you, aaj to aapko chumne ka man kar raha hai

Narayanrao- aye hatt! Wo adhikar teri maa ke alawa kisi ka nahi hai

Par aniket to anket hai to rukega thode hi usne apne bapu ko gale laga liya aur dono galo pe chum bhi liya

Narayanrao- aye kaushalya, ye tumhara nalayak beta tumhari property ke kabja karna chahta hai

Ab iske aage koi kuch bolta uske pehle hi aniket waha se nikal gaya aur narayanrao aasman ki taraf dekhte huye bole

Narayanrao-hey bhagwan kya hoga is ladke ka

Aniket apni shart jeet gaya tha aur uske badle me mili huyi nayi gadi leke aniket sidha avinash ke paas aaya, avinash uska tab se dost thajab dono ko chaddi pehanna bhi nahi aata tha, ghar ki haalat ekdum garib usme bhi uske pita bachpan me hi gujar gaye the, avi ko uski maa ne hi paal ke bada kiya tha, avi aniket pe jaan chidakta tha aur aniket ne bhi kabhi use bhai se kam nahi mana tha, dono me ladaiya bhi khub hoti thi par dono hi ekdusre ke bagair nahi reh sakte the, is waqt avinash apne ghar ke aangan me pair pasar ke baitha hua tha

Aniket-avya halkat ab tak tayar kyu nahi hua chal apne ko CKMB college jana hai admission lene

Par avinash ke kuch jyada utsah nahi dikhaya

Avinash-nahi yaar CKMB college nahi jhepega meko

Aniket-dekh dera baap upper jane ke pehle paise deke gaya tha meko, ab natak band kar aur chal

Avinash-nahi bhai samajh

Aniket-chal udhar deta hu aisa samajh, aur tu chinta mat kar ha main ek ek paisa wasool karunga aur agar jyada hi jarurat huyi to meri shadi me khana parosne ke liye rakh lunga teko, ab ye Ayesha jhulka jaisa muh band kar aur mast bacchan jaisa tayar ho aur chal, nahi to gand pe laat padegi yaad rakhiyo

Aniket ki baat sun kar avinash uske gale lag gaya

Aniket-abe kya subah subah sasural simar ka dekh ke aaya hai kya? Chal natak band kar aur tayar ho

Avinash 10 minute me tayar hokar baahar aaya aur use dekhte hi aniket ki hasi chhut gayi

Aniket-maine bacchan bola tha tu to johnny lever ban ke aa gaya, :lol1: chal baith gadi pe

Dono dost college pahuche to waha admission ke liye lambi line lagi huyi thi

Avinash-anya abe kitni lambi line hai, apne ko milega na admission?

Aniket-avya apne baap ka college hai apne ko admission nahi mila to college hi band kar denge BC, tu tension mat le re bindass chal

Avinash-kaha?

Aniket-arey bapu ne principal se baat kar li hai, unko malum hai ham aane wale hai

Dono bagair admission ki line me lage aage jane lage, aniket aage ja hi raha tha ke koi unke beech ke rakte me khada tha, aniket ne use kandhe se pakad ke side hataya aur chalet huye bola

Aniket-aye chal na baju hat

Wo aage badha hi tha ke piche se ek awaj aaya

“ouch! Aye andhe ho kya, aankhen fut gayi hai kya?”

Awaj sunte hi aniket ruk gaya, avinash ne bhi wo awaj sun liya tha, dono ne piche palatkar dekha to pehle to unki aankhen ashcharya se badi ho gayi fir dono ne ekdusre ki taraf dekha aur jor jor se hasne lage…….




To Be Continued……
 
Last edited:

DARK WOLFKING

Supreme
15,532
31,887
244
majedar update ...to pass ho gaya isliye nayi gadi mili aniket ko 🤩..
narayanrao trustee hai us college ke isliye aniket aur avinash ko koi tension nahi hai admission ki ..
waise dono langotiya yaar hai aur dono me bhaiyo jaisa pyar hai isliye haisiyat naa hote huye bhi avinash ke liye aniket sab kuch karta hai 😍😍😍..
avinash to tension me tha admission ko leke par ab uski problem solve ho gayi .

aur ye jarur koi ladki hai jisne ladko jaise kapde pehne honge aur aniket ladka samjhkar usko baaju me karke aage badha hoga 🤣🤣.
 

mashish

BHARAT
8,032
25,905
203
Update 3



To, pichle update me hamne padha tha ke kaise apne nautanki baj hero, Aniket ne jaise jaise karke apni maa ke diye challenge ko pura kar liya tha yani wo 10th ke exams paas kar chuka tha aur ab bari thi college me padarpan karne ki, ek nayi duniya dekhne ki ek nayi duniyadari samajhne ki

College jane ke khayal se hi aniket ekdum khush ho gaya tha, itna ke khushi me mare raat bhar use neend hi nahi aayi aur bhaisab subah subah mast naye kapde perfume wagaire lagake badhiya tayar hoke room ke baahar nikle

Baahar narayanrao nashta karte huye baithe the aur itni subah aniket ko is tarah tayar dekh kar unhe fullon ashcharya hua, matlab unke liye to anket ka is tarah subah tayar hona koi chamatkar hi tha, kaushalya kitchen me thi unhone wahi se use awaj lagaya

Narayanrao-arey kaushalya jara khudki se baahar dekhna to suraj kaunsi disha se nikla hai aaj, arey bhai hamare kuldipak aaj is samay pure ready hokar aaye hai, inki jara najar utaro bhai ye drishya roj roj nahi dekhne milenge (fir wo haste huye aniket ki taraf mudkar bole) ha tohamare kul ke chirag aaj subah subah kiski vaat lagane nikle ho

Aniket ke pehle nashta liya aur fir table par baithte huye narayanrao se nola

Aniket-papa, aaj ek baat puri imandari se sach sach batana, main sach me aapka beta hu ya main aaplogo ko mandir ki seedhiyo par mila tha

Aniket ka sawal usi ki tarah tha vichitra, par Narayanrao ko uske aise ajibogarib sawalo aur bato ki adat thi isiliye wo react na karte huye bole

Narayanrao- ab kya kare beta, ye aisa namuna hamare hi naseeb me tha, yakin na ho to hospital ke bills dikha du?

Bas an aniket ki nautanki shuru

Aniket-arey waah ab tak sambhal ke rakhe hai, aap thoda ruko papa, ek baar main kamane lag gaya na to aapki ye sari udhari chukka dunga, par ye bate chhodi aur ye batao ki aapko apne bacche ki koi chunta hai ya nahi, uski padhayi ki koi chinta?

Narayanrao(muskurate huye)- bas samajh gaya main tum kya kehna chahte ho, college kaise jaoge wo batao?

Aniket-kaise matlab, wo hai na aapki khatara..

Narayan-badhiya, bindast leke jao wo gadi mujhe waise bhi ab uski koi jarurat nahi hai

Aniket-hawww, fir aap ka is umra me paidal ghumoge, are aapki ye budhi haddiya is umra me itna kaam nahi sahengi tut jayengi, aapki khatara rehdo mere paas hai meri rampyari uspe chale jaunga main

(Rampyari ye aniket ke cycle ka naam hai)

Narayanrao-nahi nahi koi jarurat nahi maine waise bhi nayi gadi le li hai

Aniket-kya baat kar rahe ho? nayi gadi? Kab li?

Narayanrao-abi kal hi kharidi hai

Aniket-papa aako sharam nahi aayegi, aniket rane jisa handsome cool naujawan aapk khatara pe college jayega aur aap nayi gadi chalaoge, arey log kya kahenge wo dekho itna handsome ladka khatara pe ja raha hai aur uska bapu nayi gadi leke ghum raha hai

Narayanrao-ho gaya, kar li nautanki ye lo ab chabi pakdo apni gadi ki

Narayanrao ne apni jeb se nayi gadi ki chabi nikal ke aniket ke hatho me di aniket ne chabi li aur baahar jakar dekha to uske liye ek nayi splendor khadi thi (dekho waise to yaha moment bullet wala banta tha aur narayanrao bullet aasani se le bhi lete par kya hai na vyapari aadmi hai aur apni santan se bhali bhati parichit bhi to unhone bullet lene ka risk hi nahi liya :D par apna hero isme bhi khush hai)

Gadi dekhte hi aniket ekdum khush ho gaya aur wapis ander aate huye bola

Aniket-you are great bapu, ye bhi theek hai par aapko meri padhayi ki chinta hai ya nahi?

Narayanrao- anya apne baap ko mat sikha. Tujhe to ye bhi nahi pata hga ki main CMKB college ka ek director hu

Narayanrao ki baat sun kar aniket ko ashcharya hua

Aniket-bapu sach me kya? Par ek batao tum jaise aadmi ko director kisne banaya

Narayanrao-nalayak ek laat marunga na yahi to kamar tut jayegi aise baat karte hai kya apne pita se, aur main apne time me 12th tak padha hu samjha wo to baadme tere dadaji ne mujhe kahi jane nahi diya aur us college ki jamin tere dadaji ne us trust ko di thi isiliye tu wahi admission lega, maine kal hi waha ke principal se baat kar li hai

Aniket-arey gazab! Par bapu ek aur kaam tha

Narayanrao-malum hai, jaha tu jayega teri puch bhi jayegi, avi ke bare me bhi baat kar li hai, jao ab lagao vaat college ki

Aniket-bapu, I love you, aaj to aapko chumne ka man kar raha hai

Narayanrao- aye hatt! Wo adhikar teri maa ke alawa kisi ka nahi hai

Par aniket to anket hai to rukega thode hi usne apne bapu ko gale laga liya aur dono galo pe chum bhi liya

Narayanrao- aye kaushalya, ye tumhara nalayak beta tumhari property ke kabja karna chahta hai

Ab iske aage koi kuch bolta uske pehle hi aniket waha se nikal gaya aur narayanrao aasman ki taraf dekhte huye bole

Narayanrao-hey bhagwan kya hoga is ladke ka

Aniket apni shart jeet gaya tha aur uske badle me mili huyi nayi gadi leke aniket sidha avinash ke paas aaya, avinash uska tab se dost thajab dono ko chaddi pehanna bhi nahi aata tha, ghar ki haalat ekdum garib usme bhi uske pita bachpan me hi gujar gaye the, avi ko uski maa ne hi paal ke bada kiya tha, avi aniket pe jaan chidakta tha aur aniket ne bhi kabhi use bhai se kam nahi mana tha, dono me ladaiya bhi khub hoti thi par dono hi ekdusre ke bagair nahi reh sakte the, is waqt avinash apne ghar ke aangan me pair pasar ke baitha hua tha

Aniket-avya halkat ab tak tayar kyu nahi hua chal apne ko CKMB college jana hai admission lene

Par avinash ke kuch jyada utsah nahi dikhaya

Avinash-nahi yaar CKMB college nahi jhepega meko

Aniket-dekh dera baap upper jane ke pehle paise deke gaya tha meko, ab natak band kar aur chal

Avinash-nahi bhai samajh

Aniket-chal udhar deta hu aisa samajh, aur tu chinta mat kar ha main ek ek paisa wasool karunga aur agar jyada hi jarurat huyi to meri shadi me khana parosne ke liye rakh lunga teko, ab ye Ayesha jhulka jaisa muh band kar aur mast bacchan jaisa tayar ho aur chal, nahi to gand pe laat padegi yaad rakhiyo

Aniket ki baat sun kar avinash uske gale lag gaya

Aniket-abe kya subah subah sasural simar ka dekh ke aaya hai kya? Chal natak band kar aur tayar ho

Avinash 10 minute me tayar hokar baahar aaya aur use dekhte hi aniket ki hasi chhut gayi

Aniket-maine bacchan bola tha tu to johnny lever ban ke aa gaya, :lol1: chal baith gadi pe

Dono dost college pahuche to waha admission ke liye lambi line lagi huyi thi

Avinash-anya abe kitni lambi line hai, apne ko milega na admission?

Aniket-avya apne baap ka college hai apne ko admission nahi mila to college hi band kar denge BC, tu tension mat le re bindass chal

Avinash-kaha?

Aniket-arey bapu ne principal se baat kar li hai, unko malum hai ham aane wale hai

Dono bagair admission ki line me lage aage jane lage, aniket aage ja hi raha tha ke koi unke beech ke rakte me khada tha, aniket ne use kandhe se pakad ke side hataya aur chalet huye bola

Aniket-aye chal na baju hat

Wo aage badha hi tha ke piche se ek awaj aaya

“ouch! Aye andhe ho kya, aankhen fut gayi hai kya?”

Awaj sunte hi aniket ruk gaya, avinash ne bhi wo awaj sun liya tha, dono ne piche palatkar dekha to pehle to unki aankhen ashcharya se badi ho gayi fir dono ne ekdusre ki taraf dekha aur jor jor se hasne lage…….




To Be Continued……
lovely update
 

ashish_1982_in

Well-Known Member
5,573
18,877
188
Namaskar! XF ke bhaiyo aur ladkiyo, kya haal chal hai sabke hope sab apne apne gharo me hai aur mauj kar rahe hai, kaam ke bagair baahar mat jaya karo be covid khatam nahi hua hai aur aap sab jaante hai meko aap sab ki kitni chinta hai aaplog ko kuch ho gaya to mera reader kam ho jayega yaar, waise majak ki baat nahi hai ye sab log khayal rakhna apna.

sala ye to mudda hi change ho gaya ekdum se, khair to mudda ye hai dosto ki aapka ye dost ek baar fir hajir hai aapki khidmat main ek nayi kahani ke sath, ye koi thriller ya fantasy nahi hai ye aap sab kahani ke prefix se samajh hi jaye honge, utne to aap samajhdaar hai hi :D, wo kya hai na thriller aur fantasy likhkar ab bore ho gaya hu bas wohi khun kharaba isiliye kuch alag likhna hai ab to socha kyu na wahi se shuru kiya jaye jis prefix main apni pehli kahani likhi thi 'Romance' se.....

So here I am Presenting you a Romantic Comedy

Ek Hateli Lovestory 😉

ab ye likhne me main kitna safal hua ye aaplog apne comment main jaroor batana to milte hai kahani ke pehle update ke sath tab tak ke liye ciao :ciao:

Regards
Adirshi

:cheers:
congrats for new story
 

ashish_1982_in

Well-Known Member
5,573
18,877
188
Update 1



Aniket Narayanrao Rane, ek dildaar dilkhulas dilfek vyaktimatva, apne selmon bhoi ka dialogue hai na mere bare me jyada mat sochna main dil me aata hu samajh me nahi ha wo dialogue is bande pe puri tarah se fit baithta hai

Kya hai na apna hero jara ulti khopdi hai , matlab uske dimag me kab kya aa jaye wo kisko kya bol de kuch nahi keh sakte, ha par ek baat hai banda dil ka bada saaf hai munda dilda ni mada siddhu moosewala nai aniket rane

Aniket ko samajhna hai to uske janm se dekhna padega kyuki aksar aise namune jaldi samajh me nahi aate aur dimag se nahi dil se sochna dimag lagane lagoge to kuch palle nai padega maine khud itna jyada dimag nahi lagaya hai

Bujhe... To chalo fir chalte hai Aniket ke ghar uske janm se is kahani ki shuruwat karne



To once upon a time kisi ek gaon main Narayanrao Rane naam ke ek suprasiddh aur rahees vyapari rehte the , uperwale ka diya unke paas sabkuch tha daulat sohrat ijjat, aaju baju ke parisar me unke bas naam se hi kaam ho jaya karta tha, Narayanrao ko apne gaon se apni matrubhumi se bada prem tha isiliye wo apni patni ke sAth gaon me hi rehte the, unki ek badi dukan thi gaon me aur sath hi wo 80acre khet ke bhi malik the aur iske sath sath apne kshetra me unki raajneeti par bhi achi pakad thi, Narayanrao ko apni sari sampatti apne purvajo se mili thi aur unhone use apni mehnat se dugna kiya tha, unki patni kaushalya bhi ek samanjas stri thi, dono pati patni ka gaon me bahut maan samman tha, ghar me naukar chakar lage the uper se sab acha dikh raha tha par dono pati patni ke man me ek khalal thi, unki shaadi ko dus saal ho gaye the par abhi tak unke koi aulaad nahi huyi thi..

Waise dekha jaye to kaushalya ek dharmik mahila thi, riti rivaj, pooja archa wo sab kuch karti thi. Gaon me maruti ka ek jagrut mandir tha aur kaushalya ki unpar atut shraddha thi, wo roj mandir jati aur bhagwan se bas itna maangti ke uski kokh bhar de aur aakhir kaar bhagwan bhi kab tak apne bhakt ko taraste unhone kaushalya ki jholi bhar thi aur wo garbhvati huyi

Narayanrao aksar kaushalya ko maskhari me kehte ki

Narayanrao- kaushalya jara sambhal ke ha, maruti ko vardaan manga hai dekhna unhi ke jaisa hoga hamara baccha

Narayanrao ka bolna ek hisab se sahi bhi nikla, pet me hi us bacche se aisi dhoom machayi ke kaushalya hairan ho gayi

Maruti ke us vardan ne nau mahine bhi pet me raah nahi dekhi aur aathve mahine me hi baccha baahar,

Narayanrao aur kaushalya ko putraratna ki prapti huyi thi, shadi ke dus saal baad unke ghar me khushiyan aayi thi, unke harsh ka koi thikana hi nahi tha Narayanrao ne pure gain me mithaiyan batwayi wo ab baap jo ban gaye the

Narayanrao aur kaushalya ne bade prem se apne bacche ka naam aniket rakha, Aniket dikhne me bhi bada cute tha use dekhte hi koi bhi god me lele par ye baccha kisi ke paas nahi jata tha, Aniket ke kafi laadchav huye aur dekhte dekhte samay apni gati se chalta raha

Maruti ke vardaan se prapt huye is bacche ne ab apna pratap dikhana shuru kar diya tha, dekhte dekhte aniket school me pahucha aur waha to mano use ek naya vishwa mil gaya ho, ab ghar me udham machane wala aniket school me udham machane laga tha, pehle to wo ro ro ke school sar pe utha leta tha jisse teachers ko use chhodne ghar par aana padta tha, pehle jo masti aniket ghar me karta tha ab wo school me karne laga tha aur jaise jaise wo bada hota raha uski shararate bhi badhti rahi, kabhi kisi ladki ki chotiya bandh deta to kabhi kisi ke jute ki lace,

Ab aniket ki complaints ghar tak bhi aane lagi thi, aniket apni maa ka ladaka tha par Narayanrao kadak aadmi the fir kya tha jaise hi complaint aayi unhone aniket ko mast sut diya, aniket ek kone me baitha ro raha tha aur uski maa use samjhane ka prayas kar rahi thi

Kaushalya- anu bete rote nahi aise, tum bade ho gaye ho ab, ache bacche jaise rehna chahiye na...

Maa ki baat sunkar aniket ne sar uthakar uper ki taraf apni maa ko dekha aur kaushalya ko bhi samajhte der nahi lagi ke aniket maar ko bhulkar wapis se pehle wale mood me aa gaya hai

Aniket- maa main bada ho gaya hu?

Kaushalya- Ha to! Ab bade ho gaye ho tum..

Aniket-kitna bada?

Fir kaushalya ne use hath se ishara karke bataya

Kaushalya-itna bada!

Aniket- Maa main bada ho gaya hu to tum to fir buddhi huyi na...

Kaushalya ne jaise hi aniket ke muh se apne liye buddhi suna uske ek jordar mukka uski peeth pe jad diya

Kaushalya- nalayak apni maa ko buddhi bolta hai, ruk abhi batati hu tujhe

Par kaushalya jab tak jhadu lekar aniket ko maarti ye bhaisaab wo waha se bhag liye the

Kaushalya(upar bhagwan ki taraf dekhte huye)- hey bhagwan ek baccha manga tha ye to aapne bander de diya

Kaushalya ne jhadu rakha aur kitchen ki taraf jane lagi itne ne fir se aniket ka awaj aaya

Aniket- aye buddhi

Kaushalya wapis use pakadti tab tak to aniket waha se gayab ho gaya tha aur kaushalya bechari piche chillati rahi

Narayanrao ka dukan ghar se thodi hi dur tha to aniket bhagte huye waha pahuch gaya aur dukan me pahuchte hi uske dimag me ek nayi shararat ne janm le liya aur wo ekdum bhola chehra bana ke Narayanrao se bola

Aniket- papa wo maa ne ghar bulaya hai aapko wo koi buddhi aayi hai jaldi bulaya hai

Ab isse pehle hi Narayanrao usse kuch puchte ye bhaisab bhag liye dosto ke sath khelne aur Narayanrao ghar aaye aur aate hi unhone kaushalya ko awaj lagayi to kaushalya bhi kitchen se apne hath poochte huye bahar aayi

Narayanrao- kya hua hai kaun buddhi aayi hai?

Narayanrao ki baat sun kar kaushalya ne apna matha pit liya

Narayanrao- arey kya hua hai kaun aaya hai? Aniket bata raha tha

Kaushalya apne hath ki chudiya uper karti huyi boli

Kaushalya-aaj to aane do use ghar, aaj tumhare bete ki khair nahi, mujhe buddhi bolega, aaj to bas aane do use...


Ab tak Narayanrao ke samajh me pura ghatna kram aa chuka tha aur wo has rahe the jise dekh kar kaushalya aur bhi jyada chid gayi

Kaushalya- aapko hasne ko kya hua, aap kyu has rahe hai, jaisa baap waisa beta, aapko bhi samajh nahi hai usne kaha aur aap dukan chhod kar aa gaye

Narayanrao(haste huye)- kamaal hai na ye ladka bhi, subah itna maar khaya aur ab ye wapis se nayi shararat


Narayanrao ander aakar sofe par baith gaye aur kaushalya wapis se apne kaam me lag gayi....

Ghar me karib karib ghanta bhar kafi shanti thi kaushalya ne Narayanrao ke liye chai banayi aur Narayanrao chai pite huye bole

Narayanrao- subah use mara ti tha par mujhe hi acha nahi lag raha tha, ab wo is umra me shararat nahi karega to kab karega

Narayanrao ki baat sunkar kaushalya ne unki taraf aankhen badi karke dekha par wo apne hi khayalo me bole ja rahe the

Narayanrao-nalayak ek minute shanti se nahi rehta hai par wo na ho na to ye ghar bhi khane ko daudta hai

Kaushalya- ha ha kyu nahi apako kya hai bol ke aap to dukan nikal jate ho sardard to mera hota hai na

Narayanrao ne kaushalya ki baat ka koi jawab nahi diya ab wo bhi jaante the biwi thodi gusse me ho to usse ulajhna nahi chahiye wo haste huye wapis dukan ki or nikal gaye.......



To Be Continued........
very nice update
 

ragish7357

MaSooM ReAdeR
2,877
11,113
143
Update 2



Shaam ko jab hamare Aniket Rane apne dosto ke sath udham macha kar khel kud kar apne ghar laute to unka swagat unki pujya matashri kaushalyadevi ne jhadu se kiya bas fir kya tha bechare aniket ko apni dophar ki maskhari ki saja sham ko maar kha kar chukani padi

Kaushalya aur Narayanrao ke beech ek alikhit karar tha aur wo ye tha ke dono me se koi bhi agar aniket ko daatega ya marega to dusra aniket ko samjhayega aur isike chalet to subah jab narayanrao ne aniket ko mara tha to kaushalya use samjhane ki koshish kar rahi thi par apni ulti khopdi ne kaushalya ko hi gussa dila diya tha aura b uska parinam bhi jhel chukka tha….

Raat ko jan narayanrao dukan se ghar aaye to unhone paya ke unke jo suputra hai wo ek kone me chupchap gumsum baithe huye hai aur kisi soch me dube hai, narayanrao ko samajhte jara bhi der nahi lagi ke ghar me kya hua hoga fir bhi unhone aankh ke ishare se kaushalya ko pucha to unhone bhi apne hath se ishara karke bataya ki unke chiranjiv ke maar khaya hai isiliye chupchap hai ab chuki in dono pati patni ke beech wo alikhit karar tha to narayanrao aniket ke paas jakar baithe aur use samjhane lage

Narayanrao- anu beta tum aise kaam hi kyu karte ho ki tumhe maar mile? Kabhi to ache bacche jaise raha karo, ye sabko is tarah satana achi baat nahi hai bet, hame bhi tumhe daat ke ya maar ke koi khushi thodehi milti hai, tum ye tumhari shararate kab band karoge..

Narayanrao aniket ko samjhato rahe the par anket ka to unki bato ki taraf koi dhyan hi nahi tha, wo to is waqt apni hi soch me tha aur narayanrao bhi samajh gaye ki ise samjhane ka koi fayda hi nahi hai jarur iske dimag me koi kurafati vichar ghum raha hoga aur Narayanrao ka andaja ilkul sahi nikla, kuch samay baad aniket bola

Aniket-papa, ek baat puchu aapse?

Narayanrao-ab agar main mana karunga to puche bagair to rahoge nahi, puch hi lo, ab hamne hi tumhe paida kiya hai to tumhare sawalo ke jawab bhi to ham hi denge na..pucho!

Aniket-papa, aap kabhi hamare padosi desh me gaye the kya?

Narayanrao-ab ye kaisa sawal hai, ye aajkal ke bacche bhi TV dekh ke kuch jyada hi hoshiyar ho gaye hai

Aniket-batao na papa aap kabhi hamare padosi dekh gaye ho kya

Narayanrao-nahi, main kabhi is desh se baahar nahi gaya hu

Aniket(apni maa ki taraf hath se ishara karte huye)- to fir aap ye aatankwadi kaha se laye ho, jab dekho tab mujhe maarti rehti hai….

Aniket ki baat sunkar Narayan ko hase ya roye samajh me nah aa raha tha, hasi to kafi aa rahi thi unhe, aur ye acha hua ki aniket ki ye baat kaushalya ne nahi suni nahi to fir s ek baar aniket ki ache se dhulai ho jati

Aisa nahi tha ke aniket sabko sirf satata hi tha, uski ye sab shararate to bas upper upper se thi par wo apne mata pita se behad prem karta tha, bas fark itna tha ke wo use jata nahi pata tha ya use apna pyaar jatana acha nahi lagta tha, aniket bhele hi maskhari me apne maa baap ko kuch bhi bol le par agar koi dusra aisa bole to ye use bilkul sehan nahi hota tha

Aniket ka ek baalmitra tha, Avinash Thorat urf avya, to ek baar hua yuk e avinash ne ek baar majak majak me kaushalya ke bare me bol diya “dekh anya teri buddi aa gayi”

Bas fir kya tha aniket ne ek ghuma ke di avinash ke kaan ke niche aur daat piste huye bola

Aniket-avya harami, ek baat dhyan me rakhiyo, meri maa hai main majak me kuch bhi bolu par mere alawa koi aur bole ye mujhe bilkul sehan nahi hoga, samjha

Ab aniket ne avi ko gariya to diya tha par tha to wo bhi aniket ka hi baalmitra usne bhi ek bharpur mukka aniket ki pith me jad diya

Avi-to sidhe sidhe bol na bhadkhau maarta kyu hai….

Samay apni gati se daud raha tha aur dekhte hi dekhte hamare aniket rane ab dasvi kaksha me pahuch gaye, ab yaha tak pahuchne me aniket ne koi parakram nahi kiya tha, wo kya hai na sarkar ka niyam hai 8vi tak kisi bhi bacche ko fail nahi kia jata aur 9th me school wale waise fail nhi hone dete bas isiliye ye mahashay ab dasvi me the warna apna hero to kabhi 5th bhi paas nahi kar pata,

Dekho aisa nahi hai ke aniket ekdum hi murkh tha, uska swabhavhi aisa tha ke wo kisi chiz ko seriously nahi leta tha, bas haso hasao ye ekmatra kaam tha uska ha par uske majak se kisi ko thes na pahuche is baat ka wo dhyan rakhta tha,

Bhaisab ne pehli baar dasvi ki pariksha di thi aur aaj result ka din tha, aniket ki result dekhne hi himmat hi nahi ho rahi thi isiliye usne result dekhne avinash ko bheja aur khud ghar par ruk gayaaur avinash ko sakht hidayat thi ke sabke saamne result na bataye bas itna dhyan rakhe ke agar ek subject gaya to namaskar bolna hai, do subject gaye to ram ram air teen subject me fail huye to jai shri ram bolna hai, avinash puri baat ache se samajh gaya aur result dekhne chala gaya

Kaushalya ne dekha ki unka ye putraranta to ghar par hi hai, waise unhe aniket ke paas hone ki khas umeed bhi nahi thi unki to bas itni icha thi ke aniket apne pita ka kaam sambhale, narayanrao bhi dophar me khana khane ghar aaye huye the aur aniket avinash ki raah dekh raha tha itne me avinash ander aaya aur ek jordar jaikara lagaya

‘bola pundlik varde hari vitthal shri gyandev tukaram pandharinath maharaj ki jai’

Aniket ne apne sar ko hath laga liya, use samajh me aaya gaya tha ki wo har subject me fail ho gaya hai, fir kya dusri baar koshish ki teesri bar koshish ki par natija wahi, ab padhega to paas hoga na, ek din kaushalya chidh kar boli

Kaushalya-anu sharam nahi aati na tumhe, kitni baar fail hoge, bas karo tumhare bas ka nahi hai ye

Ab aniket ne apni ab tak ki jindagi me kabhi sharam laaj lajja ke bare me socha hi nahi tha jo use is baat ka fark padta, wo natki bhav me bola

Aniket-maa papa, mere guujano se mujhe sikhaya hai ki failure is first step to success apyash ye yash ki pehli payri hai

Narayanrao-ha wo sahi baat hai par tumne us ek payri ki seedhi bana di hai uska kya gadhe

Aniket-papa aap hi bolte ho na 10th education ka base hai to bas main apna base majboot kar raha hu ‘slow education pragati ka lakshan :cool:

Nayaranrao-nalayak agar tu ek aur baar fail hua na to apni dukan me majdur bana dunga tujhe

Aniket-sach batau papa main na aapki wajah se paas nahi ho raha

Narayanrao-arey waah! Aur wo kaise bête

Aniket-dekho maa papa, main agar paas hua to college jaunga, fir aage naukri ke liye jaunga kisi dusre gaon ya fir main desh ke baahar bhi ja sakta hu, tab aap dono Buddha buddhi ko kaun sambhalega

Aur jaise hi aniket ne buddhi bola kaushalya chidh gayi

Kaushalya-nalayak, halkat, khud se paas nahi hua jar aha hai aur ham dono ko dosh de raha hai tum niklo beta ham sambhal lenge khudko

Aniket-maa challenge mat karo ha

Kaushalya-kiya challenge agar tum hare to tum wo karoge jo ham kahe aur jeete to jo chaho wo milega

Aniket collor tight karte huye bola

Aniket-ab to tum bas dekho maa main kaise paas hota hu fir mast shadi karke tumhare liye bahu launga aur fir tum dono ko char dham yatra pe ravana karunga

Aniket itna bol ke ja hi raha tha ke kaushalya piche se chilayi

Kaushalya-aur agar fail hua to Himalaya pe jane ki tayari rakhna

Narayanrao-ab ye kyat ha, hamare eklaute bacche ko tum Himalaya ke bhejogi

Kaushalya-arey nahi ji main ache se jaanti hu ise ab aap dekhna ye kaise paas hoke dikhata hai

Narayanrao-to fir itne din kiski raah dekh rahi thi 2 saal barbad ho gaye

Kaushalya- har chiz ka sahi samay hota hai

Narayanrao-aur agar hua paas to? Chale char dham yatra pe

Kaushalya-aapko lagta hai wo aisa karega, wo mujhe mere bhai ke yaha nahi jane deta aur yatra pe bhejega, wo batana nahi hai par hamare bagair nahi reh sakta wo aur na ham uske bina

Har maa apne bacche ko barabar pehchanti hai, kaushalya ne aniket ki sahi nas dabayi aur banda ek jhatke main sabhi subjects me paas aur annket paas aur avinash bhi paas…


Jald hi aniket ab college me jane wala tha aur uski jindagi me kuch anokhe badlav kuch anokhe mod aane wale the iski use khabar hi nahi thi….
wah chaa gye guru
shandaar update bro
m to socha iss jnm m to hero pass hone se rha
but maa bhi maa h ek jhtke m pass krwa diya:)
 

Vk248517

I love Fantasy and Sci-fiction story.
5,706
17,759
189
Update 3



To, pichle update me hamne padha tha ke kaise apne nautanki baj hero, Aniket ne jaise jaise karke apni maa ke diye challenge ko pura kar liya tha yani wo 10th ke exams paas kar chuka tha aur ab bari thi college me padarpan karne ki, ek nayi duniya dekhne ki ek nayi duniyadari samajhne ki

College jane ke khayal se hi aniket ekdum khush ho gaya tha, itna ke khushi me mare raat bhar use neend hi nahi aayi aur bhaisab subah subah mast naye kapde perfume wagaire lagake badhiya tayar hoke room ke baahar nikle

Baahar narayanrao nashta karte huye baithe the aur itni subah aniket ko is tarah tayar dekh kar unhe fullon ashcharya hua, matlab unke liye to anket ka is tarah subah tayar hona koi chamatkar hi tha, kaushalya kitchen me thi unhone wahi se use awaj lagaya

Narayanrao-arey kaushalya jara khudki se baahar dekhna to suraj kaunsi disha se nikla hai aaj, arey bhai hamare kuldipak aaj is samay pure ready hokar aaye hai, inki jara najar utaro bhai ye drishya roj roj nahi dekhne milenge (fir wo haste huye aniket ki taraf mudkar bole) ha tohamare kul ke chirag aaj subah subah kiski vaat lagane nikle ho

Aniket ke pehle nashta liya aur fir table par baithte huye narayanrao se nola

Aniket-papa, aaj ek baat puri imandari se sach sach batana, main sach me aapka beta hu ya main aaplogo ko mandir ki seedhiyo par mila tha

Aniket ka sawal usi ki tarah tha vichitra, par Narayanrao ko uske aise ajibogarib sawalo aur bato ki adat thi isiliye wo react na karte huye bole

Narayanrao- ab kya kare beta, ye aisa namuna hamare hi naseeb me tha, yakin na ho to hospital ke bills dikha du?

Bas an aniket ki nautanki shuru

Aniket-arey waah ab tak sambhal ke rakhe hai, aap thoda ruko papa, ek baar main kamane lag gaya na to aapki ye sari udhari chukka dunga, par ye bate chhodi aur ye batao ki aapko apne bacche ki koi chunta hai ya nahi, uski padhayi ki koi chinta?

Narayanrao(muskurate huye)- bas samajh gaya main tum kya kehna chahte ho, college kaise jaoge wo batao?

Aniket-kaise matlab, wo hai na aapki khatara..

Narayan-badhiya, bindast leke jao wo gadi mujhe waise bhi ab uski koi jarurat nahi hai

Aniket-hawww, fir aap ka is umra me paidal ghumoge, are aapki ye budhi haddiya is umra me itna kaam nahi sahengi tut jayengi, aapki khatara rehdo mere paas hai meri rampyari uspe chale jaunga main

(Rampyari ye aniket ke cycle ka naam hai)

Narayanrao-nahi nahi koi jarurat nahi maine waise bhi nayi gadi le li hai

Aniket-kya baat kar rahe ho? nayi gadi? Kab li?

Narayanrao-abi kal hi kharidi hai

Aniket-papa aako sharam nahi aayegi, aniket rane jisa handsome cool naujawan aapk khatara pe college jayega aur aap nayi gadi chalaoge, arey log kya kahenge wo dekho itna handsome ladka khatara pe ja raha hai aur uska bapu nayi gadi leke ghum raha hai

Narayanrao-ho gaya, kar li nautanki ye lo ab chabi pakdo apni gadi ki

Narayanrao ne apni jeb se nayi gadi ki chabi nikal ke aniket ke hatho me di aniket ne chabi li aur baahar jakar dekha to uske liye ek nayi splendor khadi thi (dekho waise to yaha moment bullet wala banta tha aur narayanrao bullet aasani se le bhi lete par kya hai na vyapari aadmi hai aur apni santan se bhali bhati parichit bhi to unhone bullet lene ka risk hi nahi liya :D par apna hero isme bhi khush hai)

Gadi dekhte hi aniket ekdum khush ho gaya aur wapis ander aate huye bola

Aniket-you are great bapu, ye bhi theek hai par aapko meri padhayi ki chinta hai ya nahi?

Narayanrao- anya apne baap ko mat sikha. Tujhe to ye bhi nahi pata hga ki main CMKB college ka ek director hu

Narayanrao ki baat sun kar aniket ko ashcharya hua

Aniket-bapu sach me kya? Par ek batao tum jaise aadmi ko director kisne banaya

Narayanrao-nalayak ek laat marunga na yahi to kamar tut jayegi aise baat karte hai kya apne pita se, aur main apne time me 12th tak padha hu samjha wo to baadme tere dadaji ne mujhe kahi jane nahi diya aur us college ki jamin tere dadaji ne us trust ko di thi isiliye tu wahi admission lega, maine kal hi waha ke principal se baat kar li hai

Aniket-arey gazab! Par bapu ek aur kaam tha

Narayanrao-malum hai, jaha tu jayega teri puch bhi jayegi, avi ke bare me bhi baat kar li hai, jao ab lagao vaat college ki

Aniket-bapu, I love you, aaj to aapko chumne ka man kar raha hai

Narayanrao- aye hatt! Wo adhikar teri maa ke alawa kisi ka nahi hai

Par aniket to anket hai to rukega thode hi usne apne bapu ko gale laga liya aur dono galo pe chum bhi liya

Narayanrao- aye kaushalya, ye tumhara nalayak beta tumhari property ke kabja karna chahta hai

Ab iske aage koi kuch bolta uske pehle hi aniket waha se nikal gaya aur narayanrao aasman ki taraf dekhte huye bole

Narayanrao-hey bhagwan kya hoga is ladke ka

Aniket apni shart jeet gaya tha aur uske badle me mili huyi nayi gadi leke aniket sidha avinash ke paas aaya, avinash uska tab se dost thajab dono ko chaddi pehanna bhi nahi aata tha, ghar ki haalat ekdum garib usme bhi uske pita bachpan me hi gujar gaye the, avi ko uski maa ne hi paal ke bada kiya tha, avi aniket pe jaan chidakta tha aur aniket ne bhi kabhi use bhai se kam nahi mana tha, dono me ladaiya bhi khub hoti thi par dono hi ekdusre ke bagair nahi reh sakte the, is waqt avinash apne ghar ke aangan me pair pasar ke baitha hua tha

Aniket-avya halkat ab tak tayar kyu nahi hua chal apne ko CKMB college jana hai admission lene

Par avinash ke kuch jyada utsah nahi dikhaya

Avinash-nahi yaar CKMB college nahi jhepega meko

Aniket-dekh dera baap upper jane ke pehle paise deke gaya tha meko, ab natak band kar aur chal

Avinash-nahi bhai samajh

Aniket-chal udhar deta hu aisa samajh, aur tu chinta mat kar ha main ek ek paisa wasool karunga aur agar jyada hi jarurat huyi to meri shadi me khana parosne ke liye rakh lunga teko, ab ye Ayesha jhulka jaisa muh band kar aur mast bacchan jaisa tayar ho aur chal, nahi to gand pe laat padegi yaad rakhiyo

Aniket ki baat sun kar avinash uske gale lag gaya

Aniket-abe kya subah subah sasural simar ka dekh ke aaya hai kya? Chal natak band kar aur tayar ho

Avinash 10 minute me tayar hokar baahar aaya aur use dekhte hi aniket ki hasi chhut gayi

Aniket-maine bacchan bola tha tu to johnny lever ban ke aa gaya, :lol1: chal baith gadi pe

Dono dost college pahuche to waha admission ke liye lambi line lagi huyi thi

Avinash-anya abe kitni lambi line hai, apne ko milega na admission?

Aniket-avya apne baap ka college hai apne ko admission nahi mila to college hi band kar denge BC, tu tension mat le re bindass chal

Avinash-kaha?

Aniket-arey bapu ne principal se baat kar li hai, unko malum hai ham aane wale hai

Dono bagair admission ki line me lage aage jane lage, aniket aage ja hi raha tha ke koi unke beech ke rakte me khada tha, aniket ne use kandhe se pakad ke side hataya aur chalet huye bola

Aniket-aye chal na baju hat

Wo aage badha hi tha ke piche se ek awaj aaya

“ouch! Aye andhe ho kya, aankhen fut gayi hai kya?”

Awaj sunte hi aniket ruk gaya, avinash ne bhi wo awaj sun liya tha, dono ne piche palatkar dekha to pehle to unki aankhen ashcharya se badi ho gayi fir dono ne ekdusre ki taraf dekha aur jor jor se hasne lage…….




To Be Continued……
Nice updates bro
 

ashish_1982_in

Well-Known Member
5,573
18,877
188
Update 2



Shaam ko jab hamare Aniket Rane apne dosto ke sath udham macha kar khel kud kar apne ghar laute to unka swagat unki pujya matashri kaushalyadevi ne jhadu se kiya bas fir kya tha bechare aniket ko apni dophar ki maskhari ki saja sham ko maar kha kar chukani padi

Kaushalya aur Narayanrao ke beech ek alikhit karar tha aur wo ye tha ke dono me se koi bhi agar aniket ko daatega ya marega to dusra aniket ko samjhayega aur isike chalet to subah jab narayanrao ne aniket ko mara tha to kaushalya use samjhane ki koshish kar rahi thi par apni ulti khopdi ne kaushalya ko hi gussa dila diya tha aura b uska parinam bhi jhel chukka tha….

Raat ko jan narayanrao dukan se ghar aaye to unhone paya ke unke jo suputra hai wo ek kone me chupchap gumsum baithe huye hai aur kisi soch me dube hai, narayanrao ko samajhte jara bhi der nahi lagi ke ghar me kya hua hoga fir bhi unhone aankh ke ishare se kaushalya ko pucha to unhone bhi apne hath se ishara karke bataya ki unke chiranjiv ke maar khaya hai isiliye chupchap hai ab chuki in dono pati patni ke beech wo alikhit karar tha to narayanrao aniket ke paas jakar baithe aur use samjhane lage

Narayanrao- anu beta tum aise kaam hi kyu karte ho ki tumhe maar mile? Kabhi to ache bacche jaise raha karo, ye sabko is tarah satana achi baat nahi hai bet, hame bhi tumhe daat ke ya maar ke koi khushi thodehi milti hai, tum ye tumhari shararate kab band karoge..

Narayanrao aniket ko samjhato rahe the par anket ka to unki bato ki taraf koi dhyan hi nahi tha, wo to is waqt apni hi soch me tha aur narayanrao bhi samajh gaye ki ise samjhane ka koi fayda hi nahi hai jarur iske dimag me koi kurafati vichar ghum raha hoga aur Narayanrao ka andaja ilkul sahi nikla, kuch samay baad aniket bola

Aniket-papa, ek baat puchu aapse?

Narayanrao-ab agar main mana karunga to puche bagair to rahoge nahi, puch hi lo, ab hamne hi tumhe paida kiya hai to tumhare sawalo ke jawab bhi to ham hi denge na..pucho!

Aniket-papa, aap kabhi hamare padosi desh me gaye the kya?

Narayanrao-ab ye kaisa sawal hai, ye aajkal ke bacche bhi TV dekh ke kuch jyada hi hoshiyar ho gaye hai

Aniket-batao na papa aap kabhi hamare padosi dekh gaye ho kya

Narayanrao-nahi, main kabhi is desh se baahar nahi gaya hu

Aniket(apni maa ki taraf hath se ishara karte huye)- to fir aap ye aatankwadi kaha se laye ho, jab dekho tab mujhe maarti rehti hai….

Aniket ki baat sunkar Narayan ko hase ya roye samajh me nah aa raha tha, hasi to kafi aa rahi thi unhe, aur ye acha hua ki aniket ki ye baat kaushalya ne nahi suni nahi to fir s ek baar aniket ki ache se dhulai ho jati

Aisa nahi tha ke aniket sabko sirf satata hi tha, uski ye sab shararate to bas upper upper se thi par wo apne mata pita se behad prem karta tha, bas fark itna tha ke wo use jata nahi pata tha ya use apna pyaar jatana acha nahi lagta tha, aniket bhele hi maskhari me apne maa baap ko kuch bhi bol le par agar koi dusra aisa bole to ye use bilkul sehan nahi hota tha

Aniket ka ek baalmitra tha, Avinash Thorat urf avya, to ek baar hua yuk e avinash ne ek baar majak majak me kaushalya ke bare me bol diya “dekh anya teri buddi aa gayi”

Bas fir kya tha aniket ne ek ghuma ke di avinash ke kaan ke niche aur daat piste huye bola

Aniket-avya harami, ek baat dhyan me rakhiyo, meri maa hai main majak me kuch bhi bolu par mere alawa koi aur bole ye mujhe bilkul sehan nahi hoga, samjha

Ab aniket ne avi ko gariya to diya tha par tha to wo bhi aniket ka hi baalmitra usne bhi ek bharpur mukka aniket ki pith me jad diya

Avi-to sidhe sidhe bol na bhadkhau maarta kyu hai….

Samay apni gati se daud raha tha aur dekhte hi dekhte hamare aniket rane ab dasvi kaksha me pahuch gaye, ab yaha tak pahuchne me aniket ne koi parakram nahi kiya tha, wo kya hai na sarkar ka niyam hai 8vi tak kisi bhi bacche ko fail nahi kia jata aur 9th me school wale waise fail nhi hone dete bas isiliye ye mahashay ab dasvi me the warna apna hero to kabhi 5th bhi paas nahi kar pata,

Dekho aisa nahi hai ke aniket ekdum hi murkh tha, uska swabhavhi aisa tha ke wo kisi chiz ko seriously nahi leta tha, bas haso hasao ye ekmatra kaam tha uska ha par uske majak se kisi ko thes na pahuche is baat ka wo dhyan rakhta tha,

Bhaisab ne pehli baar dasvi ki pariksha di thi aur aaj result ka din tha, aniket ki result dekhne hi himmat hi nahi ho rahi thi isiliye usne result dekhne avinash ko bheja aur khud ghar par ruk gayaaur avinash ko sakht hidayat thi ke sabke saamne result na bataye bas itna dhyan rakhe ke agar ek subject gaya to namaskar bolna hai, do subject gaye to ram ram air teen subject me fail huye to jai shri ram bolna hai, avinash puri baat ache se samajh gaya aur result dekhne chala gaya

Kaushalya ne dekha ki unka ye putraranta to ghar par hi hai, waise unhe aniket ke paas hone ki khas umeed bhi nahi thi unki to bas itni icha thi ke aniket apne pita ka kaam sambhale, narayanrao bhi dophar me khana khane ghar aaye huye the aur aniket avinash ki raah dekh raha tha itne me avinash ander aaya aur ek jordar jaikara lagaya

‘bola pundlik varde hari vitthal shri gyandev tukaram pandharinath maharaj ki jai’

Aniket ne apne sar ko hath laga liya, use samajh me aaya gaya tha ki wo har subject me fail ho gaya hai, fir kya dusri baar koshish ki teesri bar koshish ki par natija wahi, ab padhega to paas hoga na, ek din kaushalya chidh kar boli

Kaushalya-anu sharam nahi aati na tumhe, kitni baar fail hoge, bas karo tumhare bas ka nahi hai ye

Ab aniket ne apni ab tak ki jindagi me kabhi sharam laaj lajja ke bare me socha hi nahi tha jo use is baat ka fark padta, wo natki bhav me bola

Aniket-maa papa, mere guujano se mujhe sikhaya hai ki failure is first step to success apyash ye yash ki pehli payri hai

Narayanrao-ha wo sahi baat hai par tumne us ek payri ki seedhi bana di hai uska kya gadhe

Aniket-papa aap hi bolte ho na 10th education ka base hai to bas main apna base majboot kar raha hu ‘slow education pragati ka lakshan :cool:

Nayaranrao-nalayak agar tu ek aur baar fail hua na to apni dukan me majdur bana dunga tujhe

Aniket-sach batau papa main na aapki wajah se paas nahi ho raha

Narayanrao-arey waah! Aur wo kaise bête

Aniket-dekho maa papa, main agar paas hua to college jaunga, fir aage naukri ke liye jaunga kisi dusre gaon ya fir main desh ke baahar bhi ja sakta hu, tab aap dono Buddha buddhi ko kaun sambhalega

Aur jaise hi aniket ne buddhi bola kaushalya chidh gayi

Kaushalya-nalayak, halkat, khud se paas nahi hua jar aha hai aur ham dono ko dosh de raha hai tum niklo beta ham sambhal lenge khudko

Aniket-maa challenge mat karo ha

Kaushalya-kiya challenge agar tum hare to tum wo karoge jo ham kahe aur jeete to jo chaho wo milega

Aniket collor tight karte huye bola

Aniket-ab to tum bas dekho maa main kaise paas hota hu fir mast shadi karke tumhare liye bahu launga aur fir tum dono ko char dham yatra pe ravana karunga

Aniket itna bol ke ja hi raha tha ke kaushalya piche se chilayi

Kaushalya-aur agar fail hua to Himalaya pe jane ki tayari rakhna

Narayanrao-ab ye kyat ha, hamare eklaute bacche ko tum Himalaya ke bhejogi

Kaushalya-arey nahi ji main ache se jaanti hu ise ab aap dekhna ye kaise paas hoke dikhata hai

Narayanrao-to fir itne din kiski raah dekh rahi thi 2 saal barbad ho gaye

Kaushalya- har chiz ka sahi samay hota hai

Narayanrao-aur agar hua paas to? Chale char dham yatra pe

Kaushalya-aapko lagta hai wo aisa karega, wo mujhe mere bhai ke yaha nahi jane deta aur yatra pe bhejega, wo batana nahi hai par hamare bagair nahi reh sakta wo aur na ham uske bina

Har maa apne bacche ko barabar pehchanti hai, kaushalya ne aniket ki sahi nas dabayi aur banda ek jhatke main sabhi subjects me paas aur annket paas aur avinash bhi paas…


Jald hi aniket ab college me jane wala tha aur uski jindagi me kuch anokhe badlav kuch anokhe mod aane wale the iski use khabar hi nahi thi….
Very nice update bhai
 
Top