• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Ek Bhool 2 (Completed)

Champ_AK_81

Well-Known Member
5,758
13,138
189
Nyc update bhai ek request hain plz update thoda jaldi den...
Thanks Avinash bhai for your support and review... Keep supporting.
 
  • Like
Reactions: Akki ❸❸❸

Champ_AK_81

Well-Known Member
5,758
13,138
189
Waiting for next update bhai
Update kab ayega champ bhoi :?:
Waiting for next update :sweat:

IMG-20210918-091103
Waiting bhai
Bhaiya agla update kab ayega please bhaiya jaldi is story ko aage badaiye na
Posting...Bahut din se soch raha tha aaj likhunga...Lekin finally aaj likh paaya...Kuch aise hi vajah se late ho raha hai...Khair abb story ending ki taraf aa chuka hai jiska andaja iss update se ho jayega.
 
  • Love
Reactions: Akki ❸❸❸

Champ_AK_81

Well-Known Member
5,758
13,138
189
UPDATE 117

After 2 weeks

Aise hi 2 hafte beet gaye...Sumit ke liye ye 2 hafta kaafi accha beeta...Roj ke 4 ghante Megha ke saath...4 ghante to kehne ke liye tha...Kisi bhi din aisa nahi gaya jab dono ne 5 ghante se kam ka vakt saath bitaya ho...Kabhi kabhi to 7 se 8 ghante bhi ho jaate thhe.

Lekin vakt badalte samay nahi lagta...Sumit to khush tha...Shayad Megha bhi...Baahar se bhale hi sab sahi dikh raha ho lekin andar man me kya chal raha hota hai kisi ko bhi pata nahi.

Aaj subah subah bula liya tumne? Kya baat hai.

Hamesha ki tarah khush aawaj mein Sumit ne kaha.

Megha:- Kuch baatein karni hai.

Sumit:- Wo to hamesha karte hai...Kuch aur karna ho...

Sumit ki baat bich mein hi kaat kar Megha kehti hai.

Megha:- Mai serious hun.

Sach mein Megha serious thi iss baar...Aawaj se bhi aur chehre ke bhaaw se bhi.

Sumit:- Haan kaho...Kya baat hai?

Iss baar Sumit bhi serious ho gaya.

Megha:- Bahut ho gaya hai Sumit...Abb aur nahi.

Sumit:- Khul kar bataao...Aisa lagta hai ki tum kuch kehna chaahti ho aur saath hi hichkicha rahi ho.

Megha:- Wohi samajh mein nahi aa raha hai.

Sumit:- Aisa lag raha hai jaise koi shikayat hai mujhse...Kaho jo bhi baat hai...Mujhe accha lage ya fir bura.

Megha:- Haan shikayat hi hai...Shayad tumhe bura bhi lag sakta hai...Lekin abhi tumhe ye baat saaf bata dena bahut jaruri hai.

Sumit:- Batao.

Megha:- Tumhe nahi lagta hum ek hi jagah aa kar atak gaye hai...Pyaar ki baatein karte hai...Roj saath rehte hai ek dusre ke saath vakt bitaate hai...Lekin mukhya cheej se hi dur bhaag rahe hai.

Sumit:- Kis cheej se?

Megha:- Baat ye nahi tha ki tumhara pyaar mere liye sachha hai ya nahi...Ye bhi nahi ki mai tumse pyaar karti hu ya nahi...Balki ye tha ki hum hamesha saath reh paayenge ya nahi?

Aaj pyaar hai? Kal hoga ya nahi...Vakt ke saath log badalte hai aur saath hi pyaar bhi badlega ya nahi...Pyaar ka roop bhi samay ke saath badalta hai...Aaj hum dono ki pyaar deewangi wala hai...Kal shaadi hone ke baad pyaar waisa hi gehra hoga lekin ye deewangi se badal kar jimmedaari wala hoga...Fir bacche hone ke baad bhi roop badlega aur budhaape mein bhi...Kya itne vakt bhi hum dono ka pyaar waisa hi hoga?

Sumit:- Tumhara sabhi sawaal ke jawaab mere paas hai...

Megha:- Abhi baat khatm nahi hua hai...Kuch aur sawaal hai.

Sumit bina kuch bole abb aage ki sawaal sunne lagta hai.

Megha:- Tum mein ye attitude hai ki jab dusro ko tumse matlab nahi to tumhe bhi nahi...Ye bahut sahi hai...Lekin kya ye pyaar mein sahi rahega?

Jaise Kirti ne tumhe koi matlab nahi diya aur chhod diya tumhe der se hi sahi iss baat ko maan liya ki tumse galti hui thi aur tumne bhi Kirti ko matlab dena chhod diya...Jise tum ek vakt hadd se jyada pyaar karte thhe aaj uski koi mulya nahi hai...Sahi ha lekin.

Lekin agar ye hum dono ke bich bhi hua to?

Sumit:- Paagal ho kya? Humare bich kyu hoga aisa?

Megha ki iss sawaal ne Sumit ki dhairyata ek baar mein hi tod diya.

Megha:- Kyu nahi ho sakta...Aaj nahi hoga..Lekin kal...Abhi to hum lovers hai...Aur abhi tumhe mujhe paane ki jidd hai...Aise mein meri koi bhi galti ko tum najar andaaz kar doge...Lekin kal jab shaadi ho jaayega aur tum mujhe paa chuke hoge tab?

Tab chhoti chhoti baat par ladaai ho sakta hai? Aur wohi chhoti baat jab hadd se paar ho jaayega tab se duriyan banna suru ho jaayega...Man ki duriyan...Aur wohi Kirti wali baat kyu nahi ho sakta hai? Paas bhale hi rahenge lekin man se? Man se jaise tumne Kirti ko nikaala mujhe nahi nikaloge iss baat ki kya guarantee hai jab mai bhi bhaaw dena band kar dungi.

Sumit kuch kehne ke liye munh kholne hi wala tha ki...Megha fir se kehna suru karti hai.

Megha:- Tumhara galti ki baat nahi kar rahi hun...Abhi to tumhara koi galti nahi hai.

Maine jo bhi kaha usse tum mujh se badal do...Tumhari galti ki jagah waise hi mera galti bhi ho sakta hai...Lekin dono hi case mein...Galti humara hoga.

Aur aakhir baat ye hi hai ki maine tumhe kaha tha mujhe ye ehsaas dilaao ki mai tumhare saath comfortable rahungi ya nahi?

Iska jawaab ye 2 hafte mein bilkul bhi nahi mila...Agar kuch samjh mein aaya to tum mujhse kitna pyaar karte ho...Pyaar to mai bhi tumse karti hun...Ghum kar sawaal yahi aata hai ki aaj jo itna pyaar hai kal bhi rahega?

Aur kya guarantee hai ki jo tumhara attitude daba hua hai kal chhoti chhoti baaton par ye haawi ho kat humare bich man mutaaw nahi hoga?

Bas yahi sawaal ke jawaab chahiye mujhe.

Sumit:- Tumhare sabhi sawaal ke jawaab mere paas hai...Jab pyaar mein aaj tak itna kuch jhel liya hai to abb saaf saaf dikhaai de raha hai sab kuch.

2 hafte se mai tumhe apna pyaar nahi dikha raha tha...Tumhare sawaal ka jawaab hi de raha tha...Tumhare meti jindagi mein hone se mera jindagi kaise pura ho jaayega aur tumhari jindagi mein mai kyu jaruri hu? Jo shayad samjha nahi paaya. :(

Megha:- Jab itne din se ye samjha nahi paa rahe ho to mujhe nahi lagta ki aage samjha paaoge...Waise bhi vakt kuch jyada hi lag chuka hai.

Sumit ne iss baar jawaab nahi diya.

Megha:- Aaj raat tak ka samay hai tumhare paas.

Sumit abhi bhi shaant tha.

Megha:- Aaj 4 nahi 5 ghante tak ka samay deti hun...Jarurat pada to kuch aur...Lekin fir bhi hume sawaal ka jawaab nahi mila to kya faaidaa aage badh kar.

Jo baat aage jaa kar mushkil ho usse accha hai ki abhi kadam rok de...Mushkil hoga lekin behtar bhi yahi hoga jisse kuch dino mein bhula denge.

Sumit:- (In his mind) Kitna aasaan hai na. :(

Lekin Sumit ne ye nahi kaha.

Sumit:- Dekhte hai.

Itna keh kar Sumit waha se nikal gaya.

Wo bahut udaas tha...Megha ko jis baat ka ehsaas wo karaana chaahta tha usmein wo asafal raha...Samjha nahi paaya Megha ko ek dusre ki jarurat aur mahatwa.

Wo aage badh to raha tha lekin abb usse samajh mein nahi aa raha tha ki aage kya karna hai...Abb kaise 5 ghanta mein Megha ko uske sawaal ka jawaab dena hai? Baato se nahi balki ehsaas se.
 
Last edited:
1,141
4,282
144

To itne din lagataar ghanton tk milte rehne k baad bhi main motive to pura hua hi nhi ab Sumit kaise in 5 ghanton m wo sab krta hi jo wo itne din tk nhi kr payaa, dekhte hain next update m.
Yrr ap se ek shikaayat hai ap itna late update q dete ho yrr aur jab update late dete ho to yrr atleast thora badaa update diya karo k mazaa aye, me ye nhi bol rha k abhi maza nhi aata pr yrr ek to update itna late aata hai k banda pichle update ka bhool jata hai aur phir itna chota update.
Please is matter pr kuch karo yrr.
 
Avinashraj

Well-Known Member
2,000
5,638

Nyc update bhai dekhte hain sumit sahab aage kya karte hain
 
Akki ❸❸❸

ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
26,727
30,992
304

Dil tod 💔 update champ bhai :weep:

Chalo mana megha ki baat shi h,
Ab megha ko koi ye bhi btao ki, is baat ki kya gurantee h kal ko wo jis kisi se shadi kregi, uske sath koi problem nhi hogi....
To isse acha to yhi hoga ki ,,sumit k sath hi wo problm ho jaye 🙂
 
Last edited:

Akki ❸❸❸

ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
26,727
30,992
304
Waiting for next update champ bhai :elephant:
 
Last edited:
Top