• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Ek Bhool 2 (Completed)

Champ_AK_81

Well-Known Member
5,758
13,139
189
UPDATE 107

Sumit ghar ke andar jaate hi Megha ki Maa aur Daadi ka pair chhu kar unka aashirvaad leta hai...Aur unse baatein karne lagta hai.

Tabhi do ladka bhi wohi hall mein aate hai...Ek ke kandhe mein haath rakh kar Sumit ne pucha.

Sumit:- Kaise ho Suraj?

Iss baat ko sun kar sabhi hairaan reh gaye...Yaha tak ki Suraj bhi.

Megha:- Tum Suraj ko kaise jaante ho?

Sumit:- Bas jaanta hun.

Suraj:- Lekin kaise.

Sumit:- Socho...Sochne se hi bade bade aavishkar hota hai...Mujhe pehchanna to maamuli baat hai.

Suraj confuse ho kar waha se apne fost ke saath nikal gaya.

Megha hairani se Sumit ko dekh rahi thi...Sumit Megha ko dekh bas muskura raha tha...Jaise hi Megha ko kuch yaad aaya...Wo sawaliya najro se Sumit ko dekhti hai.

Sumit ka muskaan aur badh gaya jisse Megha ka anumaan sahi saabit ho gaya.

From Update 11

Sumit:- Accha ye bataao...Suraj ki kya haal chaal hai?

Megha:- Kaun Suraj?

Chaunkte hue Megha boli.

Sumit:- Wohi mera Saala aur tumhara bhai.

Megha:- Tum usse kaise jaante ho?

Megha ki hairaani aur bhi badh raha tha.

Sumit:- Tumse pyar hote hi sab kuch pata kar liya tha...Tumhare ghar mein kitne log hai aur kaise hai...Sasur ji aur Saasu Maa ke baare mein bhi pata kiya ki wo kaise hai...Baad mein khushi khushi humaare shadi karwa denge yaa fir mujhe tumhe bhagaana padega.

Aur kitne bhai hai aur mujhe apne body ko kaise maintain karna chaahiye shaadi ke vakt action karne ke liye agar wo maar peet par utar aaya to.

Ye sun kar to Megha ka dimaag ne kuch pal ke liye to kaam karna hi band kar diya.

Fir Sumit baat ko badal deta hai aur Megha ki Maa aur Daadi se baat karne lagta hai...Megha kitchen mein chaai banaane jaati hai.

Chaai bana lene ke baad.

Megha:- Ye lo special coffee tumhare liye.

M. Dad:- Hum sab ke liye chaai aur Sumit ke liye coffee...Wo bhi special....Kya khaas baat hai?

Ek ghunt chaai pee kar Megha ke Papa ne pucha.

Tabhi Suraj aur uska dost waapas aa jaate hai.

Megha:- 2 din ka mehmaan hai Sumit...Acche se khayal rakhna to banta hai.

Sumit ki ankho mein dekh 2 din par jyada jor de kar Megha ne kaha.

M. Dad:- Ye bhi sahi baat hai.

Sumit:- Nahi uncle....Megha ko shayad Alzheimer (bhulne wali beemari) hua hai. :D

Sumit ne bhi Megha ki aankho mein dekha.

M. Dad:- Aur aisa kyu?

Sumit:- Baahar hi to bataya tha yaha mai research karne aaya hu.

Abb research khatm hone mein 2 hafte bhi lag sakta hai aur 2 saal bhi.

M. Dad:- Boring hota hoga itna vakt lag raha hai to? Wo bhi gaanw mein.

Sumit:- Bilkul nahi Uncle...Apna hi gaanw hai.

Aur research bhi aisa hai ki mujhe apna ye research topic bahut pasand hai...Pehle bhi kar chuka hun...Bhale hi asafalta haath laga ho...Lekin iss baar majaa aa raha hai...Research safal karke hi maanunga.

Ye kehte hue Sumit kabhi kabhi pyaar se Megha ki aankho mein dekh leta tha...Megha bhi chhidh rahi thi...Lekin kuch kar paa nahi rahi thi.

Sumit:- (In his mind) Research se jyada to ye mission lag rhaa hai...Khair iss mission mein safal hona hi hai.

M. Dad:- Mujhe kuch samajh mein nahi aa raha hai ye tumhara research...Khair tumhe tumhara safalta mile...Yahi aashirwaad hai.

Sumit:- Bahut badi aashirvaad de diya aapne...Koshish karunga aapke iss aashirwaad ka maan rakhu.

Sumit utshuk ho kar Megha ki aur dekhte hue bola aur issi utshukta mein coffee ka ek ghunt piya.

Saara utshukta ek hi pal mein khatm...Kuch bol bhi nahi sakta tha sab ke bich...Lekin uske chehre ka bhaaw dekh sabhi ko samajh mein aa gaya.

Megha:- Ohh sorry Sumit...Cheeni (sugar) rakhna hi bhul gayi.

Fir wo sabhi se najar bacha kar Sumit ki aur dekh muskuraati hai...Wo jaanti thi Sumit ko kadhwa coffee se kitni nafrat hai.

Sumit Megha ki aur dekh kar saara coffee ek hi ghunt mein pee leta hai.

Ye dekh kar Megha ko thoda ajeeb to lag raha tha...Abhi bhi Megha ko yaad tha Sumit ne ek café mein jab coffee order kiya tha to ek kadhwi flavour deliver hua tha...Waiter ko acche se bataane par bhi jab usne maanne se inkaar kar diya to Manager tak ko ghutne mein laa diya tha uss din.

Lekin aaj...Aaj to muskuraate hue ek hi ghunt mein pee gaya.

M. Mom:- Cheeni ke saath pee lete beta.

Sumit:- Nahi aunty....Cheeni kam kar raha hu khaane mein.

Achanak se Sumit ko sirf yahi jawaab mila.

M. Daadi:- Cheeni wali beemari (Diabetes) hai kya tumhe?

Sumit:- Nahi...Jab bhi kuch vakt ke liye cheeni khaata hun...Motaa hone lagta hun.

M. Daadi:- Mota hona to acchi baat hai....Dekho kitna kamjor lag rahe ho.

M. Maa:- Ye khud doctor hai...Jise humse sehat ke baare mein pata hai. :D

M. Daadi:- Ye baat bhi thik hai...Pata nahi mai bhi kise sikha rahi hun.

Megha:- Thik hai Sumit...Har toj subah yaha aao...Tumhe karele ki juice pilaaungi...Tumhare sehat ke liye accha rahega. :evillaugh:

Ye sunte hi Sumit ki haalat kharab ho gaya...Swaad mein kadhwa usse kabhi bardaast nahi tha.

Sumit:- Tum kehti ho to jarur aaunga. :love:

Sumit aur Megha ki bahut der se baat sun raha Suraj ki dost ko ye dekh bahut gussa aa raha tha.

Sumit:- Accha to abb chalta hun.

M. Maa:- Fursat mike to jarur aana beta.

Sumit:- Jarur aunty...Abb to aana jaana laga rahega.

Ye baat bhi Megha ko dekh kar kaha Sumit ne.

Suraj's Friend:- Lagta hai Doctor sahab bahut faaltu baithe hai...Bahut fursat hai inke paas.

Uska gussa aakhir baahar nikal hi gaya.

Sumit:- Aapka naam jaan sakta hun?

Raju...Dusri taraf se jawaaj aaya.

Sumit:- Accha Raju ji...Bhale hi doctor hun...Lekin aankhein jasoos se kam nahi hai...Aur mera ye jasoos najar bata raha hai ki aapko koi bahut badi beemari hai...Dua kijiye cancer na ho.

Sumit ko Raju ka bolne ka tarika bilkul pasand nahi aa raha tha.

Raju:- Cancer...Loot machane ka bahut accha tarika hai.

Sumit:- Aayine mein dekhiye.

Raju:- Aayine mein dekhne ki jarurat aapko hai.

Sumit:- Agar nahi dekha to ye aapka jo peela aankhein hai wo uss hadd tak badh jaayega jiske baad mai bhi ilaaj nahi kar paaunga.

Ye sunte hi Raju aayina ki aur bhaaga...Aankhein sach mein peela tha.

Sumit:- Ye jaundice hai...Kuch bhi kaaran ho sakta hai...Agar sahi samay par pata nahi chala to parinaam kuch bhi ho sakta hai.

Raju ko thoda dar lagne laga tha lekin fir bhi.

Raju:- Kisi acche doctor se ilaaj karunga...Lekin aapse nahi.

Ye sunte hi...

M. Dad:- Ye kya badtameezi hai Raju...Tabhi se tumhare bolne ke tarika dekh raha hun...Koi aise baat karta hai?

Aur jis doctor ne itne dur se hi tumhare aankho ko dekh kar kya gadbad hai bata diya jo tumhe khud nahi dikh raha tha...Usse kitna accha doctor chahiye?

Aur ye kitna bada doctor hai jaante ho? Tumhare pados ke hi Rajendra chacha...Koi unke pet ke dard ka vajah pata nahi kar paa rahe thhe...Maine hi Megha se baat karke Sumit ke paas bheja tha.

10 minute mein beemari pata kar ke acche se surgery kar diya.

Raju ye sun kar aur bhi gussa ho jaata hai jisse dikha nahi paa raha tha....Jis Sumit ko wo sabhi ke najro mein nicha dikhana chaahta tha uska kad aur uncha kar diya.

M. Dad:- Sumit ye baatein batana jaruri nahi samjha...Tum kaafi acche doctor ho...Vishwash tha bina jaan pehchaan ke bhi kisi marij ka acche se ilaaj kar doge.

Sumit:- Shukriya Uncle.

Sumit:- Accha chalta hun.

Gate ke paas.

Sumit:- Raju...Mujhse bhi bahut acche doctors hai...Kisi se bhi dikhaa sakte ho...Dikha lo...Baad mein pacchtaana na pade...Aur waise bhi abhi chhuti mein hu mai kuch vakt ke liye...Tumhara ilaaj to mai chaah kar bhi nahi kar paaunga.

Itna keh kar Sumit ek najar Megha ko dekh kar waha se chala gaya...Kaafi khush tha wo...Megha ki Papa, Maa aur Dadi ka vishwaas aaj bhi uss par waisa hi tha.

Raju:- (In his mind) Ilaaj to tera mai karunga...Mai pachtaau ya na pachtaau...Tu jarur pachtayega. :mad:

Sumit kuch aage gaya hi tha ki fir waapas aa gaya.

Sumit:- Megha....Research ke liye soch raha hu candidates ke baare mein tumse baat karu.

Kya tum madad karogi?

Megha kuch bolti usse pehle hi.

M. Maa:- Iss mein puchne wali baat kya hai? Jarur madad karegi.

Sumit:- Shukriya Megha...Shaam ko taiyar rehna. :)

Iss muskaan se Megha chhidh gayi...Lekin ghar walo ke saamne jyada react bhi nahi kar paa rahi thi.

Sumit abb waha se nikal gaya.

Sumit:- (In his mind) Accha hathiyar hai ye research...Megha ke ghar ki gate pass :lol1:
 
Akki ❸❸❸

ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
26,727
30,992
304

Bdiya update champ bhai :love:
:yourock:
Suraj ki dost ko ye dekh bahut gussa aa raha tha.

IMG-20220317-141950

Vichitra prani 2.0
 
Akki ❸❸❸

ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
26,727
30,992
304
Waiting for next update :elephant:
 
Svin

Active Member
542
1,893
123

Aaj to bahot khush hogi tum Munna compilation ne entry bhi leli ab ayega maza . Bola tha sudhar ja ab dono traf se waat lagegi.
Bes bhaya megha ke war sambhal Lena .
Kehte hai under gussa . Our nafrat se jeet na lohe ke chane chabane jesa hai.
Our coffee bhul ja ab kerele ke juise se kaam chalana paade.
Our bhai megha ke bhai Raju ko bana do Vivek २.० nahi chahiye
 
Akki ❸❸❸

ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
26,727
30,992
304
  • Love
Reactions: Champ_AK_81
Top