• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Ek Bhool 2 (Completed)

Champ_AK_81

Well-Known Member
5,758
13,139
189
UPDATE 118

Shaam ho gaya aur saath hi Sumit aur Megha ki milne ka vakt.

Megha Sumit ki intejaar karti rahi...5 minute...10 minute...20 minute...30 minute.

Lekin Sumit abhi tak nahi aaya.

Megha:- Deri se aane ki aadat abhi tak gaya nahi.

Megha fir se intejaar karne lagi.

2 ghante se bhi jyada ho gaye.

Megha:- Hmm...Attitude problem...Koi baat nahi.

Abb 5 ghante se bhi jyada ho gaya...Lekin Sumit ka kuch ataa pataa nahi.

Megha:- Kahi kuch ho to nahi gaya...

Ye khayal aate hi Megha Sumit ko phone lagaati hai...Do baar Sumit phone kaat deta hai...Uske baad phone uthaana hi chhod deta hai.

Megha ko gussa to bahut aata hai...Lekin Sumit ke saath kuch galat to nahi ho gaya ye soch kar darte hue Sumit ki room ki aur jaati hai.

Sumit ka room mein taala laga tha...Sumit ke saath kya hua? Kaha hai kuch andaaza nahi lag raha tha? Raat bhi bahut ho gaya tha...Mobile ka flash light on kar ke dekhne ke baad khidki thoda khula dikha.

Pura kholne ke baad saamne ka drishya aur bhi hairaan kar dene wala tha...Pura room hi khali tha.

Sumit chala gaya hai yaha se...Aascharya to bahut hua Megha ko...Lekin usse jyaada pareshani.

Abhi bhi yakin nahi ho raha tha ki Sumit yaha de chala gaya hai...Wo bhi bina bataye.

Itni jaldi haar maanne walo me se to nahi tha wo...Fir kyu?

Kuch der waha baithne ke baad wo niraash man se wo apne ghar laut aayi.

Raat bhar Sumit ke baare mein hi soch kar beet gaya...Kya Sumit usse gussa ho gaya hai? Usne Sumit ke saath sahi kiya ya galat? Yahi khayal usse sone nahi de raha tha.

Subah hote hi laal aankho ke saath Megha ghar se nikal kar uss jheel ki aur jaane lagi jaha par wo aur Sumit kabhi saath samay bitaate thhe.

Jheel ke paas wo pahunchne hi wali thi ki tabhi piche se ek tej aawaj karta bike ekdum se aa kar ruka...Ekdum se darte hue wo piche mudi.

Sidha najar uss insaan par pada...Helmet laga hua uss insaan ka chehra to nahi dikha...Lekin sharir aur bike dekh kar ekdum se chehre mein muskaan aa gaya.

Tum.

Khushi se bas itna hi keh paayi.

Sumit ne koi jawaab nahi diya...Bike se utar kar helmet aur bag ko bike mein rakh kar Megha ke paas aaya.

Megha:- Jab gaye nahi thhe to milne kyu nahi aaye?

Sumit:- Aur milne se kya ho jaata?

Megha:- Ek aakhiri koshish...Shayad mai maan jaati.

Sumit:- Accha...Fir kitna vakt fiya tha tumne iss milan ka?

Megha:- 5 ghanta.

Sumit:- Aur ye bhi kaha tha ki kuch ghante aur de sakti ho?

Megha:- Haan 1 ya 2 ghanta aur...Kyu kaafi nahi tha?

Sumit:- 5 aur 2...Kul milaa kar 7 ghante...Kaafi lag raha hai...Tum mere saath pichle 7 saal se bhi jyada ho...Wo kaafi nahi tha samajhne ke liye ki tum mere saath comfortable ho ya nahi to ye 7 ghanta kaafi hoga?

Megha ke paas iss sawaal ka jawaab nahi tha.

Sumit:- I gave up...Haar maan liya maine...7 saal mein bhi ye mehsus nahi karwa paaya ki mai tumhe khush rakh sakta hun...Tum mere saath comfortable mehsus karogi...Ye mera galti hai...Jo cheej 7 saal mein nahi kar saka wo 7 ghanta mai kaise kar paaunga.

Socha haar maan lena sahi hai...Kabhi kabhi haar maan lena bhi jaruri hai...Kirti ki vakt bhi yahi galti kiya tha...Haar maan lena chahiye tha...Lekin nahi laga raha khud par kuch jyada hi bharosha karke...Shayad uss vakt tak haarna nahi sikha tha...Vishwash tha koshish karunga to duniya ko apne charan par laa kar rakh dunga.

Lekin abb jab haar chuka hun to haar maan leta hun...Wohi galti nahi karunga.

Aur saath hi tumhara faisla ka bhi samman...Jab tumhara man hi nahi hai mere saath rehne ka uncomfortable hone ki vajah se to jabardasti kyu?

Megha:- Mere faisle ka samman...Lekin aisa lag raha hai tumhare baaton se tumhara dard jyada jhalak raha hai.

Iss baat se Sumit ke chehre mein bhi muskaan aaya...Dard bhari muskaan.

Sumit:- Wo to jhalkega hi...Dard ho raha hai tumse dard ho kar...Pyaar kiya hai tumse...Sab kuch haarne ke baad chhod raha hun naa ki ego mein aa kar.

Jaane se pehle sochta tha mere jaane ke baad tumhara kya hoga? Lekin bhul gaya ki wo tum thi jiski jarurat mujhe tha...Har mushkil mein...Jab jab kamjor padta tha saath tum thi...Naa ki tumhe mera jarurat tha...Mai rahu ya naa rahu tum apna jindagi jee sakti ho.

Jab ye samajh gaya to sab kuch saaf dikhaayi dene laga..Mera jaane ka samay aa chuka hai.

Kirti se pyaar kiya...Tumse kiya...Abb khud se karne ka vakt aaya hai...Kaise khush rehna hai...Jindagi ke saath aage badhna hai ye sikhna hai...Ummeed hai sikh lunga.

Megha ki taraf ek najar dekh kar.

Sumit:- Aur koi option bhi to nahi. :(

Megha bas Sumit ko dekh rahi thi.

Sumit:- Jab socha 7 saal se kuch nahi kar paaya yo 7 ghante mein bhi kuch nahi hoga...Behtar yahi hoga 7 sec tumhe kahi se dekh kar jindagi bhar ke liye ek yaad bana lu...Kal raat bhar yahi gaau mein tha...Jaha jaha hum ghume hai waha ek baar fir se jaa jar yaad taaja karna tha...Aakhiri mauka hai.

Jab jaane ki vakt aaya to 7 sec dekhne ke baad bhi man nahi bhara...Socha 7 min baat karke sab kuch acche se khatm kare jab sab khatm hi ho raha hai.

7 min bhi khatm ho gaya...Abhi bhi man nahi bhara...Icchhaa to hai 7 janm saath rehne ki...Jo ye sambhav nahi. :(

Iss baat par Megha bhi muskuraai.

Megha:- Baat to sahi hai...Lekin abhi bhi mujhe wohi dar hai comfortable na hone ki.

Sumit:- Samajhta hun...Issi liye haar maan kar jaa raha hun.

Aur saath hi ek aakhiri baat.

Sumit:- Tumhare saath bitaaye pal bahut khaas thhe...Abb unn yaadon ki hi sahara hai...Tum hamesha khush rehna...Aur yahi praathna hai ki tumhe jindagi mein hamesha comfort mile.

Megha:- Yaadein to hamesha khaas hai tumhare saath ke bhi...Bhale hi shaadi nahi kar paaye dost to hamesha hai hi...Aage bhi mulaakaat hoti rahegi.

Sumit:- Nahi...Tum meri dost nahi...Premika ho...Abb yahi najar se dekhta hun..Dost bana kar khud ko hi dhokha nahi de paaunga.

Aur ye request hai ki kabhi mujhse mat milna aage kabhi...Aage nahi badh paaunga.

Apne liye bhi...Bhale hi dard ho aage badhna chaahta hun...Jindagi mein aur bhi kai sapne hai...Unhe pura karna hai...Tumse bhi badh kar aage jindagi ko mehsus karna hai.

Saath hi Maa, Papa aur Behen bhi hai...Unka bhi kuch expectation hai...Mushkil hai par aage badhunga.

Sumit ki iss baat ka koi jawaab nahi tha Megha ke paas.

Sumit:- Agar kabhi man badla to aa jaana fir se...Darwaaja khula rahega...Lekin 3 mahine tak.

Maa hamesha shaadi ke liye keh rahi hai...Aur sahi samay mein wo bhi jaruri hai...Jisse bhi shaadi hogi pyaar kaa to pata nahi lekin pati ka jimmedaari acche se nibhaaunga...Baad mein jo hoga wo to hoga hi.

Jab kadam aage badhta hai to behtar hai aage hi chalta rahe.

Abb Sumit apne bike par baith kar jaane ki taiyari karne laga.

Megha iss baar bhi Sumit ko hi dekhti rahi...Kuch bol nahi paayi.

Sumit:- Accha chalta hun...Baatein to kabhi khatm hogi nahi...Wo bhi tumse...Pura jindagi beet jaayega...Lekin baatein? Wo nahi.

Good Bye!!

Itna keh kar Sumit ne ek baar fir Megha ko dekh kar aankhein band kar liya...Shayad kabhi naa bhulne ki yaad banana chaahta tha.

Megha:- Bye!

Bas itna hi kehna tha ki Sumit ka bike hawaa se baatein karte hue aage nikal gaya...Aur hairaani to tab hua Megha ko jab Sumit ne ek baar bhi pichhe mud kar nahi dekha...Kuch hi pal mein Sumit Megha ki najro se bhi dur ho gaya.

Ye sab sun kar Kirti ki bhi hairaani ki koi seema nahi tha.

Kirti:- Ye kya bewkufi kiya Megha ne?

Anita:- Wohi jo tumne kiya.

Kirti ekdum se chup ho gayi.

Kuch der baad.

Kirti:- Maine to galti kiya hi tha...Maine wo ego mein kiya...Lekin Megha...Usne majaak majaak mein sab kuch jaane diya.

Anita:- Megha ki pyaar majaak nahi tha.

Ekdum se Kirti ki dimaag mein ek sawaal aaya.

Kirti:- Aur Sanjana? Sumit ne to uske saath sab kuch khatm kar liya tha...Fir wo kaise aa gayi Sumit ki jindagi mein ? Jitna Sumit ko jaanti hun utna bhi kamjor nahi hai ki piche mud jaaye haar maan kar...Wo khud hi kehta tha kadam aage badh jaaye to behtar hai aage hi badhta rahe.

Anita:- Kahani abhi baaki hai?

Anita aage kuch sunaati usse pehle main gate par door bell baja.

Anita ne kholne ke baad hi kaha.

Anita:- Naam liya shaitaan haajir.

Sumit:- Dekho Sanjana...Tumhe shaitaan keh rahi hai.

Sanjana naam sunte hi Kirti gate ki aur dhyan se dekhne lagi...Sumit aur ek anjaan ladki ghar ke andar aaye.

Kirti:- To ye hai Sanjana...

Ye kaha hi tha Kirti ne ki saath hi Megha ko bhi aate dekh Kirti ko kuch samajh mein nahi aa raha tha.

Jab Sumit ne Megha ko uske shaadi ke baad naa aane ke liye kaha tha to wo yaha kya kar rahi hai? Ye sawaal usse chhain ki saans nahi lene de raha tha.
 
Last edited:

Avinashraj

Well-Known Member
2,000
5,638
144

Bas itna hi kehna tha ki Dumit ka bike hawaa se baatein karte hue aage nikal gaya...Aur hairaani to tab hua Megha ko jab Sumit ne ek baar bhi pichhe mud kar nahi dekha...Kuch hi pal mein Sumit Megha ki najro se bhi dur ho gaya.

Beautiful update bhai
 
1,141
4,283
144
Thanks Lionheart bhai for your support and review...Ye shikayat mujhe bhi khud se hai ki time mein update nahi de paa raha hun...Kuch na kuch ho hi jaata hai...Mai bhi story ko jald se jald complete karna chahta hun jo ki nahi ho paa raha hai...Update length to aisa hi hai...Ek fix topic par likhta hun...Koshish ye hai ki update jald se de saku...Abhi bhi koshish hi kar raha hu.
Chlo yrr koi nhi ap try kr rhe ho ye acha hai 🙂.
 
Akki ❸❸❸

ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
26,727
30,992
304

Bdiya update champ bhai :love:
Ab sayad story clarity ki traf aa rhi h
Eagerly waiting for next update
 
  • Like
Reactions: LionHeart007

Akki ❸❸❸

ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
26,727
30,992
304
Waiting for next update :elephant:
 
  • Like
Reactions: LionHeart007
Top