• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Demon Girl Se Shaadi

vote your fav beast name

  • ONGAMARTO

    Votes: 5 17.2%
  • BANNACON

    Votes: 4 13.8%
  • CLADRIUS

    Votes: 7 24.1%
  • RISHU THE LEGENDARY SUAR

    Votes: 24 82.8%

  • Total voters
    29
  • Poll closed .

Xabhi

"Injoy Everything In Limits"
10,211
42,569
174
Kyaa kahe sir ji gajab likh rahe hai aaap matlab gajab
Aut hum bhi anime fan hai chahe wo koi v desh ka ho maja aata hai bhai

Aur rudra ka comedy part best hai bhai
Rahi baat kaira ki use kisi se v nhi darna chahye
Q ki husband sab se powerful hai bhale hi use nhi pata ho
Lekin hame to pata hai
Rudra kaira ko kabhi bhi udaas nhi hone dega to dusra use kuch krne ka sochega v kyaa

Aur koi ek bhai ne comments kiye thee ki kaira rudra se pyaar nhi karti
Bhai agar pyaar nhi karti to rudra ke alawa koi v male kaira se is tarah bolke to dikhaye to hum jane

Ab to har update mai comment karunga bahut a66a laga padhke

Aise hi likhte rahe
Thanks bhai
Aapka swagat hai Spiegel bhai ki is sandar rachna me to injoy kijiye ham Sabhi Bhaiyo or dosto ke sath...
 
Xabhi

"Injoy Everything In Limits"
10,211
42,569
174
Bhai is baat pr gaur Karna aap jis seal ki baat kr rhe ho Vo dusre type ka hai kaira ko Jisne bhi is seal ke bare me btaya hai Vo kafi karibi hai or Usne jhuth bola hai ho sakta hai koi sadyantra ho pr kaira ke man me yah baat baitha Di gyi hai ki Vo kuchh mahsus nhi kr sakti rudra ne bhi is bare me btaya hai update me

Bhai kaira ke cursed seal laga hua taki wo emotion less rahe .....phir bhi iss update mein kuch - kuch jagah aisa laga jaise haan emotion to hai londiya mein...😃😃 ab dekhte hai aage kaise character development hoga abhi tak to sab kuch sahi raha hai👍
BTW nice update bro...
 
Spiegel

Supreme
673
2,872
124
Bhai shadhi ka bandhan kab chalu kar rahi ho
sabhi story me meri sabse fav yahi hai, ayan or riya ki tabhi story suru karunga jab mere paas pura time hoga or roj ke kamse kam 3 se 4 updates de pavu isse phele ayan ka role baki most of story me to hoga hi or baki sabhi story ke main character se alag hoga kyun ke usko mental problem(DID) hogi or uski har personalty alag hogi isliye ye mere bahut karib hai kyun k mujhe bhi ADHD disorder hai jo aapne meri story writing se pata chal gaya hoga me sahi isliye me kabhi bhi sahi se likh nahi pata bahut sare word bhi missing ho jate hai ya par aage piche ho jate hai, isliye mene pehle hi socha tha ke ek psychological story likhun or ye sab us story me milega
 
Spiegel

Supreme
673
2,872
124
UPDATE-27

to dosto ab aage,

Abhi rudra or karira chunchunmaru ke upar bethe the or aese hi time ja raha tha rudra baat kar raha tha kaira se or wo javab bhi de rahi thi acche se or aese hi din nikal gaya or raat ho gai. fir sab sath me huve thodi der ke or uske baad fir alag ho gaye apni apni team ke sath rudra,kaira or chunchunmaru bhi alag ho gaye dusron se, abhi chunchunmaru chota ho gaya tha or kaira ke sath hi tha wo rudra ko bhaav bhi nahi de raha tha ek tarah se par rudra ko tabtak problem nahi thi par wo kaira ke god me betha tha abhi or upar se wo kabhi uske hath chaat raha tha kabhi mast kar raha tha or rudra uski hi taraf dekh raha tha, waha kaira ko bhi pata tha rudra ka kya haal hai isilye usne bola '' ab kutte se bhi jalan hone lagi '' rudra ne kuch bola nahi or kaira ki taraf dekhta raha ab usko bhi kuch to karna tha islye wo bhi kaira ke bilkul paas me chala gya or uske satke beth gaya abhi uski puri body kaira se touch ho rahi thi. fir usne dhire se apne hath badaya or kaira ke dusri tarah ke kandhe pe rakh dia. par uske baad wo aage kya kare wo sochne laga par kuch dimag me aahi nahi raha tha abhi uske paas bahut sare opt to the par usko pata tha aage kuch kia to ye firse gussa ho jayegi or uska mood kharab ho jayega isliye wo aage nahi bada par usne hath bhi nahi hataya waha se fir usko bhi pata nahi chala nind kab aagai or subah bhi ho gai thi. abhi dono achce se sath me so rahe the par chunchunmaru ne bhonk bhonk ke usko jaga dia abhi dono ka sath me touch hoke sone me itan kuch fark pad nahi raha tha kisiko bhi. fir sab fresh huve or aaj ke liye ready ho gaye fir aese hi roj ki tarah apni apni team ke sath ho gaye.

Aaj lia ke plan ke hisab se unko abrix tak to pohchna hi tha isiliye wo sab aaj thoda jaldi chal rahe the kaira or rudra ko koi problem ho nahi rahi thi kyun ke chuchunmaru bahut hi acchi speed me ja raha tha isliye unko kuch karna nahi pad raha tha bas unko aese hi chlane dena tha or kuch nahi. fir thodi der baad lia ne sabko bulya abhi baat ye thi ke thoda dhuva dhuva tha sab jagah pe or abrix yaha pe bahut sari gufa thi usme se ek me tha or dusron me dusre metal the isliye lia ko bhi pata tha ke unka aaj or aane wala dono din abrix wali gufa search karne me hi chala jayega upar se koi gufa bhi acche se nahi dikh rahi thi dhuve ki vajah se. abhi do baat thi pehli ke unko koi bhi gufa dekhni thi or upar se unko dekhna tha ke wo abrix wali hi gufa hai ke nahi, jo unko uske paas jate hi feel ho jayega kyun ke uske mana ka power bahut tha isliye, fir ssabhi nikal gaye apni apni team ke sath or yaha rudra or kaira bhi chunchunmaru ke upar beht gaye fir chunchunmaru ne tej speed pakad li jo unhone ne bhi nahi socha tha or kuch minutes me wo abrix wali gufa ke samne aake ruk gaya, waha jate hi kaira ko bhi pata chal gaya ke ye abrix wali gufa hai unko kuch minutes me hi mil gai wo bhi chunchunmaru ki vajah se matlab ye hai to bahut samjdar jo sabki baat to samaj raha tha. fir chunchunmaru chota ho gaya or kaira ke pero aagaya or bhokne laga kaira ko bhi pata tha usko kya chahiye isliye use usko utha lia apne hatho me or kandhe pe bitha dia or chunchun maru apni punch hilane laga or kaira ka ek side se chehra bhi chat raha tha or karia usko good boy bhi bol rahi thi wo khush bhi dikh rahi thi kyun ke do din ka kaam kuch minutes me ho gaya. yaha rudra bhi ye sab dekh raha tha usko jalan jaisa kuch nahi tha par jo usne socha tha chunchunmaru ko apne sath lane se pehle wo sab ho raha tha jo uske plan ke hisab se tha or chunchunmaru bhi apna kaam sahi se kar raha tha. fir thodi der me kaira ne sabko bula dia un sabko yakin hi nahi hua sab chunchunmaru ki sab taraif karne lage or sab bahut jayda khush bhi the khash kar lia kyun ke jo usne socha tha ye usse bhi jyada accha kaam ho gaya tha jo unke bahut fayda ki chij thi. matlab abhi chunchunmaru ko sath me lane ka fayda unko ho gaya tha or ab sabko yakin ho gaya tha ke chunchunmaru ke sath me rehne se un sabko or bhi jyada fayda ho sakta hai aage.

Ab yaha tak to aagaye the par unko abhi gufa me se abrix ko lana tha jo ek hisab se simple tha or bahut muskil bhi tha kyun ke yaha abhi un sabko kuch rules the wo sab follow karne the fir sab andar gaye thodi der baad anadr jane ke baad rudra ne dekha puri gufa ek tarah se chamak rahi thi par ye sab abhi normal metal the abrix nahi tha jo abhi gufa ke end me milega, firse sab andar or jane lage tabhi sabko ek aurat dikhi or uske piche gate tha lia ne sabko bataya tha ke ye aurat kuch saval puchegi or hame uska javab acche se dena hai jab tak usko sahi nahi lagta tab tak or tab jake gate khulega matlab ye gate of miracales(ek gate hai jiske andar jane ke liye sabko kuch que ka javab dena padta hai jab tak 1000points na ho jaye ye aage aayega) ka chota version tha. waha lia ne sabko ye baat boli thi jab wo hospital me planing kar rahe the par tab rudra to tha nahi. abhi sab log us aurur ki taraf dekh rahe the sabko pata tha yaha pe kuch ghante ka time to jayega jis hisab se lia ne bola tha. tabhi wo aurut jor jor se haste huve bolti hai '' kya tum mere quetions ka javab dena chahoge?'' abhi iska javab ha bolna tha fir sabko quetions sunna tha par koi kuch bolta usse pehle hi rudra ne jatt se bola ''nahi'' ye sunke sab rudra ki taraf dekhne lage wo bhi gusse me par unko yaad yaha us raat rudra unke sath to tha hi nahi par ab kya kare lia ko bhi pata nahi tha kyun ke usne kabhi suna nahi tha kisine no me ans dia ho abhi usko rudra pe gussa aaraha tha or dursra soch rahi thi tabhi wo aurat boli '' thik hai have nice day '' or itna bolte hi piche ka gate open ho gaya sab sock me the ye kya hua sabne lia ki or dekha usko kuch pata nahi tha kyuun ke usne suna nahi tha sab soch me pad gaye ye kaise hua waha rudra soch raha tha ye aunty english me kyun baat kar rahi hai. fir sab waha se nikle gate ke andar gaye abhi bhi sabko thoda thoda dar to tha kyun ke unko lag raha tha sayad koi galat door na khol dia ho isne par lia sabse pehle andar gai or dekha sab sahi tha jaise usne suna tha or dekha tha.

fir sabhi log andar aagaye or kuch dur unko abrix rakha hua dikh raha tha par ab problem suru hoti hai abhi jitne log the utne alag alag raste ban gaye or lia ne bola sabhi ek ek raste pe chale javo sabne aesa hi kia par jo rasta bana tha uski line ke piche sab the or jaise hi wo sab anadar per rakhenge vaise unke samne ek monster aayega jisko unko harana hai upar se wo monster hoga bhi bahut powerfull par isme ek bada twist hai jo lia ne sabko pehle bhi bataya tha or firse bata rahi thi ke abhi jo ye line cross kareaga or jitne kadam chalega utna hi monster kamjor aayega or ye depend karta hai us insan pe kyun ke wo insan iss raste pe chalne ka worthy hona chahiye usko hi abrix milega or wo worthy nhi hai to usko monster se fight karke hi abrix lena padega. fir lia ne bahut sari chije batai jo worthy hone ke liye jaururi thi par usme kahi par bhi powerfull hona chaiye aesa nahi tha par aese log lia ne bataya ke milna muskil the ek tarah se imposible sa tha. isliye sabhi apne apne raste pe aagaye par lia ne sabki last baat batai ke jitne kadam chalne ke baad monster samne aayega to bich me ek line hogi agar tum wo cross karoge tab hi wo tumpe hamla karega varna nahi karega. abhi lia or kaira ne hi jane ka socha aage or bakiyon ko mana kar dia apne apne raste se aage badne ke liye kyun ke abhi kaira or lia hi sabko dikahna chahte the ke monster kaisa hoga or kaise aayega. fir kaira or lia ne aage kadam badaya kuch hua nahi fir thoda aage bade par kuch 5 se 7 kadam chale or unko mehsus ho gaya ke samne monster aayega tabhi thodi der me hi unke samne ek monster aagaya abhi sabke alag alag raste the wo sath me fight kar nahi sakte the sabko alag fight karni thi. waha lia ne socha tha pehle hi or sabko bataya bhi tha ke 10 kadam se pehle wale mosnter bahut powerfull hote hai par unhone socha tha wo 10 kadam to chal hi lenge kamse kamse kyun ke worthy hone ke liye sabse jyada badi chije thi usme ek thi intellect matalb kitna sahi se dimag ka hai or dursra mentali strong ye dono chije unke paas thi or dusri bhi kuch par unhone socha vaise hua nahi.

abhi kaira or baki sabko bhi pata tha ke ye kitna powerfull monster hai kaira ke samne wale ki size bahut badi thi or upar se uske pure body se lava beh raha tha jisse hi pata chal raha tha ke wo bahut powerfull hai yaha lia ke samne wala size me chota tha par usme kuch or power ho sakti hai aesa usko lag raha tha kyun ke usne suna tha ke person pe depend karta hai samne wala mosnter kaisa hoga or kis tarah ka monster unko hara sakta hai maltab karia ke samne kaira se jyada powerfull tha or aesa bhi jiska khoon kaira chakh bhi na sake kyun ke uske body ke upar hi lava ja raha tha or aesa hi haal lia ka bhi tha usko pata tha samne wala monster bhale chota ho par uske andar alaga si powers hogi par abhi wo hamla nahi karna chahte the pehle bakiyon ka test lena tha par lia ne rudra ko aese hi mana kar dia kyun ke yaha ke sabse weak wale monster ko bhi rudra na hara sake or usko pata bhi nahi tha rudra kita kadam chalega. par kaira ne kuch dhayan nahi dia usko pata tha ke rudra sayad sabse jyada aage jayega par kya wo monster ko hara payega isilye usne kuch bola nahi, yaha sab aage badne lage abhi lia or kaira ko pata tha ke ye log sayad aage chale jayenge par sabhi 10 pe atak gaye sabse aage avi or rohan hi gaye the bhale avi sabse smart nahi tha par fir bhi 10 tak to chala gaya tha par abhi sabke samne ek ek mosnter aagaya. pehle unka plan tha ke lia or kaira hi fight karenge agar 10 ke andar monster aagaya to par abhi plan change karna pada kyun ke sab monster alag alag the sayad unme se koi aage bad paye jo bahut hi muskil tha. or itna fight karke baad bas wo ek hi abrix ka chota sa tukda hi le sakenge kyun ke jo mosnter se lad ke waha pe jayega usko bas chota sa tudka hi milta hai waha bahut sara abrix pada hua hota hai par ek tukde se jyada uthaya to unme bauht sare monster attack kar denge aesa suna tha lia ne. par lia ke plan ke hisab se unko ek tukde se jyada abrix chahiye hi par wo bhi abhi impossible lag raha tha usne jo socha tha aesa kuch nahi ho raha tha. kaira ne bhi lia ki taraf dekha usko bhi pata tha lia kya soch rahi hai or baki sabko bhi isliye abhi sab apni jaan laga ke fight karna chahte the or sabne ek ek karke attack bhi kar dia waha gautami ko darr lag raha tha isiliye wo attack karti thi chota sa or bapis aaji thi red line ke is taraf ye sab rudra dekh raha tha uski hasi nikal gai abhi rudra chunchunmaru ke upar aaram se sote huve ye sab dekh raha tha vaise chunchunmaru ke liye bhi ek rasta tha par wo gaya nahi. tabhi rudra ko dhab se aavaj sunai di usne dhaym dia kaira ki taraf se aarahi thi wo kuch jayda power se kick or punches maar rahi thi yaha tak ke knife baki jo sab mila sab kuch try kar rahi thi par kuch fayda to hua nahi yaha baki sab bhi try kar rahe the kuch fayda nahi hua or ab monster bhi unke upar attack karne lage the sabko thodi thodi chot bhi lagi thi par fir bhi sab piche nahi hatna chahte the sabne fight jari rakhi par kuch fyada nahi hua abhi kuch minutes se jyada ho gaya tha sabka mana aadha ho gaya tha kyun ke sab bahut powerfull attack kar rahe the thoda thoda kaam bhi ho raha tha par utna jyada nahi monsters se jyada unko chot lag rahi thi fir sabka mana kahtam hone ko aagaya tha par unko bhi pata tha ye outer world ke sabse powerfull monsters me se ke hai itni aasani se kaha piche hatne wale the upar se wo abirx ka mana bhi use kar sakte the par ye koi nahi use kar sakta tha. fir thodi der baad attack karne ke baad sab ruk gaye or red line ke is taraf aagaye rudra ne dekha sabki halat patli ho gai hai sabka bura haal tha sabko chote bhi lagi thi or khoon bhi beh raha tha. ab rudra ko pata tha usko kuch karna padega isliye wo khada hua or apne side wale reste pe chalna suru kar dia.

Abhi sabka dhyan rudra ke upar hi tha par koi kuch bol nahi raha tha kyun ke bolne layak hi nahi bache the waha lia bhi kuch nahi bol rahi thi bas red line ke is tarah khadi thi or apna body dekh rahi thi usko pata tha rudra ne bhi chalna suru kar dia hai par uska dhayn uske upar nahi tha balki monster ko kaisae haraye uske upar tha. isiliye usne kaira ki tarah dekha kyun ke abhi round 2 suru karna tha par usne karia ki tarah dekha to usko pata chala ke wo rudra ki tarah dekh rahi thi par ye baat lia ko bilkul acchi nahi lagi kyun ke wo rudra ko kuch nahi manti thi wo apna time bhi waste nahi karna chahti thi uske upar uske hisab se wo bas idiot banda tha jo jokes marta or khud hasta rehta tha isliye usne kabhi uske upar dhayn hi nahi dia tha waha aakash gautami ko bhi aesa hi lagta tha wo bhi apna dhayn dena nahi chahte the uske upar par rohan ko rudra ke andar kuch dikhta tha or avi ko wo accha banda lagta tha bhale fir wo kisi bhi tarah ka ho usko maja aane laga tha jabse rudra aaya tha unki team me.
par abhi sabka dhayan rudra ke upar tha wo bas dekhna chahte the ke wo kitne kadam aage jata hai yaha rudra abhi 5 se 7 kadam chal chuka tha fir usne ek or kadam fir ek or aese karke 10 kadam kar diye fir usne ek or kadam chala 11th par fir bhi kuch nahi hua ye dekh ke kuch log sock the kyun ke rudra unse jyada kadam chala tha usme se lia bhi thi par usko pata tha ke rudra sayad hi kisi mosnter ko hara paye wo bhi 20 ke aage ka kyun ke total waha se 25 kadam gine jate the fir bada ho kadam ya chota or final 25th wala hota hai. fir rudra ne ek or kadam aage bada kuch nahi hua aese hi ek or abhi rudra 15 kadam tak chal chuka tha sab sock the kyun ke unse to ye bahut jyada aage gaya tha or 15 wale kadam pe lia ko ek baat yaad aagai jisne pehle suni thi or team walo ko bhi bataya tha ke koi tumse jitna kadam aage chale wo tumse utna hi superior hota hai wo tumse utna jayda bada hota hai0(kyun ke abrix khud hi power hai usko power ki jaurrat nahi). bas agar tum power compare na karo to or abhi jis hisab se rudra aage bad raha tha to sabke mann me yahi chal raha tha agar powers ko na gine to asal me rudra un sab ka superior hai ek tarah se unse bahut aage hai. yaha rudra abhi 17 kadam tak pohchak gaya tha ab kaira bhi sock me thi kyun ke usne bhi jyada se jyada 14 se 15 hi socha tha jo bhi bas usne bada chada ke soch lia tha ya rohan bhi ab sock me tha bakiyon ki to halat hi kharab thi sabki heatbeat bad gai thi bahut jyada hi kyun ke har ek kadam se rudra unko dikha raha tha ke wo sabse upar hai waha rudra ne ek or kadam ke sath 20 tak pohch gaya tha. ye dekh ke ab kuch samaj nahi aaraha tha kisiko waha lia jo khaddi wo gir gai thi kyun ke uske pero ne ye sab dekh ke javab de diya tha abhi wo beth ke dekh rahi thi ab sabko pata tha ab sabse kamjor monster aayega or rudra ne sambhal lia usko to kya hi baat thi or sabki soch ye bhi thi ke aaj nahi to koi baat nahi par agar future me rudra thoda powerfull ho gaya to wo chahe utna abrix la sakta hai. waha lia ke sans me ek sans aagai kyun ke agar abrix nahi mila fir bhi wo megur ko rudra ke bare me bata sakte hai kyun ke aesa insan milna impossible jaisa tha or megur bhi ye sunke pagal hi ho jayega wo kya koi bhi pagal ho sakta hai.

waha rudra ne 21 wa kadam rakha par fir bhi kuch nahi hua or uske baad 22 wa par fir bhi kuch nahi hua abhi sabki sans ful gai thi bas rudra ko dekh ke hi unko yakin nahi ho raha tha ke rudra usne dugne se bhi jyada kadam chal dia. lia ne ek baar piche kaira ki taraf dekha dono ki najre mili dono bas ek baat ek dusre ko puchna chahti thi ke kya impossible possible ho sakta hai kyun ke bas abse 4th kadam pe hone wala tha sabhi ki najre rudra ke upar hi tiki thi sabka body pani pani ho raha tha unko garmi lagne lagi thi fir rudra ne ek or kadam aage lia par hawa me rok dia fir basas le liya fir rakhne ki sochi fir bapas le lia yaha ye dekh ke sabki jaan ja rahi thi ke kya hoga waha rudra ko maje ki padi thi sab dekh sakte the wo maje le raha hai has raha hai par fir usne kadam rakh lia kuch bhi nahi hua fir usne ek or kadam rakha 24 par kuch nahi hua abhi last kadam hi tha. abhi sabki halat khrab thi yaha tak ke kaira ki bhi sab abhi chupchaap the or heartbeat bad gai thi sabki hadd se jyada kyun ke bahut saru chije depend karta tha ye last kadam agar ye bahar pata bhi chal gai to pura phantom world nahi balke baki wrold bhi hil jayenge or wo chahe utna abrix use kar sakte hai ye sab soch lia ki thi or kaira ko bhi pata tha ab sabki kaise soch hogi par wo aesa hone to de nahi sakti thi or ab usko sayad rudra ko marne ka plan bhi cancel karna pade kyun ke ye hadd se badi baat ho rahi thi par wo sab abhi wo badme sochegi abhi bas wo wait kar rahi thi. fir waha rudra ne last kadam bhi rakh dia or uske sath or bhi tabhi pura abrix chamak ne laga or aas paas ki sari chije bhi sabko pata tha kya hua hai abhi koi khush bhi nahi ho pa raha tha aesi halat thi ye out of the world chin thi par tabhi rudra ne apna ek hath upar kia or ring ko ghumaya or muthi band ki. waha kaira ko pata tha ye kya karna chahta hai ab ye kuch mang rakhega apni par rudra kis hadd tak jayega wo sochme pad gai kaira kyun ke ye kuch alag level ki chij thi wo direct agar sex karne ko bol dia to wo kya javab degi par kaira to kaira thi usko blackmail karke tum kuch nahi kar sakte the or usko laga ye blackmail kar raha uska gussa tutarat thoda chad gaya par abhi bhi wo wait kar rahi thi rudra ke kuch bolne ka.
 
Samir2020

Member
171
447
63

vert Nice Update
 
Top