• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Curse

parkas

Prime
22,905
52,700
258
Chapter 1 : Days of Humiliation

Update 2

Vikram aur Naina apni Car se ek urgent meeting ke liye Jaa rahe the. Car Ramesh drive kar raha tha aur Vikram aur Naina Car me piche Beth ke baate kar rahe the.

Vikram (Naina ke taraf dekhte hue) : Halat to sudharne ke jagah aur badtar Hote Jaa rahe hai. 2 weeks se production bandh hai. Purane sare Orders cancel ho chuke hai. Stock me rakhe Products bik nahi rahe koi naya order na milne ke karan. Kaafi employees job chhod ke already ja chuke hai. Par Jo hai unko agle month salary kese du wo samjh nahi aa raha.

Naina (Vikram ke hatho ko apne hatho me lete hue) : Haushala rakhiye. Sab Thik ho jayega. Aapke dost Ajit agree hue hai Meeting ke liye. I think unke company se order bhi mil hi jayega aur humari mushkile kam ho jayegi.

Vikram : I hope ke jaisa Tum bol rahi ho waisa hi ho. Kyon Ki agar aisa hi halat rahe to bachi hui ye akhri factory bhi hamare paas nahi rahegi.

Naina (Vikram ki ankho me dekhte hue) : Esa kuch nahi Hoga Vikram.

Aur tabhi Ek company ki alishan Corporate office ke pass Car rukti hai. Vikram aur Naina Car se utarkar Us office me chale jate hai aur Ramesh Car Parking me park kar deta hai.

Ab Vikram aur Naina Ek Alishan Cabin me chair pe bethe the aur unke samne ek Aadmi bhi chair pe betha hua tha.

Vikram : Thanks Mr. Ajit. Aap ne mere kehne pe aapke busy schedule me se kuch time Mere liye nikala.

Ajit (Muskurate hue) : Ek dost ke nate Mein itna to kar hi sakta hu. Batao Vikram, kya Baat karni thi?

Vikram : Humari Company ko is waqt ek order ki sakht zaroorat hai. Aur I think Aapki Company ki requirement bhi hai. So Can My Company get P.O from Your Company? Mein janta hui ke ye ek kaafi informal tarika hai aur koi professional way nahi hai par...

Ajit (Vikram ki baat ko bich me se kaat te hue) : Sry Vikram, Par Hum Order already dusri company ko de chuke hai.

Vikram : Hamare Products ki quality Us se behtar hai.

Ajit (Haste hue) : Vikram, Sorry to say, Par Tumhari company ki reputation ab wo nahi rahi. Aur rahi baat Product ki Quality ki, To Ab to Kam dam me is se kafi achhi quality ki products market me already mil rahi hai.

Vikram : Ajit, Ek Dost ke nate hi sahi, Order humari company ko de dijiye. Varna Hamari Akhri factory bhi Hume bechni padegi.

Ajit : Vikram, Tum to achhe se jante ho ke Business me, Rishte, Emissions, Promises ki koi value nahi hoti. To Mein Dosti ke Rishte se to P.O. bilkul bhi nahi de sakta.

Vikram Ajit ki baat sunkar Nirash ho jata hai. Naina bhi Nirash ho chuki thi. Idhar Ajit Vikram aur Naina ke Nirash chahero ko dekhta hai.

Vikram (Chair se Khade hote hue) : Thik hai Ajit. Thank you for Giving us Your valuable Time.

Fir Naina bhi Apni chair se khadi ho jati hai.

Ajit (Apne chair se khade hote hue) : Vese Vikram, As Dost me Tumhe Ese Order to nahi de sakta par Haan, Mein kuch Loan jarur de sakta hu. Bank se Kam interest rate me.

Vikram (Ajit ke taraf swaliya najron se dekhte hue) : Aur loan ke liye garretty me…?

Ajit : Tumhari factory…? I know Tumhare liye factory kaafi important hai par…

Vikram : Ji Mujhe Manjur hai.

Naina Vikram ko agree hota dekh uske taraf swaliya najaro se dekhne lagti hai. Par wo kuch nahi bolti.

Ajit : To Thik hai. Kal Documents ready kar lete hai. Aur Necessary Procedure bhi khatam kar dege. So I will Meet you tomorrow afternoon.

Aur Fir Vikram Ajit se handshake karta hai aur fir Vikram aur Naina wha se chale jata hai.

Wo bahar Apni Parked Car me aa ke Beth jate hai jate hai. Ramesh car drive karne lagta hai.

Naina (Vikram ke taraf dekh kar) : Kya Factory pe ese loan Lena sahi lag raha hai Tumhe?

Vikram : Aur koi rasta bacha hi kya hai? Filhal Koi Order nahi hai to Vese bhi loan ki jarurat to hai hi. Bank se loan lege to jyada interest hoga. Bahar kisi aur se loan lege to us se bhi jyada interest rate hoga. Aur jese ki You know There ain't no such thing as a free lunch. To jab koi loan dega to Interest to lega hi aur garrentty bhi vesi Deni hi hai. To agar abhi loan mil rahi hai, bank se kam interest rate me to wo bura to nahi hai. Vese bhi, I don't think ke abhi yeh loan nahi lunga tab bhi ye akhri factory rahegi humare pass. To behtar hai ke mein ye risk lu. Loan lu aur fir halat sahi karne ki koshish Karu. Shayad kuch thik ho jaye! Aur fir to Loan chuka hi denge Hum.

Aur Naina dekhti hai to Vikram ki ankho me anshu the.

Naina (Ek bar fir se Vikram ke hatho ko apne hatho me lete hue) : Sab Thik hoga Vikram. Haushala rakho. Aur chahe kuch bhi ho jaye, Mein hamesha Tumhare sath rahungi.

Aur Fir Naina kuch sochne lagti hai.

Vikram : Ye sab usi ki mangoosiyat ke vajah se ho raha hai.

Naina Vikram ke taraf dekhne lagti hai. Vikram ki ankho me ab use gussa saaf saaf nazar aa raha tha. Wo ab andaja laga rahi thi ke aaj Villa pahunchte hi ek toofan sa aayega.

Naina : Haan, Par ab Hum kar bhi kya sakte hai.

Vikram : Pitaji ke will ke vajah se Mein majboor hu. Usi will ke vajah se hi to use sath rakhna pad raha hai.

Naina : Hmmm.. Par ab jyada nahi. Bas 1 aur saal. Fir Will ke according Property 2 hisso me bat jayegi. Fir Wo apne raste aur hum apne raste.

Vikram : Haan, fir Wo jese jiye, jiye ya mare us se fir koi matlab nahi. Par tab tak Wo Manhoos Hum se kitna kuch chhin lega.

Naina : Jo baat hamare hath me nahi hai uske bare me mat socho Vikram. Aur Khud ko sambhalo.

Vikram (Gusse se) : Mujhe gussa to itna aa raha hai ke Manhoos ka gala daba ke maar du.

Aur tabhi Villa aa jata hai. Ravi Main gate pe Duty pe tha. Wo Gate kholta hai aur Car Villa me aa jati hai.

Naina dekhti hai to Vikram ki ankhe gusse se laal thi. Jese hi Ramesh ne car park ki Vikram Turant hi kaafi gusse se Car se nikalkar Villa ke andar chala jata hai.

Vikram villa ke Lounge me aake Villa ke main entrance door pe joro se mukke marke knock karne lagta hai. Ye Awaz Hall me bethi Roshni, Sanjeev aur Pallavi sunte hai aur Roshni jake door kholti hai.

Vikram andar aake apne room me jane ke jagah sidha stairs se terrace ki or jane lagta hai.

Roshni (Vikram ko terrace pe jate hue dekhkar) : Bhaiya, Kya hua? Jis kaam ke liye gaye the wo ho gaya na?

Vikram Roshni ki baat sun ke palatkar Roshni ki aur dekhta hai. Roshni Vikram ki gusse me ho chuki laal ankho ko dekhti hai. Ab tak Naina bhi wha aa jati hai.

Vikram (Gusse me Bahut hi unchi awaj me) : Jab tak Ye Manhoos Ghar me hai tab tak is Ghar me koi khushiyan nahi aayegi. Uski mangoosiyat sari khushiyan chhin legi hum sab se.

Vikram ki awaz itni unchi thi ke Ishana aur Juhi joki Ishana ke Room me beth kar padhai kar rahe the wo bhi sunte hai. Idhar Ayushi, Sakshi, Taniya, Rahul aur Yash joki ek aur Saazish plan kar rahe the Yash ke room me beth kar wo bhi sunte hai. Wo sab bhi apne Rooms se hall me aa jate hai aur Vikram aur uske Gusse ko dekhte hai. Juhi ye dekhkar kaafi dukhi ho jati hai aur Ishana ka hath pakad kar uske chahere ko dekhti hai. Ishana bhi udas Juhi ko dekhti hai aur Use Room me fir se le jane lagti hai par Juhi mana kar deti hai. Idhar Ayushi, Sakshi, Yash, Tanya aur Rahul kaafi khush the.

Yash (Dhire se) : Asli maza to ab Aayega. Bade Papa full Gusse me hai. Aaj Us Manhoos ki kher nahi.

Ayushi (Dhire se) : He Deserves it all.

Pallavi : Jeth ji, Aap Shant ho jaiye.

Vikram : Mein shant kese rahu. Barbad kar diya hai sab us Manhoos ne.

Aur Vikram fir Gusse se terrace ki or jane lagta hai.

Idhar Ahan Store Room I mean uske Bed Room me chatai pe leta hua tha. Uski ankhe khuli hui thi. Fir wo achanak se Beth jata hai aur room me jo windows thi wha whi Do White Billiyo ko dekhta hai.

Ahan (White Billiyo ke dekhte hue) : Chalo, Mein Ready ho jata hu. Tum bhi agar ek aur Show dekhna chaho to sath aa jana.

Aur Fir Ahan Room ke diwar pe lage ek mirror ke pass aa jakar khud ko dekhta hai.

Ahan : Amm… Ye thik nahi hai. Let me…

Aur Fir Ahan Apni ankhe bandh karke ek ghaeri sans leta hai aur apni ankhe fir se kholta hai aur mirror me dekhta hai.

Ahan : Now It's perfect. (White Billiyon ki taraf dekh kar) Kyun, Sahi kaha na Maine?

Wo Dono Billiyo ki nazare Ahan ke taraf thi.

Ahan muskurata hai aur fir Door ke taraf dekhta hai.

"Knock, Knock, Knock"

Ye Vikram tha jo Joro se Storeroom ka door knock kar raha tha mukke mar ke.

Ahan jake Door open karta hai.

" Satakkkk"

"Satakkkk"

Jaise hi Ahan ne Door khola vaise hi Vikram ne Do thappad Ahan ko Rashid kar diya. Jis se Ahan ka chehra jo ki skin burn se already laal aur thoda sujan bhi thi uspe ab Vikram ke panje chap jate hai.

Fir Vikram aur Ahan ek dusre ko dekhte hai. Ahan Vikram ki gusse se laal ankhe dekhta hai. Vaise Ankhe to Ahan ki bhi laal thi, Chemical ke vajah se.

Idhar Ahan Phir Vikram ko dekhkar muskura deta hai aur Ahan ki is harkat se Vikram ka gussa aur badh jata hai aur vo Ahan ka hath pakad ke use khinch ke hall me le jane lagta hai.

Thodi hi der me Vikram Ahan ko hall me Lake gira deta hai.

Hall me sab khade the aur Bari bari Vikram aur Floor pe gire pade Ahan ko dekh rahe the.

Idhar Vikram apne Pant se belt niklta hai aur Ahan ke pass aa jata hai. Wo uski T Shirt khinch kar use khada karne ki koshish karta hai par Ahan ki T Shirt fat jati hai. To Vikram Ahan ki bajuo ko pakad kar use khada karta hai aur uski T Shirt ko side me fek deta hai.

Ab Fir se Ahan Vikram ke taraf dekhta hai aur fir se Muskura deta hai. Aur bas, Fir kya tha, Vikram kisi pagal ke tarah Belt se Ahan ko behrahmi se peetne laga.

Jaha Ayushi, Sakshi, Yash, Rahul aur Tanya esi pitai dekh ke khush ho rahe the wahi Ishana aur Juhi kaafi dukhi the. Juhi ki ankho se to esi bedardi se ki ja rahi peetai dekhkar anshu aa jate hai. Ishana Juhi ki ankho me anshu dekhti hai to use ponch leti hai aur kitchen me le jati hai.

Ishana Ek Glass pani bhar ke Juhi ko deti hai. Juhi paani peene se mana kar deti hai. Pata nahi wo kis soch me khoyi hui thi.

Ishana (Soch me padi hui Juhi ko dekhte hue) : Juhi, Paani Pee lo.

Juhi (Ishana ke taraf dekhkar Dheemi awaz me) : Di? Ek baat puchu?

Ishana : Pehle Pani pee lo Juhi aur fir Pucho.

Juhi : Nahi Di, Pahele Aap Mere sawal ka jawab do.

Ishana : Pucho Juhi.

Juhi : Kya Manhoosiyat jesa kuch hota hai?

Ishana : Nahi, Ye sab bakwas hai.

Juhi : To Di ye sab kyun esi baato ke believe karte hai? Kyun sab chijo ke liye Ahan Bhai ko jimmedar thaheraya jata hai? Aur Jab aap in baato pe believe nahi karti to Ahan Bhai ko aap in sab se bachati kyo nahi? Sab ko samjhati kyun nahi? Aur Mujhe bhi khud kyun Ahan Bhai se dur rehne ke liye bolte ho?

Ishana(Apne dono hatho se Juhi ke masoom chahere ko pakadte hue) : Juhi, Mein kisi ke beliefs to nahi badal sakti. Aur Haan, Mein bas usko is liye nahi bachati kyuki Wo Ye sab deserve karta hai. Mein Tumhe is liye us se dur rahene ko bolti hu kyuki Mein Tumhare sath kuch bura nahi hone dena chahti.

Juhi : Ahan Bhai kyu ye deserve karte hai aur unke paas rahene se Mera kya Bura hoga Di?

Ishana : Meri Baat mano Juhi, Mein Tumhare bhale ke liye bolti hu. Kya Tumhe apni Ish Di pe Trust nahi hai Mujh pe?

Juhi : Nahi Ish Di, Mujhe Aap pe Pura Trust hai. Par Mein bas reason Jan na chahti hu ke jab aa Ye Manhoosiyat jesi baato pe beleive nahi karti to Ahan Bhai ke pass jane se Mujhe rokti kyun ho? Kyun aap wo esa deserve karte hai esa bolkar itna galat unke sath hone de rahi ho?

Ishana : Juhi, wo Tum na jano to hi bahetar hai. Please. Ab to pani pee lo.

Juhi : Nahi Di, Pehle Aap Batao Mujhe, Aaj mein reason Jaan ke rahungi. Mein tab hi Paani Peeungi.

Ishana : Juhi..

Juhi : Ish Di… Please….

Ishana : Thik hai. Ab jab Tum Jan na chahti ho to Aaj Raat Wo Reason pata chal jayega.

Juhi : Abhi kyun nahi Di?

Ishana : Juhi, Filhaal Tum Pani pee lo. Aur I promise, Aaj Raat ko Jo Reason Tum Jan na chahti ho wo Tum Jaan jaogi.

Juhi (Apna hath Ishana ke taraf aage badhate hue) : Ish Di, Pinky Promise?

Ishana (Juhi ki Ungli ko apni ungli se milake) : Pinky Promise Juhi.

Aur fir Juhi glass se Paani peene lagti hai.

Idhar Hall me Belt se ki ja rahi peetai se Ahan ki Chest aur Back pe belt ke Nishan pad chuke the. Wha se Khun bhi beh raha tha.

Vese Ye koi paheli baar to nahi ho raha tha. Vikram ne na jane kitni baar Ahan ko ese peeta tha. Par Aaj Vikram ruk hi nahi Raha tha. Wo bahut hi berahami se Ahan ko pit raha tha Aaj. Usne jese Aaj than liya tha ke wo tab tak Ahan ko pitega jab tak wo mar nahi jata. Wo abhi bhi belt Ahan pe barsaye ja raha tha. Aur Ahan bas Chupchap khada tha bina Uff kiye aur Vikram ko dekhe jaa raha tha. Uske chehre pe koi bhi expressions nahi the. Nahi dard ke, Nahi gusse ke aur Nahi Khushi ke.
Bahut hi badhiya update diya hai Cosimo bhai...
Nice and beautiful update.....
 
Raj 88

Active Member
1,583
5,090
143

Nice👍
 
Top