• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Chudai Task (Sci-Fi...Action..Thriller..Sex Ki Bharmaar)

Kahani me sex to khub hoga.. aur kya kya hona chahiye

  • Total voters
    168

Naughty Desi Munda

Active Member
1,264
3,168
144

Pt-2

5 Yrs Back....

"maa kal bhi mujhe pet bhar khane ko nahi mila. maa! aaj mujhse mere pet ka dard sahn nahi ho payega?"

avi ke chacha ki beti bharti school se lautne ke baad roti dhundti hui boli.. par usay nahi mili. hoti to milti. aisa ab aksar hone laga tha. ghar me kamane wale to the. avi ka chacha aur dada, fir avi ki badi maa, dadi aur chachi kheto me kaam kar ke ghar chala rahi thi. par ghar ke sadasy bohut the. kabhi extra kharche karne padte, jaise bachu ki padhai ka kharcha aur fir badi betiyon ke liye dahej ke naam par kuch pahle se kharid lena. aise hi aksar halat bigad jate to khane ke lale pad jaya karte the.

kai baar teen time ki jaga do time ka khana khana pad jaya karta tha. aur bade sabhi sahn karne ke aadi ho chuke the. avi bhi unme shamil tha. wo bhi ghar ke halat baare badi bareeki se janta tha. isliye aksar khana na milne par chup kar jaya karta tha. ya kabhi kam milta to bhi chup ho jaya karta tha. shor nahi machata tha.

aaj bharti ke sath school se lauta to bharti ko khana talash karte dekh kar, fir nirash hote dekh kar avi ko bada dukh hua..

avi ne school bag kandhe se utaara aur pakad kar ghorne laga. avi school ka sabse kaabil student tha. har saal class me first aya karta tha. sabko badi umiden thi avi se..

sunaina avi ki maa- avi beta aise dhup me khade bag ko kyu ghoor rahe ho.
suniana ki baat sunkar sab avi ko dekhne lage.. avi firse bag ko dekh kar chalta hua maa ke paas ja pohncha. bag side rakha aur maa ko hug karke maa ke gaalon par kiss kar dia.. sunaina ki kokh se janma ek hi tara tha avi. sunaina ko bada pyar tha avi se. avi sabki ankhon ka bhi tara tha. par gurbat me jaise usay bhi grahn lagta ja raha tha. pahnne ko ache kapde nahi the.. pet bhar kar khane ko nahi tha.

avi ke pyar par sunaina jhum uthi. sab avi ko dekh kar niharne lage. bharti apni bhuk bhul kar avi ki ankhon aur chahre se phoot rahi chamak ko niharne lagi.

avi- didi aap ko pet ka dard pareshan karta ha na.
bharti avi ke paas aai aur avi ko gale se laga liya- nahi bhai. mai to bass aise hi..

avi- sab samjhta hon didi. maa aaj se ghar me koi bhuka nahi rahega
badi maa- avi beta, aisa kya karne wala ha tu.
avi- mai kaam karunga badi maa.
badi maa avi ko gale se laga kar pyar karne lagi- avi beta tu hamari ankhon ka tara ha aur hamari ek badi umid bhi. bhagwan ne tujhe abhi se bada dil aur bada dimag dia ha. tu kam ka sochna chhod aur mann laga kar padh. bada admi ban ja. fir hamare sare dil dard door ho jayenge.

sunaina ne bhi firse avi ko gale se laga liya- nahi avi beta. tu har saal class me first aata ha. mujhe umid ha tu bada hokar ek bada admi banega. aur dheron paisa kamayega.. tab tak bhagwan ne chaha to din ache se kat jayenge.

avi- maa kitaben padh kar class me first aaonga. 25 saal tak padhta rahunga. fir kahin naukri kaunga to paise kamane lagunga.. par maa mere dimag me ek baat aati ha.
sunaina aur badi maa avi ko ek sath thaam kar- kya aata ha tere bade dimag me avi.

ghar me jo the wo sab avi ke gird ikathe ho gaye the.

avi- desh me kai aise han, jo khub padh likh kar naukri ke liye dhakke kha rahe han. aur fir kitaben padh kar, ache number lekar naukri karke paise hi kamane han to paise kamane ke liye dunya me aur bhi dheron tarike han maa. main bhi aise hi bada admi banna chahta hon maa. samay bhi barbad na ho. aur mai bada admi bhi ban jaon. aap sab ki seva bhi karun. ghar bhi chalaon aur apne mann ki bhi karun.

sunaina aur badi maa dono ne avi ko ek sath chumna shuru kar dia.

sunaina- avi beta! teri aisi hi baaton se humne jana ha. tu sach me ek din bohut bada admi banega. par avi beta aisa mat soch.
avi- nahi maa. beta hon mai apka. sabka. itna to bharosa karna hi hoga aap sab ko mujhpar..

sari didiyan ek sath bol padi- avi bhai.. hum sab khud se badhkar tujhpar bharosa karti han.. par dekh le. tu to hum sab se badhkar samjhdar ha. tu dekh le, jo tujhe sahi lage, wo kar. par dekhna, humen nirash mat karna.. hamare khawab jude han tujhse.. unhe tootne mat dena.

avi- aur aap sab ka future bhi juda ha mujhse.. mai kisi ko nirash nahi karunga. apne sath sath sabke khawab pure karunga. par ghar ke aise halat bhi mujhse dekhe nahi jate.. isliye mujhe kuch to karna hi padega. jisse ghar ke halat ache ho saken. kam se kam kisi ko bhuke pet to nahi sona padega..

us din dada, dadi aur chacha chachi bhi avi ki baat jankar heran rah gaye. dadi aur chachi us din dada aur chacha ke sath kaam par thi.. wo lauti to avi ki baat aur irade jaan kar chinta me bhi aaye aur avi par garv bhi hoa unko.

dadi- mera avi padhe ya na padhe, wo ek din bada admi zarur banega. aur raha gyan kitabo ka, to kitaben to avi ab bhi padh sakta ha. hamara avi ko bas nazar dekh kar sab yaad kar leta ha.

dada- bhagwan ne hamare avi ko dimag bhi to bohut da ha. avi kuch bhi kahe, kuch bhi kare, mujhe vishwas ha, avi ko safalta milegi.

chacha- dekh le avi, pahle bhi mai ghar ke liye din bhar kheto me mahnat karta aya hon. ab bhi kar lunga. jab tak dum ha. karta rahunga. par tu padhai chhod kar kam par mat ja.

chachi- nahi.. mujhe bhi avi par pura pura vishwas ha. avi kuch bhi soche ya kare, avi asafal nahi hoga. to avi beta, kya socha ha tune ghar ke halat theek karne ke liye.

avi- aaj raat tak soch lunga chachi. kai kaam mere dimag me han. dekhta hon, konsa sahi rahega.

sunaina ne pahle avi ko chuma. fir bari bari sab avi par pyar lutane lage..

agle din avi sabse milkar sabka pyar aur duaen lekar sabse pahle ghar se nikal gaya.. avi ne ab bhi nahi bataya tha wo kya karne wala ha..

avi ghar se nikla to gaon ke ek admi dharmendra chacha ne avi ko rok liya..

dharmendra- avi beta, kahan ja raha ha tu subah subah.. aaj school nahi jana kya.
avi- nahi chacha. aaj se school band aur kaam chalu.

dharmendra chacha sunkar heran hue- avi beta. tu school nahi jayega. kam karega. par tu to har saal pahla number leta ha na class me.

avi- haan chacha.. par ab mai ghar chalane ke liye kam karunga.
dharmendra- na avi beta. tu bada hushiyar bacha ha. tere jaisa ek bhi nahi ha gaon me. tu aisa na kar aur school ja.. bhagwan ne chaha to is saal safal achi hogi aur kheto ka kam badh jayega aur ghar ke halat bhi theeek ho jayenge.. mere ghar ke halat bhi to tere ghar jaise hi han avi beta..

avi- chacha aap mujhse bade han. mujhse, mere parivar se bada pyar karte han. dil se aapki izzat karta hon. aur aapki baaten bhi pure mann se sunta hon. bada acha lagta ha chacha aapki gyan aur prem bhari baaten sunkar.. chacha kitaten to meri dost han. kabhi mujhse door nahi hongi. jab chahe padh sakta hon aur fir padh likh kar naukri karna hi kya zaruri ha chacha.. padhai likhai to insan ko dharmatma banati ha. karm se bhi insan dharmatma banta ha chacha aur kitaben aisa jo bhi gyan deti ha. wo main kabhi apne hath se jaane nahi dunga.. padh likh kar, naukri karke bada admi nahi banuga chacha.. bhagwan ne insan ko budhhi aur himmat dono de rakhe han. usi ke upyog se main banuga bada admi.. aur dekhna chacha ji ek din mai apne ghar ke sath sath pure gaon ke din badal kar rakh dunga..

dharmendra chacha avi ki pahle bhi aisi badi badi baaten sun chuke the. ab bhi suni to sunkar nihaal ho uthe..

dharmendra- bhagwan tujhe har medan me safalta de avi beta.. aur mujhe vishwas ha. tu ek din zarur bada admi banega. jo abhi se apne parivar ke liye itna kuch karne chala ha. kaise wo kisi medan me asafal rah sakta ha.. jao avi beta. meri duaen tumhare sath han..

jate jate avi dharmendra chacha ke paun chhu gaya.. avi gaon se nikal kar shahr jaane wale bus me beth gaya tha.. avi nahi janta tha. shahar jaa kar uski life badalne wali thi.. bada admi banne ke sath sath, ghar ke halat sudharne wale vicharon ke sath sath kuch aur rang bhi uski life me shamil hone wale the..

shahar zayada door nahi tha.. avi shahar pahle bhi jata raha tha.. akele kai bar ghum chuka tha.. ab bhi avi shahar me ghumne laga.. aur apne hisab se kam talash karne laga..

ek car wash center par uski nazar padi to avi wahan kaam mangne chala gaya.. kismat se avi ko kam bhi mil gaya.. avi ne wahan din bhar kam kiya aur sath sath dimag bhi chalata raha.. is kam ko hi lekar wo aage nahi badh sakta.. aisa wo jaanta tha. wahi rah kar avi ko pata chala. ek aur car wash center ha. jahan ache se kam karne wale ko uske kam ke hisab se paise diye jate han..

avi ne ye jana to pahle isi jagah par daily kam karne ki bat karke ache se kam seekhne ka soch liya..

avi ek multi talented ladka tha.. uske liye kuch bhi mushkil nahi tha.. ek hafte me hi avi ne jaise sab seekh liya.. is ek hafte ki mahnat se ghar ke halat me bhi sudhar dekhne ko mila. sab avi se khush the aur avi apni mahnat se..

avi dusre hafte theke wale car wash center ja pohncha.. avi ko wahan kam nahi mila. kyunki avi ki age kam thi. aur jaga bhi khali nahi thi. par avi to fir avi tha. jo karne ki thaan leta.. kar guzarta.. avi dheet bana bina paiso ke ek din ke liye kam ka bol gaya. kam umar ka hoke badi badi baaten karna wo seekh chuka tha..

shaam ko center ka malik avi ki mahnat aur fir uske kam karne ke andaz ko dekh kar heran rah gaya. wo khush bhi hua avi ke kam se.. aise avi ko wahan kam mil gaya..

avi us din der se ghar pohncha.. sab uska rasta tak rahe the.. jaise hi avi ghar par pohncha.. sunaina bhaag kar avi ke paas ja pohnchi..

sunaina avi ko gale se laga kar chumti hui- avi beta aaj kyu der kar di tune.
avi ne bhi maa ko pyar kiya. tab tak sab uske paas aaa chuke the.. avi ne jo kaha tha. wo kar dikhaya tha. ghar ke halat badal kar rakh diye the usne..

avi- maa mujhe ek aur jaga acha kam mila ha. wo center der tak khula rahta ha. der tak kam karunga to zayada paise milenge..

badi maa- fir to tu aur bhi der se aya karega avi beta..
avi- badi maa, mai rat wahin rahne ka koi intezam kar lunga.
sunaina tadap gai- nahi avi beta.. tu raat ghar se bahar nahi rahega.
bharti- han avi. tu ghar se bahar nahi rahega.

radha sabse badi thi.. wo boli- avi tu jitna kar raha ha.. ye bhi bohut zayada ha. apna bhi khayal rakh na tu.. padhai to tune totally hi band kar di ha.

avi radha ko muskura kar dekhne laga- didi aap sabse badi ho na.
radha- haan hon toh?
avi naughty hota hua- to aapki shadi sabse pahle hogi na.

radha sharma gayi aur avi ko ek chapat laga di

sab has pade.. avi bhi hasne laga.. fir serious ho gaya..

avi- meri kitni sari didiyan han.. mai jald se jald khub sara paisa kamana chahta hon. fir apni sari didiyon ki shadi bhi to karni ha. kyu maa, badi maa, dadi, chachi.. kya mai ghar ka mard nahi hon.. kya didiyon ki shadi meri zimmedari nahi ha.

avi ki baat sunkar sabki ankhon me ansu aa gaye..

sunaina ek baar firse ansu bahati, sisakti hui avi ko apni aaghosh me bhench gayi.

sunaina- maa sadme.. maa vaari.. meri jaan bhi tujhpe kurban avi beta. tu kitna bada ho gaya ha. kitna garv hone laga ha mujhe tujhpar.. apni kokh par.. tu ne meri kokh se janam lekar mujhe kitni badi khushi de di avi beta..

sunaina roti sisakti avi ko chumne lagi.

dadi apne ansu saaf karti hui boli- sunaina chhod avi ko. usay naha dhu lene do. bhuka hoga wo..

dadi ne baat palatne ki koshish ki.. par nahi palat saki..radha ne khench kar avi ko apne seene se laga liya. aur maa samman pyar dene lagi avi ko..

radha- ho jayegi meri shadi. ho jayegi sabki shadi. tu itni chinta mat kar.. abhi umar hi kya ha meri, sabki.. tu apna khayal rakh.. aur. aur.. aur aisi bhavanaon bhari baaten karke hamare dil na chhalni kiya kar.. hamare liye sabse badh kuch ha to wo ha tu.. tujhse badhkar kuch nahi payara humen..

dusre number par badi thi anjali.. radha se avi ko chheen kar gale se laga liya aur chumne lagi...

anjali- tu kitna prem karta ha humse avi. kitni fikr ha tujhe hum sabki.. hamare liye kitna kuch karne laga tu.. apni padhai bhi chhod di. aur ab humse door rahne ki baat kar raha ha.. mujhe pata ha avi tu bhi humse door rahna nahi chahta.. hamari zindagiyan banane ke liye hi tu aisa sab kar raha ha. itni si umar me tu sab karne laga ha. tere to padhne ke din ha. khelne koodne ke din ha. aur tu kamane me lag gaya.

ek ek karke sab avi ko apne seene se lagaye apne apne vichar batane lage.. apna prem dikhane lage..

par avi jo soch chuka tha. wo to usay karna hi tha...

avi- kya ap sab nahi chahte... mai jaldi se bada admi ban jaon.. jaldi se ghar ke halat ko sudhaar don. ek din hum ne shahr me rahna ha. mujhe shahar rah kar shahar ko, shahr ki zindagi ko samjhna hoga. wahi rahunga to samjhne me asani hogi.. aur fir zayada kaam karunga to kuch apne liye bhi bacha lunga.. jisse aur kitaben lunga. khud ka bhi to khayal rakhna ha na... zayada paise kamaunga to kuch aap sab ko dunga. kuch khud ke liye rakhunga..

avi ki is baat par sab maan gaye.. aur fir avi us naye car wash center par kam karne laga.. do din me hi avi ka jadu chal gaya.. kam to badhiya tha hi avi ka. avi ki baaten avi ke kam se bhi badhkar thi.. aas paas ke sab avi ke dost banne lage.. aur avi ke liye rahne ka intezam bhi ho gaya..

avi har week ghar ka chakkar lagata aur pahle se double paise ghar deta.. par avi ke vichar yahi tak nahi the.. avi ki soch uski umar se kahin badh kar thi... aur avi wahi soch raha tha.. ek ek chiz ko dekhna, parkhna uski adat thi.. bada admi to banna hi tha.. par jayaz tarike se kaise zayada paise kamaye ja sakte the.. avi is par zayada socha karta...

wahi paas me hi ek motor machenic ki bhi dukan thi.. aur usse kuch fasle par ek hakeem ki dukan bhi thi.. jiske paas dheron jadi butiyan thi.. aur dher sara gyan bhi..

abhi ki dilchaspi us ved aur motor mechanik wali dukan par zayada badhne lagi.. aur avi usi par zayada sochne laga.. sochne laga, wahan uske kam ka kya khaas ha. jo bar bar uska dhayan un dono dukano par hi jata ha..

motor mechanic wali dukan ka avi ko jald samjh me aa gaya. ek motor machenic bohut paisa kama sakta ha.. aur fir ek mahir driver banna bhi zaruri tha avi ke liye..

ek ved, jiske paas jadi butiyon ka dher sara gyan ho. wo bhi khub sare paise kama sakta ha. jadi butiyon ke sath sath dimag bhi ho paas.. to paisa barish ki boondon ke jaisa barasta ha..

is baat ka andaza bhi avi ko jald hi ho gaya.. aur avi ne ved aur fir motor machenic se dua salam badhani shuru kar di.. jisme avi ko badi jaldi safalta milne lagi..
 
parkas

Prime
22,373
51,804
258

Nice and beautiful update....
 
  • Like
Reactions: Naughty Desi Munda
Top