Soku74
Active Member
- 584
- 2,961
- 124
Aap apne hisab se likho kahani. Main janta hu jab aapne kahani start kiya hoga uss samay aapke mann me lagabhag puri kahani hogi. Aap suno sabki magar jo aapke hisaab se hona chahiye wahi karna. Kyoki aap story ka track change karoge toh bahut kuch badal jayega. Ho sakta hai sayad accha v ho bass mai kahan chahta hu aap apne hisab se likhna kisi ke comments padhne par nhi kisko kya accha lagata hai. Haa yadi kahani ka ploting ya content par comment ho toh aap dhyan do.