• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery BHABHI MAA (Completed)

Chutiyadr

Well-Known Member
16,889
41,092
259
Bhot bhot bhot bhot pyara update spsly jo ending thi .....
Kalwa ki biwi ki madad se bhabi ko bhi job mil gayi aur Kalwa ne Sonu ko bhi dilwa di ..
Sonu ka ye kaam karna bhabhi ko pasand nahi aya sayad unke man se abhi tak ye nahi gaya ki usko ye sab kaam sirf isiliye karna pad raha hai kyu ki wo unke saath aya....aur dekhte hai bhabhi ne to kasam se de di hai sonu kya karta hai aur

Bhot hi acha update Dr Bhaiya ese hi likhte rahiye ... Bhot achi chal rahi hai story
:thanks: dhanywad amubhav bhai :)
 
  • Like
Reactions: Aakash.

Chutiyadr

Well-Known Member
16,889
41,092
259
Update 6

Agle din jab main kam par gaya to mujhe waha wo inspector dikha jo us din bus stand me tha ,main saman se bhare hue bore utha kar ek track me daal raha tha ,wo inspector lala ke sath kuch bate kar raha tha ,maine use dekhte hue bhi andekha kar diya lekin naa jane kaise uski najar mujhpar pad hi gai ..

Thodi der me hi wo mere pas pahucha sath me lala bhi tha ,

“tu wahi hai naa jo us raat bus stand me mila tha “

Wo thodi dur khade mujhe ghur raha tha, maine bas haa me sar hilaaya ..

“lala janta hai us raat ye aur iski ek chhamiya mujhe mile the sale ne do constable ko maar diya tha wo to kalwa wanha aa gaya warna ,iski us maal ko nanga karke nachata “

Uski bat sunkar mera dimag khankne laga tha maine us inspector ko ghura ..

“kya ghur raha hai be maarega mujhe “

Wo aage aa hi raha tha ki lala ne use rok diya ..

“are pande sahab jaane bhi dijiye naya ladka thodi garmi jyda hai isme “

“sale ki garmi to main nikalunga, mere haththe Chadha to fir dekhna kya halat karta hu sale ki “

Itana bolkar wo to chala gaya fir lala mujhe ghurne lga, main apna kam hi kar raha tha ki usne mujhe apne pas bulaya ..

“kyo be shahar me naya naya aaya hai aur itani garmi dikha raha hai ,janta hai ki ye inspector kya kar sakta hai “

“Janata hu sahab lekin ye sala nahi janta ki main apni bhabhi ke liye kya kar sakta hu ..”

Wo mujhe aur bhi ajib nigaho se ghurane lga tha

“kya kar sakta hai “

“jaan se maar dunga sale ko ager unpar najar bhi daali to “

Lala kuch samjhne ki koshis kar raha tha tabhi kalwa ki awaj aayi ,

“bola tha na is ladke ko koi dusara kaam do aag hai sale me “

Kalwa wahi thodi dur khade hue haamari bate sun raha tha ..

“humm aag to hai ,chal test bhi kar lete hai ,le jaa ise hamid ke pas ,wo dekh lega “

Kalwa ne sar hilaaya wahi lala ne kisi ko phone lagaya aur kalwa mujhe lekar ek bike me baitha kar kahi le gaya ,mujhe do teen chije abhi bhi samjh nahi aa rahi thi pahla ki kalwa ke pas ye bike kaha se aayi dusara ki ye sala kalwa jab dusari jagh par kaam karta hai to fir yanha aaya kaise ..

Aur maine ye puchh hi liya

“are chhote main to lala ke pas aaya tha kaam se aur ye mere seth ki bike hai…”

“aapka seth kon hai “

“hai ek kabhi le chalunga tujhe wanha par sala chutiya adami hai wo pure ka pura, chal abhi hamid se mil ,tu usko pasand aa gaya to tujhe gang me shamil kar lega “

“gang bhai ye kaisa dhandha hai ..”

“sale is shahr me ager kisi bhi chij me sabse jdya paisa hai to ynahi hai ,paise se nahayega tu “

“bhaai mujhe paise utane hi chahiye jiatne me main apni aur apni Bhabhi ki jinagi behtr kar saku ,ham sukun se ji le yahi bahut hai “

Kalwa ne gadi me achank se break maar diya ..

“sale matlb tujhe jiwan bhar majduri hi karna hai “

“bhai mujhe koi galt kaam nahi karna hai “

Kalwa ne mujhe dhyan se dekha

“chal thik hai tujhe ager yahi karna hai to yahi kar ,tujhe fir se chhod deta hu lala ke pas, kabhi ager jarurt padi tujhe meri to batana main tujhe hamid se milwa dunga “

“ji bhai “

Main garib tha mere pas paiso ki jarurt bhi thi lekin main kisi bhi karn se aisa kaam nahi kar sakta tha jisse meri Bhabhi ko koi pareshni ho akhir galt kaam karke main unke samne kaise jaata..

Sham jab main ghar pahucha to fir se sharir ka ang dard de raha tha aur kal se jyada dard de raha tha ,pura sharir hi tuta hua lag raha tha, Bhabhi mujhe dekhte hi samjh gai thi ki mere sharir me dard ho raha hai , unhone mujhe bister me letane ke liye kaha aur apni shirt bhi utarane ki hidayat de di , unhone sarso ka tel garm karke mere sharir par malna shuru kar diya ..

“are Bhabhi in sabki kya jarurat hai “

“dekh tu kaam karna chahta hai ,thik hai main mana nahi karungi lekin ,tujhe dard ho raha hai ye main nahi dekh sakti bas ,ab chup chap leta rah aur mujhe malish karne de “

“are Bhabhi aap bhi na bachcho jaise jiddi ho rahi ho “

Meri bat ka unhone koi bhi jawab nahi diya wo bas chup chap malish karti rahi ,unhone mere pith par tel lagaya aur sath hi sath mere hath aur pairo me bhi achche se malish kar di ..

“ab thoda thik laga”

Unhone muskurate hue kaha

“pahle se bhi achche ho gaya hu main ,lekin malish ke karn nahi balki aapke pyaar ke kaarn “

Unhone mere galo jo joro se khincha

“bahut maska marna sikh gaya hai ,chal khana bana diya hai kha le “

Main rotiya khata raha aur bhabhi mere liye garm garm rotiya deti rahi ..

“aap kyo nahi kha rahi ho ??”

“pahle tu to kha le “

“nahi aapko bhi mere sath hi khana hoga”

Do teen rotiya khane ke bad maine kaha

“are baba ruk to jaa pahle tu khana kha le “

“chalo aap bhi khao “

Maine roti ka ek tukda unke muh ke pas laaya aur unhone apna muh khaol diya, roti ka tukda ander chala gaya tha wo use chabane lagi thi. lekin unke ankho me paani ki kuchh bunde aa rahi thi

“kya hua bhabhi ??”

“itana pyar aaj tak mujhe kisi ne nahi kiya re , tere bhaiya ne mera hushn dekh kar mujhse prem kar liya tha lekin wo prem bas unka waham hi nikla , wo prem nahi shayd jism ki bhookh thi , ya fir mahaj jawani me hone wala ek akarshan , unhone hamesha meri khushi se pahle apni khushi ko prathmikta di , unke liye sharir ki santushti ke hi mayane the , jab tak unka shant nahi hota tab tak to bahut hi pyar dikhate lekin jab ho jaata to bas aise dikhate jaise unhone mujhse shadi karke mujhpar aahsan kiya ho , main ek garib ghar ki ladki thi lekin gairat wali thi ager mujhe pata hota ki wo shadi ke bat apni doulat ka rob mujhpar dikhayenge to main kabhi unse shadi nahi karti ..”

Wo rone hi lagi thi , maine unke kandhe par hath rakha ..

“meri wajah se tu bhi dar dar ki thokar kha raha hai , tere bhaiya ko mujhpar gussa tha jo wo tujhpar bhi nikaal rahe the ,warna tujhe kabhi aise nahi jina padta aur ganw wale bhi tere sath khade hote “

Main unki bat sunkar thoda sa hansa , wo mujhe ajib nigaho se dekhne lagi ..

“bhabhi mujhe pata hai ki ager aap nahi hoti to mera kya hota , wo to chahte the ki puri jayjad khud hi hadap le lekin aapke karn nahi kar paye main janta hu ki aap mere liye unse bhi lad jaati thi “

Wo mujhe dekhne lgi

“ ha bhabhi main janta hu , maine aap logo ki bate bhi suni thi jab maa pita ji ka dehant hua tha ,jab wo aap se kah rahe the ki ise Kuch bhi karke raste se hatana hai taki puri jayjad par kabsa kar liya jaye , lekin aapne unhe mana kar diya tha ynha tak ki dhamki bhi de di thi ki ager unhone aisi koi koshish bhi ki to aap sabko unke irado ke bare me bata dengi ..”

“tune wo sab suna tha “

Bhabhi ashchary me thi aur main muskura raha tha

“ha bhabhi tabhi se mujhe samjh aa gaya tha ki aap kitani achchi ho , ager aap nahi hoti to shayd main bhi nahi hota isliye apne ko aisa dosh mat diya karo aap mere liye kya ho ye to main bata bhi nahi sakta , I love you bhabhi ..”

Maine ye unke ankho me dekhte hue kaha tha ..

Wo bas mujhe bheegi hui ankho se dekh rahi thi , unhone mere galo par apne komal hath rakh diye ,aur thoda aage aakr unhone mere galo par ek chumman de diya

“main bhi tujhse bahut pyar karti hu beta “

Jab bhi wo emotional hoti thi tab wo mujhe beta kahti thi ..

Maine aisa ganw walo se sun rakha tha ki meri bhabhi ek banjh hai , matlab unhe bachcha nahi ho sakta , is bare me maine kabhi unse bat nahi ki thi lekin shayd wo mujhe hi apna beta manti thi .. ye sochkar hi mere hotho me ek muskan aa gai ..

Rahul

Kingkong
60,556
70,667
354
wonderfull update doctor bhai dil khus diya yaar aapne mera maja aa gawa aaj ka update padh ke
 
Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,253

Bahut achi update bhai.
Sonu imaandari ki kamaayi karna chahta hai. Usske Kalwa ko mana kar diya gang mein shamil hone se. Good boy.
Bhabi be karwa tel se usski malish kiye dard mitaane k liye, shukar hai ghalat jagah par bhabi ke haath nahin fisle malish karte hue :laugh:
Donon k pyar bhare vaar talaab emotional the.
Chalo filhaal sab sahi chal raha hai.
Dekhte hein aage kia hota hai.
 
aman rathore

Enigma ke pankhe
4,853
20,185
158
Awesome update dr sahab,
behad hi shandaar, lajawab aur amazing update hai bhai,
Sonu ne gang ke liye kaam karne se mana kar diya hai,
lekin inspector ne jaise use target kiya hua hai, use dekh kar to lagta hai ki jald hi use gang ki jaroorat parne waali hai,
bhabhi ke liye to uska pyaar din pratidin aur badhta hi ja raha hai,
ab dekhte hain ki aage kya hota hai,
Waiting for next update
 
Studxyz

Well-Known Member
2,925
16,209
158
बहुत खूब डॉ जी. भाभी देवर का सच्चा प्यार खूब परवान चढ़ रहा है देखो अब आगे चल कर ये क्या रूप दिखता है
 
Top