• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Bepanaah Ishq (Completed)

Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244
Update 102
Raaste mein Sonal ke mann mein ek khayal aata hai toh woh Raj se puchne lagti hai.

Sonal: Achha agar main aapse kuch puchu toh aap sach sach jawaab denge.

Raj: Pucho.

Sonal: Bura mat maaniyega. Megha ke baad kyaa aapne kisi se pyaar kiya hai. Matlab kabhi Megha ke baad kisi aur ko apni life mein jagah di hai. Aur agar koi ladki aapse pyaar karne lage toh kyaa aap bhi usse pyaar karenge.

Raj Sonal ki baat sunke usko dekhne lagta hai jaise woh uski kahi hui baato ko samajne ki koshish karta hai.

Raj: Tumne achanak se yeh kyo puchaa.

Sonal: Bas aise hi. Mera mann mein aaya toh puchliyaa.

Raj: Tumhare mann mein bhi kab kyaa aajaye pata nhi chalta.

Sonal: Aapne mere sawaal ka jawaab nhi diya.

Raj: Mujhe lagta tha pyaar zindagi mein sirf aur sirf ekbaar hota hai. Aur isi theory ko maan ke main Megha ke jaane ke baad jeee raha tha. Par phir mere life mein aayi ek ladki. Pehle woh mere liye anjaan thi. Phir hum dost bane. Dost se hum bahot achhe dost bane. Aur yeh dosti kab pyaar mein badal gayi mujhe khud pata nhi chala.

Time guzarta gaya aur uske liye mera pyaar badhta gaya. Aur ab toh aisa hogya hai ke uske bina ekpal bhi gawara nhi hai. Thodi si pagal hai shararti hai. Par jaisi bhi hai mere liye wohi sabkuch hai.

Sonal ko yehsab sunnke achha bhi lagta hai par uske mann mein ek darr aajata hai ke agar woh ladki koi aur hui toh.

Sonal: Kyaa woh ladki bhi aapse itna pyaar karti hai.

Raj: Woh bhi mujhse bahot pyaar karti hai. Par abhi tak humne confess nhi kiya hai.

Sonal: Gusse aur Jalan se. Kaun hai woh kyaa naam hai uska.

Raj: Mann hi mann muskurate hue. Uska naam toh main abhi nhi bataunga. Abhi uska naam batane ka sahi waqt nhi aaya hai.

Sonal: Gusse se. Kyoo naam batane se kyaa usko kuch hojaayega. Mann mein. Ekbaar pata toh chale uska aisa haal karungi ke phir kabhi bhi inke taraf dekhegi bhi nhi.

Raj: Aree jab tak main uske saath hu usko koi aankh utha ke bhi toh dekhe.

Sonal ko bahot gussa aaraha tha par woh jaise taise control kar rahi thi.

Sonal: Aree agar uska naam pata rahega toh achha rahega naa. Kab tak aise hi bolte rahenge.

Raj: Naam toh nhi bol sakta. Waise tum usse Sonu bolsakti ho.

Sonal: Sonu.

Raj: Haa Sonu. Yeh naam uske naam se match bhi karta hai. Aur Jab hum confess karlenge tab main pyaar se akele mein Sonu kehke hi bulaunga. Thikk hai naa.

Sonal: Mann mein. Sonuuu. Iss sonu ka toh khoon kardungi. Bas ekbaar yeh mujhe mil jaaye.

Sonal: Waise kaha rehti hai aapki yeh Sonu.

Raj: Sonu toh harwaqt mere dil mein rehti hai. Jab se usse pyaar hua hai woh harwaqt mere saath mere dil ke paas hi rehti hai.

Sonal: Mann mein. Agar woh chudail dil ke paas rehti hai toh main kyaa durr rehti hu. Pyaar bhari baatein mere saath. Ghumna phirna mere saath gifts dena mere saath aur pyaar usse chudail ke saath. Milne do kabhi uss chudail ko khoon pi jaaungi uskaa.

Sonal: Waise kaisi dikhti hai woh chu I mean Sonu.

Raj: Aree ab kyaa kahu meri Sonu ke baare. Megha ke baad agar kisi ko dekh kar dil ki dhadkane tezz hui hai toh woh sirf meri Sonu ke liye. Meri Sonu ki hasi uska kyaa hi kehna. Uski khubsoorati ke saamne toh jaise swarg ki apsara bhi paani kam chai hai.

Sonal: Gusse aur Jalan se. Bas bas samaj gayi. Ab aur bolne ki jarurat nhi hai. Mann mein. Agar woh chudail khubsoorat hai toh kyaa main badsurat hu. Aree mere saamne woh kuch bhi nhi hai. Mere saamne aajaye toh maar maar ke uske saare daant hi tod dungi.

Raj: Mann mein haste hue. Waise mujhe kahi se jalan ki buu aarahi hai. Tumhe jalan horahi hai naa meri Sonu se.

Sonal: Gusse se. Yeh aapki galatfehmi hai. Aur jale meri jooti. Main kyo jalungi uss Chu I mean Sonu se. Mann mein. Chudail kahi ki.

Raj: Achha thikk hai. Kulfi khaaogi. Waise tumhe pata hai meri Sonu ko bhi khulfi bahot pasand hai.

Sonal: Jii nhii mujhe nhi khaani koi kulfi. Aap jaake apni Sonu ki hi khilaiye.

Raj: Achha thikk hai. Mat khaoo. Par gussa kyo kar rahi ho.

Sonal: Main kyo gussa karungi. Main koi gussa nhi kar rahi aur naahi mujhe uss Sonu se koi jalan horahi hai. Samajhe aap.

Raj: Haa haa main samaj gaya. Tumhe koi Jalan nhi horahi hai aur tumhe gussa bilkul bhi nhi aaraha tha.

Phir Raj kuch nhi bolta bas mann hi mann hasta rehta hai. Aur idher Sonal toh gusse aur jalan se ek ghayal sherni bani baithi hui thi. Agar koi iss waqt isko cherta hai toh yeh sherni usko kachha khaa jaayegi.

Kuch der baad dono ghar aajate hai toh Sonal jhatt se ghar ke andar chali jaati hai jaha Nandini baithi hui thi.

Nandini: Aagayi Sonal. Raj kaha hai.

Sonal: Mujhe nhi pata. Honge apni Sonu ke khayalo mein gumm. Yeh bol Sonal apne kamre meij chali jaati hai.

Nandini: Isse kyaa hua. Jab gayi thi tab toh kitna khush thi. Ab kyaa hogyaa. Aur yeh Sonu kaun hai.

Raj: Kyaa hua bhabhi akele akele kisse baate horahi hai.

Nandini: Akele akele baate nhi kar rahi thi. Aur yeh sab choro. Pehle yeh batao Sonal ko kyaa hua hai. Jab gayi thi tab toh kitni khush lag rahi thi ab kyaa hogya usse. Aur sabse badi baat yeh Sonu kaun hai.

Nandini ki baate sunn Raj hasne lagta hai. Aur usse haste dekh Nandini aur jyaada confuse hojaati hai.

Nandini: Abb tumm hasne kyo lagee. Maine koi joke maara kyaa.

Raj: Meri Sonal toh pagal hai hi woh apne saath aapko bhi pagal kar rahi hai.

Nandini: Matlab.

Raj: Matlab Sonal hi Sonu hai.

Nandini: Samaj mein aaye aise bolo naa.

Phir Raj Nandini ko saari baat batata hai jisse sunn ke Nandini apna sir pakad leti hai.

Nandini: Heyyy bhagwaan kin pagalo ke beech mein bhej diya hai mujhe. Kaha kaha se sochte ho yeh sab. Aur jaruri thaa yeh sab karnaa.

Raj: Agar jaruri nhi hota toh main yeh karta hi nhi bhabhi. Aur jiss pyaar mein tadap naa ho jalan naa ho uss pyaar mein maza kaha. Maanta hu Sonal bhi mujhse pyaar karne lagi hai.

Par iss jalan se uska pyaar aur jyaada badega woh apne pyaar ko paane ke liye jyaada mehnat karegi. Aur jab usse pata chalega ke Sonu kaun hai tab uske chehre ke jo expressions honge naa mujhe woh expressions dekhne hai.

Aur kismat se uski yaadash aajati hai mujhe meri yehi Sonal chahiye jo mere saath jhagadti hai mere saath hasti khelti hai mujhpe apna haq jamati hai. Mujhe woh Sonal nhi chahiye jo mere liye apne aap ko bhul jaaye. Apna sabkuch sirf mere kiye khatam karde.

Raj ki baat sunke Nandini aage kuch nhi bol paati. Uske paas kuch bolne ko thaa hi nhi. Woh bas chehre pe muskurahat liye waha khadi rehti hai.

Phir Raj waha se apne kamre mein chala jaata hai.

Idher Sonal apne kamre mein aake gusse se apne aap se hi barbar karne lagti hai.

Sonal: Meri Sonu aisi hai meri Sonu waisi hai. Meri Sonu se jyaada koi khubsoorat nhi. Aree agar woh chudail hi itni pyaari thi toh mere saath kyo rehte hai. Jaaye naa rahe uske saath. Mere saath kyo ghumte hai rahe uske saath. Pyaar bhari baate mere saath par pyaar sirf uss chudail ko.

Saare ladke ek jaise hote hai. Inpe agar lagam naa lagao toh yeh haath se nikal jaate hai aur yehi hua hai inke saath bhi. Main bhi dekhti hu mere rehte kaise uss chudail ke saath yeh matargasti karte hai. Taange todd dungi aankhe nikal lungi aur chehra noch lungi agar mere alawa kisi aur ki taraf dekha bhi toh.

Idher Raj apne kamre mein aake fresh hoke aaj pure din jo jo hua uske baare mein sochne lagta hai aur reh reh ke muskurane lagta hai. Phir apne mobile mein Sonal ki li hui photos ko dekhne lagta hai.

Raj: Photos dekhte hue. Meri pagal Sonu. Par jaisi bhi hai mujhe meri jaan se bhi jyaada pyaari hai. Pehle toh kaise ekdum bhiggi billi bani rehti thi par ab ekdum sherni bann gayi hai.

Abhi Raj photos dekh hi raha tha ke Sonal Raj ke kamre mein aati hai.

Raj: Aree tum iss waqt.

Sonal: Haa woh mujhee uss Sonu se milna hai.

Raj: Kisliyee.

Sonal: Mann mein. Taaki uska muh tod saku. Phir jor se bolti hai. Bas milna hai.

Raj: Abhi nhi. Jab sahi waqt aayega tab mila dungaa.

Sonal: Achha mujhe uski pictures toh dikhaiye.

Raj: Aree pictures dekh kar kyaa karogi. Direct live dekh lena. Par jab time aayega tab.

Sonal: Kyoo woh kyaa koi pari hai jisse harwaqt nhi mila jaa sakta.

Raj: Sonal ki aankho mein dekhte hue. Aree meri nazar se dekho. Uske saamne toh Pari bhi paani kam chai hai. Kaha meri Sonu aur kaha pari.

Sonal: Gusse se. Toh kab aayega usse milne ka time.

Raj: Agar aise gusse se milna chahogi toh kabhi nhi milwane wala. Woh bahot hi jyaada masoom hai. Agar tumhare uss gusse se woh darr gayi toh.

Sonal: Aap kehna chahte hau main gussa karti hu. Main gussail hu.

Raj: Maine aisa kab kaha. Yeh toh tum bol rahi ho naa.

Sonal ki aankho mein gussa saaf nazar aaraha tha. Jisko dekh Raj sochta hai.

Raj: Mann mein. Aaj ke liye itna bahot hai. Kahi baat bigad naa jaaye. Phir jorr se bolta hai. Achha yaha aao baitho.

Sonal: Mujhe nhi baithnaa. Apni Sonu ko baithaiye. Main chali sone.

Raj: Aree Sonu meri girlfriend nhi hai tum ho. Aao naa baitho.

Sonal yehh sunke jhatt se Raj ka bagal mein baith jaati hai.

Raj: Yeh dekho aaj humne kitni pictures click ki hai. Aur saari pictures kitni achhi aayi hai. Yeh bol Raj Sonal ko pictures dikhane lagta hai.

Pictures dekh kar Sonal ka gussa shant hojaata hai. Woh ek ek karke pictures dekhne lagti hai. Par aadhe se jyaada pictures mein Sonal ki solo pictures hi thi. Jisko dekh kar usse bahot achha lag raha tha.

Sonal: Isme meri pictures hi jyaada hai aisa kyo.

Raj: Bas aise hi. Kyo pasand nhi aaya.

Sonal: Aisi baat nhi hai. Achha hai.

Raj: Achha yeh batao aaj mere saath ghumke maza aaya.

Sonal: Bahott. Mujhe itna maza aaya ke main bata nhi sakti.

Raj: Aur dance karke.

Sonal: Sharmate hue. Woh bhi achha laga.

Raj: Chaloo tab toh achhi baat hai.

Sonal: Aapne apna mobile set up karliyaa.

Raj: Nhii karlungaa baad mein.

Sonal: Waise aapko pasand toh aaya naa.

Raj: Tumne choose kiya hai naa.

Sonal: Haa.

Raj: Tab toh pasand aana hi tha.

Phir kuch der dono baate karte hai uske baad Sonal apne room mein haake so jaati hai.
 
Luffy

Well-Known Member
7,017
29,006
203

Superb update
 
ABHISHEK TRIPATHI

Well-Known Member
6,394
28,383
218

Excellent update
 
kingkhankar

Well-Known Member
5,952
13,666
188

mast romantic update......
 
Ajay chauhan

Active Member
1,125
6,959
144
Humari sonu bhabhi neo is tandav macha diya pata nahi kab sonal ki yaadast ayegi sach main raj ne sahi ladki se pyaar kiya hai or pyaar na mil pane ki tadap shayad main samaj sakta hu

Kas aisa a ek or accident ho or humari purani wali sonal wapas ajaye mujhe to wahi jyada pasand thi wo bhale hi jesi bhi thi par is sonal se jyada dediceted
Thi
 
parkas

Prime
22,829
52,570
258

Bahut hi shaandar update diya hai bhai...
Nice and beautiful update...
 
Top