• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Bepanaah Ishq (Completed)

Sauravb

Victory 💯
8,089
14,186
174
Update 97
Neha: Waise Raj Sir kitne achhe hai naa. Aur kitne handsome bhi hai naa.

Sonal ko Neha ka Raj ko handsome bolna pasand nhi aaya par woh koi react nhi karti.

Neha: Waise unke bina i mean unke class ke bina yeh time kitna waste hota hai naa.

Sonal: Bemann se. Hmm.

Neha: Waise tumhe pata hai kyaa woh kaha gaye hai aur kab aayenge.

Sonal: Mujhe kaise pata hogaa.

Neha: Aree tumhare paas toh unka number hai naa. Toh baat bhi toh hoti hogi. Aur tumhi ne toh bataya tha naa unhone tumhe call karke bola tha woh nhi aane wale.

Sonal: Haa mere paas unka number hai aur unhone hi mujhe bola ttha woh nhi aane wale. Par yeh nhi bola kab aayenge aur kaha gaye hai.

Neha: Achhhaa thikk hai. Bas jaldi aajaye toh achha hai.

Sonal: Neha ko ghurrte hue. Achha woh kisliye.

Neha: Aree ab yaha unka hona kitna jaruri hai. Unki class aisa waste hoti hai aur unka syllabus bhi kitna baaki hai.

Sonal: Hmmm.

Neha: Waise tumhe nhi lagta humhe unhe ek gift dena chahiye.

Sonal: Giftttt. Woh kisliyee.

Neha: Aree unhone Soniya ki itni help ki toh uske favour mein unhe kuch toh dena chahiye naa. Aakhir ek teacher hote hue bhi unhone dost ki tarah kitni madad ki.

Sonal: Mujhe nhi lagta woh accept karenge.

Neha: Aree woh accept karlenge. Chalo chalke sabse discuss karte hai. Yeh bol Neha jaldi se class ki taraf nikal jaati hai.

Sonal: Iss Neha ko itna kyaa hai ke Raj kab aayenge. Aree aajayenge woh. Par isko kuch jyaada hi hai. Jab dekho unke aage pichhe ghumti rehti hai. Yehi sab sochte hue Sonal bhi class ki taraf badh jaati hai.

Class mein sab baithe baate kar rahe the tabhi Neha waha aake bolti hai.

Neha: Yaar Soniya tu kitni badi selfish hai tujhe pata hai.

Soniya: Mujhe iss Varun ka pata hai ke yeh selfish hai par main kaise hogyi.

Varun: Oyee tujhe main selfish dikhta hu.

Soniya: Puch raha hai yaa bata raha hai.

Neha: Tum dono chupp hojaao. Jab dekho kutte billi ki tarah ladne lagte ho. Aur Soniya Raj sir ne teri itni badi madad ki aur tune unhe koi treat nhi di. Bas Thank you boldene se hogyaa.

Soniya: Aree unhone hi bola tha.

Neha: Aree woh toh bolenge hi. Par tujhe toh sochna chahiye naa.

Soniya: Yaar teri baat toh sahi hai. Toh ab main kyaa karu.

Neha: Tu unhe koi achha sa gift kyo nhi deti.

Soniya: Haa yaar yeh sahi hogaa. Par unhe kyaa gift du. Mujhe toh unke baare mein kuch bhi nhi pata.

Neha: Ek kaam karte hai hum dono kisi achhe se shop mein chalte hai college ke baad. Phir waha se kuch achha sa pasand karlenge.

Soniya: Greatttt. Aisa hi karte hai.

Ishita jo bahot derr se Neha ko dekh rahi thi aur uski baate sunn rahi thi usse usko samaj aagaya tha ke Neha aakhir chahti kya hai.

Ishita: Sonal ko dheere se. Didi aakhir maazra kyaa hai.

Sonal: Neha ko ghurte hue. Yeh Soniya ke bahane khud Raj ko gift dena chahti hai isiliye yeh sab kar rahi hai.

Ishita: Woh toh mujhe bhi dikh raha hai. Par bhaiya nhi lenge.

Sonal: Nhi le toh hi achha hai. Mann mein. Agar le liya toh Bandar ko chorungi nhi.

Phir thodu der mein ek professor aajate hai aur padhane lagte hai. Recess mein bhi kuch khaash nhi hotaa. Chutti ke baad sab apne apne ghar ki taraf nikal jaate hai.

Ghar aakar Sonal lunch karke apne room mein jaake so jaati hai aur sham ko uth ke padhne baith jaati hai.

Raat ko sone ke pehle Sonal Raj ko call karti hai toh Raj call receive nhi karta. Sonal ek do baar aur try karti hai par Raj call receive nhi karta. Jisse Sonal ka mood off hojaata hai.

Sonal: Yeh mera phone kyo nhi utha rahe hai. Hosakta hai aaj uss party mein busy ho isiliye nhi utha rahe hai. Ek baar aur try karti hu shayad utha le. Yeh bol Sonal wapas try karti hai par Raj Call receive nhi karta.

Phir Sonal apna udaas ka chehra liye hi so jaati hai.

Agle din Sonal neend se uth ke sabse pehle apna mobile check karti hai ke kahi Raj ka koi call ya msg aaya hai ya nhi.

Sonal: Inhone abhi tak koi call ya msg nhi kiyaa. Itna bhi kyaa busy hai jo mujhse baat tak nhi kar paa rahe hai. Ab jab tak unka call nhi aayega main bhi ab call nhi karungi. Aur unhone mere call ka reply nhi kiya naa toh ab main bhi unse baat nhi karungi. Yeh bol woh college ke liye ready hone chali jaati hai.

Thodi der baad woh ready hoke nichhe aati hai aur kitchen mein Nandini ki madad karne lagti hai. Par uska dhyaan baar baar apne mobile ki taraf hi jaa raha tha.

Nandini: Sonal kyaa baat hai. Kab se dekh rahi hu tumhara dhyaan kahi aur hai. Kyaa soch rahi ho.

Sonal: Kuch nhi bhabhi.

Nandini: Koi baat hai toh mujhse share kar sakti ho. Aakhir hum dost hai.

Sonal: Woh actually main raat se Raj ka phone try kar rahi hu par woh utha hi nhi rahe hai. Aur puri raat beet gayi unhone ek msg tak nhi kiyaa.

Nandini: Mazaakiya andaaz mein. Achhaa toh Raj ki yaad aarahi hai.

Sonal: Baat ghumate hue. Nhii bhabhi aisa kuch nhi hai. Woh toh mujhe ek sums samaj nhi aaraha tha isiliye unko call kar rahi thi.

Nandini: Aur isi liye tumhara yeh chehra utra hua hai kyoo.

Sonal: Hmmm.

Nandini Sonal ka chehra apni taraf karti hai aur puchti hai. Pyaar karne lagi ho Raj se. Dekho sach sach batana toh hosakta hai main tumhari kuch madad kardu.

Sonal Nandini ko hairaani se dekhne lagti hai.

Nandini: Aisee mat dekho. Kuch dino se tumhe notice kar rahi hu. Tumhari aankho mein saaf dikh raha hai. Aur jab se Raj bahar gaya hai tumhari aankhe usse hi dhund rahi hai. Chalo ab sach sach batao.

Sonal: Aisaa kuchh nhi hai bhabhi. Aap galat samaj rahi hai. Hum toh bas achhe dost hai aur kuch nhi.

Nandini: Ab tumhe nhi batana toh koi baat nhi. Tumhari marzi. Maine socha tha kuch madad kardungi tumhari. Thikk hai ab chalo jaldi se nashta karlo college ke liye late hojaayega.

Sonal: Bhabhi pleasee naraz mat hoiye. Aap toh meri pyaari bhabhi ho meri dost ho.

Nandini: Main naraz nhi hu Sonal. Yeh bol Nandini bahar jaane lagti hai.

Nandini ko bahar jaate dekh Sonal ko bolti hai.

Sonal: Bhabhiii. Aapne sahi kaha. Main Raj se pyaar karne lagi hu. Aur kahi na kahi woh bhi mujhse pyaar karte hai.

Sonal ki baat sunke Nandini ke chehre mein ek muskurahat aajati hai aur woh pichhe palat ke Sonal ke paas aati hai.

Sonal: Bhabhi maine aapko bata diya par pleasee yeh baat aap kisi ko mat bataiyegaa. Pleaseee bhabhiii. Main nhi chahti yeh baat abhi kisi ko pata chaleee.

Nandini: Mujhe pata thaa. Main bahot khush hu tumdono ke liye. Aur tum bilkul bhi tension mat lo. Yeh baat sirf aur sirf hum dono ke beech hi rahegi.

Sonal jhatt se Nandini ki gale lag jaati hai. Aap sach mein bahot achhi ho bhabhii.

Nandini: Achha achha ab chalo sab bahar naashte ke liye wait kr rahe honge. Aur tumhe late bhi horaha hoga. Aur iss baare mein hum college se aane ke baad baat karenge. Aur ab apna yeh chehra thikk karo tum aise udaas achhi nhi lagti.

Phir dono nashta leke bahar aajate hai aur thodi der baad nashta karke Sonal nikal jaati hai College ki taraf.

Sonal jaise hi college mein enter karti hai uske mobile mein ek msg aata hai. Msg dekhte hi Sonal ke chehre ki muskurahat wapas aajati hai. Par yeh muskurahat kuch der ke liye hi rehti hai.

Sonal jab msg open karke padhti hai woh bahot udaas hojaati hai. Msg Raj ka tha jisme likha tha usko Gujrat mein aur kuch din rehna hoga. Isiliye uske class ko dusre professor lenge. So class mein chali jaana.

Aarav: Kyaa hua didi aap achanak se utbi udaas kyo hogyi. Kiska msg hai. Kyaa likha hai.

Sonal: Thoda gusse se. Tumhare bhaiya ka msg hai. Gujrat mein kuch jyaada hi dil lag gaya hai isiliye waha aur kuch din rehne wale hai.

Aarav: Shayad unka kaam khatam nhi hua hoga.

Sonal: Mann mein. Aane do unko wapas. Koi baat hi nhi karni hai ab unse. Aise toh badi badi baat karte hai. Main unke liye sabkuch hu aur yaha mujhe akela chorke waha Gujrat mein enjoy kar rahe hai.

Phir Sonal car se utar ke sidha Canteen ki taraf jaati hai jaha sablog baithe hue the.
Neha ka Raj ko gift done ka idea sonal ko acha nehni laga.sonal bhi apni pyar ko nandini ke aage izhar kar diya.super ❤ 💕 update...
 
Sauravb

Victory 💯
8,089
14,186
174
Update 98
Sonal ko aaye abhi thodi der hi hui thi ke ek announcement hota hai ke accounts ki class phir se start hogyi hai saare students apne apne class mein jaaye.

Yeh announcement sunte hi Neha ki khushi ka koi thikana hi nhi thaa.

Neha: Lagta hai Raj sir wapas aagaye hai. Chalo sab class ka time hogya hai.

Sonal jiska mood kharab tha aur kharab hojaata hai par woh kuch bolti nhi chup hi rehti hai.

Phir sab ek ek karke class ki taraf jaane lagte hai.

Ishita: Kyaa baat hai didi aap itni gusse mein kyo lag rahi ho.

Sonal: Tumhare bhaiya kuch din aur gujrat mein rehne wale hai. Aur unki class koi aur legaa jab tak woh nhi aajate.

Payal: Ooo. Isiliye aap gussa hai.

Sonal: Main kyo gussa houngi. Mujhe kyaa woh kuch din rahe yaa saari zindagi.

Payal: Shant shant. Hum samaj gaye aap gussa nhi hai.

Phir sab apni apni class mein jaake baith jaate hai. Sonal apna sir nichhe karke baithi hui thi.

Thodi der mein class mein professor ki entry hoti hai jisse dekhte hi Ishita bolti hai.

Ishita: Didi jara upar toh dekhiye kaun aaya hai.

Sonal: Koi bhi aaya ho mujhe kyaaa.

Ishita kuch bolti tabhi class mein aaye professor bolte hai.

Professor: Good Morninggg Studentssss.

Professor ki awaaz sunke Sonal jhatt se apna chehra upar karti hai toh uski aankhe badi hojaati hai. Chehre mein shock ke saath bahot jyaada khushi nazar aarahi thi.

Sonal: Shock aur Khushi se. Yehh yaha kabbb kaiseee kyuuu.

Ishita: Bhaiyaa ne jarur aapke saath mazaak kiya tha. Shayad woh aapko surprise dena chahte the.

Sonal: Mann mein. Yeh surprise toh mere liye jhatke se kamm nhii. Oo shayad isiliye yeh mera call receive nhi kar rahe the.

Raj: So students inn teen dino mein aap logo ne padhai toh achhe se ki hogi righttt. Toh chalo ek chota sa test hojaaye. Itne din jo maine padhaya uske upar.

Saare students Raj ko aise dekhne lage jaise Raj ne unki dono kidney maang li ho.

Raj: So chalo sab ready hojaao.

Saare students mann maarke test ke liye ready hojaate hai. Raj sabhi ko kuch questions deke apni jagah pe jaake baith jaata hai.

Kuch der baad woh uth ke students ke paas jaake unki help karne lagta hai. Par jab woh Sonal ke paas jaake khada hota hai toh Sonal Raj ko gusse se ghurr ke dekhti hai par Raj usko dekh sirf muskuraaye jaa raha tha.

Phir woh waha se dusre students ke paas bhi jaata hai. Aise hi Raj ke class ki time khatam hone wali hoti hai toh Raj bolta hai.

Raj: Okk Students. Now stop writing. Sonallll.

Sonal apna naam sunke thoda hairaan hoti hai par khadi hoke bolti hai.

Sonal: Yes Sir.

Raj: Saare papers collect karo aur mere cabin mein de do.

Sonal: Yes Sir.

Phir Sonal sabke paas jaake papers collect karti hai aur Raj ke pichhe pichhe nikal jaati hai uske cabin ki taraf.

Idher inndono ko aise jaate dekh Neha bhi bahana banake inka pichha karti hai.

Raj aur Sonal cabin ke andar aate hai toh Sonal papers ko table mein patak deti hai aur gusse se Raj ko ghurr ke dekhti hai.

Raj: Muskurate hue. Kyaa baat hai aaj Miss Sherni bahot gusse mein lag rahi hai.

Sonal: Daant peeste hue. Aapka mobile dena.

Raj: Uska kyaa karogi.

Sonal: Dijiye naa. Phir aapko toh pata chal hi jaayegaa.

Raj apna mobile Sonal ko deta hai toh Sonal usko jhatt se le leti hai.

Sonal: Isme incoming call free hai right.

Raj: Haa woh toh sab mein hota hai.

Sonal: Isme mera number save hai right.

Raj: Ekdum first mein pinned hai.

Sonal: Yeh aapke kis kaam mein aata hai.

Raj: Kyaa bol rahi ho baat karne ke kaam mein aata hai.

Sonal: Raj ka phone zameen mein patakte hue. Jab baat karni hi nhi hai toh phone rakh ke kyaa karenge aap.

Raj shock hoke Sonal ki taraf dekhta hai par Sonal abhi bhi gusse se ghuree jaa rahi thi.

Raj: Ayee pagal ladki. Yehh kyaa kiyaa. Mera phone kyo todd diyaa.

Sonal: Kal maine kitni baar call kiya tha aapko.

Raj: 5 baar.

Sonal: Aur aapne kyaa reply kiyaa tha ekbaar bhi.

Raj silent hojaata hai.

Sonal: Jab aapko mere se baat hi nhi karni toh mobile rakhne ka koi faiyda hi nhi hai.

Raj: I am Sorry. Mujhe nhi pata tha tumhe itna bura lagega. Main toh tumhe aaj yeh surprise dunga yeh soch ke call nhi uthaya tha. Agar mujhe pata hota tumhe bura lagega toh aisa kabhi nhi karta. Mujhe maaf kardo.

Sonal: Agli baar se aisa hogaa.

Raj: Kabhi nhiii. Agli baar se jitna bhi jaruri kaam ho tumhara call humesha receive karunga.

Sonal: Thikk hai maaf kiyaa. Par yeh baat dhyaan mein rakhiyegaa.

Raj: Jii Madam. Ab thoda sa smile kardijiyee.

Sonal: Smile karte hue. Achha ab main chalti hu. Chutti ke baad mulakat hogi.

Raj: Aree ruko. Tumhare liye kuch laaya tha main. Yeh bol Raj jhatt se apna bag kholke usme se Sonal ke liye ek sundar sa bracelet nikalta hai.

Sonal: Maine mana kiya thaa naa.

Raj: Tum chupp raho. Yeh main apni Girlfriend ko de raha hu tumhe nhi.

Sonal: Sharm aur hairaani se. Kyaa bola aapne.

Raj: Aree bhull gayi. Bataya tha kal.

Sonal: Hmmm.

Raj: Chalo haath aage karo.

Sonal apna haath aage karti hai toh Raj uske haath mein woh bracelet pehna deta hai.

Raj: Pasand aaya.

Sonal: Bahot khubsoorat hai. Thank You and Sorry woh gusse mein aapka mobile.

Raj: Choro ussko. Tumhare saamne yeh mobile kuch bhi nhi.

Sonal sharmaa jaati hai.

Raj: Waise aur bhi ek chiz hai par woh yaha nhi de sakta.

Sonal: Payal aur Ishita ke liye kuch nhi laaye.

Raj: Unke liye bhi hai. Recess mein mere paas bhej dena unko.

Sonal: Thikk hai Byee. Chutti ke baad milte hai. And Thanks for gift. Yeh bol Sonal waha se nikal jaati hai.

Raj: Betaa Raj lagta hai issbaar yeh pyaar tere upar bhaari padhne wala hai. Pehli waali Sonal aur iss waali Sonal mein kitna antar hai. Pehle wali toh chuimui si rehti thi. Par yeh wali toh ekdum sherni ki tarah hai. Par jaisi bhi hai yeh wali hi perfect hai.

Idher Neha jo inndono ka pichha karte hue Cabin ke paas aati hai par isse cabin ka darwaaza band milta hai aur awaaze mein nhi aarahi hoti hai.

Neha: Aree yaar yeh toh darwaaza hi band hai. Aur koi awaaze bhi nhi aarahi hai. Ab kyaa karu. Aur iss Sonal ko andat gaye hue bhi bahot time hogya. Itni der se yeh andar kyaa baate kar rahi hai. Mujhe toh 2 minute rukhne nhi dete aur Sonal ko itnu derr. Agar main student hu toh yeh bhi toh student hi hai. Filhal yaha se nikalti hu agar kisi ne dekh liya toh problem hojayegi.

Phir Neha waha se class ki taraf nikal jaati hai.

Idher Sonal Rajnke cabin se nikal kar class ki taraf jaate hue baar baar apni kalayi mein bandhi Bracelet ko dekh rahi thi aur beech beech meik usse chumm bhi rahi thi aur saath mein sharmaye jaa rahi thi.

Phir Sonal class mein aake baith jaati hai. Par uska dhyaan class se jyaada apni kalayi mein bandhi bracelet ke upar hi tha. Jo durr baithi Neha notice kiye jaa rahi thi.

Bagal mein baithi Ishita ki nazar jab Sonal ke bracelet ke upar jaati hai toh woh puchne lagti hai.

Ishita: Dheere se. Didi yeh bracelet kaha hai mila. Thodi der pehle toh nhi thaa aapki kalayi mein. Par bahot khubsoorat hai.

Sonal: Sharmate hue. Thodi der pehle kaha se dikhta. Abhi toh mila hai mujhe.

Ishita: Achha. Kaha se mila. Mujhe dikhaiye. Bracelet ko dekhte hue. Bahot khubsoorat hai agar aap kahi toh main rakh lu. Aur kisne diya.

Sonal: Apni kalayi kheench hue. Nhii yeh main nhi dungii. Yeh mujhe abhi abhi Raj ne gift kiya hai. Tumhe chahiye toh unse bolo. Main yeh wala kisi ko nhi dungi.

Ishita: Bhaiyaa ne diya. Achha isiliye woh aapko apnw saath le gaye the. Par yeh unhone galat kiya. Sirf aapke liye gift laaye. Humare liye kuch nhi laaye.

Sonal: Recess mein unke paas chali jaana aur apna gift le lena. Payal ko bhi le jaana.

Ishita: Bhaiya is greattt. Unke jaise koi nhiii.

Sonal: Dheere se. Ekdumm unke jaisaa koi nhi.

Phir dono class mein dhyaan dene lagte hai.
Super 😂 💕 update bhai.Raj laut aya he college me ...
 
Jaguaar

Prime
17,680
60,210
244
Update 100
Kuch ghante baad inki chutti hojaati hai aur yehlog parking ki taraf nikal padhte hai.

Phir sab apne apne ghar ki taraf jaane lagte hai Sonal Ishita aur Payal ko chorkee.

Payal: Didi aap kaise jaayengi. Aarav toh aaya nhi abhi tak.

Sonal: Aata hi hogaa. Ruko usko call karleti hu. Yeh bol Sonal Aarav ko call karti hai.

Aarav: Bas 2 mins didi aagaya hu.

Sonal: Thikk hai. Main parking mein hi hu.

Phir call cut hojaata hai.

Ishita: Aaplog ruko. Main jaake apna gift le aati hu bhaiya ke cabin se.

Sonal: Ishita mera ek kaam karogi.

Ishita: Aap order dijiye.

Sonal: Apne bhaiya ko boldena main aur Aarav wahi intezaar karenge jaha woh karte hai.

Ishita: Thikk hai. Waise aap unko call ya msg karke bhi toh bol sakti thi na.

Sonal: Wohh actually unka phone maine todd diya thaa gusse mein. Ab kyo toda yeh mat puchnaa.

Phir Ishita waha se Raj ke cabin ki taraf nikal jaati hai.

Ishita: Bhaiyaa main andar aajau.

Raj: Hmm aao.

Ishita: Woh yeh gifts lene aayi thi.

Raj: Hmm le lo. Sonal kaha hai.

Ishita: Woh Aarav bhaiya ke saath wahi wait kar rahi hai jaha aap karte hai.

Raj: Achha thikk hai. Chalo ab chalte hai.

Ishita: Waise aapka phone kaise toota.

Raj: Sherni ko surprise dene ka bhugtan tha woh.

Phir dono chalke parking tak aate hai tab tak Sonal Aarav aur Payal chale gaye thee.

Ishita: Aapko chorr du.

Raj: Nhii tum jao. Main chala jaungaa.

Phir Ishita bhi waha se nikal jaati hai Raj bhi uss jagah ke liye nikal jaata hai.

Raj jab waha pahonchta hai toh dekhta hai Sonal Car ke bonet pe baithke uska wait kar rahi hai aur Aarav kahi bhi nhi hai.

Raj: Aarav kaha hai.

Sonal: Woh Payal ke saath chala gaya tha parking se hi.

Raj: Toh tum yaha tak kaise aayi.

Sonal: Udd ke. Off course car se.

Raj: Tumhe chalani aati hai.

Sonal: Driving license dikhau. Ab baithiye. Aaj car main chalaungi. Bahot dino ke baad mauka mila hai.

Phir Raj chup chap car mein baith jaata hai aur Sonal car ko ghar ki taraf bhaga deti hai.

Raj: Car toh achhi chala leti ho.

Sonal: Aree main plane udaa lu yeh car kyaa chizz hai. Abhi aap mujhe jaante hi kaha hai theek se.

Raj: Tumne kabhi mauka hi nhi diya.

Sonal: Mauka diya nhi jaata. Mauka le liya jaata hai.

Raj: Achhaa. Toh chalo sham ko ghumne chalte hai.

Sonal: Are you indirectly asking me for a date ?

Raj: Aree meri kaha itni himmat ke main Sherni ke saath date mein chal saku. Haa agar tumhe date mein chalna hai toh main ready hu.

Sonal: Firse flirting start.

Raj: Ab kyaa karee. Jab itni khubsoorat ladki bagal mein ho toh flirting apne aap hojati hai. Toh Ms. Sonal kyaa kehti hai aap chalengi mere saath ghumne.

Sonal: Sharmate hue. Soch ke bataungi.

Raj: Matlab mujhe intezaar karna hogaa.

Sonal: Jii haaa. Waise aap aaj subah hi kaise aagaye.

Raj: Mera kaam kal raat ko hi pura hogya tha. Toh socha kyo na subah jaake sabko surprise diya jaayee. Isiliye 1st flight pakad ke aagaya. Waisee tum kal itni baar call kisliye kar rahi thi.

Sonal: Wohh wohh wohh toh mainn wohh main actuallyyy...... Sonal aage kyaa bole usse samaj nhi aaraha thaa.

Raj Sonal ko aise dekh mann hi mann hasne lagta hai.

Raj: Meri yaad aarahi thi naa.

Sonal: Main kyoo aapko yaad karne lagi. Aap hote kaun hai.

Raj: Sonal ke kareeb aake. Achha toh main kuch nhi lagta tumharaa.

Raj ke aise kareeb aake bolne se Sonal ke dil ki dhadkan badh jaati hai aur woh Raj ki aankho mein dekhne lagti hai. Usko yeh khayaal hi nhi hota ke Steering wheel uske haath mein hi hai.

Raj: Madam agar aap saamne naa dekh meri aankho mein isi tarah dekhengi toh humara accident pakka hojaayega.

Sonal hadbada ke saamne dekhne lagti hai aur Raj muskura ke pichhe hath jaata hai.

Sonal ko bahot sharm aarahi thi isiliye woh ab koi baat nhi kar rahi thi aur naahi Raj ki taraf dekh rahi thi.

Thodi der mein dono ghar aajate hai. Sonal jhatt se gaadu se utar ke ghar ke andar bhagne lagti hai toh Raj usko bulata hai.

Raj: Sonal ek minute.

Sonal wahi rukh jaati hai par uski dil ki dhadkan badhh jaati hai.

Raj Sonal ke pichhhe aake khada hojaata hai aur bolta hai.

Raj: Agar tum sham ko jaane ke liye ready ho toh main chahta hu tum yeh dress pehen ke aana. Isse mujhe achha lagega. Yeh bol woh ek shopper Sonal ki taraf badha deta hai.

Sonal bina pichhw mudee woh shopper leke andar bhaag jaati hai aur sidha apne kamre mein jaake rukhti hai.

Sonal apne kamre mein aake bed mein baith jaati lambi lambi saansein lene lagti hai.

Sonal: Yeh car mein kyaa hogyaa mujhe. Main kaise ekdum unki aankho mein dekhne lagi thi. Wohh kyaa soch rahe honge mere baare mein. Aur main aajkal yeh kaisi harqate karne lagi hu. Pehle toh main aisi nhi thi. Yeh sab Raj ki wajah se horaha hai. Jabse woh meri zindagi mein aaye hai harchiz badal gayi hai.

Aur kaise unhone mujhe indirectly date mein chalne ke liye bola. Kitni sharm aarahi thi mujhe uss waqt.

Phir woh Raj ka diya hua shopper kholti hai toh usme se ek bahot sundar sa Anarkali suit nikalta hai.

Sonal: Manna padegaa. Raj ki choice sach mein bahot achhi hai. Pehle yeh Bracelet aur ab yeh dress. Ab unhone mujhe gift diya hai toh mujhe bhi toh unhe kuch dena chahiye naa. Par main kyaa du. Haa aaj maine unka mobile todd diya thaa unko mobile hi gift karungi.

Phir Sonal jaldi se fresh hoke nichhe jaati hai aur thoda sa lunch karleti hai aur apne kamre mein aajati hai.

Thodi der baad Nandini bhi Sonal ke kamre mein aajati hai.

Nandini: Ab bataiye Madam. Kab hua aapko mere Devar se pyaar.

Sonal: Bhabhi sach kahu toh mujhe bhi nhi pata chala. Unke saath rehte rehte masti mazaak karte karte kab main unse pyaar karne lagi. Jab jab woh mere kareeb aate hai mere dil ki dhadkan badh jaati hai. Aur jab woh mere se durr jaate hai toh ek ajeeb si bechaini hone lagti hai.

Unka mere liye care karna. Mujhe hasana mujhe kisi chiz se bura na lage yeh dekhna. Meri khushi ke kiye kuch bhi kar jaana. Meri respect karna unki yeh sab quality mere dil mein unke liye ghar kar gayi.

Nandini: Kyaa baat hai. Isi ko toh pyaar kehte hai jo kabhi bhi hosakta hai. Aur jab hota hai apne aas paas sabkuch khushal hojaata hai. Dil humesha nachhe gaane ko karta hai. Toh kyaa yeh pyaar dono taraf se hai yaa sirf tumhari taraf se hai.

Sonal: I don’t know bhabhi. Woh jis tarah se mujhse baat karte hai meri aankho mein dekhte hai usse toh mujhe bhi yehi lagta hai.

Nandini: Agar confirm nhi hai toh confirm karo. Wait kyo kar rahi ho. Kahi aisa na ho tum wait karti reh jao aur pichhe koi aur aake apna kaam kar jaaye.

Sonal: Aree aise kaise koi aur aajayega. Uski jaan naa le lu main.

Sonal me josh josh mein bol toh diyaa par baad mein usse samaj aaya woh kyaa bolgayi jiske woh woh sharma ke apna chehra chupaa leti hai.

Nandini: Haste huee. Achhaaa ji abhi se hi yeh haal hai. Achhi baat hai. Lage raho.

Sonal: Sharmate hue. Pleasee naa bhabhi. Aise mat boliyee.

Nandini: Achha achha thikk hai. Main chalti hu ab. Tum dekho sapne apne professor kee.

Yeh bol woh haste hue waha se nikal jaati hai aur Sonal pichhe sharmate hue reh jaati hai.

Thodi der baad sham hojaati hai toh woh Raj ke saatg ghumne jaane ke liye ready hone lagti hai. Woh achhe se makeup karke Raj ka diya hua woh Anarkali suit pehenti hai.

Kuch der mein hi woh ready hojaati hai phir woh apne kamre se Raj ke kamre ki taraf jaati hai jaha Raj uska hi intezaar kar raha thaa.

Sonal Raj ke kamre ke bahar aake door knock karti hai. Raj jaise hi darwaza kholta hai woh saamne dekh jamm sa jaata hai. Woh bas samne ek tak dekhe jaa raha thaaa. Usko koi hosh hi nhi thaa.

Sonal Raj ko uski taraf aise dekhta dekh bahot sharmaa rahi thi. Woh Raj se nazre hi nhi mila paa rahi thi.

Sonal: Nazre nichhe karke hi. Aisee kyaa dekh rahe hai aap.

Raj: Bekhayali mein. Husn pari ko dekh raha hu. Koi kaise itna khubsoorat hosakta hai.

Sonal: Sharmake. Ab aise mat dekhiyee mujheee.

Par Raj ko hosh hi kaha tha woh toh bas ek tak dekhe jaa raha thaa. Sonal Raj ko hila ke hosh mein laati hai.

Raj: Hadbada ke. Tum tum bas 10 mins wait karo main main abhi aata hu.

Raj ki aisi hadbahat dekh Sonal ko hasi aajati hai. Phir Sonal waha se nichhe aajati hai jaha sab Sonal ko dekh kar uski bahot tareed karte hai. Nandini toh Sonal ko pareshan karne lag jaati hai.

Thodi der mein Raj waha aajata hai aur woh Sonal ko leke nikal jaata hai.
 
Last edited:

Sauravb

Victory 💯
8,089
14,186
174
Update 99
Recess tak inki class chalti rehti hai. Recess mein sablog canteen mein baithke baate karte hue lunch karne lagte hai. Tabhi Sonal ko kuch yaad aata hai toh woh apna kunch box band karke waha se jaane lagti hai.

Soniya: Heyy kaha chali. Lunch toh karlo.

Sonal: Woh washroom jaake aati hu aur phir library mein ek urgent kaam hai toh woh bhi karte hue direct class mein milungi.

Soniya: Aur tumhara lunch.

Sonal: Subah bhabhi ne nikalne ke pehle bahot jyaada nashta karwa diya tha toh filhal bhook nhi lag rahi hai. Yeh toh main jabardasti khaa rahi thi.

Soniya: Thikkk hai.

Phir Sonal waha se nikal jaati hai aur sidha Raj ke cabin mein aati hai.

Raj: Tum yaha.

Sonal: Aap mumbai se kitne baje aaye.

Raj: College timing ke 1 ghanta pehle.

Sonal: Aapne breakfast kiya tha.

Raj: Haa Airport ke cafeteria mein karliya tha.

Sonal: Aur lunch uska kyaa.

Raj: Lunch mein toh wahi chutti ke baad sandwich and coffee.

Sonal: I knew it. Isiliye yeh lijiye aapka lunch. Yeh bol apna tiffin Raj ko pakda deti hai.

Raj: Yeh toh tumhara hai. Agar yeh main khaa lunga toh tum kyaa khaaogi.

Sonal: Filhal mujhe bhook nhi hai. Aap yeh khaa lijiye.

Raj: Waahhhh. Greattt. Mujhe bewakoof samajti ho.

Sonal: Puch rahe hai yaa bol rahe hai. Yehh bol hasne lagti hai.

Raj: Very Funny. Ek kaam karo yaha baitho aur tum bhi khaao mere saath.

Sonal: Aree nhii nhii. Kisi nd dekh kiya toh problem hojayegi. Aap khaaiye aaram se. Main chalti hu.

Raj: Tum chup chaao yaha pe baitho nhi toh yeh tiffin bhi le jaao. Mujhe bhi nhi khaana.

Sonal: Aap bekaar ki jidd kar rahe hai.

Raj: Tum bhi bekaar ki jidd kar rahi ho. Ab jaldi baitho nhi toh recess over hojayega.

Sonal: Aapko pata hai aap kitne jiddi hai. Agar kisi ne dekh liya toh pure college mein yeh baat faill jaayegi.

Raj: Tumse kam hu. Aur koi nhi dekhega. Kyoki door close hai. Agar koi aayega nhi toh knock karega. Aur main usse boldunga kuch baad aaye. Abhi hum humari Madam ke saath lunch mein busy hai. Toh ab chupp chaap baitho.

Phir Sonal Raj ke saamne baith jaati hai aur dono chup chaap lunch karne lagte hai. Thodi der mein inka lunch khatam bhi hojaata hai tabhi door pe knock hota hai.

Raj: Kaun hai.

Bahar se: Sherni ki behene hai. Andar aajaye.

Sonal: Haste hue. Haa aajao.

Sonal ke bolte hi Payal aur Ishita door kholke andar aajate hai.

Dono: Toh yeh aapka library mein jaruri kaam tha.

Sonal: Haste huee. Haaa. Tumhare bhaiya mein akal toh nhi. Par mujh mein toh hai. Subah se bhuke the. Toh kyaa abhi bhi bhuka rakhti.

Dono: Haa woh pata hai. Toh aapne kyaa khaaya phir.

Raj: Akele nhi khaaya hai. Tumhari didi ke saath khaaya hai. Aur tumdono yaha kyaa kar rahi ho.

Dono: Hum humara gify lene aaye hai. Didi ko toh unka gift de diya. Ab humhe humara wala dijiyee.

Raj: Sharm nhi aati apne professor se gift maangte hue.

Dono: Professor honge aap sabke saamne. Akele mein hum aapki professor hai. So time waste naa kariye aur humhe humara gift dijiye.

Raj: Haa haa deta hu. Phir apne bag se dono ka gift nikal ke dono ko de deta hai.

Dono: Thankkk youuuu.

Raj: Kyaa bolaaa tumdono nee.

Dono: Sorry sorry.

Raj: Hmm. Aur Ishu yeh lo yeh wala Didi ko de dena. Isme unke kiye Shristi ke liye aur Jiju ke liye hai. Aur yeh wala Yash(Swati) ko de dena. Samaj gayi naa.

Ishita: Jii samaj gayi.

Sonal: Achha ab chalooo. Recess khatam hone wala hai.

Phir Dono apne apne gift apne bags mein rakh lete hai. Par Ishita ka bag bhaari hojaata hai aur saaf samaj mein aaraha tha.

Ishita: Bhaiya yeh toh samaj aaraha hai.

Raj: Ek kaam karo. Chutti ke baad mere se le lena. Yehi rakhdo.

Phir Ishita woh sab wahi rakh ke waha se nikal jaati hai.

Ishita aur Sonal jab apni class mein aate hai tab tak waha sab aachuke thee.

Varun: Hogyi tumhari extra padhai.

Sonal: Matlabbb.

Varun: Aree ab log library mein extra padhai ke liye hi toh jaate hai.

Sonal: Hastee huee. Haa hogyi.

Soniya: Heyy Sonal tumhare haatho mein yeh bracelet kab aaya. Kitna khubsoorat hai.

Sonal: Yehh toh subah se hi hai mere paas.

Soniya: Maine abhi notice kiyaa. Dikhaooo.

Sonal apna haath aage badhake apna bracelet dikhati hai toh Soniya ko bahot pasand aata hai.

Soniya: Wow kitna achha hai. Nehaa dekhh. Aur yeh dekho isme kitne chottee size mein do letters likhe hue hai. R and S. Kisi ko aasani se nhi dikhega jab tak dhyaan se naa dekho.

Neha jab yeh dekhti hai toh usko thoda shock lagta hai aur ek shakk bhi hota hai isiliye woh Sonal ko ghurr ke dekhti hai.

Sonal ne woh letters dekhe nhi the toh jab Soniya ne bola toh usse bhi hairaani hui aur woh jab dhyaan se dekhti hai toh usko bahot achha lagta hai aur thoda sharma bhi jaati hai. Aur yeh Sharmana Neha dekh leti hai.

Soniya: Sonal kaha se liyaa yeh bracelet.

Sonal: Woh mujhe nhi pata. Mujhe gift mila hai.

Soniya: How Luckyy. Kisne diyaa diya yeh gift. Manna padega jisne bhi diya hai uski choice bahot achhi hai.

Neha: Haa Sonal kisne diya hai.

Sonal: Woh mere bestest friend ne diya hai.

Soniya: Achhhaaa bestesttt friendd yaa boyfrienddd.

Sonal Boyfriend sunn ke thoda sharmaa jaati hai. Kyaa Soniyaa tum bhi aisa kuch nhi hai.

Soniya: Achhhha toh tum sharma kyo rahi ho. Aur dekho isme apna aur tumhare naam ke first letter imprinted hai waisa wala diya hai. Toh miss Sonal kaun hai tumhara Mr. R.

Sonal: Sharmate huee. Aisaa kuch nhii hai. Tum galat samaj rahi ho. Haaa yeh sach hai mere friend ka naam R se start hai. Par tumhare dimaag mein jo chall raha hai woh galat hai.

Neha: Achhaa toh humhe uska naam batao. Kyaa naam hai uskaa.

Sonal: Nhiiii. Agar maine tumlogo ko bata diya toh tumlog mere jeena haram kardogee.

Varun: Areee baba ab bas bhi karo yeh bracelet puraan. Kab se sunn raha hu.

Soniya: Tu toh chup hi reh. Sikhh kuch Sonal ke dost se. Usne Sonal ko kitna achha gift diyaa. Aur tune aaj tak mujhe kuch diyaa hai.

Varun: Aree ab isme main kaha se beech mein aaya. Ayee Sonal tumhare dost ne meri lankaa Laga di. Ab jab tak issko gift naa diya yeh meri jaan khaa jaayegi.

Sonal: Haste hueee. Toh de do.

Soniya: Tu sach mein meri bahot achhi dost hai. Kabhi milana mujhee apne dost se.

Sonal: Milaungi.

Phir sab apne apne seat mein baith jaate hai.

Idher Neha ke mann mein uss R letter ko dekh kar ek shakk paida hogya thaa.

Neha: Kahi woh R se Raj sir toh nhiii. Nhiii nhiii aisa nhi hosaktaa. Woh toh ekdusre ko thikk se jaante bhi nhi. Agar nhi jaante toh Subah yeh dono Cabin mein itne der tak kyaa baat kar rahe thee.

Yeh Sonal toh mere liye tension bannte jaa rahi hai. Aur udher woh Raj Sir hai jo harwaqt mujhe ignore karte hai. Main jitna kareeb jaane ki sochti hu woh utna durr jaane lagte hai.

Neha isi soch mein gumm thi ke usse pata hi nhi chala kab professor aake class mein padhane lagte hai. Neha apni soch se pass mein baithi ladki ke hilne se bahar aati hai. Phir woh bhi class mein dhyaan dene lagti hai.
Sonal ka gift dekh kar neha ko jealousy feel hone lagi he.Fantastic update..
Congrats for upcoming 100th update..
 
ABHISHEK TRIPATHI

Well-Known Member
6,414
28,383
218
Update 100
Kuch ghante baad inki chutti hojaati hai aur yehlog parking ki taraf nikal padhte hai.

Phir sab apne apne ghar ki taraf jaane lagte hai Sonal Ishita aur Payal ko chorkee.

Payal: Didi aap kaise jaayengi. Aarav toh aaya nhi abhi tak.

Sonal: Aata hi hogaa. Ruko usko call karleti hu. Yeh bol Sonal Aarav ko call karti hai.

Aarav: Bas 2 mins didi aagaya hu.

Sonal: Thikk hai. Main parking mein hi hu.

Phir call cut hojaata hai.

Ishita: Aaplog ruko. Main jaake apna gift le aati hu bhaiya ke cabin se.

Sonal: Ishita mera ek kaam karogi.

Ishita: Aap order dijiye.

Sonal: Apne bhaiya ko boldena main aur Aarav wahi intezaar karenge jaha woh karte hai.

Ishita: Thikk hai. Waise aap unko call ya msg karke bhi toh bol sakti thi na.

Sonal: Wohh actually unka phone maine todd diya thaa gusse mein. Ab kyo toda yeh mat puchnaa.

Phir Ishita waha se Raj ke cabin ki taraf nikal jaati hai.

Ishita: Bhaiyaa main andar aajau.

Raj: Hmm aao.

Ishita: Woh yeh gifts lene aayi thi.

Raj: Hmm le lo. Sonal kaha hai.

Ishita: Woh Aarav bhaiya ke saath wahi wait kar rahi hai jaha aap karte hai.

Raj: Achha thikk hai. Chalo ab chalte hai.

Ishita: Waise aapka phone kaise toota.

Raj: Sherni ko surprise dene ka bhugtan tha woh.

Phir dono chalke parking tak aate hai tab tak Sonal Aarav aur Payal chale gaye thee.

Ishita: Aapko chorr du.

Raj: Nhii tum jao. Main chala jaungaa.

Phir Ishita bhi waha se nikal jaati hai Raj bhi uss jagah ke liye nikal jaata hai.

Raj jab waha pahonchta hai toh dekhta hai Sonal Car ke bonet pe baithke uska wait kar rahi hai aur Aarav kahi bhi nhi hai.

Raj: Aarav kaha hai.

Sonal: Woh Sonal ke saath chala gaya tha parking se hi.

Raj: Toh tum yaha tak kaise aayi.

Sonal: Udd ke. Off course car se.

Raj: Tumhe chalani aati hai.

Sonal: Driving license dikhau. Ab baithiye. Aaj car main chalaungi. Bahot dino ke baad mauka mila hai.

Phir Raj chup chap car mein baith jaata hai aur Sonal car ko ghar ki taraf bhaga deti hai.

Raj: Car toh achhi chala leti ho.

Sonal: Aree main plane udaa lu yeh car kyaa chizz hai. Abhi aap mujhe jaante hi kaha hai theek se.

Raj: Tumne kabhi mauka hi nhi diya.

Sonal: Mauka diya nhi jaata. Mauka le liya jaata hai.

Raj: Achhaa. Toh chalo sham ko ghumne chalte hai.

Sonal: Are you indirectly asking me for a date ?

Raj: Aree meri kaha itni himmat ke main Sherni ke saath date mein chal saku. Haa agar tumhe date mein chalna hai toh main ready hu.

Sonal: Firse flirting start.

Raj: Ab kyaa karee. Jab itni khubsoorat ladki bagal mein ho toh flirting apne aap hojati hai. Toh Ms. Sonal kyaa kehti hai aap chalengi mere saath ghumne.

Sonal: Sharmate hue. Soch ke bataungi.

Raj: Matlab mujhe intezaar karna hogaa.

Sonal: Jii haaa. Waise aap aaj subah hi kaise aagaye.

Raj: Mera kaam kal raat ko hi pura hogya tha. Toh socha kyo na subah jaake sabko surprise diya jaayee. Isiliye 1st flight pakad ke aagaya. Waisee tum kal itni baar call kisliye kar rahi thi.

Sonal: Wohh wohh wohh toh mainn wohh main actuallyyy...... Sonal aage kyaa bole usse samaj nhi aaraha thaa.

Raj Sonal ko aise dekh mann hi mann hasne lagta hai.

Raj: Meri yaad aarahi thi naa.

Sonal: Main kyoo aapko yaad karne lagi. Aap hote kaun hai.

Raj: Sonal ke kareeb aake. Achha toh main kuch nhi lagta tumharaa.

Raj ke aise kareeb aake bolne se Sonal ke dil ki dhadkan badh jaati hai aur woh Raj ki aankho mein dekhne lagti hai. Usko yeh khayaal hi nhi hota ke Steering wheel uske haath mein hi hai.

Raj: Madam agar aap saamne naa dekh meri aankho mein isi tarah dekhengi toh humara accident pakka hojaayega.

Sonal hadbada ke saamne dekhne lagti hai aur Raj muskura ke pichhe hath jaata hai.

Sonal ko bahot sharm aarahi thi isiliye woh ab koi baat nhi kar rahi thi aur naahi Raj ki taraf dekh rahi thi.

Thodi der mein dono ghar aajate hai. Sonal jhatt se gaadu se utar ke ghar ke andar bhagne lagti hai toh Raj usko bulata hai.

Raj: Sonal ek minute.

Sonal wahi rukh jaati hai par uski dil ki dhadkan badhh jaati hai.

Raj Sonal ke pichhhe aake khada hojaata hai aur bolta hai.

Raj: Agar tum sham ko jaane ke liye ready ho toh main chahta hu tum yeh dress pehen ke aana. Isse mujhe achha lagega. Yeh bol woh ek shopper Sonal ki taraf badha deta hai.

Sonal bina pichhw mudee woh shopper leke andar bhaag jaati hai aur sidha apne kamre mein jaake rukhti hai.

Sonal apne kamre mein aake bed mein baith jaati lambi lambi saansein lene lagti hai.

Sonal: Yeh car mein kyaa hogyaa mujhe. Main kaise ekdum unki aankho mein dekhne lagi thi. Wohh kyaa soch rahe honge mere baare mein. Aur main aajkal yeh kaisi harqate karne lagi hu. Pehle toh main aisi nhi thi. Yeh sab Raj ki wajah se horaha hai. Jabse woh meri zindagi mein aaye hai harchiz badal gayi hai.

Aur kaise unhone mujhe indirectly date mein chalne ke liye bola. Kitni sharm aarahi thi mujhe uss waqt.

Phir woh Raj ka diya hua shopper kholti hai toh usme se ek bahot sundar sa Anarkali suit nikalta hai.

Sonal: Manna padegaa. Raj ki choice sach mein bahot achhi hai. Pehle yeh Bracelet aur ab yeh dress. Ab unhone mujhe gift diya hai toh mujhe bhi toh unhe kuch dena chahiye naa. Par main kyaa du. Haa aaj maine unka mobile todd diya thaa unko mobile hi gift karungi.

Phir Sonal jaldi se fresh hoke nichhe jaati hai aur thoda sa lunch karleti hai aur apne kamre mein aajati hai.

Thodi der baad Nandini bhi Sonal ke kamre mein aajati hai.

Nandini: Ab bataiye Madam. Kab hua aapko mere Devar se pyaar.

Sonal: Bhabhi sach kahu toh mujhe bhi nhi pata chala. Unke saath rehte rehte masti mazaak karte karte kab main unse pyaar karne lagi. Jab jab woh mere kareeb aate hai mere dil ki dhadkan badh jaati hai. Aur jab woh mere se durr jaate hai toh ek ajeeb si bechaini hone lagti hai.

Unka mere liye care karna. Mujhe hasana mujhe kisi chiz se bura na lage yeh dekhna. Meri khushi ke kiye kuch bhi kar jaana. Meri respect karna unki yeh sab quality mere dil mein unke liye ghar kar gayi.

Nandini: Kyaa baat hai. Isi ko toh pyaar kehte hai jo kabhi bhi hosakta hai. Aur jab hota hai apne aas paas sabkuch khushal hojaata hai. Dil humesha nachhe gaane ko karta hai. Toh kyaa yeh pyaar dono taraf se hai yaa sirf tumhari taraf se hai.

Sonal: I don’t know bhabhi. Woh jis tarah se mujhse baat karte hai meri aankho mein dekhte hai usse toh mujhe bhi yehi lagta hai.

Nandini: Agar confirm nhi hai toh confirm karo. Wait kyo kar rahi ho. Kahi aisa na ho tum wait karti reh jao aur pichhe koi aur aake apna kaam kar jaaye.

Sonal: Aree aise kaise koi aur aajayega. Uski jaan naa le lu main.

Sonal me josh josh mein bol toh diyaa par baad mein usse samaj aaya woh kyaa bolgayi jiske woh woh sharma ke apna chehra chupaa leti hai.

Nandini: Haste huee. Achhaaa ji abhi se hi yeh haal hai. Achhi baat hai. Lage raho.

Sonal: Sharmate hue. Pleasee naa bhabhi. Aise mat boliyee.

Nandini: Achha achha thikk hai. Main chalti hu ab. Tum dekho sapne apne professor kee.

Yeh bol woh haste hue waha se nikal jaati hai aur Sonal pichhe sharmate hue reh jaati hai.

Thodi der baad sham hojaati hai toh woh Raj ke saatg ghumne jaane ke liye ready hone lagti hai. Woh achhe se makeup karke Raj ka diya hua woh Anarkali suit pehenti hai.

Kuch der mein hi woh ready hojaati hai phir woh apne kamre se Raj ke kamre ki taraf jaati hai jaha Raj uska hi intezaar kar raha thaa.

Sonal Raj ke kamre ke bahar aake door knock karti hai. Raj jaise hi darwaza kholta hai woh saamne dekh jamm sa jaata hai. Woh bas samne ek tak dekhe jaa raha thaaa. Usko koi hosh hi nhi thaa.

Sonal Raj ko uski taraf aise dekhta dekh bahot sharmaa rahi thi. Woh Raj se nazre hi nhi mila paa rahi thi.

Sonal: Nazre nichhe karke hi. Aisee kyaa dekh rahe hai aap.

Raj: Bekhayali mein. Husn pari ko dekh raha hu. Koi kaise itna khubsoorat hosakta hai.

Sonal: Sharmake. Ab aise mat dekhiyee mujheee.

Par Raj ko hosh hi kaha tha woh toh bas ek tak dekhe jaa raha thaa. Sonal Raj ko hila ke hosh mein laati hai.

Raj: Hadbada ke. Tum tum bas 10 mins wait karo main main abhi aata hu.

Raj ki aisi hadbahat dekh Sonal ko hasi aajati hai. Phir Sonal waha se nichhe aajati hai jaha sab Sonal ko dekh kar uski bahot tareed karte hai. Nandini toh Sonal ko pareshan karne lag jaati hai.

Thodi der mein Raj waha aajata hai aur woh Sonal ko leke nikal jaata hai.
Excellent update
 
Maa

Member
169
656
93

Beautiful update 👌👌👌👌😘😘😘😘
 
Top