• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Bepanaah Ishq (Completed)

Jaguaar

Prime
17,680
60,210
244
शानदार अपडेट आखिर विशाल ने बात नेहा को कह ही दिया चाहें रस्ता कैसा भी अपनाया हों। अब देखते हैं आगे नेहा क्या फैसला लेती हैं।
Thank you
 
Jaguaar

Prime
17,680
60,210
244
नेहा ने हां कह ही दिया लेकिन नेहा के मन में एक शंका था की नेहा विशाल से वैसा प्यार कर पाएगा जैसा विशाल करता हैं। पर विशाल का कहना था भविष्य में कुछ भी हों सकता हैं।

सोनल को राज एक बार फ़िर डेट पर ले जा रहा हैं देखते हैं आगे किया होता हैं

अदभुत अतुलनीय लेखन कौशल
Thank you
 
Jaguaar

Prime
17,680
60,210
244
अच्छा खासा पल दोनों बीता रहे थें पर मुसीबत कब आ जाएं कहा नहीं जा सकता वैसे ही एक मुसीबत ने राज और सोनल के खुशनुमा पलो में सेंध मरा और सोनल ब्लास्ट के जोरदार आवाज को सह नहीं पाए इसलिए बेहोश हों गईं। अब आगे क्या होगा?

अदभुत अतुलनीय लेखन कौशल
Thank you
 
Death Kiñg

Active Member
1,366
6,932
144
To ye tha wo dhamaka jiski baat Jaguaar saahab kar rahe the... Lage ke issi dhamake ke saath Sonal ki yaad dasht waapis aa jaayegi... Bechaara Raj, pehle Sonal ko date par lekar gaya tha tab accident ho gaya aur iss baar ye sab... Kya hi guzar rahi hogi uspar... Par chalo ant bhala to sab bhala... Sonal ko koyi chot nahi aayi aur ab bas uski yaad dasht waapis aaye to sab kuchh sahi ho jaayega...

Neha ke liye jo rishta aaya tha wo koyi aur nahi balki Vishal hi tha... Aur to aur jo doctor Neha ka ilaaj kar rahe the wo Vishal ke Dad nikle... Vishal Neha ke saath huyi sabhi ghatnao se parichit tha... Raj aur Sonal ke saath jo kuchh bhi Neha ne kiya wo bhi Vishal jaanta tha... Aur Neha ne bhi ant mein uske rishte ko sweekaar kar hi liya... Chaahe abhi Neha uss se pyaar na karti ho, bas ek arrange marriage maankar shaadi ko taiyaar huyi ho par fir bhi dono bahut achhe dost hain pehle se... Aur der sawer Vishak ka Pyaar Neha ke dil ko bhi uss se pyaar karne par majboor kar hi dega...

Bas ab dekhna hai ke Sonal ki memory jab lautegi tab kya hoga... Kyonki Raj ne jo kuchh iss sab mein bardaasht kiya hai, jiss tarah Sonal ke aas paas ek aisa environment banaya jiss se uspar memory loss ka koyi asar naa ho, nischit hi ye sab Sonal ko Raj se aur bhi adhik Mohabbat karwa dega... Sonal ka wo puraana roop yaani ki ek sharmili si ladki aur abhi ka ek bindaas roop, dono jab mil jaayenge tab to Raj Babu ki chaandi hi chaandi ho jaayegi...

Khair, behadh hi khubsurat Updates the Jaguaar Bhai sabhi... Jiss tarah se iss Date ka varnan kiya aapne aur jo Raj–Sonal ke beech ki nok jhonk thi... Sab kuchh bahut hi behatreen laga... Bass ab dekhna hai ke agle update mein kya hota hai...

Excellent Updates Bhai & Waiting For Next...
 
Raj ek tarah se ab date ke naam se bhi darr gaya hai. Bechara jitni baar bhi gaya kuch na kuch anhoni hogyi. Par yeh wali anhoni uske kaam aagayi.

Aapki baat toh sahi hai Waqt sabkuch thikk kardeta hai. Waqt hi Neha aur Vishal ke beech pyaar paida karde.

Sonal jo pehle se hi Raj ke pyaar mein pagal thi woh toh ab saari hade bhul jayegi. Raj ne uske liye jo kuch bhi kiya hai woh chize ab Sonal ko aur jyaada pyaar karne pe majbur kardegi.
 
RAAZ

Well-Known Member
2,116
5,928
158
Update 124
Thodi der mein Sonal Raj ke bataye hue location pe pahonch jaati hai jaha Raj parking mein hi uska wait kar raha tha.

Raj jaldi se jaake Sonal ki car ka darwaaza kholta hai aur Sonal bahar aati hai toh Raj usko dekhta hi reh jaata hai. Woh ek tak Sonal ko dekhe jaa raha tha apni palke tak jhapkana bhul jaana hai.

Sonal Raj ko aise ghurte dekh sharmane lagti hai aur dheere se bolti hai.

Sonal: Aise mat dekhiye mujhe sharm aarahi hai.

Raj: Aaj toh chand khud zameen pe utar aaya hai. Aur aisa nazara baar baar dekhne ko nhi milta.

Sonal: Ab bas bhi kijiyee.

Raj: Sach mein aaj bahot khubsoorat lag rahi ho. Swarg ki apsara bhi tumhare saamne apna sir jhukale itni pyaari aur khubsoorat lag rahi ho.

Sonal: Sharma ke. Thank you.

Phir Raj Sonal ko leke uss restaurant ke andar jaata hai. Pure restaurant ka mahaul hi romantic sa banaya hua tha. Background mein ek slow romantic music baj raha tha aur ek alag hi fragnance bhi faili hui thi charo taraf.

Raj Sonal ko leke ek table pe aata hai jo inke liye hi reserved tha. Dono aake table pe baith jaate hai.

Sonal: Aaj achanak se yeh candle light dinner kisliye. Aaj kuch khaash hai kyaa.

Raj: Tum jab se meri life mein aayi ho tab se hardin hi mere liye khaash hai.

Sonal: Aap phir se suru hogaye. Sidhe sidhe bhi toh bol sakte hai naa.

Raj: Ab tumne sawaal hi aisa pucha toh main aur kyaa jawaab deta. Aree banda pyaar karta hai tumse. Tumhare saath akele kuch pyaar bhare pal bitana chahta hai isiliye tumhe bahar ghumane leke aaya. Par tum ho ke pyaar bhare pal bitane ki jagah sawaal karne lagi ho. I am hurttt.

Sonal: Achha achha Sorry. Nhi puchti kuch ab khush.

Raj naa mein apni gardan hila deta hai.

Sonal: Toh ab main kyaa karu jisse aap khush hojaaye.

Raj: Main jo bolunga woh karogi.

Sonal: Ji boliyee.

Raj ek shararati muskaan ke saath Sonal ko dekhta hai toh Sonl samaj jaati hai ke woh fhas chuki hai Raj ke jaal mein.

Raj Sonal ko dekhte hue ishare se apne honth aage kardeta hai aur uspe apni ungliyon se kiss karne ka ishara karta hai.

Sonal Raj ke iss maang pe pehle toh bahot sharma jaati hai aur hairaan bhi hoti hai.

Sonal: Nhiii bilkulll nhiii. Aap bahot badmaash aur besharm hai. Main aisa kuch nhi karungi.

Raj: Soch lo. Phir maij naraaz hi rahunga.

Sonal: Toh rahiye. Par main aisa kuch nhi karne wali. Aap sach mein bahot besharm hogaye hai. Pehle aise bilkul bhi nhi the.

Raj: Thikk hai phir. Ab jab tak tum mujhe woh nhi deti tab tak main tumse koi baat nhi karunga. Yeh bol apna muh ghuma ke baith jaata hai.

Raj ke aisa karne se Sonal ko hasi toh aarahi thi par woh hasti nhi aur Raj ko dekhti rehti hai.

Kuch der tak Raj dusri taraf muh ghumaye baitha rehta hai toh Sonal ko bhi taras aajata hai par usse sharm bhi aarahi thi.

Sonal: Raj samjhiye naa. Main woh nhi karsakti. Mujhe sharm aarahi hai.

Raj: Main aankhein band karlunga aur tum bhi aankhein band karlena.

Sonal: Pleasee Rajjj. Samjhiye naa. Sab dekhenge.

Raj: Achhhaa. Matlab agar hum akele hote toh koi problem nhi hoti rightt.

Sonal: Maine aisa toh nhi kaha.

Raj: Thikk hai. Toh yeh chiz tumhara udaar raha. Mujhe ghar jaate waqt car mein sudh samet chahiye aur tab koi objection nhi chalega. Bolo manjurr hai.

Sonal: Aap kabse itne besharm ban gaye. Pehle toh aise nhi the.

Raj: Saamne itni khubsoorat ladki baithi ho toh thodi besharmi hojaati hai. Toh bolo manjurr hai.

Sonal: Bina uske tohh aap chorenge nhi. Apni tarah mujhe bhi besharm bana dijiye.

Raj hasne lagta hai. Tabhi background music ka volume badh jaata hai tph Raj Sonal ka haath pakad ke dance ke liye beech mein aajata hai.

Phir dono ekdusre ki baahon mein baahein daal dance karne lagte hai. Unko aise dance karta dekh baaki ke couple bhi dance karne lagte hai.

Thodi der dance karne ke baad dono wapas se table mein aake baith jaate hai.

Raj: Ab bolo kyaa khaogi.

Sonal: Kuch bhi manga kijiye.

Raj: Aree kuch bhi kyaa. Jo tumhe pasand ho woh bolo.

Phir Sonal saamne rakhe menu card ko dekhti hai aur 3-4 dishes pasand karti hai. Raj waiter ko bula ke unn dishes ka order de deta hai.

Waiter ko gaye abhi kuch time hi hua tha ke tabhi waha ek jordaar blast hota hai. Blast itna jordaar thaa ke waha baithe sabka sir jhanna jaata hai. Aur pura restaurant kaanp uthta hai. Tabhi bahar se security guard bhaagte hue aata hai aur bolta hai ke saamne wale petrol pump mein blast hogya hai. Ek gaadi ka breakfail hogya tha aur woh sidha waha jaake takra gayi.

Kuchlog apna sir pakad ke baith jaate hai toh kuch iss dhamake ke awaaz se chillake behosh tak hojaate hai. Jisme Sonal bhi shamil thi.

Iss dhamake se jo sound wave create hua woh Sonal ke dimaag mein attack karta hai jisse woh chillate hue behosh hojaati hai. Sonal ko aise behosh hote dekh Raj hadd se jyaada darr jaata hai.

Woh jhatt se Sonal ko pakad ke hosh mein laane ki koshish karta hai par Sonal react nhi kar rahi thi. Raj ne Sonal ke chehre pe paani ke chithe tak maare par koi asar nhi horaha tha.

Raj ke aankho se aansu tak nikalne lage the. Usse samaj nhi aaraha tha ke woh kyaa karee. Tabhi koi bolta hai ke inhe hospital le jao. Shayad dhamake ki wajah se inhe shock laga hai.

Raj yeh sunn jhatt se Sonal ko apni godd mein uthata hai aur apni car ki taraf bhaagta hai. Security guard bhi pichhe pichhe aata hai aur car ka darwaaza kholta hai.

Raj Sonal ko pichhe ki seat mein sula deta hai aur khud driving seat mein baith ke car ko jaldi se hospital ki taraf bhaga deta hai. Pura road block tha. Par phir bhi Raj jaise taise karke waha se nikal jaata hai.

Raj ko Sonal ke birthday wala scene yaad aaraha tha ussdin bhi Sonal aise hi pichhe ki seat mein soyi hui thi jab uska accident hua tha. Raj gaadi chalate hue hi jhatt se apne ghar call karta hai.

Raj: Hello bhabhiiiii.

Nandini Raj ki ghabraayi hui awaaz sunke darr jaati hai.

Nandini: Rajjjj kyaaa huaaa tum itne ghabraaye hue kyo ho. Kyaa huaaa sab thikk hai naa.

Raj: Rote huee. Kuchh thikk nhii haii bhabhiii. Aaplog bas jaldi se City Hospital aajaiyee. Jaldiii bhabhii.

Nandini: Shock hoke. Hospitallllll. Kyaaa huaaa hai Rajjj. Tumloggg thikkk honaa. Sonalll kaha haiii wohh thikk hai naa.

Raj: Rote hue. Mainn phonee pe nhii bata saktaa. Aaplog pleaseeee jaldi se cityy hospitall aajaiyeee. Yeh bol Raj call cut kardeta hai.

Idher ghar mein Nandini ke hospital bolke chillane se sablog hall mein aajate hai.

Ragini: Nandinii kyaa huaa kiskaa phonee thaa. Aur yeh hospitalll kyaa thaa.

Nandini: Mummy Rajj ka call thaa. Ro raha thaa. Jaldi se City Hospital bulaya sabkoo.

Smita: Kyaaaa hospitalllll. Abbb kyaaa hogyaaa. Sonalll thikkk haiii naaa.

Nandini: Pata nhii. Woh bahot ro raha thaaa. Sonalll ki koi bhi awaaz nhii aarahi thiii.

Sablog yeh sunn ghabraa jaate hai. Aur turanttt hospital ke liyee nikal padhtee hai.

Idherr Raj ne calll cutt karne ke baad sidha Yashh ko call lagaya aur usko bhi hospital aane ko boldiyaa. Uske baad usne Sonal ke doctor ko call lagaya.

Raj: Hello Doctorrr mainn Rajjjj.

Doctor: Haa Rajj boloo. Tum itne ghabraye hue kyoo hoo. Sab thikk hai naa.

Raj: Kuchh thikk nhii haii doctorr. Sonall ko pata nhii kyaa hogyaa haii woh behoshh hogyii haii aur hosh mein bhi nhii aarahi haiii. Mainn usse City Hospital leke jaa raha huu. Aap pleaseee waha aajaiyee. Pleaseee doctorr pleaseee.

Doctor: Behoshh hogyiii. Aisee kaisee behoshh hogyii.

Raj: Mainn phonee pe sab nhi bata paungaa. Aap jaldi se waha aajaiyee.

Doctor: Thikk haiii. Mainn pahonch raha huu Tum waha jaake usse admitt karoo.

Phir Raj call cut karke jaldi se Hospital ki taraf gaadi bhaga deta hai.

Idher Yash jo khud apni marriage anniversary celebrate kar raha tha apni biwi aur bete ke saath woh Raj ka call aate hi turant unndono ko leke waha se nikal padhta hai. Swati ne toh raaste mein hi rona start kardiya thaa.

Thodi der mein Raj hospital aajata hai jaha Aarav pehle se hi khada tha. Jo bahar kisi kaam se gaya tha toh direct hospital aajata hai.

Aarav: Bhaiyaa kyaa huaa bhabhii koo. Wohh thikk hai naa.

Raj: Pata nhiiii. Achanak se chillate hue behosh hogyii.

Phir Raj Sonal ko car se bahar nikalke usse andar le jaata hai. Sonal ke doctor ne hospital mein call karke pehle hi sab baat karli thi. Jisse Sonal ko direct ek room mein shift kiya jaata hai aur hosh mein laane ki koshish ki jaati hai.

Thodi der mein baaki sab bhi hospital aajate hai aur Raj pe sawaalon ki baarish kardete hai.

Raj: Sabkuch thikk thaa. Sonal bahot khush thi. Humne khaane ka order diya hi tha ke tabhi waha ek blast hota hai jiske sound wave ke asar se Sonal chikhte hue behosh hojaati hai.

Karan: Kaisaa blastt huaa.

Raj: Restaurant ke saamne wala petrol pump blast kar gaya tha jiske wajah se waha ek bahot tezz dhamaka hua. Maine Sonal ke doctor ko call kardiya hai woh aate hi hongee.
Wo shcok jis ka bola thaa woh lag Gaya ab dekhna hain yaddasht aan ke purani baate yaad aati Hai ya nahi. Aur Agar nahi aati to woh wahi per hogi jaha usay Pata thaa ki. RAJ usse nahi chahta hain bus ek dost Hai jis se mainay zabardasti shadi kar li thee
 
Luffy

Well-Known Member
7,017
29,006
203

Awesome update
 
Top