• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Bepanaah Ishq (Completed)

Nadan Dill

Well-Known Member
3,220
7,219
158
Nixe update bhaii maza aya giea par kar ab new update ka intazar ha bhaiii wating new update
 
Bilal jan

My Attitude your problem 🖕 Your attitude my foot
14,862
37,898
258
Update 100
Kuch ghante baad inki chutti hojaati hai aur yehlog parking ki taraf nikal padhte hai.

Phir sab apne apne ghar ki taraf jaane lagte hai Sonal Ishita aur Payal ko chorkee.

Payal: Didi aap kaise jaayengi. Aarav toh aaya nhi abhi tak.

Sonal: Aata hi hogaa. Ruko usko call karleti hu. Yeh bol Sonal Aarav ko call karti hai.

Aarav: Bas 2 mins didi aagaya hu.

Sonal: Thikk hai. Main parking mein hi hu.

Phir call cut hojaata hai.

Ishita: Aaplog ruko. Main jaake apna gift le aati hu bhaiya ke cabin se.

Sonal: Ishita mera ek kaam karogi.

Ishita: Aap order dijiye.

Sonal: Apne bhaiya ko boldena main aur Aarav wahi intezaar karenge jaha woh karte hai.

Ishita: Thikk hai. Waise aap unko call ya msg karke bhi toh bol sakti thi na.

Sonal: Wohh actually unka phone maine todd diya thaa gusse mein. Ab kyo toda yeh mat puchnaa.

Phir Ishita waha se Raj ke cabin ki taraf nikal jaati hai.

Ishita: Bhaiyaa main andar aajau.

Raj: Hmm aao.

Ishita: Woh yeh gifts lene aayi thi.

Raj: Hmm le lo. Sonal kaha hai.

Ishita: Woh Aarav bhaiya ke saath wahi wait kar rahi hai jaha aap karte hai.

Raj: Achha thikk hai. Chalo ab chalte hai.

Ishita: Waise aapka phone kaise toota.

Raj: Sherni ko surprise dene ka bhugtan tha woh.

Phir dono chalke parking tak aate hai tab tak Sonal Aarav aur Payal chale gaye thee.

Ishita: Aapko chorr du.

Raj: Nhii tum jao. Main chala jaungaa.

Phir Ishita bhi waha se nikal jaati hai Raj bhi uss jagah ke liye nikal jaata hai.

Raj jab waha pahonchta hai toh dekhta hai Sonal Car ke bonet pe baithke uska wait kar rahi hai aur Aarav kahi bhi nhi hai.

Raj: Aarav kaha hai.

Sonal: Woh Sonal ke saath chala gaya tha parking se hi.

Raj: Toh tum yaha tak kaise aayi.

Sonal: Udd ke. Off course car se.

Raj: Tumhe chalani aati hai.

Sonal: Driving license dikhau. Ab baithiye. Aaj car main chalaungi. Bahot dino ke baad mauka mila hai.

Phir Raj chup chap car mein baith jaata hai aur Sonal car ko ghar ki taraf bhaga deti hai.

Raj: Car toh achhi chala leti ho.

Sonal: Aree main plane udaa lu yeh car kyaa chizz hai. Abhi aap mujhe jaante hi kaha hai theek se.

Raj: Tumne kabhi mauka hi nhi diya.

Sonal: Mauka diya nhi jaata. Mauka le liya jaata hai.

Raj: Achhaa. Toh chalo sham ko ghumne chalte hai.

Sonal: Are you indirectly asking me for a date ?

Raj: Aree meri kaha itni himmat ke main Sherni ke saath date mein chal saku. Haa agar tumhe date mein chalna hai toh main ready hu.

Sonal: Firse flirting start.

Raj: Ab kyaa karee. Jab itni khubsoorat ladki bagal mein ho toh flirting apne aap hojati hai. Toh Ms. Sonal kyaa kehti hai aap chalengi mere saath ghumne.

Sonal: Sharmate hue. Soch ke bataungi.

Raj: Matlab mujhe intezaar karna hogaa.

Sonal: Jii haaa. Waise aap aaj subah hi kaise aagaye.

Raj: Mera kaam kal raat ko hi pura hogya tha. Toh socha kyo na subah jaake sabko surprise diya jaayee. Isiliye 1st flight pakad ke aagaya. Waisee tum kal itni baar call kisliye kar rahi thi.

Sonal: Wohh wohh wohh toh mainn wohh main actuallyyy...... Sonal aage kyaa bole usse samaj nhi aaraha thaa.

Raj Sonal ko aise dekh mann hi mann hasne lagta hai.

Raj: Meri yaad aarahi thi naa.

Sonal: Main kyoo aapko yaad karne lagi. Aap hote kaun hai.

Raj: Sonal ke kareeb aake. Achha toh main kuch nhi lagta tumharaa.

Raj ke aise kareeb aake bolne se Sonal ke dil ki dhadkan badh jaati hai aur woh Raj ki aankho mein dekhne lagti hai. Usko yeh khayaal hi nhi hota ke Steering wheel uske haath mein hi hai.

Raj: Madam agar aap saamne naa dekh meri aankho mein isi tarah dekhengi toh humara accident pakka hojaayega.

Sonal hadbada ke saamne dekhne lagti hai aur Raj muskura ke pichhe hath jaata hai.

Sonal ko bahot sharm aarahi thi isiliye woh ab koi baat nhi kar rahi thi aur naahi Raj ki taraf dekh rahi thi.

Thodi der mein dono ghar aajate hai. Sonal jhatt se gaadu se utar ke ghar ke andar bhagne lagti hai toh Raj usko bulata hai.

Raj: Sonal ek minute.

Sonal wahi rukh jaati hai par uski dil ki dhadkan badhh jaati hai.

Raj Sonal ke pichhhe aake khada hojaata hai aur bolta hai.

Raj: Agar tum sham ko jaane ke liye ready ho toh main chahta hu tum yeh dress pehen ke aana. Isse mujhe achha lagega. Yeh bol woh ek shopper Sonal ki taraf badha deta hai.

Sonal bina pichhw mudee woh shopper leke andar bhaag jaati hai aur sidha apne kamre mein jaake rukhti hai.

Sonal apne kamre mein aake bed mein baith jaati lambi lambi saansein lene lagti hai.

Sonal: Yeh car mein kyaa hogyaa mujhe. Main kaise ekdum unki aankho mein dekhne lagi thi. Wohh kyaa soch rahe honge mere baare mein. Aur main aajkal yeh kaisi harqate karne lagi hu. Pehle toh main aisi nhi thi. Yeh sab Raj ki wajah se horaha hai. Jabse woh meri zindagi mein aaye hai harchiz badal gayi hai.

Aur kaise unhone mujhe indirectly date mein chalne ke liye bola. Kitni sharm aarahi thi mujhe uss waqt.

Phir woh Raj ka diya hua shopper kholti hai toh usme se ek bahot sundar sa Anarkali suit nikalta hai.

Sonal: Manna padegaa. Raj ki choice sach mein bahot achhi hai. Pehle yeh Bracelet aur ab yeh dress. Ab unhone mujhe gift diya hai toh mujhe bhi toh unhe kuch dena chahiye naa. Par main kyaa du. Haa aaj maine unka mobile todd diya thaa unko mobile hi gift karungi.

Phir Sonal jaldi se fresh hoke nichhe jaati hai aur thoda sa lunch karleti hai aur apne kamre mein aajati hai.

Thodi der baad Nandini bhi Sonal ke kamre mein aajati hai.

Nandini: Ab bataiye Madam. Kab hua aapko mere Devar se pyaar.

Sonal: Bhabhi sach kahu toh mujhe bhi nhi pata chala. Unke saath rehte rehte masti mazaak karte karte kab main unse pyaar karne lagi. Jab jab woh mere kareeb aate hai mere dil ki dhadkan badh jaati hai. Aur jab woh mere se durr jaate hai toh ek ajeeb si bechaini hone lagti hai.

Unka mere liye care karna. Mujhe hasana mujhe kisi chiz se bura na lage yeh dekhna. Meri khushi ke kiye kuch bhi kar jaana. Meri respect karna unki yeh sab quality mere dil mein unke liye ghar kar gayi.

Nandini: Kyaa baat hai. Isi ko toh pyaar kehte hai jo kabhi bhi hosakta hai. Aur jab hota hai apne aas paas sabkuch khushal hojaata hai. Dil humesha nachhe gaane ko karta hai. Toh kyaa yeh pyaar dono taraf se hai yaa sirf tumhari taraf se hai.

Sonal: I don’t know bhabhi. Woh jis tarah se mujhse baat karte hai meri aankho mein dekhte hai usse toh mujhe bhi yehi lagta hai.

Nandini: Agar confirm nhi hai toh confirm karo. Wait kyo kar rahi ho. Kahi aisa na ho tum wait karti reh jao aur pichhe koi aur aake apna kaam kar jaaye.

Sonal: Aree aise kaise koi aur aajayega. Uski jaan naa le lu main.

Sonal me josh josh mein bol toh diyaa par baad mein usse samaj aaya woh kyaa bolgayi jiske woh woh sharma ke apna chehra chupaa leti hai.

Nandini: Haste huee. Achhaaa ji abhi se hi yeh haal hai. Achhi baat hai. Lage raho.

Sonal: Sharmate hue. Pleasee naa bhabhi. Aise mat boliyee.

Nandini: Achha achha thikk hai. Main chalti hu ab. Tum dekho sapne apne professor kee.

Yeh bol woh haste hue waha se nikal jaati hai aur Sonal pichhe sharmate hue reh jaati hai.

Thodi der baad sham hojaati hai toh woh Raj ke saatg ghumne jaane ke liye ready hone lagti hai. Woh achhe se makeup karke Raj ka diya hua woh Anarkali suit pehenti hai.

Kuch der mein hi woh ready hojaati hai phir woh apne kamre se Raj ke kamre ki taraf jaati hai jaha Raj uska hi intezaar kar raha thaa.

Sonal Raj ke kamre ke bahar aake door knock karti hai. Raj jaise hi darwaza kholta hai woh saamne dekh jamm sa jaata hai. Woh bas samne ek tak dekhe jaa raha thaaa. Usko koi hosh hi nhi thaa.

Sonal Raj ko uski taraf aise dekhta dekh bahot sharmaa rahi thi. Woh Raj se nazre hi nhi mila paa rahi thi.

Sonal: Nazre nichhe karke hi. Aisee kyaa dekh rahe hai aap.

Raj: Bekhayali mein. Husn pari ko dekh raha hu. Koi kaise itna khubsoorat hosakta hai.

Sonal: Sharmake. Ab aise mat dekhiyee mujheee.

Par Raj ko hosh hi kaha tha woh toh bas ek tak dekhe jaa raha thaa. Sonal Raj ko hila ke hosh mein laati hai.

Raj: Hadbada ke. Tum tum bas 10 mins wait karo main main abhi aata hu.

Raj ki aisi hadbahat dekh Sonal ko hasi aajati hai. Phir Sonal waha se nichhe aajati hai jaha sab Sonal ko dekh kar uski bahot tareed karte hai. Nandini toh Sonal ko pareshan karne lag jaati hai.

Thodi der mein Raj waha aajata hai aur woh Sonal ko leke nikal jaata hai.
Wahhhhh jabrdast mindblowing superbbb speechless update.......
waiting for next update.......
 
park

Well-Known Member
7,632
9,531
173

Nice and superb update..
 
  • Like
Reactions: Luffy and Jaguaar
Top