• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Bepanaah Ishq (Completed)

RAAZ

Well-Known Member
2,135
5,979
158
Update 65
Vishal- Isko computer bahot pasand hai. Aisa keh sakte hai computer iska pehla pyaar hai. Saara din computer mein baitha coding karta rehta hai. Aur saath mein state level boxing champ hai. Yeh mann hi mann Neha se bahot pyaar karta hai par bol nhi paaya aajtak.

Neha- Isko designing ka bahot shauk hai isiliye isne apna career interior designing ke upar choose kiya. Swabhav se thodi shant ladki hai. Vishal ko sirf apna achha dost maanti hai usse jyaada kuch nhi.

Soniya: Yeh thodi chanchal behaviour ki ladki hai. Har waqt masti karna iski aadat hai par dil ki bahot saaf hai. Kisi ko jyaada der naraaz nhi hone deti. Varun se dil hi dil mein bahot pyaar karti hai par darti hai Varun inkaar naa karde isiliye usko bolti nhi hai.

Varun- Yeh thoda mazakiya kism ka ladka hai. Khel khud pasand hai. Jisme Cricket kuch jyaada hi pasand hai. Isiliye apne purane college ka ek bahot achha player tha. Padhai mein jyaada interest nhi hai. Maa baap ke gusse ke chalte padhai kar raha hai. Soniya ko apni best friend maanta hai usse jyaada kuch nhi.

Raaste mein Ishita puchti hai.

Ishita: Waise tumlogo ko recess ke pehle class mein nhi dekha.

Neha: Woh mera aur Soniya ka thoda documents verification ka kaam baaki tha isiliye hum class mein nhi aapaaye.

Ishita: Achha. Toh hogya naa sab.

Neha: Haa sab hogyaa.

Class mein aake Sonal aur Ishita apni jagah pe baith jaate hai. Par issbar inke agal bagal woh teeno bhi baithe hai.

Kuch der mein professor aate hai aur baaki sabki tarah intri leke padhane lagte hai.

Varun jisko innsab mein koi interest nhi tha woh class mein baithe baithe masti karne lagta hai. Soniya yeh dekhti hai toh usko gusse se ghurti hai aur padhai mein dhyaan lagane ko bolti hai.

Phir kuch der baad college over hojaata hai toh sab bahar niklne lagte hai.

Ishita: Didi aap kaise jaayengi.

Sonal: Raj ke saath hi jaana hai. Agar woh nhi jaa paaye toh auto ya Cab se chali jaungi.

Ishita: No way. Mere hote hue aap Cab ya auto se kyo jaayengi. Main hu naa main le chalungi.

Sonal: Aree nhi nhi tumhe pareshan hone ki jarurat nhi hai.

Ishita: Koi pareshani nhi hogi. Par chaliye pehle dekhte hai Sir free hue kyaa.

Abhi yeh dono Raj ke cabin ki taraf jaa rahe the tabhi Sonal ke mobile mein usi ka msg aata hai.

Sonal: Yeh lo Raj ka hi msg aagaya hai.

Sonal Msg padhti hai toh usme likha hota hai 10 mins ke baad College ke gate ke bahar milna.

Ishita: Kyaa likha hai.

Sonal: Likha hai 10 mins ke baad college ke gate ke bahar.

Ishita: Ooo. Chaliye tab tak canteen mein baithte hai.

Sonal: Hmm Chalo.

Phir dono waha se canteen mein aarahe the tabhi raaste mein Soniya Neha aur Varun mil jaate hai.

Soniya: Kaha chali gayi thi tum dono.

Sonal: Woh thoda washroom gaye thee. Tumlog gaye nhi abhi tak ghar.

Neha: Bas socha eksaath niklenge. Chalo ab chalte hai.

Ishita: Abhi humhe nikalne mein time hai. Hum Canteen mein baithenge kuch der.

Tabhi pichhe se Payal aur Vishal bhi aajate hai.

Payal: Canteen mein kisliye ghar nhi jaana tereko.

Ishita: Bas thoda kaam hai.

Neha: Thik hai toh hum nikalte hai phir. Kal milenge.

Teeno: Okk Byee.

Phir yeh charo waha se nikal jaate hai aur yeh teeno canteen mein naajake sidha college ke gate ke bahar ki taraf nikal jaate hai.

Payal: Aree tujhe toh canteen jaana tha phir yeh bahar kyo jaa rahi hai.

Sonal: Canteen jaana tha kyoki Raj ne mujhe 10 mins ke baad bahar aane ko bola tha. Par waha pe unn charo se baat karne mein hi time nikal gaya isiliye ab waha jaake kuch nhi hoga.

Payal: Oooo.

Phir teeno bahar aake wait karne lagte hai thodi der mein hi Raj waha aajata hai.

Ishita: Good Afternoon Sir aap yaha kaisee.

Raj: Bas ghar jaa raha tha toh socha Sonal ko lift de du.

Ishita: Sirf inko kisliye.

Raj: Meri marzi. Sonal chale.

Sonal: Jiii.

Raj: Aur tumdono class mein padhai mein dhyaan dena. Agar kuch bhi garbar ki naa toh kadi se kadi punishment dungaa.

Dono: Humhe punishment denge aap.

Raj: Haaa.

Dono: Toh hum aapki complaint Bhabhi se kardenge. Phir woh aapko ghar mein nhi aane dengi.

Dono masti masti mein bol toh gayi par baad meim unhe dhyaan aaya unhone kyaa boldiya.

Raj bhi unndono ke bhabhi bolne se darr jaata hai aur Sonal ko dekhta hai jo unn teeno ko hi ghurr rahi thi.

Sonal: Abhi tumdono ne kyaaa bola. Kisse complaint karoge.

Dono Raj ko dekhti hai toh Raj unko gusse se ghurr raha hota hai.

Sonal: Bolo abhi kya bola tumdono ne. Bhabhi se inki complaint karoge. Tumdono inhe bhaiya bolti ho matlab inki patni se complaint karoge. Matlab yeh shaadi sudha hai.

Teeno Sonal ki baat sunke aur darr jaate hai. Sabse jyaada toh Raj darr jaata hai.

Sonal: Aap shaadi sudha hai. Toh aapki patni kaha hai. Woh ghar mein kyo nhi rehti. Kaha rehti hai woh. Boliyeee.

Raj Sonal ke sawaal ka kyaa jawaab de samaj nhi aaraha thaa.

Raj: Mann mein. Kyaa kismat hai meri. Meri patni hi mujhse puch rahi hai woh kaha hai.

Sonal: Tumdono bolo.

Raj: Sonal woh actually yeh dono....

Sonal: Hmm yehdono kyaa boliyee.

Ishita: Didi woh hum Raj bhaiya ki patni ki baad nhi kar rahe the. Hum Nandini bhabhi ki baat kar rahe hai. Inki toh abhi tak shaadi nhi hui hai.

Ishita ki baat sunke Raj ke jaan mein jaan aati hai.

Raj: Haaa yehdono bhabhi ki baat kar rahe the. Aur kaha tum meri shaadi ki baat leke baith gayi. Ab chalo bahot late hogya hai aur tumdono bhi ghar jao.

Dono: Jiii Bhaiyaa. Byee didi. Yeh bolo dono waha se jaldi se khisak leti hai.

Raj: Tum gaadi mein baitho main abhi aata hu.

Sonal: Kaha jaa rahe hai.

Raj: Parking mein shayad mera rumaal waha girr gaya. Tum baitho main abhi aata hu.

Sonal: Jiii.

Phir Raj waha se parking mein aata hai jaha Ishita aur Payal sir jhukaaye khadi thi.

Dono: Sorry Bhaiyaa. Humse galti hogyi. Hum flow flow mein Bhabhi ke saamne hi unhe bhabhi bol baithee.

Raj: Tum dono ke flow flow ke chalte aaj meri halat kharab hogyi thi. Yeh toh achha hai Sonal ne issbaare mein jyaada socha nhi warna phir uske sir mein dard hota.

Dono: We are Sorry bhaiyaa. Hum aisi galti phir nhi karenge. Hum aage se dhyaan rakhenge.

Raj: Hmm. Thikk hai. Ab aaram se ghar jao.

Phir woh dono waha se nikal jaati hai aur Raj bhi waha se nikal ke apni car ke paas aajata hai.

Raj: Toh chalee.

Sonal: Jiii.

Phir dono ghar ki taraf nikal padhte hai. Raaste mein Raj Sonal se puchta hai.

Raj: Toh kaise gaya pehla din.

Sonal: Achha thaa. Humare naye dost bhi bane.

Raj: Achhi baat hai.

Sonal: Aapka din kaisa raha.

Raj: Mera bhi din achha raha. Kuch purane teachers abhi bhi hai unse dobaara milke baat karke ek alag hi aihsaas mila.

Sonal: Ooo. Achha hai.

Raj: Waise tumlogo ke naye dost ke naam kyaa hai.

Sonal: Vishal Neha Soniya Varun. Vishal M.Tech mein hai aur baaki teen Mere aur Ishita ke saath hai.

Raj: Chalo achhi baat hai.

Sonal: Woh mujhe aapse ek baat kehni thi.

Raj: Hmm bolo.

Sonal: Woh main chahti hu ke College ke logo ko yeh naa pata chale ke humlog ekdusre ko jaante hai. Aur agar woh humhe aise saath dekhenge toh kuch na kuch baate banegi. Aap samaj rahe hai naa main kyaa bolrahi hu.

Raj: Hmm main samaj raha hu. Toh tum bolo main kyaa karu.

Sonal: Woh agar hum alag alag college aaye aur jaaye aur college mein Teacher Student jaisa hi behave kare toh achha hai.

Raj: Baaki sab thikk hai. Par tumhara akele aane jaane ke liye koi nhi maanega.

Sonal: Uske liye bhi maine kuch socha hai.

Raj: Aur woh kyaa.

Sonal: Hum ghar se saath niklenge. Aap mujhe college ke paas hi utar dena phir waha se main chalke aajaungi. Aur chutti ke baad wahi se wapas se saath chalenge. Isse kisi ko pata bhi nhi chalega.

Raj: Hmmm idea achha hai. Thik hai toh phir aisa hi karte hai.

Sonal: Thank You.

Raj bas smile kardeta hai.

Thodi der mein yehlog ghar aajate hai.
Bhaisahab aapki story pe flim bana leni chahiye ya koi serial bohat hit jayega.
 
dhparikh

Well-Known Member
6,802
8,142
173
Update 64
Phir teeno baith ke apna lunch karne lagte hai. Tabhi waha kuch seniors aajate hai aur intro ke naam pe ragging karne lagte hai.

Ishita: Dheere se. Woh dekho seniors. Intro ke naam pe ragging.

Sonal: Apna lunch karo. Unpe jyaada dhyaan mat do.
Dono: Hmmm.

Tabhi unn seniors mein se ek ladke ki nazar inpe padhti hai.

Ladka: Guys woh dekho asli khubsoorati toh waha hai. Chalo waha.

Jab baaki ladko ki nazar inpe padhti hai toh dusre ladke bhi bolne lagte hai.

Ladka 2: Haa bhai sahi kaha. Kyaa khubsoorati hai. Chalo chalke thodi jaan pehchan banate hai.

Phir woh ladke innlogo ke paas aane lagte hai.

Ishita jab dekhti hai ke woh ladke unke paas hi aarahe hai toh woh chupke se Raj ko ek msg karti hai aur likhti hai. Bhaiya Canteen Senior Ragging Help.

Ladka 1: Hiii girls. Can we sit here.

Sonal: Sorry bhaiyaa. Par kyaa aaplog dusri jagah baith jaayenge.

Sonal ke aise uss ladke ko bhaiya bolne se uske dost hasne lagte hai saath hi Ishita aur Payal ki bhi hasi nikal jaati hai.

Ladka 2: Kyaa baat hai. Khubsoorati ke saath dimaag bhi hai. Beauty with brains. Bahot kam dekhne ko milta hai. Chalo ab jaldi se apna intro dena start karo.

Payal: Kyo aap koi professor ho jo hum aapko intro de.
Ladka 3: Lagta hai seniors se baat karne ki tameez nhi hai. Intro toh dena padega.

Sonal: Hum intro dena jaruri nhi samajte. Humhe jaha intro dena tha hum de chuke hai. Agar humara intro janna hai toh jaake professor se pucho woh bata denge.

Ladka 1: Bahot bolti hai. Lagta hai ab inko batana padega asli intro kisse kehte hai.

Tabhi pichhe se awaaz aati hai Jara mujhe bhi batao. Jara main bhi jaanu ke asli intro kisse kehte hai.

Sab uss awaaz ki taraf dekhte hai toh ladko ke chehre ka rang udh jaata hai toh Ishita aur Payal ke chehre mein khushi aajati hai.

Ladka 1: Aree sir aap yaha.

Raj: Haaa main yaha. Kyo nhi aana chahiye thaa.

Ladka 2: Aree nhi sir kaisi baate kar rahe hai. Yeh toh aapka hi college hai.

Raj: Hmm. Haa toh tum(Ladka 1)mujhe batao asli intro kisse kehte hai. Jara mujhe bhi toh pata chale.

Ladka 1: Aree Sir main toh aise hi mazaak kar raha tha.

Raj: Yeh sab excuses kisi aur ke saamne jaake dena. Mere nhi. Tumlogo ki age cross kiye mujhe jyaada time nhi hua hai.

Ladka 2: Sorry Sir.

Raj: Intro lena hai toh kaaiyde se lo. Senior ho iska matlab yeh nhi ke uss position ka galat use karoge. Senior hone ka matlab hota hai Junior ki help karna unke saath apne experiences share karna naaki intro ke naam pe ragging karna.

Sab: We are sorry sir. Hum aage se aisa nhi karenge.
Raj: Hmm. Jaao jaake apna lunch karo.

Phir woh ladke waha se chale jaate hai. Par Raj ke waha pe aane se waha kuch students jama hogye the.

Ishita: Thank You bhaiya. I mean Sir.

Raj: Thikk hai.

Sonal: Waise aapko beech mein aane ki jarurat nhi hai. Hum students hai aur students ko unki problem khud hi solve karni chahiye.

Raj: I Know. Par mujhe bulaya gaya tabhi main aaya. Aur mujhe tumhara attitude pasand aaya aur tumhare sochne ka tareeka bhi.

Sonal: Aur kisne bulaya aapko.

Ishita: Sorry didi. Woh unlogo ko humari taraf aata dekh main darr gayi thi isiliye maine hi.....

Sonal: Ishita agar yeh yaha ke professor nhi hote tab tum kya karti. Tab tum khud unka saamna karti ki nhi. Yeh yaha hai iss baat ka faiyda mat uthao.

Ishita: Sorry Didi. Sorry Sir.

Raj: Koi baat nhi.

Sonal: Waise aapne lunch karliyaa.

Sonal ki baat sunn Raj ko woh dinn yaad aajate hai jab Sonal office mein call karke aise hi lunch ko leke pucha karti thi. Aur woh din yaad aate hi Raj ki aankho mein thodi nami aajati hai.

Raj: Nhi bas jaake karunga. Tumlog apna lunch karo. Main chalta hu. Yeh bol Raj waha se nikal jaata hai.

Phir yeh teeno bhi apna lunch karne lagte hai.

Idher Canteen mein baithe 4 jan bahot derr se inki taraf hi dekh raha the jabse woh ladke uski taraf aaye the.

Woh inke baat karne ke tarike se bahot impress hua thaa. Woh waha baithe hue inko dekhe jaa rahe thee.

Kuch der baad woh uthke innlogo ke paas aate hai.

Ladka 1: Hii I Am Vishal.

Ladki 1: And I am Neha.

Ladka 2: I am Varun.

Ladki 2: I am Soniya.

Teeno inn charo ko dekhte hai par kuch bolti hai.

Neha: Don’t worry hum koi intro lene nhi aaye hai. Humara bhi 1st day hai aaj toh bas dosti karne aaye hai.

Payal: Hiii.

Soniya: Kya hum baith sakte hai.

Sonal: Yeah sure.

Phir charo inke saath baith jaate hai.

Varun: Waise I must say tumhare baat karne ka tareeka bahot kamaal hai. Tumne unn ladko se phir uss Sir se ekdum nidarr hoke baat ki.

Sonal: Thank You.

Neha: Waise tum teeno ne apna naam nahi bataya.
Ishita: Mera naam Ishita hai yeh Payal aur yeh Sonal didi.

Soniya: Hey humara naam kitna match karta hai Sonal Soniya. Lagta hai humari dosti achhi jamegi. So friends. Yeh bol Sonal ki taraf haath badha deti hai.

Sonal: Friends.

Phir baaki sab bhi ekdusre se haath milake friendship karte hai.

Varun: Waise tumsab kaunsa branch se ho.

Payal: Main M.Tech. Aur yeh dono Interior Designing.

Soniya: Greattt. Main Neha aur Varun bhi Interior Designing mein hai aur yeh Vishal M.Tech mein.

Ishita: Chalo achha hai. Waise tum charo kya ekdusre ko jaante ho.

Vishal: Haa humne saath mein hi apna graduation complete kiya hai toh hum 3 saal se ekdusre ko jaante hai. Aur shayd tum teen bhi ek dusre ko jante ho.

Payal: Yeahh hum ek dusre ke relatives hai.

Neha: Oo tabhi Ishita ne Sonal ko didi kaha.

Ishita: Haaa.

Sonal: Chalo chalte hai class ka time hogya hai.

Phir sab apne apne class ki tarah jaane lagte hai.
Nice update...
 
kingkhankar

Well-Known Member
5,952
13,666
188
Update 65
Vishal- Isko computer bahot pasand hai. Aisa keh sakte hai computer iska pehla pyaar hai. Saara din computer mein baitha coding karta rehta hai. Aur saath mein state level boxing champ hai. Yeh mann hi mann Neha se bahot pyaar karta hai par bol nhi paaya aajtak.

Neha- Isko designing ka bahot shauk hai isiliye isne apna career interior designing ke upar choose kiya. Swabhav se thodi shant ladki hai. Vishal ko sirf apna achha dost maanti hai usse jyaada kuch nhi.

Soniya: Yeh thodi chanchal behaviour ki ladki hai. Har waqt masti karna iski aadat hai par dil ki bahot saaf hai. Kisi ko jyaada der naraaz nhi hone deti. Varun se dil hi dil mein bahot pyaar karti hai par darti hai Varun inkaar naa karde isiliye usko bolti nhi hai.

Varun- Yeh thoda mazakiya kism ka ladka hai. Khel khud pasand hai. Jisme Cricket kuch jyaada hi pasand hai. Isiliye apne purane college ka ek bahot achha player tha. Padhai mein jyaada interest nhi hai. Maa baap ke gusse ke chalte padhai kar raha hai. Soniya ko apni best friend maanta hai usse jyaada kuch nhi.

Raaste mein Ishita puchti hai.

Ishita: Waise tumlogo ko recess ke pehle class mein nhi dekha.

Neha: Woh mera aur Soniya ka thoda documents verification ka kaam baaki tha isiliye hum class mein nhi aapaaye.

Ishita: Achha. Toh hogya naa sab.

Neha: Haa sab hogyaa.

Class mein aake Sonal aur Ishita apni jagah pe baith jaate hai. Par issbar inke agal bagal woh teeno bhi baithe hai.

Kuch der mein professor aate hai aur baaki sabki tarah intri leke padhane lagte hai.

Varun jisko innsab mein koi interest nhi tha woh class mein baithe baithe masti karne lagta hai. Soniya yeh dekhti hai toh usko gusse se ghurti hai aur padhai mein dhyaan lagane ko bolti hai.

Phir kuch der baad college over hojaata hai toh sab bahar niklne lagte hai.

Ishita: Didi aap kaise jaayengi.

Sonal: Raj ke saath hi jaana hai. Agar woh nhi jaa paaye toh auto ya Cab se chali jaungi.

Ishita: No way. Mere hote hue aap Cab ya auto se kyo jaayengi. Main hu naa main le chalungi.

Sonal: Aree nhi nhi tumhe pareshan hone ki jarurat nhi hai.

Ishita: Koi pareshani nhi hogi. Par chaliye pehle dekhte hai Sir free hue kyaa.

Abhi yeh dono Raj ke cabin ki taraf jaa rahe the tabhi Sonal ke mobile mein usi ka msg aata hai.

Sonal: Yeh lo Raj ka hi msg aagaya hai.

Sonal Msg padhti hai toh usme likha hota hai 10 mins ke baad College ke gate ke bahar milna.

Ishita: Kyaa likha hai.

Sonal: Likha hai 10 mins ke baad college ke gate ke bahar.

Ishita: Ooo. Chaliye tab tak canteen mein baithte hai.

Sonal: Hmm Chalo.

Phir dono waha se canteen mein aarahe the tabhi raaste mein Soniya Neha aur Varun mil jaate hai.

Soniya: Kaha chali gayi thi tum dono.

Sonal: Woh thoda washroom gaye thee. Tumlog gaye nhi abhi tak ghar.

Neha: Bas socha eksaath niklenge. Chalo ab chalte hai.

Ishita: Abhi humhe nikalne mein time hai. Hum Canteen mein baithenge kuch der.

Tabhi pichhe se Payal aur Vishal bhi aajate hai.

Payal: Canteen mein kisliye ghar nhi jaana tereko.

Ishita: Bas thoda kaam hai.

Neha: Thik hai toh hum nikalte hai phir. Kal milenge.

Teeno: Okk Byee.

Phir yeh charo waha se nikal jaate hai aur yeh teeno canteen mein naajake sidha college ke gate ke bahar ki taraf nikal jaate hai.

Payal: Aree tujhe toh canteen jaana tha phir yeh bahar kyo jaa rahi hai.

Sonal: Canteen jaana tha kyoki Raj ne mujhe 10 mins ke baad bahar aane ko bola tha. Par waha pe unn charo se baat karne mein hi time nikal gaya isiliye ab waha jaake kuch nhi hoga.

Payal: Oooo.

Phir teeno bahar aake wait karne lagte hai thodi der mein hi Raj waha aajata hai.

Ishita: Good Afternoon Sir aap yaha kaisee.

Raj: Bas ghar jaa raha tha toh socha Sonal ko lift de du.

Ishita: Sirf inko kisliye.

Raj: Meri marzi. Sonal chale.

Sonal: Jiii.

Raj: Aur tumdono class mein padhai mein dhyaan dena. Agar kuch bhi garbar ki naa toh kadi se kadi punishment dungaa.

Dono: Humhe punishment denge aap.

Raj: Haaa.

Dono: Toh hum aapki complaint Bhabhi se kardenge. Phir woh aapko ghar mein nhi aane dengi.

Dono masti masti mein bol toh gayi par baad meim unhe dhyaan aaya unhone kyaa boldiya.

Raj bhi unndono ke bhabhi bolne se darr jaata hai aur Sonal ko dekhta hai jo unn teeno ko hi ghurr rahi thi.

Sonal: Abhi tumdono ne kyaaa bola. Kisse complaint karoge.

Dono Raj ko dekhti hai toh Raj unko gusse se ghurr raha hota hai.

Sonal: Bolo abhi kya bola tumdono ne. Bhabhi se inki complaint karoge. Tumdono inhe bhaiya bolti ho matlab inki patni se complaint karoge. Matlab yeh shaadi sudha hai.

Teeno Sonal ki baat sunke aur darr jaate hai. Sabse jyaada toh Raj darr jaata hai.

Sonal: Aap shaadi sudha hai. Toh aapki patni kaha hai. Woh ghar mein kyo nhi rehti. Kaha rehti hai woh. Boliyeee.

Raj Sonal ke sawaal ka kyaa jawaab de samaj nhi aaraha thaa.

Raj: Mann mein. Kyaa kismat hai meri. Meri patni hi mujhse puch rahi hai woh kaha hai.

Sonal: Tumdono bolo.

Raj: Sonal woh actually yeh dono....

Sonal: Hmm yehdono kyaa boliyee.

Ishita: Didi woh hum Raj bhaiya ki patni ki baad nhi kar rahe the. Hum Nandini bhabhi ki baat kar rahe hai. Inki toh abhi tak shaadi nhi hui hai.

Ishita ki baat sunke Raj ke jaan mein jaan aati hai.

Raj: Haaa yehdono bhabhi ki baat kar rahe the. Aur kaha tum meri shaadi ki baat leke baith gayi. Ab chalo bahot late hogya hai aur tumdono bhi ghar jao.

Dono: Jiii Bhaiyaa. Byee didi. Yeh bolo dono waha se jaldi se khisak leti hai.

Raj: Tum gaadi mein baitho main abhi aata hu.

Sonal: Kaha jaa rahe hai.

Raj: Parking mein shayad mera rumaal waha girr gaya. Tum baitho main abhi aata hu.

Sonal: Jiii.

Phir Raj waha se parking mein aata hai jaha Ishita aur Payal sir jhukaaye khadi thi.

Dono: Sorry Bhaiyaa. Humse galti hogyi. Hum flow flow mein Bhabhi ke saamne hi unhe bhabhi bol baithee.

Raj: Tum dono ke flow flow ke chalte aaj meri halat kharab hogyi thi. Yeh toh achha hai Sonal ne issbaare mein jyaada socha nhi warna phir uske sir mein dard hota.

Dono: We are Sorry bhaiyaa. Hum aisi galti phir nhi karenge. Hum aage se dhyaan rakhenge.

Raj: Hmm. Thikk hai. Ab aaram se ghar jao.

Phir woh dono waha se nikal jaati hai aur Raj bhi waha se nikal ke apni car ke paas aajata hai.

Raj: Toh chalee.

Sonal: Jiii.

Phir dono ghar ki taraf nikal padhte hai. Raaste mein Raj Sonal se puchta hai.

Raj: Toh kaise gaya pehla din.

Sonal: Achha thaa. Humare naye dost bhi bane.

Raj: Achhi baat hai.

Sonal: Aapka din kaisa raha.

Raj: Mera bhi din achha raha. Kuch purane teachers abhi bhi hai unse dobaara milke baat karke ek alag hi aihsaas mila.

Sonal: Ooo. Achha hai.

Raj: Waise tumlogo ke naye dost ke naam kyaa hai.

Sonal: Vishal Neha Soniya Varun. Vishal M.Tech mein hai aur baaki teen Mere aur Ishita ke saath hai.

Raj: Chalo achhi baat hai.

Sonal: Woh mujhe aapse ek baat kehni thi.

Raj: Hmm bolo.

Sonal: Woh main chahti hu ke College ke logo ko yeh naa pata chale ke humlog ekdusre ko jaante hai. Aur agar woh humhe aise saath dekhenge toh kuch na kuch baate banegi. Aap samaj rahe hai naa main kyaa bolrahi hu.

Raj: Hmm main samaj raha hu. Toh tum bolo main kyaa karu.

Sonal: Woh agar hum alag alag college aaye aur jaaye aur college mein Teacher Student jaisa hi behave kare toh achha hai.

Raj: Baaki sab thikk hai. Par tumhara akele aane jaane ke liye koi nhi maanega.

Sonal: Uske liye bhi maine kuch socha hai.

Raj: Aur woh kyaa.

Sonal: Hum ghar se saath niklenge. Aap mujhe college ke paas hi utar dena phir waha se main chalke aajaungi. Aur chutti ke baad wahi se wapas se saath chalenge. Isse kisi ko pata bhi nhi chalega.

Raj: Hmmm idea achha hai. Thik hai toh phir aisa hi karte hai.

Sonal: Thank You.

Raj bas smile kardeta hai.

Thodi der mein yehlog ghar aajate hai.
Nice update.

Lekin alag alag jane ka bichaar kyun aya Sonal ke man mein?
 
ABHISHEK TRIPATHI

Well-Known Member
6,394
28,383
218

Awesome update
 
Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244
Nice update.

Lekin alag alag jane ka bichaar kyun aya Sonal ke man mein?
Thank you

Kyoki woh nhi chahti ke koi baad mein yeh kahe professor Sonal Ishita aur Payal ke upar kuch jyaada hi dhyaan deta hai yaa koi bhi kuch bhi baate naa banaye
 
parkas

Prime
22,817
52,540
258

Bahut hi badhiya update diya hai bhai...
Nice and lovely update...
 
Top