• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Bepanaah Ishq (Completed)

Jaguaar

Prime
17,680
60,210
244
jab deepak pata hi pehle se hi ki raj ke pariwar sonal ka haan sunte kisi mendak ki tarah uchalne lagenge to phir deepak ne ye baat puchi hi kyun :D
udhar sonal Raj ke ghar hi rehne ki baat sun Raj se to ab raha nahi jaa raha hai :akshay: :roflol:
Lagta hai wo admi gaadi chalayega bahot tez aur raj sonal ko dhakka dega us car ke saamne, taaki uski yaaddast wapis aa jaaye... bilkul perfect planning kiya hai Raj ne :perfect: :D
Wah.... Raj to heavy driver nikla :roflol:

Shaandar update, shaandar lekhni shaandar shabdon ka chayan aur sath hi dilkash kirdaaro ki bhumika bhi...

Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills :applause: :applause:
Thank you

Ab Sonal ke saamne thoda toh natak karna padega naa. Warna woh dil ki bholi masoom si ladki 100 sawaal puchegi jiska jawaab wohlog nhi de sakte.

Agar aapki soch ko Raj ne apply kiya toh Sonal ki life ka puri tarah jinga la la hojayega. Uske baad story ko wahi pe khatam karni hogi.
 
park

Well-Known Member
7,632
9,531
173
Update 60
Agle din naashte ke baad Deepak sabse bolta hai.

Deepak: Woh mujhe kuch bolna hai.

Vijay: Haa bolo naa kyaa bolna hai.

Deepak: Woh maine Sonal se kuch waqt pehle pucha tha ke woh aage kya karna chahti hai. Toh usne mujhe bola tha woh masters karna chahti hai. Toh maine usse bola ke Jaipur mein koi achha college nhi hai aur agar woh chahe toh yaha mumbai se apno padhai puri kar sakti hai. Toh Sonal ne kal haa kardi hai.

Deepak ki baat sunke sabke chehre mein ek khushi aajati hai. Sabse jyaada toh Raj ke chehre pe thi. Aur uski khushi chupaaye nhi chupp rahi thi. Uski aankho mein khushi ke aansu tak aagaye the.

Deepak: Toh agar aaplogo ko koi problem naa ho toh kyaa Sonal yaha rehke apni padhai puri kar sakti hai.

Savitri: Aree yeh Sonal ka ghar hai. Woh jitne din chahe yaha reh sakti hai. Woh aaram se yaha rehke apni padhai puri kar sakti hai aur uske yaha rehne se humhe bahot khushi hogi.

Smita: Bilkul. Sonal bahot pyaari bachhi hai. Uske yaha rehne se humhe bahot khushi hogi. Aaplog ekdum befikar hojaiye abse yeh ghar Sonal ka hai.

Deepak: Thikk toh main uske college ka dekhta hu. Yeh baat usne Raj ko dekhte hue kahi thi. Jo indirectly Raj ko bata raha tha ke ab ek achha sa college dhundhna hoga.
Sonal: Par main aisi halat mein kaise jaungi.

Aarav: Didi abhi college mein time hai. Abhi yaha exams chal rahe hai. Aur tab tak toh aapke paurr thikk hojayenge.

Swati: Aur ek kaam kar tab tak tu apne revisions karle baithe baithe.

Sonal: Hmmm. Par meri books.

Deepak: Uski chinta tum mat karo. Woh ghar se aajayenge. Saath hi tumhara samaan bhi aajayega.

Sonal: Jii.

Meera: Sonal ab tum apne kamre mein jaao aur jaake apni dawaiyan leke aaram karo.

Sonal: Jii.

Phir Sonal waha se chali jaati hai. Sonal ke jaate hi sablog Raj ki taraf dekhte hai.

Smita: Raj ab kyaa karega. Ab toh Sonal bhi yaha rukhne ke liye maan gayi hai. College ka kyaa karna hai.

Ragini: Aur college mein Sonal ka dhyaan kaun rakhega. Pehle toh Payal aur Ishita thi aur Aarav bhi tha.

Aarav: Issbaar bhi main hi karunga badi mummy. Bhabhi ko colllege Raj bhaiya chorr denge aur lene jaane ki jimmedaari meri jaise pehle thi.

Raj: Nhii. Tu ab office jaayega.

Aarav: Par bhaiya phir bhabhi.

Raj: Teri bhabhi ka main dekhlunga. Aur tu bhi aayega office aur waha Yash ke saath saara kaam sikh.

Nandini: Raj kyaa chal raha hai tumhare dimaag mein.

Raj: Abhi tak confuse hu bhabhi. Par jo soch raha hu agar woh kaam kiya toh Sonal college mein akeli nhi rahegi.

Sab: Matlabbb.

Raj: Kuch kaam karne hai woh hojaaye phir bata dunga.

Phir Raj waha sablogo ko confusion mein chorke office ke liye nikal jaata hai.
Aarav: Yeh bhaiyaa abhi yaha kyaa bolke gaye. Kuch samaj nhi aaya.

Savitri: Usne bola hai toh kuch soch ke hi bola hoga. Tumlog itna mat socho.

Phir sablog bhi apne apne kaam mein lag jaate hai.

Raj office mein apne cabin mein baitha bahot derr se kuch soche jaaraha tha. Tabhi waha Yash aata hai.

Yash: Tune ghar mein kyaa naya kaand kiya hai sabko confusion mein chorr aaya. Aakhir tere dimaag mein kyaa chal raha hai.

Raj: Main kuch aisa soch raha hu jisse Sonal ko college mein akela nhi rehna padega.

Yash: Usme kyaa hai. Main Ishu ko boldunga woh Sonal ke saath aage ki padhai karegi.

Raj: Main kuch aur soch raha hu.

Yash: Aur woh kyaa.

Raj: Chal mere saath.

Yash: Kaha.

Raj: Chal pata lag jaayega.

Phir dono office se nikal ke ek jagah jaate hai. Uss jagah pahonchte hi Yash shock hojaata hai.

Yash: Abee yaha kyo aaya hai.

Raj: Kyoki mera kaam yahi hai.

Yash: Tu karna kyaa chahta hai.

Raj: Andar chal pata chal jaayega.

Yash: Nhii main andar nhi jaungaa. Andar agar usne mujhe dekhliya toh shayad sabke saamne meri beizaati karega.

Raj: Abee aisa kuch nhi hoga. Ab toh shayad woh tujhe bhul gaya hoga.

Yash naa naa karta raha par Raj usse apne saath andar le jaata hai.

Raj uss jagah ke andar jaake ek aadmi se milta hai.

Raj: Kyaa hum andar aasakte hai.

Andar ek aadmi baitha hua tha woh awaaz sunke unko andar aane ko bolta hai.

Aadmi aur yehdono ekdusre ko dekh kar shock hojaate hai sabse jyaada toh Yash.

Aadmi: Tumdono yaha.

Dono: Aap yaha.

Aadmi: Haaa ab main yehi hu. Par tumdono yaha kyaa kar rahe ho.

Raj: Woh hum yaha ek kaam se aaye the. Matlab humhe aapse hi kaam hai.

Aadmi: Haa bolo. Par ruko. Aur Yash Roy pehle tum batao kaise ho.

Aadmi ki baat sunke Raj ko hasi aajati hai aur woh Yash ki taraf dekhta hai toh paata hai Yash Raj ko hi ghurre jaa raha hai.

Yash: Fiki smile ke saath. Achha hu aap kaise hai.

Aadmi: Tumne jo kiya tha uske baad badi mushkil se achha hua hu.

Yash: Aree ab maaf bhi kardijiye. Woh galti se hogya tha.

Aadmi: Hmmm. Chalo maaf kiya. Yeh batao aajkal kyaa kar rahe ho.

Yash: Business.

Aadmi: Business aur tum. Yakeen nhi hotaa.

Yash: Bas sab aapki meharbaani hai.

Aadmi Yash ko ghurr ke dekhta hai toh Yash wahi chup hojaata hai.

Yash: Sir yeh yaha ek jaruri kaam se aaya hai.

Aadmi: Hmm. Haa Raj bolo kyaa kaam thaa.

Raj: Mujhe ek help chahiye.

Aadmi: Kyaa baat hai sab thikk hai naa.

Phir Raj uss aadmi ko kuch baate batata hai aur usse woh bhi batata hai jiske liye woh yaha aaya tha.

Yash aur woh Aadmi Raj ki baat sunke usko shock hoke dekhta hai aur samajne ki koshish karta hai jo Raj ne usse bola woh practical hai bhi yaa nhi.

Aadmi: Tum jaante ho tum kyaa bol rahe ho.

Yash: Haa Raj. Tu jo bol raha hai woh soch samaj ke bol raha hai naa.

Raj: Haa main jo bol raha hu soch samaj ke bol raha hu. Maine bahot sochne aur samajne ke baad hi yeh faisla kiya hai.

Aadmi: Per Raj yeh possible nhi hai.

Raj: Bilkul possible hai. Agar aap chahe toh. Aur phir aap hi bolte the naa ke mujhe yeh kaam karna chahiye isme mujhse achha aapki nazar mein koi nhi.

Aadmi: Woh main aaj bhi bolta hu. Tumhari success dekh kar main aaj bhi kehta hu isme tumse achha meri nazar mein koi nhi.

Raj: Toh pleasee meri help kardijiye.

Aadmi: Mujhe thoda time chahiye Raj. Mujhe issbaare mein sochna thoda sochna hoga.

Raj: Thikk hai. Aap mujhe soch ke bataiye. Umeed hai aapka jawaab haa hoga. Ab hum chalte hai.

Phir dono waha se nikal jaate hai.

Yash: Tu kya pagal hogya hai. Yeh andar abhi tune kyaa kiya.

Raj: Yehi ek raasta hai Yash.

Yash: Par yeh karke hogaa kya. Kyaa yeh karne se sabkuch thik hojayega.

Raj: Mujhe pata hai yeh karne se sabkuch thik nhi hoga. Par kuch toh thikk hoga.

Yash: Aur waha kyaa hogaa.

Raj: Uske baare mein bhi soch liya hai. Uske liye tu hai naa.

Yash: Aree you serious.

Raj: Haaa. Aur phir jab meri jarurat padegi main rahunga waha pe.

Yash: Tune ghar mein baat ki.

Raj: Aaj raat mein karunga.

Yash: Dekhle kyaa karega. Par mujhe nhi lagta isse kuch hoga.

Raj: Koshish karte hai.

Phir dono waha se office aajate hai.
Nice and superb update...
 
  • Like
Reactions: Luffy and Jaguaar

dhparikh

Well-Known Member
6,536
7,908

Nice update...
 
  • Like
Reactions: Luffy and Jaguaar
Top