• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Bepanaah Ishq (Completed)

Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244
dekha main na kehti thi ki ye devilwa us ded footiye raj ko kuch na hone dega... :D lo us bichari reshma ka hi kissa khatam karwa diya... :sigh:
aise kaise raj ko goli na lagi :bat:
South Indian film ki tarah Physics ka bhajjiya hi tak diya :D

ye sonal raj ke ghar dherai jamane wali hai study ke bahane... :D
ab aage kya hi hona hai wo bilkul saaf hai.... wohi same situation creat karega raj aur us sonal ko sabhi baatein yaad aane lagegi.... aur dono khushi khushi rehne lagenge :dazed: aur kya....

Shaandar update, shaandar lekhni shaandar shabdon ka chayan aur sath hi dilkash kirdaaro ki bhumika bhi...

Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills :applause: :applause:
Thank you

Ab Raj kahani ka hero hai. Usko kaise marne deta. Agar usko kuch hojaata toh bechari mann ki bholi masoom Sonal ka kyaa hotaa.

Isme physics ka bhajiya kaise tal gaya. Raj ne apni jaan bachane ke liye apne aap ko side karliya aur goli Reshma ko lagyi.

Dheraa kyaa jamayegi woh uska hi toh ghar hai. Ab apne ghar mein koi dheraa thodi jamata hai.

Abhi yaadash aane mein time hai. Tab tak thodi bahot masti hogi.
 

Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,259
189
Thank you

Ab Raj kahani ka hero hai. Usko kaise marne deta. Agar usko kuch hojaata toh bechari mann ki bholi masoom Sonal ka kyaa hotaa.

Isme physics ka bhajiya kaise tal gaya. Raj ne apni jaan bachane ke liye apne aap ko side karliya aur goli Reshma ko lagyi.

Dheraa kyaa jamayegi woh uska hi toh ghar hai. Ab apne ghar mein koi dheraa thodi jamata hai.

Abhi yaadash aane mein time hai. Tab tak thodi bahot masti hogi.
:slap: still reshma aur samar ki jodi superhit hai :bat1:
dono ki shaadi ho jaani chahiye... Ab reshma ki ruh 👻 padak laao ya atma ko bas shaadi ho jaani chaahiye..
 
Top