• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Beintehaan Mohobbat (Completed)

Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244
Update 68
Agle din Dev aur Mahendra Yash se milne Agarwal House aate hai.
Yash: Uncle aaplogo se kuch baat karni thi.
Dono: Haa bolo naa beta. Ab toh tum Thakur khandaan ke ek laute damaad ho. Tumhari baat toh sunni hi hogi.
Yash: Baat hosakta hai aaplogo ko pasand naa aaye.
Dono: Hum Samjhe nhi.
Yash: Maine aaplogo ki baat sunke shaadi ki liye ha kardi.
Dono: Haaa.
Yash: Toh kyaa aaplog meri ek baat manenge.
Dono: Bolo naa kyaa baat hai.
Yash: Woh main chahta hu. Kanyadaan Vikram Uncle aur Sanjana Aunty kare. Unki beti toh ab nhi hai. Agar unhe yeh mauka diya gaya toh shayad woh iss gumm se thoda ubhar paaye. Unhe lagega unhone apni beti ka kanyadaan kiya hai. Umeed hai aaplogo ko isse koi aitraaz nhi hoga.
Dev aur Mahendra Yash ki baat sunke ekdusre ko dekhte rehte hai. Phir kuch sochke woh bolte hai.
Dev: Waise toh yeh haq mera hai. Aur koi bhi baap yeh nhi chahega yeh haq kisi aur ko diya jaaye. Par Thakur Khandaan ke damaad ne pehli baar kuch maanga hai toh woh hum jarur denge. Kanyadaan Vikram aur Sanjana hi karenge.
Yash: Thank You Uncle.
Phir wohlog shaadi ki taiyaariyon ki baat karne lagte hai.
Rashi aur Aanchal toh apni shopping khud hi karne wale the. Par Shalini ke kehne pe unko baakiyon ke saath jaana padha.
Sab log ek mall mein aate hai aur shaadi ki taiyaariyan karne lagte hai.
Riya: Soniya Yash ke upar yeh sherwani kaisi lagegi. Uske upar bahot achhi dikhegi.
Sonal: Haaa ekdumm Yash ke upar yeh sherwani bahot achhi dikhegi.
Rashi aur Aanchal ko inka pasand kiya hua dress pasand nhi aaya aur woh abhi bhi inndono se jealous thi.
Aanchal: Nhi. Yash yeh sherwani nhi pehenega.
Riya: Kyo nhi pehenega. Hum uske dost hai.
Rashi: Aur hum biwiyan hai. Yash wohi pehnega jo hum select karenge. Isiliye tumlog apna dekho. Yash ke liye ab hum hai. Abse uski harchiz humhi select karenge.
Soniya: Listen Shaadi hui nhi hai. Aur jab tak shaadi nhi hojaati tab tak bhai pe tumhara koi haq nhi hai. Aur bhai ki shaadi ki sherwani humare ghar ki taraf se hongi toh bhai yehi sherwani pehenge.
Rashi: Shaadi hui nhi toh kyaa hua. Bahot jald humari shaadi hojaayegi. Phir toh puri zindagi tumhare bhai ko humare select kiye hue kapre hi pehenne hai. Toh shaadi mein bhi woh humare liye hue kapre hi pehnega.
Riya: Chorr do Soniya. Rehne do. Inki marzi hai toh inhe karne do. Hum apni shopping karte hai.
Aanchal: Achha hai bahot jaldi samaj gayi.
Soniya kuch bolne wali hoti hai tabhi Varun uska haath pakad leta hai toh woh chup hojaati hai. Phir sab apni apni shopping karne lagte hai.
Rashi aur Aanchal apni shopping karke ghar chale jaate hai. Baaki sab bhi thodi der baad apne ghar aajate hai.
Shaadi ki taiyaariyan apne joro se chal rahi thi. Shaadi bilkul normal tarike se horahi thi sirf family members ki presence mein.
Rashi aur Aanchal ne same design aur colour ka dress liya tha shaadi ke liye. Woh dono toh abhi se hi khayali pulao bana rahe the.
Dekhte dekhte shaadi ka din aajata hai.
Rashi aur Aanchal taiyaar hone ke liye beauty parlour chale jaate hai. Woh dono waha se hi completely ready hoke shaadi mein aane wale the.
Baaki ladkiyan bhi parlour hi chali gayi thi ready hone ke liye. Ladke Yash ko ready kar rahe the.
Bade shaadi ki taiyaari dekh rahe the. Dev aur Mahendra Thakur ki toh khushi toh ka thikana hi nhi tha. Aakhir sab unke plan ke hisaab se chal raha hai. Jaise unhone socha tha sab waisa hi horaha tha.
Dev: Pitaji aur kuch der. Phir yeh pura Empire humara hoga. Humara barsho purana sapna ab jaakr sach hoga.
Mahendra: Sahi kaha Dev. Kuch hi der mein Agarwal Empire humara hoga. Aur issbaar isse koi bhi nhi rokh payega.
Thodi der mein Rashi aur Aanchal ready hoke aajati hai. Baaki ladkiyan bhi aajati hai.
Dev: Kyaa baat hai aaj toh meri betiyan kitni khubsoorat lagrahi hai.
Aanchal: Khubsoorat toh lagna hi hoga. Aakhir aaj humari shaadi hai.
Mahendra: Aaj ke baad yeh pura empire tumdono ko apne naam pe karna hai. Aur uske baad humare naam pe.
Rashi: Bilkul aisa hi hoga. Aaj ke baad Thakur khandaan ki kismat badal jayegi.
Dev: Bilkul.
Idher saare ladke Yash ko taiyaar karkr nichhe laate hai aur mandap pe baitha dete hai. Pandit apna kaam start karta hai. Thodi der baad Rashi aur Aanchal ko Yash ke dono side baitha diya jaata hai.
Vikram aur Sanjana inndono ka kanyadaan karte hai. Kanyadaan karte waqt Vikram aur Sanjana ki aankho mein aansu aajate hai. Phir fhere hote hai. Fhero ke baad Yash dono ke maang mein sindoor lagata hai aur mangalsutra pehenata hai.
Pandit shaadi puri hone ki ghoshna karta hai. Teeno sabhi bado ka aashirwaad lete hai. Shaadi hojaane se Dev aur Mahendra ki khushi toh jaise kam hi nhi horahi thi. Unhone toh jaise koi bahot badi jung jeet li thi.
Shaadi Agarwal house mein hi hui thi isiliye bidaai jaisa kuch nhi hona tha. Dev aur Mahendra Rashi aur Aanchal ko aashirwaad deke aur thodi baat karke waha se chale jaate hai.
Yash aur uski biwiyon ko alag alag kamro mein bhej diya jaata hai. Baaki sab bhi apne apne kamre aur ghar chale jaate hai.
Idher Yash apne kamre mein aake Rishi ko call karta hai.
Rishi: Shaadi mubarak ho.
Yash: Shukriya. Ab batao kaam thik se hua.
Rishi: Ekdum. Tum chinta mat karo. Kaam ekdum perfect hua hai.
Yash: Okkk. Kal time se baaki adhura kaam bhi kardena. Aur wohlog aaye yaa nhi.
Rishi: Woh bhi aagaye hai. Bas kal ka wait kar rahe hai. Jab tum kahoge woh apne kaam mein lag jayenge.
Yash: Aur saari chize dekhli hai naa.
Rishi: Tum koi fikr mat karo. Ritika ne saari chize dekh li hai. Sab thikk hai. Tum kal time se aajana.
Yash: Thikkk hai.
Phir call cut hojaata hai. Phir Yash fresh hoke jab aata hai tab uske mobile mein koi msg aata hai.
Yash msg dekh kar muskurane lagta hai. Phir thodi der woh msg ke through kisi se baat karta hai aur sojaata hai.
Idher Dev aur Mahendra jab ghar aate hai toh khushi se naachne lagte hai.
Dev: Humara barsho purana sapna aaj pura hogyaa pitaji. Aakhir mein ab woh pura empire humara hoga.
Mahendra: Ekdumm. Aur issbaar bina kisi jhamele ke yeh kaam hogya. Rashi aur Aanchal ab pura business empire humare naam karegi. Bas kuch din aur phir sab kuch humara hogaa.
Dev: Bilkul.
Phir yehlog baithke drink karne lagte hai aur aane wale dino ke baare mein sochne lagte hai.
 
Luffy

Well-Known Member
7,017
29,006
203

Zabardast update
 
ABHISHEK TRIPATHI

Well-Known Member
6,394
28,383
218

Awesome update
 
Naik

Well-Known Member
20,242
75,363
258

Bahot behtareen shaandaar update
 
parkas

Prime
22,817
52,543

Nice and beautiful update...
 
Bilal jan

My Attitude your problem 🖕 Your attitude my foot
14,955
38,038

Lajwab Awesome Superbbbb Speechless update..........
Bohat khob superbbb.....
keep posting bhai..........
 
Top