• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Beintehaan Mohobbat (Completed)

Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244
Naya update .... naye mod, naye pehlu.... ek freshness...
bahot hi behtareen suruwat huyi hai update ki... shaandar update, shaandar lekhni shaandar shabdon ka chayan....har shabd ek alag kahani bayaan kar raha tha..
Aise hi likhte rahiye aur hum pathako ka manoranjan karte rahiye..
Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills :yourock: :yourock:
Thank you
 
  • Like
Reactions: mashish

Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244
Update 61
Mehak: Ishant itne saal baad yeh aaye hai.
Ishant: Haaa. Sunne mein aaya tha woh bahar chale gaye the.
Tabhi main gate se Mahendra andar aata hai apne bete aur potiyon ke saath.
Ishant aur Mehak aage badh ke Mahendra ke pairr chuu lete hai.
Mahendra: Kaise ho Ishant.
Ishant: Thikk hu uncle. Aap kaise hai.
Mahendra: Hum bhi thik hai.
Mehak: Aaiye naa uncle baithiye.
Phir sablog baith jaate hai. Yash aur Siya abhi bhi saamne baithe aadmi ko dekh rahe the.
Mehak: Bachho yeh hai Mahendra Thakur Uncle. Tumhare dadaji aur Nanaji ke dost. Aur yeh hai Dev Thakur inke bete. Hum college mein saath the. Aur inko toh tum dono jaante hi ho. Rashi aur Aanchal.
Dono haath jor ke namaste karte hai.
Ishant: Beta ab kaisi ho tumdono .
Rashi aur Aanchal: Ab hum thik hai uncle. Bas kal se college join karna hai.
Ishant: Achhi baat hai. Uncle aap aaye humhe bahot achha laga.
Mahendra: Aree tum mere dost ke bete ho matlab mere bete jaise ho. Dev ne bataya tha tumhara beta aur beti aaye hai london se. Toh bas unse hi milne aagaye. Waise agar bura na maano toh ekbaat puchu.
Ishant: Aree isme bura manne wali kya hai. Aap puchiye uncle.
Mahendra: Rajveer ke death ke pehle tak toh humhe pata tha tumhara sirf ek hi beta hai phir yeh beti.
Mahendra ke iss sawaal se aaj Siya ko pehli baar aisa laga jaise woh iss ghar ki beti nhi.
Abhi koi kuch kehta tabhi Mehak bolti hai.
Mehak: Yeh meri hi beti hai. Maine hi isse janam diya hai. Yash ke janam ke 1 saal baad. Par meri beti ko ek bimaari thi isiliye janam ke baad se hi iska ilaaz london mein horaha tha. Par jab Yash london gaya tab tak iski bimaari thik hochuki thi phir dono ne waha saath padhai ki aur ghar wapas aaye. Mujhe meri Siya Yash se jyaada pyaari hai. Isiliye kisi ko meri Siya ke baare mein nhi pata sirf Family members ko chorke.
Mehak ke iss jawab se Siya ki aankho mein aansu aajate hai. Jinhe woh pochh leti hai. Par uska mann kar raha tha abhi jaake Mehak ke gale lag jaaye aur khub roye. Par usne control kiyaa.
Par Mahendra Thakur ke iss sawaal se Yash ko bahot gussa aaya. Kyoki usne uski Siya ke wajood pe sawaal uthaya tha.
Mahendra: Chalo achhi baat hai tumhari beti ab achhi hai.
Ishant: Aur bataiye uncle kaise hai aap aur kaha the itne saal.
Mahendra: Main toh thikk hu. Aur itne saal london mein tha waha ka business dekh raha tha. Kal hi wapad aaya hu.
Ishant: Achha kiya uncle wapas aagaye aap. Umeed hai ab yehi rahenge.
Mahendra: Haaa. Ab yehi rahunga. Kyoki London mein ab kuch bacha hi nhi hai.
Ishant: Matlab.
Dev: Main batata hu. Actually london mein humare saare factories mein ek ke baad ek accident hote gaye aur waha ka saara business khatam hogya. Pata nhi kaise hua yeh sab. Bahot jaanch partal ki par koi fault dikha hi nhi.
Ishant: Yeh toh bahot ajeeb baat hai. India mein bhi toh aisa hi hua tha naa kuch din pehle.
Dev: Haaa par woh toh short circuit ki wajah se hua tha.
Mehak: Waise Rashi aur Aanchal ki maa nhi aayi. Ussdin party mein bhi nhi aayi thi.
Dev: She is no more. 2 saal pehle usko cancer hogya tha toh woh chal basi.
Mehak: Ooo. I am sorry.
Phir thodi der wohlog baate karte hai aur phir waha se chale jaate hai. Par jab tak woh the Rashi aur Aanchal ki nazar sirf aur sirf Yash pe hi thi. Jisse Yash aur Siya dono ne hi notice kiya tha. Par unhone ignore kiya.
Idher jaise hi wohlog gaye Siya daud ke aayi aur Mehak ke gale lag ke rone lagi.
Mehak: Rona nhi mera bachha. Rona nhi. Mujhe pata hai tumhe unke uss sawaal se bahot bura laga tha.
Siya: Unke sawaal ne aaj pehli baar mujhe yeh yaad dilaya aaplog mere mom dad nhi ho.
Ishant: Aaj toh boldiya. Aage se phir kabhi bhi apne muh se yeh baat nhi nikalna. Tum humari beti ho. Humari Siya ho.
Mehak: Yeh sach hai maine tujhe janam nhi diya. Aur iss baat ka dukh mujhe humesha rahega ke tu meri kokh se kyo nahi janmi. Par maine tujhe humesha Yash se jyaada maana hai. Mere liye pehle meri Siya hai phir Yash.
Siya: Mom dad yeh kaun the. Pehle kabhi aaplogo ne inke baare mein nhi bataya.
Ishant: Abhi bahot raat hogayi hai. Kal baat karenge.
Siya: Mom aaj aap mere saath soyengi.
Mehak: Thikk hai. Chalo.
Phir sab apne apne kamre mein sone chale jaate hai.
Idher Yash room mein aake Maya ko call karta hai.
Yash: Mahendra Thakur India mein aagaya hai.
Maya: Whatt. Kab aaya.
Yash: Aaj humare ghar aaya tha. Bol raha tha kal aaya hai. Par mujhe pata hai woh kal nhi aaya tha.
Maya: Ab kya karna hai.
Yash: Ab jab woh India wapas aahi gaya hai toh usko uske kiye ki saza milegi. Jo gunaah usne 9 saal pehle kiya tha uski saza usse ab milegi.
Maya: Hmm. Toh ab humhe kya karna hai.
Yash: Ab aur alert rehna hoga. Kyoki woh bhi yaha apna aadha chutaa hua badla lene hi aaya hai.
Maya: Don’t worry. Sab thikk hogaa.
Yash: Hmm.
Phir call cut hojaata hai. Yash sirf aage ka plan banane lagta hai. Kya karna hai kaise karna hai sab kuch.
Idher Mahendra Thakur Agarwal house se wapas aane ke baad se hi soch mein busy thaa.
Dev: Papa kya soch rahe hai.
Mahendra: Humhe humara badla pura karne ke liye Ishant aur Mehak ko maarna hoga. Jiske baad puri property Yash aur Siya ke naam hojayegi. Agar hum teri betiyon mein se kisi ek ki shaadi Yash se kara de toh puri property humari hosakti hai.
Dev: Yeh possible nhi hai. Maine pehle din hi yeh proposal rakha tha uske saamne. Par usne mere muh pe mana kardiya. Kyoki uske bete ne pehle se hi kisi ko khoj rakha hai.
Mahendra: Kaun hai woh.
Dev: Uske dost Vikram Singh ki beti hai.
Mahendra: Hmmmm. Shaadi toh teri beti mein se hi kisi ek hi hogi uske saath. Aur jo raaste mein aayega woh jaan se jayegaa.
Dev: Rashi aur Aanchal dono usse shaadi karna chahti hai.
Mahendra: Yeh toh aur achhi baat hai. Par uske liye pehle humhe uss Yash ko mentally todna hogaa. Usko itna majbur karna hoga ke woh kuch soch hi naa sake.
Dev: Aur yeh kaise hogaa. Kyoki usse milke itna toh samaj aagaya hai woh itni jaldi kisi ke saamne nhi jhukega.
Mahendra: Duniya jhukti hai bas jhukane wala chahiye. Yash bhi jhukega. Aur usko jhukane ka ek plan hai mere paas.
Dev: Kya plan hai.
Phir Mahendra usko apna pura plan achhe se samjhata hai.
Dev: Agar yeh plan kaam kar gaya toh humara badla bhi pura hojayega aur puri property bhi humari hojayegi.
Mahendra: Haaa. Par puri savdhaani se karna hoga. Aur itna toh samaj aagaya hai jisne humhe barbaad karna chaha woh Ishant ka hi koi kareebi hai. Isiliye toh jitni baar bhi humne Agarwals ka nuksaan karna chaha badle mein humara hi nuksaan hua.
Dev: Haa sahi kaha aapne.
Mahendra: Isiliye humhe yeh plan puri saavdhaani se karna hoga.
Dev: Jiii.
Phir dono so jaate hai.
Agle din sablog college jaate hai. Jaha sab the sivaay Varun ke. Sablog baate kar rahe the par Yash chup chaap tha aur apni hi socho mein gumm thaa.
Radha yeh notice karti hai. Woh kuch bolti tabhi Rashi Aanchal aur Rohan waha aajate hai.
Rashi: Hii guyss.
Sablog Rashi ka yeh behaviour dekh kar shock hogaye the. Sabse jyaada toh Radha.
Aanchal: Kya hua sab aise kyo dekh rahe ho. Pata hai humara chehre pe stitches ke mark hai.
Siya: Tumlog yaha kya kar rahe ho.
Rohan: Aree hum bhi isi college mein padhte hai. Accident ke baad aaj college aarahe hai toh socha naye sire se starting kare. So friends. Yeh baat usne Soniya ko dekh kar hi boli thi.
Isbaar Yash ne direct muh pe inkaar kardiya
Yash: Sorry. Not interested. Now please leave. Don’t disturb.
Sab Yash ko hi dekh rahe the. Kyoki kisi ko yakeen nhi horaha tha ke Yash ne direct inke muh pe naa bola hai.
Rashi: Yash hum toh family friends hai naa. Humare parents dost the.
Yash: Jaruri nhi woh dost the toh humhe bhi dost hona padega. Chalo class ke liye late horaha hai. Yeh bol Yash waha se uth ke chala jaata hai.
Radha toh sabse jyaada shock hui thi. Woh Siya ki taraf dekhti hai toh woh bhi ishare se chalne ko bolti hai. Baaki sab bhi apni apni class ki taraf nikal jaate hai.
Rohan: Yeh kyaa thaa.
Aanchal: Beizaati. Woh bhi muh pe.
Rohan: Aur tumlog Agarwals ke family friends ho. Kabhi bataya nhi.
Rashi: Humhe bhi kal hi pata chala ke humlog family friends hai.
Aanchal: Inki yeh beizaati karni inko bahot bhaari padegi.
Rashi: Inko chorenge nhi.
Rohan: Pehle mujhe usse dhundna hai jisne meri yeh halat ki hai. Aur mujhe pura yakeen hai inme se hi kisine kiya hai.
Idher Radha Siya se puchti hai.
Radha: Siya yeh kya tha kyu tha.
Siya: Woh aagaya hai.
Radha: Kaun aagaya hai.
Siya: Radhaaaa.
Radha ko tabhi yaad aata hai Siya kiske baare mein bol rahi hai.
Radha: Whattttt. Kab aayaa.
Siya: Kal humare gharrr aaya tha full family ke saath.
Radha: Tabhi uss chudail ne kaha hum family friends hai aur Yash tension mein hai.
Siya: Hmmm.
Radha: Toh ab.
Siya: Ab jyaada se jyaada alert rehna hoga. Kyoki ab usne jo kiya tha uski saza milegi.
Radha: Kuch hoga toh nhi naa.
Siya: Yash sab sambhal lega. Tension mat lo. Abhi jao uske paas woh akela hai.
Radha waha se Yash ke paas chali jaati hai. Jo akela class mein baitha hua tha.
Radha: Yash.
Yash: Baitho.
Radha: Tension matlo.
Yash: Toh tum kyo tension le rahi ho.
Radha: Ab tumhe tension horahi hai isiliye mujhe bhi horahi hai.
Yash yeh sunke muskura deta hai.
Yash ko muskurata dekh Radha ke chehre mein bhi hasi aajati hai.
Radha: Tumhari smile na bahot pyaari hai. Humesha aise hi haste raha karo. Tum tension ya serious mood mein bilkul achhe nhi lagte. Meri ek baat maanoge.
Yash: Tum bolo aur main naa maanu. Bolo kya bolna hai.
Radha: Ab jab khatra badh gaya hai toh agar hum apne bhai beheno ko bhi saath karle toh.
Yash: Nhi Radha. Unko kuch nhi pata. Aur woh khatre mein aajayenge.
Radha: Woh sambhal sakte hai Yash. Mujhe Maya aur baaki sab pe bhi pura bharosa hai par agar yehlog bhi aate hai toh sab mil kar sambhal sakte hai. Agar abhi tumne inhe nhi bataya kal ko jab inko pata chalega tab shayad yeh sab humsab se naraz hojayenge. Aur inko involve karne se madad hi hogi.
Yash Radha ki baat ko sochne lagta hai.
Radha: Tum sochlo. Baaki tumhari marzi.
Yash: Tum thik keh rahi ho Radha. Mujhe unhe sab bata dena chahiye.
Radha: Thats like a sweet boy. Yeh bol uske gaal mein kiss kardeti hai.
Yash: Yeh kyaa thaaa.
Radha: Tumne aaj unn chudailo ko jo jawaab diya naa usse mujhe bahot khushi hui. Toh yeh bas uska gift. Yeh bol sharmane lagti hai.
Yash: Tab toh mujhe aisa roj karna chahiye.
Radha: Jyaada lalach nhi karte.
 
ABHISHEK TRIPATHI

Well-Known Member
6,394
28,383
218

Excellent update
 
Luffy

Well-Known Member
7,017
29,006
203

Fantastic update
 
mashish

BHARAT
8,032
25,905

Very nice update
 
Top