• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Beintehaan Mohobbat (Completed)

Mahi Maurya

Dil Se Dil Tak
Prime
23,231
49,438
259
Update 49
Agle din subah Siya aur Yash Neha ke paas aate hai aur usko leke school jaate hai. Jab woh waha pahonchte hai toh Jiya aur Radha pehle se hi khade rehte hai.

Yash: Radha tum yaha.

Radha: Siya ne bulaya mujhe.

Siya: Haaa. Maine kaha tha owner ki meeting hai. Toh Radha bhi hum mein se ek hai.

Yash: Samaj gaya.

Radha: Aree koi mujhe bhi samjhao.

Jiya: Main bolti hu Radha.

Phir Jiya Radha ko sab bol deti hai.

Radha: Harjagah aise logo ka hona compulsory hogya hai. Pehle humare college mein aur ab school mein.

Siya: Yeh sab paiso ke liye kuch bhi kar sakte hai.

Radha: Neha tum school mein jao. Hum pichhe pichhe aate hai.

Neha: Didi woh security mujhe andar jaane nhi dega. Usko bola gaya hai hum jaiso ko andar naa aane diya jaaye.

Yash: Achha. Chalo main chalta hu saath. Phir dekhte hai.

Yash Neha ka haath pakad ke school ke andar jaane lagta hai.

Security: Oo bhai kaha jaa rahe ho.

Yash: Yeh School hai aur yeh yaha ki student aur yaha bachhe padhne aate hai.

Security: Woh mujhe bhi pata hai yeh school hai. But yeh ameero ka school hai. Innjaise bhikariyon ka nhi.

Yash ko security ki baat pe bahot gussa aata hai woh ghuma ke usko ek thappad maarta hai jisse uska sir ghum gaya tha.

Yash: Teri himmat kaise hui isse aise baat karne ki. Yeh Yash Agarwal ki behen hai.

Security jo abhi tak apne ghume hue sir ko control kar raha tha woh Yash ka naam sunke hi darr jaata hai.

Security: Agarwallll.

Yash: Haaaaa. Agarwallllll.

Security: Darr se. Haklaate hue. I Am Sorry sir. Mujhe nhi pata tha aap kaun hai yaa yeh kaun hai. Mujhse galti hogyi. Mujhe maaf kardijiye sir.

Yash: Teri galti ki saza toh tujhe milegi. Par pehle iss school ka naam kharab karne wale bade logo ko dekh leta hu.

Phir sab andar aate hai.

Yash: Neha tum apni class mein jao. Aur woh kaun kaun teacher the.

Neha: Bhaiya humari English Ma’am aur Maths Sir.

Yash: Okkk. Ab tum class mein jao. Waise kaun sa class hai tumhara.

Neha: Class 8(A)

Yash: Okkk. Ab tum jao. Jiya di ab aap jaiye aur dekhiye meeting ka kya hua.

Jiya: Thik hai handsome.

Phir Jiya waha se chali jaati hai Principal ke office.

Phir Yash Siya aur Radha pure school ko ghur ke dekhne lagte hai.

Yash: Chalo chalke iss school ek chakar laga lete hai.

Radha: Ek Minute. Ayee tumm idher aao.

Radha ne uss Security ko bulaya tha jisko Yash ne maara thaa.

Security: I Am Sorry Ma’am. Phir kabhi aisa nhi karunga. Galti hogyi. Mujhe toh jo Principal sir ne kaha tha wohi kiya.

Radha: Uska pata chal jayegaa. Abhi humare saath chalo. Aur pura school dikhao agar koi kuch puche toh bolna new admission ke liye student ke guardain school dekhne aaye hai. Samaj gaye.

Security: Ji Ma’am.

Phir yeh teeno Security ke saath school ke andar jaate hai.

Siya: Kaunsi kaunsi class mein tumlogo ki standard ke nichhe ke bachhe hai waha le chalo. Aur jaha jaha tumhari standard ke nichhe ke bachho ke saath bura bartav hota hai waha bhi chalo.

Security samaj jaata hai Siya ne kya bola thaa isiliye woh sir nichhe karke le jaane lagta hai.

School thodi der pehle hi start hua tha aur abhi first period hi chal raha thaa.

Security unhe ek ek class dikhata hai. Phir ek class ke bahar aake khada hojaata hai. Jaha English ki Ma’am ka class thaa.

Wohlog dekhte hai. Ma’am kuch students ko saamne se uthake jabardasti pichhe bhej rahi thi aur pichhe ke students jo shakal se raees baap ki aulad lag rahe the unhe saamne baitha rahi thi.

Security: Ma’am ne jinko pichhe bheja yehi wahi students hai jinke liye humhe mana kiya jaata hai. Aur jo pichhe se saamne aarahe hai woh yaha ke jaane maane businessman politicians ke bachhe hai.

Wohlog kuch nhi bolte bas gusse se apni muthhi ko bhinch lete hai.

Phir aage badhte hai jaha ek class mein mein kuch students ko class mein sir bina kisi reasons ke khada karke rakhe thee jabki baithne ke liye seats thi.

Yash: Yeh kya horaha hai.

Security: Yeh bhi wohi bachhe hai. Jinke saath yeh ameer bachhe nhi baitna chahte. Isiliye yeh sir unhe khada karke class karwate hai. Aur woh saare pura din khade khade hi class karte hai.

Yash ko gussa toh bahot aata hai uska mann toh kar raha tha ke woh abhi jaaye aur uss teacher ko zinda gaar dee.

Phir woh aage badhte hai yeh Neha ka class tha. Jaha teacher Neha ko bahar khada kiye hue tha.

Neha Yash ko dekhti hai toh bhagg ke uske gale lag jaati hai aur rone lagti hai.

Yash: Kyaaa huaa Neha tum ro kyo rahi ho. Kisine kuch kaha kyaaa.

Security Neha ko rote dekh darr jaata hai.

Neha: Bhaiya main class mein baithi hui thi Maths Sir aaye aur mujhe dekha toh mujhe bola yeh bhikari yaha kya kar rahi hai isko andar aane kisne diya. Aur phir mujhe jabardasti class ke bahar nikal diyaa.

Yash ka gussa hadd se jyaada badh jaata hai.

Yash: Gusse mein. Abhi ke abhi pure school ke staff ko bahar ground mein bulaa. Aur unn sabhi students ke parents ko bula jinke bachhe apne aapko kahi ka raja samjate hai. Abhi ke abhi.

Security darr se waha se bhagg jaata hai aur mike mein announce karwata hai.

Yash: Siyaa Radha Neha ko leke jao. Main abhi aata hu.

Dono Neha ko leke chali jaati hai.

Yash sidha Neha ki class mein jaata hai.

Maths Sir: Who are you. How dare you to come in without my permission.

Yash aage badh ke usko ek thappad khinch ke maarta hai jisse woh wahi girr jaata hai.

Yash: Gusse mein. Everybody stay in this class. Nobody will come out. This is an order.

Yash ki baat sunke saare bachhe darr jaate hai aur chup chaap baith jaate hai

Yash aage badh ke maths sir ko uthata hai aur bolta hai.

Yash: Tu ek teacher hai. Tujhe bachho ko achhi shiksha deni chahiye. Tujhe bachho ko sahi aur galat ka gyaan dena chahiye. Kaun ameer hai aur kaun gareeb iska nhi. Yeh bol phir ek thappad maarta hai aur usko ghaseet ke bahar leke jaata hai.

Thodi der mein pura school staff ground mein khada tha.

Principal: Ma’am yeh kya horaha hai aur aise sabko yaha pe kyo khada kiya hua hai.

Jiya: Thoda wait kijiye. Aaj iss school ka naksha palat hone wala hai.

Principal: Matlab.

Jiya: Samaj jayenge.

Tabhi waha saare board of members aajate hai.

Principal unko waha dekh kar shock hojaata hai.

Principal: Sir aaplog yaha.

School authority ka Director bolta hai.

Director: Haaa. Humhe bola gaya aaj yaha pe owner ki meeting hai humare saath isiliye hum aaye hai. Par tum sab yaha pe kisliye ho.

Jiya: Inhe humne yaha pe khada karwaya hai.

Director Jiya dekh kar shockk hojaata hai.

Director: Jiya Ma’am aap yaha.

Jiya: Jii yaha. Ab aaplogo ne halat hi aisi kardi ke mujhe yaha aana padhaa aur yeh meeting karwani padhi.

Director: Main samjha nhi.

Jiya: Aap bhi samaj jayengee.

Tabhi waha Siya Radha Neha ko leke aate hai.

Siya: Neha tum jaake class mein baith hojao.

Principal: Rukh jaiye. Yeh iss school ki student nhi hai.

Radha: Who the hell are you.

Principal: Mind your language. I am the principal of this school.

Jiya: And you keep your mouth shut she is the owner of this property.

Sabhi log shocked hojaate hai.

Principal: Shock se haklaate hue. I Am sorry Ma’am. Mujhe nhi pata tha aap log kaun hai.

Radha: Aree areee ruko ruko abhi toh naajane kitni baar sorry bolna padega. Aur sirf tumhe hi nhi. Tumhare inn teachers ko bhi.

Tabhi Yash maths sir ko waha pe dhakka dete hue lata hai.

Maths Sir: Sir sir mujhe bacha lijiye. Yeh kab se mujhe maare jaa raha hai.

Principal: Kaun ho tum aur tumhari himmat kaise hui humari school ke ek respected teacher ko maarne ki. Security pakado isse.

Principal ke bolne ke baad bhi koi nhi aaya.

Waha khade sabhi shocked thee. Unhe kuch samaj nhi aaraha thaa.

Director: Ma’am yeh sab kya hai. Aur yeh kaun hai.

Jiya: Prince of THE AGARWAL EMPIRE THE YASH AGARWAL.

Sabhi log Yash ka intro sunke buri tarah se shocked hojaate hai. Waha khada har shaksh ki halat aisi hogyi ke kaato toh khoon nhi.

बहुत ही जबरदस्त और लाजवाब।
अच्छी धुलाई की है यश ने गणित के शिक्षक की। मज़ा आ गया।
अब देखते हैं क्या होता है।।
 
Mahi Maurya

Dil Se Dil Tak
Prime
23,231
49,438
259
Update 50
Yash: Director Sir. Kya aapko pata hai iss school mein bachho ko kya shikhaya jaata hai.

Director: Main samjha nhi Sir.

Yash: Sab samjhata hu. Nehaaa. Yaha aao.

Neha Yash ke paas chalke aati hai.

Yash: So. Mr. Principal kya aapko pata hai yeh kaun hai.

Principal: Darr se. Naa mein gardan hilata hai.

Yash ek thappad maarta hai. Jisse uske kaan se khoon nikalne lagta hai.

Yash: Chal tu bata tu jaanta hai yeh kaun hai.

Maths Sir: Darte hue. Yeh iss school ki student hai. Class 8(A).

Yash: Toh aaj tune isko kis reason ke liye class se bahar nikala thaa.

Maths Sir kuch nhi bolta apna sir nichhe karke khada hojaata hai.

Yash usko thappad marta hai toh woh tote ki tarah bolne lagta hai.

Maths Sir: Isko principal sir ne school se nikalwa diya tha toh main kaise isko class mein baithne de sakta tha.

Yash Principal ki taraf dekhta hai toh woh darr se kaanp raha thaa.

Yash: Aata hu aata hu tere paas bhi aata hu. Chal ab yeh bata tune isko dekh kar kya bola thaa.

Maths Sir: Darte huee. I am sorry sir. Galti hogyi. Phir kabhi aisa nhi bolunga. I am sorry sir.

Yash: Kaunse school aur college se pass out hai tu. Aur tere baap ki income kitni thi. Aur teri income kitni hai. Aur tere maa baap ki education kya hai.

Maths Sir: I Am sorry sir.

Yash: Maine tujhse kuch pucha hai.

Maths Sir: Mere maa baap uneducated hai. Aur mere pita ji ki income 2500 per month thi. Maine Goverment school aur college se education li thi. Aur meri income 30000 per month hai

Yash: Toh jab tu ek bhikhari aur unpad ke khandan se hai toh tu kisi aur ko woh kaise bola.

Maths Sir ka sirr jhukk jaata hai.

Yash: Haa toh principal kis reason se tune isko nikala. Aur iski jagah jisko admission diya usse kitna rupiya apne pocket mein bhara.

Principal: I am sorry sir galti hogyi. Phir aisa nhi hogaa.

Yash ek aur thappad marta hai toh woh bhi tote ki tarah bolne lagta hai.

Principal: Yeh gareeb thi aur inn jaise logo ki wajah se school ka standard nichhe horaha tha. Maine bas school ka standard bachane ke liye waisa kiyaa. Aur iski jagah dusre admission dene ke badle mein 10 lakh mile thee.

Yash: Tere se bhi wahi sawaal jo isse pucha thaa.

Principal: Mere maa baap 10th pass hai. Unki income 5000 per month thi. Main goverment school aur private college se pass out hu. Meri income 80000 hai.

Ab Siya aage badh ke English Ma’am ke paas aati hai.

Siya: Haa toh English Teacher. Ab aap jara khudki tareef karengi. Yaha lagau tujhe bhi.

English Ma’am: Maine sab principal sir ke kehne pe kiya thaa. Agar nhi karti toh woh mujhe job se nikal dete. Aur mujhe iss job ki bahot jarurat hai. Isiliye maine majburi mein waisa kiya tha.

Siya: Abhi thodi der pehle tune class mein kya kiya thaa woh bol.

English Ma’am: Apni gardan nichhe kiye hue. Maine ameer bachho ko aage aur gareeb bachho ko pichhe bhej diya thaa.

Siya ek thappad usko bhi maarti hai.

Radha aage badh ke uss dusre teacher ke paas jaati hai.

Woh toh Radha ko dekhte hi darr se sab bolne lagta hai.

Teacher: Ameer bachho ko problem naa ho isiliye unke paas baithe gareeb students ko khada kardiya tha aur baaki ke teachers ko bol diya tha maine punishment di hai isiliye woh khade rahenge.

Radha bhi usko ek thappad maarti hai.

Yash: Chal ab bata yeh sab kiske kehne pe kiya. Kyoki tere akele mein itni himmat nhi jo tu yeh karsake. Tere support mein board members mein se koi toh hai jinke wajah se tu yeh sab kar raha hai.

Yash ek nazar sabhi board members pe daalta hai toh ek thoda ghabraya hua tha uske paseene chutt rahe thee.

Principal ussi member ki taraf ishara karta hai toh woh member daud ke aata hai aur Yash ke pairon mein girr jaata hai.

Member: I Am Sorry Sir. Mujhse bahot badi galti hogyi. Main lalach ke chalte yeh sab kargaya. Mujhe maaf kardijiye sir. Main phir kabhi aisa nhi karunga.

Yash usko uthata hai aur ek thappad marta hai.

Yash: Aaj tak kitne ka ghotala kiya hai chal bata.

Member: Maine aaj tak 50 crore liye hai school ke liye jo paisa aata hai usme se aur donation leke admission karwake.

Yash: Jiya Di. Police ko bulaye aur ispe aur principal pe maanhaani ka mamla thoke.

Jiya: Maine pehle hi bula liya tha. Aate hi honge.

Member aur Principal: Maaf kardijiye sir. Maaf kardijiye. Bahot badi galti hogyi. Maaf kardijiye sir.

Yash: Iss Principal ko aur inn teeno respected teachers ko rusticate kijiye aur inka license cancel karwaiye. Aajke baad yeh kisi bhi school ya college mein naa padha paaye. Aur uss security ko bhi abhi ke abhi rusticate kare.

Teeno teacher aur security maafi maangte reh gaye par kuch nhi karpaaye.

Thodi der mein police aati hai aur undono ko le jaati hai.

Yash: Ab aap sab apne apne class mein jaaiye aur agar phir kabhi aisa dekha ya suna toh aap sabka bhi yehi haal hoga. Aur tum teeno niklo yaha se.

Phir saare teachers waha se nikal jaate hai.

Yash: Neha Class mein jao. Aajse tumhe koi pareshani nhi hogi.

Neha Siya Radha aur Yash ke gale lag jaati hai aur rone lagti hai.

Teeno usko shant karwake class mein bhej dete hai. Woh log bhi andar aate hai aur Vice Principal se milte hai aur unhe unn students ko nikalne ke liye kehte hai with proper reason.

Phir Yash waha se nikal jaata hai.

Tabhi waha unn ameer jaade students ke parents aagaye.

Vice Principal unn students aur unke parents ko apne cabin mein bula sab bolta hai aur unnsab ko rusticate karta hai.

Parents haath jodd diye lalach de diye par kuch naa huaa.

Thodi der baad Yash aur Siya ghar aajate hai. Radha aur Jiya waha se apne ghar chali gayi thi.

Mehak: Sab thik hogyaaa.

Yash: Jii mom. Ab waha sab thik hai.

Mehak: Achhi baat hai. Jao jaake fresh hojao.

Phir Siya aur Yash apne kamre mein aake fresh hote hai.

Idher Hospital mein Dev Thakur Rashi aur Aanchal ke paas baitha hua thaa.

Rashi: Dad pata chala kisne kiya yeh humare saath.

Dev: Kuch pata nhi chala. Par itna toh pakka hai yeh sab pre-planned thaa.

Aanchal: Par yeh sab karega kaun.

Dev: Ab tum dono ne kis kis se panga kiya hai yeh mujhe kabhi bataya hai.

Aanchal: Dad humara recent panga toh uss Yash se thaa. Jisne humari beizaati ki aur uske badle mein humne uspe humla karwaya jisme woh bach gaya.

Rashi: Kahi yeh sab usne hi toh nhi karwaya.

Dev: Hosakta hai. Par bina proof ke hum kuch nhi karsakte. Aur kya naam bataya tha tumne unn dono ladkiyon ka.

Rashi: Maya aur Ritika.

Dev: Haa Maya aur Ritika. Agar yeh sab pre-planned hai toh yeh naam fake hongee.

Aanchal: Real bhi toh hosakta hai. Aise naam ke saath laakho insan hai.

Dev: Ho bhi sakta hai. Par jisne bhi kiya hai usne tumdono ko warn kiya hai.

Rashi: Ekbaar bas woh dono mil jaaye. Unke pure khandan ko naa milta diya toh mera naam Rashi nahi.

Aanchal: Sahi kaha. Usne humpe humla kiya hai. Iska badla toh hum leke rahenge. Aur mujhe pura yakeen hai yeh sab uss Yash Agarwal ne hi karwaya hai. Dekha nhi woh Siya kaise jaanmuzz ke drugs ki baat chedd rahi thi. Aur unke chehre mein ek kaisi muskaan thi.

Rashi: Haa sahi kaha. Unke chehre dekh kar hi lag raha tha yeh sab unka kiya dhara hai.

Dev: Ab aaram karo. Main pata lagane ki koshish karta hu.

Yeh bol Dev Thakur waha se nikal gaya.

Rashi: Saaliyon ne itna sundar chehra bigaad diya. Ab yeh stitches ke mark chehre pe reh jayengee.

Aanchal: Iss chott se jitna dard nhi horaha hai usse jyaada dard humare chehre ko dekh kar horaha hai. Uss Siya aur Radha ka chehra acid se naa jalaya toh dekhnaa. Aisa kardenge ke kis ko apni shakal dikhane ke layak nhi rahengi.

Idher College mein Soniya Aarav Avi Arushi Megha aur Varun canteen mein baithe hue thee.

Varun: Aaj yeh love birds kyo nhi aaye. Phir se sir dard hogya kyaa.

Aarav: Nhii Bua ne bataya woh kisi kaam mein busy hai. Isiliye aaj nhi aayengee.

Varun: Aisa kya kaam aagaya bhai.

Soniya: Ab hogaa unhe kuch kaam.

Megha: Waisee unn dono ke saath jisne bhi woh kaand kiya tha dekh kar lagta hai kisine personal dushmani nikali hai. Pure chehre ki rangat bigad gayi hai Stitches ki wajah se.

Avi: Haa sahi kaha. Pata nhi kisne kiya. Upar se drugs ka nasha bhi kiya hua thaa. Mom bata rahi thi bahot hi high quality ka drugs liya tha aur bahot jyaada amount mein liya tha.

Arushi: Unhe kaise pata chala.

Avi: Ab woh doctor hai toh unhone doctor se unki reports dekhne ke liye maangi thi toh usse unhe pata chala.

Arushi: Oo. Waise achha hua woh humare saath nhi hai. Kitne giri hui ladkiyan hai.

Soniya: Hmm sahi kaha. Aur woh dekho gira hua ladka. Jab dekho uski nazar humpe hi hoti hai.

Varun: Humpe nhi tumpe. Aakhir aashiq hai tumhara.

Soniya jorr se Varun ke pair mein pairr se marti hai.

Varun: Aaahhhh.

Arushi: Kyaaa huaaa.

Varun: Ek jungli billi ne pairr mein panjaa maar diya.

Varun ki baat sunn sab hasne lagte hai.

Soniya: Agli baar panja pairr mein nhi gardan mein hogaa.

Varun: Samaj gaya samaj gaya. Ab reham karo.

Aarav: Iss ko lagta hai muh ki baat samaj nhi aati. Laat aur ghuso se hi samjhana hogaa.

Megha: Chup chaap baithe raho.

Aarav: Parr wohhh.

Megha : Woh apni taraf se aage nhi badh raha hai. Toh tum kyo uske muh lagne jaa rahe ho. Agar woh kuch harqat kare tab tumhe jo karna ho karna.

Soniya: Haa bhai. Megha sahi bol rahi hai. Iske jaise pata nhi kitne aur lafenge honge. Toh tum kya sabko maarte phiroge.

Aarav: Thikk hai.

Idher Rohan canteen mein akela baitha hua tha. Usko bhi pata tha Rashi aue Aanchal ke saath kya hua hai woh bhi Yash and team pe shakk kar raha tha. Par abhi unki baate sunke woh sochne pe majbur hojaata hai.

Rohan: Yeh log toh bol rahe hai inko pata hi nhi hai uss humle ke baare mein. Agar uss Yash ne yeh sab kiya hota toh inko jarur pata hota. Agar inlogo ne nhi kiya toh phir kisne unndono pe haath saaf kardiya.

Rohan inhi socho mein ghum thaa.
बहुत ही बेहतरीन महोदय,

बहुत ही अच्छा किया यश ने जो सभी गुनहगारों को अपने स्कूल से निकाल दिया । ऐसे लोगों की वजह से ही शिक्षा बदनाम होती है। इन्ही जैसे लोगों की वजह से होनहार विद्यार्थियों का भविष्य खराब हो जाता है।

राशि और आँचल कुत्ते की दुम हैं जो कभी सीधी होने वाली नहीं ।। इतना मार खाने में बद भी वैसी ही अकड़। रस्सी जल गई पर बल नहीं गया दोनों का।
 
Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244
अड़तालीसवाँ भाग।

बहुत ही बढ़िया।।

आज यही स्थिति अपने देश के लगभग हर स्कूल की है। लोग स्कूल खोलते हैं शिक्षा के लिए नहीं पैसे कमाने के लिए। एक गरीब व्यक्ति अपने बच्चों को अच्छे स्कूल में नहीं पढ़ा सकता। कारण कक्षा नर्सरी की फीस ही 2000 से 3000 या इससे ज्यादा है। अब यहां समझने वाली बात ये है कि कक्षा नर्सरी के बच्चे को शिक्षक क्या सिखा सकते हैं और बच्चा क्या सीख सकता है। लेकिन नहीं स्कूल के व्यवस्थापक ने तो स्कूल व्यवसाय के लिए खोला है न तो उसके दिल में रहम और करुणा की भावना मर जाती है।।

इसीलिए आजकल उच्च शिक्षा पर सिर्फ बड़े घर के बच्चों का अधिकार राह गया है। गरीब व्यक्ति के बच्चे तो सरकारी स्कूल में ही पढ़ते हैं जहां के शिक्षक को ठीक से क ख ग घ नहीं आता, वो देश का भविष्य क्या बनाएंगे।। मतलब ये की गरीब घर के बच्चे का शिक्षा पर कोई हक ही नहीं है।।

Thank You

Aajke zamane mein Education se achha business koi nhi. Paise kamane hai toh ek school ya college khol lo aur paise kamao. Education gaya bhaad mein
 
  • Like
Reactions: mashish and Naik

Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244
बहुत ही जबरदस्त और लाजवाब।
अच्छी धुलाई की है यश ने गणित के शिक्षक की। मज़ा आ गया।
अब देखते हैं क्या होता है।।
Thank you
 
  • Like
Reactions: mashish and Naik

Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244
बहुत ही बेहतरीन महोदय,

बहुत ही अच्छा किया यश ने जो सभी गुनहगारों को अपने स्कूल से निकाल दिया । ऐसे लोगों की वजह से ही शिक्षा बदनाम होती है। इन्ही जैसे लोगों की वजह से होनहार विद्यार्थियों का भविष्य खराब हो जाता है।

राशि और आँचल कुत्ते की दुम हैं जो कभी सीधी होने वाली नहीं ।। इतना मार खाने में बद भी वैसी ही अकड़। रस्सी जल गई पर बल नहीं गया दोनों का।
Thank you

Kutte ki dum agar sidhi naa ho toh usko kaat hi diya jayegaa. Aur rassi issbaar gale mein bandegi.
 
  • Like
Reactions: mashish

Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244
Update 51
Udher Dev Thakur Commissioner ko call lagata hai
Dev: Commissioner pata chala unke baare mein.
Commissioner: Nhii sir. Kuch pata nhi chal raha hai.
Dev: Jaldi pata lagao commissioner. Unhone meri betiyon pe haath daala hai.
Commissioner: Ji sirr.
Phir call cut hota hai. Par tabhi uske mobile mein dusra call aata hai.
Saamne se: Ab kaisi hai woh dono. Aur kisne kiyaa.
Dev: Abhi thik hai. Ek haath aur pairr toota hai. Chehre aur sir pe stitches aaye hue hai. Kisne kiya kuch pata nhi chal raha hai.
Saamne se: Kahi yeh sab unn Agarwal ka kiya hua toh nhi hai.
Dev: Kuch keh nhi saktee. Ho bhi sakta hai.
Saamne se: Agar yeh unka kiya hua nikla. Toh unke pure khandaan ko mita ke rakh dungaa. Jaise kuch saal pehle unke ghar se arthi uthi thi. Issbaar phir arthi uthegi par pure khandaan ki.
Dev: Aisa hi hogaa. Bas ek baar pata chal jaayee.
Saamne se: Thikk hai. Unka khayal rakhnaaa. Main bahot jald India aaraha hu.
Dev: Jii.
Phir call cut hojaata hai.
Idher Yash apne room mein baitha hua tha tabhi waha Siya aati hai.
Siya: Kyaa kar rahe ho.
Yash: Kuch nhi aao baitho.
Siya: Agar unko pata chal gaya humla humne karwaya tha toh.
Yash: Toh kya toh woh India wapas jarur aayegaa. Aur usko uske kiye ki saza dungaa. Aur mujhe lagta hai woh ab India jarur aayegaa.
Siya: Par isse sab pe khatra badh jayegaa. Aur jo aadmi unki security ke liye hai agar unmein se kisi ne gaddari ki toh.
Yash: Baat toh sahi hai. Woh aadmi gaddari toh kar hi sakte hai.
Siya: Toh kya karoge.
Yash: Dekhte hai. Pehle usse aane do toh. Aur mujhe lagta hai ek aur jhatka diya toh woh jarur India aayegaa.
Siya: Tum usse wahi jaake kyo nhi saza de aate.
Yash: Mann toh mera bhi hai. Par usne jaha pe gunaah kiya hai uski saza bhi wahi pe dungaa. Agar aisa nhi hota toh kabka unka kaam khatam karchuka hotaa.
Siya: Hmmm.
Idher yehlog baate kar rahe the par koi bahar khada inki baate sunn leta hai jo inhe pata nhi thaa. Jo inki baate sunta hai woh waha se sidha apne kamre mein chala jaata hai.
Yaani unndono ka yeh haal Yash ne karwaya hai. Aakhir kyo. Aur Yash itna kaisee girr sakta hai. Ladkiyon pe attack karwaya usnee. Chiiii. Mujhe usse yeh umeed nhi thi. Aur Siya bhi yeh baat jaanti hai aur uska support kar rahi hai. Ek ladki hoke woh dusri ladki pe aisa sab hote dekh chup rahi. Pyaar ne usse itna andha kardiya hai.
Aur yehlog kiski baat kar rahe thee. Kisne kaunsa gunaah kiya hai aur kis chiz ki saza dena chahte hai yeh. Aur woh kaun hai jiski wajah se sabko khatra hai. Mujhe usse baat karni hogi.
Mujhe nhi pata tha Yash london jaake itna badal jaayega.
Raat ko khaane ke waqt Mehak bilkul chup thi kisi se koi baat nhi kar rahi thi. Ishant yeh chiz dekhta hai but waha pe kuch nhi bolta.
Siya: Mom. Kyaa baat hai aap itni gumsum kyo hai.
Mehak: Gusse se aur chillake. Chup chap apna khaana khao aur jaake so jao.
Mehak ke aisa bolne se Siya ki aankho mein aansu aajate hai. Kyoki aaj tak Mehak ne kabhi usse aise baat nhi ki thi.
Yash bhi Mehak ke iss behaviour ko dekh kar hairan thaaa. Kyoki Mehak Yash ko bhi kabhi kabaar daant deti thi par Siya se aajtak uchhi awaaz mein baat nhi ki.
Siya waha se apne kamre mein chali jaati hai. Yash wahi baitha raha.
Mehak: Tum nhi jaogee. Tumhe bhi jaana chahiyee.
Yash: Kyaa baat hai mom. Aap kisi baat se naraz hai. Humse koi galti hui hai.
Mehak kuch nhi bolti bas waha se chali jaati hai. Yash Ishant ki taraf dekhta hai.
Ishant: Don’t worry. Shayad kuch baat hui hai. Tum jao. Main dekhta hu. Aur haa Siya ko sambhalnaa. Usse bahot bura laga hai.
Yash: Jiii.
Yash bhi bhujhe mann se waha se nikal jaata hai. Aur sidha Siya ke room mein jaata hai. Jaha Siya bed mein leti ro rahi thi.
Yash: Siyaaaa.
Siya koi response nhi karti bas roti rehti hai.
Yash Siya ke paas jaake usko uthata hai.
Yash: Siyaa chupp hojao. Mat ro.
Siya Yash ke gale lag ke rone lagti hai.
Siya: Rote hue. Yashhh mom ne mujhse aise kyo baat ki. Aaj tak kabhi bhi unhone mujhse aisa baat nhi ki.
Yash: Woh thode gusse mein thi Siya. Chup hojao. Kuch nhi hua.
Siya: Rote hue. Kyaa mere se koi galti hogyi hai Yash. Jo mom ne mujhse aisa baat ki.
Yash: Nhii Siyaa. Shayad mom kisi baat se pareshan hai. Aur unka gussa tumpe nikal gaya. Unhone mujhse bhi baat nhi ki. Dekhna kal sab thik hojayegaa.
Siya kuch nhi bolti bas Yash ke gale lag ke subakne lagti hai. Thodi der baad woh rote rote so jaati hai. Aansu abhi bhi uske aankho se beh rahe thee.
Yash ne usko bed mein achhe se sulaya aur uske aansu poche aur sir mein ek kiss karke apne room mein aagaya.
Yash: Yeh Mom ne aaj aisa kyo kiyaa. Aajtak unhone kabhi bhi Siya ke saath aisa behave nhi kiya. Chahe unhe koi bhi problem ho. Koi toh baat hai jiski wajah se Mom ne aisa behave kiya.
Idher Ishant jab apne kamre mein aata hai toh dekhta hai Mehak ka chehra gusse se laal hogya thaa.
Ishant: Mehakkkk. Kyaa baat hai.
Mehak: Kuchh nhii.
Ishant uske kareeb jaake usko apni taraf ghumata hai.
Ishant: Kyaa huaa. Tumne Siya se aise kyo baat ki. Aur Yash se bhi.
Mehak: Unhone jo kiya hai usse humara sir sharm se jhukk gaya hai. Aaj unhone humari parvarish aur chutt ka bahot galat faiyda uthaya hai.
Ishant: Aisaa kyaa kiya hai unhone jiski wajah se tum itni naraz hogyi unsee.
Mehak: Rashi aur Aanchal ki halat ke jimmedaar koi aur nhi Yash ne. Usi ne yeh sab karwaya hai. Aur Siya ko yeh baat pata hai. Aur woh uska support bhi kar rahi hai. Pyaar mein itni andhi hogyi hai ke sahi aur galat ka faisla bhi nhi le sakti.
Ishant: Whatttttt.
Mehak: Jii haaaa. Humare bachho ne humare pyaar aur vishwaas ka galat faiyda uthaya unhone ladkiyon pe attack karwaya.
Ishant: Tumhe pata hai tum kya keh rahi ho aur kiske baare mein keh rahi ho. Agar yeh jhooth nikla toh hum apni nazro mein girr jayengee.
Mehak: Mujhe pata hai main kya aur kiske baare mein keh rahi hu. Agar maine yeh kisi aur se suna hota toh yakeen nhi hotaa. Par maine yeh Yash ke muh se sunna hai.
Phir Mehak usse sab batati hai ho usne Yash ke kamre ke bahar khade hokar suna thaa.
Ishant: Kyaa tumne usse iss baare mein baat ki.
Mehak: Socha thaa baat karungi. Par phir pehle aapko batane ka sochaa.
Ishant: Thikkk hai ab shant hojao. Kal unse baat karenge.
Mehak: Aap yeh sab sunne ke baad bhi itna shant kaise hai.
Ishant: Shant isiliye hu kyoki main humare bachho ko jaanta hu. Unki parvarish meri Mehak ne ki hai. Aur mujhe pata hai meri Mehak ki parivarish kabhi bhi galat nhi hosakti.
Mehak: Par Ishant...
Ishant: Maine kaha na kal baat karenge. Abhi shant hojao. Aur kya tumhe apne bachho aur apni parvarish pe bharosa nhi.
Mehak aage kuch nhi bolti aur jaake so jaati hai.
Agle din sab apne time se uthke apne apne kaam mein lag jaate hai.
Breakfast table pe sab the sivaay Siya ke.
Mehak: Siya kaha hai.
Yash: Pata nhi mom. Subah gym mein bhi nhi aayi.
Mehak: Jao jaake usse bulake laao.
Yash uske kamre mein jata hai toh dekhta hai woh so rahi hai abhi bhi.
Yash: Yeh toh abhi bhi so rahi hai. Shayad raat ko thik se so nhi paayi hogi. Sone deta hu.
Phir Yash nichhe aata hai.
Yash: Woh so rahi hai.
Mehak: Yeh abhi tak so rahi hai. College ka time hogya hai. Iss ladki ko time ki koi value nhi hai.
Yeh bol woh Siya kamre mein chali jaati hai.
 
Luffy

Well-Known Member
7,017
29,006
203

Awesome update
 
ABHISHEK TRIPATHI

Well-Known Member
6,394
28,383
218

Top