• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Beintehaan Mohobbat (Completed)

Mahi Maurya

Dil Se Dil Tak
Prime
23,231
49,420
259
Har din mein 3-4 update ek sath.. :faint:
lagta hai Mahi Maurya aur Jaguaar mein competition lagi hai ki koun sabse zyada update de sakte hai... achha hai... readers ke liye hi achha hai :D
अरे कहाँ मैडम।
हम तो कोई प्रतिस्पर्धा नहीं कर रहे हैं किंग साहब से।
हम बस एक अपडेट रोज लिख रहे हैं । उसी में हालात खराब हो जाती है। 3 अपडेट देना हमारे बस के बाहर की बात है।।🤣
 
Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244

Aur maine bhi aajtak kabhi 3 update nhi likha hai. 2 hi likha hai. Woh bhi weekend pe
 
Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,259
189
अरे कहाँ मैडम।
हम तो कोई प्रतिस्पर्धा नहीं कर रहे हैं किंग साहब से।
हम बस एक अपडेट रोज लिख रहे हैं । उसी में हालात खराब हो जाती है। 3 अपडेट देना हमारे बस के बाहर की बात है।।🤣
Aur maine bhi aajtak kabhi 3 update nhi likha hai. 2 hi likha hai. Woh bhi weekend pe
aisa kya... wo kya hai na.. kayi stories pe late update milne ki ek aadat si ho gayi hai.. shayad isliye ju logis ke stories dekh lage ki update posting kuch zyada hi atyadhik teevra hai... :D
 
Mahi Maurya

Dil Se Dil Tak
Prime
23,231
49,420
259
Aur maine bhi aajtak kabhi 3 update nhi likha hai. 2 hi likha hai. Woh bhi weekend pe
हमने अपनी पहली कहानी मेरी मस्त बहने पर रोज दो अपडेट दिया है। 4 बार तो एक दिन में 3 अपडेट दिया है।

लेकिन अब हिम्मत नहीं पड़ती इतना लिखने की।😂
 
Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244
Update 48
Yash aur Siya abhi traffic mein the tabhi Siya ki nazar ek flower shop mein jaati hai jaha usse bahot achha guldasta dikhta hai
Siya: Yash car ko jara uss shop pe lo naa.
Yash: Kisliye.
Siya: Lo naa.
Phir dono uss Shop pe jaate hai.
Siya andar jaati hai aur shop keeper se uss guldaste ke baare mein puchti hai par tabhi uski nazar waha pe baithi ek bachhi pe padhti hai jo waha baith ke padh rahi thi.
Siya: Kya naam hai tumhara.
Ladki: Mera naam Neha hai.
Siya: Bahot achha naam hai. Tum school nhi gayi. Abhi toh school ka time hai naa.
Neha kuch nhi bol paati woh chup karke wahi khadi rehti hai.
Siya: Kyaa huaa. Aise udaas kyo hogyi.
Shopkeeper jo uska baap tha woh bolta hai.
Shopkeeper: Woh yeh school nhi jaati hai.
Siya: Kyooo.
Shopkeeper: Jii pehle yeh jaati thi school. Yeh padhai mein bahot achhi thi. Isko yaha ke sabse achhe school IM hai naa usme admission karwaya tha. Hum jaise taise iske school ki fees bharte the. Par woh school hum jaise gareeb ke bachho ke liye nhi hai.
Siya: Aap puri baat saaf saaf bataye.
Shopkeeper: Rehne dijiye madam. Kya karengi jaan kar.
Siya: Kya school authority ki galti hai.
Shopkeeper: Madam hum gareeb log hai. Humhe kuch bhi bolna.
Neha: Didi school walo ne mujhe bina kisi reason ke nikal diya. Bola ke main yaha nhi padh sakti. Aur unhone meri jagah kisi aur ko admission de diya. Jab papa ne pucha toh bola yeh school ameer bachho ke liye hai. Tumhari beti ki wajah se yaha ka standard girr raha hai. Isse kisi sarkari school mein dhaal do.
Siya ko yeh sunke bahot gussa aata hai.
Siya: Kisne kaha tha tumse yeh sab.
Shopkeeper: Choriye na madam. Isne jitna padh liya utna bahot hai. Aur aage padh ke kya karegi.
Yash: Yeh aage padh ke desh ka aur aapka naam roshan karsakti hai.
Siya: Neha tum batao yeh kisne bola tha tumse.
Neha: School ke principal ne. Aur ek do teacher ne bhi bola tha.
Siya: Uss principal ki itni himmat. Humare school mein aisa kaam karta hai.
Shopkeeper: Aapka school. Aap kaun hai Madam.
Siya: Siya Agarwal. Agarwal Empire ki bahu hu main. Uss school ke malik ki hone wali patni hu main.
Yash usko yeh bolta sunn uski taraf dekhta rehta hai.
Shopkeeper aur Neha Siya ka introduction jaanke shock hojaate hai.
Dono uske pairr padhne lagte hai.
Siya: Aree aree yeh kyaa kar rahe hai aap dono. Uthiye. Please uthaiyee.
Shopkeeper: Nhi madam. Hum aapke saamne khade nhi hosakte. Humari woh aukat nhi.
Siya: Insaan ki pehchan uski aukat se nhi behaviour se pata chalti hai. Aur aap dono ka behaviour unn school authority se bahot bada hai. Please aap khade hojaiye.
Dono khade hote hai.
Siya: Neha kal se tum school jaogi. Aur IM group of Institution mein hi jaogi. Aur kal tum akele nhi jaogi. Tumjare saath mai jaungi. Aur kalse uss school ka naksha palat hogaa. Tumhara ghar kaha hai.
Neha: Ma’am woh dukaan ke pichhe hai.
Siya: Yeh tum mujhe ma’am kyo bol rahi ho. Pehle toh didi bol rahi thi naa.
Neha: Pehle nhi jaanti thi aap kaun hai. Isiliye galti hogyi. Sorry.
Siya: Galti tumse tab nhi ab hui hai. Tum mujhe didi hi bologi. Samaj gayi.
Neha: Ji Ma’am. Matlab Didi.
Siya: Thikk hai toh ab hum chalte hai. Kalse tum school jaogi.
Phir Yash aur Siya waha se nikal jaate hai.
Yash: Haa toh patni ji kal kyaa karne wali hai aap.
Siya: Kya bol rahe ho.
Yash: Wahi bol raha hu jo tumne abhi thodi der pehle kaha. Pehle toh sabko Agarwal khandan ki beti bolti thi aur ab sidha bahu.
Siya: Haa toh kya galat bola. Woh meri purani identity thi. Jo khatam hochuki hai. Aur yeh meri new identity hai jo saari zindagi chalegi.
Yash: Achhhaa.
Siya: Jiii. Aur kal se uss school ka naksha palat hogaa.
Phir dono ghar aate hai. Toh Mehak unko pakad leti hai.
Mehak: College kabka off hochuka hai. Kaha the ab tak.
Siya: Mom woh hum ek jagah rukh gaye thee.
Mehak: Aur kya main jaan sakti hu kaha aur kisliye rukh gaye thee.
Siya: Batate hai. Par kya aapko humare school ke saare board member ka naam pata hai. Kaun kaun hai board members.
Mehak: Kyaa baat hai Siya Yash. Aaj achanak School ki baat kyo puch rahi ho
Siya: Batate hai Mom. Pehle aap boliye.
Mehak: Mujhe pura toh nhi pata. Par Jiya( Ishant’s Secretary) ko pata hoga.
Yash: Okk toh hum fresh hoke aate hai aap Jiya didi ko bula denge. Pleasee. Phir aapko sab bata denge.
Mehak: Thikk hai.
Phir dono apne apne kamre mein chale jaate hai. Thodi der baad jab woh fresh hoke aate hai toh waha Jiya baithi hui thi.
Jiya: Kya baat hai handsome aaj humhe kaise yaad kiya.
Siya: Aapko handsome ne nhi maine yaad kiya hai Jiya di.
Jiya: My bad luck. Mujhe laga Handsome ne yaad kiya hai. Yeh bol hasne lagti hai.
Siya: Very Funny.
Jiya: Achha batao kya kaam hai. Ma’am ne bataya kuch important hai.
Siya: Haaa. Aap humare school ke saare board member ki list nikale aur unse kahe kal owner se meeting hai. Aur humhe saare members chahiye. Agar koi ek bhi nhi aaya toh usko usi waqt nikal diya jayegaa aur saare teachers staff students sab chahiye.
Jiya: Par achanak kyaa huaa. Aur kal toh Sir pure din busy hai. Phir meeting.
Siya: Di. Meeting mein dad nhi hum jayenge. Aur saath chalengi aap.
Jiya: Par achanak hua kya hai.
Mehak: Haa Siya. Kya hua hai jo achanak yeh sab.
Phir Siya unhe saari baat batati hai.
Mehak: Kyaaa. Humare school mein itna gira hua kaam.
Jiya: I Am Sorry Ma’am. Sir ne school ki dekh rekh ki jimmedaari mujhe di thi. Par main bhul gayi.
Mehak: Nhii Jiya. Hum jaante hai tum saradin kitna kaam karti ho. Unke phone calls handle karna meeting handle karna. Kitna kam rehta hai tumhe. Isme tumhari galti nhi hai.
Siya: Haa Jiya di. Bas aap woh kardijiye jo maine bola hai.
Jiya: Abhi kardeti hu.
Phir Jiya ek call karti hai.
Jiya: Main Agarwal Empire se Jiya bol rahi hu. Kal mujhe school ke saare boards members staff teachers students sabkoi chahiye. Sabkoi matlab sabkoi. Aur unko bolna Owner unnsab ke saath meeting karenge.
Saamne se: Jii Ma’am hojayegaa.
Phir call cut hojaata hai.
Jiya: Lo hogyaa. Waise kal kya karne wali ho.
Siya: Kal uss school ka naksha palat hoga. Aur hosakta hai new staff and board members ka recuirtment bhi karna padega.
Jiya: Samaj gayi. Toh kal milte hai school mein. Achha Handsome ek date pe chaloge kyaaa.
Yash: Yeah Sure why not. But aapka health insurance hai naa.
Jiya: Samaj gayi. Mujhe nhi jaana kisi date pe. Aur mujhe hospital se allergy hai.
Yeh bol hasne lagti hai.
Siya: Haste hue. Aap chahe toh jaa sakti hai Di. Aap pe bharosa hai. Aap apne dost ka achhe se khayal rakhengi.
Jiya: Okkkkkk. Toh jaldi hi date pe chalne ke liye ready hojao.
Issbar sab has dete hai.
Jiya: Achha Ma’am chalti hu.
Mehak: Aate raha karo Jiya.
Jiya: Sure Ma’am. Bas aap Ishant Sir ko bolde. Mujhe aaj jaise half day diya waise roj de de. Toh main roj aaungi.
Mehak hasne lagti hai. Tum khud hi bol do.
Jiya: Achha main chalti hu. Yeh bol wah se bhagg jaati hai.
Pichhe sab haste rehte hai.
 
ABHISHEK TRIPATHI

Well-Known Member
6,394
28,383
218

Superb update
 
Luffy

Well-Known Member
7,017
29,006
203

Fantastic update
 
parkas

Prime
22,915
52,716
258

Nice and beautiful update...
 
Top