• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Badshahat - A Ladke Ki

Bunny..

🅒︎🅞︎🅞︎🅛︎
1,188
5,107
143
Waiting for next update...
 

BLACK_KING

Active Member
576
2,382
124
Priya - jab woh ladki behosh thi mujhe teri yaad aayi ki vachpan main tu bhi utni hein bebas thi aur koi nahi tha tere pass , jab pawan ne uss anjan ladki ki help kari mujhe woh accha laga woh dekhne main accha hain pr uska maan usse bhi jyada accha hain reema mujhe pta tha ki tu mujhe durr jaane nahi degi isliye teri dosti pawan se karana chahti thi takki tu bhi uski acchaiye dekh pawan se meri shaadi ke liye maan jaye .

Reema apni galti ko realise karti hain aur dhemmi awaj main bolti hain .. mujhe pawan se koi problem nahi hain aap uske saath rahe skti ho .

Pooja aur priya yeh sun bhauth khush hojati hain ... Sacch


Reema - haan pr meri do shart hain ...

Priya - mujhe teri saari sharte manjur hain meri behan .

Reema - aap har hafte mujhse milti rahogi .

priya ( khush hote hue ) - isme bhi koi pucchne wali baat hain , main tujhse milti rahungi .

Reema - hmm

priya - aur teri shart .

reema - meri dusri shart hain ki main ek baar khud pawan ka test lungi jisme agar woh pass hua tabhi woh aap ke saath you know what I mean .

priya bina socche dono sharto ke liye haan bol deti hain ...

priya - thik hain pr jaisa bhi test ho sambhal kar karna .

reema - uski tenstion aap mtt lo .

priya - thik hain meri doctor se baat hogayi hain hum tujhe thodi derr main ghar le jaa skte hain .

Priya - aur iss incident ke baare main mom dad ko nahi pata chlna chahiye

reema - nahi pata chalega . I promise .

pooja - pawan ko andar bula lu woh bahar khada hoga .

priya - haan bula lo usne aaj bhauth help kari .

( Pawan Prespective )
main andar aata hu andar room ka mahool ab normal hogaya tha mujhe priya ki baat ka matlab samaj aagaya tha . Mujhe reema se humdardi thi ek baachi ke saath bachpan main aisa incident hua ki woh ab bhi uss baat se darti hain . Mujhe reema main pehle koi interest nahi tha pr abb jab mujhe pta hain ki woh meri best friend ki behan hain toh yeh mera farz banta hain ki main priya ka iss situation mein saath du kyuki usne bhi mera bhauth diya hain .

Main room mein jaakar reema ko dekhta hu woh aab kaafi normal feel karli thi main reema ke saamne jaakar .

Main - hii

Reema mere hii ka jawab thoda ruk kar deti hain jaise soch rahi ho du ki nahi firr aoni behan ki taraf dekhte hue priya usse haa main ishara karti hain jiske baad .

Reema - hii pawan

Main (hairani se ) - tumhe mera naam yaad hain .

Reema - haan main behosh hui thi meri yaad dash nahi gayi thi hum ek hein class mai hain mujhe yaad hain

Main - okay aapse milke accha laga mujhe pata nahi tha ki tum priya ki behan .

aur aise hein inki baate shuru hui reema ko pawan ki company acchi lag rahi thi pr apne past ki wajah se woh iss baat ko accept nahi kar pa rahi thi ki koi anjan ladka uski didi se uska alag kar raha hain .

[Reema ko priya aur pooja ghar laate hain pawan ne shuru se end tak priya aur pooja ki purri help ki jitni ho sake woh unhe pooja ke ghar ke baahar chod ke chala jaata hain pooja usse andar aane ke liye kheti hain par pawan usse kaam ka khe kar chala jaata teeno ladkiyo andar jaati hain ]

priya reema ko kamre main leja ti hain aur usse aram karne ke liye kheti hain .

thodi derr baad priya aur pooja apne kamre main ek saath akele baithe hue thei kamre main shanti thi dono mein se koi kucch nahi bol raha tha iss chuppi ko pooja todti hain ...

pooja - toh reema ko pata chal gaya pawan ke baare main .

priya - maine soccha tha ki thode time baad pawan se reema ko introduce karaungi .

pooja -hmm pr joh hau accha hua isse ek baat toh pata chal gayi ki pawan tere liye ek accha ladka hain jissne iss musibat ke time humara sabse jyada saath diya .

priya - haan lekin abb apne plan ka akhli phase complete karne ka time aagaya hain .

pooja - itni jaldi lekin aabhi toh pawan ki jan - pechan bhi nahi hui hain humari family se .

PRiya - mujhe pta hain lekin ab sceneriyo badal chuka hain .

pooja - thik hain

inki baate yaha chal rahi thi pawan cafe se apni bike leke apne ghar jaaraha tha raste mein usse aarti maam dikh jaati hain ( jinhone colege mein help kari thi pawan ki thi ) market main unke dono haato mein bags thei jisse uthane mein unhe dikkat ho rahi thi .

main unke pass jakar .

main - hello mam .

arti pawan ko dekh shock thi ki woh yaha kya kar raha hain pr fir normal hote hue .

arti - hello pawan tum yaha ?

MAin - han mam yehi pass main mera ghar hain .

arti - ohhk accha main bhi yehi rahti hu .

( fir pawan unhe ghar chodne ki baat karta hain )

Main - main apko ghar chod deta hu mam aap itna saaman leke kaise chalengi .

( Arti mana toh kar deti pr saaman saach main jyada tha isliye woh uski bike pe baith gayi )

Main - mam kaha raheti hain .

Arti apna address bata deti hain jsse sun pawan ..

Main - mam main bhi ussi gali main raheta hu .

arti - saach main abhi nayi nayi shift hui hu yaha .

main - main bhi yaha iss shahar main naya hu ek mahina hogaya hai iss shahre main rahete heu .

arti - tumhe apne shahar ki yaad nahi aati .

main - aati hain mam apne shahar ki baat hein alag hain .

thodi derr main pawan arti ke ghar ke bahar khada tha .

main - mam aapka ghar aagaya .

arti - thank you so much pawan agar tum na hote toh mujhe bhauth problem hoti itna saaman lane main .

main - mam apne bhi toh meri help kari thi tih thanks toh mujhe bolna chahiye .

pawan ki baat sun arti ko subha ki baat yaad aajati hain .

aarti - tum andar aayo na .

main - nahi mam , thoda late ho raha main baad main kabhi aaunga .

aarti ke insist karne pr pawan arti ke ghar ke andar chala jaata hain .

[guys ab pawan ki life mein sex ki entry hone wali hain kucch update naad aap mujhe suggest kareki pawan ka pehla sex kiske saath ho update ke reply mein aur update ko like karna na bhule aur revos jarur de ]
 
Last edited:

BLACK_KING

Active Member
576
2,382
124

BLACK_KING

Active Member
576
2,382
124
Nice शानदार जबरदस्त भाई
Nice update
Waiting waiting waiting
Update has been posted guys on page no. 88
 
Last edited:
Top