• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Baadshah ~ The Tales of Debauchery

Kya Veer apni life behtar kar paega ya sab kuch kho baithega?

  • Veer Baadshah banega

    Votes: 1,202 83.0%
  • Sab kuch kho baithega

    Votes: 24 1.7%
  • Kuch paega toh kuch khoega

    Votes: 189 13.1%
  • Kuch nahi bann paega

    Votes: 33 2.3%

  • Total voters
    1,448

Werewolf

ʏᴏᴜ ᴍᴀʏ ᴄᴏᴍᴇ ᴛᴏ ʀᴇɢʀᴇᴛ ᴛʀʏɪɴɢ ᴛᴏ ᴍᴀɴɪᴘᴜʟᴀᴛᴇ ᴍᴇ
Supreme
11,416
89,065
259
Last edited:

Werewolf

ʏᴏᴜ ᴍᴀʏ ᴄᴏᴍᴇ ᴛᴏ ʀᴇɢʀᴇᴛ ᴛʀʏɪɴɢ ᴛᴏ ᴍᴀɴɪᴘᴜʟᴀᴛᴇ ᴍᴇ
Supreme
11,416
89,065
259
Broo ek suggestion or question hai

Kya tum hume Crimson ka past dikhane wale ho?? Agar nahi to main kahunga ki main ye chiz janna chahunga ki Crimson kese aisa wehsi darinda bana

Agar baki readers mere se agree hai to like kare ya comment kare

Or bhai main bolunga ki ye chiz dikhao to maza ayega it's a humble request not force you
You'll see but not completely. Itna zaroor pata chal jayega ki woh aisa kyu hai aur kyu kar raha hai.
 

Suraj13796

💫THE_BRAHMIN_BULL💫
279
2,818
123
इस कहानी में कितनी ही सारी लड़कियां और औरतें है और सब के लिए वीर ने कुछ न कुछ किया ही है लेकिन कभी किसी ने वीर की strength को लेकर शक नहीं किया सिवाय सुहाना और दिव्या के.. ना जाने दोनो ने कितनी ही बार वीर का राज जानने की कोशिश की है
वीर ने कितनी बार दोनो को यकीन में लाने की कोशिश की है लेकिन दोनो को कभी वीर के ऊपर पूरी तरह से यकीन नही हुआ, दोनो हमेशा last में यही कहते दिखती है की एकदिन वो वीर का राज जान कर ही रहेंगी

अब इसका क्या मतलब निकाला जाए, मेरे ख्याल से दिव्या और सुहाना दोनो को system के बारे में कुछ न कुछ जानकारी जरूर है वरना इतनी सारी लड़कियों के रहते बस इन्ही दोनो को शक होना थोड़ा अजीब है,
ये दोनो स्लोगन को पहले से जानती थी उसके connections के बारे में भी, तो शायद crimson के बारे में भी कुछ न कुछ मालूम हो।
एक strong feeling आ रही है की दोनो को कुछ न कुछ जरूर मालूम है system के बारे में

वीर को case में फसाया जा रहा है, ऐसा कौन है जो ये सब करना चाहेगा, जाहिर सी बात है crimson तो होने से रहा क्योंकि जिस बंदे को मालूम है की वो इसे कुछ देर में मार देगा वो इतनी मेहनत क्यों करेगा की उसे police case में फसाया जाए और वैसे भी crimson की जिस हिसाब से personality हैं उस हिसाब से ये चिंदी चोर वाले काम वो नही करेगा

तो फिर कौन हो सकता है। शायद कोई ऐसा आदमी जो वीर का future में competitor होगा या उसे rival की तरह देख रहा होगा , basically ये जो भी है ये Chinatown arc के लिए plot set कर रहा है। यदि chinatown arc buisness से releted हैं तो पक्का ये कोई ऐसा होगा जो वीर को अपने buisness के लिए खतरे के रूप में देख रहा हो।

मुझे crimson बहुत ज्यादा पसंद आया दोस्त, बचपन से ही मुझे हीरो से ज्यादा villen पसंद आते है specially वो villen जो badass हो like
batman का जोकर या endgame का thanos या अग्निपथ का कांचाचीना
एक अच्छा antagonist कहानी को सही से बैलेंस करता है और ये काम crimson बखूबी कर रहा।
अभी तक जितने भी villen आए है उनसे वीर को लड़ाई करने में बहुत ज्यादा मुश्किल नहीं आई है लेकिन crimson की बात अलग है।

i m just thinking की जब वीर को इतने skills के लिए इतनी मेहनत करनी पड़ी है तो crimson ने सारे skills के लिए कितनी ज्यादा मेहनत की होगी और कब से कर रहा होगा । ये बात तो साफ है की crimson के पास वीर से पहले system आया था और शायद उसे mission भी ज्यादा मिले हैं।

अगर वीर Ushant Islands जाता है तो crimson ये बात assure करेगा की यहां से कोई एक ही अपने system के साथ वापस लौट कर जाए and obviously crimson जो की already overconfident था वो इस बार जीत कर और भी ज्यादा overconfident हो गया होगा, और शायद यही वो वीर के जीतने के लिए मौका बना रहा है, एक भूल और काम खत्म हो जायेगा।
At the end systam चाहे क्यों न कितना ही ताकतवर हो उसका फायदा तभी होगा जब उसको चलाने वाला दिमाग से काम लेगा remember हाथ में हथियार कौन सा उस से फर्क नहीं पड़ता, उसे चलाने वाला कौन है उस से पड़ता है

and Don't forget स्लोगन ने बस एक बार वीर को underestimate किया था और वो उसके बाद वो उसी update में मारा गया था।

point blank से गोली चली थी जिस से crimson बच गया, पर सवाल ये नही है की वो बच गया, सवाल ये है की गोली चलाने वाला कौन था और crimson भाग गया बजाय उस आदमी को जान से मारने के
अब इसके पीछे एक ही कारण नजर आ रहा है crimson इस आदमी से पहले भीड़ चुका हो, और वो आदमी full तैयारी के साथ आया हो।
अगर ऐसा है तो system का secret बहुत से लोगो को पता है, कही ना कही intelligence agencies इस बारे में बहुत कुछ जानती है maybe इन्ही के through सुहाना और दिव्या को पता चला हो


तो वीर के हरम में जो औरतें शामिल होंगी धीरे धीरे उनका no. Clear होता जा रहा है। सुमन,आभा,निहारिका और रागिनी के बाद आखिरकार सुहाना का no. आया है, i guess अगला no. Kaira या आरोही में से किसी का होना चाहिए।

देखने लायक होगा की सुहाना अपने और वीर के बीच के chemistry को कैसे handle करती है क्योंकि अभी तो वो खुद भी इस बात को accept नहीं कर रही की वो extra marital affair की ओर बढ़ रही है। फिर बाकी सबको को कैसे deal करेगी और सबसे जरूरी बात सोनिया को पता चलेगा तो क्या होगा।

खैर ये तो depend करेगा की किसे वीर के बारे में पहले पता चलेगा, यदि सोनिया को पता चला की सुहाना वीर को पंसद करती है तो वो खुशी खुशी अपनी बहन के लिए अपना प्यार sacrifice कर देगी और सुहाना को पता चला तो वो तो वैसे भी कर ही देगी।

Well एक request हैं यदि वीर सुहाना के साथ intimate होता है तो please पूरा एक अपडेट उसी पर dedicate करना, रागिनी जैसे जल्दी जल्दी में सब खत्म मत करना बल्कि जैसे दिव्या के साथ कुछ वैसा🙏🙏

मुझे शुरू से tereshima और chris agent लग रहे थे, क्योंकि जब वो वीर के पास थे तो enemy tracker ने उन्हें enemy के रूप में नही दिखाया था, लेकिन फिर भी confirm नहीं है की वो वीर को जानबूझ क्यों इसमें फसा रहे है। खैर जापानी गुड़िया को इसकी punishment तो मिलनी ही चाहिए

Crimson ने जो लंका लगाई है वीर की, वीर बाकी के जीवन में कभी careless नहीं होगा। Crimson का यूं grace Martin को ढूंढना, HOK में pitchers के द्वारा बार बार ava को invitation देना, ava को लगातार किसी से threat होना कही ना कही लग रहा की either ava or grace martin target है।

सुहाना ने जब प्रकाश के मुंह से सुना था की ava पेरिस गई है तो उसने ऐसे react किया था जैसे बहुत बड़ा कांड कर दिया हो पर क्यों मुझे समझ नही आया
I mean Natalia Martin जैसी बड़ी celebrity के लिए पेरिस जैसी जगह आना जाना आम बात है तो फिर क्यों सुहाना वैसा रिएक्ट कर रही थी, और dgci का पहले से वीर और ava का पीछा करना शायद उन्हें पहले से मालूम था की कोई बड़ा कांड होने वाला है तभी अपने जासूस लगा कर रखे थे उन्होंने

खैर मुझे अंदाजा तो था की शुरुवात के कुछ लड़ाई में crimson वीर को खूब कूटेगा लेकिन वीर उस हिसाब से नहीं कुटाया जैसे मैं expect कर रहा था, वीर को overconfident होने की सजा मिलनी ही चाहिए थी, आखिर ये जानते हुए भी कि कैसिनो कैसी जगह है वो एक मिनट के लिए भी ava को छोड़ कर कैसे जा सकता था, उसकी एक गलती और ava kidnap हो गई।

एक शानदार अपडेट भाई, बाकी लोगों के यही कहूंगा कि writer को अपने हिसाब से कहानी लिखने दो ये करना चाहिए वो करना चाहिए करके क्यों कहानी का मजा खराब कर रहे हो, आप future को लेकर guess करो सही है पढ़ने में मजा भी आता है writer को भी अपडेट को और अच्छा करने का idea मिलता है

And btw Thanks for the wonderful update brother❣️
And as always waiting for next update ✨
 
Last edited:
9,453
39,758
218
यह पिछले अपडेट मे ही समझ मे आ गया था कि फ्रांस की पुरी सुरक्षा एजेन्सी वीर के पीछे पड़ गई है।
तेरासीमा , क्रिस और एंड्रि गलतफहमी के शिकार हो गए। शायद एवा पर नजर बनाए रखने के लिए फ्रांस गवर्नमेंट ने उन्हे यह कार्य सौंपा होगा। लेकिन क्या गवर्नमेंट को कोई सुचना मिली थी कि एवा को किडनैप किया जा सकता है ?

सुहाना ने फ्रेंडशिप का एक और मिसाल कायम किया। यह महिला अद्भुत है। लेकिन उसका फ्रांस आने का डिसिजन शायद उसके लिए सही नही होगा। हेलीकॉप्टर का लिंक उसके साथ है , यह देर सवेर पुलिस को पता चल ही जायेगा। और सबसे बढ़कर कि वो कहीं क्रिम्पसन के चंगुल मे न फंस जाए।

एवा को फ्रांस के एक आइलैंड मे ले जाया गया है। शायद इस आइलैंड से उसे क्रूज मे ले जाया जाए।
फिलहाल वीर के लिए आगे की राह काफी चुनौतीपूर्ण होने वाला है। एक तरफ से क्रिम्पसन और एक तरफ से फ्रांस की पुलिस , दोनो तरफ से उसे जूझना है।
एक बेहतरीन एडवेंचरियस माहौल तैयार कर दिया है आपने वोल्फी भाई । मजा आने वाला है यह पुरा एपिसोड।

आउटस्टैंडिंग एंड जगमग जगमग।
 

Lone survivor

Well-Known Member
8,612
28,699
219
Veer ko aapne kya hi bana dala bhai ek time tha jab usko puchne wala koe nahi tha aur aaj uske ek din ki absence kisi se handle nahi ho pa rahi hai

Tej is behaving exactly like a lover, shirt ko smell karke uske presence ko feel karna aur pure time uske bare me hi sochna. Usko pata bhi nahi hai ki kis type ki feeling aa rahi hai uske ander veer ke liye but that whole scene was too good.

Bhumika too feeling like that only but aapne usko busty na bata kar dil hi tood diya. Bhumika naam se hi dimag me ek bhari bharkam aurat dikhae dene lagti hai aur aap usse girlfriend material bata rahe ho. Nahi naam aur images match nahi hue.lol

But I'm happy for her ki finally vo khud ke decision khud le pa rahi hai and veer ki help me bhi inputs de rahi hai sath me dusro ko bhi motivate kar rahi hai

Tej on the other hand still struggling. Reason to bahut baar pata chal chuka hai. Barso baad bhai mila, uski care karna chahti thi vo, protect karna chahti thi, hak jamana chahti thi(only thing she is doing) pyaar karna chahti thi lekin aisa kuch hua hi nahi balki jo vo khud veer ke liye karna chahti thi vo veer uske liye kar raha hai

But I have a feeling ki vo veer ke Paris lautne se pehle kuch to bada karegi for sure and she will be on cloud 9 jab veer ki aankhon me uske liye appreciation dikhega

Bhawna ke bare me to kya hi bolu death king bhai ne eski image vaise badal di ki ab kuch bolne ka bhi man nahi kar raha but still she is one of the few character jiske sath main veer ka sexual relationship nahi dekhna chahta. Uske sath ek alag kind ka rishta hona chahiye jiski jhalak hume dikhni suru ho gaye hai

Sweta ke sath jab bhi ho to ulta hard-core ho es se kam me nahi manege hum.

Arohi, tej and purvi such a pure soul they are. Yaha logo ki puri life nikal jati hai unhe ek nahi milti aur aapne veer ko teen teen de di. Moj kar rakhi hai londe ki. Purvi character is full of positivity. Love her

Arohiiiiiiiiiiiiiii nashe utaar deti hai ye ladki. I had a girl just like arohi aur sayad esliye hi main us se bahut jada connect kar jata hu. I just don't want veer to fucked things up just like I did

Mujhe kya lagta hai ki ab aapko pata to chal hi gaya hai ki aapke readers ko arohi bahut pasand aa rahi hai to ab aap unhe tease kar rahe ho. That kavya and arohi wala scene at ragini 's house is an example. Vaise abhi bahut time hai veer aur arohi ki full fledged conversation aane me to hum cameos se hi kaam chala lenge

Mujhe aisa kyu lag raha hai jaise Sonia dikhi kisi update me?
Vo sach me aaye thi ya mere vaham hai?

Ava achi takkar de rahi kaera ka but still I feel like kaera is way ahead of her. May be humne jada usse nahi dekha hai aur vo jada explore nahi hue hai but still for me kaera will be number 1 ava might be 2 and Sonia and suhana will be at 3 and 4

Sonia bahut jada side character hogaye hai. Mujhe lagta hai jitna important usko starting me dikhaya gaya tha utna hi ignore usko abhi kiya ja raha hai.

I mean theek hai baad me vo aayegi but aap etne sare characters ko parallel leke chal rahe to Sonia ko kyu nahi?

Vo jab teeno bahar gaye the uske baad se Sonia gayab hi rahi hai story se. Baki sab beech beech me to aate hai lekin Sonia ki ek jhalak bhi nahi dikhae di. Not good to be honest

Aapne uske liye aage bahut kuch tayar kar rakha hoga lekin aise story se gayab kar dena mujhe sahi nahi laga because ek point ke baad sab usse ignore karne lag jayenge aur uske baad kuch bhi dikha lo uska impact vaisa nahi rahega jaisa hona chahiye tha

My point of view btw

Crimson is one hell of villan. Vaise acha bhi hai almost 1000 pages ho gaye hai story ke to hume dhamaka to milna hi tha aur first fight me crimson ne dhamka kar bhi diya

I'm glad ki aapne veer ko bahut over nahi dikhaya aur jaisa usko hona chahiye tha, karna chahiye tha vaisa hi kiya. Kuch bhi over nahi laga veer ke taraf se. Loved that scene

Also puri building uda dena was a sign ki crimson actual me kya chhij hai.
Too good to describe a person

Divya aa rahi hai, suhana bhi aa rahi hai aur sayad Sonia ya kaera me se bhi koe aa jaye. This arc is going to be something else

Divya aur suhana ka haal jaisa aapne dikhaya maja aa gaye padh kar. I don't know why but I like Divya too

Vo morning wala scene between Divya and veer was too good. Dimag me ghum jata hai jaise hi Divya naam padhta hu

Suhana to vaise hi pagal ho chuki hai veer ke liye lekin uski bechani plus jab uske friends usse tease karte hai to uska reaction dekh kar maja aa jata hai

Vaise abhi tak humne sari submissive ladkiya hi dekhi hai except for kaera aur vo veer se pyaar nahi karti. To dominating pyaar karne wali bhi aaegi kya jo balance bana de?

Agar tej ka scene hua to ek to vo sakti hai, kaera to hai hi. I still doubt ki Sonia dominate karegi but ava?? She can
Maja aaega jab alpha havi ho aur samne wali ladki bhi

Now about the last update

Jis car me ava ko lejaya ja raha tha kya crimson ussi me tha ya uske aadmi the?
Agar crimson nahi hua to jada better hoga kyuki veer ava ko save karne ke baad mujhe un dono ki conversation dekhni hai aur uske baad veer aur crimson ki fight jisse ava witness kare

Vaise mujhe eske chances kam hi lag rahe hai lekin fir bhi expectations high honi chahiye

Paris ki police bhi veer ke piche padi hue hai bahut maja aane wala hai
Aage kya hoga ye soch soch kar hi excitement badh jata hai

One more thing vo do Japanese agent hai vo to starting se hi follow kar rahe the veer ko right?
Us time to koe incident hua nahi aur veer bhi naya naya hi aaya tha Paris me

To kya veer ki fielding pehle se hi laga di gaye thi?
Kya crimson ko pata tha ki ava madad ke liye veer ko hi bulaegi? Aur vo ek sath dono ko khatam kar dega?
Lekin kaise?
Agar aisa kuch hua hai to definitely crimson kisi purane arc se Juda hua hoga may be house of killer ya kisi aur se

Also "festival is approaching sweetie" kaha hai abhi tak humari pahado wali sweetie??
Dikha bhi do usse raha nahi ja raha bilkul

Sare updates bahut ache se likh rahe ho bhai. Barikiyo ka bhi barabar dhayan diya ja raha hai aur sabse badi chhij jaldbaji nahi ho rahi. Thank you for writing this. Keep the good work flowing.
 

Sharma

Member
468
1,208
124
Veer ko aapne kya hi bana dala bhai ek time tha jab usko puchne wala koe nahi tha aur aaj uske ek din ki absence kisi se handle nahi ho pa rahi hai

Tej is behaving exactly like a lover, shirt ko smell karke uske presence ko feel karna aur pure time uske bare me hi sochna. Usko pata bhi nahi hai ki kis type ki feeling aa rahi hai uske ander veer ke liye but that whole scene was too good.

Bhumika too feeling like that only but aapne usko busty na bata kar dil hi tood diya. Bhumika naam se hi dimag me ek bhari bharkam aurat dikhae dene lagti hai aur aap usse girlfriend material bata rahe ho. Nahi naam aur images match nahi hue.lol

But I'm happy for her ki finally vo khud ke decision khud le pa rahi hai and veer ki help me bhi inputs de rahi hai sath me dusro ko bhi motivate kar rahi hai

Tej on the other hand still struggling. Reason to bahut baar pata chal chuka hai. Barso baad bhai mila, uski care karna chahti thi vo, protect karna chahti thi, hak jamana chahti thi(only thing she is doing) pyaar karna chahti thi lekin aisa kuch hua hi nahi balki jo vo khud veer ke liye karna chahti thi vo veer uske liye kar raha hai

But I have a feeling ki vo veer ke Paris lautne se pehle kuch to bada karegi for sure and she will be on cloud 9 jab veer ki aankhon me uske liye appreciation dikhega

Bhawna ke bare me to kya hi bolu death king bhai ne eski image vaise badal di ki ab kuch bolne ka bhi man nahi kar raha but still she is one of the few character jiske sath main veer ka sexual relationship nahi dekhna chahta. Uske sath ek alag kind ka rishta hona chahiye jiski jhalak hume dikhni suru ho gaye hai

Sweta ke sath jab bhi ho to ulta hard-core ho es se kam me nahi manege hum.

Arohi, tej and purvi such a pure soul they are. Yaha logo ki puri life nikal jati hai unhe ek nahi milti aur aapne veer ko teen teen de di. Moj kar rakhi hai londe ki. Purvi character is full of positivity. Love her

Arohiiiiiiiiiiiiiii nashe utaar deti hai ye ladki. I had a girl just like arohi aur sayad esliye hi main us se bahut jada connect kar jata hu. I just don't want veer to fucked things up just like I did

Mujhe kya lagta hai ki ab aapko pata to chal hi gaya hai ki aapke readers ko arohi bahut pasand aa rahi hai to ab aap unhe tease kar rahe ho. That kavya and arohi wala scene at ragini 's house is an example. Vaise abhi bahut time hai veer aur arohi ki full fledged conversation aane me to hum cameos se hi kaam chala lenge

Mujhe aisa kyu lag raha hai jaise Sonia dikhi kisi update me?
Vo sach me aaye thi ya mere vaham hai?

Ava achi takkar de rahi kaera ka but still I feel like kaera is way ahead of her. May be humne jada usse nahi dekha hai aur vo jada explore nahi hue hai but still for me kaera will be number 1 ava might be 2 and Sonia and suhana will be at 3 and 4

Sonia bahut jada side character hogaye hai. Mujhe lagta hai jitna important usko starting me dikhaya gaya tha utna hi ignore usko abhi kiya ja raha hai.

I mean theek hai baad me vo aayegi but aap etne sare characters ko parallel leke chal rahe to Sonia ko kyu nahi?

Vo jab teeno bahar gaye the uske baad se Sonia gayab hi rahi hai story se. Baki sab beech beech me to aate hai lekin Sonia ki ek jhalak bhi nahi dikhae di. Not good to be honest

Aapne uske liye aage bahut kuch tayar kar rakha hoga lekin aise story se gayab kar dena mujhe sahi nahi laga because ek point ke baad sab usse ignore karne lag jayenge aur uske baad kuch bhi dikha lo uska impact vaisa nahi rahega jaisa hona chahiye tha

My point of view btw

Crimson is one hell of villan. Vaise acha bhi hai almost 1000 pages ho gaye hai story ke to hume dhamaka to milna hi tha aur first fight me crimson ne dhamka kar bhi diya

I'm glad ki aapne veer ko bahut over nahi dikhaya aur jaisa usko hona chahiye tha, karna chahiye tha vaisa hi kiya. Kuch bhi over nahi laga veer ke taraf se. Loved that scene

Also puri building uda dena was a sign ki crimson actual me kya chhij hai.
Too good to describe a person

Divya aa rahi hai, suhana bhi aa rahi hai aur sayad Sonia ya kaera me se bhi koe aa jaye. This arc is going to be something else

Divya aur suhana ka haal jaisa aapne dikhaya maja aa gaye padh kar. I don't know why but I like Divya too

Vo morning wala scene between Divya and veer was too good. Dimag me ghum jata hai jaise hi Divya naam padhta hu

Suhana to vaise hi pagal ho chuki hai veer ke liye lekin uski bechani plus jab uske friends usse tease karte hai to uska reaction dekh kar maja aa jata hai

Vaise abhi tak humne sari submissive ladkiya hi dekhi hai except for kaera aur vo veer se pyaar nahi karti. To dominating pyaar karne wali bhi aaegi kya jo balance bana de?

Agar tej ka scene hua to ek to vo sakti hai, kaera to hai hi. I still doubt ki Sonia dominate karegi but ava?? She can
Maja aaega jab alpha havi ho aur samne wali ladki bhi

Now about the last update

Jis car me ava ko lejaya ja raha tha kya crimson ussi me tha ya uske aadmi the?
Agar crimson nahi hua to jada better hoga kyuki veer ava ko save karne ke baad mujhe un dono ki conversation dekhni hai aur uske baad veer aur crimson ki fight jisse ava witness kare

Vaise mujhe eske chances kam hi lag rahe hai lekin fir bhi expectations high honi chahiye

Paris ki police bhi veer ke piche padi hue hai bahut maja aane wala hai
Aage kya hoga ye soch soch kar hi excitement badh jata hai

One more thing vo do Japanese agent hai vo to starting se hi follow kar rahe the veer ko right?
Us time to koe incident hua nahi aur veer bhi naya naya hi aaya tha Paris me

To kya veer ki fielding pehle se hi laga di gaye thi?
Kya crimson ko pata tha ki ava madad ke liye veer ko hi bulaegi? Aur vo ek sath dono ko khatam kar dega?
Lekin kaise?
Agar aisa kuch hua hai to definitely crimson kisi purane arc se Juda hua hoga may be house of killer ya kisi aur se

Also "festival is approaching sweetie" kaha hai abhi tak humari pahado wali sweetie??
Dikha bhi do usse raha nahi ja raha bilkul

Sare updates bahut ache se likh rahe ho bhai. Barikiyo ka bhi barabar dhayan diya ja raha hai aur sabse badi chhij jaldbaji nahi ho rahi. Thank you for writing this. Keep the good work flowing.
:applause::applause::applause:
 
  • Like
Reactions: Devil hunter123

FallenAngel

Active Member
1,258
3,998
143
Update - 138 ~ Caught in the crossfire (1)

Ab tak...

Divya : D-Did something happen!?

Nolan ne bina kuch kahe hi ek printout Divya ke haatho me thama diya.

Jab Divya ne uss print out apr apni nazre dudaayi aur usme likhe hue content ko padha. Uski haalat kharab ho gayi.

Uske haanth kaanp uthe aur woh printout uske haath se chhutak ke table par gir pada.

'It can't be-!!!'


Ab aage...

*Vrooooooooooooommmmm*

Paris ki smooth sadko par Veer ki bike saaye saaye bhaag rahi thi. Jis car ka woh peecha kar raha tha woh kaafi aage nikal chuki thi.

Itna bada haadsa hua tha. Aam janta me se kuch abhi bhi uss ghatna se anibhigya the toh kuch ko khabar news ya anya sutro se mil chuki thi.

Paris ki police force ko bhi kayi teams me baant diya gaya tha. Koi team haadse waali jagah ko khaali karwaane me lagi hui thi, toh koi gang members ke baare me jankaari jutaane me lag chuki thi.

Koi dhamaake me maare gaye logo ki bodies ki jaanch kar rahi thi toh koi Terashima dwaara diye gaye nirdesh anusaar, DGSI agency ke sang mil ke Veer ka peecha karne lagi hui thi.

Wahi fire fighters ke sang Medical team bhi assist karne pohuch chuki thi. Ghayal logo ko aspataal ki orr le jaaya jaa raha tha.

Sadko par afra-tafri mach gayi thi. Police ki sahaayta se logo ko safe jagah pohuchaya jaa raha tha. Pal bhar me chaos fel chuka tha harr taraf.

DGSI ke head Xavier ne baaki agents ko bhi sab kaam ko chhor iss case ko deal karne ke liye kaha toh sabhi vardaat par pohuch rahe the.

Wahi Las Vegas ke investigation department me Nolan aur Divya aamne saamne khade the. Dono ke hi chehro par ghabrahat saaf jhalak rahi thi. Khaas kar Divya ke.

Divya : Y-Ye nahi ho sakta! Ye kya hai!?

Nolan : Mujhe jaise hi report mili hai mene sabse pehle tumhe hi bulaaya hai.

Divya ke haath kaanp rahe the. Kyuki report me likha content koi mazaak nahi tha.

Saaf saaf bade bade aksharo me likha hua tha.


WANTED!!!

Aur tasveer me jo bana hua tha woh koi aur nahi…! Woh tha~

Veer!!!

Ye tasveer ussi footage me se li gayi thi jo Andre slot machines waali alley me ghus ke Chris aur Terashima ke saath huiya badal ke record kar raha tha.

Alag alag angle se Veer ki alag alag tasveere report me bani hui thi. DGSI ke head, Xavier ne pehle hi ye arrest warrant banwaane keh diya tha.

Woh chehra Divya bhali bhaati pehchanti thi. Kaise bhul sakti thi usse? Kuch khatti, kuch meethi yaadein judi thi uski iss naujavan se.

Saalo se woh aise anginat warrants dekhti aayi par kabhi kisi warrant ko dekh itna bhay usse mehsoos nahi hua tha.

Divya : Y-Ye mazaak hai! Hai na? Kyuki ye possible hi nahi hai!

Nolan : He’s in big trouble Divya! Big trouble! Mein waha ke logo se communicate karne ki koshish karta hu. You do what you can.

Kehte hue woh turant hi aage badha toh Divya bhadak uthi,

Divya : This is pure nonsense! Kya bakwaas hai ye?? Andhe hai kya woh? Why are they arresting him?

Nolan : Read the content carefully.

Jab Divya ne content poora padha toh usse apni aankho pe vishvaas nahi hua. Kya woh jo dekh rahi thi wahi likha hua tha ya uski aankhon ka dhoka tha ye?

Panne paltaate hue uske dil ki dhadkane atyant hi tezz ho gayi.

Divya (shivers) : Th-This…!

Nolan (nods) : It's going to be tough!

Divya (screams) : Par ye sab jhooth hai. Aap jaante hai woh nirdosh hai. Hum sab jaante hai. Usne hamaari kitni madad ki hai. House of the Killers jaisi badi saazisho ko usne hi expose kiya tha. Agar wo nahi hota toh shayad hum itni asaani se HOK se kabhi deal nahi kar paate.

Nolan : Mein jaanta hu!

Divya : Toh phir? Phir kya? Jaante hai toh karte kyu nahi kuch? Kuch kijiye! Woh nirdosh hai…!

Pal bhar ke liye Nolan ke maathe par thodi shaq ki lakeere aayi,

Nolan : K-Kya!? Kya waqai woh nirdosh hai? K-Kahi woh sach me-!?

Divya : Y-You-!!!

Divya stadbh hoke Nolan ko dekhi. Usse vishvaas nahi ho raha tha ki Veer ke itna sab karne ke baad bhi ye aadmi abhi bhi 100% convince nahi tha.

Divya : Y-You are still doubting him? Usne apni jaan khatre me daal ke cases solve kiye hai. And you are doubting him?

Nolan : Par ye reports-!

Divya : Bhaad me gayi reports. These are fake!!! We know him! Woh aisa kabhi kar hi nahi sakta.

Usne ek gehri saans li aur apne gusse ko qaabu kiya.

Divya : We have to save him!!

“Hum usse zaroor bachayenge!”

Peeche se tabhi ek awaaz aayi. Divya aur Nolan ne palat ke dekha toh paaya ki Mike khada hua tha.

Divya : Mike?

Mike : Veer na hota toh mein uss Nightwalker ke mansion me maara gaya hota. Uski wajah se hi woh case sulajh paaya. Iske pehle kya investigation department aise high-level cases ko suljha paaya hai itni asaani se?

Nolan : That’s-

Nolan ki bolti band ho gayi.

Mike : Sab Veer ki wajah se hi possible ho paaya. Aur ab jab usse hamari help ki sakht zaroorat hai toh hum peeche hatt jaaye? Kabhi nahi! Hum sab kuch karenge usse nirdosh saabit karne ke liye.

Divya ki aankho me ek chamak aayi. Usne abhaar vyakt karte hue apna sarr haan me hilaaya. Mike ne bhi ek nod deke usse aasvashan diya ki woh Veer ko bachaane ke liye uske saath hai.

Nolan (sighs) : Right! Mein ye nahi bhul sakta. Jab hum sabse tough times me the toh usne sab kuch asaan kar diya tha hamare liye. It is time to repay him back. Mein baat karta hu DGSI ke logo se.

Bolte hue woh baahar nikal gaya. Aur idhar Divya ki mazboot pakad me warrant ka paper sikud utha.

Usse tabhi yaad aaya ki Veer toh Paris me hi tha. Subah hi Suhana ne bataya tha usse.

‘Oh God!!!’

Yaani abhi uske peeche poori police force lagi hogi. Na jaane kis haal me hoga woh. Kahi usse beech raaste me hi execute na kar diya jaaye.

Sochte hi Divya ka badan kaanp utha. Ghabraate hue usne apna phone nikaala aur Veer ko call bhidaaya,

*Ring Ring*

Ghanti jaa rahi thi par Veer call nahi utha raha tha. Divya ki dhadkane aur tezz ho gayi.

‘Just pick up the damn call Veer!!!’


03a6e4f5e9ea5f404f21227d3692c849

*Ring Ring*

Magar siwae ghanti ke aur koi jawaab na aaya.

Kheejte hue usne call kaata.

‘Damnnn ittt!! I-I have to tell Suhana!!’

Usne Suhana ko batana zaroori samjha aur usse call laga diya.

***

Paris me yaha uss laal car ka peecha kar Veer inn sab baato se anjaan tha. Usse pata hi nahi tha ki behind the scenes kya kya chal raha tha aur woh public ki enemy number 1 bann chuka hai usse koi khabar hi nahi thi.

Woh ghabraya bhi hua tha.

Iss level ka destruction usne pehli baar apni aankho ke saamne dekha tha. Usse samajh aa gaya tha ki Crimson koi aera-gerra banda nahi tha.

Jo aadmi bina kisi ki fiqr kiye yu sare-aam hamla kar de aur logo ko maut ke ghaat utaar de, usse koi halke me kaise le sakta tha?

Uska dil zorro se dhadak raha tha. Chinta thi toh bas ek shaks ki aur woh thi Ava!

[Just what is he planning?]

‘Pari! I don’t have time to think about that…! I’m leaving it to you!!’

[Yes Master!!]

Tabhi itne me,

*Ring RIng*

Uska phone baja. Woh uthaana toh chaahta tha magar ye sahi waqt nahi tha phone par baatein karne ka. Isliye ye soch usne dekha bhi nahi ki call kiska tha.

Car bohut aage nikal chuki thi. Veer ki nazar me ab nahi aa rahi thi. Woh bas mission se mil rahi location ko follow karta jaa raha tha.

Idhar news me halla macha hua tha. Ava hamesha se apne aap ko police ke maamlo se dur rakhna chaahti thi. Par ab woh khud hi breaking news bann ke headlines par chhaayi hui thi.

Saari celebrities tak ye khabar pohuch chuki thi. Kuch Ava ki kidnapping se khush the ki akhir unka ek competitor chala gaya. Toh kuch uski safety ki duaa kar rahe the.

Ava ka kidnap hona bohut huge matter tha. France ki government tak sachet ho gayi rahi iss haadse se. Ab DGSI ko bhi higher orders aa rahe the. Bade se bade logo ka involvement ho chuka tha.

Veer ko firse call aaya. Usne iss baar ek haath se phone jeb se nikaala toh usse ek unknown number dikhaayi diya.

Usko ye bhi dikhaayi diya ki Divya ke kayi missed calls pade hue the.

‘Divya ke missed calls? Woh kyu call kar rahi hai mujhe?’

Samay na gawaate hue usne phone uthaaya,

“Hello?”

Toh waha se ek aadmi ki awaaz aayi,

“Mister Veer?”

Veer : Hmm! Mein hi hu! Tum kaun?

Aadmi : Aap bohut badi musibat me hai.

Veer : Well! Ye mujhe pata hai! Kuch aur-!?

Aadmi : Nahi! Aap samjhe nahi! Aapke khilaaf ek arrest warrant jaari hua hai Paris ke DGSI dwaara.

Iss baar ye sunte hi Veer ki aankhein hairaani me fel gayi. Pari ko bhi sab kuch sunaayi de raha tha. Usne turant hi DGSI ke baare me search kiya toh woh aashcharya me reh gayi.

[M-Master!?? DGSI!!! DGSI toh France ki internal security agency hai. What is really happening?]

Veer : Whaaaattttt?

Aadmi : Aapko nahi pata? Matlab abhi tak police aap tak nahi pohuchi? Hmm! Agar aisa hai toh ye acchi baat hai! Dhyaan se suniye!

Veer : …

Aadmi : Kaise bhi kar ke autonomous port par pohuchiye. Samudri port hai woh ships ke liye. Dhyaan rahe police ki pakad me nahi aana hai. Warna yaha kaam aur mushqil ho jayega.

Veer : Autonomous port?

Aadmi : Hmm! Mere paas bhi samay kam hai aur aapke paas bhi. Port par Miss Suhana ka ek chopper intezaar kar raha hai aapka. Jald se jald waha pohuchiye. Pilot aapko safe jagah par pohucha dega. Mein uska number aapko text kar raha hu.

‘Suhana?? Usse kaise-!?’

Veer : W-Wait! Tumne Suhana kaha?

Aadmi : Hmm! Par woh sab samjhane ka abhi samay nahi hai. Jald se jald port pohuchiye! Dhyaan rahe police ki pakad me bilkul nahi aana hai.

*Call ends*

Veer uss se aur sawaal kar paata ki uss se pehle hi aadmi ne phone cut kar diya.

‘Damn it!!!’

[This is absurd!! I hope ye genuine call tha! I think you are being framed.]

‘Police force mere peeche? Toh kya Divya ne isliye mujhe-?’

[Yes! I think isliye uska call aaya tha. Baat ki sachhaayi jaan’ne ke liye port pohuchna hi sahi hoga. Agar chopper waha maujood hai, iska matlab call genuine tha Master.]

Veer ne haami bharti hue acceleration deke gaadi tezz kar di.

*Vrrrrrrooooooooommmmm*

Aur udhar peecha kar rahi Chris ki gaadi ye dekh aur tezz gayi.

Terashima : Woh bhaag raha hai! Quick Chris!! Quick!

Chris : Nahi! Usse nahi pata ki hum uske peeche hai!

Terashima : What the hell? Usse pata chal gaya hai! Tabhi toh usne speed badha dii hai!

Chris : What??? P-Par kaise? Mein toh uss se distance bana kar chal raha hu.

Andre : Ye time iss par behas karne ka nahi guys.

Terashima : Mujhe nahi pata usse kaise pata chala, lekin usse pata lag gaya hai ki hum uske peeche hai. Hume aage traffic signals aur pay tolls ko inform karwana hoga.

Usne apne kaano me lage single piece headset par haath lagaaya aur boli,

Terashima : Hello? Hello? Agent Terashima here! Is anyone on call?

Toh waha se awaaz aayi,

“Yes agent! We can hear you!”

Terashima : Track my location! Aur aage ke saare possible routes me jitne bhi traffic signals aur pay tolls hai, unhe alert kar do. Ek black bike par sawaar ladke ko dekhte hi usse pakad le.

“We are on it!”

*Beep*

Connection cut hua aur Chris ne gaadi chauthe gear par laga di.

Veer poori raftaar se uss aadmi ki batayi gayi location par pohuchne ki koshish kar raha tha, jab usse ek aur buri khabar haath me lagi.

*Ding*

[Mission location updated.]

[Location : From Airport to Ushant islands.]

‘Shittttt!!!’

[Oh no! Ye kya ho gaya? Autonomous port toh alag direction me hai aur Ava ko alag direction me le jaaya jaa raha hai. Master? What now?]

Veer gusse me tha. Usne kuch socha aur bike autonomous port ki disha me badha di.

Pari ne uske iss faisle par koi aapatti nahi jatayi aur na hi Veer ke mann me jhaank ke dekha. Woh umeed kar rahi thi ki uske master ke paas koi accha plan hoga.

Veer jaise hi traffic signals ke paas pohucha, traffic police ne speed me aati gaadi ko dekhte hi rokna chaaha aur unhe samajh aa gaya ki ye wahi ladka tha jisko pakadne ke liye orders aaye the.

Red signal me bhi Veer ne full speed me waha se gaadi bhaga di. Waha rukna khud ke perr me kulhadi maarne jaisa tha.

Traffic police ne Veer ke aage nikalte hi aage ke signal par inform kar diya. Par Veer ruka nahi.

Ab usse yakeen ho chuka tha ki waqai uske peeche police force lagi hui thi.

*Buzz*

Uska phone vibrate hua. Uss aadmi dwara pilot ka phone number bhej diya gaya tha.

Veer ne turant uss number par call kiya toh pilot ne waha ki apni location bata di.

Autonomous Port par aate hi usse chopper ke andar baithe ek aadmi nazar aaya.

Gaadi ko yu hi gira ke Veer daud ke uske paas aaya.

Aadmi : Jaldi!!! Jaldi!!! Time nahi hai. Upar chadh jao.

Veer haami bhar chopper par baith gaya. Sab kuch sahi tha. Usne pehle hi check kar liya tha. Chopper Suhana ka hi tha.

'Akhir Police mere peeche kyu pad gayi hai? Ava toh kisi aur ke kaaran kidnap hui hai. What is going on?'

[Hume isse sort out karna hi hoga. Warna hum trap me phasste jayenge Master.]

'Koi hai jo peeth peeche hume fassaata jaa raha hai.'

[Wahi aadmi? System waala?]

'Maybe!'

Pilot ki awaaz ne usse hosh me laaya.

Aadmi : Yaha se nikal rahe hai hum. By the way mein Eric.

Veer : Ohh!

Chopper ne udaan bhari, aur kuch hi palo me Veer aur Eric hawa me the.

Chris ki gaadi jab tak Veer ki location par aayi, tab tak Veer waha se nikal chuka tha.

Chris : Damnnn itttt!!!! Bhaag gaya saala!

Usne gusse me apni gun nikaal ke udd kar jaa rahe chopper ki orr aim ki.

Terashima : Save that one for later.

Andre : Ab kya?

Terashima (frowns) : Ohh no!

Chris : Kya hua?

Terashima : Hume chakma diya gaya hai.

Andre : Whattttt???

Terashima : Mujhe laga hum iss ladke ka peeche karke celebrity Natalia tak pohuchenge. Lekin woh toh-

Chris : Matlab usse kahi aur pe le gaye hai?

Terashima (nods) : H-Haan!!

Andre : Fuuuckkk this shittt!!!

Chris : Iska matlab iss ladke ne beech se raasta badal liya? Hume chakma dene ke liye? Aur waha iske aadmi Natalia ko kahi aur le gaye?

Terashima : Y-Yesss!

Chris : Damnnn ittt!!! Saala haath lag jaaye ek baar ye. Mein isse chorrunga nahi!

Andre : Par abhi kya?

Tabhi Terashima ko apne headset par message aaya aur Andre ke sawaal ka jawaab usse mil gaya.

Terashima : Ab airport!

Andre : Kya matlab?

Terashima : Message aaya mujhe. Airport ki unused air strip se ek airplane take off kiya hai abhi abhi. Mujhe bataane ki zaroorat nahi ki usme kaun hoga.

Chris : Celebrity Natalia Martin!?

Terashima (nods) : That's right!!!

Unke peeche peeche police force bhi tab tak aake ruki aur ek senior officer usme se baahar nikal ke aaya. Woh bhaiyankar gusse me lag raha tha.

Senior Officer : Kaha hai woh?? Kaha hai???

Terashima : He escaped. Hume nahi pata tha ki uske liye yaha chopper khada hoga.

Senior Officer : Ye kya mazaak hai?

Terashima : Celebrity Natalia ko bachana humari first priority hai. Aur second priority uss ladke ko zinda pakadna.

Senior Officer : Toh koi lead mili hai ya nahi?

Terashima (nods) : Aap inspectors ko instruction dijiye. Hume airport par pohuchna hoga.

Senior Officer : Uske baad?

Chris : Terashima! Agar unused air strip se airplane ko take off karwaya gaya hai matlab-!! Tum wahi soch rahi ho na jo mein soch raha hu?

Terashima ki aankhon me ek chamak aayi.

Terashima : Arre haan!! Agar airplane wahi ka hai. Toh usse hum trace kar payenge. Lekin agar personal aircraft hua. Toh mushqil hoga.

Chris : Mujhe nahi lagta airport ke andar koi personal aircraft bina kisi ki aankhon me aaye laaya jaa sakta hai.

Terashima : That's right! Umeed karo ki woh airplane airport ka hi nikle. C'mon! Off to airport!!

Police force ke saath Chris, Terashima aur Andre sabhi airport ke liye prasthaan kar diye.

***

Chopper me Veer apme chintan me dooba hua tha jab usse kuch dhyaan aaya aur bola,

Veer : Hum kaha chal rahe hai?

Eric : Tumhe safe jagah le jaa raha hu. Shukr manao ki abhi tak government ne seeking helicopter ko tumhari search me nahi lagaya hai. Agar woh bhi aa gaya toh ye chota sa chopper uska muqaabla nahi kar paayega. Aur na hi fir mein kuch kar paunga.

Veer : I see! Thanks for helping me out!

Eric : Thanks? Fucking thanks? Thanks se kuch nahi hone wala. Tumhe andaza bhi hai mein kya kaam kar raha hu? Mein ek criminal ko panaah de raha hu. Usse police se churra ke bhaga ke le jaa raha hu.

Veer (frowns) : Mein koi criminal nahi!

Eric : I know! Isliye ye risk utha raha hu. Prakash Sir ne heavily pay kiya hai mujhe. Tumhare upar se accusations hatt'te hi mujhe tumse bhi ek hefty amount chahiye. Aur haan! Intercontinental Le Grand Hotel me mujhe ek party chahiye.

Veer (smiles) : Alright! Agar sab kuch sahi jaata hai. Toh tumhe sab mil jayega.

Eric : Of course! Of course!

'Suhana…!'

Dur reh ke bhi musibat me aaj firse woh kaam aa rahi thi uske. Kab se nahi mile the dono. Veer ne akhiri message usse 'Thank you' ka bheja tha jab Suhana ne usse Rolls Royce bheji thi.

'I'm so indebted to you! Suhana!'

[Aap usse baad me thanks keh sakte ho. Abhi decision lena hoga.]

'Hmm!'

Veer : Eric!!

Eric : Hmm?

Veer : Chopper ko Ushant Islands ki orr mod do.

Eric : What the fuck?

Veer : Ushant Islands!

Eric : Tumhe pata bhi hai tum kya keh rahe ho? Hum Paris me hai abhi. Ushant pohuchne me lagbhag 20 ghante lag jayenge. Aur ye chopper hai. Airplane nahi. Fuel Tank khatam ho jayega beech me.

Veer : Tumhe chalna hi hoga. I don't have any other option. Miss Natalia ko bachana hai toh mujhe udhar jana hi hoga. Siwae chopper ke mere paas aur koi choice nahi hai. Fuel tank ko refill bhi toh karwa sakte hai na hum?

Eric : Y-You-!!

Veer : Please Eric!! Agar mein na gaya toh Miss Natalia ke saath woh log kuch bhi kar sakte hai.

Eric : Pehli baar dekh raha hu jiske khud ke peeche police padi hai woh aur maut ke muh me girne ki maang kar raha hai. Tch!!! Sirf isliye kyuki mujhe Natalia ke gaane pasand hai aur wo hamare France ki guest hai, mein tumhe waha leke chal raha hu.

Veer (smiles) : Thanks! Don't worry! Tumhara amount mein double kar dunga.

Eric : Ohh! Ye hui na kuch baat hahaha! Wese meri samajh me nahi aa raha ki tum akele bande kya hi kar loge waha? Police wesi hi waha aa jayegi. Toh tum marrne ki khwahish kyu rakh rahe ho? Huh?

Veer : Kyuki mein unke bodyguard ke roop me yaha aaya tha. Unhe protect karne ka promise diya hai. Agar mein apni zimmedari se peeche hatt jau toh kaise chalega?

Eric (sighs) : P-Par-! Prakash Sir ne mujhe tumhe baahar nikaalne ke liye kaha hai aur mein-

Veer : Tum chinta mat karo. Mein unhe aur Miss Suhana ko acche se jaanta hu. Tumhe bas mujhe drop karna hai aur ek safe location pe waha land karna hai. Natalia ko chudhaate hi hum waha se wapas chal denge.

Eric : Tum apni jaan isme kho sakte ho. Aur mein bhi-!! Man!! What the fuck!!? Mein tumhe le ke hi kyu jaa raha hu? Fuck this-!! Okay! Fine! Hum chal rahe hai. No more discussions.

Veer ne ek raahat ki saans li. Pari situation ko analyze karne me lagi hui thi.

Aur tabhi Suhana ka call aa dhamka.

Veer ne jaise hi phone uthaya waha se ek zorr se awaaz aayi,

"Veeeeeeeerrrrrrrr!!!!!"

Veer : H-Haan! Mein yahi hu. Araam se! Miss Suhana!

Suhana : Y-You-!! Tumhe zara bhi khabar hai ki kya chal raha hai? Waha kya kar rahe ho tum Paris me?

Veer : I-

Suhana : You idiot!! Divya ne mujhe bataya ki tumhare naam ka arrest warrant jaari hua hai. Tum wanted poster par ho!!! Department me Nolan ko waha ki koi DGSI agency ke through ek report bheji gayi hai. Tum kya kar rahe ho waha? Kuch hosh bhi hai tumhe? Kaha par ho abhi? Aas paas kaun hai? Theek toh ho na? Mene chopper bhjiwaya hai Prakash Uncle se bol ke, woh mila ki nahi? Waha se nikle ki nahi? Arre bolo kuch…!!

Veer : Woah woah! Calm down! Mein chopper me hi hu. Suniye!

Veer ne phone hata ke chopper ki tezz ghumti pankhi ki awaaz jab sunaayi toh Suhana ko yakeen ho gaya.

Suhana : I- I see! That's good!

Veer : Kya aap uss report ke baare me kuch bata sakti hai?

Suhana : Haan! Listen carefully-! It's a huge matter. Tumhe jald se jald waha se nikalna hoga. Tumhe fassaya gaya hai aur bohut hi cleverly fassaya hai. M-Mein kaise samjhau! T-Tum bas waha se kaise bhi karke niklo pehle. E-Ek safe jagah pohucho. Aur yaha se mein aur Divya hum sab apni poori koshish kar rahe hai.

Veer : I see!

Suhana : H-Haan! Aur report me ye likha hai ki-

*Call ends*

'Huh!!??'

Veer ne apna phone dekha. Phone out of battery ho chuka tha.

'Shit!!! Abhi hi isse band hona tha?'

[Anyways ye toh clear hai ki koi fassa raha hai. I'll look into it further. Master! Take a rest. Ushant pohuchne me abhi samay hai. Formulate a strategy till then.]

'Pari mere paas kitne points bache hai?'

[You are left with 3692 Points.]

'Meri strength 140 hai na?'

[Yes!]

'Usse 20 points se badha do.'

*Ding*

[1000 points have been used.]

['Strength' has been upgraded to 160.]

[Anything else?]

'Agility ko bhi 20 points se badha do.'

[Are you sure Master? Endurance nahi badhana? Aap half half divide kar sakte ho. 10 Endurance me aur 10 Agility me. Uss insaan se ladne me apako kaafi chot aayi hai. I know aapke badan me kayi jagah abhi dard faila hua hai. I can sense everything.]

'Haan Pari! Agility hi badhao. He's faster than me. Mein dard seh lunga. Lekin agar uske vaar se khud ko na bacha paaya toh mein uss se ladd nahi paunga. Isliye Agility hi-'

[Alright!]

*Ding*

[1000 points have been used.]

['Agility' has been upgraded to 160.]

[You are now left with 1692 points.]

Bache hue Points dekh Veer ne ek aah bhari. Kitni mehnat se usne ye sab ikhatta kiye the.

[Master! Don't worry! Ava ka mission complete hote hi hume aur points mil jayenge. So worry not! Ek random skill bhi toh milegi. Rest lijiye. Waha kuch bhi ho sakta hai.]

Baat maan ke usne apni aankhein band kar li aur tik ke wahi baith gaya.

Bagal me baitha Eric usse dekh bas mann hi mann duaa kar raha tha. Kaash sab kuch sahi se ho jaaye. Koi durghatna na ho.

***

Airport par Chris aur baaki sab jab pohuche toh waha pehle se hi shor macha hua tha.

Pooch-taach me pata laga ki Natalia ko leke woh gang ke log yahi aaye the aur unused air strip ki orr le gaye. Waha se plane take off kiya aur logo ki aankho ke saamne pal bhar me hi woh aasmaan me gaayab ho gaye.

Terashima, Chris mil ke jab airport ke tracking room me pohuche toh unhe pata laga ki plane airport ka hi tha. Koi personal aircraft nahi.

Ye jaante hi unki jaan me jaan aayi.

Chris : Good! Matlab hum trace kar sakte hai right?

Terashima : That's right!! Team aa rahi hai. Kuch police force ke saath hume plane me nikalna hoga. Senior officer aap bhi chal rahe hai na?

Senior officer : Of course!

Terashima : Fine! Hamare pilot ko tracking team instructions deti jayegi. Toh usse pata rahega ki kaha woh log jaa rahe hai. Let's go!!!

***

Udhar Suhana Veer ke call cut hote hi bechain ho gayi. Achanak se call band ho jaana ek chinta ka vishay tha.

Lekin khud ko ye tasalli deti rahi ki shayad Veer ka phone band hua hoga.

Woh yaha se waha tehelne me lagi hui thi. Itni bechain thi ki woh apna saara kaam kaaj chhor di thi abhi ke liye.

Prakash ke waha aate hi uski chinta aur jhalakne lagi.

Suhana : Achanak se- Achanak se call cut ho gaya Uncle! Na jaane woh kis haal me hoga? Musibat me na fass jaaye kahi. Agar firing wagarah ho gayi toh? Hey bhagwaan!

Prakash : Aapko itna pareshan mene bohut hi kam dekha hai.

Prakash Uncle ki baat sunte hi Suhana sachet ho gayi.

Suhana : N-Nahi toh!? Ek jaan khatre me hai. M-Mein bas chinta me hu. Aur hona bhi chahiye mujhe hai na? Woh familiar hai humse. Koi anjaan nahi hai.

Prakash : Bilkul!

Suhana a
pne anguthe ko daato tale dabaayi rahi aur fir kuch soch ke boli,

Suhana : Uncle!!!

Prakash : Hmm?

Suhana : Hum Paris chal rahe hai. Abhi!!!

Prakash : Ehhh!??
.
.
.
.
.
.
.
.
Aaj ke liye itna hi guys.
Wese mein mega update deke ye part niptaane wala tha lekin nahi. Shayad woh rushed ho jaata kaafi. Isliye normal 2 update me hi likhna theek samjha mene. Aur zyada mega update deke ju logo ko bigaadna nahi chaahta mein. :nana: Toh likes thok ke jaane ka bilkul :hit: bohut mehnat kar ke research kar ke likh raha hu updates. Aur revos pelne ka. Keep supporting!

Dhanyavaad! ✨
Yooo mazedaar baat kri last Mai Bhai ki update ko poori feeling leke likhna hua to hi hum Sab poori feeling leke updates padh kr maza le pate hai or Hn agar 1 se 2 mega update week ya month se extra ate hai to janta bigad jati har baar mega ki hi demand krti hai baki update ye wala or purane wale to full dhamaal the Bhai kaise veer india Mai poora business Apni family ko samja kr or sounp kr Paris aaye ava ki help krne or points badhane mission krke pr yha ate hi uske Sabse bade enemy ke sath panga le liya ya kaho ho gya ya ye bhi keh skte hai ki Crimson ne Pahle se Sab guess or arrange kr rakha hua tha or Natalia ko maze krwane gaya tha bechara veer ki chalo kuch time ke liye hi Sahi ava khush ho payegi lekin waha pr jate hi panga ho gaya ava kidnap or veer ka samna Apne or pari ke Sabse bade dushman ke sath ho gaya or pehli ladai Mai hi veer ke bade wale L laga gya crimson agar uspar point blank wali goli na dhagi gyi hoti to Ab tk veer ka ram nam satya ho jana tha but wha se jaise taise krke bachke bechara nikla to nikla police case ka pehle hi bandobast kr rakha tha veer ke liye uske duhmano ne pr veer hai bada himati jo chopper pakad kr bhag to rha hai lekin ava ko bachane ke liye dekhte hai age kya hota hai hai awesome update Bhai ye fighting wale to kuch jayada hi khass hai
 
Top