• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Baadshah ~ The Tales of Debauchery

Kya Veer apni life behtar kar paega ya sab kuch kho baithega?

  • Veer Baadshah banega

    Votes: 1,202 83.0%
  • Sab kuch kho baithega

    Votes: 24 1.7%
  • Kuch paega toh kuch khoega

    Votes: 189 13.1%
  • Kuch nahi bann paega

    Votes: 33 2.3%

  • Total voters
    1,448

Werewolf

ʏᴏᴜ ᴍᴀʏ ᴄᴏᴍᴇ ᴛᴏ ʀᴇɢʀᴇᴛ ᴛʀʏɪɴɢ ᴛᴏ ᴍᴀɴɪᴘᴜʟᴀᴛᴇ ᴍᴇ
Supreme
11,416
89,067
259
Last edited:

Svin

Active Member
542
1,893
123
Toy Story Flirting GIF
200.gif
 

Werewolf

ʏᴏᴜ ᴍᴀʏ ᴄᴏᴍᴇ ᴛᴏ ʀᴇɢʀᴇᴛ ᴛʀʏɪɴɢ ᴛᴏ ᴍᴀɴɪᴘᴜʟᴀᴛᴇ ᴍᴇ
Supreme
11,416
89,067
259
Update - 124 ~ Bearing the same pain

Ab tak...

Vivek bas waha khada khada apni mutthi baandhta reh gaya.

Brijesh : Vivek??? Chalo jaldi!

Vivek (gusse ko chhipaate hue) : Aaya tau jii!

Aur unki gaadi kuch hi palo me waha se ravaana ho gayi.


Ab aage...

Surya-uday hua aur subah subah iss taazgi bhare mausam me Shyaam ke ghar afra tafri ka mahaul mach gaya. Sabhi apni apni packing karne me jutt gaye.

Purvi : Veer? Saara samaan rakh liya?

Veer : Jii! Aur aap logo ne?

Purvi : Sab ready hai.

Veer : Okay!

Shyaam khud unki madad karwaane me laga hua tha. Aur Gauri ne sabse pehle subah uth ke unn sab ke liye khaana bana ke pack kar diya raha.

Ab jaake Veer ko samajh aa raha tha ki kyu uski maa yaha par pehle leke aayi thi. Shyaam ka travels ka business tha. Uski gaadiya chalti thi kiraaye par. Aur Veer samet baaki sabhi ko gaadiya toh lagni hi thi iss safar me. Bhavna ne pehle se hi sab kuch plan kar ke rakha tha.

Bhavna : Shyaam! Do gaadi ho jayengi na?

Shyaam : Ye bhi koi puchne ki baat hai didi? Ye aapka hi ghar hai. Gaadiya bhi aapki hi hai. Aapko jitni lage, le jaiye. Aapko toh sirf hukm dena hai didi!

Bhavna : Nahi Shyaam! Hume sirf 2 gaadiya hi chahiye. Kya unka intezaam ho jayega?

Shyaam : Kyu nahi didi? Bilkul!

Veer (paas aate hue) : Toh isliye aap yaha pehle hume leke aayi?

Bhavna : Hmm! Sirf yahi kaaran nahi hai beta. Shyaam se mile hue bhi bohut samay ho gaya tha. Aur...!

Veer : Aur?

Bhavna (smiles) : Kuch nahi!

Veer : ...!?

Shyaam ne phone kar apni dukaan par baithe aadmi se fatafat 2 car bulwaayi. Aur dono hi car kuch hi derr me waha aa gayi.

Shyaam : Mein driver bhi karwa du didi? Arre mein hi chala lunga ek toh.

Bhavna : Nahi shyaam! Tumhara ghar par rehna zaroori hai. Dhandha kaun dekhega? Tumhari biwi bhi hai aur bacche bhi. Kisi ek purush ka hona yaha zaroori hai. Kyuki tumhare mata pita bhi baahar hai.

Shyaam : Didi!!!

Bhavna (mudte hue) : Veer?

Veer : Hmm?

Bhavna : Tumse car chalaate-

Veer : Hmm! Mein drive kar lunga.

Bhavna (smiles) : Good! Ek tum kar loge aur ek Tej kar legi.

Tej : Okay!

Veer : Ek minute! Aapke haath me lagi hai. Aap kese drive kar sakti ho?

Apne bhai ki apne prati chinta dekh Tej ka dil khush ho gaya.

Tej : It's okay bhai! Mein chala lungi. Wese bhi kaafi heal ho gaya hai wound.

Veer : Fir bhi-

Tej : Don't worry baba!

Veer : Fine! Lekin agar aapko zara sa bhi dard uthe toh aap wahi ruk jaana. Okay?

Tej (smiles) : Okay!

Veer : Aapko bolta nahi. Par inn dono mohatarma logo se drive karte aata nahi hai.

Usne palat'te hue Arohi aur Kavya ki orr ishaara kiya toh dono ne sharma ke nazre ferr lii.

Kavya (bhun-bhunaate hue) : Hmph~ Mujhko koi sikhata nahi hai toh mein kese chala paungi.

Arohi (blushes) : M-Mein jald hi seekhungi.

Tej (smiles) : Koi baat nahi. Ab mein hu na? Inn dono ki badi behan! Mein sikha dungi!

Kavya : Kyaaaa?? Sacchi didiiii???

Tej (smiles) : Muchhi!!

Kavya : Ohhh wooowwww!!! Hahaha~

Veer : Aap bhi na dii!

Tej : Haha! It's okay! It's okay!

Apne dono baccho ki aapas me bante dekh, Bhavna dur khadi mand mand muskura uthi. Dekh ke khush thi ki uski dono santaano ke beech aapas me acchi bann rahi thi. Bhalayi, ek maa aur bete ka rishta abhi theek nahi tha. Par kam se kam ek bhai aur behan ka rishta toh panapna shuru ho gaya tha. Uske liye filhaal yahi kaafi tha.

Jab samaan rakhne ki baari aayi toh Veer ne Tej ko baitha ke saara samaan dono cars me load karna shuru kar diya.

Shyaam chalte hue Bhavna ke bagal se aa ke khada hua aur bola,

Shyaam : Veer babu kitne bade ho gaye hai. Bohut hi adhbhut anubhooti mehsoos ho rahi hogi didi aapko. Hai na? Itne saalo baad aap dono ka milan hua hai.

Bhavna : Pucho mat Shyaam! Sach me!Aisa lag raha hai ki abhi bhi kisi sapne me hu. Lagta hai jese...! Jese woh din aa gaya hai.

Usne Veer ko dekhte hue ahista se kaha.

Shyaam : Iska matlab aap-!?

Bhavna : Haan! Ab wahi hoga. Fir jaha bhi ye taqdeer le jaaye.

Shyaam : Mujhe saath le chaliye didi, agar koi anhoni ho gayi toh-

Bhavna : Nahi Shyaam! Tumhara yaha rehna zyada zaroori hai.

Shyaam : P-Par-

Bhavna : Mein tumhari ek nahi sunungi. Samay ho raha hai. Ab mein chalti hu. Agar bhagwaan ne chaaha, toh hum firse milenge. Aur agar nahi-

Shyaam : Didiiii!!!!

Bhavna (smiles) : Aur agar nahi, toh Veer aur Tej ki dekh bhaal karna. Unka khayaal rakhna. Theek hai?

Shyaam : Didi aap-

Bhavna : Rakhoge na?

Shyaam bechaara maun reh gaya. Bhavna ki aankho me ek ajeeb sii shaanti thi. Woh bas haami hi bhar saka. Badle me Bhavna muskuraayi, aur palat ke jaate hue ek baar theher kar boli,

Bhavna : Hamari itni khatirdaari karne ke liye shukriya Shyaam. Chalti hu!

Shyaam : Didi!!! Ab aap shukriya kahengi? Khatirdari? Kis kaam ki woh khatirdari jaha mein aapko ek bistar tak nahi uplabdh kara saka?

Bhavna : Shyaam!

Shyaam : !!!?

Bhavna (smiles) : Iss se pehle mujhe kabhi kisi ghar me itna apnapann mehsoos nahi hua, jitna kal yaha mehsoos hua.

Uske ek vaakya ne Shyaam ki bolti hi band kar dii. Aur bechaare ka gala roondh gaya. Aisa laga jese woh abhi yahi ro dega.

Parantu, samay ho chuka tha. Bhavna fir na ruki. Woh aage badh seedhe car ki aage waali seat me baith gayi.

Driver seat par Veer baitha hua tha. Aur peeche waali me Purvi aur Arohi. Toh wahi dusri car me Tej samet Suman. Aur peeche Kavya aur Shweta.

Purvi : Ab hum niklenge Shyaam! Itni seva kii tumne hamari. Uske liye dhanyavaad!

Shyaam : Ab toh paraaya ho gaya hu na. Tabhi toh aap sab baar baar shukriya ada kar rahi hai.

Purvi (muskuraate hue) : Arre! Ahaha! Theek hai. Nahi kahungi! Aur Gauri!

Gauri : J-Jii?

Purvi (smiles) : Khaana bohut accha tha kal. Aur aaj subah subah hamare liye itna sab karne ke liye-

Kehte hue woh beech me hi rukk gayi jab usne Shyaam ko punaah dekha,

Purvi (muskura kar) : Nahi keh rahi hu shukriya. Gauri! Dhyaan rakhna! Theek hai?

Gauri : J-Jii! Aap sab aate rahiyega! Mujhe bhi bohut accha laga aap sab se mil kar.

Veer jo ab tak shaant baitha tha, usne zorr se bola ki sabhi ko sunayi de sake.

Veer : Aap log aise behave kar rahe ho jese hum ye gaadiya lautaane aayenge hi nahi.

Purvi : Arre re!! Hahaha~ Ye bhi sahi hai. Chalo accha! Ab hum nikalte hai theek?

Shyaam : J-Jii!

Aur ek dusre ko namaskar kar Veer sang sabhi waha se vida le liye.

***

Jaipur se chale abhi aadhe ghante se upar ho chuka tha. Aur gaav ka ilaaka lagna bhi ab shuru ho gaya tha. Jagah jagah khet aur chaara chabaati gaay dikhaayi pad rahi thi. Hawa me woh gaav ki sugandh bhi ab aane lagi thi.

Ye sanket tha, ki ab Veer aur baaki sabhi asli gaavo ke shetr me qadam rakh chuke the.

Kahi bakriya apne jhund me nikalti hui dikhaayi padti toh kahi kheto me tractor chalte hue, toh kahi fasal par sprinkler paani phekte hue. Samay samay par kacche gharo ke makaan bhi dikhaayi padte.

Veer ki car aage chal rahi thi aur Tejal ki theek uske peeche. Ab Veer ko toh koi taqleef nahi hui driving me lekin Tej ke liye yahi baat kehna thoda mushqil tha.

Tej : Ohhh God! Y-Ye raasta! Aur ye jaanvar beech sadak me aise hi aate rahenge kya?

Suman (smiles) : Ye gaav hai Tejal jii! Ye toh hona hi hai. Lekin fir bhi, sheher me road ki bheed se toh samajhdar hi hai ye jaanvar! Fufu~ Aapki kya raay hai?

Tej : Ugghhh!! Meri koi raay nahi hai. M-Mujhe toh ye badi car chalaane ki aadat nahi.

Suman : Agar aapko kahi bhi dikkat lage toh mujhe bejhijak bata dijiyega. Maal-!!! Ahem! Mera matlab hai Veer ji! Veer jii ne mujhe spasht kaha hua hai ki aapke swaasth aur haalat par vishesh dhyaan du.

Tej : Huh!!? O-Ohhh!

Ek baar fir Tej ke dil me jese khushi ki ek patang uchaayi me udd gote maarne lagi. Uska bhai sach me kitni parvaah kar raha tha. Kya yahi hota hai? Ek bhai ka hona? Ye feeling kitni nayi thi. Woh muskura uthi. Fir jese usse kuch yaad aaya,

Tej : Arre! Woh aap kya keh rahi thi abhi?

Suman : J-Jii?

Tej : Woh...! Maal?? Maal kuch keh rahi thi na aap abhi?

Suman (jhepte hue) : Huh? N-Nahi toh! M-Mein toh bas...! Haan! Mein keh rahi thi ki ka-Maal ke jaanvar hai ye. Toh zara sambhal ke chaliyega.

Tej : Ohhh! Haan! But ye- Urggh! Car ko sahi angle se kaatna hi toh mushqil hai. God! I hate SUVs.

Kavya : Ohh! Wowww! Woh dekho peacock!

Itne me Kavya ek mor dekh chehek padi.

Suman : Hmm? Haan! Behad sundar hai.

Kavya : Arre ye pankh kyu nahi khola hai?

Suman : Fufu~ Uska mann nahi hai abhi.

Kavya : Kya Suman aunty aap bhi...! Arre? Ek minute! Ye toh kitna alag hai!

Suman : Hmm? Par saare mor toh ek jaise hi hote hai!? Isme alag kya hai?

Kavya : Arre mor nahi!

Suman : Toh?

Kavya : Ye! Ye gaav. Mujhe toh laga tha ki rajasthan me pani nahi hota. Harr jagah desert hoga. Par yaha toh-

Suman : Pffftttt~ Hahahahaha~

Uski iss chanchal sii baat par Suman khil khila ke hass padi. Fir hassi rokte hue boli,

Suman (smiles) : Rajasthan ka matlab sirf registaan nahi hota Kavya. Abhi abhi hum Shyaam jii ke yaha se hoke aaye na?

Kavya (nods) : Haan!

Suman : Toh batao waha kesa tha?

Kavya : Ohh haaan!!! Woh toh ek city thi poori. Jaipur! Pink city! Iska matlab har jagah desert nahi hai. Right?

Suman : Bilkul sahi! Jaha registaan hai. Sirf unse lage hue chhetro me kabhi kabhi paani ki dikkatein hoti hai. Aur garmiyo me aksar. Par aisa bhi nahi hai ki insaan jee hi na paaye. Desh bohut tezzi se aage badh raha hai Kavya. Gaav bhi ab aadhunik ho rahe hai. Bas prakrati ke aage hume kabhi kabhi jhukna padta hai.

Kavya : Ooooooooo~ Aapko toh bohut knowledge hai Suman aunty!

Suman muskuraayi. Woh ek acchi adhyapika ki tarah Kavya ko paath padha rahi thi aur Kavya bhi ek acche vidyaarthi ki tarah paath padh rahi thi.

Kavya : Ohhh nooooo! Arrreeee! Ye mein kese bhul gayi???

Suman : Ab kya hua?

Kavya : Arreee! Veer bhaiya ka b'day aa raha hai.

Iss baat ko sunn na sirf Suman balki Shweta aur Tej dono ke hi kaan khade ho gaye.

Tej : Kya kaha? Veer ka b'day?

Kavya : Haa dii!!! Veer bhaiya ka!

Tej (blushes) : K-Kab hai Kavya?

Kavya : Ehhh? Aapko nahi-!? Arre haan! Aap sab toh abhi abhi mile ho. Kese pata hoga. Wese aapki mummy ko yaad hoga. Par fir bhi mein bata deti hu. Bhaiya ka b'day...! Huh!!? Arre baap re!!!!

Tej : Ab kya hua?

Kavya : Arre!!! Veer bhaiya ka b'day toh iss baar diwali waale din hi pad raha hai.

Suman (exclaims) : Arre haan!!!

Kavya : Matlab iss baar ki diwali yahi manaenge hum Suman aunty?

Suman : Lagta toh kuch aisa hi hai.

Tej : Diwali wali date ko huh...! I see!

Veer ke janmdin ka zikr aate hi, Shweta apne khayalaato me doob gayi. Na jaane kya soch rahi thi. Par shaayad vishay Veer hi tha.

Tej (smiles) : Iss baar uska janmdin yadgaar hoga uske liye.

Kavya (nods) : Hmm! Hmm!

Suman : Wese! Inn baato ko alag rakhte hue. Agar aapko taqleef ho rahi ho, toh ek baat bata dena chaahti hu ki idhar Shweta jii se bhi gaadi chalana aata hai. Kyu hai na? Shweta jii?

Suman peeche mudte hue boli. Toh yaha Shweta jo apni soch me ghum thi woh hadbada ke uth gayi,

Shweta : Hhhuuhhh? K-Kyaa??

Suman : Mene kaha ki aapko bhi gaadi chalana aata hai. Hai na? Mein sahi hu na?

Shweta : Ah! H-Haan! Haan!

Tej : Arre waah! Ye toh sukhad samachaar hai. Toh inse kahiye ki apni gaadi uthaaye, aur mere bhai ki zindagi se U-turn maarte hue nikal jaaye!!

Ek teekha aur apne naam ke bhaati tej tarraar vaar kiya usne apne shabdo se.

Shweta : K-Kya?

Tej : Hmph! Sunaayi nahi diya? Mene kaha apna bora bistar baandhiye aur nikal jaiye mere bhai ki zindagi se. Mein aur uski asli maa hai yaha uska khayaal rakhne ke liye.

Suman (frowns) : Tejal jii-! Inn baato ki kya aavashyakta thi?

Shweta jo ab tak khamosh thi, usse bhi ab ye baat pachi nahi. Pichli baar woh train me akeli pad gayi thi jis wajah se Tej uss par haawi ho gayi thi. Par aaj toh Tej akeli thi car me. Iss baat ko dhyaan me rakhte hue, Shweta ne dubak kar chhipne ki bajaaye hamla kar diya.

Shweta : O-Oh accha? Dekho toh bol kaun raha hai? Woh behan jisss apne bhai ka janmdin tak yaad nahi.

Tej ka maath thanka.

Tej : Y-You-!!!

Shweta : Hmph!!

Suman : Aap dono??!! Sshhhh! Kya baccho ki tarah. Ab sab shaant rahenge thodi derr.

Uski baat sunn, kam se kam abhi ke liye thodi shaanti chhaayi waha.

Toh wahi idhar Veer ki car me alag charcha ka vishay bhida hua tha.

Veer : Toh ye gaav jaha hum jaa rahe hai. Yahi aapki janmbhumi hai?

Usne apne bagal me baithi apni maa ki orr dekhte hue kaha. Bhavna usse dekhi aur boli,

Bhavna : Hmm!

Veer ne mann me fir Pari se Jaipur aur saath hi uski maa ki janmbhumi ki jankaari li.

Chuki ab system google ki tarah bhi kaam karta tha toh Veer ko alag se phone me search karne ki zaroorat nahi thi.

Veer : Toh! Ek archeologist hote hue, aapne yaha ke aas paas ke areas me bhi sites explore kii hui hongi?

Bhavna (smiles) : Bilkul!

Veer : Toh? Kaha kaha aapni investigation kii hai? I mean research.

Bhavna : Mene toh Rajasthan ki harr prasiddh jagah ko explore kiya hai bete. Even haunting sites.

Veer : Haunting sites?

Bhavna (smiles) : Hmm! Fir chaahe woh bhangarh ka bhootiya kila ho, kuldhara ka shraapit gaav, Nahargarh kile me Raja ka bhoot, ya Rana khumbha ke chhipe raaz ho, ya fir jagatpura me chudailo ka vaas. Mene harr ek site par samay guzaara hai.

Veer : Aur aisi jagaaho ke naam aap muskura ke bata rahi ho?

Bhavna (laughs) : Hahahahahaha!

Veer : Toh...! Aap ka kya take hai isme?

Bhavna : Kisme?

Veer : I mean...! Aap inn bhoot preto par yakeen karti ho?

Bhavna (smiles) : Abhi tak aankho ke saamne nahi dekha hai.

Veer : Toh yakeen nahi karti?

Bhavna (smiles) : Mene aisa toh nahi kaha!?

Veer : Huh?

Bhavna (sighs) : Karti bhi hu aur nahi bhi.

Veer : Mein kuch samjha nahi?

Bhavna : Beta! Bina aankho ke saamne kuch dekhe aur kaano se sune, cheezo par vishvaas karna murkhta hai. Isliye abhi inn ko spasht roop se maana nahi hai mene. Par na jaane kitne varsho se ye baatein chali aa rahi hai. Kuch toh sacchaayi hogi inke peeche? Isliye poori tarah isse ignore bhi nahi karti hu.

Veer : I see! Toh aapne aisi jagaho par bhi investigation kii hai.

Bhavna (smiles) : Raatein bhi ruki hai.

Veer : Aapko...! Darr nahi laga?

Bhavna : Mein akeli nahi hoti thi. Team hoti thi.

Veer : Aur Teju dii?

Bhavna (smiles) : Usse mein kabhi bhi haunting sites par leke nahi gayi.

Veer : Ohhh!

Bhavna mand mand muskura ke apne bete ko bagal se dekh rahi thi. Soch ke khush ho rahi thi ki uska beta itna interested tha inn sab cheezo ko lekar. Aur ek maa hone ke naate apne bete ke sang woh khoob acche se apna gyaan baant rahi thi.

Veer : Toh ye jo jagah jaha hum chal rahe hai. Y-Yaha kya hua tha? Aur kya hai yaha par?

Bhavna ne apne bete par se nazre ferri aur baahar dekhte hue chup ho gayi.

Veer ne uski khamoshi ko ek naa ka ishaara samjha aur fir aage kuch nahi kaha. Par agle hi shan usse Bhavna ki awaaz sunaayi padi,

Bhavna : Jo kuch bhi hai. Waha jaa ke sab pata lag jayega tumhe aur Tej ko.

Veer : ...

***

Kuch duri tay kar lene ke baad woh sabhi ruke, Gauri ke haath ka bana swaadisht khaana unn sabhi ne ke khaaya. Toh wahi thodi thodi chai ki chuski bhi lii.

Kavya aur Veer ke beech abhi bhi woh ladaayi jaari thi. Dono ek dusre ko dekhte aur muh ferr lete.

Veer jaan boojh ke Tejal aur Arohi se hassi khushi baat kar raha tha jis se bechaari Kavya aur jal bhun gayi. Woh dekh paa rahi thi ki kese Tejal aur Arohi ghul milke Veer ke aur qareeb aa rahi thi. Par idhar uski ladaayi chal rahi thi apne bhai se. Muh fula ke woh aurto ke beech jaa baithi.

Jab dobaara se safar aage badha toh Veer aur baaki sabhi fir na ruke. Aur lagataar aage badhte rahe. Tejal bhi ab thak chuki thi. Uske baath ko araam dena zaroori tha. Isliye bachi kuchi duri ke liye Shweta ne waha se car chalaana continue kiya.

Aur dekhte hi dekhte kese ye lamba samay kat gaya, iska pata hi nahi chala. Woh sabhi apni manzil par pohuch chuke the.

Jese hi gaav ke andar mudne ka rasta unhe nazar aaya toh Bhavna ne unhe tok diya,

Bhavna : Andar nahi! Bagal wali road lo.

Veer : Par! Gaav ke andar jaane ki road toh yahi hai na?

Bhavna : Jesa keh rahi hu wesa karo.

Veer : Hum kahi aur chal rahe hai?

Bhavna : Kuch aisa hi samajh lo beta.

Purvi : Beta! Tum toh mod lo. Ye tumhari maa bhi pata nahi kya kya soch ke chal rahi hai. Bas jesa ye kehti jaaye tum karte jao.

Veer : Well! Okay!

Veer ne fir bina koi sawaal kiye car dusre raaste me mod dii.

Ye gaav se alag raasta tha. Ek saath do badi badi car aate dekh sadak par chalne waale vyakti sabhi unhe taktaki laga ke dekhne lage.

Bhavna ki aankhein window se baahar hi idhar udhar hoke kisi cheez ko dhundh rahi thi. Aur jese hi usse woh nazar aaya,

Bhavna : Woh!!! Woh uss makaan ke saamne rok lena gaadi.

Veer ne theek wesa hi kiya. Sabhi utar ke jab baahar aaye toh Bhavna hi aage thi. Uss makaan ke darwaaze ke paas woh pohuchi. Darwaaza khula hi hua tha.

Kavya : Ye hum kaha aaye hai?

Arohi : Mujhe thodi pata hai. Aur ghar se lagataar call aa raha hai. Mene phone nahi uthaaya hai. Tumne?

Kavya : Nahi mene bhi nahi. Par mummy chinta kar rahi hongi na?

Arohi : Hmm! Par ab tak bhabhi ko call kar unhe sab pata lag gaya hoga.

Kavya : Ohh! Toh ab hum baat kar sakte hai?

Arohi : Baat nahi karni hai. Sirf apna haal chaal bata ke phone cut kar dena. Okay?

Kavya : Okay!

Yaha Bhavna be-jhijak seedhe uss makaan ke andar chali gayi. Usse tabhi dikhaayi diya. Ki neeche zameen par baithi ek budhi aurat chulhe me khaana banaane me lagi hai.

Usse dekhte hi Bhavna ki palke bheeg gayi, aankhein namm ho chali.

Bhavna : Kaaki...!!

Woh budhi aurat palat ke Bhavna ko dekhi toh peeche khade itne logo ko dekh dang reh gayi. Woh bechaari Bhavna ko pehchaan na paayi. Tabhi nazdeek aate hue Bhavna ne uske haath ko apne dono haatho me thaam liya.

Bhavna : Kaaki!! Mein...! Bhavna!! Aapki laado!

Aur bas uska itna hi kehna tha ki woh budhi aurat hairat me usse dekhne lagi, fir usse ehsaas hua. Aur fir woh bhaavuk ho gayi.

Rote hue usne Bhavna ko apne gale se laga liya. Kuch bol nahi rahi thi woh. Purvi jo peeche khadi thi uska ravaiyya bhi kuch aisa hi tha. Budhi aurat ko dekhte hi woh daud ke uske sameep aake saath me baitn gayi.

Veer ne ek pal me hi uss aurat ko check kiya. Aur jesa ki woh anumaan laga hi chuka tha. Ye budhi aurat bhi uski servant hi nikli.

Sab baari baari andar aaye aur fir sabhi ke liye uss aurat ne neeche kapda bichhaaya. Sab wahi baith ke bas intezaar karne lage.

Bhavna : Tum sab! Ye abhilaasha kaaki hai.

Purvi : Haan baccho! Aisa samajh lo ki ye tumhari nani jesi hai.

Bhavna : Hmm!

Veer : Toh abhi?

Bhavna : Hum yahi thehrenge.

Veer : Par yaha-

Veer ne agal bagal choti sii jagah ko dekh apni chinta vyakt kii.

Bhavna : Kya tum yaha nahi ruk paoge?

Veer : Aisi baat nahi hai. Mein beech jungle me bhi so sakta hu. Par baakiyo ko dhyaan me rakh kar ye kaha.

Bhavna : Maanti hu ki jagah choti hai aur kuch khaas suvidhaaye nahi hai. Par yaha aaj rukna behad zaroori hai.

Veer : Yaha par hi kyu?

Bhavna (smiles) : Kyuki kaaki ke alaawa ab mera aur koi nahi.

Usne jesa hi ye kaha, Veer samet Tejal dono ko hi ek bada jhatka laga.

Tej : Kya matlab?

Bhavna : Wahi jo tumne suna beta. Shyaam ka parivaar aur kaki hi hai bas ab. Aur tum bhi Suman!

Suman : *smiles*

Bhavna : Isliye hum kahi aur nahi jaa sakte. Ab ye gaav mere liye anjaan hai. Kaaki hi ekmaatr hai.

Veer : Theek hai. Toh mein samaan andar rakh deta hu.

Veer ne baari baari saara samaan andar rakha aur kivaad ko band kar woh sabhi neeche hi ikhatta ho gaye.

Aur ab jaa ke Abhilaasha thiturti hui awaaz me boli,

Abhilaasha : Laado!!! Tum yaha!?

Bhavna : Haan kaaki! Inn dono dekh rahi ho? Ye mere bacche hai.

Mahaul bhaavuk ho utha. Abhilaasha ne dono Veer aur Tejal ke mukh ko choom unhe pyaar kiya.

Aur uske baad woh sab ko baitha ke chai banane me lag gayi. Ziddi bhi bohut thi. Kaam khud hi karna hai matlab khud hi karna hai. Koi aur uska kaam nahi karega.

Hamesha ki tarah apni kaaki ki zidd ke aage haarte hue Bhavna muskura ke bas wahi baith gayi.

Veer : Toh...! Aaj raat yahi?

Bhavna : Hmm!

Shweta : Hum sab soyenge kese Veer?

Veer : Mein wahi soch-

Tej : Ohh c'mon for god's sake!!!!

Tej jo ab tak shaant thi woh bhadak uthi. Poore safar me woh car chalaane me naqamyaab rahi thi. Aur bachi kuchi duri Shweta ne tay kii thi. Shweta jese jaan boojh ke drive kar ke ye bata rahi thi ki driving me woh uss se behtar thi. Jis kaaran se Tej ka dimaag aur garam ho gaya tha.

Uski baat subte hi woh uss par chadh gayi.

Shweta (frowns) : Ye tum baar baar kyu-

Tej : Can you please shut up? Meharbaani kar ke chali kyu nahi jaati yaha se? Haan? Ye drama band kyu nahi kar deti. It's embarrassing!!

Shweta : Mein koi drama nahi kar rahi.

Tej : Ohh! Toh kya kar rahi ho aap???

Shweta : Sirf apne Veer ke liye aayi hu yaha.

Tej : Apne veer? Haan? Toh theek hai. Ussi Veer ke liye aap yaha se chale jaiye! Okay?

Shweta : T-Tumhari baat kyu maanu mein? Agar Veer chaahega toh chali jaungi mein.

Tej : Veer! Keh do ki abhi ke abhi ye yaha se chali jaaye.

Veer : Teju dii! Shaant rahiye!

Tej : What? Par Veer ye aurat..! Ye aurat tunhe bewakoof bana rahi hai Veer. Ye tumhe barbaad karne aayi hai yaha.

"BAS KAROOOO!!!!!" Iss baar Shweta zorr se chillaa uthi.

Uski saasein tezz thi. Woh ghabrayi, sehmi hui bhi thi par saath hi gusse me bhi thi. Baar baar uss par aarop lagaaya jaa raha tha. Ab bas aur nahi.

Shweta : Mein kehti hu band karo!!!

Tej : Ohh! Ye dekho! Ye naya drama shuru!

Shweta : Koi drama nahi hai ye!!! Samjhi?

Tej : Hmph~ Aap chup raho toh hi behtar hai. Jhooth toh aise nikalta hai aapke muh se ki mujhe ghin aati hai aapki harr ek baat se.

Shweta : SHUT UPPP!!! SHUT UPPP!!

Tej : Y-You...!

Shweta : Itna hi behan bataati firti ho toh kaha thi ab tak? Haan? Kaha thi? Kaha thi ye maa behne?? Kyu chorr ke chali gayi Veer ko? Haan!? Jawaab do!!!

Tej : Don't you dare-

Shweta : Koi jawaab hai hi nahi!!! *sniff* Pucho zara apni maa se. Tum mujhe dosh deti ho...! Kam se kam mein Veer ke paas toh thi. Tumhari maa ki tarah nahi jo bachpan me apne bete ko chorr ke chali aayi.

Tej : HOW DARE YOU-!??

Shweta : Haan! *sniff* Ab mujh par gussa dikha lo. Kyuki ye karna asaan hai na? *sniff* Dusre par aarop lagana asaan hi hota hai. *sniff*

Tej : Tum jaanti hi kya ho meri maa ke baare me? Shut up!!!

Shweta : YOU SHUT UP!! TUM KYA JANTI HO MERE BAARE ME?

Tej : ...

Shweta : Apni kokh se baccha khoya hai mene...! *sniff* Apne hi ghar se nikaal dii gayi. Dar-dar bhatakti rahi. *sniff* Apne hi pati se dhoka mila...! Dobaara maa na bann saku aisa abhishaap mila...! Akele hi ek bacchi ko paala posa!! Samaaj ki gaaliya khaayi. *sniff* Uske baad bhi jab Veer jesa heera mila toh usse nakaar diya mene. Kyuki andhi thi!!! Andhi ho gayi thi sirf apni beti ke bhavishya aur uss darr ko lekar...!

Sabhi chup chaap uski baatein sunte rahe.

Shweta : Kya bura kiya mene agar mein apni beti ke baare me soch rahi thi toh? Haan?? Kya tumhari maa ne tumhe paalte waqt tumhaare liye ye sab nahi kiya tha? Bolo!!! *sniff* Kya galat kiya mene agar paiso ki bhook thi mujhe. Kya insaan ko aaj paise ki bhook nahi? Maanti hu ki mei galat thi Veer ke sang. Par uski saza mein bhugat rahi hu. *sniff* Aur kabhi uss se maaf karne ke liye bhi nahi kahungi. Itni khudgarz nahi mein!! *sniff*

Iss baar na sirf kisi ne usse taane maare balki sabhi waha baithe dang reh gaye. Aur thode bhaavuk bhi. Tej ne bas muh ferr liya gusse me. Toh wahi Purvi khadi hui aur bheegi aankhein liye uske nazdeek aayi.

Purvi : Aapne bhi apni santaan khoyi hai?

'bhi' shabd sunte hi Veer aur baaki sabhi ke kaan khade ho gaye. Siwae Bhavna ke. Sab stabdh nigaaho se usse ghoorne lage.

Maayus aankhein liye Purvi ne Shweta ko thaama. Aisa laga jese do insaan jo ek dard se peedit the woh ek dusre ko sahaara de rahe ho.

Purvi (aasu bahate hue) : Toh aapne bhi ye dard saha hai. Haan?

Shweta : !!??

Purvi (namm ankho se) : Farq sirf itna hai. Ki mein itni badqismat nahi thi. Mujhe dobaara maa bann'ne ka avsar mila. Aur jab mene apni santaan khoyi thi. Toh uss gham ko dur karne ke liye Veer mere aalingan me hua karta tha. Aapka dard mein samajh sakti hu.

Woh palat'te hue maayus aankhein liye Bhavna ko dekhi.

Bhavna ne gardan hilaayi. Veer uth ke Shweta ke nazdeek aaya aur usne apna rumaal nikaal ke aage kiya. Na sirf Tej balki uski iss harqat pe Bhavna bhi apni aankhein faade usse dekh rahi thi.

Par rumaal ko chorr, Shweta seedhe zorr se Veer ki baaho me gir gayi. Uski t shirt ko kass ke pakde woh apne aasu uske seene me hi pochhne lagi.

Ye dekh Bhavna uthi aur wahi rakhi ek khaat par jaake baith gayi. Fir uski awaaz sunaayi dii,

Bhavna : Toh tum jaan'na chaahte ho na? Sab kuch!!!?

Veer ko dekh woh boli. Ek sannaata sa chhaa gaya udhar.

Veer ne Shweta ko bithaaya aur khud bhi baith gaya.

Ek gehri saans Bhavna ne lii aur apne dono baccho ko usne dekha. Fir boli,

"Toh suno
!!"
.
.
.
.
.
.
.
Aaj ke liye itna hi guys.
Past will begin from the next update. Next updates ko dhyaan se padhiyega. Unme hi answers maujood rahenge. Aur likes thok ke jaane ka aur revos rakhna ka. Tab tak ke liye,

Dhanyavaad! ✨
 
Last edited:

Werewolf

ʏᴏᴜ ᴍᴀʏ ᴄᴏᴍᴇ ᴛᴏ ʀᴇɢʀᴇᴛ ᴛʀʏɪɴɢ ᴛᴏ ᴍᴀɴɪᴘᴜʟᴀᴛᴇ ᴍᴇ
Supreme
11,416
89,067
259
Nice and Beautiful Update 😍

अच्छा अपडेट है

Awesome fantastic update 🥰🥰🥰


भाई मेरे
इस बार कुछ अडवेंचर तो नहीं था
पर बहुत कुछ कुछ - कुछ था
काव्या की शर्म और शरारत
इधर तेज भी तेजी से भटक रही है
खैर इतिहास के दहलीज पर सब इक्कठे हुए हैं
इधर वीर की तलाश में मनोरथ, बृजेश और विवेक भी निकले हैं
बेचारा विवेक दिल के अरमान आंसुओ में बह गए



Just awesome and marvelous update Werewolf bhai....

Lekin brijesh ke bolne se lagh raha hai ki yeh kuch bahut hi bada kand chupa rakha hai jiske ujagar hone se sayad rishton ke maiyne bhi badal jaye veer ki nazar mein...


Nice update....ab jald hi rahasya se parda uthega ki bhawana ne veer ko kyon choda aur mujhe lag raha hn iske liye 3 update to lagenge hi....wolfy bro...ne kahani kafi acche se vardan kiya hn...👌👌👌👌💐💐👍

AWESOME UPDATE:10:

Fantastic update werewolf bhai jese apne update ki starting ki wo bathroom seen was so funny and relatable and the dialogues was on point and after that veer aur kavya thi meethi nok jok (and the starting of incest part also) aur uss ke tej ka veer ke abs dekhna aur uss ka sabun sunghna 😂 aur dining table pe tej ko ek second mein pata lagna ki kavya aur veer ki ladai hui hai aur uss ke baad bhavna ka shyam ko pyar se dhamkana 😂 aur uss ke tej aur veer ke kuch pyaar baare pal aur end ek naya twists ki veer ki ex family bhi jaipur aa rahi hai yeh out syllabus aagya ki veer ki family bhi jaipur aa rahi hai i think veer ke ex dad ko kuch pata bhavna ke past ke baare mien.
and in the I just want to fantastic update🤘
(edit: sorry for spelling mistake and grammar pronunciation) 😂

Awesome update

Bakai intresting update tha ye Bala to ab jab sab ke samne raaj kulenge jaha veer ke ghar wale bhi honge to dekhne layak seen hoga ye to

Kavya bichari badla lene ke chakkar me apna jism dikha bethi.. ghorr kalyug kya se kya ho gaya dekhte-dekhte.. dono apne hi attitude me hai khud ki galti kon mane bhala.

tej or veer ke bich ki jizzak ab kam ho rahi hai or dono apas me ab baatchit kar rahe hai. Apni maa ke raaz se thoda dare hue bhi hai .

wahi manorath, brijesh or vivek Ragini ke ghar pahoch gaye or unhe pata chala gaya ki bhavana yahi thi or ab apni jamnbhumi par gay hai to ye log bhi nikal rahe hai..
kuch baat to hai jiski wajah se bhavna ka sach sab se chupa ke rakha thaghar me to idhar se bhi koi lafda hai shayad..

Awesome update bhai..

Nice update....

Majedar update hai dost.

Bhai tum 5 kya 10k bhi likh lo, man nhi bharega... Keep it up.

Awesome update bro 💗💗

Fantastic update bhai

Nic update

Super update hai Bhai


Amazing update bro
End me 1 suspense chor diya aap ne aab dekhte he kiya hota he jb veer ke dada aur baap jaipur pohachte he

Aap jo end me suspense create karte ho us se interest aur bhi barh jata he😅

Awesome update

Nice behtarin mast awesome update bro

Excellent

Excellent update bro

Waiting for next update eagerly

Mast update h bhai...🔥🔥🔥🔥🔥

Bahut hi umda Update tha Werewolf bhai maja aa gaya. Veer aur kavya ka kissa ab next LEVEL par jata hua dikh raha hai. Aur inke bich relationship banane me mere hisab se to bahut jyada time nahi lagega. Kahir dekhte hai kavya kaise veer se mafi mangti hai. Aur tej veer ke bich ki bonding bhi bahut hi speed se ban rahi hai. Jo ki hona ek taraf se lajmi bhi hai. Khair dekhte hai ye bonding kaha tak jati hai. Aur ye manorath aur baki sub kyu waha jane wale hai. Unko kaise pata hai bhavna ke bare me sb chije ? Kuch swal aur add ho gaye hai aur ummid hai un sb ka ans bahut jldi hi milega hum sb ko.

Nice update janabb


Kavya aur Veer Ka aapsi prem dekhne layak hota hai,
Bahut hi pyara character creat kiya hai aapne Kavya ka..!!!
.
Veer aur Tejal bhi ab ek dusre ke kareeb aate ja rhe hain
Aur hona bhi chahiye, aakhir kab tak bhai bahan ek dusre se dur rahenge ab..!!!
.
Kaera wala mission mujhe lagta hai crimson arc me hi aayega..
crimson mean
~ गहरा लाल
Ab kaunsa khooni khel khela jayega ye to aane wala waqt hi btayega,
Uske liye abhi se prediction karna fizul hi hai, fir bhi shayad koi purana dushman ho sakta hai jo kaera ke pichhe pada ho,
naye dushman hone ke chance km hi hain...!!
.
Bhavna ne achhe se mahsus kiya Shyam ki stithi ko,
uske pas kya hai aur kya nahi,
hona bhi esa hi chahiye
jab paristhiti anukul na ho to adjust krna sikho..!!!
isse Shyam ka bhi maan rha aur Bhavna & Family ka kaam bhi ho gaya..!!
.
Manorath & Party ka subah subah hi Ragini ke ghar aana,
aur Veer ka puchhna..
Manorath aur Brizesh dono ka najriya alag alag hoga is time
janha brizesh apne bachche aur bahu ke liye aaya
jabki Brijesh jarur kuch ulta pulta hi soch kar aaya hoga..
kher ye to next update hi batayega kya hoga kya nahi..!!
.
Update apke hisab se bada tha
par as a reader hamko ye bas ittu sa update lga :shy:
We want more..!!
.
Bahut hi khoobsurat update as usual..
waiting for next
:yourock:

Bhai update bahut badhiya tha 🔚

Nice update bro

Superb update

Werewolf मित्र 🐺.. बहुत दिन हो गए वीर का सिस्टम स्कोर अपडेट नहीं किया है 🤔🤔

तो आज वीर काव्या घटनाक्रम बहुत ही मज़ेदार रहा...
तेज वीर प्रकरण भी दिल को छू लेने वाले रहे 😍

काव्या आरोही घर पर जयपुर यात्रा के बारे में जानकारी न दे कर घरवालों को चिंतित कर दिए हैं..

अमेरिकन सिस्टम होल्डर की कहानी भी एक रहस्य है रोमांच पैदा करती है 😍

अगले घटनाक्रम के इंतजार में 😊 💕

Bro bahut sundar majedar sandar updated bro weting for next update jaldi dana bro hosekto bro

A great update I can't wait.

Writer is going in excellent way...
The colors of incest are spreading slowly tej the elder one is behaving with love and care veer is not only the master or Malik of suman but he is Malik of every woman or girl who is in hareem this reality should be understand by every woman of hareem and every woman is behaving with veer with love care and respect except the naughty kavya and for kavya she seems to be a naughty bratt and she needs proper BDSM sessions for her discipline...
Waiting for next

5haandaar update bhai kyaa hi aapne likha hai ek dum jhakkas

lovely update ..kavya ka prank karna veer ko uspar hi bhari pad gaya aur kavya ke saath kaand ho gaya 🤣🤣..
nangi dekh liya veer ne usko .
upar towel lapet liya par apni chut dhakna bhul gayi 🤣.
ab bas dono apna ego dikha rahe hai ek dusre ko baat na karke .
tej ke saath achchi baatchit huyi veer ki aur ab veer ke saath ek bhai behan wala judaw ban gaya hai 😍😍.

arohi aur kavya jhooth bolkar aayi hai ghar pe aur manorath bhi jaipur ke liye nikal gaya ,shayad usko bhi kisi anhoni ki aashanka hone lagi hai 🤔.

Update was stupendous as always...but I felt it was meager a bit, although it wasn't 😅but I dnt knw why I felt like this..may be coz of our closeness with ur story...but anyways who cares...do entertain us as u do always... Big love brother 😍❤️🙏💯

one of the best story. keep it up dear writer.

veer Kavya ka sab kuch dkh chuka hai lgta hai veer kavya ki body dekhte hi statue ban gaya .....

tez v dhire dhire veer ki kareev aa rahi hai...

manorath or brizesh ka atit bahut kuch hai veer ka jane ka khbr sunkar chale aaye ragini ke ghar or jab Pata chla wo v wanha pe ja rahe hai....lagta nahi k veer brizesh ka beta hai.....

Hmm to veer ko aakhir kavya ke makhmali badan ke darshan ho gaye Well ab kya hi kare galti kavya ki hi thi

Now bhavna ne sab ke sone ka intezaam kardiya hai or bhavna sach main ek acchi inshan hai usne sautan ko deewan par sulaya or khud niche sogyi sahi hai or shyam ke bartav se to ye lagta hai ki wo kisi rajwade gharane ki hai or veer ek rajkumaar hai

Ab aate hai tej or veer ki talk par dono ke hi beech main baat chiz acchi ja rahi hai or hum isse bhi jyada ki ummid karte hai bro

But jo mujhe expect tha wo nahi ho raha Well maine socha tha ki is treap par hume bhavna or veer ki talk bhi acchi khasi milegi par ulta bhavna to veer par koi khass dhyaan bhi nahi de rahi hai khair ab kya hi kar sakte hai shayad wolfi ne kuch or hi socha ho

Bhai bhavna ko kuch na hone dena warna hum bhavna lover ka dill tuut jayega

Now subha subha vivek manorath or brijesh pahuche ragini ke ghar Well ragini ka vivek ke sath yahi scene ab expect tha hume

Or lagta hai brijesh or manorath ko bhi bhavna ka raaz malum hai ab dekhte hai raaz kab khulenge wolfi yaar aise mat karona har baar humara klpd hojata hai suspense ke chate ab raaz bhi kholna shuru karo yaar yaha jaan karti ja rahi hai

Please ab raaz ujagar karo


Baki nice update

Jis raaj ko janne veer Jaipur gaya hai us raaj ko veer ke dada bi jante hai. Or dada ka itna pareshaan dikhna hi is baat ki or ishara karta hai ki koi khatre wali baat hai

Awesome update


Nice update

Bhai title बहुत ही बढ़िया दिया है...
untying the knot...
और देखो वीर ने खोल ही दी काव्या के towel की गाँठ🤣

और तेजल के मन की गाँठ भी खोल ही दी..!

Naughty and emotional both within a span of hours...!!

फ़र्स्ट पार्ट में title की गहराई समझ ना आइ थी!!
और जब मनोहर एंड पार्टी भी जयपुर पहुँचेंगी तो मिस्टरी की गाँठ भी खुल जाएगी!

आज तेजल से पुच्ची मिली है, अगले दिन काव्या भी guilty feel करके थप्पड़ वाले गाल पर चुम्मी चिपका देगी..

उमींद है काव्या के कैरिक्टर का naughty quotient काफ़ी बढ़ जाएगा इस इन्सिडेंट के बाद!!

Mercury को धीरे धीरे ऐसे ही rise होने दो..
Super update...👌🏽

Awesome update Bhai maza hi aa gaya pehle kavya veer ki pyaari nok jhok kab badal ke sexy wali roop le gyi pta hu nhi chala Or uske baad Apni teju dii bhi dheere 2 latooo ho rhi Apne veer babua ki uske kareeb ane ka koi bhi bhana khali nhi jane de rhi Or upar se pappi jahpphi bhi ho gyi or ab ye brijesh, manorath, vivek log kyu ragini ke Ghar akar veer ka pta laga kr uske peeche peeche Jaipur ke nikle hai bahut suspense chupe hue the is update Mai hope next Mai kafi kuch reveal ho jaye

Nice update

Hahaha...kavya ka dav to ulta pad gaya...
Bechari soch rahi thi ki veer ko paresan karegi..
Lekin veer ki chalki ke vajah se uske sath bhari kand ho gaya..🤭🤭🤗🤗

Nice update

Bahut hi badhiya update diya hai Werewolf bhai....
Nice and beautiful update....

Superb awesome update brother

Excellent.

Mast update tha

Abb Bhawna ki janm bhumi pr dhamaka hoga......

superb update ha bhai

Superb update sir....Sach mein bathroom wala scene toh alag hi level ka tha........Abb en logo ko kya ho gaya jo veer ko dhund rahe hai......Shayad enke paas bhi bahut secrets hain jo samay aane par hi pata chalega.....Tejal aur Veer wala scene bhi bahut hi shandar hai...Jaise Veer ne kaha Teju di😚

Awesome updates👍👍🎉

Awesome update Bhai 👌👌👌

जैसे हर सिक्के के दो पहलू होते है ठीक वैसे ही यहां वीर का पूर्वी के साथ अपनी limit को cross करके physical होना as a fantasy reader अच्छा लगेगा but at the same time पूर्वी के पति अरुण के लिए बुरा भी लगेगा।
अरुण इस कहानी में जब भी आया है हमेशा एक gentalman लगा है, अब अगर ऐसे आदमी की बीवी भी दगा दे जाए तो as a man बुरा भी लगता है।
खैर स्टोरी है स्टोरी की तरह ही लेते है। हो सकता है ऐसा सिर्फ मैं सोचता हूं और बाकी नहीं
वैसे भी ये कहानी हरम based हैं।

कुछ लोगो के comment पढ़े की उन्हे लग रहा था की सुमन भावना की बहन निकलेगी या blood relation की होगी तो उन्हे बता दूं भाई की पुराने जमाने ऐसे बहुत से लोग होते थे जिनका पूरा खानदान, आने वाली पीढ़ी एक ही घर में काम किया करते थे।

कट्टपा को नही देखा कैसे राजा की रक्षा के वचन का पालन पीढ़ी दर पीढ़ी कर रहे थे, सुमन का भी कुछ ऐसा ही होगा

आज काव्या और वीर के बीच जो हुआ वो अमूमन हर लड़का या लड़की जिंदगी में एक बार face करता ही है, towel छूट जाना या कपड़े अचानक से खुल जाना।
तो काव्या कितनी शर्मिंदा हुई होगी ये अच्छे से समझ सकता हूं,
लेकिन यहां से एक बात और पता चलती हैं की वीर की आगे चाहे कितनी भी पत्नियां हो, उसमें काव्या उसकी सबसे लाडली रहेगी शायद सबसे चहेती भी,

ये काव्या के लिए शर्मिंदगी का वो पल जब इंसान चाहता है को धरती फट जाए और उसमे जाकर मुंह छिपा लू।

और अंततः अपडेट का वो हिस्सा आया जिसका मैं कब से wait कर रहा था, वीर और तेज के बीच एक अच्छा conversation देखने को मिला, actully expectations से भी बढ़ कर कही ज्यादा अच्छा था,

जिनके कोई भाई बहन नही है,अपने मां बाप की इकलौती संतान है वो तेज के दर्द को अच्छे से relete कर सकते है, कैसा लगता है जब सब अपने भाई बहन के साथ मजे करते है लड़ाई झगड़ा करते है प्यार करतें है और वो बस देख ही सकते है उसके आलावा कुछ नही कर सकते है।
कोई कितनी भी कोशिश कर ले sibling की जगह नहीं ले पाते है।

जिस तरह से तेजल वीर की छोटी छोटी चीजों को नोटिस कर रही थी उस से एक बात तो तय दिख रही है की वीर को जल्दी ही बड़ी बहन के रूप में एक मां मिलने वाली है जो उसका ख्याल वीर की सगी मां से भी ज्यादा रखने वाली है।

उम्मीद है की आगे वीर और तेजल के बीच वैसे ही conversation होंगे जैसे आरोही और काव्या के साथ होते है

मुझे लगा ही था की शायद आरोही और काव्या घर पर झूठ बोल कर आई होंगी, और अब लग रहा है जैसे मनोरथ और बृजेश भी शायद भावना के अतीत से जुड़े है, देखते है क्या गुल खिलेगा उनके पहुंचने से, क्या पता वहा ऐसी परिस्थिति आए की वीर को बृजेश या भावना में से किसी एक चुनना पड़े

भाई मैं wait कर रहा हूं की वीर का जन्मदिन कब आएगा, इस arc से अच्छा मौका नहीं मिलेगा वीर के जन्मदिन के लिए, and i hope की वीर के जन्मदिन पर वीर और उसकी मां के सारे गिले सिकवे दूर कर दे

ये अपडेट normal ही था although वीर और तेजल का conversation एक important part था और जरूरी भी, पर फिर भी वीर का mission इसमें आगे नहीं बढ़ा,
इसका कारण शायद ये हैं की आने वाले अपडेट में से कुछ अपडेट इस arc के सबसे बड़े और important या शायद अब तक की कहानी का one of the most important update होने वाले हैं, And i guess की ये arc 5–6 update में समाप्त होने वाला है

और वीर का stats कौन से no.के अपडेट में है मैं ढूंढ रहा था but मिला नहीं, वीर के लिए favorability भावना की ज्यादा है या तेजल की देखना था,please mention


Keep it up you're doing wonderful ✨
And as always waiting for next update ❣️

Fantastic fabulous update

Extraordinary update bro

Fantastic update bro

Awesome update bhai 😊☺️

Nice update bro aag laga di

Nice update...

शानदार जबरदस्त भाई लाजवाब update bhai jann superree duperrere update

Superb update waiting for more

Nice update sir

Nice updates🎉👍👍

Rapchik update bhidu
Waiting for new

Update bhai soon ab excitement badh gayi hai


Superb update

Sari ghatna chakra ko dekhte huye kch bade kaand ka andesha ho raha hai, Something very exciting is on the board. And kch mast mission bhi ayenge hi fir 🔥

Marvelous awesome update bro

अपडेट के शुरुआत मे कुछ ऐसा हुआ कि आने वाले पलों मे शायद काव्या के तीरों नजर चल रहे होंगे....अरमान मचल रहे होंगे।
ना तो वो लम्हा काव्या भुला पायेगी और ना ही वीर के जेहन से कभी निकलने वाला होगा।

श्याम ने मेजबान का फर्ज काफी अच्छी तरह से निभाया। ऐसा भी नही था कि मेहमान कोई कम थे फिर भी इतने लोगो का अच्छी तरह से आवभगत करना , स्वादिष्ट भोजन करवाना और सोने के लिए अच्छी व्यस्था बैठाना सब कुछ , एवरी थिंग वाज परफेक्ट।
भावना ने यह कहकर कि मास्टर रूम पर घर के मालिक का ही हक होना चाहिए , अपनी बुद्धिमत्ता सिद्ध की। मेहमान का भी यह कर्तव्य होता है कि मेजबान की प्राइवेसी बना रहे और उनके ऊपर ज्यादा उनके चलते लोड न पड़े।

काव्या ने अपनी खुबसूरत काया का दीदार वीर को कराया तो वीर ने अपने मजबूत और सिक्स पैक आकर्षित बदन का दर्शन तेजल को कराया।
अरमान तो भड़कना ही था भले ही वो किसी भी रूप मे हो।

तेजल और वीर ने पहली बार अपनी भावनाओ को शेयर किया। वीर थोड़ा असहज सा लगा लेकिन तेजल खुलकर अपना प्रेम प्रदर्शित की।
यह हम शुरुआत से देख रहे है , वीर लड़कियों के मामले मे कुछ ज्यादा ही असहज महसूस करता है। शायद ' परी ' को इस मामले मे कुछ करना चाहिए।

बहुत ही बेहतरीन और जबरदस्त अपडेट वेयरवोल्फ ब्रो।
मुझे यह अपडेट जगमग जगमग करता हुआ लगा।

Superb update

By mistakes arohi ka tej hogya 🤣 edit:(jaldbaaji mien review likhne ki wajah se)

Shandar update bro

Mast update...🔥🔥🔥🔥🔥

Boom to pat cuka hy
Ab dakne ki Bari akir asar Kaya hota hy.....💣

Bahot sahi update tha bhai.
Kavya aur veer ke bich jo scene hua woh ek tarike se inscet ki shuruvat thi shayad..
Aur tej bhi veer ko kis najar se dekh rahi hai ye abhi pata nahi hai????
Aur aisi kya bat hai joh bhavana ko veer ko chod ke jana pada woh bhi etane saal..
Bhai em sawal tha samjo veer uski maa ko dhundane nahi jata toh kya bhavana veer ko dhundate hue aa jati kya???

Nice update waiting for next

Outstanding update 😄😄😂😎

Jabardasttt Updatee


Zabardast update

Jabardast update bhai 👏😊🥰

Werewolf ... Pari is something like soul (guess).... And agar pari sach me bahar aake human form me develop kar sakti hai..... then jo veer ka enemy hai , another system owner,,, uski 'sweetie',,, pari ke tarah to nahi?? Bas thori jayda developed.... Bas soch raha hoon... Thoda absurd idea hai ye😁... ...

Beautiful update bhai

Awsome Bhai app ka jawab nae jesay app story ko ly kr chal rahy hein user app ky sath connect rehty hein aur app ki update ka wait krty hein.

thanks ek entertaining story ky liya

keep it up and waiting for next

ajj ye update read ki, achi hay Story kafi slow hay is lye week ma 1 baar hi dekhta hon, 2 saal say story chal rahi hay na jany kitny readerd 1st day say abhi tak judy hongy or na janay kitny ja chuky hongy, boht long stories ka akser esa hi hota hay k writers ki apni life bhi hoti hay, married life, jobs, childs tu priorities change hony lagti n stories updates k lye time nahi nikal paty so as readers k 3 years 4 years tak 1 hi story say judy rehna boht k lye mushkil hota hay, no doubt intresting story hay lekin boht slow bhi hay. writer ko is par kuch sochna chaye jesa k story ka layout hay os hisaab say tu mazeed 2 sal lag jany finishing touch deny ma. meri baat buri lagi kisi ko tu sorry lekin ma reading ka boht shouqeen hon lag bhag 40 saal say reading kr raha hon har terha k magzine, digests story books, jub internet nahi tha tu oss say pehly libereries waghra ma tu keh sakty hen k ek umer ka tajerba hay stories n Novels ka. aagy dekhta hon k aagy koi update hay ya nahi

Bhai update kab doge

Awesome update. A light hearted one.

Veer aur Kavya ki nok jhok last update se chalu hui thi. Haha
Kavya ne socha hoga iss bari wo Veer se hisab barabar kregi apne bum pe spanking ka. Lekin usko kya pata tha yaha uski chaal ulti pad jayegi.
Kavya jaisi ladkiya apne guptango ko saari duniya se chhipa ke rakhti hai aur wo chahti hai inko wo hi dekhe jinse ya toh wo pure dil se pyar krti hai ya phir jo humesha ke liye uska hone wala ya ho chuka hai.
Aise me bechari kavya ke virgin muniya ka darshan jab uske hi sage bhai ne kr liye ho toh uska toh pata nai kya haal ho rha hoga. Ye shayad uske hosh sambhalne ke baad pehla exposure hoga.
Waise iss achan huve ghatne ke chalte Veer ko ek slap de mara hai jiska usko thoda bahut pachatwa bhi ho rha hai. Lekin kahi na kahi use apne bhai pe gussa bhi hai kyuki usne uske muniya ke darshan uske ijajat ke bina jo kr liye hai. Dekhna hoga ye nok jhok kab tak chalta hai aur iska ant me kya parinam nikalta hai.

Wahi Tej jo ki dhire dhire lagta hai Veer ke liye obsess hoti jaa rhi. Wo apne bhai ki saari chhoti se chhoti baat janna chahti hai. I find this kind of coping mechanism to supress the guilt she is feeling towards Veer for not being there for him when he needed his family, his sister and not being able to save him from all the bullying, humiliation and beating.
Tejal ka ye obsession aur Veer ka character, uska charm aur physic ye sab kuch mix hoke Tej ko jaise chumbak ki tatah kheech rha hai.
I think she wants to be included in Veer's life no matter how and no matter what. She is struggling to find her role in his life for that she is trying everything possible.
She wants to be emotionally connected with Veer.

Ek bahut famous kahawat hai ke Kisi ki jarurat tab pata chalti hai jab wo apke life se chala jaye.
Lekin iske viparit ek aur phenomena hota hai ke Insaan ko kabhi kabhi ye nai pata hota ke use kisi ki kitni need hai jab tak wo aapke life me nahi aata. Aur jab aisa koi aapki life me aata hai toh aisa lagta hai jaise humesha se use isi ki jarurat thi.
Aisa hi kuch stithi Tej hi hai fil hal. Dekhna hoga ye arc dono bhai behen ko kitna karib lata hai. Mamala bada dilchaspa hai fil hal.

Ab thodi baat story pe kr lete hai. Iss update se pata lagta hai ke Bhawna jis bhi khadan se talluk rkhti hai uska rutba, taqat, ijjat aur uska prabhav bahut jyada huva krta tha. Kyuki Shyaam jaisa loyal servant sirf paisa se nahi milta.
Ye pidhi dar pidhi bani hui Virashat ki pehchan hai... Jaisa vyavhar Suman aur Shyaam ka Bhawna aur Veer ke taraf hai usse lagta hai ke uss khandan ki Seva krna unke mulajim ke liye ek garva ki baat thi.
Khair ye saare raaj aage ke update me pata chalenge dekhna hoga ke jo anuman hum sabne lagaye hai wo kitna sahi hota hai.

Waiting for next update.

Edit : Ending ka part bhul hi gya tha haha...
Itne bawalo ke bich ab ek naya bawal aur shuru hogya hai..
Manorath, Brijesh aur gandu Vivek Ragini ke ghr aa dhamke
Sath hi Kavya aur Arohi ghr pe jhuth bolke gaye hai lekin aisa kyun?
Lakta hai ab jo raaz hai uska andaza Manorath aur Brijesh ko bhi hai ab dekhna hoga Jaipur me kya kand hone wala hai. Aur Ragini ab kya karegi wo phone krke Veer ko batayegi aur kya Veer ka phone kam kr rha hai ?? Kya Ragini ko bhi Jaipur jana padega ??
Bahut maza aane wala hai lagta hai..

Update aaj raat hi aa jaye toh maza aa jayeya.

Awesome update bhai waiting for next update


IIsse next update k liye quiet kar lena Wolfie bro
bhai kisi ko uper spoiler wala icon Aya kya?

Aisa nhi ho sakta.... :nana:
Writer sahab ne bataya h ki veer baby ki responsibility k liye ready nhi....
Aur upar se aabha aur bhumika se babies? Pehle main heroines ka number lagega na baba... Aur bhumika se baby to main imagine hi nhi kar paa rhi ... :monkachunka:

Ek bohut hi pyara update tha ye sach me....
zyada kuch na hoke bhi bohut kuch tha isme...
Sabse acche moments the Kavya aur tej waale... Jis tarah se Kavya k sath wo towel khulne wala scene hua 😅 bohut funny tha. Cute bhi. Reactions aapne kamaal k way me show kiye h... Uske liye full marks. :thumbup:

tej ko paas laane ki koshish kar rhe h writer sahab yaha .. slowly slowly wo veer se emotionally connect ho jaegi... Par wo process dekhne me hi maza aane wala h... :vhappy:
I'm guessing next update probably kal aaega? Agar meri maths sahi h to 🥴

bombs explode hone ka wait kar rhi hu main to bas... Next updates poori aag laga de... Waiting eagerly 😍🥰

very interesting...

keep rocking

Waiting for next update

To Kavya ne jhut bolke ke aayi hey ghar se. Chalo Veer ko aur ek bahana mila Kavya ki bum mein do do hath karne ke liye:)


Awesome update

Bahot badiya ja ra heho bhai Kay village arc me suhana ki toppic bi ayegi ki nahi

Next update kb aayega sir??

Intazaar rahega bhai

प्यारा अंश था भाई,

सुरुआत ही हमे काव्या और वीर के बीच की इस गरमा गरम हरकत से हुयी, जो की महज़ एक संयोग ही था, काव्या का वो लड़कपन मे अपने भाई को तंग करना तो बस मस्ती थी, वो कहाँ जानती थी की अगले ही पल क्या हादसा होने वाला है,
भले ही ये संयोग था, किंतु ऐसा ही संयोग जिंदगी के नये अध्याय को खोल डालता है, और शायद अब काव्या के लाइफ मे वो नया अध्याय जल्द ही खुलने बाली है ।

तेज़... जहाँ एक तरफ वीर और काव्या एक दूसरे से नाराज है और साथ ही उनकी हालत फिल्हाल एक दूसरे से नज़र मिलाने की भी नही है, वही दूसरे तरफ तेज़ भी अपने भाई के गाठीले बदन को देखकर सबकुछ खो बैठी थी, अरे भाई जब बंदा हो ही वीर जैसा, तो भला कौन लड़की अपनी नज़र उससे हटा ले,

भले ही वीर अपनी बहन के साथ अभी कुछ असहज मेहसूस कर रहा है किंतु तेज़, जितना हो सकता है उतना अपने भाई के प्रती नज़दीकिया को बढ़ाने की कोशिस कर रही है, और वो इसमे सफल भी हो रही है ।

वीर को भी अब अपने सर पे एक बड़ी बहन का हाथ होने का एहसास होने लगा है, तभी तो आज अनायश ही उसके मुह से "आप" सर्वनाम के जगह "तेजू दी" शब्द रूपी संज्ञा का उपयोग किया । सुनकर ही अच्छा लगा ।
आँखे तो तेज़ की भी नम हो चली थी उस पल, आखिर उसे भी तो इस पल का जाने कब से इंतज़ार रहा होगा ।

अंत मे हमे पता चलता है की, बृृजेश, मनोरथ और विवेक... रागिनी के घर पे जाते हैं , वीर की तलाश मे, वीर की बहन की तलाश मे, वीर की माँ की तलाश मे,..... ज़रूर वीर की माँ के साथ जो घटना 20 वर्ष पहले घटी उसमे इन दोनो बाप बेटो का भी अपना एक महत्वपूर्ण किरदार रहा होगा, जाने क्या होगा आगे, पर एक बात तो है, कहानी मे अब जो रस आया है वो सबसे अलग है, सबसे मज़ेदार है । पढ़कर रोचकता बढ़ती जारही है, बाकी आपकी लेखनी तो है ही लाजबाब, आशा ही नही बल्की पूर्ण विश्वाश है की कहानी अपने अंत तक ऐसे ही हमे सटीकता से जोड़े रहेगी ।
आपको आगे लिखते रहने के लिए सुभकामनाये,
बस, इंतज़ार अगले अंश का । धन्यवाद

Waiting sirji

Nice update

awesome update bro

Werewolf Bhai Kb tk Update Aane Ki Sambhavna Hai.....

Fir v bhai kitne baje tak aayega 1-2-3 kitne baje????

Nice update

Waiting for next one

Update update update kidhar hai update??????

nhi bhai pichle kuch update se yhi ho rha h 4 din me update aata h

Ok bro waiting

aapki story awesome, fantastic hay bro

Waiting for update bro
Update 124 has been posted guys. ✨
 
Top