• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Baadshah ~ The Tales of Debauchery

Kya Veer apni life behtar kar paega ya sab kuch kho baithega?

  • Veer Baadshah banega

    Votes: 1,202 83.0%
  • Sab kuch kho baithega

    Votes: 24 1.7%
  • Kuch paega toh kuch khoega

    Votes: 189 13.1%
  • Kuch nahi bann paega

    Votes: 33 2.3%

  • Total voters
    1,448

Werewolf

ʏᴏᴜ ᴍᴀʏ ᴄᴏᴍᴇ ᴛᴏ ʀᴇɢʀᴇᴛ ᴛʀʏɪɴɢ ᴛᴏ ᴍᴀɴɪᴘᴜʟᴀᴛᴇ ᴍᴇ
Supreme
11,416
89,065
259
Last edited:

Naughtyrishabh

Well-Known Member
9,659
28,959
218
Update - 84 ~ Lights! Camera! Action!
Ab tak...

Idhar Veer jo agli raat Arohi se milke vistaar se baat jaan'ne ke liye uss se jab milne ke liye ready ho raha tha. Tab hi...

*Ding*

[Mission : Rescue Shweta before she dies.

Rewards : ???? Points.
Time Limit : 30 minutes.
Mission Failure Penalty : 20,000 Points Deduction.]

'Ahhh! Shittt!!! Here wo go again~'


Ab aage...

A Few Hours Ago...


'Mein hi toh galat hu na? Haan! Mein hi galat rehti hu. Always! It's always me.'

Aasuo ki badi badi boonde apne gore gaalo par sajaaye, Shweta car me baithe speed me car ko daudaati jaa rahi thi. Usse jese koi hosh hi nahi tha.

'Kya kuch nahi kiya mene? Kitna kuch nahi kiya? *sniff* At the end, it's always me. I knew it!!! *sniff* '

'Shweta!!! Tujhe toh pehle se hi andesha ho jaana chaahiye tha na? *sobs* Then too, you... *sniff* You still hoped for it!? Aur ab? Kya reh gaya? You are a disgrace!!! Sab ko bas dhoka dena aata hai. Aur tum dhoka khaati ho. You don't deserve to live at all!! *sniff* '

Car ko teesre gear me daal, Shweta speed me bas jaati jaa rahi thi. Usse koi khayaal nahi tha ki wo kaha jaa rahi hai, kaun sa raasta le rahi hai. Wo toh bas jese apne aap hi, car chalaaye jaa rahi thi jaha jaha usse raasta dikhta jaa raha tha.

Ek alag hi duniya me jaa chuki thi woh.

Usse harr ek baatein jese ab yaad aa rahi thi. Aur uski rulaayi roke nahi ruk rahi thi.

Kitni hi asaani se wo uss geedad Pranjal ki baato me aa gayi thi. Kyu wo uss kameene ke meethe bolo me fass gayi?

Itne saalo se na jaane kitna samay diya tha usne apni uss hotel ko. Hotel toh jese uski duniya thi jisme woh reh rahi thi. Chote roop se badhte dekha tha usne apni hotel ko.

Kitni yaadein bhi judi thi uss hotel se. Aur ab? Kya bacha?

Ab jese sab gaayab ho chuka tha. Sab kuch uske haatho se chhin chuka tha.

Usse wo pal yaad aa raha tha. Court me jab wo khadi hui thi.

Kese... Kese uske parivaar waale usse dekh rahe the. Jese doshi wahi thi. Jese usne hi saara ghinauna kaam kiya tha.

'I HATE IT!!!! I HATE IT SO MUCH! HOW DARE THEY??? HOW DARE...!!!'

Wo chillaayi. Aur speed... Aur badha dii usne...

Himmat kese hui unn sab ki usse unn nazro se dekhne ki? Jab harr kartooto ke peeche Pranjal tha toh bhala uska naam kyu aaya?

Gussa aur rulaayi! Bas yahi do emotion uske chehre par the.

Aur wo bina ruke bas jaati jaa rahi thi.

'I should have just died...!! I should have...!!'

Usne bina jaane hi, ek sunsaan road pakad lii thi.

***

*Vroooooooommmmmm*

Idhar Veer apni bike par sawaar apne mission par majbooran nikal chuka tha.

Of course, majbooran!!!

Warna wo thodi Shweta ki madad ke liye aata. Usse aana pada kyuki...

Sabse pehli baat, Mission me penalty boht zyaada thi. 20,000 Points Deduction.

Aur dusri baat thi, the mission itself.

Mission tha~ Rescue Shweta before she dies.

Iska matlab tha ki Shweta ki jaan khatre me thi.

Shweta kesi bhi thi, Veer usse marrta hua toh nahi dekhna chaahta tha.

Beshaq, iska ye matlab bhi nahi tha ki wo lenient rahega uske prati. Usse bas ek hi baat pata tha ki...

He needed to complete this mission. That's it!!!

Tabhi...

*Ding*

[Mission and rewards have been updated.]

*Ding*

[Mission : Rescue Shweta before she dies.

Rewards : 1) ???? Points.
2) One Random skill.

Venue : xxxxxxxxx road.
Mission Failure Penalty : 20,000 Points
Deduction.

Time Limit : 30 minutes (22 minutes remaining)]

Mission update ho chuka tha.

'Hmm?? Ohh! I see! Venue bhi pata lag gaya. Aur... Rewards me... Ohhh~ I'm getting a new skill as well?'

[Yes master~ ♡]

Venue pata lag chuka tha. Toh Veer ne zyaada time waste nahi kiya aur bike ko race dete hue ussi disha me raftaar me chal diya.

*Vrrrrroooooommmm*

'Just what is she doing!? Aise kin haalaat me phass gayi ki unki jaan par bann aayi? Wait!!! Yadi... Yes!!! Pariiii!!!!!!'

[Yes master! I got it~]

*Ding*

[Basic Enemy Tracker has been activated.]

*Ding*

[Enemies have been spotted.]

Aur Veer ne jese hi enemy tracker ko track kar venue dekha...

'Fuckkk! I knew it!!! She's in trouble!!! Damn ittt!!!'

Usne agle hi pal gaadi aur tezz raftaar me bhagaani shuru kar dii.

***

Idhar Veer ke puraane ghar pe bhi halaat kuch sahi nahi the. Afra tafri sii machi hui thi poore ghar me.

"Ahh! M-Mom!!! Wo ek bhi call nahi utha rahi hai. I-I must go...! Mein jaa rahi hu unhe dhundhne."

Rote hue Bhumika forun hi baahar bhaagne ko hui toh usse Arohi ne rok liya.

Arohi : D-Didi!?? Aise akele jaana sahi nahi! Kisi ke saath jaaiye!!!

Manorath : Arohi bitiya theek keh rahi hai Bhumika beta. Bahu jis haalat me gayi hai yaha se, wo zaahir hai ki kahi dur jaa sakti hai. Aise me akele jaana sahi nahi. Raat ka samay hai upar se. Karunesh, Vivek!!!!??? Khade khade muh kya dekh rahe ho, jao tum sab. Bahu sahi salaamat honi chahiye. Usse jald se jald ghar lao.

Manorath ki baat sunn dono baap bete, Karunesh aur Vivek apni apni gaadi utha ke forun hi Shweta ki talaash me nikal pade.

Brijesh toh pehle hi nikal gaya tha.

Aur yaha Bhumika bechaari ki haalat kharaab hui jaa rahi thi. Apni Maa ko iss haalat me kabhi nahi dekha tha usne. Itna toote hue. Aur isliye ek anjaan darr usse andar hi andar sataaye jaa raha tha.

Kavya : D-Didi!!! Didi roiye mat! Mil jaengi Tai jii! Trust me!!

Arohi : Kavya theek keh rahi hai Didi! Aap bharosa rakhiye! Sabhi gaye hai dhundne. Zyaada dur nahi gayi hongi woh.

Bhumika : I... *sniff* Why am I so... useless? *sniff* M-Mom!!! Please pick up the phone!!!

Usse iss waqt, keval aasvaashan hi de sakti thi Kavya aur Arohi.

Kyuki uss se zyaada kehna sahi nahi tha. Jis hisaab se ghar ke logo ne court me Shweta par nazre gadaayi thi. Toh bhala ab Bhumika ke saamne kese bhole bann sakte the woh?

Arohi aur Kavya hi thi keval jo Bhumika ke sang thi. Shuru se ant tak. Aur uska vishvaash kar rahi thi. Kyuki wo dono hi jaanti thi ki Pranjal kahi se bhi doodh ka dhula nahi tha. Khaaskar Arohi!!!

***

xxxxxxx road me Shweta ki car saaye saaye bhaag rahi thi. Andheri raah par keval uski gaadi se aati roshni hi uss road me jagmaga rahi thi.

Uski wo adhkhuli aankhein kendrit toh raaste par hi thi par...

Uska mann kahi aur hi kendrit tha.

Usse koi dhyaan nahi tha raaste me dachakke aa rahe hai ya koi vaahan. Wo bas khaali jagah se apni gaadi guzaarti jaa rahi thi.

Jab insaan iss manosthithi me rehta hai, toh woh khud ke saath saath auro ke liye bhi mehatvpoorn ho jaata hai.

Kyuki, yadi uske saath kuch ho jaaye toh keval wahi nahi, uske ird gird maujood log bhi uss parinaam ko bhugatate hai fir.

Shweta bhi issi haalat me thi. Wo car ko speed me bhaga hi rahi thi.

Aur tabhi...

*Thhhuuussssssss*

Achanak hi uski car ka tyre kisi cheez ke upar aaya aur seedha puncture ho gaya.

Ek nahi!!! Saare!!!

Tab jaake kahi, usse kuch hosh aaya.

'!!!???'

Usne gaadi ek jagah dheeme karte hue roki.
Aur wo car se baahar utri. Tyres ka haal behaal tha.

Wo utar toh gayi, par usse nahi pata tha, ki ye uski sabse badi bhul hone waali thi.

*rustle* *rustle*

Road ke side me patto ke hilne ki awaaz aayi aur do anjaan ladke achanak hi haath me baseball bat liye aage badhe.

Shweta ki nazre apne car ke tyres par thi jo poori tarah se phuss ho chuke the. Aur usse iss baat ki bhanak tak nahi thi ki uske peeche kaun aa raha tha.

"Abey!!! Behanchod kya gadraaya maal hai."

"Haan bey!!! Mein toh socha tha koi seth hoga car me. Toh ab hum...!?"

"Aur nahi toh kya! Purse me paise mile chaahe na mile. Ye gadraaya maal behanchod haath se nahi jaana chaahiye. Masal masal ke baari baari chodenge aaj isse."

"Jaldi kar jaldi kar, palatne waali hai. Kahi gaadi me ghus gayi toh dikkat hogi."

Wo dono hi ladke aapas me baat karte hue tezz bhaag kar Shweta ke nazdeek aaye.

Aur...

"Ahhhhhhhhh!!!!!"

Bina Shweta ko koi mauka diye hi, uske dono haath unn dono ne apne zabt me kar liye.

Shweta : !!!??? K-Kaun!?? Kaun ho tum log? Ahhh!! Ch-Chorro mujhe... Mein kehti hu chorro!!!!

Wo ghabraayi.

Aur unke haatho me bat dekh usse saara maajra samajh aa gaya.

It was a Robbery attempt.

Lekin wo galat thi thodi. Keval robbery hi attempt nahi tha ye.

Jaise hi usne unn ladko ki nazro ka peecha kiya, usse samajh aa chuka tha ki...

Ye Robbery se bhi battar hone waala tha.

Aur aaj Zindagi me itne saalo ke baad, Shweta ki rooh kaanp gayi.

Itne saalo baad usse ek darr mehsoos hua. Itna darr toh usse apna hotel khone par bhi nahi mehsoos hua tha. Kuch derr pehle hi wo apni jaan ko maamuli samajh rahi thi. Aur soch rahi thi ki kaash wo marr hi jaati. Par ab!?

Ab apni sthiti dekh, wo khayaal hi uske mann se udd chuka tha.

'N-Nahiii! M-Mujhe kuch ho gaya toh meri Bhumi ka kya hoga?'

Darr uspe haawi hone laga. Aur usse samajh aaya ki wo kitni bhayanak sthiti me phass chuki thi.

"N-Nahiii!!! Mujhe chhorro!!! Chorro warna anjaam accha nahi hoga. Aaaahhhhhh!!"

Kya soch ke wo nikli thi? Yadi uske saath aaj kuch hua toh woh kya muh dikhaegi? Woh toh jeene laayak hi nahi bachegi samaaj me.

Jab tak insaan ko maut na aaye tab tak wo maut ko halke me hi leta hai.

Shweta ne bhi yahi kiya tha. Aur ab, usse apni zindagi ki ahemiyat samajh aa rahi thi.

"Saali chinaar!!! Chal!!! Chal jaldi!!! Chal!!!! Hahahaha~"

"Purse bhi utha iska. Abey! Phone chhina iske haath se... Phone chinna..."

"Ahhhhhh!!! Ch-Chorro... I said leave me!!!!"

Ye Robbery pehle se hi planned thi. Raaste par hi spikes bicche hue the. Shweta apne hosh me na hone ke kaaran, unn spikes ke upar se nikal gayi. Aur nateeja?

Uski car ke tyres puncture ho baithe.

Uski kalaayi par saji chuudiyaa khanak khanak kar shor kar rahi thi, muh se chootati dheemi guhaar ki awaazein, aur saree ka ast vyast hona.

Sab kuch ek hi baat ki orr ishaara tha. Uski izzat lutne waali thi.

Usse ek car ke andar daala jaa raha tha. Aur Shweta ki umeed tootati jaa rahi thi.

"N-Noo~ I can't....!!"

Dusra ladka usse car me andar daal abhi door band karne hi waala tha jab...

"Hahahaha~ Andar reh meri jaan abhi toh tujhe...."

*Pooooooooowwwwww*

"Gwakhhhh....." Wo kehte kehte hi beech me rukk gaya aur uske muh se dherr saara thook baahar nikal aaya.

Shweta achambhit hote hue saamne ka nazaara dekhi.

Koi tha...

Koi tha jo iss waqt uske aur unn ladko ke beech achanak se hi aa gaya.

Aur uss ladke ke pait me ek zordaar ghusa de maara.

"H-Huh!??"

Shweta apni saree ko vyavasthit kar uss shaks ko dekhi.

"Let me teach you some good manners! Okay?"

Shweta : Y-Ye awaaz...!???

Aur usse aur bada jhatka laga jab usne uss shaks ka chehra dekha.

Shweta : V-Veeeerrr!!???

Uske aur unn ladko ke beech Veer ek kavach bann ke khada hua tha.

'N-Nahi! W-Whyyy??? V-Veer k-kyu!?? W-Wo...'

Ladka 1 : Tch!!! Kaun hai bey tu? Patli gali se nikal le samjha na? Warna accha nahi hoga tere liye.

Veer : Really now? Do chutiye mujhe dhamka rahe hai?

Ladka 2 : Ughh! K-Kya bola saale? Abey! Chorrna nahi isko. Maaro saale ko.

Veer : You just dig your own grave.

Ladka 1 : !!!???

Aur fir Veer ne kuch nahi bola. Unke baccho jese prahaaro se Veer asaani se bacha aur...

De ghuse pe ghuse. Do chaar vaar me hi unki haalat patli ho chuki thi. Veer Matthew, Slogan, Aatish, Dexter jese logo se ladd chuka tha.

Toh ye do ladke toh kisi bacche ke samaan the uske liye. Too amateur!! Koi comparison hi nahi tha.

Yadi ye chaaku bhi liye hote toh bhi koi farq nahi padne waala tha Veer ko.

Itna pitne ke baad unki haalat patli ho chuki thi. Unhe nahi pata tha ki ek ladka unka ye haal kar dega.

Dono ki acchi tarah se kutaayi karne ke baad, Veer ne unhe jese hi chorra wo dono hi zameen par behosh hote hue gir pade.

Aur idhar Shweta stabdh nigaaho se sab kuch hota dekh rahi thi.

Wo keval uski peeth hi dekh paa rahi thi aur uska dil zorro se dhadak raha tha.

Wo wait kar rahi thi ki Veer usse dekh uss se kuch kahega par Veer ne kuch bhi nahi kaha.

Usne agle hi pal apna phone nikaala aur call lagaaya.

Veer : Hello? Hmm~ xxxxxx road pe hu mein. Kuch nahi! Aadmiyo ko bhejo aur yaha do lafange pade hue hai. Hmm~ inke dimaag me ye baat baitha dena ki aage se robbery ke baare me soche bhi na. Aur yaha car hai ek. Hmm~ White Duster hai. Tyres puncture hai. Repair hoke ghar par pohuch jaani chahiye. Hmm! Nahi aur kuch nahi! Rakhta hu...

*Call ends*

Aur phone cut karte hi Veer aage badh apni bike par baith gaya.

Shweta abhi bhi wahi murti bane khadi hui thi jab Veer ki awaaz uske kaano me padi,

"Get on!!! Ya wahi khade rehna ka iraada hai aapka?"

"H-Huhhh??"

Achraj se baahar aate hue wo ghabraayi ghabraayi Veer ki bike ke paas jese tese aayi aur uski bike par uske peeche baith gayi.

Veer ne bike start ki aur dono hi waha se nikal gaye.

Raaste bhar Shweta roti rahi. Jab usne saari ummedein chorr dii thi toh kaun aaya bachaane usse?

Veer! Wahi Veer jiske khilaaf wo Vivek aur Pranjal ki saazisho me shaamil hua karti thi.

Jisko usne aaj tak kabhi ek Maa ka pyaar nahi diya tha. Kitna kuch bura kiya tha uske saath usne ab tak.

Aur jab saare parivaar ne uska saath chorr diya, jab wo sabse zyaada musibat me thi, uski jaan par bann aayi thi, toh kaun aaya usse bachaaane?

Wahi Veer!!!

Glaani ke daldal me wo doobti jaa rahi thi.

Uske haath apne aap Veer ki kamar par bandh gaye aur uska chehra uski peeth par tik gaya. Aasuo se Veer ki shirt geeli hoti jaa rahi thi. Par wo kuch na bola. Ekdum shaant raha.

Aur tabhi pehli baar Shweta Veer ke kaano me kuch boli,

"P-Please!!! Uss ghar nahi... V-Veer... Udhar nahi....!!!"

Veer fir se khaamosh raha. Aur seedha Ragini ke ghar hi chal diya.

Jese hi wo ghar pohucha, Ragini samet baaki sab bhi usse aur Shweta ko dekh hairaan reh gayi.

Aur jab saari baat ka pata chala unhe toh woh sabhi Shweta ko hausla dene me jutt gayi.

Shweta ro ro ke maafi maangti jaa rahi thi.

Veer ko koi farq nahi pad raha tha. Wo upar gaya, haath muh dhoya aur fir neeche aaya.

Shweta abhi bhi sofe par baithi hui thi aur Ragini aur baaki sab usse chup karwaane me lagi hui thi.

Par Veer ke agle shabdo ne jese unn sabhi ko achambhav me daal diya.

Veer : I did a favour and saved you... Now do me a favour and...

Shweta : !???

Veer : GET LOST!!!!

*Silence*

Poore kamre me ek khamoshi chha gayi. Unhe yakeen hi nahi hua ki Veer ne aisa kuch kaha.

Veer : Didn't you hear me? Do me a favour and Get Lost!!!

Aur Shweta jo glaani me pehle se hi doobi hui thi uske andar ka wo bhaar aur badh gaya. Veer ke shabd kisi khanjar ke samaan uske dil ko ghop rahe the.

Veer : Aap meri Maa nahi! Na hi kuch lagti ho. I don't have any relation with you. So... Leave now!!!

Shweta ko aaj tak kabhi koi baat ka itna bura nahi laga tha jitna aaj iss baat ka laga tha.

'Aap meri Maa nahi!!!'

Ye vaakya seedha jaake uske dil par vaar kiya.

Shweta : N-Nahiii!!! Aisa mat bolo Veer... Aisa mat bolo please!!! Mere bachhe... Mein galat thi. Tum mujhe kabhi maaf nahi karoge... Mein jaanti hu... P-Par bhagwaan ke liye... Bhagwaan ke liye aisa na kaho. Aaj jaake meri aankhein khuli hai. Mujhse ye haq na chheeno... Please!!! Mein tumhaare haath jodti hu...

Veer : I said Get out!!!

Ragini : Veeeeerrr!!! Y-Ye tum kya keh rahe ho??? Haalat toh dekho Tai jii ki Veer.

Veer : Mujhe kuch nahi sunn'na hai bhabhi!

Ragini forun hi uth ke Veer ke qareeb aayi aur uska haath thaam lii,

Ragini : Veeerrr!!! Bechari unki haalat toh dekho Veer. Iss haalat me wo kaise jaa sakti hai? Mein jaanti hu tum unhe pasand nahi karte par... Par kya ye sahi hai?

Veer : Unka apna ghar hai Bhabhi! She can live there. Jaise ab tak reh rahi thi.

Ragini : Unke saath kya kya hua uske baad unki sthiti iss waqt waapas se uss ghar me jaane ki nahi hai Veer samjho. Tai jii!! A-Aap... Aap yahi rukengi...

Veer : Nope! Ye yaha nahi rukengi.

Ragini : Mene kaha na Veer wo yahi rukengi!!!!

Veer : Aap bholi ho bhabhi! Jald hi dusro ko baato me aa jaati ho. Let me handle this.

Aur Veer uth ke Shweta ko pakad jab baahar le jaane hi waala tha.

Shweta : Veeeer!!! Please!!! Please!! Mein haath jodti hu... Aisa mat karo Veer...

Ki tabhi,

Ragini : Veeeeeeerrrrrr!!!!

*Chataaaaaakkkkkkk*

Veer : !!!????

Ek zordaar tamaacha aake uske gaal par pada.

Haath kisi aur ka nahi Ragini ka tha. Aur sab khamosh pad gaye.

Ragini : Tai jii! A-Aap mere ghar me yahi rukk sakti ho. Jab tak aapka mann chaahe...

Ragini ke bol sunte hi Veer apne aap hi khamosh ho gaya. Bilkul! Sahi toh kaha tha Ragini ne.

Uska ghar...

Veer : Haha~ R-Right!!! Aapka ghar... Aur mein socha... Nice!!!

Wo palta aur upar jaane laga.

Ragini : Ahhh!! Veeeerrrr~

Par wo nahi ruka. Tezz kadmo ke saath wo upar ki orr gaya.

Ragini : Veeeeerrrr ruko~ Meri baat suno...

Wo andar kamre me jaane hi waala tha jab Ragini aake uski peeth se lipat gayi. Aur uske uroz Veer ki peeth me jaake dhass gaye.

Ragini : I'm sorry!!! I'm so sorry!!! T-Tum galat samajh rahe ho. Mera aisa kuch bhi matlab nahi tha.

Veer : Galat nahi samajh raha hu bhabhi. In fact, ab sahi samajh paaya hu.

Veer ke harr vaakya se hi Ragini ko behad peeda ho rahi thi. Ye kya ho gaya uss se achanak!?

Wo aisa bilkul bhi nahi karna chaahti thi. Par Shweta ko uss haalat me dekh jese usse apna ateet yaad aa gaya. Wo bhi toh aisi hi thi na? Veer ke khilaaf. Shweta ko dekh kar Ragini jese khud ko usme dekh paa rahi thi.

Aur bas, hamdardi ke chalte wo Veer pe bhadak uthi, aur uspe haath utha diya.

Haath bhi toh apno pe hi uthaaya jaata hai na? Par dikkat woh nahi thi. Dikkat thi ki Veer ne uske vaakya ka arth galat samajh liya tha.

Ragini : Aisa kuch bhi nahi hai jesa tum soch rahe ho Veer. Ye ghar tumhara hi hai... P-Please I beg you... D-Don't misunderstand... Mein bas... Mein bas unki vyatha dekh emotional ho uthi. After all, something similar happened with me... Please!! Meri taraf dekho...

Usne Veer ko moda aur uske gaal ko sehlaane lagi. Jo uske tamaache se laal jo gaya tha. Agle hi shan uski aankho me aasu aa gaye.

Ragini : Dekho toh... Mene kya kar diya. M-Mein tumhe apna maanti hu Veer. Isliye... Mera haath tum par uth gaya. B-But aisa kuch bhi nahi hai jesa tum soch rahe ho. Ch-Chaahe toh... Chaahe toh tum mujhe maar lo. Y-You can hit me...

Usne Veer ka haath pakad apne gaal par rakh diya. Aur Veer ne jhatke se apna haath peeche kar liya.

Veer : N-Nevermind! Mein chalta hu...

Wo fir muda andar jaane ke liye par tabhi...

Ragini ne usse moda aur...

*Chu~ ♡*

Veer ke honth usne apne hontho ki giraft me le liye.

Bas 3 se 4 second ki iss kiss ne unn dono ke beech jo bhi tanaav tha, wo jese gaayab kar diya.

Jese hi dono ke honth ek dusre se alag hue, Ragini ke chehre par khumaari chhaane lagi.



giphy

Ragini : Once again... I'm sorry Veer!!! And trust me please... Wesa kuch bhi nahi tha. Y-You can rest now! Mein tumhe disturb nahi karungi.

Par tabhi neeche se Aabha ki awaaz aayi toh dono hi thoda jhep gaye.

Ek antim baar wo fir aage badhi aur usne Veer ke uss laal hue gaal ko chuma aur peeche hatt gayi.

Bina kuch kahe hi Veer apne kamre me chala gaya. Aur Ragini palke jhukaaye waapas neeche aa gayi.

Shweta : Ab wo mujhse aur bhi nafrat karega... *sniff* Ragini... Tumne aisa kyu kiya? Kyu kiya aisa??? Uss bechaare ne mujhe bachaaya aur usse ye sila mila? *sniff*

Ragini : Aap chinta mat kariye Tai jii! Veer ko mein samjha dungi. Hamaare beech itna naazuk rishta nahi hai, jo wo iss baat se mujhse naraaz ho jaega. Mein usse acche se jaanti hu. Aur aap chinta mat kijiye. Aap yaha ruk sakti ho.

Shweta : Mein tumhari jeevan bhar abhaari rahungi Ragini ... *sniff* Jeevan bhar... Mera toh sab kuch lutt chuka hai. Aur aise samay me tumne mujhe sahara diya. *sniff* Mein ye kabhi nahi bhulungi...

Kehte hue wo Ragini ke perro par gir padi toh Ragini ne usse uski baah pakad uthaaya aur apne gale se laga liya.

Ragini : Arrreee!!!??? Y-Ye kya kar rahi ho aap? M-Mein aapka dukh dard samajh sakti hu. Please! Aisa mat kariye. Aur... Aur... Bhumika ko bhi bata dijiye. Ghar me sab pareshaan ho rahe honge.

Ragini ki baat maan, Shweta ne Bhumika ko sab kuch bataaya aur Shweta ke baare me jaan Bhumika khud raat me unke ghar aa gayi thi.

Dono maa beti ko ek alag se kamra de diya tha Ragini ne toh dono wahi so gayi.

Idhar upar derr raat me Veer ka dimaag kharaab tha.

*Ding*

[Mission : Rescue Shweta before she dies has been completed.]

*Ding*

[5,000 Points have been rewarded.]

*Ding*

[Skill 'Detoxification' has been granted.]

'Pariii!!!'

[Yes master?]

'Go to sleep mode!!!'

[As you wish master~]

*Ding*

[System has entered into the sleep mode.]

Aur ek gehri saas chorrte hue Veer bistar par lait gaya.

'The fuck... Aarrgghh!! Mood hi off ho gaya bc. She... Unhe mein maaf nahi kar sakta... She never gave any attention to me. Aur ab mein maaf kar du? Hmph~ Laughable!!! Plus Bhabhi mujh pe bhadak uthi. Well, I can understand ki unke mann me kya chal raha tha uss waqt. Aur reflex ke chalte unhone mujhe tamacha maar diya... Still!!! I cannot forgive that woman!!!'

*Knock* *Knock*

Wo soch hi raha tha ki darwaaza khat khataane ki awaaz aayi.

'Hmm?'

Aur Veer ne uth ke door khola.

Toh...

Veer : Hmm? Tum?

Saamne Aabha khadi hui thi.

Aabha : H-Hmm!!!

Veer : Kya hua?

Aabha : Aap... Aap theek ho na?

Veer : Hmm? Mujhe kya hua?

Aabha : Umm... Wo... Ragini jii ne aapko...

Veer : Hmm~ Mein theek hu.

Aabha : O-Ohhh! M-Mein bas yahi puchne aayi thi. Ch-Chalti hu...

Aur wo mudi lekin...

Aabha : Ahhhhh~

Veer ne usse jaane se pehle hi andar kheech liya aur darwaaza band kar bistar par patak diya.

Veer : Meri chinta kar rahi thi?

Aabha (blushes) : H-Haan! M-Mein...

Veer (smiles) : Fir toh tumhe gift milna hi chahiye.

Aabha : !!??? Mppphhhhhh~!???

Aur agle hi pal Veer ne Aabha ke gulaabi raseele honth muh me bhar liye.

'So warm... Moist... I need this...'

*Slurp* *Smooch* *Slurp*

Aabha : mmpphhh~ Ahhh~ haaaahhh unnngghhhhh~ ssss~

Dekhte hi dekhte Aabha ke kapde hawa me uchak chuke the. Veer ne usse poora nanga kar diya tha.

Wo haath me araam se pakadne laayak stan, patli kamar, aur uski halke baalo waali choot...

Veer ko aaj frustration se muqt karne ke liye sab kuch thi.

Badan ke harr ek hisse ko choom choom kar Veer ne Aabha ko do baar jhara diya.

Aur apna pent up frustration usne Aabha ki komal sii choot me dhakke maar maar ke kayi baar nikaal diya.

Aabha ki saaf suthri choot ab ek container ke samaan lag rahi thi jisme se safed sa dahi jesa padaarth baahar gir ke uski poori jaangh ko bhigo raha tha.

'Fuck I needed this...'

Veer : Chalo!! Saaf kare isse...

Aur Veer washroom me chal diya. Aabha ekdum nangi uske peeche baith loafa se Veer ka badan ghis ke saaf karne me lagi hui thi. Aur Veer idhar aankhein band kar kisi gehri soch me dooba hua tha.

Wo apne nange stann Veer ki peeth par lagaati aur upar neeche hote hue saara foam peeth par apne chuchhiyo se felaati.

Aur iss adhbhut ehsaas me Veer khoya hua tha.

Kabhi wo usse saamne kheech kar kiss karta toh kabhi uske doodh ko nichodne lagta.

Akhir sab uska hi toh tha. Aabha koi virodh hi nahi karti thi.

Veer : Tumhe... Bura toh nahi lagta na jab mein tumhaare saath...!?

Aabha : Ahh! N-Nahi!!!

Veer : Aur aisa kyu?

Wo Veer ka bina jawaab diye uske chhaathi se chipak gayi. Uska shareer chota tha. Toh Veer ko aisa laga jese koi bacchi jesa uske gale se lag gaya ho.

Aabha : Mujhe bura nahi lagta... Gaav me... Mujhe keval peeda hi mili waha... Par... Par idhar aapke saath...

Sarr upar kar wo Veer ko dekhi aur iss baar khud... Aage badh... Usne Veer ke honth choom liye.

Yahi uska jawaab tha. Jisse Veer samajh gaya.

*Ring* *Ring*

Aabha (kiss todte hue) : Ahh~ A-Aapka phone baj raha hai.

Veer : Damn it! Accha moment bigaad diya. Aabha! Zara phone leke aao idhar.

Aabha : Hmm~

Wo baahar gayi aur aise hi nangi haalat me phone lekar washroom me waapas aayi. Raat ke 1 baj rahe the par iss waqt inn dono ke liye jese samay naam ki koi cheez hi nahi thi abhi.

Veer : Kiska hai?

Aabha : Umm... Kisi Balhaar ka hai.

Veer : Ohh~ call uthao aur loudspeaker par karo.

Aabha : H-Hmmm~

Aur dusri taraf se fir Balhaar ki awaaz aayi.

Balhaar : B-Bossss!!!!!

Veer : Hmm?

Balhaar : Kaam ho gaya hai! Mene apne aadmiyo se unn do lafango ko accha sabak sikha diya hai. Aur aapki car leke aapke ghar ke baahar aadmi maujood hai. Uss se key le lijiyega. Aur aage se boss... Inn chote chote kaamo ke liye aapko khud jaane ki koi zaroorat nahi hai. Bas mujhe ek call kar diya kariye... Sab settle ho jaaya karega.

Veer : Hmm! Good! Rakhta hu! Tum se baad me milke ek kaam ki baat karni hai.

Balhaar : Ahahaha~ Bilkul bilkul!

*Call ends*

Aur issi prakaar aaj ka ye din kuch iss tarah samaapt hua.

***


A day after tomorrow...
Veer's old house...
Night time ~ 8:36 PM


Manorath : Beta kya chal raha hai koi bataega?

Karunesh : V-Veer? Ye sab kya hai? Kuch toh batao!!!

Sumitra : Veer??? Kuch kaho beta?

Kavya : Bhaiya!??? Kya kar rahe ho aap batao na!???

Veer iss samay apne puraane ghar me maujood tha.

Uske parivaar waale sawaalo pe sawaal kiye jaa rahe the par wo kuch nahi bol raha tha.

Sabhi ke liye saamne seats maujood thi.

Aur sabhi ko usne baithaaya hua tha.

T.V se ek pendrive connected thi.

Uske left me Kavya baithi hui thi aur right me Arohi. Wo dono bhi confused thi.

Arohi : V-Veer??? Tell me! Kya hai ye sab?

Veer fir bhi kuch na bola. Uske chehre par ek kutil muskaan thi. Yaha tak ki Shweta aur Bhumika bhi maujood thi. Vivek bhi. Par Ragini nahi.

Veer : Sshhhhh!!! Just keep watching!!!

Usne uth ke side me rakhi popcorns uthaayi aur sabke haatho me thama dii.

Wo waapas se apni jagah jaake baitha aur usne pendrive me ek folder open kiya aur usme ek video play kar dii.

Video ke shuru me kuch text likh ke aaye...


LIGHTS! CAMERA! ACTION!!!!

Aur fir wo Video clip play hona shuru ho gayi.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aaj ke liye itna hi guys!
Aur jo bhi bakchodi abhi peli gayi hai update ko lekar. So, keep that in mind ki writer pehle apni health ko dekhega. Na ki story ko. Baaki, leave a like and your thoughts as well. Milte hai next update me.

Dhanyavaad! ✨
Behad hi shanadar or jabardast update bhai.
Bahut khoob superb.
 
Top