• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Who do you think was the hottest female character. Any 2

  • Esha

  • Angelina Silva

  • Vandana Rathi

  • Aradhna

  • Nisha

  • Deepika mam

  • Ajmeri bai :laugh:

  • Madhulika

  • Vìbha

  • Pandey ji ki laundiya :D

Results are only viewable after voting.

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219
Jarur :cheers:
Apan :beer2: layega ju chakhna :D
Baki shabab to hoga hi waha yha ki :makeup: waha bhi milegi :D ise dharti pr akele hum hi log Paapi thode hai :lol:
ohhh yeahhhhhhhh :drool:
 
  • Like
Reactions: Aakash.

AK 24

Supreme
21,884
35,732
259
Yug Purush sir first of all thank you very much for this masterpiece :bow:

Ab aate hai story pe, main ye review direct yaha nahi likh raha hu puri padhne ke baad, balki main sath sath likh raha hu, padhta jaa raha hu aur likhta jaa raha hu, mujhe review wagarh dene to nahi aate par itni achi aur legendary story ke liye to banta hai.

To start huyi 8th semester se aur wo ek alag level ki story thi matlab usme har cheez thi romance, thrill, comedy aur backchodi to pucho mat aur ek true college life jisko hum sab relate kar sakte hai khud se.

Lekin is story ki start hi dhamako se huyi matlab humne socha tha ki ye bhi ek romance wali story hogi lekin its a beautiful sci-fi jo sayad maine films mein bhi nahi dekha, arman ka atitude, uska procedure ciggrete peene ka, uska bisleri se baat karna uska khud se baat karna, kabhi nisha ki bezati to kabhi uske liye feelings :adore: , aur NH-6 ki lutpat means thug of NH-6, uska past mein jaana, aur waha pe jaane ki backchodi aur fir pagalpan wali harkate matlab chhat se kud jaana, daddu ko chuna lagana matlab awesome, words nahi hai tarif ke liye, sonam ki maa ka bhosda ye to main bhul hi nahi sakta, dar lagta hai kahi neend mein line na bol du aur fir koi sunke mujhe pel na de :adore:

Sabse achi uski zidd matlab ye cheez karni hai to karni chahe mar hi kyu na jaaye wo, and he don't care about anyone aur ye sahi bhi hai.

Arman ke liye dictionary mein jitne bhi badwords hai wo sab use ho sakte, ruthless, merciless, reputed aur bhi bahut kuch sabd kam pad jayenge tarif ke liye :claps:

Arman ka sabko pelna A-3 mein maja aa gaya tha, ek baar fir 8th semester aa gaya ho jaise.

Arman ka door door khelna was funny and confusing :confused:

Arman ka nadi mein girna aur itni chot lag jaana :sigh: pani mein khade rehna lekin fir katta leke pahuch jana doobara insane,

A funny scene:-

"All hail lord arman" :bow:
"How are you bro"
"Fine bro"
"Lund lega bro" ye dope tha bhut hasi aayi thi is scene mein :roflol:

Shweta ko daantne ka reason sahi tha waise, usne purpose karke mood ki maa chod di lekin arman ki bhi gand to fat hi rahi thi teeno version hote huye bhi :sigh:

Jab varun ke goli maari to laga ki wo lawda gaya lekin fir ek dum se scene rewind hua to laga hasshhh bach gaya sala.
Esha ka ilu bolna, mujhe laga ye kya change hai bc lekin fir aradhna ka aa jana matlab abhi sab sahi hai :D
Ajmeri bai :hot:
Jhelebal and unjheleble are dope :superb:
Shagman :shag:
"The orginator" wala scene bhi bhut funny hai :D
Bomb banane ki Technic and theory best thi :superb:
"Sidharth singh bajrangi wheelchair mein sawar budhau tha"
Ye padh ke bhut hasi literally kayi der tak kyuki main bhi predict kiya tha ki koi tagda sa banda hoga.
Police aur daddu wala scene kya khoob likha hai, :bow:
Chapter:-to exist 1 kamal ka hai matlab taar hi hila diye sir ke
Lekin to exist2 mein jab us ladki ko canteen mein maara aur uske sath wo sab harkate karna :puke: jee kharab hi kar diya, but it's okk.

Phase-2 Awesome, i have no words to describe it, gaand maar di hamare dimag ki aage aur maregi lekin dekhte hai :D

Yaha tak ki story to confusing thi lekin itni nahi matlab backchodi se bhari huyi thi,
Lekin jaise hi phase-3 start hua, then laga ki ye main kya padh raha hu kyuki dimag mein kuch ghus hi nahi raha tha matlab ek baar mein samjh nahi aata isliye doobara padhna padta wo scene aur fir usey samjhna padta.

Story kayi scene aise they jo dil dimag pe sidha asar karte they, matlab brutality thi wo high level ki thi. :D

Lekin rajshree pandey aur arun ki death dekhi to bura jaroora laga ki bc ye kya ho gaya lekin end padha to pata chala ki majra kuch aur hai. :D

Aapki best baat ye hai ki aap ke intense se intense scene ka wajan kam karne ke liye jo comedy ho jaati hai bich mein usse dimag ka pressure kam ho jata hai hasne se :D
Aapne jo physics ka use kya, :confused: kya hi bolu, main khud physics ka student hu fir bhi mushkil se samajh aa rahi thi har cheez :D

Ab aate hai end pe, end padha to dimag ka bhosda ho gaya 1 ghante tak bas main sochta raha ki ye kya ho gaya bc :sigh:

Matlab is end ne 8th semester to kya armaan ke wajood tak pe sawal utha diye they, ye sab abhi tak padha ye ek imagination ya dream lag raha yha utkarsh ka aisa dream jisey dekhne ke baad wo utha to wo usey yaad bhi na raha ho. Ya aur kuch bhi ho sakta hai God knows ya you know.
Aur ye utkarsh ki wife angelina hai na :hinthint:

Main aapka tahe dil se thanks karna chahunga aisa masterpiece likhne ke liye jisne hamare dimag ki hi band baja di ho, majak side mein aise kohinoor ki tarif karna mere bas ki baat nahi main khud ko bhut niche samjhta hu is level se. :bow:

And i hope aise masterpiece aur aate rahenge hamare liye. :pray:

Waise mujhe khud nahi pata maine upper kya backchodi ki hai par ki hai jo bhi hai, noob samajh ke chod dena kyuki mujhe experience nahi hai kisi cheez ko padhke uspe bolne ka ya likhne ka :D

Aur ek fact aur bata du aapki story ki wajah se headache ki 10 tablet to li hongi, to paise :waiting:

Aur ek hi dil hai kitni baar jeetoge, Shivam, Owner of the Red eyes, 8th semester than Atmakami :bow:

Maaf kar dena galat ho to kuch, mujhe nahi aata ye sab :nervous:

Thanks sir :shy:

SLAYER
 
Last edited:

Yug Purush

सादा जीवन, तुच्छ विचार
Staff member
Moderator
24,221
22,245
229

Itni jaldi.. kal toh 470 pe the.. skip toh nahi kiya :bat: anyway :reading:
 
  • Like
Reactions: Aakash. and AK 24

Yug Purush

सादा जीवन, तुच्छ विचार
Staff member
Moderator
24,221
22,245
229
"All hail lord arman" :bow:
"How are you bro"
"Fine bro"
"Lund lega bro" ye dope tha bhut hasi aayi thi is scene mein :roflol:
:thankyou: for reminding me this one... mujhe toh yad bhi nahi tha ye scene
Aapki best baat ye hai ki aap ke intense se intense scene ka wajan kam karne ke liye jo comedy ho jaati hai bich mein usse dimag ka pressure kam ho jata hai hasne se
Ye jaroori tha, warna story main likh hee nahi pata...
Aur ye utkarsh ki wife angelina hai na
Yup...

Bas dil se likhna chahiye.. kaun sa yaha koyi pro hai... ;) writer, reader sab mann ki bhadas hee toh nikal rahe hai ???
Thanks for the review :cheers:
 
  • Like
Reactions: Aakash.

Yug Purush

सादा जीवन, तुच्छ विचार
Staff member
Moderator
24,221
22,245
229
  • Like
Reactions: Aakash.

Mr. BERLIN

~ Kar Vida Alvidaaa......
Prime
18,437
13,584
229
Finally i completed the story :reading:
Kya story likhi hai bhai :shocked: ,bc puri trah dimag ka bhajiya pav kr diya ya dimag ka dahi :hmm: whatever jo bhi pr dimagi santulan hil chuka tha mera abhi normal hua to 2 lines story ki liye likhne baitha hu,itne twist or turns ye kya tha men bs apan describe nhi kr skta shabdo kyuki itne shabd hi nhi mere pass Shri Arman ki trah :shy: ,btw shuru se expected tha ki ajeebo gareeb cheeze hongi pr itni jyada ab tk dimag ghum rela hai apan ka :confuse: ,Sala kya se kya ho gya ye soch kar ,itna :confused: to apan Dark series dekh pr bhi nhi hua jitna ise story ko complete krne ke baad hua hu or last me phir confusion me chhod diya,this isn't fair men :cool:,Jis hisab se Arman ka character raha apan ko samjh nhi aa rela ki me use Hero kahu ya villain,Esha ka maut wala kand padh kr or bhut si jagah uska behavior dekh Got ke Ramsay wali feeling aayi Arman ke liye btw kr bhi kya skte agar aisa na hota log use Shri Arman kaise khte log btw sb originator ki soch pr depend krta hai apan log to darshak matr hai :redface:,btw itni unpredictable cheeze huyi story me uske liye writers :claps: ki parikalpana ko daad deni hogi :bow:,Kaha se soch lete ho men itna:D,apne pass shabd nhi hai khne ke liye ,log confusion me bawle ho jyenge agar ise padh lenge meri trah :D,In last yahi kahunga this is great Masterpiece for thriller lover

Or kuch puchna tha Daddu ne jaise kaha tha ki jld bhar aakar Arman ka no. Lagayega uski family ke saath,uska kya hua or ye utkarsh wala matter bhi ab tk confusing hai to Sarkar ise pr Roshani :makeup: dalo or bhi cheeze hai logo ke khandan khtam krni ki kahi thi pr unhe rhne dete abhi ye 2 hi pta lg jati to dimag thoda or santulit ho jata :redface:
 
Mr. BERLIN

~ Kar Vida Alvidaaa......
Prime
18,437
13,584
229
Atmakami Review, Review sirf writer aur un logon ke liye hai jinhone kahani padi hai. Jinhone abhi tak nahi padi vo please na pade review to behtar hoga varna lawde lag jayenge :redface:

Gyani bhai kal se soch raha tha ki mei is kahani ka kya review dun. Yakeenan is kahani ke review ko dene mein sirf mei hi nahi balki har koi pareshan hoga aur sabke liye kyun ki after reading all of it sawal mere pas ek jo bahut bada hai vo ye hai ki akhir sach kya tha? Mei science ka banda nai hun aur apne bhar bhar ka uska istemal kiya lekin itna behtarin tarike se likha ki jo logic apne fit gaya vo samajh aahi gaya lekin sawal wahi tha end tak ki akhir sach kya tha ? Jo humne pada vo ya phir jo humne pada hi nahi vo? Khair....

Kahani i guess 500 page tak Arman ke chutiape par ghumti rahi, in which he quoted " if you think you know me, you don’t know me at all Sonam ki maa ka bhosda…” Shayad esha se jada arman ne sonam ko yaad kiya hoga but asli kahani uske baad shuru hui aur yakin mano akhri ke 323 panno ne mera dil dhadka diya. Khas ke akhri ke 200 pages ne to. Jahan se Arman vapis college aya, pehla shock RP ka suicide, Dusra Arun ka mar jna uspe jada dhakka laga kyun ki arman ne usko bahut mazak mein liya, lightly, jaise kuch hua hi nahi and that time i remember his one quote " Jis chiz ka mujhe bur i mean bura lagta hai mei uska mazak banata hu, phir aur mazak banata hun " That time felt, ARMAN is right about himself. Apne jo koi bhi dialog likhe hai Yug Purush (gyani bhai) usko ek matlab se joda hai end mein. Apne sirf ek kahani hi complete nahi ki balki apne us Character ki paribhasha ko khatam kiya hai. The way you have written the dialogs was fantabulas but jis tarah apne uske meaning ko anjam diya hai vo apne aap mein unique tha, THE BEST tha.

Mei bahut kuch likhna chahta hun aur shayad likh bhi dun kyun ki jo main hai vo abhi niche likhunga kyun ki usne mujhe bada dukhi kiya. Mujhe kahani se umeed thi ki shayad koi ek reunion hoga lekin padne ke baad laga ki mei bhi kis se umeed kr rha hu, aisa to possible hona hi nahi tha. But somehow i am khojing a happy ending in some way not in love but some way lekin jo apne bich mein ghocha kiya na bhai, bhale hi kahani realistic na ho lekin dil mein chub gaya, khair ispar baad mein aunga...

Arman ki jo apne kahani likhi usme bahut confusion tha, har jagah par ispar sawal baad mein karunga filal ye kehna chahunga ki jo apne usko dhalla hai apne shabdon ke roop mein use koi maika lal nahi pehchan sakta ki aap kya likhoge aage ya phir kya hone wala hai. Bhai aap really bahut amazing writer ho, mei sirf tareef ke liye nahi keh raha balki apne is kahani mein sabit kiya hai. Mei soch bhi lun na aisa kuch to kabhi nahi likh sakta lekin apne jis tarah se Arman ke dimag ko likh kar scene change karke kuch banaya hai vo apne aap mein ek jeeta jagta sabut hai ki aap kis hadh tak soch kar kitna badiya likh sakte ho. Bhale hi bahut se writer aye aur gaye par mujhe nahi lagta ki aap jaisa koi aya tha aur na hi kabhi aa payega, is internet ki dunia mein likhne wala, mere liye as per writing this is the best thing i have ever read in this life, ye record aap hi tod sakte ho khud ke level ka jab tak ye kahani mere liye best rahegi. Yar ek ek scene bhale hi vo arman ki ek soch ho kya khub banaya hai yaar apne, jung lagi vo bench aur uspar puri kahani, THE ORIGINATOR, i mean aisa thought process hi karna ek impossible task hai aam admi ke liye apne usko hume padhne ke liye de diya.

Mei shayad ek ek dialog ya phir conversation to yahan nahi likh sakta par kahunga to aap samajh hi jaoge ki mei akhir mei kis phrase ki baat kar raha hun. Pehle mein achi memories se shuru karta hun, RATHI was great, pata nahi vo sach mei thi ya nahi SHRDHA ENTERPRISE sach mein tha ya nahi lekin hoga hi kyun ki jaggu ke through usne bhai se jankari nikali thi jo ki uska bhai nahi tha iska sawal aage karunga :D lekin uska role aur arman ki conversation bemisal likhi thi, phir college ke jo bhi scene arun, esha aur rp ke sath likhe vo gazab, Ita mei kabhi nahi hansa kisi stry ko read karke jitna mene isme hansa ya rkya dialouge de rakhe the apne, ARUN was fanstic sirji, i guess arman se kai baar behtar dialog vo mar deta tha. Iske alawa side role mein divya, aradhna ya phir koi side role walle non imprtance chracter sab apne khud create kiye. AND than esha was there in your world, jis ladki se pyar hokar bhi pyar nahi kar paye use tak lagav ho gaya itna gazab apne ek do min wala role diya na sirji sach mano dil dhadak utha. Na hi usme pyar tha na hi rona dhona, lekin vo dialog delivery sidhe dil mein lage, isliye mei apko kehta hu THE BEST kyun ki jo insan dialog mei hi kahani ko samjha de use bada writing kisi ki nahi ho sakti. Hostel ki aage baat mei apne last parah mei karunga jisne kahani badal di thi.

Kehna itna sab hai lekin dimag se nikalta jaa raha hai, kyun ? kyun ki bahut kuch tha kahani mein, VARU,NISHA,DAVID,SONAM jise kahani ki shuruwat hui 8th semester mein aur isme bhi uska ant hua parallel universe se? Ab mujhe yahan ek cheez samajh nahi ayi bhai ki asal mein aisa kuch nahi tha to phir kahani ki shuruwat jise hui vo kya tha? ARMAN kise kahani suna raha tha, ek min mei sawal abhi kyun kar raha hu vo last ke liye chhod deta hun :doh: Filal mei ye kehne wala tha ki ARMAN ki bich bich ki bakchodi mujhe samne walle ke liye buri lagi vakai buri lagi lekin us bande ko kisi ki nahi padi thi. Khair mei abhi uske school aur parents wale life ke barre mein thoda batana chahunga ki mujhe kaisa laga padh kar.

Bhai apne ARMAN ki past life likhi, bachpan aur family se lekar school life, sab kuch badia tha, vipin chutiya, maha chutiya actualy vo pitne layak tha par bach gaya kahani mei, varna pitna bahut chahie tha use, par jis chiz ne mera attention khincha vo tha arman ki ek baat par, bhale hi uski purani yaad juthi ho par ek chiz galat nahi thi vo tha un andhe behron ka marna jisne arman ko ye sikhaya jis chiz ka bura lage uska mazak udao aur apne jis tarah se flow mein likha tha na bhai kasam se keh raha hun kahi se bhi nahi laga ki apne use jaan kar likha, it was so maturly written, sach mein maza aa gaya...

At last mei main review par aun use pehle do chizon ke barre mein baat karna chahunga do scene ka pehla, ESHA Aur arman ka scene jo gardan mein jhula jhulte hue convo thi bhai sach kahun ek number :bow: Dadu se milne se pehle ki thi :bow: uske baad Aneglina ka role mujhe jo laga ki bht kam tha lekin jitna tha usski apne bharpai kar di, kya gazab end tha, jab angelina chllate hue boli " lawda " Yar kya chracter th ye bandi.. Kasam se, ek pal mein angelina ki asliyat bahar, kya end tha vo phase ka, i think kahani ka turn over yahan se aya ab...

Jab Arman vapis hostel aya bhai aur usi bench par laita na jane kyun era dil dhak-dhak karne laga tha usi pal jiske baad pehal bomb foda, Rajshri ka suicide, ARUN ki death railway ke niche akar kat jana apne itna ease mein likha jaise arman ko koi farak nahi pada ho aur wahi uske character ko complete bana raha tha ki ye sala actually mein aisa hi hai. Uske baad divya se mulakat aur wahan uski lene ka program jiske baad ARMAN ka ek qutote yhan akar sahi sabit hua why god created us? really, ek baat mei divya ko arun se pyar ho gaya sahi mei mazak hi bana diya... Lekin asli kahani jo shuru hui vo tab hui jab arman ne khud ko hi kisi ki lash jalate hue dekha tha aur uski aag vo jungle scene wahan se mujhe lag gaya ki usne gautam ko mara aur mujhe us waqt ye bhi laga ki esha ko bhi par umeed kam lag rhi thi uski lekin jo kahani flashback mein ayi ki vo khud rajshri se mila aur usne gautam ko sabak sikhane ka plan banaya aur usi ke chalte gautam mara gaya arman ke hathon yahan akar gyani bhai arman mere liye bahut bekar ho gaya, bhale hi vo kaisa bhi ho jahan use khoon hua uska ek quote yaad aya jo vo khud ke liye kehta tha " why god created me? " ARMAN for me was best for this world before that crime... Par isse jada mera dil jhnhoda esha wale scene par uski story par jo apne twist diya hai ye wala maa kasam aisa mene apne sapno mei nahi socha tha, infact kisi ne nahi socha hga, seriously bahi kya joda hai apne kahani ko? Esha ke true love mei apne jo khalal dal kar uski zindagi ka end karaya mere pas uske liye shabad hi nahi the gyani bhai apne tod diya kahani ko puri tarah se. Aur phir wahi baat arman ko farak hi nahi pada..

Ye mera kahani ko lekar ek chota sa view tha, ab ye sab jo mene likha vo tha actual mein jo apne likha aur ab atta hun sawalon par bhai, AAP please ye bata do ki akhir sach kya tha Yug Purush Matlab is kahani ko lekar to puri 8th sem doubt mei aa gayi. Kyun ki kahani ki shuruwat nisha aur varun se hua par vo to the hi nahi to fir arman ne kahani kise sunai jo humne apne padi?

2. Kya jo apne likha vo arman ka sach tha ? agar tha to end mein kya hua? Vo uski soch thi ? ya phir koi parallel locha tha?

3. Apne kahani mei ye kahi nahi likha ki Arman ko dadu ke bare mei kaise pata chala? Arman ko pata chal gaya tha ki gautam ke chacha ke dum par vo uchalta hai lekin use kaise pata chala ye clear nahi ho paya.

4. Kyun ki arman ko dadu ke bare mein pehle se hi pata tha isliye usne nagpur mei pehle rajshri se mil kar gautam wala plan banaya tha jiske baad ye sab kand hua to arman ko kab pata chala dadu ke bare mein aur usne itne sudden mei kyun plan banaya? agar vo pehle se janta hota to pehle hi kar sakta tha.

5. APne jo esha wala twist diya ki us din vo ladki mar rahi thi wahi esha tha to arman use pehchan kyun nahi paya?

6. jaggu ko jo apne pata karne ke liye diya tha uske mutabik uske bhai se jankari mili thi jo apne police ko batai thi lekin jaggu ke muh se nahi. Jise apne end mein likha ki vo esha ka lover ho sakta hai kyun ki vo uska dekh baal kart tha ab wahan thoda ajeeb laga ki bahut chote span mei ehsa use pyar kaise kar sakti hai, manna mushkil ho raha tha mujhe kyun ki agar ajmeri ne use esha ke liye rakha tha to fir ajmeri ke sath dadu ko pata hga ki vo launda kaun hai jo esha ke sath tha jo uski dekh baal karta tha lekin vo to use pehchan hi nahi paya tha. Dadu us admi ko nahi janta tha aur vo admi to kahin aur rehta tha.

7. Iske baad bairagi ke ghar par arman kehta hai ki vo ladki police ki informer thi yani ki ESHA hi vo informer thi to vo informer kaise bani? Police se contact kaise hua aur is baat ki baat police ne kabhi uska naam nahi liya. Arman ko ye nahi pata chala ki vo ladki ka naam kya tha jabki use itna pata tha ki vo uski informer thi. Yahan laga ki ARMAN ko agar naam pata tha to usne zahir kyun nahi kiya ? Kya usne badla hi ajmeri se aur dadu se isliye liya ki vo janta tha ki esha ke sath usne aisa kiya? mujhe laga yahi hoga lekin jail ki conversation mei apne dadu ke muh par kaha tha ki pehle gautam ko marunga phir esha ko jispar dadu ne koi reaction nahi diya? Vo chahta to waha bata sakta tha lekin usne kaha ki vo khud arman ko marega.

Ant mei akhri main sawal gyani bhai...

8. Apne jo end diya vo meri samajh mei nahi aya honestly keh raha hu, kya sach hai kya juth iska andaza nahi lag paa raha, ya to puri kahani juth thi aur end sirf end sahi tha ya end bhi apni hi ek dunia banai hui thi usne aur vo abhi tak apni dunia hi bana raha hai aur kuch bhi sach nahi tha, kuch bhi. Agar aisa hai to phir sach kahan tak tha aur uske baad aisa kya hua jo vo aisa ban gaya? aur agar sab sach tha to end mein kya hua? In sawalon ka jawab de dena bhai :(

Sawal khatam hue, kahani khatak hui aur ab mei apna review ka bhi ant karne jaa raha hun jo ki shayad sab kuch likhne ke baad bhi adhura lag raha hai kyun ki jis tarah apne kahani chhodi vo puri hokar bhi adhuri hai merawild guess hai ki vo biwi kahin use ARADHNA na dikhi ho kyun ki wahi uske sapne mei ati thi bar bar baki mera guess galat ho sakta hai apko pata hga kyun ki apne create kiya.

Lekin bhai mere pas apake liye words kam hai jis tarah aap scene change karte the aur phir usi baat ko likh kar kuch aur likh dete the vo bahut hi jada kamal tha even mei confuse ho jata tha aur bar bar padta tha taki samajh sakun. LiFE is like a physics ya phir armanki life jo apni likhi. Ultimate se bhi uppar thi vo sab batein jo apne ek theory ko use kiya, 4D - 5D fir jis tarah ki imagination dikhai, Kuch kuch NOBODY movie yaad ayi jo bhi aisi hi ulti sidhi thi jisne mera dimag kharab kiya tha aur uske baadye story padh kar hila hi diya dimag ko. Mei apko jitni bhi baat kahn vo shayad kam hogi, for me you are the best thinker and converter and i won't see anyone better than you in my this life for sure. For me in CHRISTOPHER NOLAN is the best creator but from this story i feel like you are on the same leve, aap agar ek creator/director/writer hote to shayad is baat ko sab samajh lete.

Mei apna review ek quote ke sath khatam karunga :

"Behold, all those who were connected to Shri Arman shall be ashamed and disgraced; They shall be as nothing, as a nonexistent thing…
they shall all die unfortunate death”…

Gyani bhai :bow: :bow: Right now i dont have any more words to say... Sorry if i miss anything.. And thank you for such an amazing masterpiece that you have shared with us, Thank you :hug: I will never forget this story ever in my life.

:bow: :bow:

Apan bhi itna hi confused hai story ko padh kr ab tk sar ghum rela hai mera,rahi forget wali baat to meri dictionary me se ye word hi gyab ho gya ise story ke liye :redface:
 
Last edited:
Top