• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Who do you think was the hottest female character. Any 2

  • Esha

  • Angelina Silva

  • Vandana Rathi

  • Aradhna

  • Nisha

  • Deepika mam

  • Ajmeri bai :laugh:

  • Madhulika

  • Vìbha

  • Pandey ji ki laundiya :D

Results are only viewable after voting.

LightingEel

Inglorious Basterd
128
392
63
Aap ko Aana Chaiye, Jis Jagah Ka discrib kiya hai Aapne Arman ka ghar wo jagah Chirimiri hi hai Hill station hi hai aur cole mine's bhi hai .... To mere ko laga aap yaha se hoge koi baat nahi... Once again thanks
 
Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
36,041
47,932
304
Chapter 20 tak padh li hai 300 ya 305 pages huye hoge aur ye kahani un kuch gini chuni kahaniyo main se ek hai jaise jitna padho utna alag alag tarike se samajhoge dusri baar padhne par bhi wahi fresh feeling hai jaise pehli baar padh rahe hai kuch kuch scenes yaad the par abhi to puri kahani hi jehan main dobara utar rahi hai and ARMAN is perfect example of how a man ruins his life jaise ki aapne pehle phase main bataya hai matlab insaan ki life uske hath main hoti hai jise ko jaisa chahe bana sakta hai par maximum time aadmi ka hath apne lund pe hota hai to kya life lund hai ya life jhund hai... khair wo alag mudda hai aur arman main bare main bolne ke liye main is waqt nishabd hu kyuki filhaal dimag main arman chaya hua hai.
Baat bas itni hi hai ke jab jab arman ko padha usko uski kahani ko apne paas mehsoos kiya hai aur ye sirf aapki writing ka kamaal hai writer saab matlab arman ko padhne ke baad dimag main kuch samay tak arman ka asar bana rehta hai...khair abhi aur kya likhu mujhe samajh nahi aa raha hai isiliye aage padhne par focus karta hu ki aage arman apna aur kuch naya roop dikha de afterall he is 4D man.......
 
Yug Purush

सादा जीवन, तुच्छ विचार
Staff member
Moderator
24,193
22,209
229

Already ghoom chuka hu bhai 1 baar..

Thanks bro... waiting for your reaction and reviews after reading the end ... :D
 
  • Like
Reactions: Aakash.

Guffy

Well-Known Member
2,064
2,173
159
Yug Purush 8th semester maine 4 baar padhi lekin ek baar bhi mujhe kahi yeh nahi laga ki yeh bore ho raha hai ab mere ko kar ke aur ab aaj fir se 5 time start kar raha hu padhna main ab aayi atmakami ki toh kahi kahi aisa lag raha tha ki mera sar fat jayega toh kabhi aisa lagta tha ki bande ne likha toh likha kaise lekin jab end tak aaya toh aisa laga ki yahi toh chahiye tha ARMAN ko lekin milla nahi aur jab mila toh story end ho gayi aur real ARMAN bacha ya nipta pata hi nahi chala over all mere ko part 2 se jayada part 1 pasand aaya hai bhai keep writing bhai kisi nayi story ke sath aao ab jaldi se waiting
 
Arham957

New Member
5
12
3
Part 2

Thoda time ka problem tha esliye phle ni dal paya...

1. Arman ko Arun ka naya number kaha se mila(Jab ek Mahila/ladki ne phone uthaya tha)jabki na to vo nagpur aya(parallel world theory) aur Arman ne sabko block kar rakha tha?
2.VR ne ek jagah kaha tha ki unhone A-3 me enquiry ki to tumhare dost ne kaha ki tum ye city chhod ke ja chuke ho jabki vaha to us waqt Nosad ko hona chahiye?
3.Arman ne jaggu ko uska address dekar kuch kam diya tha jiski bahan(esha) mari thi ye kahi age fit ni hua...ya fir isko hi lekar usne police informer vali theory banai?
Overall story dhansu h jese Arman dhansu h kyuki ye story Arman h aur Arman hi story h..Usne sahi kaha tha Vo akela hi ye story hit kara sakta h:D aur vesa hi hua.
Khair mujhe to har bar yhi lga ki ye sab uska plan h jese NH-6,Madhulika,Ajmeri(ye to explained bhi h) aur according to 4.0 Esha(jo ki usne khud ko bachane ke liye kiya)Daddu khair iske bare me to use pata tha kese ye unexplained h.
Gautam(Mujhe lgta h Arman ko usko marna hi tha nahi to bahanchod chainsaw ke sath tripal aur mat kon le ke jayega:D itni perfect planning sirf Arman ke dimag se hi nikal sakti h kyuki pahle vo ek plan banata h fir uske liye dusra and so on).Ye memory manipulation and erase,multi verse and parallel world ye sab pata nahi uske aur uske dimag me hua bhi tha ya vo apne fans se jhuth bol raha tha:DJese use daddu ke bare me pahle se pata tha aur bataya kand hone ke bad:D Vo Esha ko bhi pahchan gya hoga tabhi to dialogue mara'Die with smile...' you never know:D kyuki Arman ke case me Kuch bhi bina mtlb nahi hota chahe vo rat barat VR ki chhat pe jabarpeli kudna hi kyu na ho(escape plan) shayad vo Apne fans ko suspense me rakhna chahta tha.:D(Ye sirf mera(bigfan) sochna h..kyuki mujhe lgta h Arman ke case me mindfuck ho nhi sakta:redface:)
Khair Baki to sirf Arman h aur Arman ko words me describe nahi kiya ja sakta lawda kam pad jata h mera mtlb words.

Just one word..no words..speechless..mindblowing aur pta ni kya kya.

Hell yeah...Why god created him? To control brainwaves? Vese vo dusro ke dimag ko bhi hack kar sakta h kya?:D
Utakarsh huh..Ghatiya name...professor..gadi..and sapno ki wife..What more? Chalo Aram karne do originator ko......
 
Thanks bhai... aur next story pe kaam chal raha hai.. jald hee thread start karunga :D
:thankyou:

1 .Arun nipat gaya tha toh call kaun recieve karega... ? No band ho gaya toh kisi dusare ko nu. Allot ho jata hai.. wo koyi unknown aurat thi aur Arun ka no. Arman ne kabhi block nahi kiya tha kyunki jaroorat hee nahi thi.. he knew arun was dead and dead tell no tale :evilgrin:.
.
2.daadu kand ke pahle wali memory parallel universe ki thi bhai, jo ki arman ki real memory se slightly change thi. Usme toh Nisha, Arman ki girlfriend bhi thi par haqiqat me kaha kuch aisa tha.
.
3. Ye main question hee nahi samajh paya.
.
Thank you bro... :hug:
 
Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
36,041
47,932
304
maine aaj sham 5 baje ke kareeb story padh kar complete ki aur tab se dimag main sirf Arman chaya hua hai matlab sabse baat bhi ho rahi hai whatsapp pe chat bhi ho rahi hai par fir bhi dimag ke ek kone main sirf Atmakami chal rahi hai...

sach main maine aaj tak aisi koi kahani nahi padhi jo dimag ko itna hila de aur rahi story ke bare kuch sawaal puchne ki baat to story ko padhte huye main itna kho gaya tha ke yaha ye kyu hua ya aisa nahi hona chahiye ya ye baat sgp bhai ko review ke time puchunga ye bate mere dimag main aayi hi nahi main bas kahani ke flow ke sath use padhta chala gaya aur Arman ko samajhne ki koshish karta chala gaya par wo samajh se pare hai.....

maine kahani complete karne ke baad harshit1890 bhai ka review padha aur main kafi had tak usse agree karta hu ki kahani ke 500 pages to Arman ke kando main hi nikal gaye aur asli bheja fry story uske baad hi suru huyi matlab kaun soch sakta hai ke ek engineer launda jo padhne main kafi hoshiyar ho aur jiske rishtedaar uske exampal apne laundo ko dete ho wo ekdin itne bade bade jhande gadega ki bas ek DADDU ko sabak sikhane ke liye itna kuch kar jayega....

agar kahani ke antim kuch chapters pe gaur kare to samajh aayega ki is kahani ki koi surwat hi nahi hai matlab jo surwat hai wo to kisi parallel universe ki ek memory bas hai jo ki asal main kabhi hua hi nahi yani Arman kabhi nisha ke mila hi nahi aur jo ek do baar uski nisha ne mulakat huyi hai wo bas ek normal mulakat hai aur kuch nahi....

khair is kahani ke har ek kirdar ne apna kaam apna kirdar ache se nibhaya hai chahe wo vandana rathi ho ya chhote se role wali shipra par sabse jyada jhatka mujhe arun aur RP ke marne ki khabar sunkar laga....matlab ye expected nahi tha ki arun ab is duniya main nahi hai ya fir wo hai par hokar bhi nahi hai.... esha ko main itna jyada pasand nahi karta tha isiliye uske liye itna feel hi nahi hua par ha sabse bada shock kahani ko padhte huye tab laga jab pata chala ke gautam mar chuka hai aur use marne wala khud Arman tha matlab bhai ne apna pura badla le liya aur puri kahani hi uljha di daddu ke samne isiliye daddu ka launda arman se gautam ke bare main puch raha tha BC.....

Atmakami...ye tital is kahani ko puri tarah se suit karta hai aur ise sarthak banane ka kamaal sirf aur sirf aapka hai sgp bhai koi aur is kahani ko us anjaam tak nahi pahucha pata jaha tak aapne use pahucha diya... Science ki wo theories jo sirf theories hai use imagine karke practical roop diya hai...kayi bate to aisi hai jo mujhe is kahani se pata chali hai jaise DMT aur bhi kayi chize hai jinhe samajhne ke liye google maharaj ki help leni padi aur mujhe nahi lagta ki maine aisa pehle kabhi kiya tha ki kisi kahani ke kisi term ko samajhne ke liye main google ke madad mangi ho ye khali aapki writing ka kamaal hai bhai :bow: :bow:

rahi baat Arman ki to aapne Arman ke caracter ko amar kar diya hai bhai aur mujhe nahi lagta ki main Arman ko kabhi bhool paunga... AR-man, 4Dman, Originator uske jitna complex character likhna kisi aam insaan ke soch ki baat nahi hai. Arman main lakh buraiya hai fir bhi uspar gussa nahi aata balki daya aati hai par ye baat agar Arman aapke samne ho to keh nahi sakte kyuki use kisi ka sahara nahi chahiye uski to apne aap main hi ek duniya hai matlab Arman jitna powerful brain mere paas hota to BC main to kya hi kar deta.....matlab jaha bade bade surma daddu ko thikane nahi laga paye waha wo sara kaam akele Arman ne kar diya...

is kahani ki sabse khas baat hai is kahani ke dialogues jinhone is kahani ka level hi badha diya hai aur har situation pe jo bhi dialogue bola gaya hai uska waha ya aage aane wali kisi na kisi situation se connection hai fir chale ko varun nisha sonam david se ladayi ho ya daddu ki dhulai ho.....sabse badhiya mujhe originator world wale scenes lage jinme esha-Arman ke conversation ho ya arun-Arman ke scenes wo kafi behtrin dhang se dikhaye gaye hai....ek baat aur hai jise maine notice kiya hai ke jin logo ko Arman sabse jyada pasand karta tha ya jinse nafrat karta tha unhi se uski originator wale world main baat hoti thi fir wo arun ho ya esha ya RP.....maine pure story main origanator wale world main sulab ya saurabh ko nahi dekha jabki waha Arman ne apna pura college khada kar diya tha....

jaisa maine pehle ke post main kaha tha ki Arman ko jitna padho wo aapkp apne paas mehsoos hota hai par shayad Arman koi hai hi nahi kyuki wo to utkarsh hai par Arman hai wo is kahani ke madhyam se humare sath hai bas ek baat ki khushi hai ye ant main Arman ko angelina mil gayi par jaise hum chahte the waise nahi.....

Arman ki mere liye ek hi paribhasha hai either you love him or hate him but you cannot deny the fact that he is the best character you will ever read....

khair jitna likho utna kam hai isiliye review yahi khatam karta hu aur Yug Purush bhai aapka bahut bahut dhanyawaad is kahani ko purn roop dekar hame padhne dene ke liya......

BC itna bada to kabhi update nahi diya maine jitna review chap diya khair aur ek aakhri baat....

SONAM ki maa ka bhosda!!
 
Itna bada review :eek: :bow: Thanks bhai.. hariya bhai ke review padh liya isiliye lagta hai koyi question nahi kiya :D thanks bhai for such a delightful review :hug: aur haan...
Poll main apna vote do logo ko jayega ek angelina kyuki jab usne arman ko lawda bola tabhi bandi dil gurde sab jeet gayi aur dusri vandana rathi because of her sexy gaand :D
Haan wo lawda bolne wala scene mast tha :D: anyway...
Sonam ki maa ka .........
:thanks:
 
  • Like
Reactions: Aakash. and Adirshi
Top