• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Who do you think was the hottest female character. Any 2

  • Esha

  • Angelina Silva

  • Vandana Rathi

  • Aradhna

  • Nisha

  • Deepika mam

  • Ajmeri bai :laugh:

  • Madhulika

  • Vìbha

  • Pandey ji ki laundiya :D

Results are only viewable after voting.

Yug Purush

सादा जीवन, तुच्छ विचार
Staff member
Moderator
24,149
22,192
229
:ecs: sahi kaha bhai, bilkul sahi kaha.. apne ko vo bhhi chalega, bahut sahi stry lag rhi thi vo, aap kuch jhol kar usko likh do fir end to hume pata hai kya doge :D sar ghumau :D
Arey nahi yar... Arman ki filhal yahi ending sahi hai... Atmakami likhne ke dauran half mental main hee ho gaya tha... 3 girls new characters pe rahegi... school, college mix type kuch .. simple
Nahi bhai, arman ke pass pehle se hi angelina ka number tha lekin gautam ke marne ke baad bridge par arman kehta hai erase all memory is chakar mein jab memory erase hui to use ye bhi dhayan nahi raha ki uske phone mein angelina ka number hai.
Gautam arman ko sirf ye bolta h ki uske paas angelina ka number hai... number dene ka mauka toh mil hee nahi paya chainsaw ke karan :D
Thank you
good to see you active here, will wait for your new story
:runaway:
First of all story complete kar li maine. kya mast likha hai bhai aapka writing style unique hai :respekt:
beech beech me to samajh nahi raha tha kya ho raha hai:what: but end hote waqt sab clear hogaya.
par ek baat clear nahi ho paayi
wo ye ke 4.0 ne kaha tha 3.0 use pehle hara chuka hai isiliye wo us waqt aaya jab 3.0 kamzor tha iska matlab nahi samaj paya:confused:
isse pehle 4.0 ne 3.0 ko harane ki koshis kab ki❓
Jab jab arman maut ke karib pahucha... tab tab... chahe wo 8th semester ka coma wala scene ho ya fir atmakami ka daddu ke yaha pelayi wala scene... To Exist 1 & 2 me arman parallel universe me ghoomta raha ... par finally wapas aa gaya tha... lekin end me finally kisi aur duniya me chala gaya... 4.0 won
8th semester yo pahle se padha hua tha par ye aaj se padhna shuru kiya aur 100 + padh dale ek bar . Gajab ki backhodi pele ho . 8 th semester me College aur Nisha ki hi kahani thi par yaha to Arman ke 3 alag alag version le aaye hai kab kaha chala jaye koi thik hai . Dekhte hai kya hota es physco ki life me .
“tumhe kaise bhool sakta hoon main…tu hee hai na wo jo kal raat me 500 rs. ka sirf popcorn kha gayi thi…sach bata ghar me khana-vana nahi milta kya …ya ye teri aadat hee hai ki dusaro ke paiso pe aish karna…apne boyfriend ko to gatak gayi hogi tu ab tak…mera kahne ka matlab hai ki kuch to sharam lihaj kiya kar…ab apni saheli ko hee dekh le kab se line mare ja rahi hai mujhe…mana ki bahut smart ,handsome…intelligent hoon main lekin iska matlab ye to nahi ki jis thali me khaya usi ko chura loge…chottiyo…ruk abhi Nisha ko call karke batata hoon ki tum dono ne mujhe propose mara hai….arey bhag kaha rahi hai ruk…..”
Ye paragraph sabse jabardst laga . :superb:
Thanks bhai... aise hee dete raho... reviews.
To suru karte h madhulika ko bhai ke lawde pe bitha ke
Review
Waise review kya du samajh nahi aaraha kyuki de kya chutiya banaye ho pure time like wo kya bolte hai ush lawde ko jo jadu dikhata h han jadugar wo bole to public ke samne unka kat deta h but wo secret rakhta hai isliye wo jhant hai par aap baba shri lawdadhari gyani bhau ne my reaction in end like
"Bhenchod last conversation mein he said 2.0 to just remember picture of lina but erase everything after reading it lawda soch rahe h aradhna h becuase he said i remember i saw you in my dream, lawda gyani bhau ne aisa kam kiya h lawda dikha ke puch rahe hai ye kya h, or apan bol rahe hai chut hai"
Kasam se yaar aaj se ni shivam se start huwa tha saat fir ron fir black swan 8 sem wo jindgi ki teen kanya but you just always compete yourself and like your always deeper go and deeper you become jhalakta hai wo starting thi tab kuch nosikhiya pan lagta tha kyuki wo suruwat thi but abh aise lagta h jaise sach me sanyasi ho gaye ho itna gyan or itna precise jo likhe ho har field chahe wo kahi se bhi releate karte ho,
Suruwat me 8 sem ke end se after 1 year start kiye story har ek patr or uski parikalpna ka ache se lekhan kiya, but story me ek bhi aisa bindu nahi aaya jahan pe story se pace khatam ho kabhi aisa laga story slow rahi ya fast rahi,
Or jo dialogue sab faad the but ek jo touch kiya last ka dialogue it also happens with us when we do something wo connect kar gaya "maadddhhaaaachoddd" 2.0 ye hit kiya ander tak or feel huwa chahe arman clg life me kaisa bhi tha ushe farak padta tha,
Jo plot twist hum sochke baithe the lina chali gayi thi bina bataye wo 8 sem me camp ke time number deke gayi thi esha ko that's why he hates everyone, or ush din ushe esha se koi lagaw nahi raha tabhi usko uska dhyan nahi raha ya fir manipulation ka asar ke karan bhul gaya tha wo, sawal rehta tha ki esha ne arman dekha tha jab dadu usko mar raha tha tab esha ne ushe awaj kyu ni di reason uske bhulne ki bimari,
Story ka saar yahi h arman ka dosh tha par na ke barabar kyuki jo nahi hona chaiye tha wo huwa jo hona i chaiye tha
Bahut khub bhai dil jeet liya
Pehle he heading me daal rakhe ho ability or disorder,
wo haal pehle he
arman chad ped pe lund diyo latkay
jaako jitno bhosro kaat kaat le jaye
Jisko jo manna hai wo maan sakta h
Jitna dimag me atmakami ghusi thi nikal di abh kuch nahi h bheje me,
Thanks bhai story complete karne or isko itna yadgar banane ke liye, or hamare dimag ka bhosra karne ke liye
Abey, itni toh story complicate nahi thi , jitni ye review hai :buttkick: ekdum doctor style me diyela hai... decode karna padega :detective:
.
Thank you everyone
 
harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219
Arey nahi yar... Arman ki filhal yahi ending sahi hai... Atmakami likhne ke dauran half mental main hee ho gaya tha... 3 girls new characters pe rahegi... school, college mix type kuch .. simple

Gautam arman ko sirf ye bolta h ki uske paas angelina ka number hai... number dene ka mauka toh mil hee nahi paya chainsaw ke karan :D

Thank you

:runaway:

Jab jab arman maut ke karib pahucha... tab tab... chahe wo 8th semester ka coma wala scene ho ya fir atmakami ka daddu ke yaha pelayi wala scene... To Exist 1 & 2 me arman parallel universe me ghoomta raha ... par finally wapas aa gaya tha... lekin end me finally kisi aur duniya me chala gaya... 4.0 won

Thanks bhai... aise hee dete raho... reviews.

Abey, itni toh story complicate nahi thi , jitni ye review hai :buttkick: ekdum doctor style me diyela hai... decode karna padega :detective:
.
Thank you everyone

mtlb koi arman se tagda ayega :shocking:
 
  • Like
Reactions: Aakash.

Ammienida

Member
158
411
63
Dimaag ghuma diya ghyàni bhau... story ne..
Matlb.. tuhaare re-edited likhne ke chakkar me
Parso suru ki thi aur kal poora din... poori raat... padhta hi raha story ko..
Sala... dimaag ... aankh ... gand ... total sab kuch dukh gyaa ... (baithe-baithe ... laite-laite) ... lekin aaj subah poori padh kar hi chordha...
Ye sale arman ke character ne ... aisa chipkaya ki khatam karke hi chain aaya...
Sale ne sara kand khud kiya aur bhool bhi gya.... sahi dimagi ability hai sale ki...
 
Ammienida

Member
158
411
63
ARMAN ke is karname ko padhne ke baad bass ek hi chiz thi jo dimaag mein aa rahi thi. Aur wo ye thi ki aakhir ARMAN ye sab kar kya raha hai?

Kabhi to ARMAN pagalo wali harkat karne lagta hai, kabhi sabse ladhne lagg jata (apart from his 'Shri ARMAN' thinking), kabhi baithe-baithe hi apne past mein gum ho jata hai, to kabhi terrace se koodne aur NH-6 par chori karne nikal jata hai... aakhir wo ye sab kar kya raha the..

To issi 'kya' ka jawab khojne ke liye me bhi nikal pada ARMAN ke sath usske iss safar par... taki mujhko bhi pata lage ki aakhir ye kar kya raha hai...

[yha par ye sab dimension wali baato ko mein gol kar raha hu... kyonki mujhko aisa lagg raha hai ki shayad ye sab kahani ko gol-gol ghumane ke liye kiya gaya ho (It is purely my thinking). kyonki ARMAN ki life physics se bhot zayada prabhavit thi, issliye wo real life ko physics se bhot zayada compare karke chalta the... shayad]

To abb suru karta hu tabb se jabb 8th semester wali story par they hum, waha par ARMAN jiss buri tarah se fasa tha, waha se nikalne ke baad ye to pakka tha ki usske dimaag mein gussa to bhot zayada bhar gaya tha... or beshak wo iska badla zarur lena chahta tha, lekin uss waqt par usske samne jo bhi rival they unnka samna karne ke liye ARMAN ko ek plan ki zarurat thi, aur wo plan bhi aisa chahiye tha, jisme wo dobara se na fase...

Ek taraf gussa aur dusri taraf kuch na kar pane ki jhallahat... issne ARMAN ko aur bhi zayada apni hi duniya mein gum kar diya.. wahi baat hai 'khali dimaag shaitaan ka ghar'... aisi condition me ussko ghar jana pada... waha par bhi usske family members ke taane, ussko neecha dikhana, usski insult karna... shayad inn sab baato ne bhi ussko dusre logo se aur bhi zayada dur kar diya...

(Story padhte hue ek family function ke time par ARMAN ne ek aadmi se jhagda kiya the Bairangi naam ke, pata nahi ye wahi MLA Berangi hai ya phir koi aur aadmi hai, par jabb iss jhagde ke baad maine Bairangi naam ko suna to yahi soch kar kahani ko aage padhna contd. kiya ki ye wahi MLA Bairngi hai...)

Ab jab ARMAN ghar walo se alag hokar kahi jane ke liye nikla to ussne socha ki aise time par usske dost usska sath denge, lekin uss time par use dosto ka sath bhi nahi mila... kyonki jab ARMAN ne apne dost Sulabh/Saurabh ke pass jane ka socha to ussne bhi ARMAN ne saaf-saaf bol diya ki tu please yaha par mat aa... yaha se ARMAN ke pass kisi ke pass jane ka koi rasta nahi bacha tha...

Khair, 1 saal baad hum ARMAN se Nagpur me milte hai, wahi se 8th semester ke ARMAN ki aage ki life story suru hoti hai. Jaha par usske sath Nisha, Varun aur 2-3 Sonam, David etc., rehte hai, jo uski life ke ird-gird hai. Yaha par ARMAN apni ek alag hi duniya me hai. Kabhi wo apni life ke past ko yaad karte-karte kho jata hai, kabhi uske present mein sath dene wale logo ki insult kar deta hai... ARMAN ko ab neend aani bhi lagbhag band ho chuki hai... jo job ARMAN kar raha hai, waha par bhi usska behaviour ukhda hua sa hi hai... issi beech ek din usska Nisha, Varun aur unnke jaane walo se jhagda ho jata hai... aur wo sab kuch chordh kar alag rehne lagta hai... (yahi se usske dimaag ne naye-naye karname suru kiye)

ARMAN ka sabse ladh kar ghar se nikalna, phir NH-6 me hi choro ko loot lena... phir Ganga-Jamuna me jakar Daddu se mulaqaat... phir NH-6 me police ke sath panga aur pakde jana... waha se Bairangi se mulaqaat aur daddu ke sath encounter...

Is point par aakar kahani mere liye bhot hi zayada ulajh gayi thi, kabhi to aisa lagg raha tha ki ye sab - kuch jo bhi ARMAN kar raha hai, ye ek flow me kar raha hai, Lekin kabhi lagta ki ye sab ARMAN puri planning bana kar karta hai... kyonki ek taraf ARMAN jab bhi Daddu se milta tha, wo kabhi bhi bina wajah ke nahi tha. Chahe wo usski Daddu se pehli mulaqaat ho, jaha wo Daddu se desi katto ka sauda krta hai, ya phir Madhulika ke baap ko goli chalakar usske paas jana... sab kuch ARMAN ki sochi samjhi planning ka hissa lagta hai. Yaha tak ki Ajmeri bai ko pelne ka plan bhi ussne tranmeter chupane ke liye kiya tha...

Ye sab isiliye likha kyonki yaha par ARMAN ki khopdi kayi baar ghoomti hui dikhaayi gayi, jisme wo apne past ke sath judh jata tha, aur iss time ussko ye nahi pata rehta tha ki so raha tha ya phir jaag raha tha... ARMAN bhi samajhta tha ki ye usski koi maansik bimari hai, jiski wajah se wo jaldi hi marne wala hai...

Khair, Daddu ke sath encounter hone ke baad, ARMAN ki life ek dusra corvat leti hai, jisme usska chehra, life usska behavaiour yaha tak ki ussko jaan-ne wale present logo ka ravaiya bhi badal gaya hota hai... (Nisha, Varun, David etc.), yaha par ek naye dimension ko describe kiya gaya taki pata chal sake ki ARMAN ke sath aakir ho kya raha hai, yaha par bhi ARMAN confuse hi rehta hai, aur issko hallucination se jodh deta hai, lekin dheere-dheere ussko iss par bhi bharosa hone lagta hai... yaha par usko Angelina bhi kayi salo ke baad milti hai, lekin ab ek complete doctor bankar...

(yaha par mujhko aisa laga ki Angelina ke regular session se ARMAN ka hallucinations ka chapter khatam ho gaya aur doctor ke sath session lene ki wajah se usska dimaag pehle ke comparison me kaafi thik ho gaya... kyon ab usske pass 'dimag ke goomne ka' ek reson tha ki usska dimaag aakhir kyon ghoomta hai... ab wo samajh gaya tha ki yaha par kayi dimension hai, jinme se kisi ek me na hokar wo kayi dimension ki yaado ko store kar raha hai... orr yahi usski current life ko effect kar raha hai...)

[par sahi batau to mujhko aisa nahi laga, yaha par mujhko aisa laga ki ARMAN yaha par apne liye ek stage taiyar kar raha tha... ya kar chuka tha.. kyonki kahani me aage jakar hume pata chala ki ARMAN ke hostel me sabko ye maalum tha ki ARMAN pagalkhane mein hai, Esha Aur Gautam sath reh rahe hai, Arun mar chuka hai aur Rajshree Pandey ne sucide kar liya hai... ]

Jab ARMAN hostel pauchta hai to ussko bhot si shocking cheeze maalum padhti hai, usske past se related... to wo sochta hai ki kyon na apne past ke logo se mila jaaye... tab wo Divya se mila, jisse ussko Esha aur Gautam ke baare mein pata chala... milne se pehle wo sochta hai ki kyon Esha ke sath ek baar phirse life suru ki jaaye lekin Diyva ussko sab kuch batati hai ki Esha aur Gautam ab sath hai... Lekin aage jaakar ussko Rajshree Pandey ke sath ki gayi planning yaad aati hai ki kaise ussne Gautam ko kidnap kiya aur maar dala... Lekin ussko ye nahi yaad aata ki Esha ke sath kya hua... khair ussko baad me Esha ke baare me bhi pata chal jata hai ki usske sath kya hua... Aur Esha ne usske sath kya kiya, jiski wajah se usski poori life iss tarah se badal gayi... khair, Aagey chalkar ARMAN kisi dusre naye dimension mein pauch jata hai, aur yaha par story 'The End' ho jati hai...

Lekin.... Lekin... Lekin....................................

Mujhko nahi lagg raha tha ki story iss tarah se end hone wali hai... maine thoda sa alag socha tha..

Batata hu...

[Jab ARMAN Vandana Rathi ke bagal wale flat mein reh raha tha... to shayad thoda kisak gaya tha ya phir apni yadasht ko kuch hadd tak (partially) kho chuka tha, jo ussko baar-baar usske past mein jane se yaad aa rahi thi, inhi sabb mein wo Daddu ke sath bhi kuch pange lene ke chakkar me lagg chuka tha aur in sabse kaise bachna tha wo isska bhi zariya nikaal chuka tha... yaha par mujhko laga tha ki 8th semester mein hue kaand ke baad jo ARMAN ki halat hui thi, ussme Dadu ka hath hai ye ARMAN ko pata chal gaya tha, jab ussne Gautam ko mara lekin Gautam ki maut ko bhul jane ki wajah se wo Daddu ko bhi bhool gaya... Lekin Daddu ka naam sunkar shayad usske 6th sense ne ussko Daddu se pange lene par majboor kar diya... par ye MLA wahi Berangi hai jisse usska jhagda usski family time par hua tha, to phir pakki baat hai ki Daddu ke muh se Bairangi ke baare me sunkar aur news me Bairangi ke baare me jaankar ARMAN ko pata chal gaya ho ki ye to wahi Bairangi hai... (Lekin jiss Bairangi se ARMAN ka jhagda hua tha, wo thik-thak tha, aur baad me jo bairangi dikhaaya gaya hai wo wheel-chair par hai...), Aur ab issi Bairangi ki madad karke wo Daddu ke hatho se bach sakta hai...

Phir Daddu ko jail karwane ke baad jab ARMAN hostel jata hai to ussko apna pichla sara past yaad aa jata hai, jaisa ki story mein sab kuch aage bataya bhi gaya hai... ARMAN ko sab kuch yaad aa jata hai... (Lekin maine ARMAN ke kisi dusre port mein transfer hone ke baare mein nahi socha tha...

at 'The End' .....) ]
 
Yug Purush

सादा जीवन, तुच्छ विचार
Staff member
Moderator
24,149
22,192
229
mtlb koi arman se tagda ayega :shocking:
mtlb koi arman se tagda ayega :shocking:
Usse tagda... ab kya terrorist chahiye ??
Dimaag ghuma diya ghyàni bhau... story ne..
Matlb.. tuhaare re-edited likhne ke chakkar me
Parso suru ki thi aur kal poora din... poori raat... padhta hi raha story ko..
Sala... dimaag ... aankh ... gand ... total sab kuch dukh gyaa ... (baithe-baithe ... laite-laite) ... lekin aaj subah poori padh kar hi chordha...
Ye sale arman ke character ne ... aisa chipkaya ki khatam karke hi chain aaya...
Sale ne sara kand khud kiya aur bhool bhi gya.... sahi dimagi ability hai sale ki...
:hippi:

Happy to see you here :hug: :cheers:
1st. Bairangi aur Bairagi do alag alag aadmi the.. dhyan se dekho... dono ke name me difference hai :p:
2nd. Mindblowing analysis bro... yadi next part likhunga toh aapka ye review jaroor padhunga , par filhal abhi koyi plan nahi hai aur shayad ab 1-2 story aur likh paun main ... dekhte hai. Par filhal aap yahi mano ki Arman parallel universe me hai. This way , thoda happy ending hoga ki atleast Angelina use mil hee gayi... :D
 
harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219
Usse tagda... ab kya terrorist chahiye ??

:hippi:

Vo kuch bhi kar sakta hai bole to kisi universe me jakar alien bhi ban sakta hai, nobody knows :D
 
Yug Purush

सादा जीवन, तुच्छ विचार
Staff member
Moderator
24,149
22,192
229
  • Like
Reactions: Aakash.
Top