• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Who do you think was the hottest female character. Any 2

  • Esha

  • Angelina Silva

  • Vandana Rathi

  • Aradhna

  • Nisha

  • Deepika mam

  • Ajmeri bai :laugh:

  • Madhulika

  • Vìbha

  • Pandey ji ki laundiya :D


Results are only viewable after voting.

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219
1.Ek word main baar baar bahut bar use kiya hu... spirit molecule.... aka dmt. Produce inside brain. Ye ek real hypothetical theory hai jo mind ko parallel universe se connect karti hai... aur rahi baat brain ki toh ... jab jab arman ki pelayi hui hai brain hee pelaya hai, ya fir super talented maan lo ladke ne itna dmt produce kar liya ki parallel universe me consious transfer kar diya... marne ke baad. Kyynki 4.0 ne kaha tha ki agar ye wapas idhar zinda ho gaya toh maa chod dega duniya ki :p: brain cells me control i mean brainwaves pe control... yani ki ab apni marzi se idhar se udhar... kahi bhi kabhi bhi . :D
.
2. Atmakami ki flashback ki sab memory real hai... a to z...
Varun real tha aur real me zinda bhi hai... :D aur rvc me varun nahi tha ,waha toh koyi nishad choudhary tha shayad...?
jo memories arman ka brain supress kar raha tha, wahi kayi baar khul khul kar saamne aati thi aur fir aakhiri me arman ne sabhi barrier hata diye... aur jitni bhi uski real memory thi, imagination wali memory thi, originator world wali memory thi aur parallel universe me jab jab ghusa tha wo memory thi sab uske dimag me ek sath ghusne lagi aur BOOM ....:D collision... jaisa ki maine story me likha hai....

Yani ye maanliya jaye ki vo bahut pita, itna pita ki uske sarre purje hil gaye aur vo dmt wale process mein ghus gaya jiske baad ye uski halat hui. Tabich mein sochun ki achanak ise kaise ho saktahai, par chal bahut time se raha tha... kamal hai bhai, kahani ko likhne ke liye kaahn se utha kar le ye dmt wala concept sala suna bhi pehlu baar tha.. :sigh:

Han vo to mujhe pata hai rvc wala nishad tha, yani skul ke baad varun se kabhi koi mulakat arman ki hui nahi jab sckul change hua to sab khatam udhairch. Bhai collision apne kaise likha ye aap hi jano sala itna perfectly kaise matcg kar gaye ye aap hi jano hamare to purje khol diye.

Mei apke jab jawab atte uske baad apki tarif karne ka man kar jata hai fir samajh nahi ata ki ab kya karu :(
 
  • Like
Reactions: Aakash.

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219
Bye wala scene main likhne ke baad 4-5 baar back to back padha tha... ab bhi roj 1-2 baar padhta hu jab arman originator world last time gaya tha...
*milte hai fir kisi aur janam me, kisi aur duniya me, kisi aur roop me * :(

Arman mar gaya par apni khud ki dunia mei, parallel me jee raha hai launda. Matlab sala alag hi chal rha hai bhai iska tisra bana kar iski trilogy ko end kar do varna ek malal rahega ek adhurapan zindagi bhar sala jama rahega... :(
 

Yug Purush

सादा जीवन, तुच्छ विचार
Staff member
Moderator
24,193
22,209
229
Yani ye maanliya jaye ki vo bahut pita, itna pita ki uske sarre purje hil gaye aur vo dmt wale process mein ghus gaya jiske baad ye uski halat hui. Tabich mein sochun ki achanak ise kaise ho saktahai, par chal bahut time se raha tha... kamal hai bhai, kahani ko likhne ke liye kaahn se utha kar le ye dmt wala concept sala suna bhi pehlu baar tha.. :sigh:

Han vo to mujhe pata hai rvc wala nishad tha, yani skul ke baad varun se kabhi koi mulakat arman ki hui nahi jab sckul change hua to sab khatam udhairch. Bhai collision apne kaise likha ye aap hi jano sala itna perfectly kaise matcg kar gaye ye aap hi jano hamare to purje khol diye.

Mei apke jab jawab atte uske baad apki tarif karne ka man kar jata hai fir samajh nahi ata ki ab kya karu :(
Varun se jab last time arman ki jo real mulaqat thi us chapter ko maine The Last Ride ka naam isiliye diya tha ... school ke bad dono nahi mile kyynki Varun ne mazak mazak me bol diya tha ki wo arman se jalta hai aur arman to tha hee attitude wala launda...
Arman mar gaya par apni khud ki dunia mei, parallel me jee raha hai launda. Matlab sala alag hi chal rha hai bhai iska tisra bana kar iski trilogy ko end kar do varna ek malal rahega ek adhurapan zindagi bhar sala jama rahega... :(
Bas koyi plot click kar jaye... baki atmakami ko complete karte waqt ab main jaan gaya hu ki yadi mujhe 1 mahina bhi mil gaya free time toh 500-600 page ki story likh sakta hu.. :D 5 din me 113 pages likha hai afterall :cool:
Specially is story pe comment krne ke liye register kiya hu sgp..
Review Aj kal me dunga
Thanks bhai... intezaar rahega aur koyi question hoga toh last ke 2 page padh liniyega :)
 

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219
Varun se jab last time arman ki jo real mulaqat thi us chapter ko maine The Last Ride ka naam isiliye diya tha ... school ke bad dono nahi mile kyynki Varun ne mazak mazak me bol diya tha ki wo arman se jalta hai aur arman to tha hee attitude wala launda...

Bas koyi plot click kar jaye... baki atmakami ko complete karte waqt ab main jaan gaya hu ki yadi mujhe 1 mahina bhi mil gaya free time toh 500-600 page ki story likh sakta hu.. :D 5 din me 113 pages likha hai afterall :cool:

Thanks bhai... intezaar rahega aur koyi question hoga toh last ke 2 page padh liniyega :)

Han vo varun ka wahi patta kat gaya, par kahani bar bar piche aage aur phir kuch jada hi piche ho jati to tym ka locha tha na :D
Kar jayega click bhai, kar jayega, bole to lockdown lagwa de :cool: fir free ho jaoge.. :D
 
  • Like
Reactions: Aakash.

Arham957

New Member
5
12
3
Part - 1
Ab kya review du smjh nahi a raha h.
Story puri padhne ke bad bhi smjh nahi aya ki ability or disorder? Arman ke case me ye pata karna bhi Impossible h kyuki banda h hi itna MTL.
DMT ka role jo apne is story me dala h vo gajab ka h mtlb 8th semester se pata h ki Arman ka dimag bahut tez chalta lekin yaha to had hi ho gayi mtlb gajab..aisa hota bhi h don't know lekin jis tarh ka character Arman h ese me ye sirf kori kalpna ya parikalpna bhi nahi laghti...Arman ke shabdo me bolu to it happened/happens/happening bidu.
Story jab dubara read ki to Google maharaj ki help li DMT term samjhne ke liye to ek hi bat smjh ayi jo apki ijajat ho to Arman ke case me apni taraf se tukka laga lu :D "highest stage of meditation".
Khair chhodo ek engineer Launda ek engineer launde pe story likh raha h to kuch to Jhelna hi padega jo bina explanation smjh nahi ayega.:D
Wese past..past me past aur un sabke bich hallucination,multi verse,parallel universe,time reverse and and aur bhi bahut kuch itna kuch ki sirf Arman hi nahi I guarantee har reader ke dimag me khichdi ban gayi thi..sala is hallucination or reality??:dontknow: se kese niklega Launda..and thanks to you ye sab Hua aur aise hua jiski na kisi ko ummid thi na hi kisi ne aisa socha hoga.
In Sab chizo ko apne is bariki se ukera vo bhi Arman ki style me ye vakai me kamal bemisaal tha.
Mujhe nahi lgta koi dusra writer kisi ek character ko lekar aisa epic kabhi likh payega upar se Arman jo khud ek story h aur jo dialogues h no one can do it chahe vo Christopher nolan hi kyu na ho kyuki Arman ka behavior uska reaction situations ke hisab se uska mood ye har kisi actor/director ka bas ka rog nahi h chahe wo Leonardo di caprio hi kyu na ho.
Ab thodi aur tarif ho jaye jo ki banti bhi h apne story nahi ek epic nahi pata nahi kya rach dala h jo sirf 8th semester aur kuch topics par based h..ye never ending/ever lasting h.In do stories ko jo koi padhega vo jindgi bhar bhul nahi payega aur Arman ke bare me age aur bhi padhne se apne aap ko rok nahi payega.:D
 

Arham957

New Member
5
12
3
Part 2 about story and its details..kal.
Bas koyi plot click kar jaye... baki atmakami ko complete karte waqt ab main jaan gaya hu ki yadi mujhe 1 mahina bhi mil gaya free time toh 500-600 page ki story likh sakta hu.. :D 5 din me 113 pages likha hai afterall
Likh hi dalo nahi to ye inception ki ending ki tarh ki ending koi kamjor dil wala fan bardast nahi kar payega.:D
 

Yug Purush

सादा जीवन, तुच्छ विचार
Staff member
Moderator
24,193
22,209
229
Bhai class 10th me tha jab 8th semester padhi thi, wohi meri pehli story thi jisko padhkar esa nasha laga aajtak XF par story padh raha hun
10th se hee bigad gaye :D thanks
Han vo varun ka wahi patta kat gaya, par kahani bar bar piche aage aur phir kuch jada hi piche ho jati to tym ka locha tha na :D
Kar jayega click bhai, kar jayega, bole to lockdown lagwa de :cool: fir free ho jaoge.. :D
:haha: thanks
Part - 1
Ab kya review du smjh nahi a raha h.
Story puri padhne ke bad bhi smjh nahi aya ki ability or disorder? Arman ke case me ye pata karna bhi Impossible h kyuki banda h hi itna MTL.
DMT ka role jo apne is story me dala h vo gajab ka h mtlb 8th semester se pata h ki Arman ka dimag bahut tez chalta lekin yaha to had hi ho gayi mtlb gajab..aisa hota bhi h don't know lekin jis tarh ka character Arman h ese me ye sirf kori kalpna ya parikalpna bhi nahi laghti...Arman ke shabdo me bolu to it happened/happens/happening bidu.
Story jab dubara read ki to Google maharaj ki help li DMT term samjhne ke liye to ek hi bat smjh ayi jo apki ijajat ho to Arman ke case me apni taraf se tukka laga lu :D "highest stage of meditation".
Khair chhodo ek engineer Launda ek engineer launde pe story likh raha h to kuch to Jhelna hi padega jo bina explanation smjh nahi ayega.:D
Wese past..past me past aur un sabke bich hallucination,multi verse,parallel universe,time reverse and and aur bhi bahut kuch itna kuch ki sirf Arman hi nahi I guarantee har reader ke dimag me khichdi ban gayi thi..sala is hallucination or reality??:dontknow: se kese niklega Launda..and thanks to you ye sab Hua aur aise hua jiski na kisi ko ummid thi na hi kisi ne aisa socha hoga.
In Sab chizo ko apne is bariki se ukera vo bhi Arman ki style me ye vakai me kamal bemisaal tha.
Mujhe nahi lgta koi dusra writer kisi ek character ko lekar aisa epic kabhi likh payega upar se Arman jo khud ek story h aur jo dialogues h no one can do it chahe vo Christopher nolan hi kyu na ho kyuki Arman ka behavior uska reaction situations ke hisab se uska mood ye har kisi actor/director ka bas ka rog nahi h chahe wo Leonardo di caprio hi kyu na ho.
Ab thodi aur tarif ho jaye jo ki banti bhi h apne story nahi ek epic nahi pata nahi kya rach dala h jo sirf 8th semester aur kuch topics par based h..ye never ending/ever lasting h.In do stories ko jo koi padhega vo jindgi bhar bhul nahi payega aur Arman ke bare me age aur bhi padhne se apne aap ko rok nahi payega.:D
Thanks bhai... :bow: Epicstar hai Arman.
New member toh nahi lagte, pm me your other id ... :D
Part 2 about story and its details..kal.

Likh hi dalo nahi to ye inception ki ending ki tarh ki ending koi kamjor dil wala fan bardast nahi kar payega.:D
Dekhte hai bhai... kya hota hai. Part -2 bhi hai... :bow:
 
  • Like
Reactions: 404 and Aakash.

The Immortal

Live Life In Process.
Staff member
Sr. Moderator
57,796
42,707
354
Reading done ,
But clarification ke liye ek Baar aur padhna padega :D
Reason - story ki ending , BC ye kya tha :shocking: , dimak ke saare taar jhanjhana Gaye Gaye Hain filhal :confuse: ,
Ye ability thi ya disorder :hmm2:
Reason - ending - ki ye Kaise hua , Kaise Kiya , kya Arman ki ability thi , ya ye hua hi nhi aur ending kahin bich Mai hi miss ho Gayi mujhse jispe Mera dhyan hi nhi Gaya ho , aur ending Arman Ka disorder ki wajah se Aisa dikh Raha hai ,
Aisa sirf mere sath ho Raha hai Kisi aur ko bhi Aisa lag Raha hai :D
"Mera janm nhi hua , Mera Avatar hua hai - Arman " agar ending aisi hai jaisi dikh rahi hai toh ye line perfect hai :yo:
Mera dimak is waqt ending ko leke Kuch waisa hi hai jaisa Arman aur Nisha ki pehle mulakat hui thi , kya realty (ending) wahi hai Jo dikh Raha hai , ya fir mere dimak ne ek nayi realty Bana li hai Jo abhi dikh nhi Raha , Jo Soch Raha hai ki iski ending Kuch aur hi hai :D
Ye toh dubara padhne par hi pata chalega ya fir tisri Baar padhne par ya chauthi Baar :D

Again reading :reading1:
 
Top