• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

kingkhankar

Multiverse is real!
6,583
14,549
188
Character Introduction

Yeh kahani Lahore ke ek chhote se khandaan ki hai, jismein meri Ammi, Abbu aur main rehte hain.

Abbu - Mere Abbu, jinka naam Feroze Uppal hai, unki age 46 saal hai. Unka bohat hi phaila hua business hai — unke khud ke paper, sugar, flour aur textile ke mills hain jo har saal kai crore ka business laati hain, isliye woh aksar out of city rehte hain.

Ammi - Meri Ammi, jinka naam Mehrunissa Uppal hai, age 36 hai. Dikhne mein kaafi khoobsurat aur haseen hain. Yeh ek simple si housewife hain — inko Abbu ke business mein na itna interest hai aur na hi ameer aurton ke saath uthna-baithna. Asal mein inko ghar ka kaam karna pasand hai, yani khana pakana aur ghar aur family ki dekhbhaal. Inhone to kabhi Lahore ke bahar kadam hi nahi rakha. Abbu ne khoob samjhaya, lekin woh katrati hain kyunki unhe meri fikr satati hai — main unki eklauti aulad hoon, aur mujhe akela chhodna unko gawara nahi. Woh mujhe bohat pyar karti hain.


IMG-3927

Main - Ab aate hain mere ghar ke aakhri fard par — matlab main. Mera naam Shahid Uppal hai, Shahid Afridi se inspired; Abbu unke bohat bade fan the. Meri age 20 saal hai aur main CA ki parhai kar raha hoon. Abbu chahte the ke main MBA karoon taake main unka haath bata sakoon business mein. Maine apni physical health par bohat focus rakha hai — achhi khaasi body banayi hai, roz gym karta hoon aur kabhi-kabaar combat training bhi. Main yeh nahi kahunga ke main koi bohat handsome hoon ya mere par larkiyan marti hain, lekin yeh zaroor keh sakta hoon ke main theek-thaak dikhta hoon. Mere paas zyada friends to nahi hain, lekin ek jigri yaar zaroor hai — Kamran urf Kami. Mere jaise ameer to nahi, magar dil ka ameer zaroor hai. Meri zindagi bas padhai, family, body banana aur Kami ke saath masti mein hi khatam ho jaati hai. Itna bhi zyada nahi, lekin isi sab mein meri duniya basti hai. Aur insaan ko life mein aur kya chahiye?

IMG-3275










Yahan se 40 km door meri Khala ka ghar hai, jo Sheikhupura mein hai. Us khandaan ke afraad mein yeh log shamil hain:


Khalu - Mere Khalu, jinka naam Arshad Virk hai, age 44 saal hai. Inki naukri ek ladies’ cosmetics company mein as a product supervisor hai. Achhi kamai hai, isi liye woh ek bade bungalow mein rehte hain aur company car chalate hain. Shakal se masoom, fitrat se chalaak aur kamine hain. Inki meri Khala ke saath arranged marriage hui thi, jo unki door ki cousin bhi lagti hain. Unse unki teen betiyaan hain. Khalu kabhi is rishte se poori tarah khush nahi raha, kyunki usse ek ladka chahiye tha, aur uske na hone ki wajah woh kahin na kahin Khala ko thehrata hai.

Khala - Khala, yani Fariha Virk, age 34 saal — Ammi se 2 saal chhoti hain. Hain to bohat khoobsurat aur hot; body ki banawat hi aisi hai ke koi bhi phisal jaye. Agar koi inko dekhe aur Khalu ki sehat dekhe, to lagega ke dono ka kya jor hai. Bilkul ‘sex bomb’ hain Khala. Khala itni jawan dikhti hain ke log aksar unko unki betiyon ki badi behan samajhte hain.


IMG-3938


Badi Beti - Ghar ki sabse badi beti Sajal Virk hai, age 18 saal. Hot aur sexy hai, bilkul maa par gayi hai. Western pehnna pasand karti hai aur modern khayalaat ki ladki hai. 12th kar rahi hai, aur uska khwab hai ek badi designer banne ka. Kaafi padaku bhi hai.

IMG-3934

Manjhli Beti - Ghar ki manjhli beti Meerab Virk hai. Woh bhi school mein padhai kar rahi hai. Nature se bholi aur masoom hai. Isko arts mein bohat shauq hai, lekin Khalu ko yeh sab pasand nahi, is liye ab woh CSS karegi aur uski tayari bhi kar rahi hai.

IMG-3935

Chhoti Beti - Aur last mein aati hai ghar ki chhoti beti, yani Aliza Virk. Yeh bhi school jaati hai aur badi chulbuli aur mastikhor hai. Isko hamesha se ek bada bhai chahiye tha jisse woh apni farmaishen aur khwahishaat poori karwa sake. Isko bahar se padhai karni hai, lekin Khalu ka koi bharosa nahi ke woh ijazat denge ya nahi.

IMG-3936
Wonderful start!
Excellent cute pics loaded.
 
  • Like
Reactions: Abhishek Kumar98

Greenhood

New Member
3
22
4
Update 1

Chalo kahani ka aaghaz karte hain — ek aise waqea se jo abhi pesh aana baaqi hai. Yeh ek aisa mod hai jiske baad jo kuch bhi duniya aur mazhab ke niyamon ke mutabiq ghalat aur gunah samjha jaata tha, ab haqeeqat ka rang lene wala hai.



Ammi: Beta, uth jao. Subah ho gayi hai.


DAE4-A0-BF-7261-447-D-94-F5-87-CE79-CF4-F60

Main: Sone do na, Ammi… itna bhi kya time hua hai? Thodi der aur sone do.

Ammi: Kothe da puttar, 7 baj gaye hain. Uth jao — uthne ka waqt ho gaya tumhara.

Main: Kya yaar… pehle utha diya karo na, Ammi. Aapko pata hai mujhe sahi time par gym jana parta hai, warna baad mein waqt nahi milta.

Ammi: Bol kaun raha hai? Main teen baar aayi thi, aur tumne khud kaha tha ‘abhi uth raha hoon’, phir khud hi wapas so gaye.

Main: Oh sorry, Ammi. Kal se nahi hoga, main jaldi uth jaunga.

Ammi: Koi baat nahi beta, hota rehta hai. Tum fresh hone jao, main tumhari diet ke mutabiq nashta aur juice tayar karwa deti hoon.

Main: Thank you, Ammi. Main abhi aaya.

Uthte hi maine seedha Ammi ke gaal par ek pappi di, phir main bathroom ki taraf chala gaya fresh hone ke liye.

Bathroom se nikal kar main seedha downstairs gaya, jahan Abbu pehle se baithe the — Business Recorder ka akhbar haath mein liye, chup-chaap aaram se nashta kar rahe the.

Abbu: Beta, jaldi se nashta kar lo, phir gym ke liye nikalna.

Main: Abbu, main gym se pehle nashta nahi karta. Bohat heavy ho jata hai. Main sirf juice pee lunga aur wapas aake nashta kar loonga.

Abbu: Mujhe kya pata in cheezon ke baare mein, main to bas keh raha tha.

Ammi: Inki baaton ko goli maro, apna juice piyo aur seedha gym jao.

Abbu: Maine aisa kya keh diya jo tum mujh masoom par itna baras rahi ho?

Ammi: Feroze sahab, aap chup hi raho. Itni badi tond nikli hui hai aapki, aur chale bachon ko gym ke baare mein naseehat dene.

Abbu: Maine kya kaha?

Ammi: Yeh kaho, aapne kya nahi kaha! Mere chiraag jaise bete ko subah-subah tang kar rahe ho.

Ammi aur Abbu ka yeh roz ka tha — har chhoti baat par nok-jhonk, jaise aksar miya-biwi mein hoti hai. Mujhe yeh sab kaafi mazaakia lagta tha. Chalo, gym se pehle thoda entertainment to ho gaya.

Main: Main to chala, aap dono ladte raho. Khuda hafiz!

Ammi: Khuda hafiz, beta.

Abbu: Aaram se jana, beta… aur Century SUV le jana, jaldi pahonch jaoge.

Main: Theek hai, Abbu. Bye.

Maine Abbu se gaadi ki chaabi li aur gym chala gaya. Aaj takreeban do ghante workout ki — zyada focus legs par tha, saath thoda cardio bhi. Workout ke baad gaadi ghumai aur ghar ki taraf wapas nikal pada.


AA8-D0-A63-C91-A-4-C6-D-92-FD-B84-F176-D3-C56

Ghar aate hi maine Ammi se poocha, “Abbu kahan hain?” Kyunki ghar aate waqt woh nazar nahi aaye the.

Ammi: Tumhare Farhan uncle hain na, unka call aaya tha kisi kaam ke silsile mein. Tumhare Abbu jaan wahi dekhne gaye hain.

Main: Koi baat nahi, jaldi se nashta karwa do. Bohat zor ki bhook lagi hai.

Ammi: Pehle nahao! Itna paseena jama karke aaye ho — poori shirt bhigi hui hai tumhari.

Main: Nashta ke baad kar loonga… bohat bhook lagi hai.

Yeh sunte hi Ammi gussa ho gayin. Mujhe haath se pakad kar upar bathroom ke paas le gayin aur bolin,

“Baad mein kha lena. Badboo aa rahi hai — pehle nahao aur ready ho jao, college bhi to jana hai.”

Main: Theek hai meri pyari Ammi jaan… aap par yeh gussa bilkul shobha nahi deta. Thoda muskurao, main jaata hoon.

Yeh sunte hi Ammi ke chehre par muskurahat aa gayi.

Ammi: Bilkul nalaik ho tum.

Maine jaldi-jaldi naha liya, phir Ammi ke saath nashta kiya, ready hua aur seedha college ke liye nikal gaya. Jaane se pehle maine Ammi ko zor ki jhappi di, aur unhone roz ki tarah mere chehre par chummon ki baarish kar di — pyaar jatane ka unka apna andaaz tha, woh waise bhi bohat affectionate hain.


A715-AE7-B-99-E1-40-FB-83-F3-B4-C5886-AC42-E

Ghar ke bahar mujhe Abbu mil gaye. Unhone kaha ke aaj ghar jaldi aa jana — koi zaroori baat karni thi.

Gaadi maine Kami ke ghar ki taraf mod li, kyunki usko bhi pick karna tha — hum dono saath hi college jaate hain.

Maine mamool ke mutabiq horn bajana shuru kiya, aur thodi der baad uski Ammi bahar aa gayin.

Aunty: Shahid beta, Kami bas tayar hone wala hai. Apni books jama kar raha hai. Chalo andar aao, main tumhare liye kuch khane ko pakwa deti hoon.

Main: Thanks Aunty, lekin main ghar se already kha kar aaya hoon. Us lafandar ko keh dijiye jaldi kare, warna college ke liye late ho jayenge aur mujhe phir se Mam ki daant sunni padegi.

Aunty: Theek hai beta, do minute mein aati hoon.

Woh andar gayin Kamran ko lene… aur thodi der baad woh gadha bhi bahar aa hi gaya.

Main: Jaldi baith gaadi mein, hum late ho jayenge. Hi-hello baad mein kar lena.

Kami: Bhai, itna kya late ho gaya hai? Hum to roz isi time par nikalte hain.

Main: Aur roz hi main tumhari chakkar mein Rosy Mam se daant khata hoon.

Kami: Woh to tumhari waise hi class le leti hain, isme kya hai?

Main: Mujhe aaj ghar jaldi bhi aana hai, Abbu ko koi kaam hai.

Kami: Koi masla to nahi na, yaar? Mazak apni jagah, agar serious baat hai to main bhi saath chalta hoon.

Main: Nahi, aisa kuch nahi. Shayad koi zaroori baat hogi jo Abbu ko important lagi.

Aise hi baatein karte hue hum college pahonch gaye. Apni-apni classes attend ki, aur lunch ke baad main seedha ghar ke liye nikal gaya. Ghar aakar dekha ke Ammi aur Abbu kisi baat par behas kar rahe the.


81879-E94-9-B68-4113-AA3-E-495-CF49-C0-FDC

Main: Abbu, kya hua? Aap dono kyun jhagad rahe ho?

Abbu: Main tumhari Ammi se keh raha tha mere saath Karachi chalne ke liye — bas ek mahine ki baat hai, phir hum wapas aa jayenge. Lekin mem saab ko problem hai, kyunki yeh tumhe akela chhodna nahi chahti. Bas tum hi is nakchadi ko samjha sakte ho.

Main: Chali jao na Ammi, itni bhi koi badi baat nahi. Main akela reh sakta hoon, bada ho gaya hoon.

Ammi: Chup karo! Bade aaye mujhe samjhane wale… main kahin nahi ja rahi.

Main: Ammi, chali jao. Aap bhi to kabhi yahan se bahar nahi gayin, aur Abbu itne pyaar se le jana chahte hain. Maan lo unki baat.

Ammi: Maine keh diya na, main nahi ja rahi! Yeh batao tumhara nashta kaun banayega? Tumhare kapde kaun istri karega? Tumhari dekhbhaal kaun karega? Main tumhe aise nahi chhod sakti.

Abbu: Mehrunissa, ek kaam karte hain — Shahid ko tumhari behan Fariha ke ghar bhej dete hain. Khane-peene ka masla bhi solve ho jayega. Ab to mana mat karo.

Ammi: Shahid wahan kaise rahega? Wahan uski cousin behnein bhi hain, woh uski ghair-mahram hain.

Abbu: Phir aisa karte hain — khane ke waqt woh wahan chala jaya kare aur wapas yahan aa jaye. Sheikhupura sirf 40 km door hai, itna to yeh ladka aaram se cover kar lega. Jawan jo thehra.

Main: Haan Ammi, main to yeh aasani se kar loonga. Aap maan jao.

Ammi: Theek hai, main Karachi chali jaungi tumhare Abbu ke saath — unke liye nahi, sirf tumhare liye mere raja beta… tumhari israr par.

Abbu: Thank you, beta. Apni maa ko manane ke liye main tumhara shukarguzar hoon.

Main: Mujhe nahi, Ammi ko kaho.

Abbu: Thank you, Mehrunissa… meri jaan.

Ammi: Bas rehne do. Mujhe Fariha ko bhi batana hoga ke Shahid wahan aata rahega.

Main: Par Ammi, main kabhi Khala aur unke khandaan se properly mila hi nahi. Agar mila bhi hoon to shayad bachpan mein… main unko kaise pehchaanunga?

Ammi: Haan, tum log bas bachpan mein mile the. Koi baat nahi, aaj mil lena — sab theek ho jayega.

Main ne bas haan mein sar hila diya. Sach kahoon to Karachi se zyada mere zehan mein ek hi baat ghoom rahi thi — Khala ka ghar… aur woh log jinhein main theek se jaanta bhi nahi. Pata nahi wahan sab kaisa hoga.
 
Last edited:
Top