• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Akhir kyu? From hatred to love (with pics) (Completed)

Kya hero ne jo bhi kiya wo sahi kiya? (Voting aap sabhi 2-3 update pdhne k baad karna)

  • Hn sahi kiya

    Votes: 338 67.2%
  • Nahi, apni behan k sath aisa nhi krna tha

    Votes: 56 11.1%
  • Rahul nirdosh hai

    Votes: 90 17.9%
  • Neha nirdosh hai

    Votes: 19 3.8%

  • Total voters
    503

Werewolf

ʏᴏᴜ ᴍᴀʏ ᴄᴏᴍᴇ ᴛᴏ ʀᴇɢʀᴇᴛ ᴛʀʏɪɴɢ ᴛᴏ ᴍᴀɴɪᴘᴜʟᴀᴛᴇ ᴍᴇ
Supreme
11,470
89,432
259

Update - 92

Ab tak...

"Is this the end?? Kya yahi meri maut likhi hai??" Khud se rahul ne sawal kiya mann me.

Uska muh ab paani ke andar tha aur wo saas ko roke hue tha,

"Richu...tanisha... Vanshu dii... Anshu... Monica dii... khushi...preeti... saurabh... urvashi... Nikita...dad...mom... Gudiya... Looks like...
This is the end for me"

Behte behte usne apni aankhein band rakhi, chehre par ek halki muskaan aur edkum se jese andhera sa chhaane laga uske saamne.

Ab aage...

Baahar monica ye jhatka seh na paayi aur ekdum se hi behosh hoke gir padi. Tina uska haal dekh ke boht hi tension me aa chuki thi. Mission complete toh ho gaya tha, tina jo ki apne maqsad ko paakar ab finally apni zindagi apne mann se jeene waali thi woh abhi kuch zyaada khush nahi thi. Wajah thi uski dost monica ka yu haal behaal hote dekhna. Usse monica ke liye boht bura lag raha tha.

Sabhi ko pata tha ki monica rahul ko chaahti hai, kyuki monica ne gufa ki entrance pe rahul ko propose jo kiya tha aur ab apne pyaar ko aise khote dekhna, na jaane kya beet rahi hogi monica pe. Itna pyaar ki wo behosh hi ho gayi. Sab andaaza laga hi sakte the ki monica ke andar rahul ke prati kitni strong feelings rahi hongi.

Natasha ne jese hi monica ko girte hue dekha usne forun monica ke paas jaake usse apne peeth par utha liya,

Natasha : we must move now

Varun : but rahul sir...

Natasha : this gate won't open. Let's look for him at the entrance.

James aur peter ka kaam tha motor boat ko laana. Motor boat entrance ke paas thi aur waha jaane ke liye ab terr ke jaane ke alaawa aur koi raasta nahi tha. James aur peter dono hi paani me kood pade aur terrte hue entrance ki taraf jaane lage. Thoda sa doori par thi entrance par dono terrna jaante the toh ye unke liye namumkin kaam nahi tha.

Baaki sabhi wahi par wait kar rahe the, varun baar baar gate kholne ka prayatn kar raha tha usse lag raha tha jese uski boht badi galti hai iss sab ke peeche, glaani ke bhaav utpann ho rahe the usme.

Varun : sab meri galti hai... Yadi mene rahul sir ki jagah charge kiya hota toh unko goli nahi lagti, hum yaha pese lekar mission ke liye aaye fir bhi mene sir ko aage rehne diya shit!!!

Vivek : tumhe sahi kaha. Infact sir aur miss urvashi injured huye hai, hum sahi salamat hai. All because of rahul sir. Yadi rahul sir baahar nahi aaye toh mein apne aap ko kabhi maaf nahi kar paunga.

Varun : mein bhi...

Vivek : hume jald se jald unhe dhoondna hoga entrance me jaakar. Hume ye nahi bhoolna chahiye ki dono rahul sir aur miss Urvashi ko chot lagi hui hai. Jald se jald hospital leke jaana hoga hume inko. Urvashi ma'am toh fir bhi thodi derr aur jhel lengi kyuki unka blood loss utna nahi hai par rahul sir... Pani me unki bandhi hui patti zaroor dheeli ho gayi hogi.

Varun : damn it....

Varun daant meeste hue darwaaza pe aur zorr lagaane lagta hai par darwaaza toh jese tass se mass nahi ho raha tha. Ek toh pani padne se wese hi grip fisal rahi thi, dusra ye ki dusri taraf paani itna tha ki yadi gate khulta bhi toh paani ke bahaav se hi varun beh jaata. Par fir bhi varun koshish karne se peeche nahi hatt raha tha.

Natasha : it's no use. Don't waste your energy man!!

Varun : So what should I do? Do you have any better plan.

Varun ne thoda kheejte hue bola.

Natasha : we'll look for him at the entrance. Don't waste your energy here.

Idhar mumbai me lagbhag raat ho rahi thi, neha aur anshu richa ke saath uske ghar me baithi hui thi. Richa company ka kaam saurabh ke haatho chorr kar neha aur anshu ko apne saath le aayi thi.

Abhi neha baithi hui thi ki wo ekdum se uth gayi.

Richa (confused) : neha?? Kya hya?

Neha : dii! I don't know. Mera seena bhari bhari sa lag raha hai. I feel uncomfortable.

Anshu : nehu! Kya hua?

Neha : dii mera jee machal raha hai. I feel very uncomfortable.

Anshu : it's okay! Chai peelo thodi. You'll feel better.

Neha : no dii! Wese nahi... I feel... Dii!! Bhai ko call lagaiye na.

Anshu : huh? Bhai ko? But... Wo new Zealand me hai aur jesa ki richa dii ne bataya ki bhai ne unko kaha tha ki wo call na kare. He'll be back within a week.

Neha : I know dii! But... But... I just want to hear him. Mujhe bas bhai ki awaaz sunani hai. Ek baar bas. Laga dijiye na please. Please I beg you.

Neha ki aankhein namm ho gayi thi. Aisa prateet ho raha tha jese wo bheek maang rahi hai, anshu se aur wo bhi kis liye? Apne bhai ki awaaz sunane ke liye.

Neha ne ladayi ke baad se hi rahul ka number apne phone me kabhi bhi save nahi kiya tha. Infact usne rahul se related uski harr ek photos, videos, messages sab kuch delete kar ke rakha hua tha. Aaj neha ko mehsoos ho raha tha ki kitni adhuri thi woh rahul ke bina.

Uski aisi soorat dekh anshu bhi khud ko na rok paayi aur usne apna phone unlock karke neha ko hi thama diya.

Neha : thank you so much dii!

Anshu (smiles) : isme thanks ki zaroorat nehu? I hope bhai bas gussa na ho. Mene unki sachhayi sabke saamne laa dii.

Neha : don't worry dii! I won't talk to him right now. mujhe bas unki awaaz sunani hai.

Neha jese hi rahul ko call lagaati hai toh dusri taraf se awaaz aati hai,
"Aapke dwaara abhi dial kiya hua number coverage chhetr ke baahar hai"

Neha ne bauhe sikodte hue kayi baar aur try kiya par harr baar neha ko wahi sunane ko mila. Nateeja... Neha aur bhi zyaada uncomfortable feel karne lagi.

Neha : dii! Phone kyu nahi lag raha hai??

Neha ki saasein tezz ho rahi thi,

Anshu : nehu calm down. Tum itna haaf kyu rahi ho? Ye tumhe itna paseena kyu aa raha hai?

Neha : dii! Mujhe bhai ki boht chinta ho rahi hai. I want to see him. I want to talk to him. I need him.

Anshu : it's okay dear! Bhai abhi kahi busy honge. Wo baad me call karenge humko maybe khud.

Neha : nooooooo.... Aap samajh nahi rahi ho dii! Mein... Mein... Khud waha chali jaati hu.

Anshu : huh??

Neha uthke apne phone me flight book karne ke liye search karne lagti hai

Richa : neha?? Tum?? Kya kar rahi ho?

Neha : I will go to new Zealand!

Anshu : whaaatt?? Nehu! Ye kesi baatein kar rahi hai tu?

Neha : dii! Aap mujhe nahi rokengi! Yadi aap chalna chaahti hai toh it's okay warna mein akeli hi chali jaungi. Aap samajhiye please! Mujhe boht zyaada... I feel very uncomfortable. Mujhe usse jald se jald dekhna hai apni aankho ke saamne bas.

Kehte kehte uske aasu jharne lagte hai, richa aur anshu apna muh khole usse hi dekh rahi thi bas.

Anshu : fine then! I'll go with you too.

Neha : aap apna pass port aur baaki sab layi ho na?

Anshu : mein sab leke hi chalti hu.

Richa : neha! Mein bhi chalti hu. Meri bhi rahul se baat nahi hui hai tabse. I'm worried about him too. Tum sahi keh rahi ho. Mujhe bhi usse lekar uncomfortable sa mehsoos ho raha hai.

Neha : okay dii! I'll look for flights.

Udhar new Zealand me south island me jese hi james aur peter motor boat lekar baaki sabhi ke paas pohuchte hai toh natasha unhe sujhaav deti hai.

Natasha : we can't wait for rahul with urvashi here. We have to shift urvashi to hospital and someone will here look for rahul.

Varun : okay! I'll look for rahul sir! You guys go and take miss urvashi to hospital.

Natasha : no! I have a better plan. We can't take urvashi to local hospitals. They'll ask the reason for the gunshot. Then police will get involved too.

Varun : yes you are right! Then?

Natasha : I have a friend. She can help. She'll do the operation for urvashi. She's highly skilled.

Natasha apni ek friend ko call karti hai aur usse car bhejne ke liye kehti hai taaki jese hi urvashi ko Island se lekar wapas city jaa toh koi dekhe na aur seedhe urvashi ko car me shift karke uski friend ke hospital le jaa sake.

Natasha : it's done! She will send a car. peter and james, you two will go with miss urvashi and take miss tina too. She needs rest. Vivek you also go with them and you'll have to bring back the motor boat. Till then, varun and I will look for rahul. Got it?

Varun : alright!

Natasha ke plan ke according, peter james vivek tina aur urvashi ko lekar chal dete hai motor boat me aur city pohuchte hai unhe car dikhayi de jaati hai jisme se ek aadmi nikalta hai aur sabhi ko baithne kehta hai. Sab usme baith jaate hai, siwae vivek ke.
Car hospital ki or ravaana ho jaati hai aur vivek motor boat ko wapas se Island ki taraf ghuma deta hai.

Natasha aur varun entrance pe aakar khade ho jaate hai aur fir andar jaane lagte hai. Idhar se hi wo aaye the starting me. Darwaaze ke paas jese hi dono pohuchte hai toh dekhte hai ki darwaaze me jo chhed maujood the unme se paani nikal raha hai. Matlab saaf tha, andar labalab paani bhara hua hai. Yadi aisa hai matlab rahul andar hi hai aur paani poora bhara hai iska matlab rahul paani ke andar hi hoga, aise me uski saas...

Natasha : this is bad...

Varun : we should open the door.

Natasha : it's risky! It'll take us too...

Varun : we don't have any option.

Ye gate retractable nahi tha. Isliye thodi hi mehnat se ye khul gaya. Par jese hi gate khula, paani ka force itna tezz tha ki wo varun aur natasha ko ek hi jhatke me lekar aate hue gufa ke baahar paani me fek diya.

Varun : damn it! You okay??

Natasha : yes I'm okay!

Dono terrte hue wapas aaye. Toh varun khud ko firse dosh dene laga,

Varun : kaash mene... Kaash mein saamne hota.

Andar underground gufa me, rahul pani me behte hue apne jab hosh almost khu hi chuka tha, tabhi uske mann me neha ka chehra ek baar jhalka aur neha ki ek bekaraari sii bhari hui awaaz uske andar goonji,
"Bhaiyaaaaaaa"

Neha ka dhyaan aate hi, rahul ki jese bauhe sikudi aur usse jese ekdum se behoshi me jaane se bacha liya, wo behte behte kisi cheez se apne chotil kandhe ke bal takraaya toh ek dard bhari karaah uske muh se nikali jiske kaaran ek dum se pani me bulbule bane aur paani rahul ke muh me thoda ghuss gaya.

Dard ne aur neha ki awaaz ne jese rahul ko hosh me laa diya wo apna muh tightly band kiye pani ki upari lehar par perr maarte hue pohucha aur paani se sar bahar nikaalte hi usne muh ka paani feka aur ek lambi saas lii, tabhi usne dekha wo ek alag hi jagah par tezzi se jaa raha hai aur dheere dheere uske saamne roshni sii aane lagi.

"Kya ye bahar ka raasta hai?" Rahul ne mann me socha. Jese hi wo aur kareeb tezzi se behte hue paas aaya aur dekha toh waqai ye bahar ka raasta tha. Paani ke bahaav ne rahul ko jese ekdum se gufa se bahar fek diya.

Rahul pani me girte hi upar terr kar aaya aur suitcase ke upar apna right hand jo ki chotil tha usse rakh diya aur apna sar bhi aur apne perr se wo terrte hue aage badhne laga.

Par kyuki rahul abhi abhi jis cheez se takraaya tha paani me behte time uske kaaran blood loss aur bhi badh gaya. Patti toh wese hi dheeli ho chuki thi. Bhidne se khoon aur bhi behne laga aur rahul suitcase me sar rakhe rakhe hi Behosh ho gaya.

Suitcase doob nahi raha tha. Ek maayne me suitcase ne hi jaan bachayi rahul ki aisa bhi keh sakte hai. Suitcase kii density hi aisi thi ki wo paani me doob hi nahi sakta.

Jis raaste se rahul baahar aaya ye raasta ek emergency raasta tha jo D'Souza ne banwaaya tha. Ye tab ke liye tha kji yadi D'Souza khud aisi situation me yadi kabhi phass gaya toh paani ke bahav se wo apne aap hi nikal sake, aisa usne ek path banwaaya tha. Ab ye toh rahul ki kismat thi jo D'Souza ne ye path banwaaya. Kherr D'Souza ke kaam bhale hi na aaya ho par rahul ko zaroor bacha liya iss raaste ne.

Varun : I've failed my mission!!

Varun kehte hue rone lagta hai. Aisa pehli baar tha jab kisi mission me wo apne hi hirer ko protect nahi kar paaya aur ulta hirer ne usse aur baaki sab ko protect kiya.

Natasha usko aise dekh khud bhi guilt feel karne lagti hai ki tabhi uski nazar chattaan ke side me jaati hai toh usse jese kuch hilta hua nazar aata hai. Jese hi wo aage badh ke dekhti hai toh uski aankhein chaudi ho jaati hai,

Natasha : ohhh shit!!

Kehte hue wo ekdum se paani me kood jaati hai aur terrte hue waha jaane lagti hai. Jab varun usse aise dekhta toh wo bhi uske peeche jaane lagta hai aur jese hi saamne dekhta hai toh uske chehre pe ekdum se kayi bhaav aa jaate hai. Uske aasu bhi nikal rahe the, wo smile bhi kar raha fha tha aur apne aasu pochte hue wo furti se paani me kood gaya.

Paani me suitcase me behte hue rahul idhar udar dol raha tha, natasha uske kareeb aayi usse apne kandhe par pakdi aur saath hi suitcase ko aur lekar aage badhne lagi. Varun paas aate hi rahul ko hold kar liya aur natasha ne fir suitcase aur dono rahul ko chorr par le aaye.

Varun : press his chest...

Natasha chest press karne lagti hai jiske chalte rahul ke muh se kuch bhi bahar nahi nikalta.

Varun : CPR?

Natasha rahul ko dekhti hai aur fir uske muh ke kareeb aati hai aur usse mouth to mouth treatment dene lagti hai. Par koi fayda nahi hota.

Natasha : he's unconscious not because of drowning but because of blood loss.

Itne me hi unhe motor boat ki awaaz aati hai aur wo dekhte hi ki vivek boat lekar aa gaya.
Dono rahul ko upar karte hai boat me aur furti me city ki taraf chal dete hai, natasha firse apni friend ko call karke car bhejne ke liye keh deti hai.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aaj ke liye itna hi guys!

Dhanyawad!
 
Nice update
Wow. Awesome
Rahul ko ab koi chamatkar ya Neha ki yaad hi chetna me la sakti hai. Bahut sunder update hai bhai ji.
Superb update bro
Brilliant story bro 2 days me pori story read Karli mind-blowing bs is story ko complete lazmi karna
Wow, excellent update hey.
Excellent update brother
Rahul tow bahot buri tarha fas gaya paani k ander
Dekhte aage kia hota h
Suspense pe laker fir se chod dia aapne
Nice update bhaii bhot awala maza aya giea bhaiii ab new upbate ka intazar ha
Awesome update. Monica aur Tona ka maqsad pura ho gaya. Lekin yah Rahul ko paiso ke beg ke piche apni jaan khatre me dalne ki kya zaroorat thi?
Dekhte hai ab Rahul kaise nikalta hai is musibat se aur yah Urvashi list me kab shamil hui pata hi nahi laga.
Bhai wolf bhai ki update kitne dino pr aati h
Zabardast update
Behad hi shandar or jabardast update bhai.
Bahut khoob superb.

Aage ka intjaar
Awesome update
Ab aage kiya hoga yahi intazar lagi hai yr jaldi hii update de do bhai
Excellent update..bhai
Nice update
Awesome updates
Super update
Aage Kya hoga please jldi update do
great update
Super & Mast & Very Nice Update Bro

Wah rahul k dimag ne sb ko to bacha liya pr us peso k bag ki wajah se khud ko nhi bacha saka ab dekhte story m aage hota konsa mod aata h

Waiting
nice ... but left all of us in suspense ... though we are aware HERO will be saved and out of trouble .. as lot of incest would happen ... lol

keep rocking
great update
Yaar itna chhota update hota hai ki reading start karte hi hi khatam ho jati hai, Writer bhaiya thoda bada update diya karo yaar ek to vaise hi 4-5 din me update dete ho, story achchi hai par update chhota hai.
Thanks
One of the best episode dedicated to full fledged action/dhamaka
What an amazing shootout maza agaya.
Rahul ka ab kya hoga woh kaise niklega or agar usko kuch hogaya toh uski gudiya ka kya hoga jab usko pata chalega i hope ke sab sahi ho or rahul sahi salamat india pahuch jaye.age ka intezar rahega.
Waiting for next!
Great update bhai
Kahani ko es tarah se end na kar dena bahut dukh hoga hume.
waiting for the next update.
Ek aur behtarin update lekhk ki kalam se....waiting for next
Nice update keep updating the story
Nice update
Wah bhai bahut khub ???
Rahul ka yeh end nae hona chahiye
bahut hi shaandar update diya hai bhai...
Nice and awesome update....
Bhai rahul ka end time aa gaya h kya wo akala hi phans gaya
Waiting for next update bhai
Nice update bro.... Next update kab aaega
Superb update
Will wait
Superb update
Expect nehi kiya tha, author saab ne Natasha ko bhi emotional bana diya?
Waiting for next update
Waiting for next update bhai
Rahul bach to jayega hi, par kya writer babu use underground karne wale hain , noto se bhara briefcase hai hi uske paas. Shrilanka me setup wo bna chuka hai. Kya neha aur baaki sab uski judaiii jhel payenge. Aur jab ek timeleap k baad ye dobara milenge to uska neha par kya asar hoga, let's see.
Intazar rahega bhai update ka
wait for next update.
Waiting for another action cum emotion filled update?
Update ka intizar h bhai
Updatekab milega koi timing h kya bhai
Waiting for next update brother
Eagerly waiting dear...
अपडेट दे देना हम इंतजार कर लेंगे
Waiting for next update
Werewolf bhai kab tak update de rahe ho?
11.07 hogaye yaar
Update has been posted guys!
 
kingkhankar

Well-Known Member
5,952
13,670
188
Update - 92

Ab tak...

"Is this the end?? Kya yahi meri maut likhi hai??" Khud se rahul ne sawal kiya mann me.

Uska muh ab paani ke andar tha aur wo saas ko roke hue tha,

"Richu...tanisha... Vanshu dii... Anshu... Monica dii... khushi...preeti... saurabh... urvashi... Nikita...dad...mom... Gudiya... Looks like...
This is the end for me"

Behte behte usne apni aankhein band rakhi, chehre par ek halki muskaan aur edkum se jese andhera sa chhaane laga uske saamne.

Ab aage...

Baahar monica ye jhatka seh na paayi aur ekdum se hi behosh hoke gir padi. Tina uska haal dekh ke boht hi tension me aa chuki thi. Mission complete toh ho gaya tha, tina jo ki apne maqsad ko paakar ab finally apni zindagi apne mann se jeene waali thi woh abhi kuch zyaada khush nahi thi. Wajah thi uski dost monica ka yu haal behaal hote dekhna. Usse monica ke liye boht bura lag raha tha.

Sabhi ko pata tha ki monica rahul ko chaahti hai, kyuki monica ne gufa ki entrance pe rahul ko propose jo kiya tha aur ab apne pyaar ko aise khote dekhna, na jaane kya beet rahi hogi monica pe. Itna pyaar ki wo behosh hi ho gayi. Sab andaaza laga hi sakte the ki monica ke andar rahul ke prati kitni strong feelings rahi hongi.

Natasha ne jese hi monica ko girte hue dekha usne forun monica ke paas jaake usse apne peeth par utha liya,

Natasha : we must move now

Varun : but rahul sir...

Natasha : this gate won't open. Let's look for him at the entrance.

James aur peter ka kaam tha motor boat ko laana. Motor boat entrance ke paas thi aur waha jaane ke liye ab terr ke jaane ke alaawa aur koi raasta nahi tha. James aur peter dono hi paani me kood pade aur terrte hue entrance ki taraf jaane lage. Thoda sa doori par thi entrance par dono terrna jaante the toh ye unke liye namumkin kaam nahi tha.

Baaki sabhi wahi par wait kar rahe the, varun baar baar gate kholne ka prayatn kar raha tha usse lag raha tha jese uski boht badi galti hai iss sab ke peeche, glaani ke bhaav utpann ho rahe the usme.

Varun : sab meri galti hai... Yadi mene rahul sir ki jagah charge kiya hota toh unko goli nahi lagti, hum yaha pese lekar mission ke liye aaye fir bhi mene sir ko aage rehne diya shit!!!

Vivek : tumhe sahi kaha. Infact sir aur miss urvashi injured huye hai, hum sahi salamat hai. All because of rahul sir. Yadi rahul sir baahar nahi aaye toh mein apne aap ko kabhi maaf nahi kar paunga.

Varun : mein bhi...

Vivek : hume jald se jald unhe dhoondna hoga entrance me jaakar. Hume ye nahi bhoolna chahiye ki dono rahul sir aur miss Urvashi ko chot lagi hui hai. Jald se jald hospital leke jaana hoga hume inko. Urvashi ma'am toh fir bhi thodi derr aur jhel lengi kyuki unka blood loss utna nahi hai par rahul sir... Pani me unki bandhi hui patti zaroor dheeli ho gayi hogi.

Varun : damn it....

Varun daant meeste hue darwaaza pe aur zorr lagaane lagta hai par darwaaza toh jese tass se mass nahi ho raha tha. Ek toh pani padne se wese hi grip fisal rahi thi, dusra ye ki dusri taraf paani itna tha ki yadi gate khulta bhi toh paani ke bahaav se hi varun beh jaata. Par fir bhi varun koshish karne se peeche nahi hatt raha tha.

Natasha : it's no use. Don't waste your energy man!!

Varun : So what should I do? Do you have any better plan.

Varun ne thoda kheejte hue bola.

Natasha : we'll look for him at the entrance. Don't waste your energy here.

Idhar mumbai me lagbhag raat ho rahi thi, neha aur anshu richa ke saath uske ghar me baithi hui thi. Richa company ka kaam saurabh ke haatho chorr kar neha aur anshu ko apne saath le aayi thi.

Abhi neha baithi hui thi ki wo ekdum se uth gayi.

Richa (confused) : neha?? Kya hya?

Neha : dii! I don't know. Mera seena bhari bhari sa lag raha hai. I feel uncomfortable.

Anshu : nehu! Kya hua?

Neha : dii mera jee machal raha hai. I feel very uncomfortable.

Anshu : it's okay! Chai peelo thodi. You'll feel better.

Neha : no dii! Wese nahi... I feel... Dii!! Bhai ko call lagaiye na.

Anshu : huh? Bhai ko? But... Wo new Zealand me hai aur jesa ki richa dii ne bataya ki bhai ne unko kaha tha ki wo call na kare. He'll be back within a week.

Neha : I know dii! But... But... I just want to hear him. Mujhe bas bhai ki awaaz sunani hai. Ek baar bas. Laga dijiye na please. Please I beg you.

Neha ki aankhein namm ho gayi thi. Aisa prateet ho raha tha jese wo bheek maang rahi hai, anshu se aur wo bhi kis liye? Apne bhai ki awaaz sunane ke liye.

Neha ne ladayi ke baad se hi rahul ka number apne phone me kabhi bhi save nahi kiya tha. Infact usne rahul se related uski harr ek photos, videos, messages sab kuch delete kar ke rakha hua tha. Aaj neha ko mehsoos ho raha tha ki kitni adhuri thi woh rahul ke bina.

Uski aisi soorat dekh anshu bhi khud ko na rok paayi aur usne apna phone unlock karke neha ko hi thama diya.

Neha : thank you so much dii!

Anshu (smiles) : isme thanks ki zaroorat nehu? I hope bhai bas gussa na ho. Mene unki sachhayi sabke saamne laa dii.

Neha : don't worry dii! I won't talk to him right now. mujhe bas unki awaaz sunani hai.

Neha jese hi rahul ko call lagaati hai toh dusri taraf se awaaz aati hai,
"Aapke dwaara abhi dial kiya hua number coverage chhetr ke baahar hai"

Neha ne bauhe sikodte hue kayi baar aur try kiya par harr baar neha ko wahi sunane ko mila. Nateeja... Neha aur bhi zyaada uncomfortable feel karne lagi.

Neha : dii! Phone kyu nahi lag raha hai??

Neha ki saasein tezz ho rahi thi,

Anshu : nehu calm down. Tum itna haaf kyu rahi ho? Ye tumhe itna paseena kyu aa raha hai?

Neha : dii! Mujhe bhai ki boht chinta ho rahi hai. I want to see him. I want to talk to him. I need him.

Anshu : it's okay dear! Bhai abhi kahi busy honge. Wo baad me call karenge humko maybe khud.

Neha : nooooooo.... Aap samajh nahi rahi ho dii! Mein... Mein... Khud waha chali jaati hu.

Anshu : huh??

Neha uthke apne phone me flight book karne ke liye search karne lagti hai

Richa : neha?? Tum?? Kya kar rahi ho?

Neha : I will go to new Zealand!

Anshu : whaaatt?? Nehu! Ye kesi baatein kar rahi hai tu?

Neha : dii! Aap mujhe nahi rokengi! Yadi aap chalna chaahti hai toh it's okay warna mein akeli hi chali jaungi. Aap samajhiye please! Mujhe boht zyaada... I feel very uncomfortable. Mujhe usse jald se jald dekhna hai apni aankho ke saamne bas.

Kehte kehte uske aasu jharne lagte hai, richa aur anshu apna muh khole usse hi dekh rahi thi bas.

Anshu : fine then! I'll go with you too.

Neha : aap apna pass port aur baaki sab layi ho na?

Anshu : mein sab leke hi chalti hu.

Richa : neha! Mein bhi chalti hu. Meri bhi rahul se baat nahi hui hai tabse. I'm worried about him too. Tum sahi keh rahi ho. Mujhe bhi usse lekar uncomfortable sa mehsoos ho raha hai.

Neha : okay dii! I'll look for flights.

Udhar new Zealand me south island me jese hi james aur peter motor boat lekar baaki sabhi ke paas pohuchte hai toh natasha unhe sujhaav deti hai.

Natasha : we can't wait for rahul with urvashi here. We have to shift urvashi to hospital and someone will here look for rahul.

Varun : okay! I'll look for rahul sir! You guys go and take miss urvashi to hospital.

Natasha : no! I have a better plan. We can't take urvashi to local hospitals. They'll ask the reason for the gunshot. Then police will get involved too.

Varun : yes you are right! Then?

Natasha : I have a friend. She can help. She'll do the operation for urvashi. She's highly skilled.

Natasha apni ek friend ko call karti hai aur usse car bhejne ke liye kehti hai taaki jese hi urvashi ko Island se lekar wapas city jaa toh koi dekhe na aur seedhe urvashi ko car me shift karke uski friend ke hospital le jaa sake.

Natasha : it's done! She will send a car. peter and james, you two will go with miss urvashi and take miss tina too. She needs rest. Vivek you also go with them and you'll have to bring back the motor boat. Till then, varun and I will look for rahul. Got it?

Varun : alright!

Natasha ke plan ke according, peter james vivek tina aur urvashi ko lekar chal dete hai motor boat me aur city pohuchte hai unhe car dikhayi de jaati hai jisme se ek aadmi nikalta hai aur sabhi ko baithne kehta hai. Sab usme baith jaate hai, siwae vivek ke.
Car hospital ki or ravaana ho jaati hai aur vivek motor boat ko wapas se Island ki taraf ghuma deta hai.

Natasha aur varun entrance pe aakar khade ho jaate hai aur fir andar jaane lagte hai. Idhar se hi wo aaye the starting me. Darwaaze ke paas jese hi dono pohuchte hai toh dekhte hai ki darwaaze me jo chhed maujood the unme se paani nikal raha hai. Matlab saaf tha, andar labalab paani bhara hua hai. Yadi aisa hai matlab rahul andar hi hai aur paani poora bhara hai iska matlab rahul paani ke andar hi hoga, aise me uski saas...

Natasha : this is bad...

Varun : we should open the door.

Natasha : it's risky! It'll take us too...

Varun : we don't have any option.

Ye gate retractable nahi tha. Isliye thodi hi mehnat se ye khul gaya. Par jese hi gate khula, paani ka force itna tezz tha ki wo varun aur natasha ko ek hi jhatke me lekar aate hue gufa ke baahar paani me fek diya.

Varun : damn it! You okay??

Natasha : yes I'm okay!

Dono terrte hue wapas aaye. Toh varun khud ko firse dosh dene laga,

Varun : kaash mene... Kaash mein saamne hota.

Andar underground gufa me, rahul pani me behte hue apne jab hosh almost khu hi chuka tha, tabhi uske mann me neha ka chehra ek baar jhalka aur neha ki ek bekaraari sii bhari hui awaaz uske andar goonji,
"Bhaiyaaaaaaa"

Neha ka dhyaan aate hi, rahul ki jese bauhe sikudi aur usse jese ekdum se behoshi me jaane se bacha liya, wo behte behte kisi cheez se apne chotil kandhe ke bal takraaya toh ek dard bhari karaah uske muh se nikali jiske kaaran ek dum se pani me bulbule bane aur paani rahul ke muh me thoda ghuss gaya.

Dard ne aur neha ki awaaz ne jese rahul ko hosh me laa diya wo apna muh tightly band kiye pani ki upari lehar par perr maarte hue pohucha aur paani se sar bahar nikaalte hi usne muh ka paani feka aur ek lambi saas lii, tabhi usne dekha wo ek alag hi jagah par tezzi se jaa raha hai aur dheere dheere uske saamne roshni sii aane lagi.

"Kya ye bahar ka raasta hai?" Rahul ne mann me socha. Jese hi wo aur kareeb tezzi se behte hue paas aaya aur dekha toh waqai ye bahar ka raasta tha. Paani ke bahaav ne rahul ko jese ekdum se gufa se bahar fek diya.

Rahul pani me girte hi upar terr kar aaya aur suitcase ke upar apna right hand jo ki chotil tha usse rakh diya aur apna sar bhi aur apne perr se wo terrte hue aage badhne laga.

Par kyuki rahul abhi abhi jis cheez se takraaya tha paani me behte time uske kaaran blood loss aur bhi badh gaya. Patti toh wese hi dheeli ho chuki thi. Bhidne se khoon aur bhi behne laga aur rahul suitcase me sar rakhe rakhe hi Behosh ho gaya.

Suitcase doob nahi raha tha. Ek maayne me suitcase ne hi jaan bachayi rahul ki aisa bhi keh sakte hai. Suitcase kii density hi aisi thi ki wo paani me doob hi nahi sakta.

Jis raaste se rahul baahar aaya ye raasta ek emergency raasta tha jo D'Souza ne banwaaya tha. Ye tab ke liye tha kji yadi D'Souza khud aisi situation me yadi kabhi phass gaya toh paani ke bahav se wo apne aap hi nikal sake, aisa usne ek path banwaaya tha. Ab ye toh rahul ki kismat thi jo D'Souza ne ye path banwaaya. Kherr D'Souza ke kaam bhale hi na aaya ho par rahul ko zaroor bacha liya iss raaste ne.

Varun : I've failed my mission!!

Varun kehte hue rone lagta hai. Aisa pehli baar tha jab kisi mission me wo apne hi hirer ko protect nahi kar paaya aur ulta hirer ne usse aur baaki sab ko protect kiya.

Natasha usko aise dekh khud bhi guilt feel karne lagti hai ki tabhi uski nazar chattaan ke side me jaati hai toh usse jese kuch hilta hua nazar aata hai. Jese hi wo aage badh ke dekhti hai toh uski aankhein chaudi ho jaati hai,

Natasha : ohhh shit!!

Kehte hue wo ekdum se paani me kood jaati hai aur terrte hue waha jaane lagti hai. Jab varun usse aise dekhta toh wo bhi uske peeche jaane lagta hai aur jese hi saamne dekhta hai toh uske chehre pe ekdum se kayi bhaav aa jaate hai. Uske aasu bhi nikal rahe the, wo smile bhi kar raha fha tha aur apne aasu pochte hue wo furti se paani me kood gaya.

Paani me suitcase me behte hue rahul idhar udar dol raha tha, natasha uske kareeb aayi usse apne kandhe par pakdi aur saath hi suitcase ko aur lekar aage badhne lagi. Varun paas aate hi rahul ko hold kar liya aur natasha ne fir suitcase aur dono rahul ko chorr par le aaye.

Varun : press his chest...

Natasha chest press karne lagti hai jiske chalte rahul ke muh se kuch bhi bahar nahi nikalta.

Varun : CPR?

Natasha rahul ko dekhti hai aur fir uske muh ke kareeb aati hai aur usse mouth to mouth treatment dene lagti hai. Par koi fayda nahi hota.

Natasha : he's unconscious not because of drowning but because of blood loss.

Itne me hi unhe motor boat ki awaaz aati hai aur wo dekhte hi ki vivek boat lekar aa gaya.
Dono rahul ko upar karte hai boat me aur furti me city ki taraf chal dete hai, natasha firse apni friend ko call karke car bhejne ke liye keh deti hai.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aaj ke liye itna hi guys!

Dhanyawad!
Yahoooooo..... Rahul is alive
 
Top