• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Akhir kyu? From hatred to love (with pics) (Completed)

Kya hero ne jo bhi kiya wo sahi kiya? (Voting aap sabhi 2-3 update pdhne k baad karna)

  • Hn sahi kiya

    Votes: 338 67.2%
  • Nahi, apni behan k sath aisa nhi krna tha

    Votes: 56 11.1%
  • Rahul nirdosh hai

    Votes: 90 17.9%
  • Neha nirdosh hai

    Votes: 19 3.8%

  • Total voters
    503

Werewolf

ʏᴏᴜ ᴍᴀʏ ᴄᴏᴍᴇ ᴛᴏ ʀᴇɢʀᴇᴛ ᴛʀʏɪɴɢ ᴛᴏ ᴍᴀɴɪᴘᴜʟᴀᴛᴇ ᴍᴇ
Supreme
11,470
89,428
259
Bhai ye Monica ka badla kya hai Maine kuch miss kar diya :rolleyes:ya Tumne koi spoiler dediya:toohappy::toohappy::toohappy:
Koi spoiler nahi diya hai bhai!
Shayad aap bhul gaye honge.
Update 56 dubaara padh lijiye!!
Samajh aa jaega!
 

Werewolf

ʏᴏᴜ ᴍᴀʏ ᴄᴏᴍᴇ ᴛᴏ ʀᴇɢʀᴇᴛ ᴛʀʏɪɴɢ ᴛᴏ ᴍᴀɴɪᴘᴜʟᴀᴛᴇ ᴍᴇ
Supreme
11,470
89,428
259
Update - 83

Ab tak...

Mukesh (nisha ke bhai) : arre nisha bolo! Kya hua? Kya bataane sabhi ko bulaaya hai?

Vineeta (anshu vanshu ki mom) : nisha? Kaho bhi!

Nisha (gehri saas lete hue) : aaj mene aap sabhi ko wo sach bataane ke liye bulaaya hai jisse mein 7 saal se chhupaati aa rahi thi...


Ab aage...

Lalita (mukesh ki patni) : kaho na nisha! Konsi baat?

Iss se pehle ki nisha kuch kehti utne me darwaaze par ekdum se koi andar aata hai,

"Mein late toh nahi hui na??"

Saamne tanisha thi, jaldbaazi me wo aayi aur abhi boht haaf rahi thi.

Nisha : sahi time par aayi ho beta! Aa jao! Baith jao!

Anshu (mann me) : yahi sahi time hai... Sorry rahul bhaiya! Sorry nehu! But ye zaroori hai.

Mukesh : ye kon hai nisha?

Nisha : ye... Tanisha hai! Rahul ki doctor.

Tanisha ko samajh aa gaya tha ki nisha ne usse abhi bahu kehke kyu nahi bulaaya. Shayad abhi pariwaar me sabhi question karne lagte isliye nisha ne abhi tanisha ko as a doctor hi bataya.

Tanisha iss baat se bilkul bhi dukhi nahi thi usse pata tha ki kya chal raha hai. Usse pehle hi nisha ki zubaan mil chuki thi ki wo iss ghar ki bahu banegi toh usse baaki baato se koi lena dena nahi tha. Usse pata tha nisha ki koi majboori hogi aur iss waqt usse nisha ki madad karni chahiye haa me haa mila ke.

Tanisha : jii mein tanisha. Mein rahul ko treat karti hu jab bhi usse chot lagti hai. I'm a surgeon at xxxxxxxxx hospital.

Rupesh (rahul ke tau ji) : surgeon? Kya baat hai! Kabiliyat tareef! Kya umr hai beta tumhari?

Tanisha : j..jii?? Mein...28 ki hone waali hu.

Rupesh : waah! 28 ki umr me hi ek surgeon!?

Nisha : wo do saal pehle hi surgeon ban gayi thi jeth jii.

Rupesh : kya baat hai!

Mukesh : par ye yaha par kyu?

Nisha : kyuki wo hamaari family member jesi hai aur rahul ko wo 7 saal pehle se hi jaanti hai.

Mukesh : ohhh!!

Taniya : jii bua! Aap kuch bataane waali thi?

Taniya ko toh pata hi tha sach. Wo bas sabke saamne na jaan ne ki acting kar rahi thi.

Vanshu : haa chachi! Hum sab sunn rahe hai. Kahiye!

Nisha (gehri saas lekar) : haa! Toh mein shuru karti hu...


Ab Nisha ki zubaani hum flashback ke through dekhenge...

*Flashback*

Baat 7 saal puraani hai, rahul gyaarvi class me tha aur neha aathvi class me. Inn dono ke beech boht pyaar tha. Ek normal bhai behan se thoda zyada. Khaaskar ki neha... Wo rahul se chipki hi rehti thi. Harr waqt uske aage peeche ghumna, usse tang karna, laadh karna, sab karti thi woh. Kuch zyaada hi obsessed thi rahul se. Rahul bhi kuch kam nahi tha ,beshumaar pyaar deta tha woh neha ko. Uske liye cheeze laana, gifts laana, usko ghumaane le jaana, harr kaam me uski madad karna. Ek ideal bhai ki tarah tha woh neha ki nazro me.

Par na jaane inn dono ke pyaar ko kiski nazar lag gayi. Yaha ye dono toh apni zindagi me tension free the par rajesh ki zindagi kuch sahi nahi chal rahi thi.

Rajesh apni naukri karke jab bhi ghar wapas aata toh kaafi chidh chidha vyavhaar rehta uska. Rajesh sharaab nahi peeta tha uske baad bhi ye chidh chidhapan kis liye tha ye nisha samajh nahi paa rahi thi. Rajesh bhi apne muh se kuch nahi bolta tha bas seedhe muh baat nahi karta tha.

Nisha ne kuch din ye soch ke iss baat par zyada nahi toka kyuki ho sakta hai kaam ka tension ho aur mood chidh chidha ho gaya ho. Par jab din ba din ye hona shuru hua toh nisha ko tension hone lagi.

Neha iss baat se poori tarah anjaan thi ki ghar me kya chal raha hai. Par rahul ne bhaamp liya tha ki uske dad kuch dino se sahi se behave nahi kar rahe. Rahul ek disciplined ladka hone ke naate parents ke beech me nahi bolta tha aur saari baatein apne andar hi rakhta tha.

Ek din rajesh jab apni naukri par gaye, iss waqt wo manager nahi the, keval ek employee the bank me. Stress, work load, frustration, inhi sab se roz jhoojhna padta tha rajesh ko.

Rajesh baitha hua kaam kar raha tha aur kuch soch raha tha, ki kese naukri me aage badha jae wo keval employee banke toh nahi reh sakta na hamesha!?

Tabhi uske bagal me uske hi bank me ek aur employee jo kaam karta raha wo aake baith gaya aur rajesh se baat karne laga.

"Aur bhai mishra sahab kya chal raha hai?"

Rajesh : arre kya batau ab shukla jii! Roz roz wahi panchayat. Kaam karo, logo ki samasyae suno, computer me dimaag khapao aur ghar chale jao. Kuch raha hi nahi hai zindagi me.

Shukla : bhai ye toh harr shadi shuda vyakti ki samsya hai. Khaaskar hum mardo ki.

Rajesh : ......

Shukla : wese... Tumko pata hai abhi jo khabar fel rahi?

Rajesh : kesi khabar?

Shukla : Arre tumhe nahi pata? Arre... Wo pandey ki beti hai na? Bhaag gayi kal ek launde ke saath...

Rajesh (shocked) : kya baat kar rahe ho?

Shukla : arre subah se uske hi charche ho rahe hai sabme... Pandey ki bhi toh galti hai.

Rajesh : isme pandey ki kya galti?

Shukla : arre itna chhoot deke rakha tha pandey ne usse. Ladkiyo ko itni chhoot nahi deni chahiye. Meri toh teen ladkiya hai par wo sapne me bhi aisi harqate karne ki nahi soch sakti. Mene itna darra ke rakha hai unko.

Rajesh : haa par hamaari bacchiya aisa kabhi nahi karengi...

Shukla : meri ka toh mujhe pata hai par apni beti par bhi dhyaan do zara. Ye ladkiya boht hi chikallas hoti hai. Mere ghar me teen teen paida ho gayi. Ab ek na ek din unhe jaana hi hai ghar chorr ke. Unki shaadi ka kharcha alag, upar se shadi ke pehle unke kisi aere gerre ladke ke pyaar me pad jaane ka darr, kahi kuch gadbad na ho jae uska darr.

Shukla aur rajesh ki baatein yadi abhi koi sunta toh wo asaani se dekh ke ye bata deta ki shukla abhi rajesh ko bhadka raha tha.

Rajesh : matlab?

Shukla : matlab yahi ki ladkiya boht chikallas hoti hai. Meri socho... Mein toh lutt hi jaunga
Teen teen ladkiyo ki shaadi. Ladkiyo ko hamesha sakhti se rakho.

Rajesh : par meri neha boht acchi hai. Usme koi kharaabi nahi hai. Meri pyaari bacchi hai woh.

Shukla : bacchi sab pyaari hi rehti hai mishra. Par jab ye badi ho jaati hai na toh inki harqate shuru ho jaati hai. Palat ke jawaab dena, chote chote kapde pehn na, raat me party me jaana, aur na jaane kya kya. Iss se pehle ki haath se nikal jae inhe apne control me rakhna.

Rajesh : ........

Shukla : bechaara pandey! Mera kareebi hai wo toh. Mein jaata rehta hu uske ghar. Kuch din pehle gaya tha toh uski ladki mere saamne hi pandey se zabaan lada rahi thi ab batao.
Aur kal batao ek aere gerre launde ke saath bhaag gayi. Poore aas pados me thu thu ho rahi hai pandey ki. Kherr! Yadi wo khud hi thodi sakhti barakta toh ye anjaam nahi dekhna padta aaj usse... Kyu hai na?

Rajesh : huh? Haa...haaa!

Rajesh jo khayalo me khoya hua tha ekdum se haa me haa milaate hue kaha.

Shukla : kaam se kabhi araam bhi le liya karo rajesh. Kya kehte ho? Kaam ke baad chaloge? Thoda khaane peene bole toh?

Rajesh : mein sharaab nahi peeta...

Shukla : arre mat peena, bas kha lena kuch. Kuch aur bhi log chal rahe hai. Chal do, thoda accha mehsoos hoega.

Rajesh ne bhi socha ki din ba din kaam ki wajah se uska dimaag wese hi kharaab rehta hai, thoda ghum lega toh accha mehsoos hoega usse.

Rajesh : accha theek hai!

Shaam hui, bank me employees ne apna apna kaam khatam kiya aur sabhi khaane peene ke liye ek acche se hotel gaye jaha drinks bhi serve kari jaati rahi.

Sab hassi mazaak karte hue snacks ka lutf liye, rajesh ne ghar par phone karke bata diya ki wo late aaega.

Shukla : lo bhai rajesh! Peeyo!

Rajesh : mein nahi peeta shukla saab bataya tha aapko.

Shukla jo ki pehle hi thode nashe me tha aake bagal me baith gaya aur zabardasti aadha glass bhar diya.

Shukla : thoda sa hi pee lo rajesh. Ye jadibooti hai. Yahi toh hum sab ki zindagi ko maze se bharti hai. Yadi ye na hoye toh hum sab toh parivaar aur kaam ke bojh ke neeche dab ke marr hi jae.

Rajesh : accha!?

Shukla (nashe me) : pee ke toh dekho! Mein boht lachaar hu rajesh... Mujhe saala... Saala teen teen ladkiya ho gayi. Ek bhi ladka nahi. Kaash... Kaash meri betiya na hoti

Rajesh : ye...ye kya baat kar rahe ho shukla saab?

Shukla : haa rajesh! Ye baat tumhe tab samajh aaegi jab tum isko dhyaan se dekhoge. kabhi apni beti ko dhyaan se parkha hai? Kis ke saath uthti baithti hai school me? Kon uske dost hai? Kis se baat karti hai phone par? Ek din bhaag gayi toh kya karoge rajesh? Bolo?

Rajesh (thoda gusse me) : ye kya bakwaas kar rahe ho aap? Neha meri bacchi hai! Mene usse kya sanskaar diye hai ye mein jaanta hu acche se.

Shukla : accha? Toh mera jawaab do na? Yadi... Yadi wo bhaag gayi tab tum kya karoge?

Rajesh : mein...

Shukla : hahaha! Nahi hai na jawaab? Ye lo ab piyo thodi sii. Aise samay me sirf yahi madad karti hai.

Rajesh ne ek baar glass ko dekha kuch socha aur fir utha ke peene laga, uske aisa karte hi shukla ke chehre par ek ajeeb sii muskaan thi.

Darasal sacchayi toh ye thi ki shukla ki teen betiya zaroor thi aur wo unse pareshan bhi tha ki unka kharcha aage chal ke shadi me boht lagega. Par uss se zyada usse iss baat se jalan rehti thi ki rajesh ke paas rahul jesa ladka tha.

Rahul aksar bank aaya karta tha, bank me rajesh ke sabhi dost rahul ko jaante the aur usse ek boht hi acche ladke ka title diye hue the. Rajesh ko bada proud hota tha jab bhi wo rahul ko apne dosto ke beech khada karta tha.

Par shukla issi baat se aur jal bhun jaata. Ek toh uska koi ladka nahi tha aur upar se teen teen ladkiya, uska dimaag sahi se kaam karna band ho gaya tha. Aaj usne socha ki yadi wo manager ban gaya toh aage chal ke apni ladkiyo ki shadi karne ke baad uske paas kam se kam kuch toh bachega. Par yadi sirf employee hi raha toh beshaq wo toh lutt jaega future me.

Aur uske raaste me sabse bada kaata tha rajesh.
Rajesh ko hata toh nahi sakta tha shukla par usko maansik roop se usse tanaav me zaroor daal sakta tha aur aaj wo yahi karne ka soch ke aaya tha.

Apni baato se usne Rajesh ko sharaab pila pila kar uske mann me ek naya vichaar ghused diya ki ladkiya ek bojh ki tarah hai. Rajesh bhi na chaahte hue uska dhyaan baar baar neha aur uske future par hi jaa raha tha aur fir pandey ki beti bhaag gayi uss baat se uska sar aur dukhne laga.

Saare employees khaa pee kar hotel se jaa chuke the par rajesh aur shukla abhi tak baithe hue the. Shukla kaan bharta aur sharaab ka glass bhi... rajesh ne kaafi sharaab pee lii thi.

Aur abhi wo gaadi chalaane ki haalat me nahi tha. Iss waqt rajesh ke paas koi car nahi thi. Sirf bike thi. Car toh rajesh ne manager bann ne ke baad lii thi.

Shukla ne usko hidayat dii ki wo kuch derr yahi rahe aur jab nasha kam ho jae toh wo ghar chala jae.

Shukla hotel ke manager ko bata gaya ki rajesh ko yahi par rukne diya jae aur raat me usse utha kar ghar bhej diya jae.

Yaha rajesh ka din toh kuch iss prakaar guzra par ghar me shaam se lekar raat tak kya hua wo bhi jaan lete hai...

Jab Shaam ka waqt tha, thodi thodi aandhi chal rahi thi, patte aur dhool udd ke ghar ke dwaar se andar ki or aa rahi thi, neha ne uth ke forun gate ko band kiya.

Neha : bhai! Aaj kitni aandhi chal rahi hai...

Neha ne door lock karte hue rahul se kaha jo ki wahi sofe par baitha hua laptop me kuch kaam kar raha tha,

Rahul : ......ky : bhai???

Neha ke kayi baar kehne par bhi jab rahul dhyaan nahi deta toh neha chidhte hue aati hai aur uski godi me uski taraf muh kar ke baith jaati hai, aur uska chehra apne haatho me le leti hai,

Rahul ko bhi mehsoos ho raha tha ki ab uski behan badi hone lagi hai, uski chhathi pe neha ke halke ubhre hue stan jo tike the.

Neha : bhai???

Rahul : gudiya! Kya kar rahi ho tum? Mein kaam kar raha hu na...

Neha : tum ye baar baar tau ji ka toh kahi dad ka kaam kyu karte rehte ho? Tum abhi sirf school me hi ho. Tumko ye sab kaam toh bade hoke karna chahiye na, fir dad log tumko itna kaam kyu dete hai?

Rahul : ab mein bada hu toh mujhe toh karna hi padega na?

Neha : wahi toh bol rahi hu mere bhai!! Tum abhi sirf 11th class me ho, fir ye list wagarah banaana dad tumko kyu dete hai? Tumhari umr abhi padhne ki hai, ye sab karne ki nahi. Pichli baar tau jii ne tumhe dusre sheher bhej diya tha kaam ke liye aur wo bhi akele.

Rahul : wo toh chota sa kaam tha gudiya aur wese bhi wo sheher koi boht dur nahi tha.

Neha : ohh accha? Kon se parents ek 11th class ke student ko dusre sheher bhejte hai apne kaam ke liye? Aur wo bhi tau jii ne bheja. Dad ne mana tak nahi kiya unko. Hmph!!

Rahul : accha meri gudiya mujhe maaf kar de...

Neha : tum ab se inke kaam nahi karoge... Mujhe accha nahi lagta. Samajh gaye na?

Rahul : jesi aapki aagya meri maa...

Neha : hihihi...

Neha aage badh ke rahul ke gaalo par kiss kar deti hai aur uss se gale lag ke uski chhati me apna sar rakh ke chipak jaati hai,

Neha : aaj boht aandhi chal rahi hai bhai...

Rahul uska sar sehlaate hue kehta hai,

Rahul : hmm!!

Neha : aaj kuch bura hoega kya?

Rahul : tu faaltu baatein mat soch! Bas enjoy kar.

Neha : hmm!!

Neha : bhai???

Rahul : hmm!?

Neha (blush) : you love me na??

Rahul (smiles) : ye bhi koi puchne ki baat hai gudiya?

Neha : hihihi! I love you too!!

Raat ko neha sone chali jaati hai 9 baje hi, thodi boht baatein nikita se karti hai uske baad sone chali jaati hai.

Idhar nisha aur rahul sofe par baithe baat kar rahe the,

Rahul : dad abhi tak nahi aae mom? Roz toh wo 8 baje aa jaate hai.

Nisha : haa beta! Mene phone kiya tha, keh rahe the ki 10-11 baje tak aaenge.

Rahul : 10:30 toh baj hi gaya hai mom.

Nisha : haa! Tu ab soja. Wo aa jaenge. Mein bhi apne kamre me thodi derr let leti hu.

Rahul : bas abhi chala jaunga, ye kaam hone hi waala hai.

Nisha uth ke apne kamre me chali jaati hai, rahul bhi kaam karte karte kab wahi sofe par halki neend me chala jaata hai usse pata hi nahi chalta.

Idhar 10:45 pe hotel me manager aake rajesh ko tatol ke hilaata hai toh rajesh hosh me aata hai.

Manager : sir! Ab aapko ghar jaana chahiye! Kya aap pehle se refreshed feel kar rahe hai? Ye paani aapke liye...

Rajesh : huh?? Ohh!! Haa...

Paani peeke rajesh apna chehra thoda dhota hai par abhi bhi nasha usme bacha hua tha. Usne gaadi uthaayi aur tezz toofan me gaadi chalate hue rajesh ghar ki or nikalne laga.

Jab rajesh ghar pohucha toh kaafi geela ho chuka tha. Nisha ne darwaaza khola aur dekh ke chaunk gayi. Rajesh upar se neeche tak geela tha. Tezz badal garaj rahe the, bijli chamak rahi thi. Nisha ne forun bag leke usse andar aane diya.

Saamne sofe pe rahul soya hua tha halki neend me. Rajesh ne ek nazar usse dekha aur andar bedroom me kapde badalne chala gaya.
Nisha ne towel dii aur rajesh apne baal hi sukha raha tha...

Nisha : aaj kya hua? Aap itna late aae? Kal neha ka birthday hai pata hai na aapko?

Neha ka naam sunte hi shukla ki baatein firse rajesh ke mann me mandraane lagi. Halka nasha toh usse abhi bhi chadha hua tha kyuki usne pehli baar jo pee thi. Hangover abhi hata nahi tha.

Rajesh : pata hai na nisha! Baar baar kyu lagi ho ussi baat ke peeche?

Nisha : arre!? Par mein toh aapko sirf yaad dila rahi thi. Aap late kyu ho gaye?

Rajesh : ab ho gaya late! Harr cheez batau kya tumhe?

Nisha : arre?? Mein toh sirf puch rahi hu na?

Rajesh : yahi toh problem hai. Naukri karne jao waha sar thapao, ghar aao toh yaha tum sar khaati ho, aadmi jae toh jae kaha. Kya mein bina batae kahi ghumne firne bhi nahi jaa sakta kya?

Nisha (bauhe sikodte hue) : par mein toh aapse sirf puch rahi thi. Baahar baarish itni ho rahi hai. Chinta lagi thi isliye pucha mene...

Rajesh : mujhe pata hai kya karna hai. Chinta ke naam pe har waqt peeche pad ke mujhse sawaal jawaab nahi kiya karo...

Nisha : arre... Par... Wo toh neha ka kal birthday hai isliye mene pucha ki aap itni late kyu aae? Kya aap baat karne gaye the kya hotel me? Usse surprise dena hai kya? Ya fir kuch aur kaam tha? Bas itna hi toh puch rahi hu mein.

Rajesh : koi surprise dene ke liye nahi gaya tha. Dosto ke saath gaya tha enjoy karne... Kya galat kiya?

Nisha jo dekh rahi thi ki rajesh bolte waqt thoda ladkhada raha tha wo samajh gayi ki rajesh aaj pee ke aaya hua hai.

Nisha (shocked) : aapne sharaab pii??

Rajesh : haa pii hai! Kya kar logi tum?

Nisha : kyu pee aapne?

Rajesh : mera mann! Tum aur tumhari ladki...

Nisha : neha kaha se aa gayi beech me?

Rajesh : arre! Kaha se nahi aayi ye pucho? Harr waqt enjoy karna, kiske saath uthati hai baithati hai school me hume kya pata? Wo lucky haramkhor uss din parents teacher meeting me ghur ke dekh raha tha isko...

Nisha (shocked) : arre toh? Toh aap kisi ki bhi baat ka kya matlab nikaal rahe ho?

Rajesh : kisi ki bhi baat ka? Arre! Kal wo pandey ki ladki bhaag gayi kisi lafange ke saath.

Nisha (shocked) : k..kya??

Rajesh : haa! Apni ladki ko zara control me rakho! Samjhi?

Nisha (uchi awaaz me) : hamaari ladki aisi nahi hai. Aapne soch bhi kese liya...? Chhi! Aapke mann me khayaal bhi kese aaya neha ke liye aisa...

Inn dono ki behas me rahul ki neend khul chuki thi. wo forun utha aur bedroom me jaake dekhna chaah rha tha ki chal kya raha hai par dono ki awaaz sunkar usne apne kadam gate ke baahar hi rok liye aur sunn ne laga.

Rajesh : bas yahi toh dikkat hai tumlogo ke sath, kabhi apni galti maan na hi nahi hai!

Nisha : kya galti? Kesi galti? Aap hosh me toh ho?

Rajesh : yadi neha ek din bhaag gayi toh kya karogi?

Nisha (tezz swar me) : aap waahiyaat baatein kar rahe hai. Aap nashe me hai.

Rajesh : jawaab nahi hai na? Sahi kaha mene ekdum! Ladkiya sahi me chikallas hoti hai

Nisha (gusse me) : aap...

Rajesh : kaash neha paida hi na hui hoti.

Rajesh ki baat sunke na keval nisha balki baahar khada rahul bhi stabdh tha.

Rahul : (dad? Kya bol rahe hai ye? Mom ki baat se lagta hai dad hosh me nahi hai. Par abhi raat me ye sab? Kal gudiya ka b'day hai. Ye sab kyu ho raha hai? Mujhe laga hi tha dad ke saath kuch gadbad chal raha hai...)

Abhi rahul kuch aur sochta iss se pehle hi bagal me neha ki room ki light ekdum se jal jaati hai, neha jo ki behas ki awaaz se uth chuki thi wo yahi soch rahi thi ki kya baatein ho rahi hai itni raat me dad aur mom ke beech.

Aur wo aage badh ke dekhne jaane lagti hai. Baahar khada rahul forun alert ho jaata hai.
Usse neha ki parchai darwaaze ke neeche se paas aate hue dikh gayi, usse pata chal gaya ki neha idhar hi aane waale hi aur lagta hai neha ne rajesh ki baat bhi sunn lii hai.

Rahul : (ohh no! Gudiya!? Lagta hai gudiya ne sunn liya hai? Aur ab wo jhagadne jaa rahi hai. Mein aisa nahi hone de sakta. Kya beetegi uspar jab usse pata chalega ki dad ne uske liye kya kaha hai? Hargiz nahi! Kal gudiya ka b'day hai mein...mein aisa nahi hone de sakta. Haa...)

Rahul ekdum se bedroom ka darwaaza khol deta hai aur andar chala jaata hai jisse dekh nisha sir rajesh chakit reh jaate hai.

Rahul : kya dad? Aapne meri baat kyo keh dii??

Neha uth ke aage badhti hai aur apne kamre ka darwaaza kholti hai, aur wo mom dad ke kamre me jaane hi waali thi ki uske kaano me rahul ki awaaz padti hai aur wo wahi rukk jaati hai,
Rahul bhi mom dad ke kamre me hi tha?

Neha kaan laga ke sunn ne lagti hai toh usse kuch ye sab sunayi deta hai,

Rahul : ......baat kyo keh dii??

Nisha : kya matlab??

Rahul : matlab sahi hi toh kaha. Par ye mere jazbaat hai. Kaash neha paida hi nahi hoti...

Neha ki aankhein chaudi ho jaati hai apne bhai ke muh se aisi baat sun kar...

Nisha (chilla kar) : rahul!! Ye kya bole jaa rahe ho tum? Hosh me ho ki nahi?

Rahul : hosh me toh ab aaya hu mom! Kaash! Sirf mein hota... Neha nahi. Toh kitna accha hota na?

Nisha (gusse me) : tumhe kya ho gaya hai ekdum se? Aaj ho kya raha hai ghar me? Kesi bakwaas baatein kar rahe ho?

Rahul : haa na mom! Sirf mein hota... Toh kitna accha rehta. Mujhe koi behan wagarah nahi chahiye thi... Par aapne mujhe ek behan dedi. Mujhe woh bilkul bhi pasand nahi hai mom...

Neha ke shareer me roye khade ho jaate hai apne bhai ke muh se aisi baatein sun kar, usse yakeen hi nahi ho raha tha ki rahul uske baare me aisa keh raha hai.

Tabhi rahul palat kar darwaaza khol deta hai aur neha khadi hui sabko dikh jaati hai, uski aankho me aasu the, uske perr kaap rahe the, uska badan sihar raha tha.

Jese uss se uska sab kuch chheen liya ho. Neha ko dekh nisha ke hosh hi udd gaye, saath hi saath rajesh ke bhi.

Nisha : ne... Neha???

Neha (kaapte hue) : mom?? Ye sab kya chal raha hai? B..bhai?? Ye... ye tum kya keh rahe the abhi? Haa? Mazaak kar rahe ho? Haha!! B'day surprise dene ke liye... Hai na??

Rahul usse ghurte hue aage badhta hai aur uski aankho me aankhein daal ke kehta hai,

Rahul : ohhhh! Toh tumne sab sunn liya?? Mujhe laga tum nahi sunn paogi. Kherr ab jab tumne sunn hi liya hai toh isse apne dimaag me baithal lo... I hate you!!

Neha ka shareer firse kaap uthta hai, jis bhai se abhi woh kuch derr pehle pyaar karne ki rae le rahi thi, wahi bhai usse keh raha tha ki wo usse hate karta hai, yaha tak ki wo toh chahta hi nahi tha ki uski behan paida hoye.

Neha : keh do ki ye jhooth hai ... Bhai... Keh do ki ye jhooth hai ... Aapne abhi bahar kaha tha mujhse... Ki... You love me. You love me right? Ye sab jhooth hai...

Rahul ek kadam aage badhaata hai toh neha ek kadam peeche chali jaati hai,

Nisha (chilla kar) : rahullll!!!

Rahul : nahi! Wo toh sab naatak tha meri gudiya. kaash tu paida hi nahi hui hoti neha...
I just hate you!!! Ya fir tu... Haha!!

Rahul fir se ek kadam aage badhaata hai, aur neha firse peeche chali jaati hai, wo poori tarah se ghabrayi hui thi aur sihar rahi thi.
Poora chehra aasuo se bheega hua tha. Wo toh yaha awaaz sunn ke aayi thi, ye sochke shayad uske liye sabne surprise prepare kiya hoga par yaha toh kuch aur hi scene tha jiski umeed shayad neha ne kabhi nahi kii hogi.

Rahul (dheere se kaan me) : ya fir tu...swarg sidhaar gayi hoti??

Neha zorr se chilla kar rone lagti hai aur tabhi nisha aage badh ke rahul ko do thappad raseed deti hai aur chillaa ke usse baahar nikaal deti hai,

Nisha neha ko lekar room me chali jaati hai aur rajesh rahul ko lekar room me chala jata hai.

Rajesh ki aankho me aasu the. Wo isliye kyuki rahul ne saara ilzaam apne sar liya. Rajesh rahul ki boht qadr karta tha, aur issi wajah se wo apne hosh me aa gaya. Rahul ki aankho me bhi aasu the.

Rajesh : rahul??

Rahul : dad! Mene jitna ho saka utna bacha liya. Ab aage aapko sambhaalna hai. Dubaara aisi harqat kabhi mat karna.

Rajesh ko apni galti ka ehsaas forun ho jaata hai aur wo rote hue rahul ko pakadte hue khud ko kosne lagta hai.

Rajesh : tujhe ye sab karne ki kya zaroorat thi beta?

Rahul : zara sochiye dad! Ek ladki ka baap yadi ye keh de ki wo paida hi nahi hui hoti toh usse kesa lagega? Shukr manaiye ki mein samay pe aa gaya. Neha ne shayad aapki baat sunn lii thi aur isliye mujhe ye kehna pada ki aap meri baat kyu keh rahe ho? Taaki usse yakeen ho jae ki aap nahi balki mein chaahta hu ki wo paida hi na hui hoti.

Rajesh : .......

Rahul : maa baap ka saath rahega toh gudiya survive kar legi. Mene usse janam nahi diya hai, mere kehne ka usse bura lagega boht par dheere dheere wo mujhe bhool jaegi. Par yadi ek baap hi usse aisa kahega toh uska asar kayi hadd tak zyada rahega. Shayad wo survive hi na kar pae. Ab aapko aur mom ko kasam hai. Aaplog usse kuch bhi nahi bataenge. Ab aisa hi chalne dena. Wo mujhe bhool jaegi but atleast uski shaadi ke baad aap log toh touch me rahoge uske. Ye sahi ending hai.

Rajesh kuch bhi bolne layak nahi tha wo bas apne ko hi dosh de raha tha.

*Flashback ends*

Nisha : aur yahi hai sacchayi...

Nisha ne jese hi bolna band kiya uski aankho me aasu the, saamne baithe sabhi log sach jaan ke stabdh the, ladies me sabhi rone lagi, mukesh aur rupesh jese tese khud ko sambhaale hue the.

Nikita (rote hue) : ye yaha pe hi khatam nahi hota aunty... Mujhe bhi kuch kehna hai!!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aaj ke liye itna hi guys!

Dhanyawad!
 

Werewolf

ʏᴏᴜ ᴍᴀʏ ᴄᴏᴍᴇ ᴛᴏ ʀᴇɢʀᴇᴛ ᴛʀʏɪɴɢ ᴛᴏ ᴍᴀɴɪᴘᴜʟᴀᴛᴇ ᴍᴇ
Supreme
11,470
89,428
259
Jabardasttt updates bhai
Ab agale update me pata chalagi sachai.

Bhai ek request hai ap jald se jald update dena agla.
Love you bhai ji achchha laga padkar
Raaz abhi baki h full suspense bana diya h lagta hai es vajah takdi hi h kuchh.
waiting for the next update.
Excellent mindblowing superb fantastic update.....................?
keep posting....................?
waiting for next update..................?
Nice update bhai ab to ye raj khul hii jayegi aur rahul Sri Lanka ja raha hai apni bibiyo ko leke isiliye sayad waha branch khulbaya hai
Achcha update tha bhai

lagta hai ki ab is Kahani ka end Aane Wala Hai Lekin Fir Bhi Main yah chahta hun bade bhai ki aap kam se kam Neha aur Hero ke bich Hui anban par update do ki Bajaye Ek update hi Den jisse Ki suspense Jyada na pahle aap ki kahani bahut badhiya hai aur itne time se Ham ISI update Ka Intezar Karte a Rahe Hain Ki Aakhir Hero aur uski bahan ke bich mein kaun si Aisi Baat Hai Jiski vajah se unke bich Mein Itni Nafrat Bani Hui Hai To ab Jab is Kahani ka pata hone wala hai please ek hi update Mein khatm kar den
Awesome updates
Superb update
Sabhi chutiyape se hatke hai ye story
Very nice
Plot is fantastic and character portrayed is basically flawless no over reaction no crying and exaggeration
????
Keep it up bro
Seriously BRO
Ab heart attack Kar ke marvaoge Kya en vakt pe update close Kar diya but fir b tassali hai ki agle ek do update me about ye raaz b khul jaega BTW NICE UPDATE
[/QUOTE]
Nice update bhaii bhot awala maza aya giea bhaiii ab new upbate ka intazar ha
Mind blowing update bhai.....
Neha ka to samjh mai aaya lekin Rahul ke papa ko kyu nahi pata chalna chahiye ki sabko Razz pata chal raha hai aur Neha aur Rahul ki duriya kam hone waali hain,
Aur Anshu ne last mai jo kaha usse to yahi lagta hai ki pehle bhi Rahul ke mummy ne unki side li thi jisse abhi ye halat hain :hmm:
Behad hi shandar or jabardast update bhai.
Bahut khoob superb.

Aage ka intjaar
good one keep going
Nice update
Nice Update Bhai
Aaj ka Update padhne ke Baad lag raha ke abhi bhi ye Raaz Sirf Family Waalo Ko hi Pata chalega Readers ko nahi jaisa pahele Taniya aur Anshu ko Pata chala tha Readers ko nahi aur shayad Rajesh hi is sab ke piche hai jis ka Raaz chhupane ke liye Rahul ne Sara ilzaam apne Sar par le liya aur ab tak Neha ki Nafrat ko sahta Aaya hai dekhte hai aage kya kya hota hai.
Waiting for the next Update Bhai
Nice update
bhai aysi stithi me lakar chhor dete ho na ki curiosity aur v jada badh jati hai
Awesome update
Kaafi interesting story hai ??
Nice update ?
tow aakhir woh din aa hi gaya jo uss raaz se parda uthekaga ki 7 saal pehle kia huwa tha jisse Rahul aur Neha k jhagde ki wajah thi jis wajah neha rahul se nafrat kekerti
iss parde ko uthne ka bahot besabri se intizar h dost
excellent update brother
thanks for lovely update
Marvelous update .ab lag rha hey finally Kuch Hoga.lekin Kiya neha Ka mana inta asan Hoga? Kiya pata abhi jo ho osse bhi bada issue ho jai..or bhia Apne 2 sal Ka jump liya story Mey ..sab Ka thora Thora Kuch pata batai apney..lekin Master or Uske related like Uske secretary and beti and her friend Ka jikar nehei Kiya???
Behad hi shandar or jabardast update bhai.
Bahut khoob superb.

Aage ka intjaar
Superb update bhai ..
Lekin hum aapse naraj huye..
Rahul aur neha Ka sach bata dete abhi hi
Kaiko update end Kar diya :verysad:
Ye anshu Kuch jyada hi dimag laga rahi hai..
Agar ye sach Rahul ko pata chala to gussa ho jayenga..
Chalo dekhte hai kya batati hai..nisha
:waiting:
Fantastic update
Bhai agla update kab aaega
nice update, waiting for next update.
OK bhai waiting
Kya aaj update aayega
ok bhaii intazar ha 15 ko update ka
To Iska Matlab jald hi is Story ka End hone wala hai.
Ye to hum bhul hi nahi sakte bechari neha ka flashback to uske liye darawana tha to hamare liye shocking
Now we wait for the update
Waiting for next update
Eagerly waiting bhai
Bhai ye Monica ka badla kya hai Maine kuch miss kar diya :rolleyes:ya Tumne koi spoiler dediya:toohappy::toohappy::toohappy:
Padh liya apne mom dad ka badla lena hai.
Thanx bro warna mai suspense mein hi matta:thanks:
Bhai update ka intzar hai ,kab tak aayega
Bhai waiting
Update has heen posted guys!!
 
Top